Three line strike candle pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Three line strike candle pattern

    G dear three line candle stick basically aik finacial market ka chart pattern hai jis ko japanese candlestick pattern bhi kehty hain yeh istemal hoti hai beyan krny ky leay price ki movement of security , derivative ya currency ko. candle stick ky beshumar patterns hain jo kay sary ky sary beyan krna to bht he mushkil hai is leay yahan apko simply me itna btata chalu Kay ky candle stick pattern hai kya aor is ki major kitni types hain aor isko kesy use kia jata hai forex trading ma japanese mandi kay bhao ka utar chraho is sy andaza lgaya krty thay phr kafi time Kay baad ma bakaida tor py jub forex market shuru hui to os ma candlestick patterns ko shuru kia gia is ma bhai ny upr share kia yehi sub pattern hain jo bht important hain in ko understant krna chye candle agr green ya white ho to bullish aor agr black jo ky defualt hoti hai ya red ho to bearish kehlati hai iski open close position bhi hoti hai jahan close hoti haiw ahan sy next candle start ho jati hai aor yeh specific time period ky bad chang hoti hai chang ap khud kr skty hain time selection kr ky chart kay graaf kay liey use kia jata ha candlestic sub se phelay japan me use hui thi is liey isey japanese candlestick b kaha jata ha mostlty international trading trading kay liey jo chart use kartay hain wo candlestick chart hota ha other chart yeh hain baar chart line chart hekin achi chart rwnkoo chartbut jo trading kay liey sub se zada faida mand chart ha wo candlestic chart ha ku kay is ki aik aik candle me price ki movemnet hoti ha jaisa kay aik daily ki candke ha or os candke me market ki movement ki high price low price open price or close price sub kuch aik hi candle me waza hotay hainjis ko read karna ohat zada easy hota ha me b candke stic chart ko use karta ho trading kay liey candlestick aik chart pattern hai jo Japanese ka hai yeh bht arsa pehly karoboar ma use hota tha phr isko forex ma shamil kia gia yeh bhi asan bhi hai bht mushkil bhi hai isko istemal krny ky leay bht he asan tareeky sy iski theory ko amjhen yeh aik bearish candle hoti hai aik bullish candle hoti hai isko agy further phr tyoes ma devide kia gia hai hammer pin bar morning star eve ing star shooting star doji inverted hammer hanging man etc
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Three line strike candle pattern

      g han jab candle stick chart main market main bearish candle main candle bar bante hae to market bahut he down ate hae lakin hamen is ke liye ache tarah se kam karna hota hae is ke liye is main agar bullish candle stick chart bante hae to is tarah se hamare market bahut up jate hae to is tarah se hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kara karen hum jitna zayada is main kam kar jate hain hamare liye utna he faida hota hae to is tarah se he to hum is main success hasil kar lena cahiye take hum is main kamyab ho saken or yahan se kuch na kuch hasil bhe kar len hum jitna zayada hum is main karte hain mehnat hum is main success to hasil kar he jate hain bas is ke liye hamen is main mehnat karne hote hae jitne zayada hum is main mehnat karte hain hamare liye utna he success hasil kar lete hain hum bas hamen is main dil se kam karna hota hae take hum is main kamyab ho saken jitna zayada hum is main ache tarah se technically market ko analyze karne ke koshish karte hain hum is main success bhe hasil kar he jate hain to bas hamen is main kam ko better karne ke liye is main himmat se or mehnat se kam karna ho ga take hum yahan se success hasil kar len or is main hum kamyab ho jaen lakin yeh bhe itrna asan nhe hae jitna zayada hum is main mehnat karte hain hum is main success hasil kar lete hain to bas mehnat karen ache tarah se take hum is main se kuch na kuch gain kar len jitna zayada hum is main kam karen ge hamare liye utna he faida ho ga to bas mehnat karte rahen ache tarah se kam karne ke liye tab he to hum is main kuch na kuch gain kar sakte hain to is liye mehnat karen is main
       
      • #18 Collapse

        Re: Three line strike candle pattern

        Three line candle strike pattern kay andar hum logon kay liay hota ye hay kay market mein aik trend line ban jati hay apko smjh aajati hay purchaing and selling i jaati haIssi tarah ate nergies aur dusi bohat si stok hai jin kopurchasing and selg kay liye aish kia gaya haurchasing andselling terminal ko baghor daikha jaey tou purchasing and elling kay liye ak bat lambi posting hai.supplzada ter money elatedp y puing and sellig rty hain . Gold ya unrefind petrolum pay bhi ziada supppurchasingnd selling kertay hain magar sirf wohi vendors yaha pay prchasing ad sellingtay hain jinna account steadines owerful hotaGold compensatiourchasing and selling kernay kay liye vigorous balance ki 2 wajuhaat hain.Jinn mai realm aik usska unfurl hai jo kay kaa reason uski advncement hai. ki improvement bohat ziada a tez rehti hai. aur expense ziada honay ki wajah realm suppliers gold ko aik unsafe substitute samajhtay ha.Haalakay agar gold kay plans kojisay ham esentialka call day sakta alright is pair rule agar
         
        • #19 Collapse

          Re: Three line strike candle pattern

          Market Mein 3 line candlestick maujud hoti hai first candlestick are 2nd candlestick from ko follow Karti Hain Jay 3rd candlestick Hoti Hai vah reversal show karti hai first or second candlestick bullish trend Mein hoti hai aur jo 3rd candlestick Hoti Hai vah bearish Trend mein hoti hai hammer candlestick pattern ke bare mein information aur knowledge Ka Hona bahut jyada important hota hai Hamen Iske bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie tha ki Hamen Iske bare mein experience or knowledge Jyada Hasil ho sake aur ham market acche tarike se trade Laga sake aur Achcha profit Hasil kar Saken Jab candlestick ke bare mein hamare pass information Jyada Hogi To Hamen technical analysis karna bahut hi easy ho jaega aur ham acchi tarike se technical analysis kar Sakenge aur Market ko acche tarike se samajh Sakenge aur trade Laga Sakenge market Mein trade Lagate Hue Hamen sirf ek trade open karne chahie Hamen Ek Se Jyada trade open Nahin Karni chahie iski vajah se mein loss ho jaega Agar candlestick per Hamari practice acchi Nahin Hogi To Ham Apna work acche tarike se nahin kar Sakenge aur na hi technical analysis ke bare mein Hamen experience Ho sakega candlestick Mein different pattern vajud Hote Hain hamare pass unke bare mein information Ka Hona bahut jyada important Hota Hai Jab hamare pass in ke bare mein jyada knowledge hi nahin Hoga To Ham use Kaise samajh Sakenge aur kaise Forex trading ko ek accha business Bana Payenge aur ismein work kar Payenge Hamen ismein Jyada Se Jyada hardworking Karni chahie aur apne kaam par focus karna chahie tha ki acchi success Haasil kar sakte hain
           
          • #20 Collapse

            Re: Three line strike candle pattern

            Dear friends are ke topper ki taraf padhte hue discussion ka aagaz karte Hain 3 line strikes pattern Jo hota hea is main 4 candles hoti hain Jin mein sy 3 candles ki strike consistent up word hoti hea lekin 4th candle niche ki taraf strike karti hai aur agar dekha jaaye to usko bullish candle patterns may consider Kiya ja sakta hai abhi candle uski bullish and bearish patterns discuss karte Hain candle stick pattern key bary me jo key popular be hey or most commonly use hoty hey,
            Bullish candle
            bullish candle up trend movement ko show karti hay, or es ki body different lengths ki ho sakti hay, longer bullish candle body significant price increase ko show karti hay.
            Bearish candle*
            Bearish candle down trend ko show karti hay or es ki body length lower ho gi to es ki significant price zeyda decrease ho gi aur Candlestick pattern ko follow Kar Ke Hum Log Kafi achha profit hassil kar sakte hain isliye Hum Sab logo ko candlestick pattern ko follow karke trading Karni chahiye Jiska bahut hi jyada fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit hostel kar sakte hain Agar Hum Log candlestick pattern ko follow karke trading karte hain tu
             
            • #21 Collapse

              Re: Three line strike candle pattern

              Click image for larger version

Name:	3-Line-2.png
Views:	6
Size:	27.1 کلوبائٹ
ID:	12331078Three line strike candle currencies movement chart per ban-ny wala signal hy. Is signal ki madad se Forex trader buy ya sell ki trade lgaty hen. Boht sary Forex experts isko use karty hen or inko achy results milty hen or wo achi earnings kar lety hen. Three line strike candle strategy ky mutabik agar lagatar 3 buy ki candle bane to 4th sell ki hoge or 3 lagatar sell ki candle banen to 4th candle buy ki bany ge. 4th candle ki strength ka koi khas andaza ne lgaya ja sakta hy. Forex trading me boht sari strategies hen or chart per boht sary signals patron create hoty rehty hen jin ko Forex trader read kar ky buy ya sell ki trade lagaty hen. Three line strike candle ka signal 100% work ne karta. Forex chart per 3 candles buy ki ya sell ki banti hen to roz daikhty hen 4th candle ki pahli 3 ki trha banti hy or pahli 3 ka trends continue rehta hy. Ap Three line strike candle per trade lagana chahty hen to isko achi trha samjhen or time den jaldi na karen.
              • #22 Collapse

                Re: Three line strike candle pattern

                Ap ne sahi kaha Three line strike me agar ap dekhy to candles k bary me information share ki gai hai agar ap is ki pehchan kar ly gy to ap ko trend ka b pata lag jaye ga or agr aisi three lines ya candles ap ko nzar aye or ap ny sell ki trade open ki ho to us ko close kar dena hi behtar hai ap ko chahiye k us ko close kar k ap buy me trade open kary us sy ap loss sy bach jaye gy trading karny k liye ap ko candles ko smjhna hoga or candles ko agar ap smjh jaye gy to ap ko trading karny me asani hogi . Or ap ko trend smjhny me b asani hogi is tarha jesy in candles ka matlab hai aisy hi har candle ka koi na koi matlab hota hai ham ko candles ka knowledge b hasil karna chahiye trading ka knowledge jaha sy b mily wo ly lena chahiye. achcha knowledge hasil karne ke liye aapko yaad rakhna hoga ki aap se khana kya chahte Hain jab aapko yah pata hoga to fir aapko aisi guidelines milati hai Jahan se aap achcha knowledge hasil kar sakte hain.Apne aap ko sahi points per focus Karen bahut mehnat se kam Karen achcha kam Karen aap kamyab honge.
                   
                • #23 Collapse

                  Re: Three line strike candle pattern

                  three line strike ka jo pattern hay us say bara e faidah hogachanging karte hain kme changing karna dusray uniasan ha ap majors gadgets ko degar unit ki nisbat achi unpredictabilitysharpen ki waja behtareen x converting Mein Kamyab sharpen ke liye Hamen Apne An converting ko beautify karna hoga aur replacing aptitudes ko beautify karna hoga tab Hai Ham the forex marketplace Mein Kamyab ho sakte hain aur acchi changing kar sakte hain Agar Hamai converting ahik hai To Ham kabhbhi the forex mart Mein Kamyab nahi ho sakte na howdy Ham acchi changing kar sakte hain isliye bhitariya hiya hai ki Ham Agar the Foret Ka hissa Hai To Ham sbse pahle the Forx marke ka statistics gaining knowledge of aur revel in expanded Karen jisse Ham the foreign exchange marketplace Mein Kamyab ho sakte hain aur acchi prevailing kar sakte hain acchi gaining ke liye jaruri hai ki market ko watch karne ki exercise karen Hit aap market ko watch karne ki workout Karenge to greetings aapko marketplace ki thoughts studies ki samajh Aaegi aur aap Usi ke hisab se apni converting Bhi
                  • #24 Collapse

                    Re: Three line strike candle pattern

                    Three line candlestick pattern three candle pay Mushtamil hota hai hai aur Market mein in three candles ki vajah se ham market ki power aur shutterent ko bahut hi aasani ke sath analyse kar sakte hain three strike pattern ki vajah se hamen market ki power ka bhi pata chal jata hai ki market mein kitni power hai aur Market ne Kitna Kisi trend mein movement karni hai kyunki yah 3 candles hamare liye bahut acchi maloomat Karti Hain aur ham three strike pattern se a market ko bahut hi acche tarike se analyse Karke market se profitable trading kar sakte hain three strike pattern hamari trading ke liye ek bahut accha candlestick pattern hai hai isliye isko jarur istemal karna chahie.

                    Three strike candlestick pattern bullish candlestick pattern bhi ho sakta hai aur bearish candlestick pattern bhi ho sakta hai isliye ham is patron ko uptrend trading ke liye bhi istemal kar sakte hain aur ham is patron ko downtrend trading ke liye bhi istemal kar sakte hain aur is patron se hamen donon trend mein bahut achcha natija mil jata hai aur bahut hi acchi entry bhi mil jaati hai.

                    Three strike pattern se ham bullish trend ko kuchh is Tarah se analyse karte Hain ki jab market mein three bullish candles powerful banti hai aur aur kisi bhi candle ka close Uske hi se bahut hi najdeek hota hai hai yah uska close hi uska hi hota hai aur Market main jo bhi candle banti hai vah ek powerful candle Hoti hai to tab jab three candles ek sath Banti hai to hamen ko 3 strike candle kahate Hain aur ine mein kafi power hoti hai aur yah market mein kafi achcha trend banati hain aur Market mein hamen kafi acchi movement mil jaati hai.
                    ISI Tarah se agar humne a market mein downtrend ko analyse karna hota hai hai aur agar market ke resistance area per 3 bearish candles banti hai to tab ham confirmation Lete Hain ki ab downtrend shuru hone wala hai 3 bearish candles aisi honi chahie ke unka lo aur unka close ek hi Hona chahie yah in karlo inke close ke bilkul hi kareeb Hona chahie tab hamen ki confirmation karte hain aur yahan se downtrend shuru hota hai aurham is downtrend se kafi fayda utha sakte hain aur yahan per bhi hamen kafi acchi entry mil jaati hai.

                    Three strike candlestick pattern ek bahut achcha behtarin hota hai aur hamen chahie ki ham jarur iska istemal Karen aur is se fayda uthane ki koshish karen kyunki market mein aise petrol bahut hi kam bante hain aur agar ham aise pattern ko analyse kar lete hain to fir market mein kam karna hamare liye bahut hi aasan ho jata hai aur ham bahut aasani ke sath market ke analyses bhi kar lete hain aur Market mein hamen ek bahut acchi entry bhi mil sakti hai isliye hamen jarur hai is chij ko samajhna chahie ki market mein kam karne ke liye hamen mehnat karni padegi aur apni mehnat se hi candlestick patterns ko analyse karna hoga.
                     
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #25 Collapse

                      jaiza: Three Line Strike candles

                      Click image for larger version

Name:	Screenshot_20200925-190619~2.png
Views:	1
Size:	179.7 کلوبائٹ
ID:	12333494
                      dear aap sb log candlesticks patyern ki different candles k baaray mein to jantay hongay magar aaj main Three Line Strike k baray mein baat krna chahta hon.yeh pattern 3 bearish candles pe mushtamil hota hai jaisa k aap picture mein bhi dekh sktay hain te 3 candles aik dosey candles k lpwer low k sath close hotay hain aur ye down trend pe banta hai iskay baad long bullish candle appear hoti hay.ye pattern reversal hota hay iskay baad bullish trend start ho jata hai...
                      • #26 Collapse

                        Re: jaiza: Three Line Strike candles

                        Je dear forex market ma different patterns ki information hasil karna bhot zaruri hai. Es sy hamy market ko better samajny ma hain. But agr ham enki knowledge ko gain karna chor deyn gy to hamy market k analysis ma bhot help mele gi. Kuch trader en patterns ko fazool samajty hain but ye pattern bhot importance k hamil hoty hain. Es topic ma ham three line strike patten ko discuss karyn gy.

                        Three line strike pattern. Three line pattern k ham market k trend ko talash karny ma helpout karta hai. Ye es base par base karta hai k market ik direction ma jany k bad tori dair retrace karti hai or phr new high point ki taraf chal parti hai. Three line strike pattern ko ham continuation pattern b kehty hain. Bullish three line pattern k key elements ko ham further discuss kar lety hain.

                        1. Es pattern ma pehle 3 candlestick ik he direction ma yani bullish ma banti hain or har ik ka closing point previous candle sy high hota hai.

                        2.. Es pattern ma pehle 3no candles ka lowest point b previous candle k close point sy high hota hai.

                        3. Fourth candle asy banti hai k ye market k high point sy start hoti hai or market ko drag kar k wapas ley ati hai.

                        4. Fourth candle ka low point previous sari candle sy low hota hai.

                        5. Fourth candle bhot powerful banti hai or ye market ko new low par ley jati hai or ye market k sentiments ko change kar k rakh deti hai. Es candle ki waja sy market ma sellers wapas ah jaty hain.

                        Ese tarha bearish 3 line strike pattern es pattern k he tarha hota hai but eski direction opposite hoti hai. Es pattern ma pehle 3 candles bearish banti hai or phr ik candle bullish banti hai jo market k sentiments ko yaksar change kar deti hai. Or market again bullish ma ah jati hai. So trader ko es pattern ka pata ho ga to wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jayn gy..
                         
                        Last edited by ; 25-09-2020, 07:49 PM.
                        • #27 Collapse

                          Re: jaiza: Three Line Strike candles

                          Three line strike candlestick pattern se related of the bahut hi perfect analysis Hamare Sath liya Kiye Hain no doubt Forex trading Mein different candlestick pattern istemal ho rahe hote hain jinki proper learning aapke liye bahut jyada faydemand sabit ho sakti hai aur aapke technical analysis ko perfect banaa sakti hai dear jab aap market Mein kam kar rahi hote hain to ismein agar aap technical analysis ko perfect banana Chahte Hain To aapko candlesticks se related information complete Karni Hogi otherwise aapke liye bahut jyada problems Ban sakti hain.

                          Three line Strike candlesticks stick pattern 3 different candlestick per depend kar raha hota hai jismein teen continuous bearish candle banti hai aur uske bad Ek long body wali candlestick Banti Hai Jo bullish trend main hoti hai dear yah candlestick pattern aapko Hamesha support level per Najar Aaye sakta hai aur ek strong downtrend ke bad Jab market Mein reversal movement start hoti hai to use time per aap yah candlestick pattern carefully observe kar sakte hain.

                          Dear jab aap 3 strike candlestick pattern ko clearly understand karte hain to aapko is related yah bhi information collect Karni chahie ki Ham kaun se point per stop loss aur take profit apply karna chahie agar aap different important patterns ko apni trading karne ke liye avoid Karte Hain To usmein aap kabhi bhi profitable trading nahin kar sakte Agar aapko different candlestick pattern se related complete college Nahin Hai To usmein bhi aapke liye bahut jyada difficulties ho sakti hai isliye Jab aap Koi candlestick pattern learn karte hain to see related maximum information aapko apni trading se related game Karke use trading pattern ko apni trading per reply karna chahie.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: jaiza: Three Line Strike candles

                            assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi achcha sawal poochha hai ki three line strike candlestick pattern Kya hota hai three line candlestick pattern ka naam Japan ke logon mein 3 line ke upar rakha ya pattern bullish bhi ho sakta hai aur bearish bhi ho sakta hai

                            THREE LINE BEARISH CANDLESTICK PATTERN :

                            jaisa ke naam se hi lag raha hai ki yah patron do chijon ka combination hai bearish ka to aapko pata hi hai ki jab bhi candle yah market down mein jaaye to usko Ham bearish candlestick pattern bolte hain hain jab bhi aapko 3 candlesticks Nazar aaye Jo ke baras ho aur chauthi candlestick aapki bole show jo pahle 3 bearish candle ko mukmmal taur per cover kar le to usko Ham bolenge ki ya ek three bearish candlestick pattern hai

                            jab bhi aapko market mein 3 line bearish candlestick pattern Nazar aaye to aapko samajh Jana chahie ki abhi bearish friend jari hai aur iske bad masjid market ko down mein jana hai abhi market ki mandi karo Jahan hai aur koi bhi aisi Surat najar nahin a Rahi ke market ab trend mein jayegi

                            THREE LINE BULLISH CANDLESTICK PATTERN :

                            jaisa ke naam se jehe kho raha hai ki is baton mein teen bullish candlesticks honi chahie aur uske bad Jyoti candlestick bearish banni chahie jo pahle teen wali candle ko cover kar le agar aapke pass market mein yah Surat HAL banti hai to aapko samajh Jana chahie ki yahan per abhi market aur upar jayegi aur aapne yahan se usko manta ko purchase karna hai bye karna hai
                            • #29 Collapse

                              Re: jaiza: Three Line Strike candles

                              Friends three line pattern k ham market k trend ko talash karny ma helpout karta hai. Ye es base par base karta hai k market ik direction ma jany k bad tori dair retrace karti hai or phr new high point ki taraf chal parti hai. Three line strike pattern ko ham continuation pattern b kehty hain. Bullish three line pattern k key elements ko ham further discuss kar lety hain.

                              1. Es pattern ma pehle 3 candlestick ik he direction ma yani bullish ma banti hain or har ik ka closing point previous candle sy high hota hai.

                              2.. Es pattern ma pehle 3no candles ka lowest point b previous candle k close point sy high hota hai.

                              3. Fourth candle asy banti hai k ye market k high point sy start hoti hai or market ko drag kar k wapas ley ati hai.

                              4. Fourth candle ka low point previous sari candle sy low hota hai.

                              5. Fourth candle bhot powerful banti hai or ye market ko new low par ley jati hai or ye market k sentiments ko change kar k rakh deti hai. Es candle ki waja sy market ma sellers wapas ah jaty hain.

                              Ese tarha bearish 3 line strike pattern es pattern k he tarha hota hai but eski direction opposite hoti hai. Es pattern ma pehle 3 candles bearish banti hai or phr ik candle bullish banti hai jo market k sentiments ko yaksar change kar deti hai. Or market again bullish ma ah jati hai. So trader ko es pattern ka pata ho ga to wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jayn gy..
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jaiza: Three Line Strike candles

                                Three line Strick pattern
                                trading members candlestick chart mein 3 line strike patton jab ban jaaye is ko aapane a trend continuation ke liye set karna hota hai agar constructively 3 full standard bullish bnya jata hai. Agr yeh trend bullish hai to is ka mtlb hai ky trend continues rahy ga. Agr to ult candles bn jay yehni beqrish candles bn jain to iska mtlb hota hai ky apko trend reverse ky leay khud ko teyqr krna ho ga ap i strategy ko change krma ho ga.

                                Dear Forex forum members 3 line strike baton mein agar ham trade Lena chahie to hamen stop loss above di last pattern ke according aapko trade stop loss lagana Hoga aur take profit aapko next board ya resistance according to trend lagana Hoga. Trading market main aapko trendline use Karni chahie aur different candles ko bhi dekhna chahie.
                                3 line striking pattern candlestick chart mein banta hai qor is ki two types hain. Jin ki madad sy ham log apni trade open kr skty hain close kr skty hain is ko apny profit target ky leay use kr skty hain. Trading members apko diagram se samajh ajay ga ky ham is py trade kis trah sy ly skty haun bullish aor beqrish two type ky pattern hain jin ma ham ny trade open krni hoti hoi aor support ya resistance ko dekhty huy weak ya strong trade stoploss aor take profit set krna hota hai in ki wajqh sy he hamqra confidence increase hota hai aor ham emotional control kr skty hain. Asal ma jaldbazi sy hamen loss hota hai market jub bhi fast ho hamen us waqat tardeentry nhi leni chue trend ult pr jata hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X