Sawal: "Support/resistance level Trading Strategy" kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Sawal: "Support/resistance level Trading Strategy" kia ha?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
    Assalam Walekum Mere Apne senior aur Tamam junior bhaiyon se yah Sawal Hai Ki support aur resistance level kya Hote Hain support or resistance breakouts kya Hote Hain aur inke Upar trading Kaise ki Jaati Hai.
    Walaikum o Assalam! Dear apna na bhot acha sawal ham sa pocha ha. Dear man apka sath is pattern per apna knowledge share kerta hon. Kisi b financial assets market man ager trader kamyabi chahta ha to uska liye support/resistance levels ka knowledge hona bhot zarori ha. Q k market price hamasha price chart k support/resistance level man he move ker rahe hoti ha. Ager trader mehnat kara aur support/resistance levels ko draw kerna seekh le to wo daily ka bhot acha profit earn ker sakta ha. Juniers k liye support/resistance level per trading kerna asan aur zayada profitable ha. Isliye sab sa pehla ham bat kerta han k support/resistance levels ko accurate kasa draw karen.

    Support/resistance levels :

    Financial assets ki market price chart man wo levels jahan per market price thori dair k liye pause kara ya line chart k ander wo jaga jahan per line chart ki line bhot kam jaga per kafi dafa up and down hoi ho ya line chart man wo levels jahan per line ki shap noise wave ki terha ho to in levels ko support/resistance levels kehta han ager ye levels current market price level sa oper han to inko "RESISTANCE LEVEL" kehta han. Aur ager yahen levels current market price sa nicha hon to inko "SUPPORT LEVELS" kehta han.

    Support/resistance levels ko draw kerna:

    Jab ham support/resistance levels ko draw kerna chahta han to ham ak horizantal trend line draw kerta han aur per us line ko touch ker k us level k mid man le ker chorta han jaha per market prices up and down bhot tazi sa hoi thi. Is terha hamara support/resistance levels accuratly draw kerna man kamyab ho jata han.

    Support/resistance levels Trading Strategy:


    Is strategy man ham support/resistance levels breakouts per trading kerta han. Breakout per trading k liye ak trader k liye sab sa important point yahen ha k wo breakouts ki confirmation ko sahe samajh le k kab aur kasa breakout confirm hota ha. Jab market price down-trend man move ker rahe ho aur ye support level per phonch jae aur new candle ko support level sa nicha open kara to ye support level k breakout ki confirmation ha. Is per trader ko chahye k wo sell ki trade active ker de aur apna "Stop loss" ko support level sa thora oper place kara aur apna "Take Profit" ko next support level per place karna chahye.
    Jab market price up-trend man move ker rahe ho aur ye resistance level per phonch jae aur new candle ko resistance level sa oper open kara to ye resistance level k breakout ki confirmation ha. Is per trader ko chahye k wo buy ki trade active ker de aur apna "Stop loss" ko resistance level sa thora nicha place kara aur apna "Take Profit" ko next resistance level per place karna chahye.
    Click image for larger version

Name:	download (12).jpg
Views:	24
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12333374Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	5
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12333375
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Sawal: &quot;Support/resistance level Trading Strategy&quot; kia ha?

      support or resistence level yeh two basic concepts hote hain jo ke apko sab se pehle seekhne hote hain sab se pehle hum support ke related bat kar lete hain to yeh support hamesha neche hote hae jo ke market ko support kar rahe hote hae agar technically market down a bhe jate hae to wo marlet agar support ko break kar jate hae to marjket bahut he zayada down a sakte hae to is liye kabhe kabhe support strong bhe hote hae jo ke break bhe nhe ho sakte hae to is waja se hamen cahiye ke hum is main isko findout karne ke koshish karne cahiye take hum is main kamyab ho saken or ab hum bat karte hain resistance level ke to yeh hamesha he upside pe hote hae to jab marker is level ko break kar jate hae to to market bahut he zayada bullish ho jate hae or babhut up chale jate hae to yeh do basic concepts teh jin ke bare main hamen zaroor seekhna cahiye yeh to basic tha is ke bare main bahut detail se bhe hota hae to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se is main kam kara karen hum jitna zayada inka knowledge gain karte hain to hum yahan se bahut kuch gain kar he jate hain hamen bas sahe tarah se kam karna hota hae take hum yahan se bahut kuch kar saken hum jitna zayada is main kam karte hain hum is main mehnat karte hain to hum is main successful ho bhe sakte hain bas hamen is main sahe tarah se ache tarah se apna kam karna cahiye or is se faifda hasil karna cahiye
      • #33 Collapse

        Re: Sawal: &quot;Support/resistance level Trading Strategy&quot; kia ha?

        dear forex market mein kam karne ke liye bahut sari trading strategies available hoti hain jinko use karke hamen is market mein kam kar sakte hain Jo trade forex market mein apne account per trade karne ke liye trading strategy banate hain unko chahie ki is market mein resistance level aur sport level ko apne mind mein rehti ho ya trade open Karen agar Ham forex market mein apne account per risk Lena chahte Hain to humko yah pata hona chahie ki Ham is market mein Jo bhi resistance yespot Lal ko dekhkar trade karte Hain to humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai kyunki market resistance aur sport level ko follow karti ho ya movement kar rahi hoti hai jo trader forex market mein apne account per acche tarike se kam karte hain vah is market mein kamyab Ho jaate Hain forex market mein humko acche tarike se kam karne mein kamyabi tab milati hai yah farmers market mein hard work karte Hain forex market mein humko apne account per achcha profit hasil karne ke liye hard work karna hota hai jo trading forex market mein apne account per hard work karte hain vah is market mein apne account per risk bhi itna nahin lete Jo trade forex market mein resistance aur sport level ko dekhkar trade open karte hain unki trade ka stop-loss bahut hi kam hota hai aur trade ka take profit kafi jyada hota hai is tarah Ham apne account per achcha profit hasil kar sakte hain Jo trader forex market mein rules to follow karte hue kam kar rahe hote hain unko is market mein kamyabi bhi aasani se Mil jaati hai humko is market mein acchi tarike se kam karne per kabhi jyada fayda ho jata hai.
        • #34 Collapse

          Re: Sawal: &quot;Support/resistance level Trading Strategy&quot; kia ha?

          Forex mein achi trading ke liye achi trading strategy hamare liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum aik kamyab aur ache trader bhi ban sakte hain lekin forex main achi trading strategy ke sath achi learning our ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading hamen achi learning our ache confidence ke sath karni chahie aur forex trading se pahle hamen apne experience our knowledge ko increase karna chahie forex main jitna acha hamara experience our knowledge hoga forex mein hum utna acha work our achi trading kar sakte hain aur itna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hamen koshish karni chahie ki forex chart pattern ko ham acchi tarah se samjhen forex main chart pattern ka acha knowledge aur achi information hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai aur forex chart mein hamen candlesticks ko bhi achi tarah se samajhna chahie kyunki forex mein achi trading ke liye candlesticks ka acha knowledge aur achi information hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hamen koshish karni chahie k forex main trading money management ke sath karen kyunki forex main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai aur forex main hamen trading fresh our active mind ke sath karni chahie aur is tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein trading sabar ke sath karni chahie kyunki forex main achi kamyabi ke liye sabar bahut hi zaruri hai jiski madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain.
          • #35 Collapse

            Re: Sawal: &quot;Support/resistance level Trading Strategy&quot; kia ha?

            support or resistence yeh 2 terms bahut he zarori hote hain or yeh basic hain yeh har trader ko in ke bare main pata hona cahiye to bas is liye aj hum bat karte hain ke support or resistence level kiya hote hain sab se pehle hum bat karte hain support level ke to is main support main a jata hae down side main yeh aik strong se line hote hae agar market us line ko break kar jate hae to market bahut he zayada down ate hae lakin agar break nhe karte hae to market up jate hae ab hum bat karte hian resistence level ke bare main to yeh hamesha he up side pe hgote hain agar market is level ko break kar jate hae to market bahut he zayada upside main move karte hae lakin agar break nhe karte hae to market bahut he zayada down ate hae to bas hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se in dono ko samajhte howe aik strategy tayar karen or u par kam karen hum jitna zayada is main ache tarah se kam karte jate hain hum us main utna he success gain kar he lete hain hamen kabhe bhe is main himmat nhe harne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main mehnat karte raha karen tab he to hum bhe yahan se success hasil kar he jate hain lakin in ke strategies ko hamen mehnat kar ke bana ho ga tab he to hum is main se success hasil kar sakte hain agar hum is main mehnat ache se karte hain to bas mehnat karen sahe tarah se take ap is main se success gain kar saken or is main hum kamyab ho he jaen to bas is waja se hamne bhe to is main mehnat kar lene cahiye take hum is main aik successful trader ban saken
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              Re: Sawal: &quot;Support/resistance level Trading Strategy&quot; kia ha?

              Forex trading per kam karte ho ya Kuch Aise prices John ko follow Karte Hain jismein aap yah expect kar rahe Hote Hain Ki prices further down side Nahin Ja sakti aur is level ko aap support level Kaise sakte hain. Dear support level Hamesha downtrend Mein Hi Banta Hai Jab market baar baar Kisi level ko Touch Karke Apna trend change kar deti hai aur is level ko Breakout nahin karti to aap is level ko support level Kahate Hain Apna travel start kar deti hai Isko sports ya resistance Kahate Hain yah Baat Hamen Apne mind Mein rakhni chahie ke sports or resistance Ek area Hota Hai fix price level Nahin Hota Do Ya Teen shadows aapas mein milati hain to is area ko sports ya resistance Kahate Hain Agar yah Line Chat ke upar ki side ho to resistance hai aur Agar niche ki side ho to sports hai Agar yah price Upar jakar ruk Jaati Hai To is price ko sports Kaha Jayega yah Gaye vahan Se Move kar Jaaye tu is resistance Kaha Jayega sports aur resistance ki simple example room ki hai jismein firsh sport hai aur Chhat resistance hoge aapko line Nahin khinchne padati bulk indicator Kata Khud apni line wasy karta hai Jab market up Trend mein jaati hai to ja Breakout Nahin karte yah register ko complete Karke dubara touch Karti rahti hai Jise resistance Kaha jata hai Jab Ham yah limit set kar lete hain To Hamen uski condition Ka Pata Chal jata hai Ham level ko Breakout karne ke bad bahut acchi entry kar sakte hain Forex trading Mein kam karte hue Sky sport aur resistance ke bare mein bhi hamare pass experience and knowledge Hona chahie Taki Ham market ko acche tarike se analysis kar sake bahut se trader Apne knowledge ke sath strategy ke learning Karte Hain

              اب آن لائن

              Working...
              X