Dear ap ki posts ko study kia hai aor ais mai ap ne bahot hi achi information share ki hai waisy to her bandy ko pata hai k ais mai currency ka pora naam use ni hota magar ais mai kuch currencies aisi hai jin par agar ap ne trade lagani ho to ap ko aus ka code pata ni chal raha hota ais tareeky se hum agar dekhy to hum ko asani se pata chal jata hai k ye kon si currency hai aor ais mai hum asani se jis currency ko dhondna chaye dhond sakty hai, ais market mai ye hai k agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais mai codes ka pata hona chaye kun k jab bhi ap ne kisi pair par trade karni ho to ap ko kam az kam atna to pata ho k ap kon se pair par kaam karny lagay hai aor ais mai ais ki kai value hai ais se ap ka hi faida hai ais mai agar ap ne kamyab hona hai to ye choti choti cheazy hai jin k bary mai ap ko pata hona chaye tab ja k ap ko ais market mai kamyabi hoti hai kun k banda ais mai jab bhi ghalti karta hai to aus time banda ais market mai apne hi loss karta hai so ais mai ap kaam aisy kary k ap se ais mai koi ghalti na ho agar ais mai ap ne ghalti ki to ap ko ais mai acha khasa loss ho sakta hai aor baad mai ap ko pareshani ho gi.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим