Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Re: Scalping kya hy? Jaiza

    ji members kya hal hain aapke ummid karti hun aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge jaisa kya aapane aaj scalloping ke bare mein poochha hai ji bahut hi knowledge Karen per matric question hai aur bahut acchi tarah se logon ko jata haiaur senior member ko bhi chahie ki vah apni raat ko ISI tarah se Hi post Karen ke bahut sare log se fayda sarkar aur apne information mein ijaafa Karen scalping se murari hai ki cal pakka nahin hota hai ki agar Ham pura se Jude ma'am kam ko bahut jyada acche se nahin kar rahe honge aur bakre bakre se bar bar pura open karke Karen honge to his calling mein chamar hoga aur scalping se nahin to hamen fayda hoga welcome apna time Jaya kar rahe honge per kya mein chahie ki Ham scalloping na Karen Bal ke kam ko is tarah Karen Kay Ham 2 ya 3 ghante baithkar ek dafa aaegi bahut acche se apne kam ko forex per Karenagar aap is tarah se nahin karte aur apne kam ko acche se nahin karte aur tu jo se nahin karte ho to yah scalloping kehlata hai apne kam ko hardworking ke sath aur acche se karne ke liye bahut jyada jaruri hota hai kya mujhko khalo Karen aur usko aur apne kam ko bahut acche se Karen aur apne information on our bich mein jakar Karen aur apne senior se gadi lekar unko karlo karte hue apne karm ko Karan aur scalloping se bache
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Re: Scalping kya hy? Jaiza

      dear short time me big profit Hasil krny Kay leay effort karna aur small time be best earning Ka process scalping kehty hen lekin hamen is sy ye Yaad rakhna chye Kay ap is sy nuqsan but zada ho skta Hy aur loss zada ho by sy small time me ap ka account wash ho skta hay ham is makret main kaam nai kar skatay hain qk jub ham is makret say kuch kama nau saktay hain hamain is main kaam karnay ka koi faida nai hay jis main jub tak hamko earning nai milty hay ham is makreet main kabhi kamyaab nai ho saktay hain makreet main achi invest k sath to har koi yeh faisla asaani say lay sakta hay k jaldi say buy ya sell ki entery lay lay aur jitn aho skata hay profit hasil kartay huway is markeeet say out ho jaye laikin asal jo baat hay k ham makreet main tab he netery lain jub hamko hamaray knowledge k mutabik sahi entery ka time possibal ho is liye jub tak ham is baray main confirmations na hasil kar lai tab tak hamain is makreet main kabhi bhi kisi bhi surat main koi entery nai laini chaye aur agar ham aisa kartay hain to hamain is makreet main kaam karnay ka bhi koi faida nai hay aur sath sath jo kuch hamaray pass hay usay bhi ham bahut jald lose main change hotay huway daikhaingay is liye mairay khyal say haman aisi situations say bachnay k liye markeet main aik planing k sath kaam karna chaye jis main hamain market main aik acha experience hasil hota hay aur ham isko har din har haftay k hisab say samjhtay jatay hain aur tba he is markeet main hamain kaam karnay ka bhi faida hay jisk liye hamara khud k mined ka strong hona lazmi hay jis main hamaray pass achi invest ka hona lazmi hay agar yeh situations hain to is makreet main kaam karnay jaisa aur koi bhi kaam nai hay Trade open karne se pahle strategy bhi select ki jaati hai short term trading strategy use ki gai hai long term trading method hai ya phr humne trading ke liye scalping trading strategy select ki hai yah hamare analysis par planning per depend karta hai. Forex trading market ma knowledge bhi chye aor experience bhi chue utna he role confidence ka bhi hai Trailing stop scalping ya hedging ma use nhi ho skta hai intra day trading ma ya long twrm ma use kia ja skta hai. Forex trading market mein difficult data ko after karne ke liye hamen mein mushkil hoti hai international economical factor and indicators score understand karne ke liye hamare pass trading jinko indicators and oscillators kaha jata hai.
       
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #93 Collapse

        Re: Scalping kya hy? Jaiza

        Assalamu Alaikum, g dear ap ka sawal acha Hy, scalping Forex me jald baz traders ki sab sy commonly use hony wali stratgye hy jis ka simple mqsad Kuch Der me maximum lot size Kay sath volatile market me quickl entry aur profit lay kar foran exit Hona lekin ye aik risky way of trading hy is strategy me agar dakha jay to ye aik professional strategy hy jis me aik din ki movement Kay mutabik ap apni stratgye aur trades ko execute krty hen kyun Kay ap is me asani sy Kam kr skty hen aur next movement ko predict ke skty hen News trading bhi aik string working stratgye hy jis me koi bhi trader Achi earning ke skta Hy kyun Kay is me Kam krny Kay leay ap ko efficiency dikhana Hoti hy jesy hi market me koi effective news ati hy ap ki market par news Ka effect dakhny Kay baad apni trade open krna chye trading strategy takreeban har trader hi use krta kyun Kay jab aik specific movement Hoti hy to ham mostly isi ki next swing me trade place krty hen jis me ap ko asani sy achi trading Ka faida lay skty hen aur Kisi bhi movement me continuously next candle me entry lay skty trend Trading Sab sy commonly use hony wali strategy trend ko follow krna Hoti hy is jis me ap Kisi bhi trend Kay sath continuously chalty hen aur aik long term trade me trend st best profit Hasil kar skty hen successful hon knowledge or experience hasial kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey forex mai hamy stochastics or bollinger bands ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar kam karty howe bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading be kar sakty hain market bolliner band k andar aa k close candle to aus time hum ko apni trade close kar deni chaye ais mai ye hai k humri zayda tar trades profit mai aati hai kun k ais mai ye hai k hum ais mai bahot hi over ho jaye to aus time entry lety hai jis ka faida ye hai k humri trade kam az kam 10 pips to profit mai aati hai jis se hum trade asani se nikal sakty hain aor ais strategy mai ye hai k ye trade bahot kam nazar aati hai magar jab ye trade banti hai to hum ko accha profit dy jati hai.
        • #94 Collapse

          Re: Scalping kya hy? Jaiza

          Scalping
          Scalping forex trading me wo trading strategy hai jis me traders short bulke very short term ki trading karta hai. Scalping trading ka kaam pora din jari rehta hai q k is me traders pairs ki spike movements ka intezar karte hen. Forex trading me scalping strategies me kisi bhi qisam ki analysis shamil nahi hoti hai. Aur is buisiness me hum bas trade sirf currency ya kisi commodities ki movement pe hi istemal karte hen. Scalping trading strategy ka duraniya aam tawar par 5 minutes se kaam hi hota hai aur kabhi kabhi to ye seconds me bhi hota hai. To ye aik bagher analysis aur bagher kisi knowledge ki trading strategy hai.
          Benifits of Scalping
          Scalping trading strategy aam tawar per very short tarm traders k leye faida man hai aur is k leye wo pora din lagay rehte hen. Scalping strategy me traders ko zyada mehnat analysis pe nahi karni hoti hai bas wo market ki movement pe hi trading karte hen. Scalping strategy me kisi qisam ki knowledge aur experience ki zarorat nahi hoti hai. Is me easily aik traders aaram se 10 se 15% tak muanafa daily base pe khama sakta hai. Aam tawar par sab se kamyab trading strategy hai.
          Disadvantages of Scalping strategy
          Scalping strategy bagher analysis ki hoti hai to is me market yakdam hamare trading k against ho sakti hai. Scalping me aam tawar par very short term trading time istemal hota hai is waja se hamen markets ko har waqat observed karna hota hai, lekin agar hamen is me koi bhi ghaflat howi to bara nuqsan uthana par sakta hai. Scalping strategy tamam brokers provide nahi karte hen. Misal k tawar par hamare instaforex broker me scalping mana hai aur hum kare bhi to hamen is ka profit nahi deya jata hai aur hamara bonus account band bhi ho sakta hai.
          • #95 Collapse

            Re: Scalping kya hy? Jaiza

            dear forex members maximum members ko yah maloom nahin hai ki scalping karna kisko kahate Hain aur jab koi bhi member ek hi pair per up and down ki trades open kar leta hai tu is tarah Se trading karne ko scalping kahate Hain aur members ko is tarah ki trading mein maximum fayda bhi hota hai lekin kabhi aisa bhi hota hai ki members ko fayda nahin hota members ko is tarah Se bhi trading karna chahie aur members ko jis tarah Se bhi trading se related bahut achcha experience hai members ko apni trading co continue karna chahie aur members ko apne trading ko kabhi stop nahin karna chahie aur bahut hi acchi tarah Se apne trading per focus kar lene ke bad hi koi bhi member apni trading mein successful hota hai kisi bhi member ke liye yah bahut important hai ki members ko agar apni trading ko bahut acchi tarah Se continue karna hai to members ko trading se related bahut hi achcha experience hasil kar lena hoga aur yah experience hi members ko trading mein acche results dene mein helpful hota hai maximum members yahan per join Ho jaate hain lekin vah trading se related koi bhi hard work nahin karte aur hardworking na hone ki vajah se hi aise members ko yah maloom nahin hota ki members ko apni trading kis tarah Se acchi tarah Se continue karni hai aur members apni trading mein interest nahin le rahe hote aur yahi vajah hai ki interest na lene ki vajah Se Hi members ko achcha experience nahin mil raha hota aur acchi tarah Se trading bhi nahin Ho Pa Rahi hoti hai
             
            • #96 Collapse

              Re: Scalping kya hy? Jaiza

              forex market mein kam karne ke liye humko yah pata hona chahie humne kaun si trading strategy per kam karna hai agar hamesha market mein ek hi today study per acche tarike se kam kar raha hun kis market mein kafi achcha result Mil jata hai forex market mein kam karne ke liye humko planning karni hoti hai jo trade forex market mein so samay kar kam karte raho is market mein successful Ho jaate Hain agar Ham is market mein scalping strategy per kam karna chahte hain to humko ismein m1 yahan 15 time frame use karna hota hai aise humko kafi jyada fayda ho jata hai kya usmein Jo trade banti hai use per humko kafi jyada interest mil jaati hai agar Ham is market mein trade lagane se pahle anil se kar sakta hun kis market mein fatafat aaja farmers market mein soch samajh Kar kam karta hun kis mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein trade karne ke liye humko planning karni hoti hai jo renderforest market mein soch samay kar decision was market mein success Ho jaate Hain Ham market mein scalping karna chahte hain hamare pass koi aisa indicator available hona chahie Jo short-term ke hisab se humko trade de agar hamesha market mein acchi tarike se kam karta hun kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham forex market mein achcha decision date hum kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forest market mein plan karke kam karne se humko achcha result tab milte Japanese market mein planning karke kam kar deta hun khush market mein fayda pata Chala farmers market mein scalping karti ho ya apne trade ke sath stop-loss use karte hain is market mein sculpin ke liye humko hard work karna hota hai tab hamesha market mein kamyab Ho jaate Hain.
              • #97 Collapse

                Re: Scalping kya hy? Jaiza

                Asalam o Alekum Umeed karta hun forex forum ke sab members kheriyat se hon ge
                scalping trading short term trading ko kehty hrn jab ap candels ke bary me information rakhty ho or ap ko pta ho ke wo kese kam karti hen to phr us ke bad ap according to canndels 5 10 ya 15 minute ki trade karen canndles ko dekh kar to isy scalping tradding kehty hrn..
                is me ap ke profit ke chances zayada hoty hen lekn shart he ke ap ke pas knowledge ho oor ap ko pta ho ke canndels ke mutabiiq market movemnet kesi dekhi jaati he ..
                • #98 Collapse

                  Re: Scalping kya hy? Jaiza

                  Dear Forex Friends Agar aap apnynuksan ko recover karna chahty hain to usmein aap scalping strategy ka istemal kar sakte hain is strategy ko properly istemal karne se aap bahut jaldi aur aasani ke Sath Apna nuksan recover kar sakte hain but Scalping kernay kay liye traders ka experience aur skill level bohat acha hona chaiye aur scalping kernay say pehlay kisi bhi makhsus pairs ya commodity ki achi tarah monitoring bohat zaruri hoti hai Scalping kay liye ziada say ziada time frame M15 select ker kay trends ki judgment ki jaati hai aur phir aik achay lot size kay saath trade open ker li jaati hai Forex trading mein scalping aik aisa tareeka kaar hota hai jiss mai traders ko short term mai trading kerni hoti hai takay trade open kernay kay baad jaisay he woh trade aik achay profit mai jaey tou usay close ker lia jaey. Trade close kertay waqt traders ki decisions powers ko bihta strong required hoti hai kiyu kay scalping mai lot size ziada honay ki wajah say profit bohat ziada fast hota hai tou traders ko ziada profit ka laalach kernay ki bajaey timely acha profit honay pay he trade close ker laini chaiye aur kabhi bhi high risk nahi lena chahie

                  Hamaisha learning aur experience ke sath scalping Karen agar Scalping proper learning ke bagair Karte Hain yah aapke liye bahut zyada dangerous ho sakti hai Kyunki Aksar member Jab scalping kar rahe hote hain to usmein vah lot sizes Jyada select karte hain Kyun kay is strategy main just few pips ki movement ko Samne rakhkar is strategy ko istemal kar rahe Hote Hain agar aap ki selection galat ho Jaati Hai To yah aapke liye itna hi zyada risky bhi ho sakta hai isliye proper learning ke bagair kabhi bhi scalping nahin Karni chahie phly experience gain karen usky baad scalping strategy banyen
                   
                  • #99 Collapse

                    Re: Scalping kya hy? Jaiza

                    Assalam o Alaikum dear friend achi trading karne k kuch methods hote hai so agar hame trading karni hai to hame acha method choose karna hoga jis k mutalak hamare pass good Knowledge and experience mojod ho our jis method par ham trade kar k achi earning kr saken trading methods mandrja zail hai

                    Short term trading
                    Long term trading
                    Scalping
                    swing trading
                    position trading
                    day trading

                    dear friends in k ilawa b aap beshumar trading strategy ya methods use kar k trade kar sakte hai aaj ham baat kar rahe hain scalping ko so ham scalping trading ka yaha jaiza le ge our isi par discus karen ge

                    Scalping ::

                    dear friends scalping ek trading method hai our ek Good trading scalping strategy use kar k ham Achi earning kar sakte hai
                    scalping ek shor term trading ki hi tarah ka method hai lekin is main ek trader market mai big lot k sat intahi kam wakt k liye market mian inter hota hai market ki small movement k sat our small profit k sat market se out ho jata hai our phir se market main in hota hai lot size big hota ha market main entry karta hai jese hi small profit ho again exit kar deta hai is tarah ek trader market ki up and down dono movement se faida hasil karta hai market main in and out hokar small time main bara hadaf hasil kar sakta hai
                    scalpers ko kuch site par ban kia gya hai is ki broker k sat several reasons ho sakti hai lekin ajkal binary trading ki waja se trader scalping ki bajay binary trading main interest le sahe hai
                     
                    Ayisha Cutey's Trading Journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                    • #100 Collapse

                      Re: Scalping kya hy? Jaiza

                      Forex main kuch log long term trading karty hain aur kuch log short term..kuch log day trading karty hain. short term tradign ko scalping kaha jata hai. scalping day trading aur long term tradng ki nisbat kafi risky aur profitable hai. is mian kam time main traders acha profit gain kar lety hain. Scalping ziyada tar news per ki jati hai..kisi currency pair per jaisy hi koi high impact news break hoti hai to market 50 sy ziyada pips move kar jati hai..trader is ko cash karty hain aur news break hony sy pehly achy lot size k sath trade open kar lety hain.jaisy hi news release hoti hai market tezi sy move karti hai aur un ko kam time main acha profit ho jata hai. scalping kafi risky hoti hai..jitny short time main ap k profit k chances hoty hain utni short time main kafi loss ho sakta hai..Scalpers jis trading instrument per news release honi hoti hai us ka acha trah analysis kar k idea ly lety hain keh market buy main jaye gi ya sell main. phir news release hony sy kuch mintues pehly trade open kar dety hain aur tight stop loss aur taike profit lgaity hain.jaisy hi news break hoti hai market bahut ziyada move karti hai. aur un k kam time main loss ya profit ho jata hai. new traders k liye scalping kafi risky hai un ko chahye keh wo pehly day trading aur long term trading start krain..jb acha experience ho jaye to phir scalping ki tarah ain.
                       
                      • #101 Collapse

                        Re: Scalping kya hy? Jaiza

                        forex ki market mein agar hum trade kerna chahty hain tou us k liye humen is mein ye maloom hona chahiye k is mein trading ki kitni types hai aur is mein trading ki strategies bhi kitni hain scalping trading bhi trading strategies mein se aik strategy hai forex mein trading karty waqt short term mein candles par trading karna yani candles kis taraf ja rahay hain ya dekhty hue trading karna scalping kehlata hay ya aap 1 mint 5 mint 15 mint or 30 mint may kar saktay ho iss k elawa agar aap karna chaho to wo long term may shumar hota hai ye aik aisi trade hai jis mein traders sirf short trade kerty hain aur ye small amount mein trade hoti hai scalping trading ka work poora din bhi continue reh sakta hai kuen k is se traders spike moment ka wait kerty hain is mein kisi bhi type ka analysis shamil nahi hota
                        har cheez k jahan faidy hoty hain isi tarhan us k nuqsan bhi hoty hain isi tarhan scalping k bhi kuch faidy aur nuqsan hain scalping trading un traders k liye bohat he zeada profit able hai jo short term trade ko pasand kerty hain aur is mein poora din masroof rehty hain is mein traders ko zeada mehnat analysis par nahi kerni hoti blky wo sirf aur sirf market ki moment ko dekh ker he trade ko start ker dety hain agar baat keren nuqsan ki tou ye begair analysis k trade hoti hai jis ki wajah se humari trade aik dam he market k against bhi ho sakti hai ye mostly thory time k liye hoti hai is liye is mein market ko har time watch kerna hota hai agar is mein hum ne kisi bhi waqt agar focus ko divide kiya tou humen nuqsan uthana par sakta hai
                         
                        • #102 Collapse

                          Re: Scalping kya hy? Jaiza

                          Scalping karna bahut Mushkil hota hai Hamen is Maine Soch Samajh Kar Ke scalping Karni Hogi Agar Ham new trader Hai To Hamen pahle expert Hona pary ga Hamen expert hone ke liye demo account mein daily do ghante practice karni Hogi ta ky hum ismein Achcha experience Hasil kar sake aur Market Mein scalping kar sake hamy trading karne ke Har Ek Ko pura karna hoga Taki Ham isliye Achcha profit gain kar sake Hamen market ko acche se Samajh Kar Iske up down ko watch karte hue is mai amount invest karna hoga Taki Ham is mai Achcha profit Kama sake Agar Ham Garib Hain Ham ismein Paisa invest nahin kar sakte To Hamen ismein full time kam karna chahey ta ke Ham is Mein kam Karke Achcha bonus Kama sake aur ham is trading Karke profit Kama sakte hain Hamen market ko acche se Samajh Kar kam karna hoga Ham ismein Ek Din Mein Ek account mein 50 posts hi kar sakte hain Hamen daily base per post ki limit ko pura karna hoga Agar Hum kam ko pora Kary ge To hamy is ka bohat he acha bonus Milega Hamen market ke aap aur down ko watch karte huy is mai time Mein Ek Hi trade Lagani Hogi trade Lagane ke Kuchh rules hote hain Agar Ham Rules ke hisab se trade lagaenge To Hamen iska profit Hoga Agar Ham rules ke against trade laga Denge To Hamen loss ho jaega Hamen nuksan ko khatm karna hoga to Aage Ham market Mein Aage bar kar Paisa kamane Ke Kabil ho sake Ham apni mistake se seekty hain aur next time wo mistake Nahin Karte jisse Hamen loss Hua Ho Hamen scalping ko ahteyat ky sath karna hoga expert trader hi scalping kar sakte hain new member ke liye ya Kisi Khatre Se Kam Nahin
                           
                          • #103 Collapse

                            Re: Scalping kya hy? Jaiza

                            Walekum assalam yes dear aapane bahut hi important topic discussion ke liye select Kiya Hai Jab aap Forex trading Mein different important market strategy se related apni learning complete kar rahe hote hain to usmein aap ko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain scalping Ek bahut hi important marketing strategy hai jo aapke liye perfect results produce kar sakti hai aur aapki trading co profitable Banane mein bahut jyada helpful ho sakti hai.

                            Dear jab aap scalping se related apni learning increase kar rahe hote hain to usmein aap ko sabse pahle ji Pata Hona chahie ki yah kya trading strategy hai aur isko Ham Kaise apni trading per apply karna chahie dear jab aap maximum lot size ki selection ke sath trading kar rahe hote hain aur Market ki Kuchh PIP movement per apni trade ko close kar dete Hain To is technique to aap scalping Kahate Hain.

                            No doubt yah Ek bahut hi dangerous marketing strategy Hoti Hai Jab aap is strategy ko apni trading per reply kar rahe hote hain aur Agar aapko market mein nahin karti to ismein aapko bahut jyada nuksan hone ki bhi chances ho sakte hain isliye agar aap is trading strategy ko apply karna chahte hain to aapko market Mein expert Hona chahie otherwise aapke liye Kuchh problem ho sakti hain.

                            Dear jab aap market Mein scalping karte hain to ismein aapko bahut carefully decision-making Karni chahie otherwise aapke liye problem ho sakte hain aur aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai agar aap market Mein wrong place a entry Le lete hain to ismein aapko bahut jyada nuksan hone ki ichcha se ho sakte hain aur aapka account Kuchh hi minutes Mein wash ho sakta hai.
                             
                            • #104 Collapse

                              Re: Scalping kya hy? Jaiza

                              Forex trading ka business online business hai ya Ek real business hai aur fracture trading ki market Duniya Ki Sabse Badi market Ban chuki hai aur ismein hajar aur Lakhon ki tadad mein log work kar rahe hain aur ismein varg ki quality ko best Banakar market se acchi earning Hasil kar rahe hain market Mein Jo Bhi members work karte hain unhen chahie ki vah Forex trading ki market ko without experience ke kabhi bhi start na Karen Kyunki without experience ki market Mein Kabhi Bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Payenge

                              Forex trading ki market mein jo traders trading karte hain unhen scalping se related complete information Hasil kar leni chahie Kyunki yah scalping trading karte waqt bahut jyada profitable aur helpful hoti hain aur yah traders ki trading Nahin bahut jyada involve hoti hain isliye unhen market Mein maujud scalping per Jyada Se Jyada focus karna chahie aur is ko acchi Tarah Se samajhne Ki Koshish Karni chahie

                              Market Mein maujud different types ki trading strategies ko scalping kaha jata hai market mein jo traders scalping trading Karte Hain To yah scalping trading bahut hi short-time ke liye ki Jaati Hai scalping Mein long trading Nahin Ki jaati pal ke ismein short reading ko bahut jyada importance Di jaati hai aur is your trading Mein best opportunities ka istemal Main stop plus aur take profit traders ki is short term trading ko bahut jyada profitable banaa sakte hain aur traders apni trading me scalping Ka istemal Karke Achcha profit Hasil karne ke bad apni trade aur apne account ko save rakhne ke bad do market Mein Apni trade ko close kar dete Hain ladiss ko market Mein trading karte waqt Kisi Kisi Ki jaldbaji Nahin Karni chahie balki Apne kaam par acchi Tarah Se focus karna chahie aur Market Mein trading karne se pahle market ko acchi Tarah Se analysis karna chahie Kyunki market Mein trading karne ke liye market coronavirus is pahunch Jata importance Rakhta hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Re: Scalping kya hy? Jaiza

                                Je dear. Bhot sary trader forex ma bhot sari strategies ko use karty hain kuch strategies short term trading ko prefer karty hain or kuch trader long term trading ko importance dety hain. Long term trading ho ya short term trading trader ko basic steps ko zarur importance deni chahe. Jo trader basic steps ko ignore kar dety hain wo kbi kamyab ni hoty or unko hamesa big loss hota hai. Forex trading ma scalping ik short term strategy hai or es topic ma ham esk bary ma he further discussion karyn gy.

                                Scalping trading strategy. Trader bhot short term k lae market ma enter hoty hain or kuch profit hasil karny k bad foran market sy exit kar jaty hain. Jb asy trader ko market ma tradr karny k lae acha entery point melta hai to wo lot size ko double karny ma b ni katraty. Scalper kbi apni trades ko hold ni karty. Wo loss ho ya profit foran apni trades ko close kar dety hain or next trade ka sochna start kar dety hain. Asy trader ka account wash bhot kam hota hai kiu k wo long time par apni trades ko hold ni kar sakty.

                                Other relative information. Scalpers ko aksar bhot zayada spread pay karna parta hai jis sy unk profit ka share kam ho jata hai. Scalper bar bar market ko analyze karty hai jis sy unk market analysis bhot achy ho jaty hain. Trader k market analysis ik bar achy ho jayn to usko profit hasil karny ma dair ni lagti. But market ko analyze karna asan ni hai es k lae trader k pass bhot zayada knowledge or experience hona chahe. Forex trading ma trader ko ik bar acha market analysis karna hasil ho jae to usko phr loss bhot kam or profit aksar zayada hota hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X