Re: Technical analysis ki ahmiyat.
Forex main analysis ki bahut ihmiat hay aur hamari trade ka mukamal daro madar sirf analysis per he hotabl hay. Q keh jab tak ham analysis ko kamyab nai banayain gay tab tak trade main kamyabi mushkil aur namumki hay. Analysis ka amqsad trend ki janchaaur iskay mutabiq apni trading planning karna hay. Yahan ham technical analysis per bat karain gay keh ye kia hain, inki importance kia hay aur in main kia trading strategies use ki ja sakti hain.
Technical analysis.
Jaisa keh inkay name say he zahir hay keh ye woh analysis hain jo forex trading main technically kiye jaty hain. Is kay liye hamain meta trader 4 kay chart ko use karna parta hay. Is main chart main hony wali movement ka baghor jaiza laina hota hay jis kay liye hamain candle bars kay up and down pattern ko daikh kar support and resistance points talash karny hoty hain. Jab keh iskay sath ham kai indicators ko bhi sum up kar sakty hain ta keh hm trend ko talash kar kay iskay mutabiq trading kar sakain.
Technical analysis ko ihmiat.
Technical analysis kay bad he ham trend ki continuation, and reversal ka pata laga sakty hain ta ke trading order place kia jaye. Chart ko daikh kar he hamain sellers and buyers ki psychology ka pata chalta hay. Q keh technical analysis ko daikhain to hamain pata chalta hay keh buyers and sellers kay combination main bhi itni taqat hoti hay keh baz dafa trend mukamal change ho jata hay. Is liye baghair technical analysis kay hamain successful trade nai mil sakti.
Technical analysis ki base per trading tab he kamyabi dila sakti hay jab ham is say pehly fundamental analysis bhi karain. Aur analysis ki clear judgement kar kay proper risk and money management rule ko follow karain. Over smart ban kar tend kay against kabhi bhi trade na lagayain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим