Re: Jaiza; GDP (Gross Domestic Products) Reports sy economical measure ki Calculation
Gross Domestic products (GDP) report ek Bureau of Commerce ki traf se introduce ki jany wali report hoti hai jo ky monthly ya quarterly basis pe introduce ki jati hai aur is mein pury country ki Consumption details, investments details aur Net Exports details ky bary mein ek report di jati hai. Jis ka andaza laga kar market mein fundamental analysis ky through market mein next movements ko predict kia jata hai aur next support ya resistance ko statistical data ki help se predict kia jata hai.
Is report mein domestic levels tak consumptions ko dekha jata hai aur un consumptions ko Industrial investments aur government job holders ki pays aur employment rates waghera se compare kia jata hai. Isi trha mulk ki net exports ( Exports - imports) ka jaiza lia jata hai. Agar net exports Imports se zeada hain to yeh strong GDP ki report deta hai jab ky agar imports zeada hon to GDP mein down dekha jata hai. Sur is trha currency mrin downfall expect kia ja skta hai. In tmam details ko mad e nazar rkh kar GDP report bnae jati hai.
HIGHER GDP THAN PREVIOUS ;
Agar newly released GDP report higher reading show karti hai to is ka matlb yeh hai ky currency ki worth mein increase aa skta hai aur market mein downgraded currency ki worth mein increase aapko buying ky signals deta hai. Is trha us currency pair mein aap us specific currency ko buy karny mein profits gain kar skty hain aur us pair ki movement Bullish Trend mein jati hai.
LOWER GDP THAN PREVIOUS ;
Newly released GDP report mein Lower readings us country ki higher expenses aur lower productivity ko show karti hai jis ki wjha se market mrin us currency ka downfall dekha ja skta hai. Is trha currency ky down jany par aap market mein selling mein profits gain kar skty hain. Is trha agar aap fundamental analysis complete kar ky market ky GDP report ky mutabiq selling karty hain to aapko good profits gain ho skty hain.
Market mein large group of investors aur market mein regular professional traders GDP reports ka wait karty hain ajr in reports ko aony analysis mein shamil kar ky trsdes lagaty hain. Aur kabhi bhi market mrin GDP report ky against trade enter nahin karty. Is trha ki trade aapko market mein major swings par achy profits deti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим