Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

    Gator oscillator ek indicator hota hai jisko ham market mein indication ke liye istemal karte hain aur iske hamen market ke acche results mil jaate Hain agar ham iske bare mein acchi maloomat rakhte Hain gator oscillator trading mein hamare liye bahut hi madad gar sabit hota hai aur hamen market ke trend mein bahut acchi entry mil jaati hai aur is ke sath sath hamen market ke oversold aur overbought position ko bhi batata hai aur is a hamen market ka kafi achcha fayda ho sakta hai isliye hamen isko jarur istemal karna chahie.
    Gator oscillator ko istemal karte hue ham market mein trending market aur side bhi market ko bhi analyse kar sakte hain aur Market mein main ham entry-point ko talash karte hue bahut acchi entry bhi le sakte hain isliye gator oscillator ko jarur samajhna chahie aur iske bare mein information honi chahie.

    Gator oscillator basic ke liye 3 moving average per kam karta hai hai aur jab ham 3 moving average ki mukhtalif values moving average ko istemal karte Hain to ham ek gator oscillator indicator banate hain aur is indicator mein main har trader ek apni straight ji ke sath moving average ki value ko mention karta hai.
    Gator oscillator ko banane ke liye kuchh log fast moving average 13 value ka use karte hain aur second moving average 8 value ka use karte hain aur 3rd moving average 5 value ka use karte hain lekin yah jaruri nahin hai ki ham moving average ki value yahi rakhen are moving average value ko apni strategy ke mutabik change bhi kar sakte hain.
    kyunki har trader ki ek apni straight ji hoti hai aur vah ek Apne analysis ke sath working kar raha hota hai isliye agar humne moving average key-value kuchh change karna hai to ham aasani ke sath kar sakte hain kyunki market ke analyses karne ke liye hamen indicator ko modified karna padta hai.

    gator oscillator hamari trading mein kafi madad gar hota hai isliye hamen iski practice karni chahie aur hamen moving average ki different values ko mention Karke iski practice karni chahie ke kaun si value se hamen Kitna fayda milta hai aur hamen kaise Apne gator oscillator mein moving average ko mention karna hai jab ham iski practis karenge aur demo testing karenge to tabhi ham is indicator ko istemal kar sakenge aur iss indicator se fayda utha sakenge.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

      gator oscillator aaaj kal baray achay say kaam akraty hein ko one side dekh rhe hote hein ur achanak market break kr k dosri side oy move krti hai tu os ko murmur brealtey hein dear is fundamena hota ha is undamakte heiur menat krein smjdari se ka krein is fundamental every day tecnical invtion ko decrepit krein y tu phr kameyab shasani hon gey ak odameosota ha market principle tab zaa chnsec hote hein break out sharpen k poke market primary bohat zada higect newsng Ko breakout ke expour is Ka hona lajmai Poke Ham ismein mekh Rahe hote hain aur Achanak market break Karke dusri usko Ham break-out bolate Hain Siai ismein Ham Kamyab shiye Achcha kam Kate Rahana hota hai ismein Ham tab hello Kamyab bhi ho sakte hain Agar Agar Ha ismein Raat Dinal examnation kiye hon tu apko pata hoga ar aksar sunhoga k market mein uphold aur opposition ko frantic e naar rakhyn hain jin k darmyan he markeve kar rahi hoti lekin agarhigh volitility developmt ya obstruction ko break kar k bahut agy nikal jati hai tu usy bret kehty hain aur a few times aisahota hai breakout se pehlet suport ya opas ati hai aur retracement k awful breakout hoti hai tu ap k investigaton solid hr market k sathhna cahhcumstance se ap apni exccialized investigation k sath agar basic examination ko bhi follow karyn gy tu apki exchangiment hoti ha is sy uphold level or obstruction level nty han uphold lposition level ko markross karti ha to or us sy agy jati ha to is ko break out kehty han agr upold level ko brak kea ha to help brgr obstruvel ko break keak out hota ha ye us waqat he hota ha poke market principle uphold level ya opposition level feeblewaja sy market priak out hota ha is leyanging karny sy pe tahra investigation karny chae han ta k murmur log behtar exchanging kar k kamyab ho saken orex tradieakouts Htance Hote Hain jinko Ham samajhte Hainsabse pahe To Ham market ko market ke all over contamination ko samajhte Hain Jiske Liye Hm markecking and oppositiel koow krte tone market ko dekhte hain Forex exchanging Mein Hit market ko dissect Kiya Jata Hai To Ham bahut se visi devices se Karte Hainse Ham arket ko astion Karte Hain Forex exchanging Mein Punch Ham exchanging karte hain to showcase ko Dekhte Tint uski position k samajhte Hain it maracking andruction level ko follow karti hui Hit disposition Karti Hai To Kisi bhi time sport zone ko vah break karte shade apni position ko change karti hai jo ke pahle uski Koi development Aisi show Nahin Hui aur na greetings vah use. Per
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
        Dear friends gator oscillator bhi Bill williams kay indicator main say aik hay. Iska maqsad forex market main trend ki identication aur rebound ka batana hay. Basically gator oscillator alligator indicator ko he mazeed numayan karta hay.

        Ye oscillator alligator indicator ki he use karda lines yani simple moving averages ko mukhtaluf time periods kay sath mil kar istemal kia jata hay. Yani keh: -

        Blue alligator jaw= 13-periods SMA shifted 8 bars forward
        Red alligator teeth= 8-periods SMA shifted 5 bars forward
        Green alligator lips= 5-period SMA shifted 3 bars forward

        MT4 main jab ham is oscillator ko active karty hain to ham koi bhi values is main day sakty hain, laikin ideal aur classic values yehi uper wali hain. Gator oscillator price charts say nichy show hota hay.

        Jaw aur teeth ka difference positive values batata hay jab keh teeth aur lips ka difference negative values batata hay. Is main bars kay zariye trend ki pehchan karty hain. Ager new bar ka magnitude previous bar say ziada ho to ye green jab keh ager new bar ka magnitude previous bar say kam ho to ye red bar say zahir hoti hay. Is oscillator main alligator indicator kay muqably main bar kay zariye trend ko bahut jald find kia ja sakta hay.

        Gator oscillator hamain market yani trend ky 4 phases batata hay jiskay mukhtalif names aur functions hain.

        1. Awakening phase. Isko ham entering positions kay liye use karty hain, jab red bars ka colour green ho jaye.

        2. Eating phase. Jab current aur previous yani both bars ka colour green rahy to ham isko eating phase kehty hain. Jis main trend continue rehta hay aur ham trade ko hold kiye rakhty hain yani earning karty rehty hain.

        3. Sated Phase. Is main jab current bar green say red ho jaye to ye is bat ki nishandahi hoti hay keh trend change ya khatam hony wala hay yani ham trade say exit ho jayain.

        4. Sleeping phase. Is main no trend identication hoti hay yani jab market rebound ho.

        Above stated discussion say ham ye keh sakty hain keh gator oscillator aik bahut he zabardast oscillator hay jiski base per ham risk management ka use kar kay market kay trend main trade kar kay achi earning kar sakty hain.
        yes dear forex market mein jab Ham koi bhi indicator use karte hain to Ham ko yah pata hona chahie indicator kaun se time per achcha ladta hai agar Ham is market mein Koi aisi later indicator use karte hain to humko is market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein kisi oscillator ko acche tarike se result dekhna chahte Hain to humko is market mein range ka intezar karna hota hai jab market range mein hoti hai to use time is market mein oscillator indicator bahut hi achcha result dete Hain kyunki is market mein kam karti hui humko is market mein kafi jyada fayda tab hota hai jab Ham is market mein achcha kam karte Hain jab Ham is market mein soch samajh Kar kaam kar rahe hote hain forex market mein humko acchi tarike se kam karne mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein kam karne se humko achcha result tab milta hai jab Ham is market mein soch samajh Kar kam karte hain forex market mein humko result achcha lene ke liye hard work karna hota hai jo market mein trader acche tarike se kam karte hain unko is market mein kafi jyada achcha result milta hai forex market mein humko achcha kam karne ke liye mehnat karni hoti hai jo trader forex market mein apne account per soch samajhkar trading karte hain is market mein humko kafi jyada fayda ho jata hai is market mein Ham jab acchi planning karke kam karte Hain to humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein humko apne account par money management ke sath kam karna hota hai jab Ham is market mein money money made ke sath kam karte Hain to humko is market mein kafi jyada profit Mil jata hai Jo trade forex market mein rules of follow karti ho ya kam karte hain is market mein kamyab Ho jaate Hain is market mein humko rules ko follow karti ho ya kam karna hota hai agar Ham rules ko follow karte ho is market mein kam karte Hain to is market mein kamyab Ho jaate Hain forex market mein humko fayda tab hota hai jab Ham is market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein rules to follow karti hui kam karte hain forex market mein fayda ta bhatar jab Ham is market mein acche tarike se fayda hota hai jab Ham is market mein laane ke sath kam karte hain is market mein Ham acche tarike se kam jab tak hote Hain jab Ham is market mein hard work karte Hain.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

          Dear aapane bahut hi Achcha indicator Hamare Sath share Kiya Hai jismein aapane briefly explain kiya hai aur isase Hamare knowledge mein bahut jyada is Zafar hua hai aur ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum a specially new members Jo hote hain unke pass trading ka knowledge aur trading ka experience Nahin hota hua trading Mein success tab hi Hasil Karte Hain Jab vah ismein completely attach Honge aur ismein knowledge Hasil Karke aur learning par focus Karenge to tab hi Kamyab ho sakte hain beer is main aapke pass different indicators aur trading tools hote hain Jinka use Karke ab trading Mein success Hasil kar sakte hain.

          Dear Jo indicator aapane bataya hi Gator oscillator indicator Ek sabse best indicator hota hai aur yah Ek alligator ka updated version hai jo ke trading Mein use Kiya Jata Hai Isko use karne ke liye aapke pass trading ka advanced knowledge Hona Jaruri hota hai Kyunki ismein Different techniques Hoti Hai Jinka ab trading Mein istemal karte hain aur ismein aap apna profit on karte hain ya Ek sabse best indicator hota hai jo market ke bare mein aapko informative aur information bahut hi acche tarike se De sakta hai.Dear aapane bahut hi Achcha indicator Hamare Sath share Kiya Hai jismein aapane briefly explain kiya hai aur isase Hamare knowledge mein bahut jyada is Zafar hua hai aur ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum a specially new members Jo hote hain unke pass trading ka knowledge aur trading ka experience Nahin hota hua trading Mein success tab hi Hasil Karte Hain Jab vah ismein completely attach Honge aur ismein knowledge Hasil Karke aur learning par focus Karenge to tab hi Kamyab ho sakte hain beer is main aapke pass different indicators aur trading tools hote hain Jinka use Karke ab trading Mein success Hasil kar sakte hain.indiactors se aap apny account ki safety ko bhi maintain ker sakty hain aur aap ka account bhi wash hony se bach jaye gais liye trading mein indiactors ko use ker k apni trading ko profit able benayen
          gator oscillator se related mukhtalif information hasil kerty hue aap ko ye idea hota hai k is mein bohat sari difeerent phases istemal ho rahi hoti hain aur is tarhan different phases aap ko different face provide ker rahy hoty hain unique information hasil ho rahi hoti hai aur is tarhan hamen indication milti hai jis ko dekh ker hum market mein aik achi entry le sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

            G dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy. Gator oscillator forex market mein trend identication karta hai. Yeh different time periods ke sath istimal kia jata hai.
            Dormant or sleeping : absence o a development available in the market
            Awakening : formation of development
            Consuming: continuation of the development
            Sated: a warning that the development could also be approaching its finish
            Gator oscillator 2 interconnect histograms ki Tara displayed hota hai jis ke colons green colored ke hote hain agr previous column larger hoga hia than the current and red if less.
            Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Gator Oscillator kay bary main information aur trading techniques.

              Ye market ki state k bary ma information deta hai k market es waqat kisi trend ma hai ya market range bound hai. So es ki help sy ham apni trade ko important time par open or close kar sakty hain. Gator indicator ko design kiya giya hai as a supplementary tool aligator indicator k sath conjuction ma use karny k lae. Ye ik acha idea ha eski nisbat k ham es indicator ki 3 balance line ko recape karyn. Ye median price value k lae simple moving average calculate ki gae hai jo k different time frame ki base par hai. Ye es tarha sy calculate kaye gae hain.MT4 main jab ham is oscillator ko active karty hain to ham koi bhi values is main day sakty hain, laikin ideal aur classic values yehi uper wali hain. Gator oscillator price charts say nichy show hota hay.

              Jaw aur teeth ka difference positive values batata hay jab keh teeth aur lips ka difference negative values batata hay. Is main bars kay zariye trend ki pehchan karty hain. Ager new bar ka magnitude previous bar say ziada ho to ye green jab keh ager new bar ka magnitude previous bar say kam ho to ye red bar say zahir hoti hay. Is oscillator main alligator indicator kay muqably main bar kay zariye trend ko bahut jald find kia ja sakta hay

              اب آن لائن

              Working...
              X