What is Range-Bound strategy? Explained :

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

    Assalamu Alaikum dear member Aaj Ham aapko bataenge ki range bound strategy kya hai aur iska market Mein Kya Kam Hota Hai range bound strategy 1 bahut jyada importan strategy hoti hai Jise Ham Forex trading mein bahut hi Achcha bonus hasile kar sakte hain aur apne is business ko Jyada Se Jyada Aage Lekar Ja sakte hain straight ko Ham Apne kam Mein use Karke a Apne is kam ko kamyabi ki Rah per Le Ja sakte hain Agar Ham Apne kam Mein kamyabi Chahte To Hamen range bound strategy ko acchi Tarah Se learn karna chahie ya multiple strategies ka use Hamari trading co safety ke sath rakhne ke liye bahut jyada ahmiyat Rakhta hai is strategies ko Ham practis Karke trading market mein a side movement Ke dauran Bhi accha Se Accha profit gain kar sakte hai

    Hamare pass range bound strategy ka Achcha Se Achcha experience or knowledge Hona chahie aur iski acchi se acchi information bhi hamare pass honi chahie Jab market sideway movement kar rahi Hoti Hai Tu e usetime per hi strategy Hamare liye bahut jyada faydemand sabit ho sakti hai aur Ham iSe se bahut jyada Achcha bonus Hasil kar sakte hain market Mein Majudd different strategies co Hamen acchi Tarah Se learn kar lena chahie aur jo acche se strategy Ho use hi Apne kam Mein use karna chahie aur use Achcha Se Achcha profit Hamen gain karna chahie Jitna Jyada Hamari strategy Hamare kam Mein use Hogi utna jyada hi ham market Mein acchi tarike se trade Laga Payenge Agar hamare pass in strategy ki complete information Hai To Ham Apne is kam Mein acchi success kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

      Bahi ap na acchi stretagy batai hai rang stretagy ko agr hum dahkain tu hum log ak acchi stretagy ko open kar sakta hain ya trend ka doran banti hai trend jub bi banta hai accha banta hai agr up ka trend bana tu hum log strategy ko lazmi banayain up trend ka bad bound rang ki stretagy banti hai aur is strategy ko agar ham sikhana chahte Hain to hamen market ki study karni hogi tab jakar hamen is ki samaj aya gi bound rang strategy ko apply karna aasan nahin hai agar hamari strategy galat ho gai to hamen bahut bada loss ho sakta hai isiliye strategy banakar hamen demo account per pahle check karne chahie tab usko use karna chahietab hamen fayda hota hai warna strategy akshar hamen loss deti hai aur ham log apna account wash karva baithe hain is business mein best traders strategy ke bina trase nahin karte isliye to wo log bahut acchi trader ban jaate Hain unko markar ki samajh ahne lag padati hai aur bahut acchi kamai bhi karte hain is lia dear kabi bi stretagy ko bina experience nor knowledge ka use na karian warna bara loss ho sakta hai or agr nuksan zayda huwa tu hamra account wash ho sakta hai stretagy bana mushkal nahi laken is ko use karna mushkal hai is lia is ka bara mai knowledge hasil karain phr is ka bad stretagy ko banayain tu fida ho ga knowledge hasil karna ka lia seniors ki madad lain is stretagy ko check karian phr ap is ko apply karian tu best ho ga
      • #18 Collapse

        Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

        Forex trading Mein Jadu market sideway move karti hai to use market Ham Range bound strategy ko use karte hain Ham range bound strategy ke jariye Se sideway lagakar Achcha profit Hasil karne ki koshish Karte Hain Jab ke side mein Lagana bahut hi risky kam hota hai Kyunki isme Itna Jyada profit Nahin hota hai Jitna Jyada loss ke hone ka Khatra hota hai is main sirf Vahi members trade Laga sakte hain Joker trading strategy Mein expert hote hain aur professional trader is main trade lagakar is Achcha fayda kar sakte hain Jab Ke bich ko chahie Ke Jab market sideways main move kar rahi ho to usmein main Waqt Hamen is main trade bilkul Bhi Na lagaen Kyunki vah beginners hote hain unhen Iske bare mein itna Jyada knowledge Nahin Hota isliye chahie Forex market sideway mein ho to use Waqt apni trade ko close kar deni chahie Jab hm trade co close kar denge Tu vah Is Tarah Se hone wale nuksan se bhi bache Jaenge aur apne account ko save Rakh Sakenge aur Forex trading main bhi Apna Kam acche tarike se Jari Rakhenge

        Sideway movement mein job market 3 se 4 resistance level support level Cottage karti hai to use Waqt Ham Iske arrange level ko acchi Tarah Se Saman lete hain aur Apna Kam Uske hisab Se Hi Karte Hain range bound strategy Ek bahut hi acchi strategy hai agar Ham isko Soch samajhkar aur acchi e learning Hasil Karke usko use Karenge tab Ham isase acchi earning Hasil kar Sakenge is strategy ke jarie se Ham market Mein bi per sport per buying Jab Ke resistance per ceiling lagakar isase Achcha profit Haasil kar sakte hain isliye Forex trading mein kam karte hue is main bahut hi acchi trading strategy Koi use karna chahie tha kya Mujhse best result Hasil kar sake
        • #19 Collapse

          Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

          Dear brother aapane bahut hi jabardast information share ki hai range bound strategy forex mein ek aam istemal hone Wali Priti ji hai hai ismein mukhtalif prices ke darmiyaan mein rehte hue trade ki jaati hai means ke agar main aapko iski example data rahun gold agar 1900 per ho aur iski upper limit 1980 to iske darmiyaan jitne bhi Ham trade open karenge vah sari ki sari range bound strategy hi hongi is tarah ki Ham strategies use karke bahut achcha profit and kar sakte hain kyunki forex ek bahut hi interesting business hai is mein agar Ham thodi si dilchaspi Le to zabardast kism ki earning Ham hasil kar sakte hainaksar humne dekha hai ki forex mein bahut kam log kamyab hote hain forex ek aisa business hai jisko waqt ke sath sath development milati hai agar Ham yah kahin ki Ham ek raat hi mein Aamir Ho jaenge to yah hamari sabse badi bhul hai kyunki aisa bilkul bhi mumkin nahin hai hai koi bhi kam karna ho uske liye hamen bahut zyada mehnat darekar hoti hai tab hi Ham usmein kamyab ho sakte hain kyunki Ham apna taluk Pakistan ke sath rakhte Hain isliye yahan per agar Ham forex jaise business a daily basis par thori thori earning shuru kar de do ek waqt aaega ki Ham ismein bahut achcha profit hasil kar sakte hain jisse Ham bahut jaldi amir Ho jaenge lekin shirt sirf yah hai ki ham mehnat Karen duniya mein Koi bhi aisa business nahin hai Jo Bina mehnat kiye chal pare to forex bhi to ek qisam ka business hai ya kis tarah Bina mehnat ke develop ho sakta hai
          THKS
          • #20 Collapse

            Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

            dear member yah market ko analyse kar lene se related ek tarah ki strategy hai aur agar isko members acchi tarah Se apni trading mein istemal kar lena chahte Hain to is strategy se related members ko acchi tarah Se learning kar lena hogi aur jab members ki learning strong Ho jaati hai tu is tarah Se vah Koi bhi strategy banakar aur apne trading ko bahut acchi tarah Se continue kar lene mein unko help mil jaati hai isliye members ko different types ki strategies banakar aur apni trading co continue karna chahie aur is tarah Se Hi karne mein members ko kam karne mein maximum help milati hai aur agar is tarah Se members apni trading co continue karenge tu is tarah Se karne se members ki yah management bahut acchi tarah Se main ho jayegi aur is tarah Se members ki trades on ko fayda dengue aur is tarah Se members ko apne kam mein Na kami nahin hogi members ke liye unki trading bahut important hoti hai aur koi member agar apne trading co importance dega tu is tarah Se members apne trading mein maximum successful ho rahe honge members ke liye yah baat important hai ki unko apni trading acchi tarah Se continue kar lene ke liye acchi planning banakar aur use per focus karna hota hai aur ja members apni trading per acchi tarah Se focus nahin kar rahi hote hain aur apne trading ko bhi continue kar rahe hote Hain to yahi vajah hai Kya members ko apni trading mein bar bar nuksan Ho Raha hota hai members ke liye acchi planning or strategies ko follow karna bahut important baat hai
            • #21 Collapse

              Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

              dear friend, range bound strategy ma market horizontal, ranging ya sideways moment kar rahi hoti ha aur is ma prices specific high aur low points k darmian bounce karti rehti hain. high price ko major resistance level kahain gay jis ma price break through nhi kar sakti, isi trah low price ko major support level kahain gay aur ye b break through nhi kar sakti, range bound trading ma trader lower trend line (support) par buy kartay hain aur high trend line (resistance) par sell kartay hain, is ma high volume break out sa big loss sa bachnay k liay stoploss ko upper trend line aur lower trend line k thora upar set kia jata ha, isko hm choppy market b kehtay hain jo trending market k opposite hoti ha, is strategy ma market ki koi clear direction nhi hoti aur prices aik narrow range ma up and down move karti hain, is ma hm RSI, CCI aur stochastic oscillator ko use kartay hain, is ma prices aik certain range ma up and down move karti hain aur ye hmian over bought aur over sold conditions ko confirm kartay hain, range bound strategy ka basic idea ye ho ga k currency pairs ki high aur low price hoti ha lihaza is k darmiaan trading ki jay, is strategy ma apko trade ma entry k liay prices ko chase karnay ki bjay retracement ka wait karna chaiay, lihaza ye side ways moment k liay aik achi strategy ha is ma traders ko trend changing aur big moments ka fear nhi hota q k market limited up and down moves kar rahi hoti ha
              • #22 Collapse

                Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

                Jaisa ki aap Jante Hain ke Forex trading Ko Jab Ham join karte hain to use Mein different types ki trading strategies hoti hain Jo ke Forex trading mein kam karte waqt Hamari bahut jyada help Karti Hain in strategies ko Hamen bahut hi Soch Samajh Kar aur acchi Tarah se learn Karke ine ko use karna chahie Range bound strategy bahut important strategy hai is ko learn karna Hamare liye bahut jyada important Hota Hai

                Jab Ham Forex trading Mein work karte hain to use Waqt Hamen market ke trend ko acchi Tarah Se study kar lena chahie Uske bad hi market Mein Apni trade open Karni chahie market uptrend Mein move karti hai ya FIR downtrend Mein move karti hai ya FIR sideway Mein move kar rahi hai agar market uptrend aur downtrend mein move karti hai to use Waqt market Mein Apne trade open Karni chahie Kyunki use Waqt Karta Ham market Mein trade lagakar use acha profit Hasil kar sakte hain Jab Ke Agar market sideway main main main move kar rahi ho to use Waqt isme apni trade Upar Nahin Karni chahie balki apni trade ko close kar dena chahie tha ki aap is Mein hone wale nuksan se Pariksha ke aur apne account ko bhi save rakshakan

                Jab market sideway move karti hai to use market Ham range bound citrate Ji ko use karte hain is Kajari aise hi Ham market Mein Apne kam ko acche tarike Se Kar paate hain aur usmein hone wale nuksan se bache sakte hain first of all Hamen Jab market sideway Mein move rahi ho to use Waqt trade Nahin Lagani chahie Agar Ham use Waqt apni trade open kar bhi Dete Hain to use Waqt Hamen range bound strategy ko use karke hi Apna Kam start karna chahie Kyunki Uske jariya se ham loss se bauch Sakenge Aur Is Se Achha profit Hasil kar Payenge beginners ke chahie ke vah market Jab sideway Mein move kar rahi ho to uska to use Waqt is trade na lagaen is main expert aur professional log he main trade lagakar is se profit Hasil kar lete hain
                • #23 Collapse

                  Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

                  Range bound strategy sideway market ke liye istemal ki jaati hai aur ham side main market mein range bound a strategy ko istemal karke bahut acchi trading kar sakte hain kyunki market mein job koi friend Nahin hota hai aur Market only support or resistance scheme darmiyaan movement Karti rahti hai aur inko break nahin karti hai to is baat ham range bound strategy ko istemal karke acchi trading kar sakte hain aur market se munafa utha sakte hain lekin main samajhta Hun ki yahi strategy hamare liye khatarnak ki sabit ho sakti hai kyunki market mein agar fast breakout hota hai to fir hamara kafi nuksan ho sakta hai isliye market Nahin state ji ko istemal karte hue hamen kash khayal rakhna padta hai.

                  Range bound strategy ko istemal karne ke liye hamen support level or resistance level per ek vertical line lagani padati hai jiski vajah se hamen support level or resistance level Ka pata chal jata hai aur hamen in levels ke darmiyaan hi apni friend ko open karna padta hai aur ham side bhi market ka fayda uthate hain lekin hamen yah baat Apne mind mein rakhni chahie ki agar Marg thoda sa bhi breakout Karen to hamen apni trade ko band kar dena chahie aur hamari koshish honi chahie ki ham market mein stop loss ko istemal karte hue kam Karen taki hamara order automatically close ho jaaye.

                  Range bound strategy main agar ham heading status ji ko sath milakar kam karte Hain to hamen aur bhi achcha fayda milega kyunki hedging strategy bhi range bound strategy ki Tarah hoti hai aur ham market mein sideway market se fayda utha sakte hain lekin main main mein Kabhi side mein market mein koi trade Nahin ki hai kyunki side re market mein trading karna mujhe Pasand bhi Nahin hai aur main isko bahut khatarnak strategy samajhta hun.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #24 Collapse

                    Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

                    Assalamu Alaikum dear Forex member aaj ka Hamara review Hai range bound strategy..

                    range bound strategy market ki sideways Hoti Hai Jab market jo na up ja sakta hai aur na market down a sakta hai to Uske Darmiyaan Mein Jab Koi resistance Ban Jaati Hai To usko range bound strategy Kahate Hain...

                    Range bound main market ka koi pata nahin chalta yani market ki moment ki ka koi pata nahin chalta ke vah kis time up ya down move kar jaen...

                    Is Tarah support level ka matlab yah hota hai ki Jab market movement karte hue upper Chali Jaati Hain aur resistance level ko Touch Karke Wapas a Jaati Hai Niche. Esi Tarah Jab market Upar aur niche 2 3 dafa support level aur resistance level ko touch kar deti hai to esii Tarah Ham samajh Jaate Hain ke market profit ki taraf Jaati Hai To Ham Apna trade Laga Lete Hain..

                    Esii Tarah Hamen range Bond strategy ko samajhna chahie isase Hamen Jyada Se Jyada profit Hasil hoga ismein kisi ki sim ka koi bhi indicator candle use Nahin Hota ismein market ki movement ka pata nahin chalta hai kya kis time market Ne up ya down aana jana hai hai...
                    • #25 Collapse

                      Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

                      dear forex market mein jab hum kahan par hain to Ham koshish market mein jaaye pata hona chahie ki is market mein Ham jo bhi trade lagana chahte Hain to humko is market mein anil se baat karne hote hain agar Ham forex market mein range ko dekhte hue trade karte Hain to hum kho jaaye pata hoga ki is market mein jab train ki completion Ho jaati hai to yah market ek range banati hai aur ismein humko confirmation nahin mil rahi hoti ki market is time kaise movement karegi agar Ham forest market mein range ke breakout ke bad trade open karte Hain to Ham please market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trade forex market mein range ke break out parade karte hain Ghosh market mein kamyabi mil jaati hai Jo trader's market mein main range breakout per trade karna chahte hain unko is market mein Koi indicator use karna chahie jisse humko confirmation mail jaati hai ki yah market kaise moment karegi iske bad Ham is market mein aasani se kamyab ho jate Hain Jo trade forex market mein acche tarike se kam karte hain unko is market mein kamyabi bhi mil jati hai humko is market mein kamyab hone ke liye hard work karna hota hai agar Ham forex market ke rules ko faltu karte hue Kam nahin karte to is market mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte is market mein humko kamyab hone ke liye hard work karna hoga Taki Ham is market mein apne account per achcha profit banaa sake Jo trade forex market mein trade lagane se pahle confirmation ka intezar karte hain vah is market mein apne account par accha profit bana sakte hain forex market mein Kam Karne wale trader ko fayda tab hota hai jab Ham is market ke rules ko follow karti hui koi bhi trading strategy banate hain aur use per trade karte Hain.
                      • #26 Collapse

                        Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

                        dear friends range bound strategy Asal me market ki sideways movement hoti hai ki Jab market up down movement kar rahi hoti hai aur vah na Jyada aap movement kar sakti hai aur na aur Jyada down movement kar sakti hai to vahan per uski Ek level aur ek resistance level Ban Jaati Hai Adx in ranging market.


                        Adx indicator ki value jb 25 sy nechy ho gi to he eska matlab hai k market side way trend ma hai ya ranging market ma hai. Adx ki value jb dimnishes hoti hai to es ka matlab market ma weak trend ka hona hai.

                        Bollinger band in ranging market.

                        Bollinger band contract ho jata hai jb market ma less volatility hoti hai or bollinget band expand kar jata hai jb market ma high volatility hoti hai. Es waja sy bollinget acha tool provide karta hai market ma break out ko predict karny k lae. Magar jb band expand hona start hota hai. Es condition ma volatility low ho jati hai or market bhot kam move karti hai. Jb band expand hona start hota hai to market ma volatility high ho jati hai or market ik direction ma big move start kar deti hai. Range bound market ka basic idea ye hota hai k es k high or low point k bech ma he market move karti rehti hai. Es ma profit hasil karny k lae best ye hai k market low k near jaye to hamy buy kar lena chahe or jesy he high k pass ponchy to hamy sell kar dena chahe.
                        • #27 Collapse

                          Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

                          No Doubt Dear mate aap nay Humary sath jo be Information share ke main aap ke Is Information say Bilkul Agree karta hu or aap ko be Iss kay ABry main boat he Acha Knowledge hai.Range Bone Strategy boat he powerful strategy hai Jis ke Help Say hm Market Main Boat he Acha profit gain kar sakty hain iss liya aap kpo chaye kay Iss Stratey ka Use hamesha Sideway market main He Kiya karein Main iss kay bary main ap say Information share karna CHata Hu Umeed karta hu aap kay Knowledge main izafa ho ga ..

                          Dear mate market Three Different Ways Main Movement karti hai or is kay Different Moves Ko rade karny kay Liy humy Different Strategy ka Use karna Hota hai iss tarah say he Hum Perfectly trades kar sakty hain or Acha profit gain kr sakty hain Dear mate Aap ko Chaye Kay market main Side way market Ko trade karny kay Liy Suport or Resistance levelka use kiya krein ya Range Bond Strategy ka Use kiya karein Is ko Hum Bollinger band Strategy ka Be use khty hain is liy aap ko Bollinger band Strategy main Two Bands Diye jaty hain jo kay market Main Support or Resistance ka Kam karty hain In ke help say he Hum Range Bond Strategy ka Use kar sakty hain..

                          Dear Fellow iss strategy ka Use karny say Pely aap ko level Lazmi Draw karny chaye or Break out or False Break out ka Khas Khyal Rakna Chaye Tab He Aap Perfectly iss market Ko Trae kar sakty hain or Knowledge Ko Gain akr kay Aap ko Is Strategy kay bary main Achi Practice hos sakti hai.
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #28 Collapse

                            Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

                            G dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy. Range bound strategy highly risky strategy hai. Yeh market ki sideways movements mein use hoti hai jis se r profit bnta hai. Is mein traders trading lgate wakat support level par buying krte hein aur resistance level par selling krte hain. Traders market ki width le mutabik lot size chose krte hain. Traders major loss se bachne ke lye stop loss ki limit ko select kr lete hain. Aur take profit lgate hain. Resistance level par sell ki trader lgate hue trader resistance level ke opar stop loss use karte hain. Ju ke traders ko loss se Bach ata hai. Is strategy ke bohat se faede hain. Is mein agar stop loss aur take profit ko sahi se istimal kia jae to apko zuada tar profit hi ata hai.
                            Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                            • #29 Collapse

                              Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

                              Achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle jitna ho sake mein apne experience our knowledge ko increased karna chahie kyonk forex mein jitna acha hamara experience our knowledge hoga forex mein hum utna acha work aur achi trading kar sakte hain aur itna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham aik ache trader bhi ban sakte hain aur forex main achi trading ke liye trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex market mein hamen apna zyada se zyada time invest karna chahie aur forex mein koshish karna chahie ki forex mein ham trading achi trading strategy ke sath karen forex mein achi trading ke liye achi trading strategy hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading achi planning ke sath karni chahie forex mein achi trading ke liye achi planning ka hona bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain jisse forex mein hamara bonus account mehfooz ho jata hai aur forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex main trading money management ke sath karni chahie aur forex mein achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie aur forex main trading fresh our active mind ke sath karni chahie aur is tarah se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein apni learning ko increase karne ke liye hamen daily basis par demo account ko use karna chahie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: What is Range-Bound strategy? Explained :

                                yeh aik bahut he ache strategy hae jisko hamen use bhe karna cahiey is se hum bahut he ache tarah se faida hasil kar sakte hain lakin hamen is main mehnat bhe to zayada karne hote hae to is waja se hamne is main cahiye ke hum sahe tarah se dil se is main apna kam kiya karen take hum is main is strategy ko use karte howe is main mehnat kar sakne hum jitna ache se is main kam ko kar jate he hain to hum is main kamyab o jate he hain kabhe bhe hamen himmat nhe harne cahiye balke hgamen cahiye ke hum is main mazeed mehnat kiya karen take hum ko bhe to kuch na kuch success hasil ho sake agar hum is main kuch hasil kar lete hain to ham sirf is strategy ko follow karte howe he to kuch na kuch to gain karte hain bas hamen bhe cahiye ke hum hamesha he is main mehnat karte jaya karen kabhe bhe hamne himmat nhe loose karne ho ge balke hamne jab bhe time mile is main apne kam ko bhe acha karna ho ga is tarah se he to hum is main success hasil bhe kar sakte hain bas hamne bhe is main apne kam ko kabhe bhe kam nhe karna cahiye ya kabhe bhe chorna nhe cahiye is ke liye hamen is main mehnat ko zayada kar lena hota hae take hum is main kuch na kuch to hasil kar he saken or is main hum kamyab ho beh jaya karen kabhe bhe is main bas kisi bhe starategy ko is tarah se ignore nhe karna cahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X