kiaa forex p paisy kamana haram hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kiaa forex p paisy kamana haram hai???
    assalamu alaikum memberz..mai ny suna hai forex p paisy kamana haram hai..sb guide kardeiin plzz
    q k bahot sy log forex p kaam ka rahy hn aur aksaar ko pta nh hai is cheez ka.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

    Assalam o alaikum dear members wo business hraam nh hoota jis mein hamrii mehnat involve hoojye hamein forex ki details ka tu pta nahii haii aur na he ham isk baary mn ghalt comments kr skty hain ye trading hraaam hoo bhi saktii hay aur nahii bhi hoo sktii keu k ham apna waqt isko dyty hain hmaari mehnat krny k baad he hamein bonus milta rehta hai aisy tu nahii dy dyty bonus
    • #3 Collapse

      Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

      Je dear es question ka answer dena bhot mushkil hai. Forex ma approx sb trader ki es bary ma apna apna belief hai but mazeed hamy kisi islamic scholar sy rabta kar leyna chahe. Forex ki income par jo mera belief hai wo ye hai k forex halal hai. Kiu k es ma hardwork bhot karna parta hai. Islam ma asy business haram hain jo mehnat k bena big income generate kar dety hain. Jesy agr ham gambling ko dakhyn to es ma hardwork bilkul ni hai. Ye just ik coin ko spin karny sy ho jati hai.


      But forex ma compete karny k lae bhot hardwork karna hota hai. Ham pora week achi or informative post karty hain us par hamy 15 ya 20 dollar melty hain. Ye hamari earning ni hoti ham esko market ma invest karty hain. Hamy ye b ni pata hota k hamy es par profit ho ga to ketna ho ga yani es business ma confirm profit ni hota. So ham bhot mehnat k bad b earn karny sy kasir rehty hain. Es lae forex k forex ma mehnat k bad b pata ni hota k apko profit ho ga k ni. But gambling ma hamy pata hota hai k agr hamy coin favour kar giya to esk badlay hamy etni earning ho gi.


      Dear jb hamy hardwork k bad b earning ki confirmity ni ho to hamy kesy keh sakty hain k forex bena mehnat k hamy rich bana dey ga. But har trader ka apna apna view hota hai. Mera view ye hai. Ho sakta hai apko muje sy zayada es topic par knowledge ho ya apko muj sy behtar explain kar sakty hun. But dear hamy har kisi k view ka ehtaram karna chahe or usko samaj kar us sy apna view compare kar k better idea hasil kar lena chahe.
      • #4 Collapse

        Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

        Aaj Aapane bahut hi acche topic ko select Kiya Hai discussion ke liye topic ke bare mein discussion Karke Apne aur dusre members ke knowledge Mein ijafa Karenge aapane bahut hi Achcha question kiya hai ki kya Forex trading se paisa Kamana haram hai ya nahin ji Nahin is per paise Kamana haram Nahin Hai koi bhi kam Forex trading ho ya FIR Koi dusra business jis mein Hamari mehnat involve Hoti Hai vah kam kabhi bhi haram Nahin Hota Bal ke Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai Jiska se bahut se log apni berojgari ko khatm kar sakte hain

        Vah log jinhen Kahin dusri Jagah job Nahin milati Aur vah ghar mein free hote hain ya FIR female Jo Ke Ghar Se Bahar jakar Apna Kam start nahin kar sakti ya FIR Main Ghar Se Bahar Jaane Ki ijaajat Nahin Hoti to vah Forex trading co join Karke Apna Kam start kar sakte hain Jab vo Forex trading ko join Karte Hain To uske liye unhen Kahin bahar jaane ki jarurat Nahin padati Hona He is Ne kis chij ki investment karni padati hai Bal ke vah ismein free mein Apna Kam start kar sakte hain aur apne kaam mein jyada Se Jyada mehnat Karke is acchi earning Hasil kar sakti hain

        Forex trading jobless Logon ke liye bahut hi profitable sabit Hota Hai ismein students bhi Apna Kam Jari Rakh sakte hain Forex trading students ke liye bhi bahut accha business sabit hota hai Kyunki vah ismein Kisi bhi waqt kam kar sakte hain ismein timing ka koi issue Nahin Hota ismein aap part time bhi kam kar sakte hain aur full-time bhi kam kar sakte hain Jis kajariya Se students ko bahut hi jyada Aasan Nahin Hoti Hai Kyunki vah first time school ja college Jaate Hain aur jab second time Ghar Wapas Aate Hain to vah use per bhi Forex trading Mein Apna Kam start Karke isase Achcha fayda Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

          Forex online famous business hai world ke log kam kar rahe hain aur behtarin evening hasil kar rahe hain is business mein vahi log acchi earning hansi hai jo ke ismein mehnat karte hain aur mehnat se Kiya hua kaam kabhi bhi haram nahin hota yah Ham per depend karta hai ki Ham isko haram banate hain ya halalkyunki agar Ham is mein mehnat karte hain aur aisa work karte Hain Jo perform ke rules ke mutabik ho to vah hamare liye ye Lal Bach hai aur ham uski acchi hai nahin bhi hasil karte hain aur yah hamari mehnat ka Sila hota hai lekin agar Ham is main kafi pest aur repeat work karte Hain aur form se related work nahin karte to yah kabhi bhi hamare liye behtar sabit nahin ho sakta hamen form per mehnat karke hi acchi earning hasil hoti hai aur ham form per agar quality work kariye karte hain to hamare liye yah sabse best hai kyunki ISI varsh ka hamen bonus bhi achcha milta hai aur ham apne kam se bhi satisfy hote Hain isliye har EK members ko chahie ki vah agar apne kam se satisfy hona chahte hain aur acchi earning hasil karna chahte hain to vah form per mehnat Karen jyada time form per span Karen bahut se senior member se Hi tabhi Ham form per quality work create kar payengeisliye agar Ham apne work ko halal banana chahte hain aur apni kamai ko halal banana chahte Hain to hamen form per mehnat karna hogi aur form ke rules ke mutabik work karna hoga to kabhi kabhi bhi hamare liye haryanvi
          • #6 Collapse

            Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

            Dear member aap Ne Humse bahut hi acchi information share ki hai ki Forex per kamaya Gaya Paise haram hi nahin bilkul bhi Aisa Nahin Hai fresh per kamaya Gaya Paisa bilkul bhi haram Nahin Hai Forex Ek bahut hi accha business hai ya online business hai Hamen is main ghar mein baith kar bhi kam kar sakte hain yah Bhi Ek Achcha business hai jismein Ham mehnat Karke acchi earning Hasil Karte Hain mehnat ke bagair Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte mehnat se kiya Gaya kaam Hamesha Sahi Hota Hai aur jo kam Ham Dil laga kar karte hain aur jab Ham Apne kam ko serious hokar Karte Hain to Ham acche tarike se Apne kam Ko Kamyab banaa sakte hain Hamen chahie ki Ham regular hokar Apne is kam ko karne ki koshish karen Jitna Jyada ham log regular hokar Apne is kam ko Karenge utna jyada hi Ham Apne kam ko Behtar banaa Payenge aur Agar Ham post ki quality ko baithar banana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada demo account per practis Karen aur Agar Hamen Jyada Se Jyada acchi earning Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ke ham farex Ke Har EK rule ko follow Kar aur FIR Apne is kam ko Karen Agar Hamen Uske rules ko follow Nahin Karenge is ke rule ignore Karte Jaenge To Ham Kabhi Bhi Apne kam ko behtarin tarike se nahin kar sakte hain aur na hi apne business ko Masjid Aage Badha sakte hain aur Hamen chahie ki Ham Apne time ko bilkul Bhi vast Na Karen Hamen Apne kam mein jyada Se Jyada mehnat Karke acchi earning Hasil Karni chahie aur ham mehnat se kam Karke bahut hi Achcha Paisa Kama sakte hain frocks 1 aise business hai jis mein Hamen loss bhi ho sakta hai profit bhi mil sakta hai isliye Jab Hamen loss ho jaaye To Hamen confused Nahin Hona chahie balki Apne kam ko Behtar tarike se karne ki koshish Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

              Bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai aapane Forex per Paisa Kamana bilkul bhi haram Nahin Hai Kyunki Ham dusre business Main Bhi mehnat Karte Hain ISI Tarah Ham Forex Main Bhi mehnat Karte Hain aur Jis Tarah dusre business se Hasil kiye Gaye paise Halal hote hain ISI Tarah Forex se Hasil kiye Gaye paise bhi Halal Hain Jo log Forex ko fake samajhte Hain Vahi log Forex se Hasil hone wale paise ko bhi haram samajhte Hain lekin Aisa bilkul Bhi Nahin Hai Forex Mein Ham mehnat ke sath kam karte hain aur Apna Jyada Waqt Forex ko hi Dete Hain To Bhala is se Hasil hone wale paise ko Ham Kaise haram kar sakte hain

              Jo kam Ham mehnat ke sath karte hain aur use se jo Hamen profit Hasil Hota Hai vah kabhi bhi haram Nahin Hota mehnat se kiye Gaye kam se Hasil hone wale Jisko Ham Halal ki chij kha sakte hain ISI Tarah Agar Ham Forex Mein Puri mehnat Lagane aur concentration ke sath kam Karte Hain To isase Hasil hone wale profit ko Ham Halal ke sakte hain Forex Mein Kam Karne Wale Logon Ko Pareshan Nahin Hona chahie Kyunki is se Hasil hone wala Tamam Paisa Halal Ka Hota Hai

              Jo members Forex Mein cheating Karte Hain aur Apna Kam bilkul bhi acchi Tarah Se Nahin karte Aise members ke liye Forex se profit Hasil karna Mushkil ho jata hai aur Aise members ko bahut kam profit Milta Hai agar accha profit Hasil karna chahte hain aur Halal Paisa Kamana Chahte Hain aur expert banana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham mehnat ke sath kam Karen aur ismein bilkul bhi cheating na Karen aur Hamesha Achcha kam Karen
              • #8 Collapse

                Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                ji nahi forex par paisy kamana haram nahi hai balky forex par earning kerna aik halal way hai kuen k hum is mehnat kerty hain tab he humen is mein earning hasil hoti hai hamen forex par kaam ker k he profit hasil hota hai is liye hamary paas halal earning kerna k liye forex aik bohat he best option hai jisy kisi bhi soorat mein deny nahi kiya ja sakta hum is mien jitni mehnat keren gy humen us k according he earning mily gi mehnat kabhi bhi zaya nahi jati aur na he mehnat se kiya hua kaam haram hota hai mehnat he se hum halal earning ker sakty hain jis tarhan aam business pe hard work kerny se hamen halal profit hahsil hota hai isi tarhan forex par bhi kaam kerny se hamen halal earning he hasil hoti hai hamen apna time forex par invest kerna hota hai
                jo kaam hum hard work se kerty hain aur jo hamen profit hasil hota hai wo kabhi bhi haram nahi hota isi liye hamen chahiye k hum forex par dil laga ker kaam keren aur us mein full concentration se work keren forex hamari financial problems ko door kerny ka aik bohat important zariya hai forex hamari tamam problems ko door ker deta hai forex par jo bhi members achy se kaam nahi kerty aur kaam mein cheating kerty hain tou unhen kabhi bhi forex par profit hasil nahi ho sakta aur wo hamesha forex par loss khaty hain hamen forex par kaam kerty hue us k rules and regulations ko lazmi follow kerna ho ga forex par cheat kerny walon ko profit ya tou bohat kam milta hai ya phir milta he nahi hai forex he hamen aik expert trader benata hai
                • #9 Collapse

                  Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                  Asalamolaikum. Forex ky bary mein bhut se log yeh bat karty hain ky is se paisy kamana haraam hai. Aur agar aap ky bary mein ksi ko pata chaly ky aap is se kama rhay hain to woh aap se bhi swal karty hain ky kia iski eaenings halal haim ya haram? Mery khyal ky mutabiq is se eaenings krna sharai tor par bhi Halal hai aur as a Muslim hum forex trading mein trades se kamaye jany wala profit apny liye bhi istemal kar skty hain aur apny ghar walon ko bhi befikr reh kar is se khila pila skty hain.

                  PROPER LEARNING/ NO LUCK BASED PROFITS OR GAMBLING :

                  Forex mein jo log profits bana rhay hain woh un ki mehnat ka nateeja hain. Mein aapko yeh bat bilkul achy treeqy se btana chahta hun ky Forex ki market ek bht diverse knowledge rkhti hai. Aur is mein aap proper learn kr ky hi kam karty hain. Yeh koi Tukka based game nahin hai.​Nah hi koi gambling ka zariya hai. Is mein wohi log kamyab hoty hain jo ky leanring aur analysis ky sath kam.​Kar rhay hain. Aur is mein koi banda luck ki base par profits nahin bana skta. Koi banata bhi hai to zeada dair tk woh profitd mein nahin rehta aur bad mein usko lack of knowledge ki wjha se nuqsan hi hota hai.

                  NO FIX PROFITS :

                  Forex trading mein Fix profits nahin hain. Aur aap ko pehly se market ka yeh andaza nahin hota ky yeh aapko kitna profit de gi. Islye is trade ko aap haram nahin keh dkty.​Kyn ky islam mein fixed profits se roka gia hai.

                  NO INTEREST (SOOD) :

                  Forex trading mein interest yahni Sood ka koi amal dakhal nahin hai.​Is mein aap jitny profits bnayen aap niklwa skty hain. Is mein agar instaforex bank account mein aap ky paisy pary rhayn to aapko un par interest rates nahin diye jaty.​

                  Conclusion :

                  In sab wajuhat ki wjha se aap forex trasing ko kabhi bhi haram nahin keh skty aur is mein log mehnat kar ky hi uska badla le rhay hain. Aur koi bhi luck ki base par kamyab nhi hua.
                  • #10 Collapse

                    Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                    Har ak ka apna idea ha is ka bara ma lakin , sab log mahenat karta ha phr he un ko us ka reward milta ha kisi ko free ma ni milta reward or ya un logo ka leya acha platform ha jo ghr ma rah ka kam karna cha raha han q k is ma start ma koi investment ni karni parti or aj kal jo halat chal rahan han ka bahir ni ja sakta to Forex na bohat sa logo ko rozgar diya ha. So jo aj ka sawaal ha is per har ak ka apna point of view ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                      Dear friend ap ny both acha sawal pucha hy myry khayal main to forex trading haram ni hy q k hum is m sood ka kam to ni karty balky hum is m mehnat karty han hmari din rat ki mehnat k bad jab humy isy sekh lyty han or sekhny k bad b humy is m kam karny k leay ziada sy ziada din rat mehnat kar k kam karna hota hy tb ja k hum yahan earning k qabil hoty han is leay humy forex ki haram ni samjna chaey forex aik difficult business hy is m humy sirf pasa dy k sood py pasa wapis double ni karna hota balky is m humy pasa invest kar k mehnat karni hoti hy jasa k hum kisi dosry businesses m kam kar k or mehnat kar k pasa kmaty han isi trha forex trading b aik asa he business hy jo k mushkil b hy mgr hmary leay profitable b hy is m hum jitna ziada mehnat karan gy utna he ziada pasa kma saken gy forex forum main jab hum kam karty han q k humy ya to trading k leay acha bonus chaey hota hy ya humy trading k mutaliq knowledge or information chaey hoti han to humy pht b yahan ziada sy ziada mehnat karni hoti hy forex jasy hardworking business m agr hum trading karty han or bharpor mehnat sy kam karty han to he hum ache earning kar sakty han q k mehnat k bagar to koi b kam mumkin ni or jasy kam m humy mehnat kar k pasa kma na pary wo kam to haram ni ho sakta or myry khayal sy to forex trading b hram ni hy
                      • #12 Collapse

                        Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                        Dear apni bahut hi Achcha question Kiya Hai forex market Mein Ham Sab kam Karte Hain To Ham dekhte hain ki Kuchh log score and legal business ki vajah se Chhod Dete Hain aur ismein Kam Nahin Karte main aapko yah batata hun keyword trading Ek legal business hai aur proper isko business bana sakte hain Kyunki Ham dekhte hain ki Hamari trades online bank main to Hamari Jo hamari trade Hoti Hai vah banking ki through online market Mein jaati hai aur usse Jo Hamen property Hai Jaate Hain vah online market se Hamen Milta Hai Iske Shri Hain Ham dekhte hain ki yah Ek proper legal business hai dear ismein Hamara Koi profit fix Nahin Hota aur ismein Hamen profit Apne knowledge or experience ki base per Milta hai aur ismein Hamen Ham taken To Hamen ismein lost bhi ho sakta hai to isliye se Agar Dekha Jaaye Tujhe Ek proper legal business hai aur lekin Agar Ham Kuchh aur makke Bayanat ko Sune to usse Hamen yah Pata Chalta Hai Ki ki yah on legal business hai Forex Ek bahut hi Jabardast online business hai jismein aap Kisi bhi waqt kam kar sakte hain Hamen ismein kam karne se pahle proper Iske bare mein research is Karni chahie aur different Sarai se Hamen pata karna chahie aur uske bad Hamen ismein kam karna chahie I with my point of view yah Ek legal business hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Firdouskhan973 پيغام ديکھيے
                          assalamu alaikum memberz..mai ny suna hai forex p paisy kamana haram hai..sb guide kardeiin plzz
                          q k bahot sy log forex p kaam ka rahy hn aur aksaar ko pta nh hai is cheez ka.
                          Jab ham forex market main trading account bhi bana lety hain tou phir hamain same discussion ki Kia zarurat hai ky forex halal hai ya haram hai hamaian forex market main investment ker ky trade kerna hoti hai jis main hamain profit bhi hasil hota hai aur loss bhi hota hai lekin yeh Daleel kafi nehi hai kkyun ky jua haram hai is main bhi hamain investment kerna hoti hai jis main hamain profit bhi hasil hota hai aur loss bhi hota hai lekin forex main trading juay sy zara mukhalif hai ham yahan per koi currency ya item virtually purchase kerty hain jo dono suraton main ham sell main trade enter kerain ya buy main dono suraton main ham same currency ya item ko purchase kerty hain tou uski price increase ya decrease hony per hamain profit ya loss hota hai

                          Forex market main trading per Jamia banooria Karachi ka fatwa pehly bhi forum main share kia ja chuka hai ky forex market main trading haram nehi hai jabky hamain yeh facility bhi provide ki jati hai ham yahan per forex market main trade kerny ky liay Islamic swapfree account bhi register ker ky trade ker sakty hain tou hamain is per bhi agar satisfaction nehi hoti tou hamain forex market main trading ky related pehly khud complete knowledge hasil kerna chahiay phir apny fiqa ky religious teacher sy discuss kerna chahiay ky apko forex ky related best guidance wohi provide ker sakta hai tou jab apny forex ko join bhi ker kia hai aur ap satisfied bhi nehi hain tou ap isterha sy kabhi bhi successful trade nehi ker sakain gy pehly aap isko clear ker lain ky yeh halal hai ya haram phir ap satisfied Ho ker trade kerty huey achi earning bhi ker sakain gy
                          Last edited by ; 16-09-2020, 05:01 AM.
                          • #14 Collapse

                            Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                            G dear es kay barye mai ap ye nhi khaye saktye hain kay ye halal hai ya haram hai kiyu kay es kay barye mai kafi sari jagho say pta kiya gaya hain per es mai ye sabit nhi howa hai kay ye haram hai hala kay barye mai aik fatwa aya howa tha merye pass shyed wo theak bhi ho kiyu kay ap es mai kam kartye hain ap es mai mahnet kartye hain tu jis kam mai mahnet ki jatye hain wo kaisye haram ho saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnet kay sath kam karain ta kay ao ko es mai hala ka paisa kamain kiyu kay es mai kuch log hain jo kay 2 numberi kartye hain yani kay bina mahnet kay kam acha kam nhi kartye hain aur ap es mai acha kam nhi kartye hain tu ap ka kam kafi asan ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kam karain aur mahnet kay sath acha kam karnye mai koi haram kam nhi hai halal he hai oer es mai diffrent raye say kam hota hai tu kuch bhi jaj karna muahkil hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain rules kay hisab say kam karain tu ye ap kaliye kafi asniya laye kay ata hai aur ap kaliye kabhi ghlat nhi ho sakta hai ye halal he hota hai tu ap acha kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyabi patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu kamyabi ap kaliye ban jatye hain aur bad mai ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap acha kam karain aur achi kamyabi patye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain aur kamyabi ki taraf ap gamzin ho jain aur ap kamyab ho jain
                            $$$ Never Give Up $$$
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kiaa forex p paisy kamana haram hai???

                              Dear member aapne intehai important topic discuss kiya hy ky forex sy earning halal hy ya haram. Forex aik proper finance business hy jis mein trader intehai sakht mehnat karke pehle learning karta hy phir earning. Forex haram hy ka concept basically un logon ki taraf sy promote kiya gya hy jo khud ko forex mein failures hain or mehnat sy bhagte hain or ye wo hain jo apni mistakes ko search karke correct nahi karte balky platform ko he bura kehte or iska bad impact ki waja sy forex ko haram kehte hain jo ky completely galat hy.
                              Haram basically usko kaha jata jahan interest rate ho lakin agar aap dyhan dain tou forex sy ki gai earning aap ko waise he milti jaisi earn ki jati matlab without interest tou kisi bhi angle sy forex haram nahi hy.
                              Forex mein currencies py trade kiya jata hy or trade country ki economical growth py depend karta hy or trade sy jo output nikalti hy usko exchange markets mein exchange kiya jata hy tou jab countries apni economics ko strong karti or dollar ky sath comparison karti tou haram nahi hy isko business kehte jahan work karne waly traders hain jo apni pure dedication or hard work ki waja sy earning karte. Isliye un logon sy dur rehne ki zarurat hy jo forex ko sahi sy study nahi karte or self proclaimed experts kehte or unki negative soch sy dusro py galat asar parta hy or yehi main reason hy jiski waja sy 90% traders fail hoty hain.
                              Forex aik legitimate business hy or is mein success hasil karna aik process hy or ye process ko complete karne ky liye trader ko sakht mehnat karni parti hy or hard work ky baad he achi khasi earning generate hoti hy.
                              Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X