Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota hy?
    dear all over the world Central banks jin ki monitory policies ki waja se tamam currency up or down hoti hai wo ye hen
    1. US Federal bank (US)
    2. European central bank (EUR)
    3. Bank of en England (GBP)
    4. Bank of Japan (JPY)
    5. Bank of Canada (CAD)
    6. Swiss national bank (CHF)

    basically in ki monetary policy ki wajah se puri duniya per currencies or effect Hota Hai kyun Kay Forex trading Mein mostly currency pairs Mein yahi pair shamil Hai aur in pairs ki Jab movement Mein changing ati Hai to us ki main waja in ki monetary policy Mein restrictions ya beneficial decision shamil hoty hen central bank ki news bht zada important Hoti hen kyun Kay yahi news Forex me long term ya short term confirmation Kay sath market me change lati hen .
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

    ji members kya hal hai aapke ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge jaisa ki aapane poochha hai ki Central Bank ka fresche currency ke par kya effect hota hai ji main aapko batati hun ke Central Bank ka forex ki currencies per bahut jyada effect hota hai vah effect isliye hota hai ki yah jyadatar for XE currency bhaiya ke Malik ki hoti hai aur yah bhaiya ke bank ki currency ki movement change hoty rahti hai isliye iski values bhi forex ki currency key values bhi change hoty rahti hai isliye forex ki currency aur Central banks ki currency se ek dusre ki values bahut jyada change karti rahti hain aur isase hamen kahin dafa bahut jyada profit bhi ho jata hai aur kahin dekha bahut jyada lost bhi ho jata hai isliye hamen is baat ki tension nahin karni chahie ke yah ek policy hai ke Central banks ki currencies forex currency parasaran 10 hoti hai aur yah ek policy hai jisko Ham change yah khatm nahin kar sakte isliye Ham apne adjust karda Francisco he is tarah se hasil kar sakte hain aur iske bare mein bhi hamen mujhe jaane ke liye apne senior ko follow karna chahie aur unse guideline leni chahie aur is tarah se Hi hamen experience bhi hasil hota hai agar hamen masjid is bare mein Janna hai tu jaruri hai ki Ham instaforex ki application per jakar is bare mein likhen aur acche se information hasil karne ke bad aap ko guideline den aur aap bahut se dusre sim me number ko chahie ki vah apne juniors ko guideline de aur experience ko badhai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

      Je dear monetary policy ka forex currencies par bhot gehra impact hota hai. Monetary policy ma unemployment or inflation rate ko control ma rakhny k lae interest rate ki value ko increase ya decrease kiya jata hai. Asal ma ye interest rate currency ki value ko determine karny ma bhot eham kirdar ada karty hain. Ye interest rate ma change forex exchange rate par b bhot impact dalta hai. Kiu k exchange rate different countries ki currencies k interest rate ki help sy define kiya jata hai.

      Bhot sary expert pehle he news sy andaz laga lety hai k kis currency ka interest rate change hony wala hai. Albta kuch countries achanak apna interest rate change kar deti hai jo forex trader k lae benefit ya loss ka sabab ban sakta hai. Forex market ma currecy pair par trading hoti hai. So agr ik currency devalue ho jae to other currnecy agr stable ho to us ki value up chali jati hai. Central bank k bary na news forex trader k lae bhot importance ki hamil hoti hai. Wo aksar search karty rehty hain k central bank monetary policy ma kiya changes expected hain.

      Jb US ki monetary policy announce hony wali ho to trader apny order ko hold kar lety hain. Kiu dollar ki value change ho gi to ye impact pori forex market par parta hai. Kiu k bhot sari commodities asi hai jo dollar k rate k sath chalti hai or bhot sari asi hai jo dollar ki value k against chalti hai. So forex ma hamy monetary policy ko zarur importance deni chahe or esko use less ka less harmful ni samajna chahe. Jo trader es monetary policy k impacts ko ignore karta hai wo loss ma asa doub jata hai k profit ma wapas any k lae usk pas kio investment baki ni rehti .
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

        Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap ummid Karti hun ki aap theek Honge Central Bank ki monirity policy ca Forex per bahut jyada effect Hota Hai ismein market ki movement bahut jyada Tej Ho Jaati Hai Jab Aisi news ki announcement Ho to Hamen trade se avoid karna chahie because Aisi situation Mein Hamen loss ho sakta hai Hamen Apne kam ko Sabar aur aaram se karna chahie Hamen Apne kam mein jaldbazi bilkul bhi nahin Karni chahie because Forex Ek Aisa business hai Jisme Thodi Si mistake ki vajah se Hamen loss ho sakta hai isliye Agar Ham Loss Se Bachana Chahte Hain To Hamen Apne kam ko Sabar Aur Aaram Ke Sath karna chahie aur Soch Samajh Kar karna chahie

        Forex ki currency aur Central Bank ki currency Ek dusre se Ek dusre se bahut jyada changing Karti rahti Hain aur ismein Hamen bahut jyada loss bhi ho sakta aur bahut jyada profit bhi mil sakta hai forex market Mein currency pair per trading hoti hai Central Bank ke bare mein Aane Wale news tractor ke liye bahut jyada important hoti hai isliye trader ko chahie ki vah is news ko bilkul bhi ignore na Karen Hamen Apne kam ko Hamesha mehnat ke sath karna chahie Agar Ham Apne kam Mein mehnat Karenge to tab hi Ham market Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah se samajh Payenge Hamen Apne kam Mein Hamesha Apne experience and knowledge co use karna chahie Jitna Jyada experience and knowledge Hamare Karm Mein use Hoga utna hi acche tarike se Ham Apne kam ko kar Payenge aur apne is business Mein Ek acchi earning Hasil kar Payenge
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

          Assalamu Alaikum to all Forex member ji aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Central banks ke mortality policies ka Forex currency per kya Asar hota hai Iske bare mein Ham Apna experience aur knowledge share Karenge isase Ham Kya fayde Hasil kar sakte hain Forex trading Mein kam karte hue Central Bank ke monetary policies ka forex ki currency per bahut hi jyada achha hota hai Kyunki Jab ismein Koi new news upload hoti hai to Central banks ke monetary policy ki movement Tej Ho Jaati Hai isliye Hamen market ka acche tarike se analysis karna chahie Soch Samajh Kar trade open Karni chahie Kyunki Jab market movement bahut jyada fast hoti hai market Mein Hamen sirf ek ki trade open karne chahie currency ki Hamesha jodon ki Shakal Mein trade hoti hai is Mein Ek currency ko kharida jata hai aur dusri currency ko becha jata hai jo strong currency hoti hai use kharida jata hai jo week currency hoti hai use becha jata hai is market ke signal ko follow karte hue Hamen market ka acche tarike se analyses karna chahie trade Lagate Hue Hamen market ki movment ko Jarur check karna chahie ke market ke single Hamen Kis Tarah Ishara de rahe hain Ham Forex Mein Hamen sirf ek e-trade trade open Karni chahie ek hi Waqt mein sirf ek trade open Karni chahie Jab Ham Ek Waqt Mein Ek Se Jyada trade open kar lete hain to iski vajah se Hamen loss ho jata hai aur Hamara account bhi wash ho jata hai Hamen trade Lagate Hue Hamesha small lot size Ka istemal Karna chahie jab ham small lot size ka istemal Karte Hain To isase Hamara account wash hone se bache jata hai aur ham Apne account ko save Rakh sakte hain Forex trading mein kam Karte Hain kam per focus karna chahie aur apne kam ko acche tarike se karne ki koshish Karni chahie Taki Ham Apna business profitable business banaa sake aur acchi success Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

            Jaise ki Ham Jante Hain Kya Forex trading ke andar do Tarah Ke analysis kar sakte hain technical analysis of fundamental analysis Agar Hamesha market ke andar successful huna chahte hain aur ek Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen ismein two types analysis Aane chahie Agar Humko analysis karna Nahin aaega to ismein kabhi bhi success Nahin ho sakte Agar is Mein Koi big news ki announcement Hoti Hai To Hamen chahie Forex factory ke upar news ko red karne aur uske bad hi amusement ride lagaen Agar Ham is market ke andar sirf technical analysis Karke news ko check Nahin karte hue trade Laga Dete Hain To fir Ham Kabhi Bhi Ek acchi trade Nahin Laga sakte ho na ham is market se kachra profit hasil kar sakte hain .

            Forex trading main currency lenden Kiya Jata Hai Isme Jo currency Jyada strong Hoti Hai Uska currency ko kharida Jata Hai Jab Ke Jo currency bahut Jyada week hoti hai to use currency Ko bech diya jata hai ismein Forex trading main sirf currency trading ki jaati hai aur yah currency ok trading Hamesha jodon Mein ki Jaati Hai Forex trading Mein Jab Bhi trading Hoti Hai Ek Hi Waqt mein sirf ek hi currency ko kharida Jata Hai Jab Ke dusri currency ko product kar diya jata hai surakshit reading main currency John ko 3 types Mere divide Kiya Gaya Hai majors cross jottek

            Majors jismein Ek currency American Dollar Agar Ham magers to Jarur Se Apna Kam start kar rahe hain to use Waqt usmein Ek currency American dollar ki lazmi honi chahie Kyunki Agar ismein Ek currency American dollar Ki Nahin Hogi to Is Tarah Se Ham market Mein mages ko use Karke is Mein acchi success Hasil nahin kar Payenge Jab Ke Croos Mein Koi currency bhi American dollar Ki Nahin Hoti usmein without American dollar ki currency ke khareed frokht ki Jaati Hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

              Forex market main US Dollar ki currency ko bahut major samjha jata hay, jab keh is per daily sab say ziada trading bhi hoti hay. Is liye iska baqi tamam currencies per bhi impact parta hay. Isi tarah baqi mumalik ki currencies aur in ler trading say pehly hamain is mulk ki economy aur iski currency strength visualize karni hoti hay. Jab koi bhi mulak apni monetary policy revise karta hay ya iski report publish karta hay to is say isky investment sector, berozgari aur inflation per asar parta hay. Is tarah currency ki value bhi increase and decrease hoti hay jis say forex market main bhi up and down hoty hain.

              Kisi bhi mulk ka central bank jab monetory pilocy revise karta hay to iska maqsad unemployment aur inflation ko control karna hota hay. Laikin iska affect forex market per bhi parta hay.

              CPI aik baut he important economic news hay jo USA main announce hoti ahy aur iska maqsad USA main inflation aur employment sector main tawazan barqarar rakhna hota hay. Ager is main interest rate ziada kia jaye to iska maqsad inflation ko control karna hota hay aur iska matlab hota hay keh unemoloyment pehly ki nisbat kam hay. Jab keh interest rate main kami ka matlab hay keh logon ko rozgar kay mawaqa daina hay. Yani unemployment barh gai hay.

              Forex main aisi news ki waja say bahut ziada up and down daikhny main ata hay. Even monetary policies say related news ki announcement say forex market main aik bhonchal a jata hay aur kai securities ki movement bahut fast up ad down hoti hay. Aisi news ki announcement kay waqat trading main careful rehna he aqalmandi hay.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

                Puri world main currency ki price up ya down ko directly USD effect kerta hai tou sab sy pehly tou USA ky central bank ki monitory policy ka effect puri world ki currencies ky rates per hota hai ky agar USD ki price increase ya decrease hoti hai tou puri world ki currencies is ky Co related hoti hain jis waja sy tamam currencies main bari change bhi aa sakti hai hamain market ky fundamental ko samajhna chahiay ky jab bhi American central bank ki monitory policy ky related news hoti hai tou puri forex market main price change ho jati hai kyun ky forex market tou dollar ky rates per hi depend kerty huey movement kerti hai tou jab bhi central bank ky related monitory policy ki newd Ho tou hamain aesy time per stay fundamental analysis sy hi market ko samajhny main aur tradd enter kerny main faida hota hai

                Sirf American central bank ki monitory policy per hi market main movement fast aur kisi bhi direction main big movement nehi hoti balky British central bank Japan central bank aur Swiss central bank ki minority policies ka bhi market main bahot effect hota hai ky price change main in banks ki monitory policy ka bhi bahot bara role hota hai lekin basic role again American Central Bank ki monitory policy ka hi hota hai jo other tamam banks ki supercede kerta hai ky same effect ki waja sy puri forex market main bahot bari change ati hai jo na sirf currency pairs main hoti hai balky same movement currency pairs ky elawa commodities aur indices main bhi hoti hai tou jab bhi American Central Bank ki monitory policy main koi change hony wali ho tou hamain is per nazar rakhni chahiay ky ham same time main bary loss sy bach ker trade kerty huey market main secure trade kerty rehain
                Last edited by ; 25-09-2020, 04:09 AM.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

                  Assalam walekum Pyare bhai jaan Fresh Market Mein US dollar ki currency ka bahut hi Madhur Samjha Jata Hai Jab Ke Is per daily sabse Jyada trading bhi hoti hai isliye is Kaba Ki Tamam currency is per bhi impact padta hai ISI Tarah Baki Mohali Ki Kranti aur in the trading se pahle Hamen is Mulk ki mummy ko aur iski currency tarike kar value Karni Hoti Hai Jab Bhi Koi Bhi Mulk apni Morni trap Police SI device karta hai aur yah iski report police Karta Hai To isase ki investment sector berojgari aur inflection per Asar padta hai Is Tarah currency key value be incorrect and decoration Hoti Hai jisse forex market mein bhi up and down Hote Hain

                  Kisi bhi Mulk ke Central Bank Jab Manish Rohit police Sarvesh Karta Hai To iska maksad employment Aur inflection Ko control karna hota hai lekin iska effect product market Kabhi padta hai

                  CPI Ek bahut hi important economic news hai jo ke USA mein announce hoti hai aur Iske Max USA mein inflection aur implement sector Mein savasana barkrar Rakha hota hai aur Agar is Mein interest rate Jyada kiya jaaye to iska maksad inflection ko control karna hota hai aur iska matlab hota hai ki implement pahle ki nisbat Kam Hai Jab Ke interest rate mein Kami e Ka Matlab Hai Ke Logon Ko Rojgar ke maksad dena hai yani ke implement badh gai hai

                  Forex mein Aisi news ki vajah se bahut jyada up-and-down Dekhne Mein aata hai aur Aman Mantri Police SI se related news ki announcement safetrax market Mein Ek bahut hi Achcha a result A Jata Hai Iski security ki movement bahut hi set up down hoti hai aur aise hi news ki announcement ke Waqt trading Mein care purv Rahane Ki akalmandi Hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

                    Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan pure world mein currency ki price aap yah download kar deep USD effect Karta Hua Tota sabse pahle to USA ke contract Bank ki monetary policy ka effect Puri World ki currencies ke rates per hota hai ki agar USD ki price in kripya decreased Hoti Hai To fir World ki currency kiske correlated Hoti Hai Jiski wajah se Tamam currencies mein badi Chain Bhi ho sakti hai aur Hamen market ke fundamental ko samajhte chahie ki Jab Bhi America Janta Bank ki material Police GK related news hoti hai to Puri forex market Mein price change Ho Jaati Hai Kyunki products market $2 ke rates per hi depend karte hue movement Karti Hai To Jab Bhi central bank related monetary policy ki news Ho To Hamen aise hi time per Sakte fundamental analysis Rahe market ko samajhne mein aur trade inter karne mein fayda Hota Hai

                    Sirf America cantral Bank ki Monty Tori Police SI per hi market Mein Munh Mein fast aur kisi bhi direction Mein Bik movement Nahin Hoti balke Barish se Central Bank Japan Central Bank aur service Central Bank ki ki Man Aur ATI police Ji ko bhi market mein bahut hi set hota hai ki price change Mein in Max ki monetary policy ka bhi bahut hi Bada rule hota hai lekin basic rule again America cantral Bank ki motari police ka hi Hota Hai Jo keh Agar Saman Bank superhit karta hai jo Kaiser effect ki vajah se Puri Fresh Market mein bahut hi hai jo ke Naat Sharif currency Paris Mein hoti hai aur pair Mein Hoti Hai balkeshwar ambushment currency Payal Ke alava aur Indies mein bhi Hoti Hai To jald hi Jab Bhi America control Bank ki motor Hi Police SI Mein Koi change Hone Wali Ho To Hamen is Iske ke Ham same time mein Bade Logon se bache ka train trade karte hue market mein support rate Karte Hain
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

                      assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi achcha question poochha hai monetary policy was a Kali State Bank of Pakistan ki taraf se aati hai kyunki Ham Pakistan mein rahane wale Hain isiliye hamen State Bank off Pakistan ki taraf se Pakistan mein jo monetary policy implement hoti hai vah unki taraf se aati hai monetary policy ka Forex trading per aur har business per asar hota hai kyunki is policy main aapke tax rate aapki employment aapke interest-rate aapke welfares ke kam UN sab ka ismein zikr hota hai inshort yah baat hai ki monetary policy Central Bank ki taraf se aapke pass ek kism ki ki bachat hota hai ki is specific period of time main aapke pass interest rate yah hoga aapka profit rate ke hoga agar aap Bank ke sath deal karenge to aapko itna interest Diya jaega aur agar aap bank se loan lenge to aapko itna interest charge Kiya jaega aur yah basically 3 Man ki bhi ho sakti hai 6 Man ki bhi ho sakti hai aur sal ki bhi ho sakti hai lekin Pakistan mein jyadatar jo monetary policy pesh ki jaati hai vah 3 month ki hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

                        Yes dear aapane bahut hi perfect analysis central bank se related Hamare Sath Kiya Kiye Hain no doubt Jab Central Bank interest rate ko decrease or increase karta hai to uska effect different currencies per ho sakta hai dear sabse pahle aapko yah check karna hoga ki Central Bank interest rate ki declining aur increasing ke liye kyon changing Karta Hai To iski sabse main reason ji Hoti Hai Jab Central Bank inflation ko control karne ke liye interest rate ko decline aur increase Karta Hai To usko inflation control karne mein bahut jyada help mil sakti hai.

                        Monetary policy Ek Aisa important tool Hai Jiski basis per aap aap inflation ko easily control kar sakte hain aur interest-rate Ko Jab aap increase or decrease karte hain to ismein aapko inflation control karne ke liye bahut jyada advantages aur services available hoti hai dear jab general public mein bahut jyada vah Mani hoti hai aur Har chij ki demand bhi Jod bahut jyada Ho Jati Hai Jiski wajah se prices bahut jyada chal rahi Hoti Hai To is situation ko aap inflation Kahate Hain is condition mein Main centralbank Kuchh Aise steps leta hai Jiski wajah se maximum log Apne deposit different banks Mein Karva Dete Hain Jiski vajah se general public ke pass amount bahut kam Ho Jaati Hai Aur inflation control Ho Jaati Hai.

                        dear Forex currency per monetary policy ka bahut jyada effect ho sakta hai aur jab Central banks interest rate ko increase or decrease Kahate Hain to uska effect different currency pairs were directly negatively or positively Ho Sakta Hai Jiski vajah se market ki movement Mein fluctuation a jaati hai isliye hi aapko senior member advice Karte Hain ki aap ko economic calender aur economic news se closely attach Rahana chahie Taki aap Forex currency se related maximum information gain karte hue Apne profit ko increase kar Saken.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

                          Forex market mein Central bank ki monitiry ka important rolle hota hai ,,,,,central bank k kisi bhi policey cahnging ay market crash ho jatai hai aour monitry policey her curancey pair ko effect krti hi because central bank bahut bra financial bank hi jis zare asar sb currancies hain is ki aik any wlai news sy poori stock markeg hil kr rahe jati hai ,,,,,
                          Main jo currancey pair hai jo her curancey k sath trading krta hai wo USD hai aour yeah centrl bank ka ziada asar is py hota hai ,,
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
                            dear all over the world Central banks jin ki monitory policies ki waja se tamam currency up or down hoti hai wo ye hen
                            1. US Federal bank (US)
                            2. European central bank (EUR)
                            3. Bank of en England (GBP)
                            4. Bank of Japan (JPY)
                            5. Bank of Canada (CAD)
                            6. Swiss national bank (CHF)

                            basically in ki monetary policy ki wajah se puri duniya per currencies or effect Hota Hai kyun Kay Forex trading Mein mostly currency pairs Mein yahi pair shamil Hai aur in pairs ki Jab movement Mein changing ati Hai to us ki main waja in ki monetary policy Mein restrictions ya beneficial decision shamil hoty hen central bank ki news bht zada important Hoti hen kyun Kay yahi news Forex me long term ya short term confirmation Kay sath market me change lati hen .
                            Assalamu Alaikum dear Kisi bhi Mulk ke andar uski economy ko stable karne ke liye ek Bank banaya jata hai Jisko use country ka Bank Kaha jata hai aur isse Bank ka maksad earning karna Nahin Hota bol ke Mul ke andar Maheshat ko stable karna Hota Hai. Aur aur isko Central Bank ya US Country ke naam se Naam Diya jata hai aur yah Kisi bhi Mulk ki currency ki ki D value aur valuable karne mein bahut kirdar Ada karta hai aur bhi kisi bhi Mulk ke liye new note bhi issue Karta Hai jitni bhi monetary policy Hoti Hai yah Sare ko follow karta hai isliye Agar Ham Baat Karen hard currency ki to jitni bhi Hath currencies Hoti Hai vah international trade main exchange ka kam karti hai agar Aisi country jinki currency hard currency Hai To Uske Central Bank bahut main kirdar Ada Karte Hain Agar Ham US dollar Ki Baat Karen 2D Bank of America bahut main roll Ada karta hai ki US dollar strong Hoga yah week Hoga Agar Ham ismein different economic sectors ko Dekhen 5 example Jis Tarah America ke andar consumer price index at news issue Hoti Hai jismein America ke a unemployment aur inflation ke bare mein information De Jaati Hai agar America ke andar inflation badhegi aur unemployment badhegi dollar ki value niche ki taraf Aaegi aur forex market ke andar 80% US dollar ka roll Hai Jiski vajah se Hamari Puri forex market use direction Mein Munh karna Shuru Kar Degi aur uski Upar uska bahut impact padega Iske Sansad BA ki jitni bhi Hath currencies hai agar uski country ke Central Bank ya uski koi bhi fundamental factors Mein Koi change jata hai to uski vajah se forex market bahut jyada hit Hoti Hai Kyunki forex market Asal Mein Ek currency market hai jo different country ki currencies per ki jaati hai agar Kisi bhi country ki currency ki value badhati Ja kam hoti hai to vah use country ke economic activities per Jyada depend karta hai aur vah report jo uska Central Bank issue karta hai use per bahut jyada matter karti hai agar vah news US currency ke favour Mein Hoti Hai To currency ki value badh jaati hai aur aur forex market ke andar vah currency Jis currency pairs Mein hoti hai vah apne mutabik uske andar movement karti hai isliye centralbank Aise countries Ke Jo Hath currency rakhte Hain vah bahut directly affect karte hain forex market ko Iske alava Baki bhi jitni market se unko bhi bahut jyada head Karte Hain Koi Bhi international market hard currency ki vajah se bahut jyada impact hoti hai aur iska bahut jyada effect hota hai isliye Inko bagair Dekhe Ham kabhi bhi market ke andar trade nahin kar sakte.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza :Central Banks ki Monitory policies ka Forex currencies par kya effect Hota

                              Monetary policy ka forex currencies par bhot gehra impact hota hai. Monetary policy ma unemployment or inflation rate ko control ma rakhny k lae interest rate ki value ko increase ya decrease kiya jata hai. Asal ma ye interest rate currency ki value ko determine karny ma bhot eham kirdar ada karty hain. Ye interest rate ma change forex exchange rate par b bhot impact dalta hai. Kiu k exchange rate different countries ki currencies k interest rate ki help sy define kiya jata hai.Dear friends bahot sary expert pehle he news sy andaz laga lety hai k kis currency ka interest rate change hony wala hai. Albta kuch countries achanak apna interest rate change kar deti hai jo forex trader k lae benefit ya loss ka sabab ban sakta hai. Forex market ma currecy pair par trading hoti hai. So agr ik currency devalue ho jae to other currnecy agr stable ho to us ki value up chali jati hai. Central bank k bary na news forex trader k lae bhot importance ki hamil hoti hai. Wo aksar search karty rehty hain k central bank monetary policy ma kiya changes expected hain.Jb US ki monetary policy announce hony wali ho to trader apny order ko hold kar lety hain. Kiu dollar ki value change ho gi to ye impact pori forex market par parta hai. Kiu k bhot sari commodities asi hai jo dollar k rate k sath chalti hai or bhot sari asi hai jo dollar ki value k against chalti hai. So forex ma hamy monetary policy ko zarur importance deni chahe or esko use less ka less harmful ni samajna chahe. Jo trader es monetary policy k impacts ko ignore karta hai wo loss ma asa doub jata hai k profit ma wapas any k lae usk pas kio investment baki ni rehti. Best of Luck for everyone.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X