Jaiza : What Is Spread In Trading...!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : What Is Spread In Trading...!
    Spread Kia Hoti Hai Trading Mai..?

    Trading Mai Spread Aik Asset Kay Liye Buy Sell Ki Amounts Mai Farq Hai Is Ka Matlab Ye Hai Keh Asset Buy Karney Ki Amounts Bunyadi Market Say Hamesha Kam Yani Less Ho Gi Jab Keh Dosri Sell Karney Wali Amount Thori Neechy Ho Gi Yani Down Ho Gi Spread Kay Or Bhi Bhut Say Meaning Hain Finance Mai Spread Kay Or Ye Trading Mai Bhut Important Role Continue Karti Hai.

    Spread Types

    Spread Bhut Say Say Types Ki Hoti Hain Finance Mai But Agr Trading Mai Baat Ki Jaye Tu Spread Basic 3 Types Hoti Hain Jin Mai Spread Strategies , Vertical Spread , Horizontal Spread Or Akhir Mai Diagonal Spread Shamil Hain Ye Bhut Common Spread Hain Jo Trading Platform Mai Nazar Ati Hain Or Inki Bhi Khass Knowledge Hoti Hai.Hamein Chahiye Keh Hum Trading Say Related Sab Achi Malomat Hasil Karein.

    Click image for larger version

Name:	download - 2020-10-01T203743.985.jpg
Views:	1
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12469612

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

    A separate can have several meaning in finance, basically, however, they all referred to the difference between two prices rate aur deals in one of the most common definition is a threat is the gap between the bid and ask values of a security or a se like a strong bond with this is known as a bid ask spread. It can also refer to the difference in a trading position the gap between short position that is selling in one futures contract to currency and a long position that is why is another this is officially known as a separate raids. In underwriting is supplied can mean the difference between the amount paid to the issue of security and the price paid by the industry for dash security that is the course and under the page to buy an issue compared to the price at which the other at a sells it to the public. In 19 days of period can also refer to the price of bore repair above a benchmark Heels to get loan if the prime in interest rate is 3% for example, and I borrow gas some ok charging pipers rate this thread is 2% Supplier of Lord total number of shares outstanding that are available or to trade demand of interest in a stroke total trading activity of his stock for securities live futures contract options currency pairs and stop the beat of a plant is the difference between the prize is given for immediate order the US and unlimited sale debate for a stock option disappeared would be the difference between the strike price and market value of one of the use of the bid ask spread is to measure liquidity of the market and the size of the transaction cost of this work for example on 8 January 2019 with price for alphabets. IMC Google Parent company was Dora 107 3.60 and the asking price was a 107 4.41 dissipate is 80% or $1 point 83 indicate that alphabet is a highly liquid soap with constable trading volume.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

      Dear friends hamara aaj ka topic spread ke bare mein hai Spread basically broker ka commission hota hai jo woh hamari trade mai se cut karte hai jis broker ka spread kam ho ga wohi acha broker hota hai and Instaforex aik best broker hai jis ka spread 0.3 hai yeh ache broker ki quality hoti hai aur spread different company ka differnt hota hai aur spread he asal mai un ka profit hota hai chahain k ham kuch buy karian ya sell karian us ka profit company ko milta hai. jo spread hota hai. yani buy or sell main difference aur foriegn exchange market ki kesi pair ki price movement ko hi spread kaha jata hay agar ko pair tezi se up ja raha ho to es ko spread ka name dia jata hay aur forex ke market mai har broker ke fees hote hai spread bina spreads ke koi bhi accounts nahi hote hai market mai.kuin ke brokage bhi fees ke bina kaam nahi kerte hai market mai aur forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko earning hoti hy yahan per apna pocha hy k spread kiya hy bhai g spred wo hy jub trading kerty hy us mai pairs ke daryan jo gap hota hy usko khty hy spread wohi hota hay jo keh buy aur sell ki price main faraq hota hay so agar hum es spread ko daikh kar trading karen gay tab hum achi trading kar sakty hay so humay lalach bhi nahi karna chahiey aur kuch currencies aur commodities main spread ziada hota hy, jis sey jahan profit barhta hy wahan loss key bhi chances ziada ho jatey hain. Start main ziada spread wali currencies ya commodities ko use nahi krna chaheye aur normal spread key sath kam krna chaheye aur Forex trading busniss mai apna spread ka picha hy tu sprespread hum market mai jo currences hoti hy unki darmiyan jo gap hota hy usko hum spread khty hy jis ko broker ka comession be khty hy aur forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur pips main hi hum move karty hain trade karty hain aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade kar k run karein gay aur is say profit hasil ho saky ga
       
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

        Assalam o alaikum .... Tradding ka kam ek broker se munslik hota hai . Aap ki trade opening aur clossing mai brokers aap ki command ko chlatay ha8n aur ja8se jaise aap ko kuch krna hota hai broker wese wese ee apki commands k mutabiq chlty hain apki buying ho ya selling ye sub aa90 apni mrxi se krty aur agay broker he isko chlaty hain.

        Question. Whats is spread ?
        Spread

        spread hr broker kka different hota hai . Aur basically spread osko bolty hain jo Bid rate aur Ask rate.k drmian pips kee difference ko spread boltay hain. Mtlb ye broker trf se commission keh skty ya broker kee fee ya oska tax keh skty hain.


        Note: aur aap ko chahiye k aap achy se acha broker choose kren kiunki achy broker ka spread bht kam hota hai aur ghatia broker aapnse spread bht lete hain jo bht nuqsan wali baat hai aur business man wahi acha hota hai jo apne loss ko minimize kray aur profit ratio ko high kray .. aur jitna kamnspread pay kten gy otni ziada loss km ya profit ziada kren gy ...
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

          Friends Trading karne ke liye hamen broker ko spread Dena hota hai hi is spread ko Ham commission bhi kah sakte hain Ham jis platform per trade karte hain use trading ki Ham Jo fee per kar rahe hote hain use Ham spread kahate Hain instaforex ki taraf se hamen bahut hi kam spread Diya jata hai jisko Ham easily phad kar sakte hain aur ham bahut hi acchi trading kar sakte hain aur bhai Main aapke bat se ittefaq Karta Hun ke spread broker ka commission hota hai jo would fees hoti hai ke jis ke badle ham Apni trade open karte Hain aur ham Jab trade open karte Hain to hamen hamari trade mines Mein najar aati Hai jiski vajah se hi hoti hai ki market Mein sabse pahle humne commission yani ke fees Baki Hai Hi apni trade lagane ke liye. Pak forex business men jab Bhe ham Trading karein tu ham spread say Hi Broker ko update Karta hein aor iss trah say achi Maloomat Share karta hein Tu Hi achi si Success ho Gi pak forex trading business bhot acha business hy Khoob Dil Say Hi Yahan Good work Karein tu Hi Good Success Asaani sy Hi Hasil ho jae Gi pak forex trading business men Spread ka Used Zror karein Tu Hi Success ho Gi pak forex best business hy. Agar mehnat se kam karen to Forex per Ham bahut zyada kamyabi Hasil kar sakte hain.
           
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

            assalamu alaikum ji bhaiyon khairiyat se honge aapane achcha question poochha hai spread ke bare mein kyunki bahut se logon ko yah samajh nahin aata ke spread kya hai
            kyunki jab tak aapko market terminology jiska nahin pata hoga ho aur aap market terminal jisko nahin samjhe ayenge aap kabhi bhi acchi trade nahin kar sakte kyunki Jo senior sote Hain vah market term zeada is per Amal karte Hain to agar aap chahte hain kya aap seniors ke experience se fayda uthae to uske liye aapko market terminology iska istemal karna chahie jab bhi aap market mein kam karte hain to aapko bahut se a brokers milte Hain agar aap trading karna chahte hain to uske liye aap ko kisi Na kisi prakar ko join karna hoga to jo bhi aap broker istemal karenge usmein Jo superhit hota hai vah prokar ka commission hota hai kyunki aaj Kal ke daur mein Koi bhi aapko free facilities provide nahin karta to Forex trading cucak international business hai aur is per hi aap ko kisi Na kisi broker ki jarurat hoti hai isiliye jo bhi broker aapko apna platform provide karta hai kya mere platform se trading karen to vah aapke har trade mein apna commission rakhta hai ya FIR apna separate rakhta hai subscribe basically aapke broker ka commission hota hai jo vah aapko facilities provide karta hai uske bad Jo aapse spread ki Surat mein apna commission charge karta hai
             
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

              hum forex par agar trading kerty hain tou humen us k liye kisi broker ka support chahiye hota hai jo humen kisi bank k sath lnk kerva dy borker ko us k kaam ka commission bhi milna chahiye tou us ko jo bhi commission milta hai us k kaam kaa usy spread kehty hain hum is bhi platform par kaam ker rahy hon matlb k trading ker rahy hon us ki fee jab hum pay kerty hain tou us ko hum spread kehty hain insta forex ki tarf se humen bohat he kam spread diya jata hai jis ko hum easily learn ker sakty hain aur aik achi earning bhi hasil ker sakty hain spread broker ki fee hoti hai jis k badly mein hum apni trade ko open kerty hain aur aik eham baat aur humen chahy humari trade mein profit ho ya phir loss humen broker ko us ka commission har haal mein dena he hota hai
              spread har broker ka alag alag hota hai aur spread hum us ko bolty hain jo bid rate aur pips k dermyan difference ho is ko broker ka commission bhi keh sakty hain aur us ka tax bhi keh sakty hain humen chahiye k hum aik acha broker choose keren jo humen achy bank ki tarf ly ja saky aik achy broekr ka symbol ye hota hai k wo apna spread kam leta hai aur humen throughout trading mein help bhi kerta hai kuch borkers aisy hoty hain jo apna kaam kerny k baad side par ho jaty hain aur kuch brokers bohat he high spread rkhty hain humen in se avoide kerna chahiye hum jitna kam spread pay keren gy tou us ki wajah se loss utna kam aur profit utna zeada hony k chances bhi barh jaty hain
               
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201003-234011_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	106.4 کلوبائٹ
ID:	12333837


                Je dear ap ny bhot achi information share ki hai. Es information sy definately bhot sary trader ko benefit hasil ho ga. Jo trader es information ko apni trading ma use karta hai wo apny skill ko improve karny ma kamyab ho jata hai. Jo es knowledge ko wastage of time samajta hai wo kbi kamyab ni hota. Es topic ma ham forex spread ko mazeed discuss karyn gy.

                What is forex spread
                . Je dear ask price or bid price k difference ko spread kaha jata hai. Ye amount constant ni hoti balky ye time k sath sath update hoti rehti hai. Jo trader apni trade ko open karty hai to start ma he unki trade loss ma chali jati hai. Ye es waja sy hota hai k trader ko pehle spread pay karna hota hai. Ab world ma different broker ah gae hai jo different spread ki sahulat detyn hain.

                Kuch broker fix spread ki facility dety hain or kuch broker zero spread ki b sahulat dety hain. Expert kehty hain k fixed spread waly broker zero spread walo sy better hoty hain kiu trader ko pehle he pata hota hai k unko ketni amount pay karna hai. But zero spread k case ma trader ko bhot sary services charges ko pay karna hota hai jin ka unko pata he ni hota. Trader jesy jesy apni trades ki tadad barhaty rehty hain esk sath sath trader ko spread b zayada sy zayada pay karna parh jata hai. Jo trader kam trades ko open karty hain unko spread b kam sy kam pay karna hota hai. Ye situation scalpers k lae zayada attractive ni hoti kiu k unko bhot sari trades open karna hoti hain. Tb kahe ja kar unka acha profit banta hai. Asy trader us broker ko pasand karty hain jis ka spread kam hota hai ta k unka profit acha ban saky.
                 
                Last edited by ; 03-10-2020, 11:41 PM.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                  Kisi bhi member ko jab apni trading bahut acchi tarah Se continue karna hoti hai to iske liye kuchh points aise Hain ki Jo bahut important hai aur UN points mein se number Van point yah hai ki members ko ek pair select karke aur use per apni trading ko continue karna hota hai aur members ko pair kis election se pahle yah maloom kar lena chahie ki uska spread size kya hai speed size ke bare mein members ko maloom Ho jaane ke bad hi usko apni trading use per continue karna chahie aur uske bad hi members ko yah maloom kar lena chahie ki selected pair ka friend kya hai aur trend ko bhi maloom kar lena important hai yah sab kuchh kar lene ke bad hi members use pair se apni trading ko acchi tarah Se continue kar payenge market ko analyse kar lene ke liye bhi members ko struggle karna hoti hai jo log market ko analyse kar lene mein successful ho rahe hote hain un members ko trading karne mein bhi kabhi problem nahin aati hai yah members ki choice hoti hai ki vah market ko kis tarah Se analyse kar rahe hain aur different members ke liye different options hote Hain Koi bhi member indicators ki help lekar aur market ko analyse kar raha hota hai aur maximum members patterns ko istemal karke aur market ko analyse kar rahe hote Hain important baat yah hai ki maarpeet ko analyse kis tarah Se karna hai lekin jab members bahut acchi tarah Se market ko analyse kar lete hain to tab members ki trading bhi unke liye successful ho rahi hoti hai jab members ki trading successful Ho jaati hai to uske bad members ko regular earning aati hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                    Assalamu Alaikum dear Forex traders Forex trading Mein kam karne ke liye Ham Ek chij bahut jyada dekhte hain ki ismein bahut jyada use Hoti Hai Aur vah Ek Main chij Hoti Hai Jisko Ham trading may spread ka naam Dete Hain Diye trading Mein Jab aap kam Karte Hain To ismein kam karne ke liye aapke pass different to prices Hoti Hai gen per aap kam kar rahe hote hain Ek ismein aapke pass bid price hoti hai aur ismein second aapke pass ask price Hoti Hai Jiska musaddi top kam kar rahe hote hain dear aur ine donon price ke mein jo different hota hai usko Ham spread ka naam Dete Hain.

                    Dear Forex trading mein spread assignment 1 broker ka Commission hota hai aur jab Ham koi bhi trade open Karte Hain To vah Hamari directly Rote Mein Chali jaati hai aur ham Dekh Rahe Hote Hain Ki uska direct loss mein jana vah Ek broker Commission hota hai jo ke Hamare trade Agar profit Mein Jaaye tab bhi wale lete hain aur agar vah samay Jaaye to tab bhi vah Commission unknown Rahana Hota Hai.

                    Forex trading Mein kam karne ke liye aapke pass jab tak market kar knowledge aur information Nahin Hogi aapko ismein fayda Nahin ho sakta Kyunki trading ki Kaisa business hai jismein aapke pass Jyada market ka knowledge aur information Hogi aur apne jitne Jyada learning Karenge aapko iska itna hi jyada fayda Hoga agar aap ismein learning Karke Kam Nahin Karte aur aap usmein Mein Nahin Karte to aapko ismein kamyabi Nahin Mil sakti isliye aapko chahie ka market Mein bid price aur aap price ke bare mein Apna knowledge Hasil Karen aapko market Mein bid price aur price ke bare mein pata hoga to aapko ismein supplied ke bare mein bhi information isliye Hasil ho jayegi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                      Forex market main spread Asal main broker ka woh commission hota hai jo hamary her open ki jany wali trade sy broker charge kerta hai ky agar market main ham kisi bhi pair main trade open kerty hain tou hamari trade hamesha kuch loss sy start hoti hai aur same loss broker ka commission hota hai jo hamari open trade ky sath hi charge ker lia jata hai agar hamain market main trade kerni hai tou hamain pehly yeh read ker lena chahiay ky konsa pair aesa hai jis main market ki movement bhi achi hoti hai aur jis main spread bhi bahot kam hota hai ky agar ham trade open kerty hain tou bahot jald hamara spread recover hony ky bahd hamain profit hasil hona shoru ho jata hai isliay hamain aesy pair ko select kerna chahiay trading ky liay ky hamain trade open kerny ky bahd bahot jald profit hasil hona shoru ho jaey kuch pairs main spread zero show ho raha hota hai lekin phir bhi jab ham trade open kerty hain tou hamari trade kuch loss sy start hoti hai jo Asal main hidden spread hota hai jis ko broker ka commission show Kia jata hai jesy crude oil ya natural gas main spread tou zero hai lekin other currency pairs ki terha hamain three pips ka commission pay kerna perta hai hamain trading ky liay kam sy kam spread waly pairs ko choose kerna chahiay agar ham gold ya commodities main trade kerna chahty hain tou un main spread tou zyada hota hai lekin market ki movemen itni zyada hoti hai ky agar ham trade open kerty hain achy analysis kerny ky bahd ya trend ko find ker leny ky bahd tou hamara spread bahot hi kam time main recover ho jata hai aur usky bahd agar market hamari favour main hi movement kerti rehti hai tou hamain acha profit bhi hasil ho jata hai lekin aesy pairs main trade open kerna bhi bahot bara risk hota hai lehaza hamain kam spread waly pairs main hi Trade open kerni chahiay
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                        Forex main kisi bhi pair main trading start karny say pehly hamain iska spread daikhna parta hay. Spread say murad buying and selling price ka difference hay. Yani ager EURUSD ki bid price 1.1875 hay jab keh ask price 1.1878 hay to iska spread 3 pips hay jab keh ager iski ask price 1.1885 ho gi iska spread 10 pips hoga. Spread ka maqsad yahi say broker ko fee pay karna hoti hay jab keh jin pairs ka 0 spread hota hay un main hamain alag say commission pay karna hota hay.

                        Long term trading kay liye high spread pairs main bhi trading ki jati hay jab keh short term trading kay liye low spread pairs bhi suitable hain. Laikin ager ham nay bar bar yani choti choti trades karni hon to behter hay keh low spread pairs main trade karain ta keh bar bar spread amount as a high commission pay na karna pary.

                        High spread pairs.
                        Aisy pairs jin ka spread normal ya major pairs say ziada hota hy, high spread pairs kehlaty hain. In pairs ki bid and ask price ka faraq ziada hota hay jab keh ye emerging currency pairs hoty hain. Inkay high spread ki do reasons hoti hain ya to ye most volatile hain ya phir inki liquidity kam hay.

                        Low spread pairs.
                        Low spread say murad keh bid and ask price main thora farq hay. Yank ager EURUSD ki bid price 1.1875 hay aur iski ask price 1.1878 hay to iska difference sirf 3 pips hay jo keh aik small spread kehlata hay. Small spread pairs say murad keh is pair ki volatility low hay jab keh iski liquidity high hay. Major currency GBPUSD, GBPNZD, AUDUSD, GBPCAD etc main daily basis per achi trade ki ja sakti hay kyun keh in currency pairs ka spread bhi low hay jab keh inki daily movement taqreeban 100 points ya pips hoti bay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                          Market Mein trading karte hue Hamen sepread trading ke bare mein Achcha science knowledge Hona chahie tha ki Ham market Mein acche tarike se trade Laga sake aur accha profit Hasil kar sakte hai Jab hamare pass separate trading ke bare mein Achcha knowledge Nahin Hoga Nahin hamare pass Jyada information Hogi To Ham market Mein acche tarike se trade Nahin Laga Sakte Nahin acchi kamyabi Hasil kar sakte hain sepread trading ka knowledge Hona bahut jyada important hota hai isliye Ham market ko acche tarike se analysis kar sakte hain trading karne ke liye Hamen broker ko sepread Dena Hota Hai a sepread ko Ham Commission bhi kah sakte hain instafresh ki taraf se Hamen bahut hi kam separate Diya jata hai a separate broker ka Commission Hota Hai Forex trading Mein Ham Jab Bhi trading Karen To Hamen sepread se broker Lena chahie

                          Sepread different company ke different Hote Hain sepread different type ke hote hain Hamen sepread ke bare mein Achcha experience or knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai Jab Hamen in sepread ke bare mein Achcha knowledge hoga To Ham market Mein Apne kam Ko acche tarike Se Kar Sakenge market Mein jitne bhi pattern maujud hote hain Hamen indhan ke bare mein Dam account per practice Karke Achcha knowledge Hasil karna chahie Taki Ham informationKo market acche tarike se use kar sake market Mein jitne bhi point maujud hote hain ya bahut hi jyada important hote hain yah trading Mein Hamare liye bahut hi helpful sabit Hote Hain
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                            Spread forex men lazmi mojod hy aur ye brokers k leay estamal huta hy esko har broker use krta hy tamam brokers apna alag alag spread use krte hen dsri nazar men spread ko ap broker ki fees ya tax bhi keh sakte hen jitni wo start men apna commision ke tor par nikal lete hen aur spread hamesh ask rat aur bid rate ke darmian huta hy apko chahe ke ap ache se knowledge ko estamal kr ke aik acha broker select kren jiska spread kam se kam hi instaforex ek bahut hi zabardast aur acha broker hy eska spread rat 0.3 hy joke baki tmam brokers ki nisbat kam hy ap bhi insta ko as a brolers use apko kafi sara benefit hasil huga.
                            Kafi sare brokers ese hen jinka spread bahut ziada hy es leay apko hamesha acha brokers find krna chahe jinka spread rate kam hu aur eska hamen faeda bhi takay ham ek acha profit hasil kr saken aik acha brokers hamesha apne client ko favour deta hy aur client ache se kam krta rehta hy aur hamesha esi broker ke sath touch rehta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : What Is Spread In Trading...!

                              Dear mate aap nay Boat Achy Topic Per sawal Create Kiya hai Kise be Trders Ko jo forex Trading Karta ho usy Inn points Kay Bary main lazmi Pata Hona Chaye ku kay inn points ka aap kay profit or Loss Per Boat Zada Asar Hota ahi iss liy jab Tak aap ko ye Points Na Clear hu ap ko Trading kay Liy plan Banana Mushkil ho sakta hai.Jaab Ap ko Spread kay bary main idea Nahi ho ga Toh aap ko apny Trading account kay Liy Money management ka Plan Banana Myshkil ho ga or ban be Jay toh us Main Unch nech Ho sakti hai iss liy aap ko or Sab Small Traders Ko iss kay abry main Knowledge Hona Boat Zrori hai.

                              Dear mate jaab Be Aap Market main trades Open karty hain toh aap ko Kuch Fees Broker Ko Pay karna Hoti hai jiss Ka Maqsad Hota hai kay Broker aap ke position ko Control karta hai or Ap ki Trades Ko Hold Rakty hain iss liy aap ko Kuch Fees ya Commission dyna Hota hai Is liy aap ko Chaye kay Iss Ko Understand lazmi kiya krein.jab Be aap Market main Trades Buy karty hain toh aap ke trades Kuch Point Higher Executes Hoti hain ise tarah say jab Aap Apni trades Ko sell Karty hain toh aap ke Trades Low price per Sell hoti hain iss liy ye Kuch Point aap ke Spread Hoti hai Jo kay Broker Ko security fees Pay karna Hoti hai kay WO aap ke Trades Ko Real Time per Executes karwaty hain or aap ko profit Ya Loss Milta hai iss ka aap ke Profit or Loss Per Asar Boat Zada Hota hai aap ko hamesha Low Spread Broker He Use karna Chaye or Trading main plan karty waqt aap ko Spread ko lazmi Manage karna Chaye..
                              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X