Three line strike candle pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Three line strike candle pattern
    assalamu alaikum doston ummid karta hun kya aap sab log khairiyat se honge aur acchi tarike se kam kar rahe honge Mera aap sab logon se yah sawal hai ki 3 line strike pattern candle kise kaha jata hai is bare mein aap wazaht Karen vaise to har EK candle pattern ki importance apni jagah per hoti hai to main aapse is Candle pattern ke bare mein puchna chahta Hun ki yah kis time kam aati hai aur kis tarike se ise sikha aur samjha jaaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Three line strike candle pattern

    Ap ne sahi kaha Three line strike me agar ap dekhy to candles k bary me information share ki gai hai agar ap is ki pehchan kar ly gy to ap ko trend ka b pata lag jaye ga or agr aisi three lines ya candles ap ko nzar aye or ap ny sell ki trade open ki ho to us ko close kar dena hi behtar hai ap ko chahiye k us ko close kar k ap buy me trade open kary us sy ap loss sy bach jaye gy trading karny k liye ap ko candles ko smjhna hoga or candles ko agar ap smjh jaye gy to ap ko trading karny me asani hogi . Or ap ko trend smjhny me b asani hogi is tarha jesy in candles ka matlab hai aisy hi har candle ka koi na koi matlab hota hai ham ko candles ka knowledge b hasil karna chahiye trading ka knowledge jaha sy b mily wo ly lena chahiye. achcha knowledge hasil karne ke liye aapko yaad rakhna hoga ki aap se khana kya chahte Hain jab aapko yah pata hoga to fir aapko aisi guidelines milati hai Jahan se aap achcha knowledge hasil kar sakte hain.Apne aap ko sahi points per focus Karen bahut mehnat se kam Karen achcha kam Karen aap kamyab honge.
     
    • #3 Collapse

      Re: Three line strike candle pattern

      patterns kya hai aur yah kis tarah Se members ko trading mein help de rahe hote hain ine se related members ko apne kam mein acchi tarah Se learning karna hogi acchi learning kar lene ke bad members ko kam karne mein koi problem nahin hoti aur is tarah Se members apne kaam ko acchi tarah Se continue karne mein successful hote Hain maximum members ko yah maloom nahin hai ki patterns kya hote hain aur kis tarah Se inko apni trading mein istemal karke aur ine se fayda liya ja sakta hai yah ek aisa pattern hai ki jis ko maximum members apni trading mein istemal kar rahe hote hain aur is tarah Se members is pattern ko istemal karke maximum fayda lete Hain senior members ke pass kam karne se related maximum ideas hote hain aur is tarah Se unko yah bhi maloom hota hai ki trading ko beneficial kis tarah banaa Lena hoga members ke liye important hai ki unko har tarah ke patton ke bare mein acchi tarah Se experience hasil kar lena chahie aur yah experience members ke liye useful sabit hota hai trading karne ke liye members ko khud Se apna experience improve karna hota hai aur experience improve kar lene ke bad members acchi tarah Se trading continue karte Hain members ko apne trading acchi tarah Se Kar lene ke liye candidates ko acchi tarah Se learn karna hoga aur members ko yah bhi maloom hona chahie candids kis tarah Se movement karti Hain aur yah sab learn kar lene ke liye members ko acchi tarah Se mehnat karna hogi
       
      • #4 Collapse

        Re: Three line strike candle pattern

        Assalamu alaikum Forex trading member three line strike candle aapane best pattern discuss Kiya hai jisko ham trading ke liye use kar sakte hain aur ismein hamen acchi information bhi mil sakti hai aapko pata hai ki trading market mein candlestick chart pattern ka best roll hai aur usko ham ignore nahin kar sakte hain demo account mein acchi practice Karen to hamen acchi Tarah se andaza ho sakta hai ki humne trading market mein kaise trading karni hai kab humne trade entry leni hai aur kab trade exit karni hai aur decision power strong ho confidence Disha trading kar sakte hain.
        Forex trading candlestick chart trend lines kaun use karna aur market mein permanent independent technical analysis fundamental analysis sentimental analysis use kiya jata hai.

        Candle chart ky sath hamen forex market ma trade ke liye permanent management karna hogi jiske sath aapko different candle pattern study karna hoga jaisa ke 3 line strike battery bullish engulfing pattern bearish engulfing pattern and butterfly bad pattern harmonic pattern aapko help out karte hain trade manage karne ke liye isliye aapko candlestick chart pattern ko lazme study karna hoga aur isko samajhna hoga.
         
        • #5 Collapse

          Re: Three line strike candle pattern

          Dear jab aap 3 line pattern candlestick Ki Baat Karte Hain To ismein aapko 3 candlesticks milati Hain jismein first aur second candlestick friend ko follow kar rahi hoti hai aur third candlestick reversal trent show karte hue yah entry point but a Jaati Hai Jahan se first candle start Hoti Hai se muze point per third candle aapko Le Aati hai iska matlab kya hota hai ki agar first or second candlestick bullish trend Mein hoti hai to third candlestick bearish trend Mein hoti hai aur Agar first or second candlestick bearish trend Mein hoti hai to third candlestick bullish trend Mein hoti hai.

          Dear jab aap market Mein kam kar rahe hote hain to ismein different candlesticks Ban Rahe hote hain agar aap candlestick se related complete information Hasil Karke unko apni trading per apply Karenge to aap maximum profit Hasil kar sakte hain aur apni trading co safety ke sath maintain bhi kar sakte hain Kyunki jab tak aapko candlestick se related information Hasil Nahin Ho Jaati aapki trading profitable Nahin ho sakti isliye aapko koshish Karni chahie ki market Mein jitni bhi candlestick patterns hote hain unko carefully study Karen aur unko learn karne ke liye is per Jyada Se Jyada practice Karen aur unko apni trading per reply karen Jab aapki candlestick se related information complete Ho Jaati Hai To aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain.

          Dear jab aap candlestick pattern per focus Karte Hain To aap ke liye technical analysis bahut jyada easy ho Jaate Hain Kyunki technical analysis complete karne ke liye aapko different important candlestick pattern per focus karna hota hai agar aap candlestick pattern per focus Nahin Karenge to technical analysis ko kabhi bhi perfect aur behtarin Nahin banaa Sakte.
           
          • #6 Collapse

            Re: Three line strike candle pattern

            Ham Sabko trading Ka Tarika Aana chahie aur isko sikhane ke liye Hamen knowledge Ka Hona bahut hi jaruri hai so Ham Sabko Apna knowledge level increase karna chahie Apna knowledge increase karke hi Ham Kamyab ho sakte hain SO isliye Ham Sabko Mahina karne chahie Mahina ke sath Apna Kam karna chahie Jo Banta man Karta Hai vah Kamyab hota hai isliye Ham Sabko mehnat Karke candle carnival bhi Hassan karna chahie candlestick knowledge bhi bahut hi important hota hai isliye Ham Sabko candlestick knowledge ka use karna chahie aur is ko Apne Aap Par implement Karke kam karna chahie Jo banta hai yahan per apni mehnat ke sath Apna Kam Karta Hai vah Kamyab Hota Hai vah candlestick ke liye Jab 3 time Ek Tarah Ki candle Banti Hain To fir Hamen apni trading Sarkar Deni chahie Tab Se Hamara profit start ho jata hai isliye Ham Sabko Yahan per Apna Kam karna chahie Aur mehnat Ke Sath Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab Yahan per Apna Kam Karenge To Ham definitely Kamyab Honge so isiliye mehnat ke sath kam karna Hamare liye bahut hi important hai so Ham Sab Ko Dil Laga kar kam karna chahie aur apne bonus ko increase karna chahie Agar ham Hum Sab Apne Varna score increase Karenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi to ISI Tarah Hamen kam Karte Rahana chahie Aur Dil Laga kar Apna Kam karna chahie aur ham Sab Ko Apne time per Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab Apne time per Apna Kam Karenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi isiliye Ham Sab Ko Apne time per mehnat Karke Apna knowledge Mukesh Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karna chahie kamyabi Hasil karna aap Sabke Liye bahut hi important kam hai
            • #7 Collapse

              Re: Three line strike candle pattern

              Click image for larger version

Name:	20200913_090652.jpg
Views:	1
Size:	18.9 کلوبائٹ
ID:	12330924

              Three line strike pattern.

              Three line strike pattern group of three candle par mustamil hoti hai ye trend ki direction ma hoti hai or phr ik pull back wali candle banti hai or phr direction change kar deti hai. Es sy ye situation create hoti hai k pehle ham upward trade open karyn or final point pae sell ki trade open karyn.


              Three bullish line strike pattern.


              Ye pattern 3 long bullish candle sy mel kar banta hai jo market ko up move kara deti hai or esk bad ik strike candle banti hai jo market ko wapas downward move kara deti hai. Stike candle bearish hoti hai or ye third candle k close point k bad sy open hoti hai or kam sy kam ye pehle candle k opening point k nechy sy close hoti hai.


              Three bearish line strike pattern.


              Ye pehle pattern ka reverse hota hai or es ma 3 candle stick market ko down move karati hai or phr ik strike candle banti hai jo third candle k close point k nechy sy open hoti hai or first candle k open point k bad close hoti hai. Ye pattern charts ma rarely nazar ata hai or 4th candle k close point par tori bhot relaxation di jati hai k ye close kahe b ho sakti hai.


              Valadation.


              Es pattern k valid hony k lae zaruri hai k pehle 3 candles ki bodies hon or ye kam sy kam average size ki hon. Ye three candles clearly market k up jany or down jany ko show kar rahi hon. Ye kaha ja sakta hai k ye market ma up stair ya down stair bana rahi hon. Three line bullish strike pattern ko three white soldier ki extension kaha jata hai or three line bearish pattern asal ma three black crow ki extension samji or mani jati hai.
               
              • #8 Collapse

                Re: Three line strike candle pattern

                styles kya hai aur yah kis tarah Se contributors ko trading mein help de rahe hote hain ine se associated members ko apne kam mein acchi tarah Se mastering karna hogi acchi gaining knowledge of kar lene ke horrific members ko kam karne mein koi problem nahin hoti aur is tarah Se individuals apne kaam ko acchi tarah Se preserve karne mein a success hote Hain most members ko yah maloom nahin hai ki styles kya hote hain aur kis tarah Se inko apni buying and selling mein istemal karke aur ine se fayda liya ja sakta hai yah ek aisa pattern hai ki jis ko maximum contributors apni buying and selling mein istemal kar rahe hote hain aur is tarah Se members is sample ko istemal karke maximum fayda lete Hain senior participants ke pass kam karne se related most ideas hote hain aur is tarah Se unko yah bhi maloom hota hai ki trading ko beneficial kis tarah banaa Lena hoga members ke liye important hai ki unko har tarah ke patton ke bare mein acchi tarah Se enjoy hasil kar lena chahie aur yah experience members ke liye useful sabit hota hai trading karne ke liye contributors ko khud Se apna enjoy improve karna hota hai aur revel in enhance kar lene ke awful contributors acchi tarah Se buying and selling preserve karte Hain contributors ko apne trading acchi tarah Se Kar lene ke liye applicants ko acchi tarah Se study karna hoga aur individuals ko yah bhi maloom hona chahie candids kis tarah Se movement karti Hain aur yah sab research kar lene ke liye participants ko acchi tarah Se mehnat karna hogi
                3 line strike ka jo pattern hay us say bara e faidah hogachanging karte hain kme changing karna dusray uniasan ha ap majors gadgets ko degar unit ki nisbat achi unpredictabilitysharpen ki waja behtareen x changing Mein Kamyab sharpen ke liye Hamen Apne An changing ko enhance karna hoga aur replacing aptitudes ko beautify karna hoga tab Hai Ham the foreign exchange market Mein Kamyab ho sakte hain aur acchi changing kar sakte hain Agar Hamai changing ahik hai To Ham kabhbhi the forex mart Mein Kamyab nahi ho sakte na hello Ham acchi replacing kar sakte hain isliye bhitariya hello hai ki Ham Agar the Foret Ka hissa Hai To Ham sbse pahle the Forx marke ka statistics getting to know aur revel in expanded Karen jisse Ham the foreign exchange marketplace Mein Kamyab ho sakte hain aur acchi prevailing kar sakte hain acchi gaining ke liye jaruri hai ki marketplace ko watch karne ki exercising karen Hit aap market ko watch karne ki exercise Karenge to greetings aapko marketplace ki thoughts studies ki samajh Aaegi aur aap Usi ke hisab se apni changing Bhi
                • #9 Collapse

                  Re: Three line strike candle pattern

                  friend, hmain candles k pattern sa trading karnay ma kafi support aur indication milti ha jis sa hm market k behavious ko judge kar k trade k liay achi predictions kar saktay hain, candles k different patterns hain jin ma aik three line strike pattern ha, ye candles ka aik tasalsul wala group ha jis ma trend ki direction ko follow kia jata ha, is ma three consective candles aik jaisi bnti hain, us k baad final candle pull back kar k dobara starting point ki limit par aa jati ha, traders three lines strike ko recent trend low par buy aur recent trend high par sell k mawakay k tor par istemal kartay hain, buyers pattern k low point ko aur sellers pattern k higher point ko entry ki achi oppertunity k tor par use kartay hain,

                  ye three lines strike bullish aur bearish dono ho sakti hain, bullish ma sari three candle strong bullish hoti hain jo ahista ahista higher par close ho k final strike candle ko follow karti ha ye strike candle bearish hoti ha aur third candle sa higher par open hoti ha aur first candle k km sa km open k neechay par close hoti ha,

                  Bearish three line strike bullish k reverse hota ha jis ma three strong falling candles hoti hain, jo lower par increase hoti hain aur final strike candle bullish hoti ha, aur ye candle third k close sa neechay open hoti ha aur first k close sa upar open hoti ha,

                  Three line strike aik aam use honay wala pattern nhi ha jis ki waja sa iski reliability ko daily charts ma judge karna mushkil hota ha
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Three line strike candle pattern

                    Walekum assalam dear aapane bahut hi Achcha question kiya hai aur aapane bahut hi acche pattern ke bare mein apna question kiya hai aur Main ummid Karta Hun ki aap ko Mein yah pattern aasani se Samjha sakunga Kyunki market Mein Ham Jab kam Karte Hain To ismein kam karne ke liye hamare pass different patterns hote hain aur ismein hamare pass indicators aur tools hote hain Jinka Ham trading Mein istemal kar sakte hain Agar Ham in patterns ko acchi Tarah follow karte hain aur unke bare mein hamare pass per acchi Tarah information Hai To Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain otherwise Hamen trading Mein kamyabi Nahin Mil sakti.

                    Dear main aapko 3 line strike candle ke bare mein batata Hun Ki yah pahchan Jab Bhi forex market Mein chot Par Banta Hai To yah sirf aur sirf market ki strong support ya fir market ki strong resistance per Banega Jab market ka pateran uptrend hota hai aur Market musalsal uptrend Mein movement kar rahe Hoti Hai To vahan per aapke pass Ek Aisa Patron banta hai jismein aapke pass 3 continuous bullish candles banti hai aur uske bad Ek market Mein resistance per Aisi candle banti hai jo ke country candles ko bhi cover kar Leti Hai Aur vah candle barest Ban Jaati Hai is ko aap three line candle bearish Kahate Hain.

                    Aur dear Ham dekhte hain ki Jab market musalsal downtrend Mein vah mat kar rahi Hoti Hai vah market ka suit wrong downtrend hota hai aur Market Jab sport par Aake break Karti Hai To usmein Ham dekhte hain ki aapke pass 3 bearish candlestick Banegi aur uske bad aapke pass ek strong bullish candle Banti Hai Jis per aap ko pata chal jata hai ki market ka trend ab change hone wala hai aur aap ismein apne trade Laga sakte hain market ke uptrend ki confirmation tab Hoti Hai Jab aapke pass teen bearish candle hongi aur aapke pass ek strong bullish candle Hogi Jo 13 candles ko cover kar Leti Hai iska target aap Kisi bhi time frame ke hisab se set kar sakte hain Agar Sambhal time frame Mein yah pattern Banega to isase Aapka target bhi Chhota hoga.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Three line strike candle pattern

                      G bro aap nay acha thread bahut achaa lagaya hay k 3line petren k bary main aap ko pechan karny ka tareeqa maloom karna hay daikhain forex main price action main aap ziyada trade karty hain aur price actoin main aap ko candlesetick ki pechan bahut hi aham hay yeh tareeqa theek hay jis ko samjh aa jati hay wo acha kama karna shru kar lyta hay main nay is par achi koshesh ki hay .
                      Main aap ko batana cahta hun main taqreeban 1.5 year say kaam kar raha hun in dino main main nay bahut kuch hasil kia hay wo main ap sy shre karna chahata hun main nay basic k baad yeh cheez saikhny ki koshesh ki mujhy jo maloom is ko ziyada log 3 wahite solder aur black solder kaehtay hain

                      White solder
                      white solder us ko kehty hain k market neechay say opper ja rahi ho aur 3 line aik dosry k highe ko cross kar k close hun yeh best petren hota hay
                      Black solder
                      Black solder ki phechan bhi isi tarah hay lykin yeh market jab sell ki tarf aa rahi ho jis ki waja sy is ko black solder kaha jata hay in ka rule bhi same hay yeh candlstck bhi aik dosry ki low ko cross kar k close ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Three line strike candle pattern

                        Candlestick patterns main three lines strike candle pattern aik famous and well known pattern hay. Jo normally day trading main easily find kia ja sakta hay. Ye trend reversal ki indication daita hay aur bullish and bearish donon surton main create hota hay. Is main up three candles ko three white soldier ki extension samjha jata hay jab keh three bearish candle ko three black crow ki extension kaha jata hay.

                        Ager teen candles up side banain yani normal size ki body banaty huye upstairs ki tarah uper jayain, aur iskay bad forth candle third kay high point kay round say downside open ho aur last three candles main say first candle kay low point ya is say nichy pe close ho to he ham isko three bullish strike candle kahain gay. Yani is aik candle ki wicks small hon aur body ziada ho jab keh iskay opening to closing points last three bullish candles kay opening to closing kay baraber ho.

                        Ager theen black candles down side pe continue banain aur ye downstairs ki tarah form hon, aur iskay bad forth candle in last three candle ko strike kary yani iska starting previous candle kay closing ya lower point say start ho aur iska high last three candles main say pehli candle kay opening ko cover kary to ye three bearish line strike candle kehlaye gi.

                        Is tarah ki sitauation normally news announcemet ya trend reversal ki waja say hoti hay. Bullish strike main resistance aur bearish strike ki surat main support ko analyse kar kay he ham mazeed successful aur profitable trading ki hope kar sakty hain. Jab keh hamesha ki tarah is pattern ko bhi trade main utilize karnay kay liye technically analysis kay liye indicator ka bhi use lazmi karna chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Three line strike candle pattern

                          Walaikum salam ji sukr hai ham bilkul theek hai . Aapane tree lined strrike candle Pattern ka poochha hai to ismein aapane bahut hi Achcha question poochha hai aur yah beginner ke liye bahut hi jyada faydemand ho sakta hai Kyunki is post ke upar expert aur professional log Apna comment Denge joki bahut hi informative Hoga Agar new person is ko read Karta Hai To vah Apne knowledge mein ijaafa kar sakta hai aur vah is pattern ke about Jaan sakta hai ki vah is pattern se Kis Tarah Se fayda Utha sakta hai .

                          Forex trading ke andar work karte hue Hamen ismein bahut jyada pattern Milte Hain jinmen candlestick pattern chart pattern bahut hi jyada important hote hain ismein Hamen double top pattern Milta Hai double bottom pattern Milta Hai ismein Hamen neckline pattern bhi Milte Hain aur Iske alava Forex trading Mein Ham trend ko bhi follow karte hain aur support aur resistance ke sath hi Ham is market Mein trade Lagate Hain Hamen is market Mein Apne knowledge ke sath work karna chahie .

                          Forex trading ke andar work karte hue Hamen Apne knowledge ka use karna chahie aur ek Achcha earning karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham sabse pahle demo account ke upar practice Karen aur uske bad Jab Hamen demo account se ek Achcha profit Hasil ho to Uske bad Hamen real account mein money management aur risk management ko follow karte hue Apne knowledge ke sath hi is market Mein trade ko open ya close karna chahie aur Hamen candles ko follow karna chahie Agar Hamen is market ko Jyada time Denge To Ham Jyada candlestick ka knowledge use Karenge aur ham Achcha fayda Le Sakenge .
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Three line strike candle pattern

                            Market Mein different candlesticks bante Hain in candlesticks ko information Hasil Karke aur Inko apni trade Mein istemal Karke ham Apne trade Ko Behtar bana sakte hain Jab hamare pass candlesticks ke bare mein complete information Nahin Hoti Hamen market mein trade Lagana Mushkil ho jate hai isiliye Hamen chaaiye ki market ko samajhne ke sath sath usmein maujud candlesticks ke bare mein bhi complete information Hasil Karen Jab Ham ine ke bare mein complete information Hasil kar lete hain To isase Hamen bahut jyada fayda Hota Hai market mein maujud candlesticks bahut hi important Hote Hain

                            Market Mein candlesticks ke alava bahut se patterns bhi Hote Hain aur yah patterns kabhi bhi same Nahin Hote yah Hamesha different Hote Hain ISI Tarah three line Strike candle pattern Ek bahut hi Achcha pattern Hai yah dusre pattern se bahut hi different Hota Hai ismein candlesticks banti Hai Jo market Mein Hamari bahut jyada help karte hain ismein banne wali candles bahut hi helpfull hoti hain Forex Mein kam karte hue Tamam patterns aur anman banne wali Tamam candlesticks to acchi Tarah Se understand kar lena chahie Taki market Mein aasani ke sath trade Laga sake aur apni trade ko profitable banaa sake Agar Ham apni trade Mein patterns Aur candlesticks Ko use karte hain To isase Ham Apne knowledge or experience ko increase karne ke sath sath Apne profit ko bhi increase kar sakte hain market Mein maujud patterns aur candlesticks bahut hi important role play karti hai market Mein maujud patterns Aur candlesticks Ka knowledge Har trader ke pass Hona chahie
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Three line strike candle pattern

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Azizbabber پيغام ديکھيے
                              assalamu alaikum doston ummid karta hun kya aap sab log khairiyat se honge aur acchi tarike se kam kar rahe honge Mera aap sab logon se yah sawal hai ki 3 line strike pattern candle kise kaha jata hai is bare mein aap wazaht Karen vaise to har EK candle pattern ki importance apni jagah per hoti hai to main aapse is Candle pattern ke bare mein puchna chahta Hun ki yah kis time kam aati hai aur kis tarike se ise sikha aur samjha jaaye
                              Jab market sideways trend main movement ker rehi hoti hai tou aesa pattern creat hota hai ky market main agar first candle kis bhi aik point sy open ho ker jahan close hoti hai tou wahan sy second candle open hoty hi reverse direction main movement kerna shoru ker deti hai jabky close woh bhi isi point per hoti hai jahan sy first candle open hui hoti hai then third candle ka oppening point bhi same hota hai jo first candle ka hota hai aur same candle bhi reverse direction main movement kerty huey same point per dobara nehi ati tou three candles aik single line ko touch ker rehi hoti hain tou aesy main jo pattern creat hota hai usko three line strike candle pattern kehty hain ky jab market sideways trend main movement kerna start kerti hai tou aesa pattern bhi creat hota hai

                              Jab bhi aesa pattern creat hota hai tou hamain smajh lena chahiay ky ab market kisi bhi single trend main move kerna chor chuki hai aur ab market main sideways trend main movement hony ja rehi hai aesy time per ham market ki supports aur resistances ko mark ker lety hain ky jab market support per ho tou ham buy ki trade open ker sakain aur jab market resistance per ho tou ham sell ki trade open ker sakain tou jab tak market sideways trend main movement kerti rehti hai ham her support aur resistance sy trade open ker ky bar bar trades profit main close kerty rehty hain hamain aesy time per bhi secure trade kerty rehna chahiay ky kisi bhi time per market kisi aik trend main movement start ker sakti hai
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X