Forex trading Mein martingale strategy ka istemal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading Mein martingale strategy ka istemal

    Martingale trading stretigy forex market main trade kerny ky liay best trading stretigy hai lekin isky liay hamary trading account main achi amount main balance hona chahiay kyun ky ham agar aik trade open kerty hain aur market hamari open trade ky against move kerna shoru ker deti hai tou hamain kuch time period main market ko sirf observe kerna hota hai ky running loss jab kuch hi increase ho chuka ho aur market kuch pips hamari open trade ky against movement ker chuki ho tou ham same previous trade ko follow kerty huey aik aur trade double lot size sy sath open ker lety hain ky agar market move kerty huey hamari favour main fifty percent bhi move kerti hai tou hamain loss recover hony ky bahd kuch profit bhi hasil ho jata hai lekin agar market phir bhi hamari open trade ky against movement kerti hai tou kuch pips market ki movement ky bahd hamain third trade bhi apni previous open trade ko follow kerty huey open kerna hoti hai lekin jo lot size main second trade ky double honi chahiay ky agar market wahan sy bhi reverse movement start kerti hai tou bahot jald hamara loss recover hony ky bahd hamain profit bhi hasil hona shoru ho jata hai lekin agar reverse movement nehi kerti tou hamara loss beshak increase hota rehta hai lekin agar ham consective trades isi terha lot ko double kerty huey open kerty rehty hain tou jesy hi market reverse movement shoru kerti hai tou bahot jald hamara loss recover ho jata hai hamain martingale trading stretigy sy faida tab ho sakta hai jab market sideways trend main movement ker rehi ho lekin agar market main hamari trade trend per open hony ky bahd trend change ho jata hai tou same stretigy sy trade kerty huey hamain bahot bara loss bhi ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading Mein martingale strategy ka istemal

      Market mein difference strategy maujud hoti hain Hamen strategy ko acche tarike se use karna chahie take market Mein Achcha profit hasal kar sake Hamen strategy ke bare mein acche experience or knowledge Hona chahie Jab Hamen in strategy ka Achcha Hoga To Ham strategy ko use Karenge to is ham Achcha profit gain kar sakte hain aur business profitable business bana sakte market Mein strategy bahut hi jyada important Hoti Hai Hamen trade Lagate Hue Hamen Hamesha achi strategy ko use karna chahie Jab Ham acchi strategy use karte hain To Ham Apne trade Koi Kamyab trade banaa sakte hai trade ki kamyabi bhi achi strategy per depend karti hai Ham aapko martingle strategy ke bare mein bataenge ki isliye Ham Kya fayde Hasil kar sakte hain Iske bare mein Ham Apna experience share Karenge

      Market mein martingle strategy ek bahut bahut hi jyada useful strategy hai iska jyadatar istemal expert trader aur professional trader karte hain Kyunki unke pass Iske bare mein acchi information Hoti Hai To vah iska istemal acche tarike se kar sakte hain aur Achcha profit Haasill kar sakte hain market Mein Hamen different type ki strategy ke upar work karna Hota Hai martingle strategy ko bahut hi jyada popular Samjha jata hai is stratege main loss ke chance bahut kum hote hain is strategy Mein Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain Jab Ham market Martingle strategyke bare mein kam karna chahte hain to hamare pass ismein Jyada balance Hona chahie Hamen money management ke sath is strategy ko use karna chahie Jab market Mein trade lagaen To Hamen stop loss bhi Jarur Lagana chahie Taki Ham apni trade ko Kamyab trade banaa sake aur Achcha profit Hasil kar Saken
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading Mein martingale strategy ka istemal

        Aoa.
        Matringale strategy eak esi strategy hai jis ko Experts use krtay hain ya professional traders ise krtay hain. Ye beginners nhi use kr skty or na hi unko suggest krni chahye.
        Tou sab sy pehlay hm dekhtay hain k ye strategy hai kya.
        Matringale strateg apk trade size ko double krti hai jab apko loss hota hai. Apko just eak win krnay ki zarurat hoti hai jis sy apko lose ki hui amount reverse ho jati hai.
        Ye strategy mean reversion theory pay rely krti hai.
        Ye theory eak france mathematician paul pierre levy ny introduce ki thi..Ye eak betting style base strategy hai.
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading Mein martingale strategy ka istemal

          Forex main acha profit hasil karny k liye zaruri hai keh strategies bnain jain aur strategies ko real account per apply karny sy pehly demo account per apply kia jaye. jb wo strategy demo account per achi tarah work karny lgy phir us ko real account per apply karna chahye. Forex main bahut i strategies hain lakin aj hum martingale strategy k bary main discuss krain gy. martingale strategy ko real account per apply karny sy pehly demo account per apply karna chahye. martingale strategy main strict money management bahut zaruri hai. martingale strategy k liye account main kam az kam 500$ hony chahye. martingale strategy main hum 0.01 ki pehly trade open karty hain kisi currency per aur jaisy jaisy market hamary opposite jati hai hum lot size ko double aik aur entry lety jaty hain..jaisy keh pehli trade main hum lot size 0.01 use karty hain aur dosri trade main hum lot size 0.02 use karty hain is tarah tesri trade main hum lot size 0.04 use krain gy aur 4th trade main hum lot size 0.08 use krain gy.jb market hamari favor main aye gi to hum pehly entry per sb trades close kar dain gy aur humain bahut acha profit ho jaye ga. martingale strategy main money mangement bahut important hai aur is main loss k chances kam sy kam aur profit k chances ziyada sy ziyada hain.martingle strategy ko real account per apply karny sy pehly demo account per practice bahut zaruri hai.Demo account per practice k baghair direct real account per apply karny sy loss bhi ho sakta hai is liye behtar yahi pehly demo account per is ki practice ki jaye.
          Last edited by ; 04-10-2020, 01:03 PM.
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading Mein martingale strategy ka istemal

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadShahbazz پيغام ديکھيے
            Martingale strategies Ek bahut hi acchi strategies hai isase bahut se expert professional log istemal karte hain Agar Ham Forex trading ke andar work karna chahte hain To Hamen ismein different types that strategy ke upar work karna hota hai yani ke strategies compulsory Hoti Hai Hamen lazmi Mein Forex Mein Koi Na Koi strategy Banane hoti hai aur isko follow karte hue Hamen Forex trading ke andar work karna hota hai martingale strategy is ko bahut hi popular Samjha Jata Hai yah Ek Aise strategy Hai Jiske andar loss ke chance bahut hi kam hote hain aur is main aapko zyada tarr profit Hota Hai Magar martingale strategy is ke andar aapko money management ko follow karte hue is Mein worker karNa Hota Hai agar aap Martingale strategies ke upar kam karna chahte hain to aapke pass minimum Jo balance Hona chahie vah 500 dollar Ka Hona chahie aur aap 500 dollar ke upar first Jo trade Lagate Hain 0.01 ki Lagate Hain aur uske bad aap forex ke rules ko follow karte hue ismein work Karte Hain .

            Martingale strategy uske andar aapko bahut jyada trades bhi open karne per sakte hain isliye aap ke liye lazmi hai kya aap ismein money management ke sath aur Bade capital ke sath is strategy ke upar work Karen isase fayda yah Hoga Ky aapko Forex trading ke andar loss bilkul bhi nahin Hoga ismein aap rozana Kuchh Na Kuchh profit Gain Karenge agar aap jazbati hokar Forex Mein work karte hain aur rules ko follow Nahin Karte to aap ismein kabhi bhi profit gain nahin kar sakte hain Forex main sirf vah log success Hote Hain Jo ismein mehnat karte hain aur koi bhi strategies ho ya Pattern Ho Jiske Upar ham work karte hain To Hamen kabhi bhi ismein jazbati hokar work Nahin karte Ham is market Mein Koi Bhi strategy banate hain To Hamen Damo account ke upar test karne ke bad hi real mein apply Karni Hoti Hai Uske bad Hamen acche results mil sakte hain .

            [ATTACH=CONFIG]20859[/ATTACH]
            G dear jub ap es mai mahnet kay sath kam kartye hain tu ap es mai acha kam kar saktye hain aur ap es mai achi staergety kay sath acha kam kartye haun tu ap es mai kamyab ho patye hain tu zayda tar staergety aik see he hoti hai en mai zayda faraq nhi hota hai ager ap dil say kam kartye hain aur ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab he kamyab hain aur ap ka kam kafi acha ho jata aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu trading mai martingle stergety ka kam hai kay ap kaliye asani laye kay ata hai ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyabi hamesha patye hain tu ap es mai mahnet kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kamyabi patye hain tu ap ka kam hai kay ap nay es mai kamyab hona hai tu ap es mai acha kam karain hai tu ap ka kam hai kay ap es stergety pay acha kam kartye hain tu ap kay kam mai kafi asani ho jati hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain kiyu kay trading mai hamesha aisa hota hai kay ap kam kartye hain tu wo refelct hota hai aur ap kay kam mai mushkil ho jati hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap hamesha staergety pay acha kam kartye hain tu ap kamyab he kamyab hai aur ap ka kam kafi asan hai tu ap nay acha kam karna hai tu us kaliye achi stergety pay kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap bad mai es mai achi stargety kay hisab say kam kartye howye ap kamyab ho jatye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu acha kam kamyabi hamesha daita hai tu acha kam karain aur ap es mai hamesha kamyabi patye hain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading Mein martingale strategy ka istemal

              اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadShahbazz پيغام ديکھيے
              Martingale strategies Ek bahut hi acchi strategies hai isase bahut se expert professional log istemal karte hain Agar Ham Forex trading ke andar work karna chahte hain To Hamen ismein different types that strategy ke upar work karna hota hai yani ke strategies compulsory Hoti Hai Hamen lazmi Mein Forex Mein Koi Na Koi strategy Banane hoti hai aur isko follow karte hue Hamen Forex trading ke andar work karna hota hai martingale strategy is ko bahut hi popular Samjha Jata Hai yah Ek Aise strategy Hai Jiske andar loss ke chance bahut hi kam hote hain aur is main aapko zyada tarr profit Hota Hai Magar martingale strategy is ke andar aapko money management ko follow karte hue is Mein worker karNa Hota Hai agar aap Martingale strategies ke upar kam karna chahte hain to aapke pass minimum Jo balance Hona chahie vah 500 dollar Ka Hona chahie aur aap 500 dollar ke upar first Jo trade Lagate Hain 0.01 ki Lagate Hain aur uske bad aap forex ke rules ko follow karte hue ismein work Karte Hain .

              Martingale strategy uske andar aapko bahut jyada trades bhi open karne per sakte hain isliye aap ke liye lazmi hai kya aap ismein money management ke sath aur Bade capital ke sath is strategy ke upar work Karen isase fayda yah Hoga Ky aapko Forex trading ke andar loss bilkul bhi nahin Hoga ismein aap rozana Kuchh Na Kuchh profit Gain Karenge agar aap jazbati hokar Forex Mein work karte hain aur rules ko follow Nahin Karte to aap ismein kabhi bhi profit gain nahin kar sakte hain Forex main sirf vah log success Hote Hain Jo ismein mehnat karte hain aur koi bhi strategies ho ya Pattern Ho Jiske Upar ham work karte hain To Hamen kabhi bhi ismein jazbati hokar work Nahin karte Ham is market Mein Koi Bhi strategy banate hain To Hamen Damo account ke upar test karne ke bad hi real mein apply Karni Hoti Hai Uske bad Hamen acche results mil sakte hain .

              [ATTACH=CONFIG]20859[/ATTACH]
              Yes dear martingale trading strategy se related apni bahut t important information hamary sath share Ki Hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam Kar Rahe Hote Hain To Ham Ko different important strategies ka property focus karna chahie Agar Ham apni trading co profitable banana Chahte Hain To usmein Ham different strategies apni trading per reply Karke apni trading co profitable for effective banaa sakte hain.

              Jab aap yah trading strategy apni trading for reply kar rahe hote hain to ismein aapko different points a different trades open karna hoti hai aur on different trades ki selection minimum lot Ki selection hoti hai isliye Jab aap different trades ko open karte hue 1 point per unko cross Karte Hain To is proper way ko aap ek proper stretegy ke through control kar sakte hain.

              Forex trading me successful trader banne ke liye aapke liye planning bahut hi important hoti hai aur jab bhi aap Forex trading mein pata nahin karte hain to usmein aapko different sectors chij Ka istemal Karna chahie dear jab aap Forex trading Mein strategies istemal kar rahe hote hain to usmein aap ko Hamesha multiple strategies istemal Karni chahie otherwise aapke liye problem ho sakti hain agar aap ek stretegy per Fox kar rahe hain to usmein aap ko problem ho sakti hai Kyunki Ek stretegy aapki Har condition Mein property apply Nahin ho sakti aur aapke liye profit per Nahin ho sakti isliye aapko multiple search strategies ko properly istemal karna chahie Jo different situations main aapke liye helpful Ho Sakin.
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading Mein martingale strategy ka istemal

                اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadShahbazz پيغام ديکھيے
                Martingale strategies Ek bahut hi acchi strategies hai isase bahut se expert professional log istemal karte hain Agar Ham Forex trading ke andar work karna chahte hain To Hamen ismein different types that strategy ke upar work karna hota hai yani ke strategies compulsory Hoti Hai Hamen lazmi Mein Forex Mein Koi Na Koi strategy Banane hoti hai aur isko follow karte hue Hamen Forex trading ke andar work karna hota hai martingale strategy is ko bahut hi popular Samjha Jata Hai yah Ek Aise strategy Hai Jiske andar loss ke chance bahut hi kam hote hain aur is main aapko zyada tarr profit Hota Hai Magar martingale strategy is ke andar aapko money management ko follow karte hue is Mein worker karNa Hota Hai agar aap Martingale strategies ke upar kam karna chahte hain to aapke pass minimum Jo balance Hona chahie vah 500 dollar Ka Hona chahie aur aap 500 dollar ke upar first Jo trade Lagate Hain 0.01 ki Lagate Hain aur uske bad aap forex ke rules ko follow karte hue ismein work Karte Hain .

                Martingale strategy uske andar aapko bahut jyada trades bhi open karne per sakte hain isliye aap ke liye lazmi hai kya aap ismein money management ke sath aur Bade capital ke sath is strategy ke upar work Karen isase fayda yah Hoga Ky aapko Forex trading ke andar loss bilkul bhi nahin Hoga ismein aap rozana Kuchh Na Kuchh profit Gain Karenge agar aap jazbati hokar Forex Mein work karte hain aur rules ko follow Nahin Karte to aap ismein kabhi bhi profit gain nahin kar sakte hain Forex main sirf vah log success Hote Hain Jo ismein mehnat karte hain aur koi bhi strategies ho ya Pattern Ho Jiske Upar ham work karte hain To Hamen kabhi bhi ismein jazbati hokar work Nahin karte Ham is market Mein Koi Bhi strategy banate hain To Hamen Damo account ke upar test karne ke bad hi real mein apply Karni Hoti Hai Uske bad Hamen acche results mil sakte hain .

                [ATTACH=CONFIG]20859[/ATTACH]
                Dear kamyab trader wahen jo apni trading k liye strategy banata ya follow kerta ha. Bagair strategy k trader kabi b kamyab trader nahe ban sakta. Is liye new traders ko b chaheye k wo already market mn use hona wali best trading strayegy ko demo account per practice ker k apni strategy banae ta k wo apni trades ko kamyabi k sath execute ker saka. Dear "Martingle Strategy" ak asi trading strategy ha jis man trader apna previouse losses ko recover kerna k liye istemal kerta ha. Aur wo her new trade man apni trade ki amount ko double kerta jata ha aur jab tak uska loss recover na ho jae wo is terha apni trade amount ko her ana wali trade man double kerta jata ha. For example ager ak trader na $10 ki ak trade active ki jis man usko loss ho gya to wo agli trade $20 sa open kerta ha ta k precious loss ko recover kiya ja saka aur is terha ager usko dobara loss hotabha to next trade $40 sa open kerta ha.

                Dear ye trading strategy trader ko trading mn nhe use kerni chaheye q k is man Risk bhot zayada aur reward bhit kam ha aur ak kamayab trader kabi b apna capital k 2%sa zzyada risk nahe leta.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading Mein martingale strategy ka istemal

                  Salam dear memberski aapane hamare sath bahut hi achcha review share kiya hai jo ke different strategy ke related jaise ki aap ko pata hai ki Ham in different strategy ke sath Hi Kam karna chahie jab Ham proper static GK sath kam karenge to tabhi Ham ismein kam job sandesh Le hamen hamesha trading mein strategy ka bahut khayal rakhna chahie jab Ham ek strategy ko maintain rakhe kam karenge to Ham ismein kafi acchi nahin kar sakte is tarah aap ko pata hai ki jab bhi hamen trading karne se iske pahle ab main proper apni strategy banani chahie tabhi hamesha mein kamyabi hasil kar sakte hain .

                  ISI tarah mein pata hai ki trading mein mein different strategy Di jaati hai jiske mutabik hamen kam karna hota hai jis tarah aapane hamare sath bahut accha share Kiya topic triangle strategy ke related to jaise ki aap ko pata hai ki Ham iske strategy mein Ham market mein main purchase ki trade laga sakte hainiske sath aap ko pata hai ki jab tak hamare per achcha balance nahi hoga aur na hi acchi hamare pass capital balance hoga to Ham ismein kabhi trade open nahin kar sakte to uske liye hamen apne account ko behtar karna hoga Varna jyada nuksan ke chances of sakte hain isliye aapko apni soch samajh ke kam karna chahie apni triangle strategy for work karna chahie to iske liye aapke pass train list at work karne ke liye achcha capital hona zaroori hai tabhi office mein battery strategy kar sakte hain .

                  uske sath dear jab Ham market mein bahut jyada chart pattern banate hain jiske bataave kam kam kar sakte hain to kar Ham in chat 15 per kam Karen to hamen isase bahut jyada fayda ho sakta hai aur triangle strategy main bhi kafi jyada ham log expert Ban sakte hain ISI tarah aapko 13 point ke andar operating karte hain aur hamen kafi cprofit bhi hasil ho sakta hai .
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading Mein martingale strategy ka istemal

                    martingle strategy ka use jo behtar tareeke se kar jata hae wohe to is main kamyab ho jata hae to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main mehnat karen sahe tarah se is main kam karen take hum is starethu ka use kar saken lakin is se hamne kuch khas profit nhe hota hae lakin phir bhe hamen cahiye ke hum is main ache trader ke tarah se is main kam kara karen take hum yahan se kuch gain bhe kar len or is main hum successful trader bhe to ban saken to he to hamne is min kuch na kuch gain ho jata he hae bas hamen bhe apne kam ko better kiya karen take hamne yahan se kuch gain ho sake lain hamen apni strategies ka use bhe wese he karna cahiye take hum i main sirf profit he hasil kar saken kabhe bhe hamne is main loss na ho agar hamne is main loss ho jata hae to hum yahan se kuch na kuch to gain kar he jate he hain or hum yahan se success bhe gain kar he jate hain bas hamen kabhe bhe apne kam ko stop nhe karna cahiye take hamen acha knowledge milta rahe or hum is main sahe tarah se kamyab bhe ho saken tab he to hamen is main acha success milta hae or hum us main ho jate hain kamyab to bas mehnat karen take hum ko bhe is main kuch na kuch to hasil bhe ho he jae or hum is main aik success or ache tarder bhe ban he saken lakin yeh business hae he esa is main hum mehnat jitne karte hain hamen is main success bhe utna he miulta hgae to bas is main ache tarah se mehnat karen
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading Mein martingale strategy ka istemal

                      Forex trading ke andar work karna chahte hain To Hamen ismein different types that strategy ke upar work karna hota hai yani ke strategies compulsory Hoti Hai Hamen lazmi Mein Forex Mein Koi Na Koi strategy Banane hoti hai aur isko follow karte hue Hamen Forex trading ke andar work karna hota hai martingale strategy is ko bahut hi popular Samjha Jata Hai yah Ek Aise strategy Hai Jiske andar loss ke chance bahut hi kam hote hain aur is main aapko zyada tarr profit Hota Hai Magar martingale strategy is ke andar aapko money management ko follow karte hue is Mein worker karNa Hota Hai agar aap Martingale strategies ke upar kam karna chahte hain to aapke pass minimum Jo balance Hona chahie vah 500 dollar Ka Hona chahie aur aap 500 dollar ke upar first Jo trade Lagate Hain 0.01 ki Lagate Hain aur uske bad aap forex ke rules ko follow karte hue ismein work Karte Hain ager kisi currency pair main ham one dollar say trade karty hain hamara capital bhi ye aik single dollar hay, laikin jab ham trade main order place kar daity hain aur hamari trade profit main jaa shuru ho jati hay yahan tak keh is one dollar per aik dollar profit hony per ham one more trade open kar laity hain, isi tarah so on, yani again and again order place karty jaty hain, is tarah hamain acha profit ho jata hay, jab keh hamara capital only one dollar tha. Laikin is per profit more than 10 dollar earn ho jata hay. Yani ham is main equity ziada hony per bajaye iskay keh trade close kar lain, mazedd order place kar daity hain. Aur is tarah acha khasa profit earn karny main kamyab ho jaty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Forex trading main jo trader ki mistakes ko kam or experience ko zaida karti hai woh ap ki trading skills or mistakes ko aik jaga jama karna hai us ko strategy kehty hain. Strategy ki madad sy ap apny trading pairs ko set karty hain or apny risk management ko sahi tarha chose kar kay trading karty hain. jis kadar ap es ko behtar manage karty hain us kadar ap ko trading sy result acha mil sakta hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X