Re: Jaiza trailing stop Kia hai..
trailing stop ki sab eham baat ye hoti hai k humari trade ki sab se zeada dependency isi par hoti hai jesy humari trade humen result dy rahi hoti hai wasy he humen us ki position ko bhi change kerty rehna hota hai ye humary trade se hasil kiye hue profit ko save kerny k liye use hota hai jab hum koi order place kerty hain aur humen market profit dy rahi hoti hai aur hum chahty hain k jo profit humen mil raha hai us ko save and secure rakhen aur hum chahty hain k hum is mein take profit ko hit na keren aur jahan tak market humen profit dy sakti hai dy tou us k liye hum trailing stop ko use kerty hain trailing stop market mein stop loss ki tarhan he work kerta hai lekin stop loss market mein loss ko stop kerta hai aur humary account ko wash hony se bachata hai
jab k trailing stop humary account k profit ko safe and secure rakhta hai ye humen trade mein apny confidence ko barkrar rakhny mein help kerta hai kuen k jab hum market mein profit ko gain ker rahy hoty hain tou humen us ka kheal bhi rakhna hota hai k kahin humara profit zaya na ho jaye tou agar hum trailing ko use keren gy tou is se humen apny profit ki safety ki confirmation ho gi aur is tarhan hum loss ki traf nahi jaty aur humara small prfoit bhi safe rehta hai humen chahiye k hum trailing stop ko planning aur strategy k sath he use keren agar hum us ko begair plan k use keren gy tou humen is mein thori difficulty bhi ho sakti hai trailing stop mein humen itna difference rakhna ho ga k ye market ki small moment k sath hit na ho jaye

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим