Three line strike candle pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: jaiza: Three Line Strike candles

    Aapane bahut hi important candles ke upar baat ki hai three lines strick candles bahut hi jyada importance hoti hain aur Hamen se fayda Utha sakte hain Jab Baarish ke andar 3 Chhoti Chhoti candles Banti Hain Chahe vah Kisi bhi TF ke andar ho to vah bahut hi jyada important hoti hai agar yah 3 candles Barish Hoti Hai To Iske bad Ek Badi candles banti hai balki candle hoti hai jo in 3 Chhoti candle ko cover kar Leti Hai To ismein Ham Ek acchi entry Le sakte hain trade lagakar profit Hasil kar sakte hain iske liye Hamen market mein jyada time active Rahana Hoga Agar Ham Se Jyada time active Hue Hain To Ham is situation se fayda Utha sakte hain aur yah candles candles Bhul bhi ho sakte hain aur Agar yah Chhoti candles bullish ke andar Hain To Ek Badi candle Banegi bear ki jo in in teenon bullish candles ko cover kar Legi Tu is main market impulse aur correction ke andar yah sab karti hai .

    Forex trading ki market Ek Aisi market hai jismein bahut jyada candles Hote Hain Jo bahut important hoti hain jinko Agar Ham Walon Karte Hain To Ham sirf candles ke knowledge se Forex trading ke andar Ek Achcha profit cancel kar sakte hain aur uske bad is main Kuchh chart pattern bhi Hote Hain Jo bahut hi important hote hain UN chart pattern se bhi Ham is market Mein fayda Utha sakte hain aur ek Achcha profit Le sakte hain is market Mein Ham indicator ko follow karte hue bhi trade Laga sakte hain Agar Ham ismein Kuchh Hasil karna chahte hain to hamare pass knowledge Ka Hona bahut hi jaruri hai agar hamare pass knowledge Hoga To Ham is market se kuch Hasil kar sakte hain otherwise Agar Ham ismein to kis system se kam Karte Hain To Ham ismein Kabhi Bhi Ek Achcha profit Nahin Le sakte hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: jaiza: Three Line Strike candles

      اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
      [ATTACH=CONFIG]20310[/ATTACH]
      dear aap sb log candlesticks patyern ki different candles k baaray mein to jantay hongay magar aaj main Three Line Strike k baray mein baat krna chahta hon.yeh pattern 3 bearish candles pe mushtamil hota hai jaisa k aap picture mein bhi dekh sktay hain te 3 candles aik dosey candles k lpwer low k sath close hotay hain aur ye down trend pe banta hai iskay baad long bullish candle appear hoti hay.ye pattern reversal hota hay iskay baad bullish trend start ho jata hai...
      Assalam o Aluikum! Dear apna "Three line Strike candles"Per bhot important knowledge share kia ha. Ye candlestickts pattern bullish aur bearish dono trend ki continuation ka signal deta ha ager ye bullish trend man banna to bullish ki continuation aur ager bearish trend man banna to bearish trend ki continuation deta ha. Dear no doubt k trading man her candlesticks pattern ka seekhna bhot important han lakin dear hamen different candlesticks patterns man ferq kerna b atta ho is liye her partnern k kuch points hota han jin ko yad rukh ker ham candlesticks patterns man asani sa ferq ker sakta han aur hamari trading hamen ak acha profit de gi.

      Three line Strike Candles
      ko trading man "Three line Strike candlestick Pattern" Kehta han. Ye ak Trend Continuation Pattern ha jo hamen already continue market trend ko thori dair k liye pause kerti ha aur refresh ker dobara pehla wala trend start kerwa deta ha.

      Bullish Three line Strike Candlesticks pattern man ager trader nicha diye gye kuch points ko mind man rukhe to is pattern sa zayada faida le sakta han:


      1. Is man first, second aur third candles hamasha already continue bullish market trend man banti han aur her candle ka high previous candle sa oper banna chahiye aur teeno candles k low b previous candle k low sa oper hona chaheye.
      2. Fourth candle ka gap-up k sath open hona aur high ko previous three candles k high sa oper hona aur fourth candle ka low ka first candle k low sa nicha hona bhot zarori ha.

      Bearish Three line Strike Candlesticks pattern man ager trader nicha diye gye kuch points ko mind man rukhe to is pattern sa zayada faida le sakta han:

      1. Is man first, second aur third candles hamasha already continue bearish market trend man banti han aur her candle ka high previous candle sa nicha banna chahiye aur teeno candles k low b previous candle k low sa nicha hona chaheye.
      2. Fourth candle ka gap-down k sath open hona aur high ko previous three candles k low sa nicha hona aur fourth candle ka high ka first candle k high sa oper hona bhot zarori ha.

      Trading with Three line Strike Candlestick Pattern :


      Sirf pattern sticks per trader ko depend nahe kerna chaheye balka iska sath kuch technical indicator ka b use kar k ham trade signals ki accuracy ko zayada acha sa check ker sakta han is liye ham Three line strike pattern k liye "Market breadth Indicator" ya "Volume Indicator" ko use ker k accurate signals le sakta han. Is pattern ki confirmation ye ha k is pattern ki first, second aur third candle ki real body already continue market trend man sab sa zayada hoan chajeye jo bulls ki power ko show kara aur fourth candle reverse direction man bearish banni with long real body jo pattern ki pehli teeno candle ko engulf ker jae.
      Click image for larger version

Name:	usdjpy_bearish_three_line_strike.png
Views:	1
Size:	42.4 کلوبائٹ
ID:	12333496Click image for larger version

Name:	usdjpy_bullish_three_line_strike.png
Views:	5
Size:	39.3 کلوبائٹ
ID:	12333497Click image for larger version

Name:	3-Line-1.png
Views:	6
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12333498
      • #33 Collapse

        Re: jaiza: Three Line Strike candles

        Maximum traders forex market main three lines strike candles pattern ko follow kerty huey trade continue kerty hain ky jab bhi market main three consecutive candles oneside direction main creat hoti hain tou usky bahd market main retracement expected hoti hai jis main ham trade enter ker ky bahot acha profit bana sakty hain hamain forex market ko observe kerty rehna chahiay ky jesy hi market main three lines strike candles pattern creat hota hai tou hamain reverse direction main trade enter ker leni chahiay ky hamain same time main short term trade kerny per bahot achi earning hasil ho jati hai

        Three line strike candles pattern ki tarteeb kuch isterha sy hoti hai ky agar ham market ki movement main consecutive three candles aik hi direction main creat hoti observe kerty hain jin main sy aik bari candle ky bahd second candle small hoti hai body main aur third candle tou second sy bhi body main small hoti hai lekin all three candles direction main same hoti hain tou jab bhi market main aesa pattern creat ho jata hai tou wahan per market main big reversal expected hota hai ky ham same three candles creat hony ky bahd reverse direction main trade open ker ky continue kerty hain tou hamain bahot kam time main main bahot acha profit hasil ho jata hai ky fourth candle by all mean reverse direction main hi creat hoti hai lekin agar market aik hi trend main movement kerty huey normal three candles creat kerti hai tou woh same direction main movement continue bhi ker sakti hai hamain pehly three strike line candles pattern ko confirm ker lena chahiay phir reverse order main trade enter kerni chahiay
         
        • #34 Collapse

          Re: jaiza: Three Line Strike candles

          Three lines strike pattern ek market ka important pattern hai jo ky actually four candles par mushtamil hota hai. Aur yeh pattern aapko market mein technical analysis karny mein help karta hai aur market ky bary mein achi information deta hai. Jis ko smjh kar aap apni trading mein behtri laa skty hain aur profits gain ksr skty hain.

          CONTINUATION PATTERN :

          Three lines strike pattern ek market ka trend continuation pattern hai jo ky aap ko market mein trend reversal ki bjaye same trend ko continue rkhny ki information deta hai..Yeh jis trend ky doran banta hai to usi trend ko continue rkhny ki information deta hai aur isky bad dame trend ky sath market apni movement jaari rkhti hai aur mazeed usi direction mein jati hai.

          BULLISH THREE LINES STRIKE PATTERN :

          Yeh Bullish trend ky doran banta hai aur market mein Bullish trend ki Continuation zahir karta hai. Bullish three lines pattern 4 candles par mushtamil ek pattern hai. Is mein Bullish trend ky doran 3 consecutive Bearish candles ki formation hoti hai aur is mein first candle jis Position pe banti hai aur nechy close hoti hai to next candle us ky almost mid se start ho kar us ky end point se nechy close hoti hai. Isi trha 3rd candle bhi neechy ja kar hi close hoti hai. Is trha 3 bearish candles form hoti hain.

          In 3 candles ky bad Fourth candle bullish trend mein dobara aa jati hai aur yeh candle first candle ky starting point se bhi above ja kar close hoti hai jis se market mein bearish trend ki rejection hojati hai aur market bullish trend ko hi carry karti hue oopar move karti hai.

          BEARISH THREE LINES STRIKE PATTERN :

          Yeh bearish trend ky doran banny wala ek pattern hai aur yeh market mein bearish pattern ki continuation ko zahir karta hai. Beaeish three lines pattern 4 candles par mushtamil hota hai. Is mein Bearish trend ky doran 3 consecutive Bullish candles ki formation hoti hai aur is mein first candle jis position pe banti hai to opar ja kar close hoti hai to 2nd candle is ky almost mid se start ho kar jahan Close hoti hai woh point pichli candle ky close point se high hota hai. Isi trha 3rd candle ka emd Point 2nd candle ky close point se high hota hai.

          Fourth candle Bearish trend mein dobara aati hai aur retracement karti hue yeh candle first bullish candle ky starting point ko bhi cross kar jati hai aur neechy ja kar close hoti hai. Is se yeh zahir hota hai ky bears ne dobara dominate kar lia hai aur market dobara se bearish trend ko continue karty huey aagy barhti hai.
          • #35 Collapse

            Re: jaiza: Three Line Strike candles

            yeh taqreeban daily hota hae ke three candles pehle create hote hain thora time ke bad bad or us ke bad aik bahut bare candle bante hae un ke against jo market main bahut he up ya down chale jate hain jo strike candles hote hain ya agar bullish hon to bad main jo candle bante hae wo bearish hote hae agar wo bearish ho to bad wale candle bullish hote hae bas hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se in ka use kiya karen or ache tarah se hamen is main analysis kara karen hum jitna zayada is main sahe tarah se ache tarah se is main kam karte jate hain to hum is main utna he success bhe hasil karte he hain hamen bas apna kam ko acha karna hota hae hum jitna acha is main apna kam ko kar jate hain to hum is main success bhe hasil kar he jate hain hamen bas is main mehnat karne ho ge jitna zayada ache tarah se hum is main mehnat karte howe ho jate hain kamyab to hum is main bahut ache tarah se success bhe gain kar he jaya karte hain hamen bas mehnat karne cahiye kabhe bhe himmat nhe harne cahiye take hum yahan se kuch na kuch to hasil bhe kar saken lakin in candles ko samajhna itna zayada mushkil nhe hae to bas hamen simple hae is ka method hum in ke madad se aik bahut he ache strategy bhe bana sakte hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum in ko zaroor use kiya karen take hum in ka sahe tarah se use kar saken or is main hum ho saken kamyab or aik bahut he ache trader bhe ban saken bas hamen mehnat or dil laga kar kam karna hota hae
             
            • #36 Collapse

              Re: jaiza: Three Line Strike candles

              three line strike candle aik aisa pattern hai jo k bohat he important hai aur ye three candles par comprise hota hai is ki wajah se humen technical analysis kerny mein bohat he zeada help milti hai aur ye market k bary mein kafi helpful information deta hai jis ko use ker k hum apni trade ko better ker sakty hain aur aik acha profit bhi gain ker sakty hain three line strike candles market ka aik aisa pattern hai jo aap ko market mein trend reversal ki bajaye same trend k sath he trade ko continue kerny ki ijazat deta hai phir is tarhan market ye market mein apni moment jari rakhta hai aur trend mazeed usi direction mein jata hai bullish three line strike pattern aik aisa pattern hai jo bullish trend k doran benta hai aur ye market ki bullish trend ki continuation show kerta hai bullish three lines pattern 4 candlels par mushtamil ek pattern hota hai fourth candle par bullish trend aata hai aur market us ko carry kerty hue uper move kerti hai
              bearish three line strike pattern aik aisa pattern hai jo bearish trend k doran benta hai aur ye market mein bearsih trend ki continuation ko show kerta hai bearish three lines pattern four candles par mushtamil hota hai is mein 3 candles bullish ki information deti hain is tarahn four candle bearish trend ko show kerti hai aur retracement kerti hui ye candle first bullish candle k strating point ko bhi cross ker jati hai
              • #37 Collapse

                Re: jaiza: Three Line Strike candles

                Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	7
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12333512
                patteren ki shanakht takneeki tajzia ka aik ahem hissa hai. aap is baat ko yakeeni banana chahtay hain ke agar aap ke paas ڈیج woe lamha hai to aap kisi sorat e haal par amal kar satke hain agar aap ne pehlay usay dekha ho .

                jab aap takneeki tajzia ka istemaal karte hue qeematon ki karwai ka jaiza le rahay hain to aap market ke rujhanaat aur istehkaam ki bunyaad par sarmaya karon ke jazbaat ke ehsas aur bahao ka andaza laga rahay hain .

                jab qeematein idhar idhar jane lagti hain to, woh aisay namoonay tayyar karte hain jin ka istemaal mustaqbil ki qeematon mein honay wali harkaat ka taayun karne ke liye kya ja sakta hai .

                jaisay hi aap chart ke mukhtalif namonon ko pehchanana shuru karen ge, aap un namonon ke mabain farq ka noon karna sekhen ge jo tasalsul ki paish goi karte hain, aur jo is baat ki nishandahi karte hain ke ulta kaam jari hai .

                sab se taaqatwar tasalsul ke namonon mein se aik teen line hartaal mom batii ki shakal hai .

                mom batii ka namona 2 ya ziyada mom batian khaanoon ka aik group hai. mom batii ki baar aik qeemat ka baar hota hai jo aik ko is maloomat ki wazahat karta hai jo aap ki kisi bhi muddat ke liye khuli, onche, kam aur qareeb par mabni hai jis ki aap jaanch kar rahay ho .

                mom btyon ki salakhon ki ibtida 17 win sadi ke japani chawal ke taajiron ke paas hui jo bil akhir 1900 ke aas paas charles dow ke zareya shuru kiye gaye Amrici version mein daakhil hogayi .
                • #38 Collapse

                  Re: jaiza: Three Line Strike candles

                  Mate Forex trading main Candlesticks Pattern zada tar aap ko Pairs main he Dykny ko Milty hain ku kay jo candlestick pattern Bullish market Main Form Hota hai Wohi Candlestick Pattern aap Ko Bear Market Main be Lazmi Dykny ko mily ga Iss Liy aap ko Ye lzmi Dykna Chaye kay Jab aap ak Candlestick Pattern ko understand karty hain Toh Sath He uss Candlestick pattern kay Second Pair Ko be lazmi understand Kiya karein Ku kay Both kay bary main knowledge hona Boat Zori hai Aap nay jiss Candles Kay bary main Discussion Start ke Hai uss main aap kay Sath fully agree karta hu or is bat per Aap kay Sath hu kay Trading main inn Candlestick pattern ke Boat Zrort hoti hai.

                  BULLISH THREE LINES STRIKE PATTERN

                  Dear Mate Iss Type Kay Candlestick Pattern main market Already Bullish trend Main hoti hai or iss Kay Form hony Ka Matlab Hota hai kay market Bullish Trend ko Continue raky gee is Ke Confirmation Humaisy kar Sakty hain kay Strong Bullish trend Main.Three Bullish Candle Form hoti hain Or Iss Kay bad Strong Bearsih candle Form Hoti hai jis Ke Body Last Three Bullish Candle Ko Beat karti hai Or Ye pattern Confirm Ho jata Hai is Ko Hum Three Bullish Candle Kay bad Trade Na Lga kar Confirma Kar Sakty hain Jab be Market main three Same Bullish Candle Nazar Ayn Toh lazmi ha Kay Bearish Candle Ka Wait karna Chaye or per Entry lyna Chaye..

                  BEARISH THREE LINES STRIKE PATTERN

                  BEARISH THREE LINES STRIKE PATTERN Is pattern main Humy Bearish Trend Main Dykna CHaye ye Candlestick pattern Jab Form Hota hai Toh market Main Strong Bearish pressure Hota hai Or Three Same Bear Candle Banny kay bad Market Main Strong Bull Candle Form hoti hai Jiss Kay bad Market Ka Indication hota hai kay market nay Down Trend Ko Continue rakna Hay Aisy pattern KO trade karny kay Liy Humy Chaye Kay Three Same Volume Ke Candle Kay BAd Entry nahi Lyna Chaye or Retrace ka Fond Karna Chaye Ya Three Candle Kay Start Hony Per Sell Limit kay Orders Ka Use karna Chaye Achy profit kay liy.
                   
                  Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                  • #39 Collapse

                    Re: jaiza: Three Line Strike candles

                    dear friend, three line strike candle pattern 5 japanies candles par mabni hota ha, is ma first candle large hoti ha, jisko next three candles trend ki direction ma follow karti hain aur 5th candle jisay 'strike' candle kehtay hain trend k opposite ma hoti aur start point ki taraf pullback karti ha, traders three line strike ko use kar k recent low trend ma buy ki trade kartay hain aur high trend ma sell kartay hain, three line strike bullish aur bearish formations ma hota ha,

                    Bullish three line strike candle pattern ma three candles continue above progress karti hain aur strike candle bearish moment show karti ha ye third candle k high sa upar open hoti ha aur first candle k low sa below close hoti ha, ye anti-trend candle hoti ha,

                    Bearish three line strike pattern ma candles strong fall ko show karti hain, jo downward increase hoti hain aur pattern ki final strike candle hoti ha jo bullish hoti ha, ye third candle k close sa lower par open hoti ha aur first candle k open sa above par close hoti ha,

                    Bullish three line strike further extend ho k three white soldier pattern bnati hain jb k bearish three line extend ho k three black crows pattern ko tashkeel daiti hain, forex charts ma ye pattern bht km nazar ata ha, bullish pattern ma strike candle first candle k open sa down ki taraf retrace hoti ha aur bearish pattern ma strike candle first candle k opening point k kareeb sa above ki taraf retrace hoth ha, market ki different positions aur trends ko predict karnay k liay hmain candles k pattern sa aware hona chaiay
                     
                    • #40 Collapse

                      Re: jaiza: Three Line Strike candles

                      Assalamu Alaikum to all Forex member kaise hain aap ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge Aaj Ham aapke sath 3 land strike and score discuss Karenge Forex Mein manjur Hamen Tamam patron ko acchi Tarah se pahle understand kar lena chahie Uske bad hi Hamen Forex market Mein kam karna chahie Jitna Jyada Hamare Paas Forex Mein maujud in Tamam candle ka Achcha Se Achcha experience or knowledge Hoga utna hi acche tarike se Ham Apne kam ko acche tarike se saranjam kar Payenge Forex mein different type ki candles hoti hain yah Patran 3 barrish candles pay mushtamel Hota Hai Jay pattern Hamesha reversal hota hai Iske bad Hamesha bullish trend hi start Hota Hai aur ham in pattern ki madad se apne technical analysis ko Jyada Se Jyada strong banaa sakte hain isliye Agar Ham Apne technical analysis ko best se best banana Chahte Hain to hamare pass candlestick ke related acchi se acchi information Hona bahut jyada jaruri hai jab tak hamare pass candlesticks ke related acchi information Nahin Hogi To Ham use Waqt Apne technical analysis ko best Nahin banaa Sakte

                      Aur in three line strike candle mein Ek long body wali candlestick banti hai jo ki bullish Trend Mein hoti hai yah candlestick Hamen Hamesha sportsdevil per hi Dikhai deta hai agar hamare pass is candlestick ke bare mein Achcha knowledge Nahin Hai To Hamen Apne kam ko karne mein bahut jyada problem ho sakti hai isliye Hamen chahie ki Ham Apne senior member se ine candlestick ke bare mein Achcha Se Achcha knowledge Hasil Karen yah bahut hi important pattern hai isliye Hamen in important pattern ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie in pattern ko Hamesha acchi Tarah Se study karna chahie because ine pattern ki madad ham market main acche tarike se trade Laga sakte hain
                       
                      • #41 Collapse

                        Re: jaiza: Three Line Strike candles

                        Candles design ki tarteeb kuch isterha sy hoti hai ky agar ham market ki development principle sequential three candles aik hello bearing fundamental creat hoti watch kerty hain jin primary sy aik bari flame ky bahd second light little hoti hai body fundamental aur third light tou second sy bhi body primary little hoti hai lekin each of the three candles course primary same hoti hain tou hit bhi market principle aesa design creat ho jata hai tou wahan per market fundamental enormous inversion expected hota hai ky ham same three candles creat hony ky bahd switch heading principle exchange open ker ky proceed kerty hain tou hamain bahot kam time fundamental bahot acha benefit hasil ho jata hai ky fourth candle by all mean opposite heading fundamental greetings creat hoti hai lekin agar market aik howdy pattern primary development kerty huey typical three candles creat kerti hai tou woh same heading principle development proceed bhi ker sakti hai hamain pehly three strike line candles design ko affirm ker lena chahiay. exchanging ki market Ek Aisi market hai jismein bahut jyada candles Hote Hain Jo bahut significant hoti hain jinko Agar Ham Walon Karte Hain To Ham sirf candles ke information se Forex exchanging ke andar Ek Achcha benefit drop kar sakte hain aur uske awful is principle Kuchh outline design bhi Hote Hain Jo bahut howdy significant hote hain UN graph design se bhi Ham is market Mein fayda Utha sakte hain aur ek Achcha benefit Le sakte hain is market Mein Ham pointer ko follow karte tone bhi exchange Laga sakte hain Agar Ham ismein Kuchh Hasil karna chahte hain to hamare pass information Ka Hona bahut hey zaruri hai agar hamare pass information Hoga To Ham is market se boht kuch Hasil kar sakte hain wrna hamein khaas faida nahi hoga.
                        • #42 Collapse

                          Re: jaiza: Three Line Strike candles

                          Dear Forex trading me Ham Sab kam Karte Hain To ismein aapke pass Different techniques aur different indicators hote hain Jinka of Forex trading Mein kam kar sakte hain real Forex trading mein agar aap knowledge Hasil Karke kam karte hain to uska aap ko ya fayda hote hain kya aapko market ki movement ka idea aasani se ho jata hai aur aap ismein acchi Tarah profit Le sakte hain 3 line strike pattern ka aap Agar Forex trading Mein istemal karte hain to isase aapko ya fayda Hote Hain Ki market mein aap Achcha profit aasani se le sakte hain Kyunki aapke pass forex market Mein different candlestick pattern aur ismein aapke pass chart patterns hote hain Jinka trading main aap use kar sakte hain aur uske profit Le sakte hain.

                          Bullish three line strik candlestick:

                          Dear forex market Mein Ham dekhte hain ki Jab market downtrend Mein movement kar rahe hoti hain To ismein Ham Dekh Rahe Hote Hain ke yah 1 4th candlestick pattern per apni hota hai aur jab market trend Mein vah mat kar rahi Hoti Hai To ismein aapke pass theek consecutive bearish candle Banti hain aur ismein aapke pass 4th candle marubozu aur full bullish candle banti hai jo ke country candles ko cover kar Leti Hai Jisko aap free line strike candle ka naam Dete Hain Iske bad market Ne uptrend Mein movement Karni hoti hai.

                          Bearish three line strike candlestick:

                          dear Forex trading me Jab Bhi musalsal uptrend Main Market movement kar hi hoti hai to aapke pass market ki resistance per yah pattern banta hai jismein aapko yah Pata Chalta Hai Ki market Jab aap friend Mein musalsal Munh mat kar rahi hoti hain to aap ismein three consecutive bullish candles hoti hain aur uske bad aapke pass market ki resistance per ek strong bearish candle banti hai jo ki Maro book and Hoti Hai Iske bad market ke downtrend ki confirmation aapko mil sakti hai aur vah candle on previous three candles ko isliye cover ka Leti Hai Aur aapko ismein jyada fayda ho sakta hai aap ismein apni Trade Centre karna chahte hain to.
                           
                          • #43 Collapse

                            Re: Three line strike candle pattern

                            dear forex market mein jab Ham candlestick pattern per kam karte Hain to humko is market mein candlestick pattern per trade karne ke liye humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai kyunki is market mein candlestick pattern ko dekhkar Ham kam karte Hain to humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein jab Ham candlestick pattern ko acche tarike se read karte Hain to Ham ko is per kafi jyada fayda ho jata hai kyunki is market mein Ham apne account per koi bhi analysis karte Hain to humko apne chat per 3 candles ek jaisi find karni hoti hai aise humko ya fayda ho jata hai ki market jab is pattern ko follow karti hai to Ham is market mein acchi tarike se profit bana sakte hain is market mein humne apne account per agar koi trade open karni hai to humko confirmation ka intezar karna hota hai is market mein jab Ham apne account per achcha kam karte Hain to Ham kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein jab Ham kam karte Hain to Ham is market mein apne account per risk itna hi Lena chahie Jo hamari trading strategy ke hisab se sahi Ho kyunki forex market mein Ham apne account per trade open karte Hain to humko ji pata hona chahie ki hamare account per Jo trade hai vah confirm mission ke bad open Hui hai kyunki is market mein jab Ham confirmation ke bad trade open karte Hain to humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein jab Ham apne account per kafi jyada fayda tab hota hai jab Ham is market mein fayda hota hai jab Ham is market mein acchi trade lagate Hain forex market mein Ham acchi trade lagate Hain jab Ham is market mein kafi jyada fayda hota hai forex market mein humko acche tarike se kam karne per fatafat hai jab Ham mis market mein account parik manage karke trade lagate Hain.
                            • #44 Collapse

                              Re: jaiza: Three Line Strike candles

                              dear yeh bhi ek bahut achcha indicator hai aur maximum help deta hai members ko aur koi bhi member jab isko apni trading mein acchi tarah Se istemal karte Hain to members is se help lekar acchi trading karte Hain different type Candy caterers hai jo members ko different tarah Se help ker Rahe hote hain ki vah apni trading ko acchi tarah Se continue kar le aur members khoya different type chianti caterers ke bare mein acchi tarah Se learning hasil kar lena chahie indicators se related job members apni learning ko bahut acchi tarah Se hasil kar lete hain tu is tarah Se members ki trading unke liye bahut successful ho rahi hoti hai aise member Jo technical trading se related acchi information hasil karne per Koi focus nahin karte unke liye trading karne mein bahut problem hoti hai members ko agar indicators ke bare mein kuchh bhi maloom nahin hai to unko apni learning bahut acchi tarah Se improve kar lena hogi aur tab hi members apni trading ko bahut acchi tarah Se continue karne mein successful hogi aur members ko har tarah Se indicators ke bare mein acchi information hasil kar lena chahie aur members ko apne kam par kabhi compromise nahin karna chahie aur apne kam ko acchi tarah Se continue karne ke liye members ko mehnat karna chahie member job bahut acchi tarah Se mehnat karte Hain to is tarah Se unko kafi acche ID aaj mil jaate Hain aur vah in ideas ki vajah Se Hi acchi tarah Se trading karte hain aur maximum trading mein successful hote Hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: jaiza: Three Line Strike candles

                                Three line patternAp ne sahi kaha Three line strike me agar ap dekhy to candles k bary me information share ki gai hai agar ap is ki pehchan kar ly gy to ap ko trend ka b pata lag jaye ga or agr aisi three lines ya candles ap ko nzar aye or ap ny sell ki trade open ki ho to us ko close kar dena hi behtar hai ap ko chahiye k us ko close kar k ap buy me trade open kary us sy ap loss sy bach jaye gy trading karny k liye ap ko candles ko smjhna hoga or candles ko agar ap smjh jaye gy to ap ko trading karny me asani hogi . Or ap ko trend smjhny me b asani hogi is tarha jesy in candles ka matlab hai aisy hi har candle ka koi na koi matlab hota hai ham ko candles ka knowledge b hasil karna chahiye trading ka knowledge jaha sy b mily wo ly lena chahiye. achcha knowledge hasil karne ke liye aapko yaad rakhna hoga ki aap se khana kya chahte Hain jab aapko yah pata hoga to fir aapko aisi guidelines milati hai Jahan se aap achcha knowledge hasil kar sakte hain.Apne aap ko sahi points per focus Karen bahut mehnat se kam Karen achcha kam Karen aap kamyab honge.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X