capital aur equity may kya farq hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: capital aur equity may kya farq hay ?

    Forex trading mein aap ko bhut si important terms se wasta parta hai aur aapko sab ky bary mein complete information honi zaruri hai. Warna aap trading mein achi trha learning nahin kr skty.​Market mein kam karty huey hmary samny Equity aur Capital ki terms use hoti rehti hain. In ko bhi smjhna bhut zaruri hai aur in ki explanation nechy di gae hai.

    Capital​:

    Forex trading mein capital se muraad apka account balance hota hai. Jo ky aap use kar ky trading kar skty hain. Capital term aap my total amount of balance hoti hai. Jo ky trading account mrin aap different trades lagany mein use kr skty hain. Ye amount agar aapki trades loss mein ja rhi hon to aapki trades ko continue rkhti hai. Air jab caoital amount almost end par phnch jaye to aapki trade automatically close hojati hai. Jitna capital zeada hoga utna hi time apki trades loss ko brdasht kr skti hain.

    Equity :

    Jab aap ki trades chal rhi hoti hain to aap ko equity show ho rhi hoti hai woh us time aap ky total trades ky losses aur profits ko count kar ky Account caoitsl ky hisab se di jati hai. Aur us waqt agar sari trsdes close kar di jayen to jo amount aap ky pas profit ya loss smait bachti hai woh equity kehlati hai.

    For examole aapki trade 10 dollar ky profit mein ja rhi hai aur aapka account capital 50 ho to aapko equity 60 (10+50) show ho rhi hogi.
    Aur agar aapki trade 10 dollars ky loss mein ho aur account capital 50 ho to aap ko equity 40(50-10) show ho rhi hogi.

    Aap apni trades ky doran live equity dekh skty hain. Jo ky market mein loss aur profit ky lihaz se change ho rhi hoti hai jab ky capital amount tab tak same rehti hai jab tk aap trade ko close nah kar den.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: capital aur equity may kya farq hay ?

      Dear brother aap nay acha sawaal lia hay aap ko kuch details k saath may bathana chaaonga k capital our equity kia hotha hay.
      Capital.

      Capital ka matlab hota hay keh jab trader ya owner forex main trading kay liye koi amount invest kary, ye bonus bhi ho sakta hay, ya real investment bhi, ya bonus aur real investment donon ko mila kar bhi capital ban sakta hay jo keh aik he cheez hay. Capital woh amount hoti hay jo trader trading plan kay mutabiq starting main invest karta hay, aur isko trading kay maqsad kay liye utilize karta rehta hay. Trader ki yehi priority hoti hay uska capital yani asal sarmaya kisi tarah bhi kam na ho, yani isko is main loss na ho.

      Equity.

      Forex trading ma current equity ya simply equity ka matlab hai k hamary account ki current value kiya hai. Trading ma equity ki value kam ya zayada hoti rehti hai. Ye equity hamary profit ya loss account balance ma plus kar k ya minus kar k show ho rhi hoti hai. Jb running trade ma hamy profit hota hai to hamari equity barh jati hai but jb running trades ma hamy loss ho rha ho to hamari equity kam show rahi hoti hai. Forex trading ma equity loss k margin ko kam kar k show kar rahi hoti hai. Trader ko hamesa trade k doran apni equity par nazar rakhni chahe. Kam equity ho jae to phr loss ko recover karny ma bhot problem hoti hai.
      • #18 Collapse

        Re: capital aur equity may kya farq hay ?

        Dear Members Trading Main Capital Or Equity main Boat Light Saa Different Hai or Iss Ko Understand karna Boat Zrori hai ku kay Market Main In Do Point Ka Understand Hona Boat he Zada Zrori hai Jiss Waja Say aap Ko Apna balance Measure Karna Easily Aa Sakta hai Or aap say koi Pochy toh ap Confidence Kay Sath Bata Sakty hain IN main Jo difference Hai wo main Define kar Dyta hu Umeed hai aap kay Knowledge main Izafa ho ga.Or Aap ko Kuch na Kuch information lazmi hasil ho ge.

        Balance/Capital

        Dear Members Trading account Main aap Jo be aap Invecstment Karty hain Wo aap ka Real Baalnce Hota hai Jo kay Bina Kise Trade Kay Open Kiya Or Bina Kise Lose profit Ko Calculate Kiy aap kay Trading Account Main Show Hota
        hai Is Liy Hum Iss Ko Capital Ya Account Balance Bolty Hain Or Ye He Humara Main Balance Hota Hai Jo kay humare Real Investment Hoti hai.

        Equity

        Dear Forex Fellow Ummedd KArta Hu aap Ko balance Kay bary main Maloom Ho gya Ho ga Or ab Main aap Ko bata Dyta Hu kay Equity kiya Hoti hai Equity Ko Hum Apni Open Trades Or Jo Be Lose or profit Run Ho raha Hota hai Saab Ko Calculate kar Kay Jo Result Ata hai uss Ku hum Equity kayty hain ku kay ye Humara Floating Balance hota hai Jo kay Humare Running Trades Main Chal Raha Hota Hai or Sath He Humare Investment kay calculate ho raka hota hai iss ka option aap ko account balance/capital kay nechy dykny ko mil sakta hai ye balance tak tak aap kay real balance main convert nahi hota hai jab tak aap iss ko closs na kar dain.
        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
        • #19 Collapse

          Re: capital aur equity may kya farq hay ?

          Forex trading Mein kam Karte Waqt Hamen Jayegi ke Forex trading se related Tamam chijon ko acchi Tarah Se learn kar len Agar Hamen chijon ko acchi Tarah Se learn kar lenge tab Forex trading Mein Apna Kam best tarike Se Kar Sakenge Forex form Mein capital or equit yah donon bahut jyada importance rakhte Hain isliye Hamen ine donon chijon ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie Agar Hamen ko acchi Tarah Se learn kar lenge tab bhi Ham capital aur equity Mein maujood differences ko acche tarike se samajh Payenge aur inke according hi Apna Kam start kar Saken ge Hamen Forex trading Mein kam karte waqt capital or equity ko hi use karna chahie Inko avoid nahin karna chahie Kyunki yah Forex trading mein bahut jyada important hote hain Unki help se Ham Apna Kam bahut hi acche tarike se kar sakte hain aur usmein acchi kamyabi bhi Hasil kar lete hain yah donon Ek dusre se bahut jyada different hote hain isliye Hamen ine donon ke is difference is ko samajhna chahie capital investor ke account capital ke total account balance ko capital Kaha Jata Hai capital Mein investor's ka balance maujud Hota Hai traders is account mein Jitna Jyada bonus deposit karte hain ya FIR profit aur loss bhi capital Mein deposit kar diya jata hai equity jo ki market mein bahut jyada importance rakhti Hai Kyunki Jab Ham market main trade Lagate Hain To Hamari equity sem Nahin rahti bulke vah kam kam ya Jyada hoti rahti hai Kyunki Jab market Mein trade Lagate Hain to usmein profit or loss ke hisab se hi equity Mein changing Hote rahte hain Agar Ham apni trade se profit Hasil kar rahe hote hain to uska equity per bahut jyada effect Hona Shuru kar deta hai aur Agar loss Mein Ja Rahe hote hain to use Taron Se Bhi Hamari quality bahut jyada effect karti hai aur ismein balance kam Hona shuru ho jata hai
          • #20 Collapse

            Re: capital aur equity may kya farq hay ?

            Capital equity yah donon chij Forex trading Ne kam karte hue Tamam members ke liye bahut jyada importance rakhti hain aur yah Forex trading ke business Mein Ek important role Ada karte hain isliye Tamam members ko is ka knowledge Hona bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki jab tak unhen ine donon chijon ka knowledge Nahin hoga tab tak ko vah ine donon Mein Jo Bhi difference hai usko kabhi bhi samajh Nahin Payenge aur na Hi Forex trading Mein Apna Kam acche tarike Se Kar Payenge

            Forex trading mein jo new members hote hain vah capital aur equity ko same Samayjhty Hain Jab Ke Aisa bilkul Bhi Nahin Hai yah donon Ek dusre se bahut jyada different hote hain Hamen inke is differences ko acchi Tarah Se understand karna chahie Forex market me investor ke total account balance ko capital Kaha jata hai Forex market Mein kam karte hain usmein Jyada Se Jyada mehnat karte hain aur usse unhen Jo weekly bonus Milta Hai Unka vah bonus bhi unke is account mein deposit ho jata hai aur vah save rahata hai aur vah usko apni Marji ke hisab Se Kisi Bhi Waqt withdrawal bhi kar sakte hain

            Jab Ke equity mein traders ka balance us Waqt Tak same rahata Hai Jab tak vah apni trading co open Nahin Karte Jab Apne trade se ko open kar dete hain to use Waqt Unki equity kam ya Jyada hoti rahti hai Kyon Ke Jab Hotel Lagate Hain to use market usmein profit or loss Ki Surat Mein Hi Unki Koti Kabhi Kam Ho Jaati Hai Aur Kabhi jyada ho jaati hai agar unhen profit hota hai to Unki ya koi badh jaati hai aur Agar unhen market tread Lagate Waqt loss Ho Jata Hai To Unki ya koi Thi bahut hi kam ya FIR bilkul wash Ho Jaati Hai Jiski wajah se unhen bahut Jyada nuksan Ka Samna karna padta hai isliye Market main trade lagaty Waqt market ke signals ko acchi Tarah Se samajh Le Uske bad hi market Mein Apni trade open Karen Taki aap mujhe Achcha profit Hasil kar sake aur nuksan se Bach sake
            • #21 Collapse

              Re: capital aur equity may kya farq hay ?

              janab buhat asan hai captial aur bonus kai baray main pata krna aur wo yeh hai kai jab bhi ap mt4 per jatay hai aur us per jo ap ko balance nazar a raha hota hai wo ap ka capital hota hai aur jo equity hoti hai wo ap ki equity hoti hai yani agar main ap ko asan lafzon main samjhaon jo paisay ap nay market main invest kiyay hotay hainawo ap ka balance hota hai aur jo balance trading karnay kai baad ap kai account main hota hai ya trade kai chalnay kai darmian agar ap ko profit ho raha ho tu jo amount zaida hoti hai awo hi ap ka equity hota hai tu humay kabhi bhi is chakar main nai parna chaiyay aur huameshja apni trading per dehan daina chahiyay aur in baton main parnay ki bajay humay siraf aur siraf tradi9ng aur bnonus hasil karnay per time surf karna chahiyay because agar hum is baton per dehan day gay tu hum kabhi bhi apna desired result hasil nai kar payn gaya ur desired result hasil karnay kai liyay humay is behas say nikalna ho ga kai hujari equity kiya hai aur hamara capital kiya hai because humayis market main jal az jald kamyab hona hai tu in batono ko ignore karna ho ga aur forex trading banai hi isi maqsad kai liya gai hai tu hamresha apni trading per focus karain na kai capital aur equity per otherwise ap ki intentions divert ho jayn gi aur ap trading ko enjoy bhi nai kar sako gay.
              • #22 Collapse

                Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                Doston trading mein kam karte hue aapko different type ke basic terms se vasta padta Hy in main ek capital aur equity hoti Hy in main bahut difference hota hai hai aur isko samajhna aapki har trader ke liye jaruri hota hai isliye ye aapko tamam points ko note karte hue ine main difference ka pata hona jaruri hota hai.

                Capital:
                Trading mein main investor ka jo total balance hota hai usko aap capital kahate Hain aur jo aapka balance bonus hota hai yah jo aap invest karte Hain to aapki total investment aap kya total account balance aap Kiya capital hota hai aur yah change nahin hota balke ye same hi rahata hai.

                Equity:
                Doston trading mein equity capital se mukhtalif hoti hai aur ismein bahut jyada difference hota hai ismein investor ka total balance nahin hota balke jab investor apna trade open karta hai to uske bad is ki balance mein jo changing aati rahti Hain vah equity hoti hai aur is tarah equity mein changing hoti hai cutie same nahin rahti bol ke ja loss or profit hone ke sath sath ismein changing aati rahti hai aur yah stable nahin hoti is tarah yah capital se mukt hoti hai isliye bigness ko chahie ke ine donon ke darmiyaan difference ka pata hona chahie aur is tarah apni planning ke sath apni equity ko dekhte hue apne trading mein main help Le sakte hain aur apna next trade karke ek achcha profit hasil karne ke kabil Ban sakte hain aapki mehnat aur jyada se jyada time ki investment aapko kam yad banati hai aur achcha experience bhi deti hai jisse aap kamyabi ke sath apna trade work kar sakte hain
                 
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #23 Collapse

                  Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                  Capital is basically the total amount of your trading balance and that balance can be your bonus or your investment in your Forex trading account the equity is a difference between loss and profit we can say that and the equity e is the the the balance which you have remaining in your account after separating it from your loss if your trade is in profit then your profit plus your total balance of trading is your equity and if your trade is in the loss then you are totally lost - your total balance of trading account is your equity your equity can decrease when your loss is increasing and you your equity can also increase when your profit is increasing your equity Ehsaas increasing and it is increased when your trades are not closed but your balance is only increased when your trading is closed your capital is basically increased when you trade your close your all trades and your equity can only be increased when your profit is high so this is the basic difference between balance and equity according to my point of view our equity should be more and we should try to keep our equity more and more then we will get success in our trading and we will get more profit in trading but the equity of our account is less than we cannot get a good profit so your equity and your capital decide that how much perfect trader you are thank you very much
                  • #24 Collapse

                    Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                    GB members kya hal hai aapke ummid karti hun kya aap sab theek honge aur apna bahut acche se pyara Gaye honge aur apne kam ko bahut acche se kah Rahe honge kyon ke mahine se kam karne se hi hamen fayda hansi hota hai aaj Jo question Kiya gaya hai vah bahut jyada informative hai ki capital or equity mein kya Fark hai capital equity mein bahut Fark hai usko kahate Hain ki agar hamare paas hamare account mein kitna bonus ho raha hai aur ham use bonus ke mutabik open karte hain aur profit hasil karte hain usko capital kahate Hain lekin is tarah se karne ke liye bhi hamare pass bahut jyada experience hona chahie kyunki Ham apne bonus ko bahut jyada benefit tarike se istemal karte Hain yah last week a small kar sakte hain ki Ham par depend karta hai agar Ham chahte Hain ki hamara benefit hamen de to hamen chahie kya market Kochi se nice karne ke bad aur kafi experience ke bad hi apne borescope trading ke liye istemal Karen aur profit hasil Karen hamare pass Jo bonus hota hai Ham usko capital kahate HainISI tarah agar baat ki jaaye cutie ki to equity hamare liye bhi bahut jyada jaruri hoti hai yah hamari trading mein hamare mein are ko upar ya niche lekar jaati hai aur yah trading mein upar niche hoti rahti hai yah bhi bahut jyada jaruri hoti hai iske bare mein bhi information hona bahut jyada jaruri hota hai aur is bare mein information hasil karne ke liye mein apne seene se usko follow karna chahie aur apne experience hasil karna chahie aur analyse karke hi mehnat karni chahie
                    • #25 Collapse

                      Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                      Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap ummid hai ki aap sab theek Honge aur apne Karm ko acche tarike se perform kar rahe Honge aapane Humse bahut hi Achcha question kiya hai ki capital or equity mein kya difference hai to Aaj Ham aapko bataenge ke equity aur capital mein kya difference hai Agar hamare pass Forex se related Tamam chijon ki acchi se acchi information Hogi To Ham Apne is business ko ek profitable business banaa sakte hain aur acchi se acchi earning Ham Hasil kar sakte hain

                      Capital wo hota hai jo Hamen bonus deta hai aur equity wo Hoti Hai Jisme Ham trading Karte Hain capital Hamara vah bonus hota hai jisse Ham Achcha Se Achcha profit Hasil Karte Hain account capital investor ke total account balance ko Kahate Hain aur jab Ham trade open karte hain to trade open karne ke bad Jo hamari equity Hoti Hai vah same Nahin Hoti vah Badal Jaati Hai Agar Hamen profit ho raha ho to Hamari equity Pa is ka effect padta hai equity se Murad trader ke pass va available amount hai Jise vo Mazd apni trading ke liye use kar sakta hai capital amount to hoti hai jo trader trading plan ke mutabik starting Mein invest karta hai isko trading ke maksad ke liye utilez kar raha Hota Hai Agar Ham apne business Mein acchi success Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Apne kam ko Hamesha mehnat ke sath Karen Aur Forex Ke Tamam rules or regulation ko follow karke hi Ham Apne is business Mein kam Karen Hamen kabhi bhi inke Rul ko ignore karna chahie aur apne kam ko Hamesha Apne experience or knowledge ke sath karna chahie Takia Hamen Achcha Se Achcha bonus mil sake
                      • #26 Collapse

                        Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                        Dosto capital balance mai ap kay pass equipty bhi capital hoti hai jub kay ager ap kay pass balnce he kam hai tu us mai ap ki equipty bhi kam hoti hai ap nay daikha ho ga kay ap trade open kartye hain tu us mai show ho rhi hoti hai equpity aur balance dono tu ap ka kam hai kay ap us mai daikha karain jub ap ka lose hota hai tu ap ka balnce kabhi kam nhi hota hai ap ki equipty kam hoti hai tu acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap es mai equipty pay kam karain ap ki equipty jitni zayda hoti jati hai ap kay balnce mai izafa kartye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu kamyabi kaliye zaroori hai kay ap es mai acha kam karain ap es mai mahbet kiya karain aur ap es mai dil say acha kam kartye hain tu ap kamyab bhi ho jatye hain tu bina mahnet kay kamyabi pana na mumken hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain aur account equity pay acha kam kar saktye hai ager ap ka trade ap ko profit daita hai tu ap kafi faidye mai jatye hain aur a ki equity bhi zayda ho jatye hain tu ap es mai acha kam karain aur ap trade repalce kartye hain tu ap ka kam hai kay ap uai time pay trade ko daikh kay replace kiya karain ta kay bad mai ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai acha faida laitye hain tu ye sarye kam ap dil say karain mahnet kay sath karain ta kay bad mai ap kay achye kam ka acha result mil jata hai aur ap es mai kamyba ho jatye han tu ye sub mahnet kay sath he mumken hain bina mahnet kay nhi, agar aap mehnat se learning continue karte Hain to aap bahut kuchh hasil kar sakte hain.
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                          dear forex market mein jab Ham investment karte Hain to is main jitni bhi hamari investment hoti hai yah hamare capital hota hai jab Ham is market mein $500 deposit karvate Hain to is time hamara capital 500 hota hai magar jab Ham apne account per trade karti hui profit banate hain aur hamara balance 600 ho jata hai to is time hamare capital 600 hota hai humko chahie kya Ham is market mein apna capital increase karne ke sath sath apni equity per bhi focus Karen kyunki is market mein jab hamare account per loss hota hai to hamari equity kam Ho jaati hai jisse hamara account was ho sakta hai humko chahie ka Ham apne kaun per jab bhi trade open karen to is per itna hi rishta Le jitna hamare capital aasani se bardasht kar sake Jo trading forex market ki rules ko follow karti hui hai aur apni trading strategy ko follow karti hui ek kam kar rahe hote hain unko is market mein kamyabi mil jaati hai agar Ham forex market mein acchi tarike se kam karte Hain to humko is market mein achcha result Mil jata hai Jo trade forex market mein rules ko follow karti hui hai hard work karte hain unko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein Kam Karne wale traders agar kisi trading strategy per focus karte Hain to humko is market mein kafi jyada fayda tab hota hai jab Ham is market mein rules ko kha lo karte hue trade open karte hain agar Ham apne capital ko safe trading karte Hain to is market mein successful Ho jaate Hain.
                          • #28 Collapse

                            Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                            Equity also known as owners equity is the owner of the Assets of a business can be on by the owner or capital is the investment of assets into a business capitals. Categorised into on equity, but it's not the only subcategory the owner can also make profits from a business that he runs this office belong to the owner. They do not belong to anyone else write their sole purpose of business are also part of an equity profits are kept in account call reserve. therefore owners equity consists of capital + reserves accumulated profits capital is one subcategory of equity reserves are another hope that helps clarify the difference between equity and capitals Capital such as stroke aur sab running that is free of that specially capital receipts for an interest in the ownership of a business. Also known as net assets or equity capital refers to what is left to the owners after all liabilities are stata. Simply state capital is equal to total assets minus total liabilities. There are certain disadvantages of Equity capital profit not business growth Nav dividend are guaranteed for equity investors the return to equity investor the more uncertain then returns and by that hold as a result equity investor anticipate a higher return on the investment than that received by landed. Equity ownership of any acid after any liability associated with the yesterday declared for example if you're on a car worth $ 25000 but you owe dollar 10,000 on this vehicle the car is $ 15000 equity. When you use equity capital you have no obligation to make interest payment or to repay equity investor initial investment that capital on the other hand requires the periodic interest payments and repayment on the borrowed principal. The main advantages of equity financing is that there is no obligation to refund the money acquired through it equity financing place is not national financial burden on the company. However, the downside is quite large. basically equity and capital of both are used to describe uniship for monetary interest in the company that is held by the company's Honours the meaning of both terms can vary according to the contact for which are used and the application and varies, depending on the subject matter being discovered evidence capitalised terms of closely related to each other that they are often misunderstood to be the same the Capital is a usual contacts of according and Finance means the amount of funds that is contributed by the owners of investors of the business to purchases of capital equipment required for the running of the business capital is also divided into financial capital rare or economic capital shareholders capital. Equity represents the claim that shareholders have one celebrities have been reduced from business acid when I said accident is positive equity exist and in the case that liabilities are higher than acid be company will have a negative equity taking an example of house for which no that remains is your owner's equity as your own the complete ownership over the house. And cancel it as he pleases equity may also refer to shareholders equity, which is the proportion of equity investment held by a shareholder depending on the value of the share purchase and held dissimilarity between equity and capital is that they both reviews and interest that Honours hold in a business whether it is fund shares or basis for the name of capital is used in calculation when driving the value of equity and shareholder equity is the sum total of financial capital contributed by the owners and trained earning in the balance sheet,
                            • #29 Collapse

                              Jaiza: Forex Trading Main Capital aur Equity main Kia difference hota hai?

                              doston trading mein kam karte hue aap ka wasta different type ke Forex trading term se parta hai jinko use karte hue aap apne trade ko Kamyab banate hain aur trading ke wale bare mein acchi analysis aur experience hasil karte hain aur market ki situation ko samajhte Hain. doston inmein capital aur equity bhi hoti hai joker trading mein aap logon ko iske bare mein knowledge ka hona bahut jaruri hai jo ki aapki trading aur aapke business ke liye bahut hi important chij hoti hai aur ismein aapka difference ka pata hona chahie.

                              Capital:
                              Dear friends trading mein aapki total investment aapka capital kahlati hai jisse aap trading karte hain aur Jay ek aap ka total balance hota hai aur ismein koi changing nahin hoti aur yah aapki hua income hoti hai aapka balance hota hai jismein trading ke ke dauran Koi changing nahin hoti aur yah stable rahti hai ek hi rahti hai.

                              Equity:
                              dear friends trading main aapki total investment message jab aap trade open karte Hain to sath mein ek aur equity ki ki balance hota hai jo ke trade ke sath sath change hota rahata hai aur market ki movement ke sath up down mein ismein changing ATI rahti hai aur is tarah aap trading mein kam karte hue aasani ke sath apne ismein capital aur equity mein main difference jaan sakte hain aapko chahie ke daily basis per workout Karen jyada se jyada mehnat Karen Taki aap trading mein kam karke ek accha profit hasil karke ek acchi earning karne ke kabil banaa saken aur achcha trading kar saken aapki mehnat aur acchi trading aapki kamyabi ke liye bahut jaruri hoti hai. Equity variable hoti hai aur ismein changing aati rahti hai jab tak aapka trade ja account vas nahin ho jata ismein aapke trade ke sath sath time ke sath aur market ki movement ke sath ismein changing aati rahti hai.
                               
                              🌼 Never Give Up 🌼
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: Forex Trading Main Capital aur Equity main Kia difference hota hai?

                                Equity asal main wo amount hoti hai jo hum invest karte hain forex main aur wo MT4 platform main last main show ho rahi hoti hai. Capital se murad wo balance hai jo hamary equity + profit per mushtamil hota hai. Jitne hum ne invest kiye hue hain aur us sath profit jo trading kay through hum ne kia hua hai lot of size ko km rakh k hi trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain market main kam karein gay tab hi hum achi trade karien gay aur hamain market main trade karien gay tab hi hum cahi trade karein gayy aur hamainmarket main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain ta k earn karien gay learning gan kar ky equality ko samj kar calculate kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex aik online business hain hum is mai night ma be kam kar sakty hain or hm is mai day mai be kam kar sakty hain knowledge or experience gain kar ky lot lagany ka risk lyna chahey hum experience demo account main rozana 2 ganty ke practice ky bad hasil karty hain agar hum market ky kelaf ja kar lot lagy to hamy naqsan he ho ga is main market ka koi qasur nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain currency ki value up ho gi agar ap ne her cheaz kisi aor se leni hai aor ap k pass kuch bhi ni hai to aus mai ye hai k ap ko apny country se paisa bahir dena pary ga aor aus k baad ap ko aor currency banany k liay koi gold wagera zarort ho ga jis ki waja se ap ki currency ki value down hoti jaye gi ais liay ap ko chyae k ap ne jab bhi koi cheaz leni hai wo aisi ley jis se ap k country ki currency ki value down na ho, agar hum local cheazy zayda use kary to ais se humry apny country ki currency ki value zayda ho sakti hai.
                                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X