Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

    Salam all members
    scalping ek trading style hai har trader ka apna apna trading style hota hai q k har trader ek jaisy trading nai kar sakta jaisay trader k halat hote hai jaisa trader ka mode hota hai or jaisa experience hota trader waisa hi trading style use karta hai jaisa k
    1. day trading
    2. swing trading
    3.money management trading
    4.short trading
    5.long trading
    6. investment trading
    isy tarah ek scalping trader style b hai scalping trading karna new ya normal trader ka kam nai hai balke ek professional trader se uper trader hi kamyab scalping trading kar sakta hai scalping ka matlab hota hai kam waqat main kam investment main kam pips main zaida profit kamana hai scalping main aap ek choty investment main matlab 10$ invest main trading kar k ek pips main 10$ se zaida b kama sakte hai agar is tarah ki scalping trading ek normal ya thora pro trader b kare ga phir yeh qismat ho gi account wash ho ya profit is liay yeh scalping trading wohi trader kar sakta hai jo forex main kisi pairs ki movement ko achi tarah janta hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

      maximum members apni trading ko ek hi tarah Se continue nahin kar rahe hote hain members apni trading ko different strategies banakar aur continue kar rahe hote hain aur yah bahut ek important baat hai yah ek aisa form hai ki agar yahan per Koi join ho jakar aur bahut acchi tarah Se mehnat karega tu is tarah Se mohabbat ko kabhi bhi kam se related problem nahin hogi agar kisi member ko indicator ke bare mein acchi tarah Se maloom nahin hai to usko bahut acchi tarah Se maloom kar lena chahie jab members indicators ke bare mein acchi information hasil kar lete hain tu is tarah Se vah apni trading ko bahut acchi tarah Se continue kar lene mein successful ho rahe hote Hain aur yah members per depend karta hai ki vah apni trading ko kis tarah Se continue kar rahe hain indicators ke bare mein maximum members ka yah idea hai ki inko bahut acchi tarah Se trading mein istemal kar lena chahie aur jab members indicators ka istemal kar lete hain tu is tarah Se members ko yah maloom ho jata hai ki un members ki trade kis tarah Se successful hogi maximum type ke indicators hai kya Jo members ki bahut acchi tarah Se help kar rahe hote hain aur indicators ki help lekar hi members ko bahut acchi tarah Se apni trading ko continue karna hota hai trading ko continue kar lene ke liye members ke pass achcha experience hona mast hai
       
      • #18 Collapse

        Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

        Scslping forex market main trade kerny ky liay use ki jany wali best stretigy hai jis main traders short time ky Liay trade open kerty hain aur kuch profit hasil hony ky bahd same open trade ko close ker lety hain phir next trade open kerny ky liay planning shoru ker dety hain jab next trade open kerny ka chance milta hai tou next trade again open ker ky thory profit main jab trade jati hai tou same trade ko close ker dety hain aur isi terha bar bar trades open and close kerty rehty hain jab bar bar trades profit main close hoti hain tou beshak profit thora thora hi kyun na ho overall acha profit ban jata hai ky agar ham achy scalper hain tou ham short term trading kerty huey bahot achi earning ker lety hain ky aik din main hamara bahot sari short term trade kerny per acha profit ban jata hai lekin agar ham forex market main scalping nehi kerty tou ham long term trading kerty hain tou ling term trading main hamain agar loss hona shoru ho jata hai tou long time period ky liay hamari open trade loss main hi chalti rehti hai hamain trade ko continue rakhty main loss increase hota rehta hai jabky scalping kerny main hamain loss bhi bahot kam hota hai ya phir hamari her trade profit main hi close hoti rehti hai hamain chahiay ky jab bhi kisi pair main trade open kerny ja rehy hon tou pehly market ky achy analysis ker lain ky konsy pair main trade open kerny ka acha chance hai ky agar ham kuch time ky liay hi trade enter kerty hain tou hamain jab profit hasil ho sakta hai tou hamain trade open ker leni chahiay jab hamari same open trade kuch profit main chali jaey tou hamain trade ko close ker ky next trade open kerny ky liay planning shoru ker deni chahiay ky jab hamain dobara acha chance nazar aa raha ho kisi pair main tou ham us main bhi scalping technique use kerty huey trade open ker lain
        • #19 Collapse

          Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

          dear friend, scalping aik short term trading strategy ha jis ma hmain market ma short time interval k liay enter ho k thoray pips par profit hasil kar k out hona parta ha, ye strategy usefull ha lakin is k market ki moment aur pair ki routine sa wakfiat hona bht zaruri ha, jis k liay acha experience aur knowledge hona chaiay ta k trading ma thek time par entry aur exit kia ja sakay, scalping k liay hmain market ki moment ko monitor karna chaiay aur achay chance ka wait karain, jaldbazi na karain warna mistakes sa loss ho sakta ha, proper money management aur risk management k sath trade karain, trading k acha entry point select karain, indicators aur tools ko thek tarah use karain ta k safe trading ki ja sakay aur in ki help sa maximum profit hasil kia ja sakay, new traders ko scalping nhi karni chaiay q k un k pass knowledge aur experience ki kami hoti ha jis sa unhain market aur pair ki routine ko samajhnay ma mistake ho sakti ha, scalping k liay news par focus karna chaiay q k is tarah hm market sa intouch reh sakain gay aur hmain latest information hasil hon gi jin k mutabik hm apni trade ko open kar k acha faida hasil kar sakain gay, scalping k liay hmain market ki short up and down moments par nazar rakhni chaiay aur un k mutabik trading karain, apnay account ki safety ko b mind ma rakhain aur lot size ki selection ma ahtiat karain, warna market ki aik choti ghalat move b apko big loss pohncha sakti ha
          • #20 Collapse

            Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

            G dear trading hoti he 2 tarha ki hoti hai ap nay jis mai kam karna hai ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kamyabi patye hain tu aik hoti hai long turn trading jis mai ap kam kartye hain tu ap es mai trade long turn mai kartye hain ap nay trade open kiya hai tu ap usye band nhi kartye hain ap usye aik ya 2 din tak open rakhtye hain us mai ap ka faida ya nuqsan hota hai tu bhi ap ka trade open rhata hai tu ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai long turn mai kam kartye hain tu ap ka kam acha ho bhi sakta hai kiyu kay trading mai hamesha he risk hota hai tu ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain tu acha kam kamyabi daita hai tu ap es mai acha kam kartye hain ap ka kam kafi acha ho jata hai scalping ya short turn trading mai ap nay kam karna hai tu es mai bhi ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap ka es mai profit ya lose bhi ho sakta hai tu ap es mai short time mai trading krtye hain tu ap ko es mai trading mai jaldi mai faida bhi ho jata hai aur ap ka es mai lose bhi ho sakta hai tu jaldi mai ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap es mai acha kam karna hai tu ap ka kam acha bhi ho jatahai aur ap ko es mai thorhye he time mai ager ap nay market mai servey kar kay kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai jaldi mai kam kartye hain tu ap kafi asani laye kay atye hain aur ap ka kam kafi kamyabi daita hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu mahnet aur lagan kay sath acha kam karain aur kamyab ho jain
             
            $$$ Never Give Up $$$
            • #21 Collapse

              Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

              Scalping trading kya hoti hai?

              trading hum bohat tariqon se karte hai koi long term trading karta hai tu koi short term trading karta hai agr hum scalping trading ki bat kare tu ya bohat hi small time frame me trading ki jati hai.

              scalping trading

              scalping trading me hum bohat hi kam time ke liye market me entry lete hai jaise hi hamra stop loss ya take profit hit hota hai hum market se nikal jate hai or again hum apni trades open karte hai short time ke liye isi tarah hum aik din me bohat sari entries le sakte hai or profit book kar sakte hai.

              agr tu hum is trading system ko samj jate hai or is per achi trading strategy ban le te hai tu is me hum bohat achi earning kar sakte hai or regular hum daily is me se profit earn kar sakte hai.
              • #22 Collapse

                Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                Jab Forex trading ki market ko join kiya jata hai to use Waqt uska knowledge Hona Tamam traders ke liye bahut jyada importance Rakhta Hai Kyunki without knowledge keva Forex trading ke business ko start nahin kar sakte aana hai usmein apni trading start kar sakte hain isliye market ko join karne se pahle usko acchi Tarah Se learn Karen Jitna Jyada uski learning per focus Karenge utna hi jyada pura extracting best trading kar Payenge aur Market scalping bhi bahut jyada importance rahata hai lekin Kuchh traders scalping ke bare mein main yah Kahate Hain Ki scalping ko market Mein trading karte waqt use nahin karna chahie Jab Ke Kuchh traders market Mein scalping best Kahate hain aur Market Mein Jab treading karte hain to use Waqt scalping ko use karte hain aur vah Jab scalping ko use karte hain to usse acha profit bhi Haasil kar lete hain

                Market Mein scalping trading ki Jaati Hai to use Waqt Ham 5 se 10 pip ka istemal Karte Hain aur jab Ham in people code reading Nahin karte hain to use Waqt Ham Mein trading main Big Lot size ke main use karte Hain aur use market apni trading Mein 5 se 6 people ka profit Hasil karne ke bad Ham Apne trading se bahar nikal Jaate Hain aur apne trading co close kar dete Hain Use per Ham isase Achcha prapt Hasil kar sakte hain aur scalping ko sirf Vahi traders use kar sakte hain Jo ke market ka bahut jyada knowledge rakhte hain aur demo account per Unki lambi practice hoti hai vah hi scalping Mein Bik lot size ko use Karke is Achcha profit Hasil kar lete hain lekin scalping Har Bar unke liye profitable sabit Nahin Hoti Bal ke Kabhi Na Kabhi unhen is my los bhi ho jata hai market Mein Jo Bhi new members hote hain unhen scalping ko avoid karna chahie scalping ko kabhi bhi apni trading Mein use nahin karna chahie Kyunki Agar wo iska use Karenge to vah market Mein Kabhi Bhi acchi trading nahin kar Sakenge Aana Hi market Mein acchi kamyabi Hasil kar Payenge isliye Hona chahie ke vah sirf Smal lot size ko use Karen aur scalping se avoid Karen
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                  Ge dear pyary forexers scalping ki trading Mai ham aik signature ke tor per use Kerty hai jis mein Hamm apni trading ko safe ya unsafe rakny Ka faisla Kerty hai scalping hamy Kisi be pair ke barey Mai aik maksoos time frame Mai hamy trade ke currency ke highest or lowest rates ke barey ke barey ma btaty hai jinko Hamm apni trading mein use Kerty hai or minimum or short term profits gain Ker sakte Hamm scalping ke zariye . Scalping ki best hikmaat amli ki baat ki Jaye to mny demo practice mein yeh seekha ke jb ap trend ke mutabiq buy or sell Kar rahy hoty hai apki analysis or observation ki waja se wo trade Achi lag jati hai to apko minimum time mein profit milta hy or hamy be apni trade usi time frame mein close krni chye profit ke sath.
                  Shukria. Regards.
                  "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                  • #24 Collapse

                    Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                    Scalpers aik din mein kuch so tijarat karte hain, har iqdaam se thora sa munafe kamanay ki koshish karte hain. woh market mein mamooli qeemat mein tabdeeli karte hain aur kisi bhi barray nuqsaan se bachney ke liye sakht kharji hikmat e amli par amal karte hain. is tijarti taknik ko scalping kaha jata hai. is qisam ki tijarat mein sab se ziyada ahmiyat waqt ki qatiat hai. naaqis bahar niklny ke auqaat, ziyada faida uthana, trading se ziyada hona, baghair kisi nuqsaan ka nuqsaan, waghera. Scalpers ki aam ghalatiyan hain. mustaqil satah par apni kamaai barqarar rakhnay ke liye, ko un ke tijarti nuqta nazar mein achi terhan discipline baratna hoga aur kamyabi ke l- to sakht tijarti mansoobay par amal karna hoga. Scalpers ke baray mein buri baat yeh hai ke inhen screen par bohat ziyada dheyaan dena parta hai aur jldon par orders aur feeson par bohat saaray commission kharch karne parte hain. agar aap intra day par sifar brokrij ke sath kisi qabil aetmaad brokr ke sath tijarat kar rahay hain to phir is se bohat kuch bach jaye ga asli waqt ka tajzia ki bunyaad par krnsyon ki tijarat karna ka matlab hai. Scalpers ka bunyadi maqsad bohat kam waqt ke liye position par Faiz reh kar krnsyon ko khareed kar ya beech kar munafe kamaana hai aur usay thoray se munafe mein band karna hai. Scalping mein, din bhar bohat saari trades ki jati hain aur taajiron ke zareya istemaal honay wala tijarti nizaam aam tor par takneeki tajzia charting tools se haasil kardah ishaaron ke aik set par mabni hota hai. Scalping ke fawaid sarmaya karon ko tijarat ke band honay ke l- too ziyada intzaar nahi karna parta hai, jo ulat honay ke imkanaat ko kam kar deta hai jis se tijarti position ko nuqsaan pahonch sakta hai. Scalpers un logon ke l- obvious wazeh tor par behtar hai jo tijarat ke band honay ka intzaar nahi karna chahtay hain kyunkay ohday mukhtasir muddat ke liye rakhay jatay hain .
                    • #25 Collapse

                      Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                      Scalping hai kia

                      scalping bi trading ki ak strategy hai is ko use karna ka lia hamara pass balance ka zayda hona zarori hai or strong analysis hona chaya or indicator ka bara mai maloomat bi hamara pass zyada honi cahay ta ka hum log scalping sy fyda otha sakain scalping mai hum log kum wakat mai zayda profit lana ki koshish karta hain jasa ka hum log agr h1 ka time frame use kar raha hain tu hum log candle ka banta hai ak trade ko bari lot size sy open karta hain or h1 mai earning kar ka bari money trade ko close kar data hain

                      Scalping ka nuksanat

                      Scalping ka bohot bara nuksan ya hai ka hum log apna account ko jaldi wash karwa data hain kiun ka scalping mai hum log bari lot size use karta hain ta ka chota time mai zyada profit hasil kia ja saka is lia hum log is mai zayda lot lagata hain or agr trade negative chali jaya matlab hum na buy kia or market sell chali gai tu huma bohot bara loss bi ho sakta hai or is ko recover karna bohot mushkal hai is lia huma is mai mahant karni chaya ta ka hum log bara loss sy bach sakain is is ko bara or best traders hi use karta hain or huma is ko use karna sy baz rahna chaya ta ka loss na ho huma bara

                      Scalping ka fyda

                      Scalping ka jahan pr nuksanat hain wahan pr fyda bi bohot hain hum log scalping kar ka tohra time mai acchi amount ko earn kar sakta hain is ka lia hamara pass knowledge hona lazmi hai or hum log apna knowledge or learning ka dum pr acchi trade agr open kar li tu bohot bara profit hasil kar sakta hain is lia jo best traders hain wo scalping ko use karta hain kiun ka un ka pass capital zyada hota hai jis sy is ko fyda hota hai huma or hum log acchi kamai hasil kar sakta hian
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                        overview of trading

                        dear members forex pe kaam krnay wala har trader chahy woh senior trader ho ya junior trader ho woh sb trading ko jantay hain k forex mein kis tarah trading ki jati hay ya ki ja sakti hai.trading mein long term trade aur intraday trading ziada fanous hain intraday trade ziada tar aik din per mushtamil hoti hai aur isi tarah long term trade aik week ya is se ziafa time period per mushtamil ho sakti hai ab hum scalping trade ka zikar krtay hain.

                        scalping trade

                        scalping trade aik aisi trading hay jisay aksar senior members krtay hain aur oski wajah ye hay k is trade mein bihat he short time mein running market mein se apnay leye profit book krna hota hay.scalping trade aik risky trade hay is leye junior traders ko is se avoid krna chahye.scalping trade mein entry leny k leye hamein lower time frame apply krnay hotay hain aur jaisay he koi munasib entry ka point mily to quickly entry leni hoti hai aur phir jaisy he profit book ho jaye to exit bhi quickly lena hota hai .scalping trade mein thoray se pips ki movement pe profit lena hota hay es leye scalping krtay huway big lot size istamall kiya jaata hai.agar hum small lot size istamaal krengy to hum scalping se kabhi munafa nahi le skengy.scalping k leye account balance ka strong hona bhi bihat he zaruri hay low account balance k sath bhi scalping nahi ki ja skti aur agr kr bhi lein to koi faida nahi honay wala.scalping strategy k leye ziada tar 1M aur 5 M time frame istamaal kiya jata hay.jab tak traders ka experience acha na ho jaaye hamein scalping se dour rehna chahye verna hamein ye trade big loss de skti hai.

                        Last edited by ; 07-10-2020, 01:41 PM.
                        • #27 Collapse

                          Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                          Assalamu alaikum dear friend Forex trading mein do tarah Ki trading turms istemal ki jaati Hain din mein se ek ko long term trading kahate Hain aur dusri ko short term trading kahate Hain aap short term trading ko scalping bhi keh sakty hean aur scalping shotr term trading hoti hai aur ismein apk kam pips haaisl karneki trading karte hian aur market se jaldi out hojaate hain,is liye apko chhaiye ke ap agar scalping karen to poori money management ke sath karen aur scalping bht mushkil hoti hai aur isse new traders ko nahi karna chahiye kiun k scalping se wo apna sara balance bhi ura sakte hain kuch hi dair me ye seniors k liye hai wo hi iss se achi earning kar sakte hain forex trading market main expert trading ziada tar scalping karte hain. forex main jab app bohat short se time main ziada badi lots ki trading karte hain or profit le kar foran close kar dete hain to is ko scalping karna kehte hain aur is mein trader ko profit jlde ho jata he lakin scalping mere khyal mein sahih trading ka zaira nhe he trader ko ache trading krne ke lie experience chahe aur apne trade mein sahih order lage phr fiada ho ga Scalping main aap ney small small targets bana kar kam krna hota hy aur profit hasil karna hota hy. Yeh buhat risky trading hoti hy Jab tak trading ka experience nahi hota, aap scalping sey trading na karain. Big volum of lots use kr key profit earn kia jata hy. Is main sometimes kafi loss honey ka bhi khatra hota hy scalping ye 1 min se 30 min tak k time frame k andar hoti hai aur is k liye experience ka hona bohat zaroori hota hai scalping us waqt ziada benefit deti hai jab market tezi main ho scalping money management kay sath ki jati hay zani ap jab scalping kartay ho to sab say pahaly kul raqam jo ap nay invest ki hay wo aur phir us kay bad doosray number par zay daikhna hota hay scalp main in aur out kab hona hay time par in hona aur time par out hona strategy kay mutabiq zaroori hota hay kunkay scalping short term man rah kar ki jati hay. forex me scapling ka matlb hai ky big lot k sath small time k leay market ma enter hona or thory sy profit k bad wapas trade cut kr jana, asy kbi kbi yoh b hota hai k profit ki bajae loss ho jata hai, mostly forex me us chez ko thek nahi smajha jata kyun Kay but ham wo bhot sy kam karty hai jis sy hamy mana kia jata hai scalping trading ki aik difficult technique ha jis ma ap k pas acha experience hona bht zaruri ha tb hi ap shot time k liay trade ma profitable entry kar sakain gay aur is technique sa faida hasil kar sakain gay, ye sirf expert trader hi kar saktay hain aam members k liay mushkil ho sakta ha short term main bi trade kar skaty hain so hamain chahye is k bary main learning karni ho gi tab hi hum trade karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trader bannay say ahly is k bary main analyse karni h gi tab hi hum trade karni ho gi tab hi hum trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is main achi earn karien gay scalping karty hain to m Ap se ik choti se earning technican share Kr rha hoo Jb kisi b ik side pr movement o rhi hoti a to 2 ya is se zaida candal k bad agr Markeet reverse hoti a to aur ik candal reverse ke bnti a to phir 90% Markeet dobra pely wali side pr jay ge Ap ik candal reverse k bad jb Markeet dobra pely wali side pr move kary to trade lga dy aur jha se Market reverse ho skti hy but agar aap esko with proof upload kartay aur chart mei mention kartay aap ney kis jaga entry point ko ehmiyat de kar trades li tou sab scalpers ko aap ki ess thread ka zayada faida hota barhal ye aik simple si baat hay kay koi bhi important candle kay baad next candle pe bohat depend keya jata hay market main bohat achi earning kar sakty hay es business main khoob money management karni chahiye kyun keh money management karty huway trading karnay main he faida hota hay tab he hum market main safe earning kar sakty hay aur humay sabar say focus bhi karna chahiye es business main forex trading maina ghr scalpning main trading kar rahy hain tu apko revesr market main market ki situaion dekhty howe trading karni chahye q k boht se trade hmari loss main bhi ja rahi hoti hain tu reverse market ko dekh kar order lag rahny dety hain jis se market aik point oar a akr ruk jati hai tu hmain loss nahi hota hai hamy is ko use karny ky liye mt5 mai kam karna chahey pher he hum zada acha bonus hasial kar saky gy forex mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai trading be kar sakty hain or hum is mai investment be kar sakty hain yai kabe be band na hony wala big or real business hain short term base par trading ko kehty hey aur day trading long term trading ko, agar traders market ki movement ko samaj jaty hey aur un ko lagta hay key scalping trading se un ko profit ho sakta hay to wo bahot hi short time key ley trades open kar lety hey jes ka maqsad ye hota hay key wo jald se jald profit earn karen aur trades ko close kar den, jab key day trading long time key ley trades ko open karny ko kehty hey esy trades jes me app ko yakeen ho key long term base par market app ko profit de sakti hay, day trading me take profit limit aur stop loss limit be long points par lagana zarori hey.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                            G dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy. Scalping aik aisi strategy hai Jo traders pairs ko sell ya buy krne ke lye istimal krte hain. Is ko hum kam time ke lye hold krte hai ta ke kam profit ho ske. Yeh profitable bi hai aur nahi bi kyun ke bohat se members ise hold nahi kar pate unhe is ki Information ziaad nahi hoti is lye us ke about information hasil kren.
                            Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                            • #29 Collapse

                              Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                              doston trading mein kam karte hue different type ki strategies ka istemal Kiya jata hai aur is tarah different type the planning ke sath aap apne trade ko Kamyab banane ki koshish karte hain inhin mein se ek scalping bhi hoti hai jo ke aapki trading mein short time ke liye big lot size ke sath trade Kiya jata hai aur jab aapko ek achcha profit ho jata hai to aap apne trade ko close kar dete Hain is ko aap scalping kahate Hain aur trading mein isase bahut jyada fayda uthaya ja sakta hai lekin iske liye aapko knowledge ka hona bahut jaruri hai ismein aapka account wash bhi ho sakta hai aur is tarah aapko ek soch samajh Kar apna trade mein jyada se jyada mehnat karke ek achcha work karna chahie tha ki aap apni trading ko Kamyab bana sake jab aap training mein rules and regulation ke mutabik kam karenge to aap ko kamyabi jarur milegi aapki shikayat hi kis tractor ji ek bahut hi acchi strategy hai jiska sambhal se aap jyada se jyada earning kar sakte hain aur ek achcha profit hasil karke trading mein Kamyab ho sakte hain aapki mehnat aur acchi trading aapki kamyabi ke liye jaruri hai aapko chahie ke achcha workout Karen mehnat Karen jisse aap Kamyab hokar ek acchi earning karne ke kabil Ban sake.
                               
                              🌼 Never Give Up 🌼
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Sawal:Scalping Kiya Hoti hai?

                                Dear mate aap nay Boat Acha Topic Apny Thread kay Liy chose kiya hai Ku kay Trading karny kay Be Different Style Hoty hain jin ka Use kar kay aap market main Achi trading kar ssakty haon or trader ko Chaye kay market Main Actice reh kar he Trading kiya krein jab aap market main Active Reh kar trading karty hain Toh he acha Profit gain ho sakta hai.

                                Dear mate Scalper trder market main All time Actice rhty hain or Iss kay Liy aap ko Market main Har Possible Point Ko Catch karna Hota hai or aise Condition main Trader Boat Zada Lots Open karty hain or Small Profit Gain karny ke Koshash karty hain jiss ke Waja Say Zada Lots With Small Size kay Sath open karty hain or Maximum 10 say 20 pips Gain kar kay market say Out Ho jaty hain iss Liya ap ko Scalping karny kay Liy boat zada balnace chaye Hota hai Apny loss ko Bchany kay liy aager aap Low Account balance lay Sath Scalping karty hain toh market main Boat Jaldi Out Kar jaty hain.

                                Ager Ap Scalping kar kay Profit Banan chaty hain toh iss kay Liy aap ka Account Bara Hona Chaye or Market main aap ka Experience be Acah hona Chaye Ku kay Aise Situation main aap ko Foran Entry lyna Hoti hai or Profit Closs karna Hota hai ager aap Sochny lag jay toh kafi zada Loss Be Ho sakta hai Iss Liy Scalping karny kay Liy aap ko Boat zada Experience Ke Zrort hoti hai.
                                Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X