Instaforex verification methods.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Instaforex verification methods.?
    Forex members I'm here to tell you about verification of instaforex, Instaforex verification ke 3 levels hote hain or usme apko pehle 2 verify krne hote hain, verification ka method boht hi asaaan hyy, level first ke liye tu apko I'd card ki photo back or front dono bhejne hote hain, 1st level easily verify ho jata hy, second level verification ke liye apko address verify krana hota hy tu uske liye zrori hy ke apka document or instaforex mn likha address same ho, second level ke liye ap unity bill bhej sakte hain, domicile bhej sakte hain ya phir bank statement wo bhi attested , koi ek document sen kr dein or sath mn instaforex ke MD ko bhi msg kr dein tu apka instaforex ka account verified ho jaye ga or tab ap easily transection kra sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Instaforex verification methods.?

    Yes dear jab aap apna bonus account instaforex broker ke sath open Karte Hain To iske liye aapki proper verification Hona jaruri hai instaforex broker ke sath verification ke liye aapko different 3 levels ki completion karni padati hai. Her level ke liye separate documents required hote hain jinki information main aapse gradually describe kar deta hun.

    Level 1 :

    Dear jab aap apna account is broker se verify karvana Chahte Hain To ismein aapko level 1 ke liye National identity card ki picture upload karna Hoti Hai Jab aap apne identity card ki picture both side se a submit Karva Dete Hain To aap ki level 1 ki verification bahut aasani se complete Ho Jaati Hai.

    Level 2:

    Dear jab aap instaforex broker ke sath Apna account open karne ke liye level 2 ki verification karvana Chahte Hain To iske liye aapke pass bahut sari option hoti hain aur aap different documents kis can't copy send Karke apni level 2 ki verification ko complete kar sakte hain level 2 verification ke liye aap apna passport, domicile, utility bill, bank statement or driving licence present kar sakte hain jisse aapki verification easily complete ho sakti hai.

    Level 3:

    Dear instaforex broker ke sath level 3 ki verification bahut hi Aasan Hoti Hai Jab aap first aur second level ki verification complete kar lete hain to Uske bad aap apna National identity card instaforex broker ko send karte hain jismein aap yah document self holding ki position mein Main send karne hote hain aap apne Kisi bhi document ko Apne hand Mein hold Karke apni picture instaforex broker ko submit Karvate Hain jisse aapki verification complete ho jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: Instaforex verification methods.?

      FOREX TRADING AND VERIFICATION
      forex trading business mein kaam krny KY liye hmari verification complete hona bohat zayada zaroori hai aur agar Dekha Jae to yeh koi mushkil kaam nahi hai Un logon KY liye mushkil ho GA jo fake kaam krna chahty hain lekin jo apny kaam ky saath sincere hoty hain jo apny akam mein mehnat krny waly hoty hain wo kabhi hui aise kaamo se pareshan nahi hoty balky wo apni verification ko bohat ehtiyaat see complete krwane ki koshish krty hain ta ky baad mein Un ko koi problem face na krni oare
      VERIFICATION METHOD
      Insta forex verification method bohat he easy hai is mein humein following steps ko follow krna hota hai
      1- sab se pehle humein apny I'd card ki dono sides ki Pic upload krni hoti hai
      2- is ky baad hum ne apny domicile ki Pic ya phir apni bank statement jo KY bank manager ky sign stamp ky sath ho upload krni hoti hai
      3- jab ye 2 steps hmare verify ho jaty hain to third level mein humein apny ID card ky saath Pic bna kr wo upload krni hoti hai
      Jaldi apna verification procedure complete krny KY liye humein chaheye KY documents scan krwa kr rakhne jitny documents clear hun ge utni he jaldi hmara account verify ho sake ga
      BENEFITS OF VERIFICATION
      Account ky verified hone KY bohat benefits hain jab hmara account verified hota hai to humein apni withdraws lyny mein kisi bhi problem ka samna nahi hota aur hum asaani se apni withdraw hasil kr sakty hain is ky saath aath humein real trading Mein bhi koi issue nahi hota hum jitni chahen trading kren aur jitni chahen earning haisl kren is liye humein koshish krni chaheye KY is kaam Emin apna account jaldi verified krwa lyn
      • #4 Collapse

        Re: Instaforex verification methods.?

        Dear member insta account ke verification ke 2 levels Hain tu first level mein hamen apna id card approved karwana padta hai agar aap ID card ki complete scan copy dual side se upload karenge To mere khyal se easily first level to verify ho jata hai lekin second level ke liye aapko ID card per diye Gaye same dress ke documents se second level approve karvana padta hai jismein aap utility bills domicile bank statement attested karwa Kar bhi upload kar sakte hain lekin second level mein aksar members ko mushkil hoti hai jiski wajah se chote document send karte Hain vah scan required level Ki nahin hote isliye scanning acchi karvayen jismein visible aapka address Ho To fir hi second level approve hota hai lekin jab tak account verify na ho aap trading nahin kar sakte isliye ye pahle hi hi complete document upload karen to bahut easily account verify ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Instaforex verification methods.?

          Insta account key verification karvane ke liye document ki jarurat hoti hai Param account pahle Banaya Jaaye FIR Uske bad use trading account se attach kar liya Jaaye FIR trading kar Sakenge otherwise Agar account attach Nahin Karte to trading nahin kar sakte
          • #6 Collapse

            Re: Instaforex verification methods.?

            Salam to all of you dear friends i hope k ap log khriat sy hong ar khush o khuram hon gy dear members Pakistan Forex trading mn kam krny k liy hymn phly apna account insta mn open krna hota h is k badd apony account ko complete verified krvan hota h q k without verification hum Pakistan Forex trading mn kam ni kr skty ar na he apna profit withdrawal krva skty hn is liy hymn apny account ko verify krvany k liy three verification level complete krna parrty hn first verification level mn hymn apna id card ko scan copy uploaded krni hoti h ia k badd first verification level mukamal hony k badd hymn second level k liy apna adress prof provide krna hota jis mn hum apna domicile bhi uplod kr skty hn is k badd third level mn hymn apna id card hath mn ly kr self pic bna kr upload krni hoti h is trha hum jb three levels of verification complete kr lety hn to is k badd hymn insta ki trf sy ik mail mossol hoti h jis mn hymn confrm kia jata h k hmara account ki verification complete ho chuki h is trha hum verification process complete kr k apna account verify krva skty h
            • #7 Collapse

              Re: Instaforex verification methods.?

              Instaforex ek online trading broker hai jis mein aap ki trading amounts hoti hain. Aur in par aap trades kar ky profits withdraw karwaty hain. Yeh ek financial website hai jis mein online transactions ki jati hain to iski security ko yaqeeni bnany ky liye instaforex ne accounts ky 3 steps of verification rkhay huey hain jo ko verify krny se aap fully verified account zindgi bhar chala skty hain. Aur is se withdrawals aur deposits kar skty hain. Is ky 3 steps yeh hain.

              First Step Verification :

              First step verification mein apko apni identity verify karwani hoti hai aur jo details aap ne account creation ky time pe di hue hoti hain un kyy mutabiq identity prove ky liye National identity card provide karna parta hai. Jo ky har 18+ ky pas mojud hota hai.

              Verification ky liye aapko 2 images put krny ky liye kaha jata hai jin mein scanned picture of ID from front aur scanned picture of ID from Back provide krni parti hai. Isky sath apko is bat ka jhyal rkhna chahye ky picture mein apky name spelling, Date of birth waghera sab clear nazar arha ho.

              Second step verification :

              Secomd step verification mein aap ko adreess ki verification ky liye documents provide krna party hain. Jin mein aap ko bht se options diye jaty hain.
              For example ; Utility Bills (Gas, electricity, Ptcl), bank statement, domicile, driving license waghera shamil hain.
              Apko yeh bat yaqeeni bannai chahye ky documents mein adress aur Instaforex ki details mein dia gya adress same ho.

              Third step verification :

              Third step verification bhut hi simple hai is mein aap ko apna id card hand mein le kar ek selfie post karni hoti hai. Is trha asani se aap 3 steps verify kar skty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Instaforex verification methods.?

                Agar ap committed ho Kar kaam kar rahe hen to Forex trading business mein kaam krny ke liye apki verification complete hona bohat zyada zaroori hai aur ye bahut he aasan ha agar ap fake nahin hen to lekin jo apny kaam ky saath sincere hoty hain jo apny akam mein mehnat krny waly hoty hain wo kabhi bhi aise kaamo se pareshan nahi hoty balky wo apni verification ko bohat ehtiyaat see complete krwane ki koshish krty hain ta ky baad mein Un ko koi problem face na krni pare.Insta forex verification method bohat he easy hai is mein humein following steps ko follow krna hota hai sab se pehle humein apny I'd card ki dono sides ki Pic upload krni hoti hai is ky baad hum ne apny domicile ki Pic ya phir apni bank statement jo KY bank manager ky sign stamp ky sath ho upload krni hoti hai jab ye 2 steps hmare verify ho jaty hain to third level mein humein apny ID card ky saath Pic bna kr wo upload krni hoti hai aur Jaldi apna verification procedure complete krny KY liye humein chaheye KY documents scan krwa kr rakhne jitny documents clear hun ge utni he jaldi hmara account verify ho sake ga,Account ky verified hone KY bohat benefits hain jab hmara account verified hota hai to humein apni withdraws lyny mein kisi bhi problem ka samna nahi hota aur hum asaani se apni withdraw hasil kr sakty hain is ky saath aath humein real trading Mein bhi koi issue nahi hota hum jitni chahen trading kren aur jitni chahen earning haisl kren is liye humein koshish krni chaheye KY is kaam Emin apna account jaldi verify karwa len , thanks.
                • #9 Collapse

                  Re: Instaforex verification methods.?

                  insta ka account bari he slow speed say verify hojata hay,magar aisa hay k achanak say kabhi bhi hojayga ye verify ganty sy kesee wakt kame tbale banakar kam kar sakty hain forx aik bst business hainis mai jo mahnetkary gaohe kakmyab ho jy g forex aik be that point bestsiness hain hm is mai andayz lamai agar lalch boycott ky kamry g to hamy sforttem kar ky kam karna ho ga pherur agy bar saky gy forex aik secial busiss hain murmur is mai mahnet kary gy to hamy kamybe hasial ho jy ge my lalach ko katem kao ga pher he murmur agy bar saky gy forex aik eur is mai raat mai be kam kar sakty hain murmur is mai clamor mai be kam kar sakty hain hamyexpeirnece ga bara bsuenss hain muur is mai apne marze sytiem table bana kar kam
                  • #10 Collapse

                    Re: Instaforex verification methods.?

                    Insta forex ka verification procedure to aj kal thora mushkill hoo gayaa hai friends hame chahiey keh sab se pehley ache result me required documents ki pic banaey jo visible hoo aor words easily read kiey jaa sake taa keh friends hamara account jald az jald verify hoo jaaey friends forex aek bht acha business hai is ko ap verification ki wajah se ignore bilkull bhi na kare q keh yeah aek bht profit able business hai isko ap daily time den aor quality ke saath work kare taa keh ap acha bonus hasil kar sake friends specially ap competition waali post par focus kare aor us ko unwan ke mutabiq lengthy post banaey taa keh ap ka ziada se ziada bonus aye dosto ap verification ke hawaley se bilkull bhi pareshan na hoo balkeh ap unki requirements koo poora kare tabhi ap ki verification procedure complete hogaa friends forex aek bht acha business hai ap is me jab enter hoo kar kaam start karo ge to dekhna dosto ap bht acha profit kmaaey ge

                    1Level first level me ap ko id ccard ki dono side ki pic capture kare aor upload kar den inshallah ap kka yeah pehla step aek din me verify hoo jaey gaa

                    2 nd Level

                    Second level me apko simply apne domicile ki photo bana kar share kar deni hai is tarah se aap ka yeah level bhi proceed hoo jaey gaa

                    3rd Level ​friends 3rd level me ap ne apna id card apne hath me pakar kar tasweer banani hai aor id card ke words visible honey chahiey is tarah se ap ka account few days me verify hoo jaey gaa .
                    • #11 Collapse

                      Re: Instaforex verification methods.?

                      Dear members insta Forex me account verification ka method bahut hi Aasan hai yah Koi Itna Mushkil Kam Nahin Hai Ke Log Pareshan ho rahe Hote Hain Kyunki verification Nahin ho rahi aap inke Rul padh liya karen to aapko replication karne mein bahut hi jyada aasani ho jayegi Jo log rules Ko Nahin padhte aur aise hi verification karna shuru ho Jaate Hain To unke liye verification mein bahut jyada master banta hai aur vah Apna account verify nahin kar pa Rahe Hote To unke liye thread Banaya Gaya Hai

                      verification ke 2 Level Hote Hain aur aap Nahin Hai donon level verify karne Hote Hain agar aap yah donon level verify nahin kar sakte to aapko ya nuksan Hota Hai kya Baki Tamam kam to kar sakte hain lekin aap apne paise withdrawal nahin kar sakte aur jab tak aap bataya Nahin Karenge to Aap Ko Kisi Kishan ka fayda Nahin Ho sakega

                      First level verification
                      Dear friend first level verification mein aapko sirf Apne c&ic ki 2 picture upload Karni hoti hain Ek picture fancy upload Karni hoti hai aur dusri picture dekh Sevanthi upload Karni hoti hai aur ya picture Hamesha colour copy Mein honi chahie agar aap iski photocopy ki picture upload karte hain to aap hi verification bilkul complete Nahin ho sake gi

                      second level verification
                      Dear friend second level verification main aapko apna address verifier karna Hota Hai Jab aapka first level verification pura ho jaega Iske pure hone ke takriban 72 hours Hote Hain Iske process hone ke bad aap apna second level verification complete kar sakte hain second level verification ke liye aapko apna domicile upload karna padega Agar aapke pass domicile nahin hai to aap utility bill bhi upload Karke apni second level verification complete ka sakte hain lekin iski requirement coach Is Tarah hai ki aapki yah pictures 3 MB Se Jyada hone chahie tab aapki verification bahut jaldi ho jayegi
                      • #12 Collapse

                        Re: Instaforex verification methods.?

                        Assalam walekum doston kya hal hai
                        to doston jab aap apna bonus account instead of Forex trading broker ke sath open karte Hain to iske liye aapki proper verification hona jaruri hai insta Forex broker ke sath verification ke liye aapko mukhtalif 3 level ko complete karna padta hai har level ke liye separate documents required hote hain in ki information aapko mukamal pranam karni hoti hai
                        Level 1
                        dear jab aap apna account is broker ke sath verify karvana chahte Hain to is main aapko level 1 ke liye national identity card ki picture upload karni padati hai jab aap apne identy card identity card ki picture upload karte Hain to aap ka level 1 complete hota hai
                        Level 2
                        dear jab aap apna install Forex broker ke sath level 2 ki verification karte Hain to doston usmein aap ko apne documents muslin domicile ki picture upload karni padati hai is tarah aapke table to ki bhi e verification complete Ho jaati hai
                        Level 3
                        Aur der level 3 ki verification bahut aasan hoti hai uske liye aapko apna national identity card install Forex broker ko send karna padta hai jismein aapko yah self holding ki position ma send karne hote Hain jismein aap aap apne haath mein rakhkar old karke apne identity card aur documents ki picture upload karni padati hai is tarah aapka level 3 bhi complete ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Instaforex verification methods.?

                          my dear all forex member instaforex ko verification karne ke liye total three level of verification hoty hn.
                          Dear jab aap apna account is broker se verify karvana Chahte Hain To ismein aapko level 1 ke liye National identity card ki picture upload karna Hoti Hai Jab aap apne identity card ki picture both side se a submit Karva Dete Hain To aap ki level 1 ki verification bahut aasani se complete Ho Jaati Hai.
                          Dear jab aap instaforex broker ke sath Apna account open karne ke liye level 2 ki verification karvana Chahte Hain To iske liye aapke pass bahut sari option hoti hain aur aap different documents kis can't copy send Karke apni level 2 ki verification ko complete kar sakte hain level 2 verification ke liye aap apna passport, domicile, utility bill, bank statement or driving licence present kar sakte hain jisse aapki verification easily complete ho sakti hai.
                          Dear instaforex broker ke sath level 3 ki verification bahut hi Aasan Hoti Hai Jab aap first aur second level ki verification complete kar lete hain to Uske bad aap apna National identity card instaforex broker ko send karte hain jismein aap yah document self holding ki position mein Main send karne hote hain aap apne Kisi bhi document ko Apne hand Mein hold Karke apni picture instaforex broker ko submit Karvate Hain jisse aapki verification complete ho jati hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Instaforex verification methods.?

                            humen forex k platform par account benany k baad insta forex ka account bhi benana parta hai aur ye hamary liye sab se zeada eham hai kuen k hum koi bhi kaam kerty hain tou us k liye jo bhi bonus ikatha hota hai wo hamary insta forex k account mein transfer ho jata hai is liye insta forex account ko hamen bohat he dheyan se benana chahiye aur is mein kisi bhi qisam ki mistake se avoid kerna chahiye is mein hamen leverage ko 1:5 set ker k kaam kerna chahiye kuen k is leverage se aik behtreen earning ho sakti hai instaforex ka account jis qadar important hai us kahi zeada us ki verification important hai kuen aik account jab tak verified nahi ho ga tou wo hamne profit bhi nahi dy sakta jis ki wajah se hamara kaam zaya bhi ja sakta hai
                            insta forex account ki verification k certain steps hain is k liye aap ko aap k documents bohat he zeada zaroori hain aap k paas kaa id card means k cnic aur domicile hona lazmi hai is k begair hum account ko verified nahi kerva sakty humen apny in documents ko scan kervana hota hai taa k wo achy tareeky se visible ho jayen phir bari bari humen apny id card ki fornt aur back side ko upload kerna hota hai us k baad hamen apny domicile ko bhi scan ker k upload keerna hota hai aur last par hamen apni pic jis mein hum ne id card ko hath mein pakra hota hai w picture bhi upload kerna hoti hai is mein important ye hai k id card par tamam likhi hui cheezen wazeh tor par zahir hon jab um ye steps ker lein gy tou us k baad humen forex ki tarf se verification ki email aa jaye gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Instaforex verification methods.?

                              Assalamu Alaikum dear aapane bahut hi Achcha question Ki Hai Forex trading Mein Ham kitne hain ki agar Ham install Forex broker par Apna account banate hain To usmein Hamen Apne account ki verification karvana hoti hai aur jab tak Hamara account verify Nahin Hoga Ham ismein se nahin Le Sakte isliye account verify Hona bahut jyada jaruri hai aur ham Jo Pakistan parks Kora Mein kam karte hain isase Hamen Jo bonus Milta Hai Jab tak Hamara account verify Nahin Hoga Ham ismein Apna withdrawal kabhi bhi nahin Le Sakte.

                              List of Forex broker Mein Apna account verify karvane ke liye ismein aapko bahut hi Aasan procedure follow karna hota hai jismein aap aasani se Apna account verify karwa sakte hain bataiye ismein basically aapke pass 3 steps hote hain jinko aapane verify karvana hota hai lekin 2 steps ko verify karvane ke bad aap apne account se withdrawal Le sakte hain isliye aapko chahie kya aap sabse pahle Apna account verify karna aur uske bad aap ismein kam Karen.

                              First step main aapko apni identity ki verification karvani hoti hai agar aap usmein apne ID card KYC verification Karvate Hain To bahut hi isliye aap kya ka ID card ki verification Ho Jaati Hai aapko Jis Naam per aapane account banana hota hai use naam ka ID card ki picture aapane plant cabinet Mein post Karni Hoti Hai vaise aapka easily level 1 verify ho jata hai aur level 2 ke liye aapko Apne address ki proof Dena hota hai ismein aap bank statement yah passport ya FIR domicile Yahan per electricity bill aap ismein upload kar sakte hain jismein aapka aasani se address verifier ho jata hai aur aapka level to clear ho jata hai aur level 3 ke liye aapko self holding document upload karne Hote Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X