Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

    Trailing Stop ::

    Assalam O Alaikum dear friends trailing Stop ki bari ahmiyat hai ye hamare profit ki hifazat karne k liye use hota hai jab ham trading karne k liye order lgate hai our ham chahte hai k agar market hame profit de rahi hai to hamara wo profit save rahe ya agar ham chahte hai k ek khas point par profit k bad hamara take profit hit na ho balke jahat tak market hame profit de sakti ha ham zayda se zayda profit k st market se out ho to ham trailing Stop ka use karte hai

    tradiling Stop ek esa order hai jo Stop loss ki traha kam karta hai lekin Stop loss aap k market main loss ko control karta hai jab k trailing stop aap k profit ki hifazat karta hai niche d gai tasweer se aap ko trailig Stop ko smjne main madad milye gi

    Click image for larger version

Name:	trailing Stop.jpg
Views:	3
Size:	56.6 کلوبائٹ
ID:	12334597

    dear freinds tradiling Stop ka use hame trading mian confidence ko barkarar rakhne main madad deta hai ku k is k use se ham agar profit lete hai to ham kabi b loss hasil nahi krte hamara small profit b save rehta hai lekin hame chahiye k trailing Stop ko strategy our planing k sat hi use karen our market k profit or trailing stop k drmayan itna fasla rakhen k hamara trailing stop small market movement se hit na ho jay
     
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

      trading se related different types key terms istemal ki jaati hai jaisa ke maximum members buy stop ka istemal karte Hain sell stop ka istemal bhi kerty Hain or is terha say trailing sop bhi aik terha ki term hay trading se related job members ko maximum acche ideas hasil Ho jaate Hain to kisi bhi member ko apne trading ko acchi tarah Se manage karne mein kabhi problem nahin hoti hai members ko apne trading ko bahut acchi tarah Se main karne ke liye apni struggle ko acchi tarah Se continue karna hoga aur trading ko bahut importance Dena hogi Jo log apni trading ko importance nahin dete Hain yahi vajah hai ki aise members ko trading mein kabhi bhi fayda nahin hota aur is tarah Se members ko nuksan hota hai members ko apni trading ko bahut acchi tarah Se manage karne ke liye apne kam per bahut acchi tarah Se focus karna chahie aur kabhi bhi maximum risk nahin Lena chahie Koi member jab apne trading mein maximum risk lega tu is tarah Se members ko maximum problems face karna hogi aur is tarah Se Hi members ka account bhi save nahin hoga members ki management agar acchi hogi to is tarah Se Hi membership ne trading ko bhi acchi tarah Se Kar payenge aur members ki management ka strong hona important hai trading se related maximum information members ko tab mil jaati hai ki jab member jiske liye bahut acchi tarah Se apni struggle ko continue kar rahe hote Hain yah members per depend karta hai ki vah apni struggle ko kis tarah Se continue karte hain aur agar acchi tarah Se Hi agar members mehnat karenge to members ko trading mein bahut acche results mil jaenge
       
      • #63 Collapse

        Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

        Salam dear members GTA aapane hamare sath bahut hi achcha review share Kiya hai joker trailer stop ke related hai to jaise ki aap ko pata hai ki bahut hi achcha review aapane maar share Kiya hai joker trading strategy ke related kafi jyada help ho sakta hai iske Shri aap ko pata hai ki trading main bhi aap mitrade ko bhi mat rakh sakte the tarah main aapko iske bare mein batati hun ki iske dariya mein kya kya fayda ho sakta haiaapko pata hai ki aapko market ki movement ki proper calculation karni chahie is tarah main aapko iske bare mein detail se share karti hun .

        Acchi tarah aapko pata hai ki trailing stop loss related aap ko learning hasil karne chahie ismein hamen apna time aur gardley apne a stop plus ki limit ko ship karna hota hai aur kundali iske limit ko ko market flavour apne converter karna hota hai is tarah kuch analysis based per karne hote Hain is tarah aapko easily understand kar sakte hain trading karte Rahe ismein aur trailing stop loss related important learning karke kafi jyada experience increase kar sakte hain .


        dear is tarah aap ko pata hai ki gridley apne Star plus ke liye matka according to your favourite in shifting karte rahte hain to ismein aapko bahut jyada profit mil sakta hai aap ki apne account kis vyakti ko bhi man te rakh sakte hain isliye aapko koshish karna chahie ke jab market aapki favour mein aati hai to aap gridley school time time list shift karte rahen tabhi aap ismein kamyabi hasil kar sakte hain .
        • #64 Collapse

          Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

          trailing stop:-
          Trailing stop mein aek sab Se eham baat yeh hai ye apki Puri trading ki strategy per munhasir Hoti hai jesi apki trade apko result dy rahi Hoti hai ussi ky mutabiq hamein is ki positions ko bhi change karty rehna Hota hai.
          Trailing stop loss se related job of learning Hasil Karty Hain Tou uss mein aapany timely aur gradually Apne stop-loss ki limit ko shift karna hota hai aur gradually hi is ki limit ko according to market favour aapny convert karna Hota Hai Iss ki example mein aapko Kuchh analysis ki basis per provide karna chahta hun aur aap iss ko easily understand kar sakty hain. agar aap crudeoil per trading kar rahy hain tou iss mein aap trailing stop loss se related kuch important learning aapse share kar deta hun Jiski basis per aap facility properly utilised kar sakty hain.

          Currently prices Trialing stop-loss:-

          38.25 37.80


          jab aap gradually Apne stop-loss ki limit ko according to your favouring shift Karty rehty hain tou is mein aapko bohat ziyada profit mil sakta hai aur aap ki Apny account ki safety ko bhi maintain kar sakt hain issi liye aapko koshish Karni chahiye ki Jab market aapki favour Mein aati hai tou aap gradually is ko timely shift Karty Rahein.
           
          • #65 Collapse

            Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

            Assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge no doubt aapane bahut hi achcha topic choose Kiya hai discussion ke liye kyunki jab tak of forex trading main proper market information hasil nahin karenge aur trailing stop ke bare mein proper market information hasil nahin karenge aur usko apne real account per your investment account per reply karne ke bad date nahin karenge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte kyunki yah chij aapko market ki overall situation ke bare mein batati hai kya market mein jaane wali Hi yaadon mein jaane wali hai to agar aap iski proper market information hasil karne ke bad trade karte Hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye koshish karenge trailing stop ki proper market information hasil karne ke bad hi usko apne trading account per reply karen Taki aap acche se accha profit Kama sake

            Dear jab aap trailing stop ki proper market information hasil karte hain aur isko proper market information hasil karne ke bad apni trading per reply karte hain to aap bahut achcha profit Kama lete hain kyunki yah aapko market ki resistance aur sport ke bare mein batata hai ki market ki resistance kya hai aur market ki sport kya hai to agar aap trailing stop ko use karte hain aur iski proper market information hasil karte Hain to aap easily market mein kafi accha profit Kama sakte hain kyunki yah aapke liye bahut hi helpful hoga agar aap acchi trading karna chahte hain to

            ek achcha aur sensible trader wahi hota hai jo proper market information hasil karne ke bad forex trading mein kam karta hai aur acche se accha profit kamata hai isiliye aap bhi koshish karen ki proper market information hasil karne ke bad forex trading mein kam Karen Taki aap acche se accha profit Kama sake no doubt jab tak aap proper market information hasil nahin karenge aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte
               
            • #66 Collapse

              Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

              bhai bitcoin mining aik buhat interesting cheez hai lakin pehlay humay bitcoin kai baray main samajhna paray ga kai bitcoin kiya cheez hai tu main ap ko batana chahta hon kai bitcoin aik crypto currency hain jo kai is waqt market main stocks kai baad sub say zaida price per trade ho raha hai dollar kai against aur crypto currency ka badsha kahain tu wo galat nai ho ga. aik waqt tha back in 2013 jab bitcoin apni initial stage per tha aur sirf 1 dollar per trade ho raha tha lakin last year is nay apna history high lagaya hain arround 19000 dollar per jo kai is ko most precious currency banata hai lakin mazay ki baat yeh hai kai crypto currency ka physically koi wajood nai hai aur is ko kafi countries main legal bhi nai samjha jata jis ki waja say is ka istamal buhat kam jaghon per kiya ja sakta hai. Ab baat rahi is ki minning ki tu minning ka matlab hai kai ap is currency ko mine kar saktay hain lakin is ki price buhat zaida high honay ki waja say is ki minning ka difficulty level buhat high ho chuka hai aur bitcoin ko mine karna taqreeban namumkin sa hi ho gaya hai. iss kai liyay buhat baray baray system purchase aur istall karnay partay hain jo buhat zaida elecricity use kartay hain.
               
              • #67 Collapse

                Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

                Yes dear forex trading ko ham normally mt4 trading plat form sy operate kar sakty hain. Trading ko better banany k lae trader ko es plat form ma bhot sary trading tools provide kaye jaty hain. En trading tools ka trader ko bhot advantage hota hai. Ye advantage tb hota hai jb trader enko achi tarha use karna janta hu. Agr trader ko trading toola use na karny aty hun to usk lae bhot masla ban jata hai. Ye trading tool trader demo ma easily learn kar sakta hai or wo b bena kisi k loss k.

                Trading tools in mt4. Mt4 ma bhot sary trading tools hain jin ko use karny ma trading sy acha profit hasil kiya ja sakta hai. Es topic ma ham trailing stop ko further discuss karyn gy. Trailing stop stop loss ki tarha trades ko close karny k lae use kiya jata hai. But ye tora stop loss sy different hai wo es sense ma k stop loss ko khud move kar k profit ma ley karna ana hota hai jb market trader ki favour ma ah jati hai. On the other hand agr ham stop loss ki jaga trailing stop ko use karyn gy to ye market ki favouring k bad auto sy hamy profit ma move kar jata hai or jb market wapas jany lagti hai to ye wapas ni jata balky ye apni position ko hold kar leta hai or es sy trader ko loss k chances zero ho jaty hain. Asi condition ma trailing stop forex tradet k profit ko guard karta hai or enk profit ki hefazat karta hai so trader ko hamesa profit or account ki saftey k lae trailing stop ko use karna chahe. Ye stop loss sy zayada acha work karta hai or ye us sy advance step k lae banaya giya hai. So trader ko esko lazmi use karna chahe.
                   
                • #68 Collapse

                  Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

                  hamy trailing stop ky bary mai full information hasil kar lyne chahey hamy expert trader ban kar kam karna chahye agar hum is mai bagar experience ky or tukky laga kar kam karygy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum is mai agy bar saky hum apne mistake sy seekty he hai hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is main bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ky sawa kush be nahe hasil ho ga yai aik world wide karobar hai hum is main as a job be kam kar sakty hai hamy is mai soch samj kar kam karna chahey hamy is main planing kar ky kam karna chahey kue ky planing sy keya howa kam hamy fida he dyta hai hamy week ky start main kam or time ke planing kar lyne chahey or pher is ky hesab sy end tak kam karna chahey ta ky hum is mai target ko asne sy pora kar saky yai aik asa karobar hia jo hamy learning be dyta hai or ya hamy meyare or information wala kam karny par ache earning be dyta hai hum is mai bagar pasio ky account bana kar kam karty hai hamy aik time mai aik internet par aik he account open karna chahey ta ky hum is ky rules ko pora kar saky
                   
                  • #69 Collapse

                    Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

                    Assalamu Alaikum dear friend jaisa ky ap sab jante Hain ki forex market ek stock market Ho hoti hai jismein trading mein kamyabi hasil karna Ham par depend karta hai ham trading karne se pahle best entry point ka wait karte hain uske bad hi trade open karte hain sabse pahle market ki movement ko check karte hain fundamental analysis aur technical analysis ke basis per trade open karte hain uske bad candle ko read karte hain Taky ache se market ki movement ko check kar ke acche se market ko analyses karke trading Karen lekin kabhi kabhi aisa ho jata hai ki jab Ham analysis karte hain to hamare apne analysis hamare against chale jaate Hain jiski wajah se hamen loss ho jata hai aur agar ham loss se bachana chahte Hain to hamen normal lot size ke sath trading karni hogi stop loss ka use zarur karna hoga jo traders stop loss ka use karte hain wah apne account ko sev rakh sakte hain kyunki market kabhi bhi apni condition change kar sakti hai market apni Marzi ke mutabik chalti hai market ki condition hamare bus ki baat nahin hoti agar Ham market mein kamyabi Hasil karna chahte hain to hamen stop-loss ka use karte hue money management ko follow karte hue normal lot size ke sath trading karni hogi kabhi bhi lot size ko use karne improve my is nahin karna hoga lot size bahut hi important hota hai trading karne ke liye lekin jo log lalach mein aakar lot size ka use apne account balance se zyada kar dete Hain stop loss ka use nahin karte to vah kabhi bhi Forex mein kamyabi Hasil nahin kar sakte agar hamare pass Forex ky related information nahin hai acha experience or knowledge nahin hai hamare market ki movement ko nahin samajh sakte hamare market mein analysis strong nahin hai to hamen kabhi khud se trading nahin karne chahie hamesha senior numbers ke signal ko follow karke trading karne chahie
                    • #70 Collapse

                      Re: Trailing Stop loss kiya hey aur isko hum kese use kar saktey hein?

                      Dear friend trading karne se pahle aur market mn entr hone se pahle kuch rules hote hain jinko follow karna hamari responsibility banti hai agar Ham market mein entry le rahe hain to hamen sabse pahle market ko analysis karna hoga fundamental analysis aur technical analysis ke base par trading karni hogi without analysis ki Ham kabhi bhi khud se trading nahin karni chahie ek expert taider hamesha market aur candle ko check karke analysis ko check karke hi trading karta hai sometime aisa hota hai ki jab Ham trade open karte hain to hamare apne analysis hamare against chale jaate Hain iska reason ye hota hai ki news effect ki wajah se hamare apne analysis hamare against chale jaate Hain jiski vajah se hamen loss ho jata hai agar Ham loss se bachana chahte Hain loss ko kam karna chahte hain to hamen stop-loss ka zarur use karna chahie jab tak Ham stop-loss ka use nahin karenge tab tak Ham Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakenge aur na hi acha profit hasil kar sakenge agar acha profit hasil karna hai to hamen mehnat ke sath ladne ke sath kam karna hoga take profit aur stop loss ka zarur use karna hoga jab tak Ham stop loss ka use karke trading nahin karte tab tak Ham apne account ko se varsh kyon nahin rakh sakte agar Ham apne account ko save rakhna chahte hain to hamen hamesha Forex ko follow karte hue ismein kam karna hoga
                      • #71 Collapse

                        Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

                        Trailing stop forex market main use Kia jany wala bahot hi important tool hai jis ko ham aesy time per apply kerty hain ky jab hamari open trade main kuch profit hasil ho chuka hota hai tou same profit ko secure kerny ky liay ham trailing stop isterha sy use kerty hain ky agar market hamari favour main movement kerti rehti hai tou hamain open trade main profit hasil hota rehta hai ky jab tak market hamari favour main movement kerti rehy gi hamara profit increase hota rehy ga lekin jab market hamari open trade ky against trailing stop limit tak movement kery gi tou usky bahd hamari open trade automatically close ho jaey gi jab same trade close ho jati hai tou aesa bhi hota hai ky hamain trade close hony tak bahot acha profit bhi hasil ho chuka hota hai lekin aesa kabhi bhi nehi hota ky hamari trade close ho jaey tou hamain is main kabhi loss bhi ho jaey trailing stop aesa tool hai jis ko agar ham apply ker lety hain tou aesy main hamari trade kabhi bhi loss main close nehi hoti aur aksar hamain trailing stop loss set kerny ky bahd bahot acha profit hasil ho jata hai ky jab tak market hamari favour main movement kerti rehti hai tou hamara profit hi increase hota rehta hai lekin jab market main reverse movement start hoti hai trailing stop tak tou hamari open trade profit main hi close ho jati hai aur trailing stop ka hamain faida tab acha hasil ho jata hai jab market kisi bhi aik direction main bahot bari movement kerti hai agar same direction main hamari trade bhi open ho tou same open trade main hamara profit increase hota chala jata hai jabky trailing stop ki waja sy agar market reverse direction main kuch movement kerti bhi hai tou hamari trade profit main hi close ho jati hai aesi trade jis main ham stop loss set ker lety hain us main loss ka koi chance nehi rehta
                         
                        • #72 Collapse

                          Re: Jaiza trailing stop Kia hai..

                          hamy market ke movement ko samj kar is mai kam kara ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik best business hai hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is ma aik dn mai aik limit ky mitbaik kam kar sakty ha hum s mai over limt kam nahi kar sakty hamy aik time table bana kar kam karna ho ga hum is mai hard working karty hai tohamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai posting kar sakty hain hum is mai tradig kar sakty hain hum is mai ape marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai aik legal or kabe be band na hony wala acha business hain hum s mai agr mahnet nai kary gy to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai posts kar sakty hai hum is mai trade be lag sakty hain hum ismai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai live trade laga sakty hain hum is mai posting kar sakty ain hamy is mai analysis ko or indicators ko learn kr ky use kar ky kam kara ho ga pher he hum earning gain kar saky gy hum i smai agar tralling stop loss ko use ka rky trade lagay gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik forex mai hamy kamaybe deny waly tools ko uuse kar ky kam karna ho ga pher he hum earnng gan kar saky gy forex aik unique business hain yai ak amm business jasa nahi hain
                           
                          • #73 Collapse

                            Trailing stop kiya haii ?..

                            Assalam.u.Alaikum MY Dear Forex Members !
                            I hope ap sab fine hon gy or forex trading behtar tareeqy sy anjaam dy rahy hon gy guys ap sab is par apnni apni knowledge share karen ky trailing stop kia haii..?
                            • #74 Collapse

                              Re: Trailing stop kiya haii ?..

                              Trailing stop loss
                              Forex trading me hum trailing stop loss ko us waqat istemal karte hen, jab aik share (stock) ki qeemat muqarara stah tak kam ho jaye to mazeed nuqsan ko rokhne k leye position khud bakhud market mojoda market ki qeemat par ferokht ho jayegi. Trailing stop orders ye trailing stop loss hamen bohut faida deti hai q k is se hamen loss ka ziada hadsha nahi hota.
                              Trailing stop kese kam karta hai
                              Jab bhi hum market me kisi pair pe trialing stop lagate hen to ye market ki orders ko apne sath khenchti hai. Us waqat jab qeemate last tak mazeed barhti howi jati hai to us waqat naye stop loss ki qeemat baqi rehti hai. Trailing stop loss khud bakhud traders ki hifazat karta hai aur us se trading ki account ki safety hoti hai.
                              Example
                              Misal k tawar par aik trader 100$ pe buy trade open karta hai aur wo stop loss 90$ pe select karta hai. To agar trade ki qeemat uper 130$ pe chali jati hai to trailing stop loss se wo stop loss ko bhi usi hisab se apne pass khench kar 120$ pe laga dega. Pher bhi hamare pass trading me 20$ ka munafa auto pe a jayega.
                              Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	20
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12334671
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: Trailing stop kiya haii ?..

                                Forex trading main Jase stop loss or take profit options available Han asy he aik option mt4 main trailing stop loss available ha ye tab active hota ha jab humari trade profit main chali jati ha or hum ny jtny pips pe trailing stop loss set kea hua hota ha is ka ye fayda hota ha k humy loss Ni hota ha jasa k hum 15 ya 30 pips pe trailing stop loss set karty Han to jab humari trade 15 ya 30 pips pe puncheny he to humara trailing stop loss active ho jay ga entry point pe or Jase Jase market aagy Jay ge to trailing stop loss bi sath sath agy chalta Jay ga or Jase market wapis aay ge to trailing stop loss wahan he rukh Jay ga or agr Market wapis trailing stop loss wali jaga pe aati ha to humari trade close ho jay ge agr market value is sy pehly wapis ho ge or ziada agy ge to trailing stop loss bi sath sath chalta Jay ga or ache earning hasil Kar saken gy is tahra humy loss bilkal bi Ni hota ha agr humari trade main trailing stop loss active ho jay agr active Ni hota ha to phr humy loss ho sakta ha k ley humy stop loss set karna chae ta k ziada loss na ho
                                Forex trading main jtny bi options available han in sy hum ache trading kar sakty han agr humy in ka sahe istamal aata ho to jab tak hum log in ka sahe istamal Ni karty Han to humy ziada loss ho sakta ha forex trading main humy ache learning or practice Kar k trading karni chae ha ta k humy ziada loss na ho is ley humy ziada mehnat karni ho ge practice karni ho ge ta k knowledge or experience acha ho jis sy real account main ache trading kar k ache earning kar saken or forex trading main kamyab ho saken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X