sawal: Symmetrical triangle kia hay aur kaisay work krti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: sawal: Symmetrical triangle kia hay aur kaisay work krti hay?

    Forex ki market mein patterns ko dekha jaye to aap ko different patterns dekhny ko milty hain jin ki time to time formation hoti rehti hai aur ksi bhi time frame mein aapko woh patterns dekhny ko mil skty hain..​Har pattern different function dikhata hai aur aap un se trade signals gain karty hain. Candlestick patterns mein kuch geometrical patterns bhi dekhny ko milty hain jo ky market mein kuch geometric shapes bnaty hain. Jin mein Traingle patterns bhut zeada dekhny ko milty hain.

    Symmetric Triangle ko symmetric is liye kaha jata hai kyn ky is mein Triangle shape ki formation is trha hoti hai ky isky upper aur lower lines dono symmetric matlb ky equal hoty hain aur traingle ki shape ascending ya descending hony ki bjaye symmetric dekhi jati hai. Dono lines equally travel karti hue ek point par milti hain.​Yeh triangle form​karny ky liye market ky highs and Lows ko ek dusry ky sath horizontally milaya jata hai. Is trha agar market mein highs and lows equal rates pr kam hoty jayen to ek symmetric triangle ki formation hoti hai.

    Function ki bat ki jaye to yeh ek Continuation Pattern hai jo ky both Bearish continuation aur Bullish continuation pattern ho skta hai.​Depend karta hai ky yeh symmetric traingle kon sy trend ky doran form hua hai. Agar yeh Bullsih trend ky doran bany to Yeh Bullish trend ki continuation ky signal de ga.​ Iski bjaye agar yeh Bearish trend ky doran bana hai to bearish continuation dekhi jaye gi.​Is trha yeh dono​situations mein sirf aur sirf trend ki continuation dikhata hai. Is trha usi trend par chalty huey aap profits gain kar skty hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: sawal: Symmetrical triangle kia hay aur kaisay work krti hay?

      symmetrical triangle:
      A symmetrical triangle is a chart of patterns characterize by two converging trend lines connecting series of sequential peak through these trend lines should be converging ata roughly equal sloop.
      Symmetric Triangle ko symmetric is liye kaha jata hai q ky is mein Triangle shape ki formation kuch is trhan se hoti hai ky is ky upper aur lower lines dono symmetric matlb ky equal hoty hain aur traingle ki shape asscending ya descending hony ki bajaye symmetric dekhi jati hai. Dono lines equally travel kartii hui aek point par milti hain.​Yeh triangle form ​karny ky liye market ky highs and Lows ko aek dusry ky sath horizontally mila deita hai. Is trhan agar market mein highs and lows equal rates par kam hoty jayein tou aek symmetric triangle ki formation hoti hai.
      Market market Mein many traders symmetrical Triangle Ko Jab use karty hain Tou Ham technical analysis ki help Tamaam conjugation ko acchi Tarah Se learn kar sakty hain is pattern Mein price ki high aur market ki low point ko combine Kiya jata hai symmetrical triangle mein different impulse wave aur collector waves ki length aur body Hamesha same hi hoti hai Unki length aur body kabhi bhi different Nahin Hoti Ham symmetrical Triangle ki help se market Breakout or breakdown condition ko bhi aasani se samajh sakty hain Hamein symmetrical triangle ke sath sath different type ke triangle ko bhi istiemal karna chahiye .
      • #33 Collapse

        Re: sawal: Symmetrical triangle kia hay aur kaisay work krti hay?

        Assalamu alaikum dear friends trading mai baz dafa ap ko har angle mai kam karna parta hai jis tarz sa ap kam kartye hain baki kamo mai ap es ka istmal kartye hain esi tarha ka kam ap es mai kar saktye hain tu ap har aik angle mai kam kartye hain tu ap acha kam kartye hain aur bad mai ap asaniya laye kay atye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai achi mahnet kartye hain tu ap hamesha he kamyab ho jatye hain aur ap es mai ager acha kam karna chatye hain tu us kaliye kafi zaroori hai kay ap symmetrical triangle mai kam karain kiyu kay ye kafi tera angle hai aur ap es mai ager kam kartye hain us kaliye ap ko kafi mahnet karna parti hai jis kay bad he ap ka kam es mai asan ho pata hai aur ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam hameaha karain aur ap ka kam hai kay ap es mai jitni zayda mahnet aur lagan kay sath acha kam ap kartye hain ap es mai atna zayda he kamyab hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain dil say kam kartye hain tu ap kay kam mai kafi clear hota hai aur ap es mai acha kam kartye howye es mai kafi had tak kamyab bhi ho jatye hain tu mahnet aur lagan kay sath ap es mai acha kam kartye rhain ta kay ap kay kam mai kafi bhatri a jati hai aur ap es mai acha kam kartye howye kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain angle koi sa bhi ho ap ka kam hai kay ap nay us mai profit zaroor laina hai ta kay bad mai ap es mai acha kam kartye howye kamyab ho jatye hain tu acha kam kabhi nakam nhi honye daita hai aur ap ko kamyab kar daita hai
        • #34 Collapse

          Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

          Yah pattern do trends ko represent karta hai Jo donon ek dusre ke corrective hote Hain in channels ki length bhi brabr hoti hea aur developing time bhi equal hota hai aur is mein trends ko 2 price channels mein ophenly displayed Kiya ja sakta hai dear friends aapka is bare mein kya ishare khyal haiClick image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12334517
           
          • #35 Collapse

            Re: Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

            Yes. Forex trading ma pattern ko trade ma use karna trader k lae bhot beneficial hota hai. Wo en pattern ko achi trades ko open karny ma use kar sakta hai. Agr wo en pattern sy kio help na ley or na he apny experience ko trade opening ma b use kary to asy trader hamesa nakam ho jaty hain. So trader k lae profit ka hasool serf tb he easy ho sakta hai jb wo pattern sy knowledge hasil kary or phr es knowledge k sath experience ko use kar k es sy trade ko open or close kary or sath sath en ki help sy stop loss or take profit ko b set kiya jae.

            Symmetrical triangle pattern. Triangle pattern ko aksar consolidation pattern b kaha jata hai. Ye zayada tar trend ki mid ma occur karty hain or market k existing trend ki continuation ka signal dety hain. Symmetrical triangular pattern ko agr ham observe karyn to es sy hamy ye pata chalta hai k market resistance or support k darmeyan ma move karti hai. Bhot sary trader es pattern ko neutral pattern b kehty hain kiu k es pattern ma price kahe move ni karti balky ik channel ma price confined rehti hai. Phr es k bad market break out karti hai or trader ko es ka wait karna chahe or es pae trade place karni chahe.

            Jo trader break out par trade karty hain wo agr small lot sy b trade karyn to acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain. Ab trader ko es pattern ki information ni ho gi to wo es par kbi achy sy trade karny k kabil ni rehty. Forex trading ma pattern ko albata ankhyn band kar k trade k lae use ni karna chahe. Pattern k sath sath trader ko apna experience b use karny sy he acha profit hasil ho skta hai.
             
            • #36 Collapse

              Re: Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

              Symmetrical channel se related apni bahut hi important information Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab aap market Mein different important market channels ko study kar rahe hote hain aur ismein different Triangles kis ready kar rahe hote hain to ismein aapko yah bahut hi important type milati hai jo aapke liye bahut unique information provided kar rahi hoti hai no doubt Jab aapko market Mein yah movement milati hai tu yah aapke liye bahut jyada confusing hoti hai aur Aisi situation main aapko Hamesha short term trading scalping Karni chahie Kyunki jab tak is Channel ka Breakout Nahin Hota aapko market patents related perfect information Nahin Mil sakti.

              Dear jab aapko market Mein symmetrical channel triangle pattern Milta Hai to ismein market Hamesha resistance level or Support level ke andar movement karti hai. BF Jab market support level or resistance level ke andar apni movement complete kar rahi Hoti Hai To iski different impulse wave aur corrective waves ki length aur body same hoti hai Jiski vajah se aap is market pattern ko clearly understand kar lete hain aur ismein aap scalping Karke Apne profit ko maximize kar sakte hain.

              Dear jab aap market Mein is candlestick patterns related apni information complete kar sakte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aapko Jab is channel market patterns ki Breakout milati Hai To Aisi situation main aap market mein bahut hi perfect entry-level sakte hain aur apne profit ko increase kar sakte hain no doubt aapki learning different important market patterns se related aapke liye bahut jyada useful ho sakti hai.
               
              • #37 Collapse

                Re: Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

                Assalamu alaikum dear Forex members symmetrical channel pattern Forex trading ke andar 8 bahut important role play karta hai jisse bahut sare traders aur senior members bahut jyada fayda hasil kar rahe hain aur uski vajah yahi hai ki unke pass symmetrical channel pattern ke bare mein ek achcha knowledge hota hai aur unhone uske upar bahut acchi practice ki hoti hai ISI ki vajah se boss metrical channel pattern per ek achcha munafa hasil kar rahe hain Jin logon ne newly join kiya hai unhen chahie ki vah symmetrical channel pattern ko sabse pahle acche se land Karen aur uske upar forest reading mein bahut jyada practice Karen Forex trading 1 online business hai jo Ghar baithe aaram se Kiya ja sakta hai aur iske upar jyada se jyada waqt Dene se aapko Forex trading ki market ki aap send dance ka isliye pata chal jata hai aur aapke liye trade karna aasan ho jata hai symmetrical channel pattern ek technical trade hai jis per bahut jyada munafa milta hai aur use karne mein bahut jyada fayda hai bahut sare log is per trading karke a acchi amount banaa rahe hain aap bhi is per kam karke acchi maut bana sakte hain but aapko iske bare mein sabse pahle acche se learn karna hoga aur uske bad aapko symmetrical channel pattern per bahut jyada practis karni hogi Taki aapko Forex trading ki trade karne mein main nuksan ka samna Na karna pade aur aapko is trade mein sarasar fayda ho aur aur aap post jab bhi Karen soch samajh Kar aur acchi post Karen
                • #38 Collapse

                  Re: Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

                  Assalamu alaikum my dear all Forex member Symmetrical channel se related apni bahut hi important information Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab aap market Mein different important market channels ko study kar rahe hote hain aur ismein different Triangles kis ready kar rahe hote hain to ismein aapko yah bahut hi important type milati hai jo aapke liye bahut unique information provided kar rahi hoti hai no doubt Jab aapko market Mein yah movement milati hai tu yah aapke liye bahut jyada confusing hoti hai aur Aisi situation main aapko Hamesha short term trading scalping Karni chahie Kyunki jab tak is Channel ka Breakout Nahin Hota aapko market patents related perfect information Nahin Mil sakti
                  Dear jab aapko market Mein symmetrical channel triangle pattern Milta Hai to ismein market Hamesha resistance level or Support level ke andar movement karti hai. BF Jab market support level or resistance level ke andar apni movement complete kar rahi Hoti Hai To iski different impulse wave aur corrective waves ki length aur body same hoti hai Jiski vajah se aap is market pattern ko clearly understand kar lete hain aur ismein aap scalping Karke Apne profit ko maximize kar sakte hai
                  Dear jab aap market Mein is candlestick patterns related apni information complete kar sakte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aapko Jab is channel market patterns ki Breakout milati Hai To Aisi situation main aap market mein bahut hi perfect entry-level sakte hain aur apne profit ko increase kar sakte hain no doubt aapki learning different important market patterns se related aapke liye bahut zyada useful ho sakti hai
                  • #39 Collapse

                    Re: Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
                    Yah pattern do trends ko represent karta hai Jo donon ek dusre ke corrective hote Hain in channels ki length bhi brabr hoti hea aur developing time bhi equal hota hai aur is mein trends ko 2 price channels mein ophenly displayed Kiya ja sakta hai dear friends aapka is bare mein kya ishare khyal hai[ATTACH=CONFIG]22691[/ATTACH]
                    G han dear trading mai aub say best aur sub say zayda kiya janye wala kam hai wo hai ap ka channel mai kam karna yani kay ap kis tarz mai acha kam kar saktye hai ap anylsis pay acha kam kar saktye hai us kay elawa ap nay acha kam karna hai tu ap indicators pay acha kam kartye hai us kay elawa ap ka acha kam ap kay pattrens mai hai tu ap nay mahnet aur lagan kay sath acha kamkarna hota hai tu ye sub availbilty ap ko mil jati hai aur ap es mai acha kam kartye howye es mai kafi kamyabi patye hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap jis pattren mai ap ka dil karta hai ap kam karain per sub say best work ap ka ye he hai kay ap nay acha kam karna hai tu ap har aik pattren mai read kar kay kam kartye hai tu ap ka kam acha ho jata aur ap es mai right time mai right dession laitye hai aur ap ka kam kafi acha ho sakta hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai aik tu mahnet aur lagan kay sath acha kam karain symmetrical channel mai hota ye hai kay jos tarha market mai jeans pay kam hota hai uai tarz ka kam ap es mai bhi kartye hai aur ap kay knowldge kay hosab say he ap ka kamasan ho pata hao aur ap es mai acha kam kartye howye es mai kamyab ho jatye hai tu ap acha kam kartye hai tu ap kaliye kafi asniya ban jati hai aur ap ka kam kafi asan ho jata hai jis kay bad ap nay jis tarz ka kam karna hai ap nay es mai acha kam kartye howye kafi kamya bi patye hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai jis kay bad ap es mai hamesha ki tarha acha kam kartye howye kamyab ho jatye hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai
                     
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #40 Collapse

                      Re: Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

                      Dear friends forex business Mein jitne bhi acche traders Hai jitne bhi professional aur level K traders hai vah patterns ko apni trade ke liye use karte hain aur iss se bahut fayda hota hai koshish karen ke patterns ko acchi Tarah Soch samajhkar market Mein use Karen Baton se market Ka Pata Chalta Hai Aur patterns ki hi vajah se aap acchi Tarah market Mein trading kar sakte hain.
                      Symmetrical triangular pattern !
                      Friends is pattern ko baaz aukat consolidation pattern bhi Kahate Hain yah market Mein existence trend ki signal Dete Hain symmetrical triangular Baton Ko Agar acchi Tarah observe kiya jaaye To isase Hamen yah Pata Chalta Hai Ki market registers aur support ke Darmiyaan Mein Kis Tarah Munh karti hai bahut Sare traders is Baton ko neutral pattern bhi Kahate Hain Kyun k Kyon Ke is pattern Ko Agar Sahi Se Dekha Jaaye to ismein price Munh nahin karti hoti balke ismein price confirm karti hai Jo trader break out par trade karty hain wo agr small lot sy b trade karyn to acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain. Ab trader ko es pattern ki information ni ho gi to wo es par kbi achy sy trade karny k kabil ni rehty patterns ki vajah se bahut fayda hota hai lekin ab Aisa Bhi Nahin Hai ki aap Aankhen Band Karke aur aap aap blindly Baton ko use Karen aur trade lagaen aapko Apne knowledge ke sath bhi kam karna padta hai Varna aap ko nuksan ho sakta hai.
                      • #41 Collapse

                        Re: Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

                        Balanced channel se related apni bahut greetings significant data hamare Sath share Ki Hai no uncertainty Jab aap market Mein diverse significant market channels ko study kar rahe hote hain aur ismein various Triangles kis prepared kar rahe hote hain to ismein aapko yah bahut hello there significant sort milati hai jo aapke liye bahut extraordinary data gave kar rahi hoti hai no uncertainty Jab aapko market Mein yah development milati hai tu yah aapke liye boht ziada befuddling hoti hai aur aesi circumstance principle aapko Hamesha transient exchanging scalping Karni chahie in light of the fact that poke tak is Channel ka Breakout nahi Hota aapko market licenses related amazing data nahin Mil sakti hit aapko market mein even channel triangle design Milta Hai to ismein market hamesha obstruction level or Support level ke andar development karti hai. bf Jab market uphold level or obstruction level ke andar apni development complete kar rahi hoti hai To iski diverse drive wave aur remedial waves ki length aur body same hoti hai Jiski vajah se aap is market design ko obviously comprehend kar lete hain aur ismein ap scalping kr kapne benefit ko amplify kar sakte hai poke aap market Mein is candle designs related apni data complete kar sakte hain to aapko bahut jyada focal points mil sakte hain aapko Jab is channel market designs ki Breakout milati Hai to aesi circumstance fundamental aap market mein bahut hello there amazing section level sakte hain aur apne benefit ko increment kar sakte hain.
                        • #42 Collapse

                          Re: Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

                          Forex mein trading mein patterns ko samajhna bahut zaroori hai pattern ko achi trades ko open kernay mein istemal kar saktay hain agar woh inn pattern sar koi help na ley aur na hi apny experience ko trade opening mein bhi use kerain tou aisay trader hamesha nakam ho jatay hain iss mein aap ko yah bahut hello there significant sort milati hai jo aap kay liye bahut extra ordinary data gave kar rahi hoti hai no uncertainty jub aap ko market mein yah development milati hai tu yah aap kay liye bahut zayada faiday mand hoti hai aur aesi circumstance principle aap ko hamesha transient exchanging scalping kerni chahyea ap ka acha kam ap kay pattrens mai hai tu ap nay mahnet aur lagan kay sath acha kamkarna hota hai tu ye sub availbilty ap ko mil jati hai aur ap es mai acha kam kartye howye es mai kafi kamyabi patye hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap jis pattren mai ap ka dil karta hai ap kam kerain iss lye aap ko chahyea kay forex mein chart ko achi tarah sae samjhain kyun kay chart per bananay walay patterns ka pata ho ga tou hi aap kamyab ho saktay hain
                          • #43 Collapse

                            Re: Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

                            Assalam o Alaikum dear member or aapne bohat valuable topic choose kiya hy discussion ky liye jis ki waja sy sab ki knowledge mein acha khasa izafa hoga. Forex mein quality experts symmetrical pattern ko use karte hain or acha khasa benefit hasil karte hain kyo ky scalping trading mein symmetrical pattern ka use hota hy or ye pattern support and resistance levels ky center mein clearly available hota hy. Newcomers ko scalping ko use karke zyada benefit hasil karna chahte hain tou unko sabse pehle symmetrical pattern ky bary mein quality knowledge hasil karni chahiye taky zyada sy zyada benefit hasil kar sakain or sath mein knowledge or experience bhi increase ho. Symmetrical channel pattern technical analysis ka part hy or technical analysis bohat hard hy jisko experts bhi prefer karte hain isliye trader ko chart patterns ko study karke utilize karna chahiye.
                            Click image for larger version

Name:	symmetrical.jpg
Views:	17
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12334529
                            Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                            • #44 Collapse

                              Re: Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

                              patterns ke bare mein different members bahut acchi information share kar rahe hote hain aur sentimental pattern ek aisa pattern hai kya jiski helps a membership mein trading co beneficial banaa sakte hain members ke liye important baat yah hai ki members ko apna trading se related bahut hi acchi tarah Se experience improve kar lena hoga aur is tarah Se members apni trading ko har tarah Se acchi tarah Se banaa lene mein successful ho rahe honge aur agar members ke paas technical trading se related Koi achcha experience nahin hai to members ko yah experience bahut acchi tarah Se a silka lene ke bad hi apni trading co continue karna hoga aur yah sab hasil kar lene ke liye members ko practis karna hogi patterns different type ke hote hain aur har taraf se members ko patterns ke bare mein bahut hi acchi tarah Se information hasil honi chahie aur yah information members ko apne senior member se help lekar aur bahut hi acchi tarah Se yah ideas mil jaate Hain ke members ko apni trading mein patterns ka istemal kaise karna hai aur technical trading se related bhi maximum information members ko Meri jaati hai aur members ko apni learning ko strong kar lene ke liye senior members ke sath connected hona hoga members ko yah bhi maloom hona chahie kya trading mein indicators ka istemal kis tarah Se Kiya jata hai aur yah istemal kar lene ke bad hi koi bhi member apne trading co beneficial banaa lene mein successful ho jaega
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Jaiza : symmetrical channel pattern ko define Karen

                                Jab market kisi bhi aik direction main big movement kerti hai tou usky bahd same movement per correction movement start ho jati hai ky market dobara same position tak movement kerti hai lekin agar market main koi aik strong support aur resistance jab ban jati hai tou market same support aur resistance sy kuch pips pehly hi reverse ho ker other direction main movement kerna shoru ker deti hai tou aesy time per jab market support aur resistance sy kuch pips pehly hi bar bar retracement ly rehi ho aur kisi bhi aik direction main breakout na kery tou aesy time per market ki movement ka jo channel creat ho raha hota hai usko symmetrical triangle chart pattern kehty hain jab market main aesa pattern creat hota hai tou hamain her market ki support per buy ki trade aur her resistance per sell ki trade enter kerny sy hamain bar bar profit hasil hasil hota rehta hai lekin hamain apni trade ko secure kerny ky liay market ky breakout ky liay bhi ready rehna chahiay ky jab market kisi bhi direction main breakout kerti hai tou agar tou same breakout hamari open trade ki favour main ho tou hamain faida hota hai lekin agar same breakout hamari open trade ky against ho tou bahot jald hamara account wash bhi ho sakta hai ya hamain bahot bara loss ho jata hai jis ko recover kerna bahot mushkil hota hai jabky agar ham symmetrical chart pattern main market ki movement per bar bar trades open kerty hain tou hamain her open ki jany wali trade main breakout per stop loss zarur set kerna chahiay ky hamain agar profit ki bajaey loss hona shoru ho jaey aur market symmetrical triangle chart pattern ko break ker ly tou aesy time per ham bara loss sy bach sakain hamain aesi secure trading ky liay stop loss zarur use kerna hota hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X