Sawal: "Day Trading" kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal: "Day Trading" kia ha?
    Assalam o Aluikum! Mera apna seniers aur juniers bhaigon sa sawal ha k day trading kia hoti ha? Aur iska liye konsa indicators ko use kert han.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

    waalikum asslam bhai market ma buhat sy trader hy jo ky mukhtalif namo sy jany jaty hy
    1...interday trader
    2..shadow trader
    3..swing trader
    4..scalp trader
    5..day trader

    DAY TRADER

    DAY trader ak tarding types hy jo ky ak hi din ma trade kholny or band krny ka hota hy market ma is ka amal hota hy yani jo trader just day time ma hi trade kry un ki trade long time ky liya ni hoti day trader din ma trade open krty hy or usi din band krty hy din ma kisi section ky duran jb un ko tarde milti hy ya market ki movement ky mutabi jo tader milti hy day trader un trade ma inter hoty hy or market ma movement ky hesab sy un ki tarde din ky section katam hony pr khatam ho jati hy
    ap ny pocha hy ky is ky liya kon sa indicators hota hy us ky day tradeing ky liya 3 indicators achy hy
    1..Moving Averages
    2.. Bollinger
    bands averages
    3.Relative strength index [RSI]
    Last edited by ; 10-09-2020, 07:38 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

      Walekum assalam day trading main aapko Jab Bhi Koi trade open Karni hoti hai to usmein aap ko Hamesha short term trading ke rules and regulation Se Lekar short term timeframes istemal karte hue apni trading Jari rakhni hoti hai day trading sa murad hota hai ki Jab aap 1 working day Mein Apni trade open Karte Hain To aap same day apni trade ko mast close karte hain aur Jaise hi market Kuchh time ke liye close hoti hai aapki trade usse pahle pahle close honi chahie.

      Dear day trading bahut hi important tool hai jisse aap maximum profit Hasil kar sakte hain aur ismein aap short-term basis per apni trading ko Jari karte hue yah daily basis per Apna reason per profit Hasil kar lete hain expired aur senior trader maximum Friday ko day trading hi Karte Hain Kyon ke jitne bhi expert trader Hain vah advice Karte Hain ki aap Friday market close hone se pahle pahle apni Tamam trades ko Har Surat Mein close kar diya Karen otherwise aapke liye kuch problem ho sakti hain Kyunki Jab market close Ho Jaati Hai To Uske bad Saturday aur Sunday 2 din ka gap hota hai aur sometime market bahut jyada gap ke sath open Ho Jaati Hai jismein small account holders ke liye sometime bahut jyada problem ho sakte hain.

      Dear jab aap day-trading karte hain to aapko intraday trading se related complete learning Hasil Karni hoti hai aur is se related jitne bhi rules and regulations hote hain unko completely follow karke hi apni trading Karni Hoti Hai Kyunki Jab aap insta Forex broker ke sath kam kar rahe hote hain aur aapka account bonus account hota hai to use condition Mein Jab Bhi aap trading Karte Hain To minimum aapki trade 5 minutes open rahani chahie otherwise aapke liye Kuchh problem ho sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

        Dear member trading Main har member ki apni strategy hoti hai kuchh members long-term strategy ke sath trade lagate Hain aur kuchh member short term strategy ko use karte hue trading karte Hain To yah har member ki apne experience ki baat hai ki kaun market ko kitna samajhta hai Ki kuchh member thode hi last per trade close kar lete hain kuchh member trade ko close nahin karte unko market Ka pata hota hai ki market Kahan se wapas aaegi aur kahan tak jayegi uske bad vah apni trade close karte hain isliye ye Jin members ke pass experience nahin hai hai To unke liye days strategy best hai ki koi bhi trade Ko ek Hi din mein usi din kam ya jyada profit mein close kar le to unke liye behtar hai kyunki vah market ko bahut jyada der tak follow nahin kar sakte aur market ki bahut jyada next moment kabhi unko pata nahin hota isliye unke liye short term strategy best hai
        • #5 Collapse

          Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

          dear member yah bhi ek tarah ki strategy hai aur is tarah Se strategies banakar ja members apne kaam ko continue karte Hain to is tarah Se members ko trading mein Koi mushkil nahin hoti trading ko acchi tarah Se continue kar lene ke liye members ko trading se related different strategies banakar aur apni trading ko continue karna hoga aur ek tarah ki strategy ko use karna beneficial nahin hai trading se related members ko har tarah ki information hona chahie aur har tarah ki information members ko tab hasil Ho jaati hai ki jab vah apne kam mein regular Ho jaate Hain regular hokar trading karna isliye important hai ki vah is vajah se ke members ko is tarah Se achcha experience mere jata hai aur yah experience members ko trading mein help deta haimembers ko trading se related agar achcha experience hasil kar lena hai tu is tarah Se members ko har tarah Se apna experience hasil kar lene ke liye Seema ke sath connected hona hogaagar members ko apni trading ko achcha banaa lena hai to iske liye members ko hard-working hona hoga aur members ko trading se related apne experience ko improve karna hoga junior members apni trading mein isliye na kam ho rahe hote hain aur iski vajah yah hai ki unke pass trading se related koi bhi achcha experience nahin hota hai aur unko learning karna hoti hai acchi learning ke bad members ko achcha experience bhi hasil ho jata hai aur yah learning members ko regular hokar aur apna Kam per acchi tarah Se focus karke hi karna hoti hai members ko trading mein maximum risk nahin Lena hota aur isase avoid karna hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

            dat trading aik bahut ache strategy hote hae is main hamen aik din main trade open karne hote hae or is main hamen profit main close karne hote hae is main hamen cahiye ke hum is main jo kam kara karen hum is main success bhe hasil kar sakte hain bas hamen is main dil se ache tarah se kam kar jana hota hae jo log is main sahe tarah se kam kar jate hain to wo is main success bhe hasil kar he sakte hain bas hamen kabhe bhe is main kabhe bhe is main kuch hasil karne ke liye is main mehnat karna hote hae jo is main mehnat kar jate hain or is liye he to hum is main success hasil kar jate hain bas hamen kabhe bhe kuch esa kam na karna cahiye jis se hamen is main loss ho jae balke is ke liye hamen cahiye ke hum is main bas ache tarah se acha kam karna ho ga take hum is main success hasil kar len or is main hum kamyab ho jaya karen bas is main hamen mehnat karne hote hae jo log is main mehnat kar jate hain wohe to is main kamyab kar he jate hain to bas is liye hamen is main kabhe bhe kam karna na chora karen to is tarah se he to hum is main success bhe hasil kar lete hain bas hamen is main jo kam karna cahiye ache tarah se kam karna cahiye hum is main agar dil se kam karte hain to he to hum is main kamyab ho he jaya karte hain bas hamen bhe is main bas dil se kam karte rehna cahiye is tarah se he to hum is main kuch gain bhe kar jaya karte hain bas hamen is main jo kam karna cahiye sahe tarah se is main dil se kam karna cahiye take hum is main kuch hasil kar saken or is main hum ache earning bhe hasil kar saken bas kabhe bhe himmat nhe harne cahiye
            • #7 Collapse

              Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

              Forex main trading ki kai types hain yani keh jo bhi trading strategy trading kay liye use ki jaye usi hisab say ham trade ko aik name daity hain. Trading strategy trader kay behaviour ko nominate kar rahi hoti hay. Har trader apny knowledge, capital aur experience kay hisab say trading strategy use aur develope karta hay.

              In tamam strategies ka maqsad trader ka safe entry air safe exit hota hay. Yani keh loss say bach kar earning bhi iski tarjih hoti hay.

              Forex main day trading bhi aik trading strategy hay. Jaisa keh is kay name say he zahir hay keh trader aik he din main trade open kar kay aur loss ya profit lay kar same day main isko close kar daity hain. Jab trading session open hota ha to woh apny analysis ki base per is trading session kay close hony say pehly apni trade ko safely finalize kar laita hay. Yani kai aisy pairs hain jo 24 hours kay liye open nai hoty, in pair main trading day close hony say pehly close ho jani chahiye. New york session main kai corporations kay shares aksar daily aik gape say open hoty hain jin main facebook, boeing company aur isi tarah kai aur bhi pairs hain. Aisi securities main trading aik din say next din main lay kar jany say baz dafa gap opening hamain acha khasa nuqsan day daiti hay.

              Isi tarah baqi pairs main bhi trading khas kar friday yani week kay last day ko close kar daini chahiye ta keh monday ko market ager gap say ya trend ko reverse kar kay open ho to loss na ho.
              • #8 Collapse

                Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

                day trading main aapko Jab Bhi Koi trade open Karni hoti hai to usmein aap ko Hamesha short term trading ke rules and regulation Se Lekar short term timeframes istemal karte hue apni trading Jari rakhni hoti hai day trading sa murad hota hai ki Jab aap 1 working day Mein Apni trade open Karte Hain To aap same day apni trade ko mast close karte hain aur Jaise hi market Kuchh time ke liye close hoti hai aapki trade usse pahle pahle close honi chahie.

                Dear day trading bahut hi important tool hai jisse aap maximum profit Hasil kar sakte hain aur ismein aap short-term basis per apni trading ko Jari karte hue yah daily basis per Apna reason per profit Hasil kar lete hain expired aur senior trader maximum Friday ko day trading hi Karte Hain Kyon ke jitne bhi expert trader Hain vah advice Karte Hain ki aap Friday market close hone se pahle pahle apni Tamam trades ko Har Surat Mein close kar diya Karen otherwise aapke liye kuch problem ho sakti hain Kyunki Jab market close Ho Jaati Hai To Uske bad Saturday aur Sunday 2 din ka gap hota hai aur sometime market bahut jyada gap ke sath open Ho Jaati Hai jismein small account holders ke liye sometime bahut jyada problem ho sakte hain.

                Dear jab aap day-trading karte hain to aapko intraday trading se related complete learning Hasil Karni hoti hai aur is se related jitne bhi rules and regulations hote hain unko completely follow karke hi apni trading Karni Hoti Hai Kyunki Jab aap insta Forex broker ke sath kam kar rahe hote hain aur aapka account bonus account hota hai to use condition Mein Jab Bhi aap trading Karte Hain To minimum aapki trade 5 minutes open rahani chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

                  AOA dear friends forex forum aik bahot bara plateform hea jis me aj apko batata hu k hume short term trading jo hum krte hain es k hume kia faiday or nuksanaat hote hainpehle faiday batata hu me apkoshort term trading jise scalping bhi kehte hain k bht mumkin hai esme agar apka analyse strong hai to ap apna daily target kam waqt me hasil karlain for example 1 ghantay may he us k bad ap aram se market se nikal jate hain or apni life enjoy krte hain
                  kam waqt me acha profit banaya ja skta hai esmesmall lots k sath zada pairs par trades kr skte hainshort term trading small accounts walo k achi haiub nuksanaat ki taraf atay hain
                  agar short term trading me apna analyse zada acha hai to ap zada tar loss he utha skte hain q k short term trading zada danger hai long term trading k mukablay me esme apka analyse etna strong hona chahe k apki trade jald se jald profit me ajaye to ap usko close krdain.scalping bhi kaha jata hai short term trading me scalping me hum kuch pips par tp and sl krte hain set layken esme zada tar loss he ajata hai q k market k longs moves ka andaza lagana asaan hai chotay moves k mukablay me q k short moves ek dum change hojate hain.bari lots laga kr jab hum short trades krte hain to wo loss bhi bara he deti hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

                    bahut se trader different aaj ki trading karte hain lekin main bhi yahi samajhta Hun ki day trading hamare liye bahut hi best option hai aur Hamen apne bonus account per day trading karni chahie kyunki hamara bonus account bahut hi chhota hota hai aur is per Ham long term trading bhi nahin kar sakte hain aur agar Ham apne bonus account per short term trading karte hain to vah bhi hamare liye behtar nahin hai isliye main bhi yahi samajhta Hun ki Hamen day trading karni chahie kyon credit rating karne ke bahut jyada benefits hote hain aur ham bahut hi aasani ke sath reading kar sakte hain aur apni trading se accha profit Le sakte hain isliye Hamen day trading karni chahie.

                    Jo log apne account balance ko dekhkar working karte hain vahi log hi successful hote hain aur jo log apne account balance to dekhte nahin hai vah kabhi success nahin ho sakte hain isliye Hamen fast awful apne account balance ko dekhkar trading karni chahie ta ke hamari trading best ho jaaye aur Hamen lost ke kam se kam chances hun.

                    day trading is best for our bonus account:

                    day trading hamare bonus account ke liye ek perfect method hai kyunki hamara bonus itna jyada nahin hote hain aur jab Ham day trading karte Hain to Ham vah aane de mein ek ya do trades ko open karke Ham trading kar sakte hain aur ham apni trade se small target rakhkar profit connect kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham day trading Kiya Karen day trading hamare liye bahut hi best results rakhti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

                      Je dear day trading sy ham bhot acha career bana sakty hain. But ye tora mushkil or challenging b hai unk lae jo fully prepared ni hai. Yaha tak k jo pora session trading karty hain unko b aksar bhot zayada loss utana parta hai. Day trading karny walo ko active hona chahe or unko market ma kisi b pair ya commodity ki price fall ya price increase ka pata hona chahe. Day trading ma kamyabi k lae strategy ki bhot zayada variety trader k pass hona zaruri hai ta k wo apny capital ko har hal ma bachany ki himmat rakhta hu. Day trading ma technical analysis k sath sath bhot zayada disciplined hona b bhot zaruri hai.


                      Basic of day trading.


                      Day trading ham is ko kehty hain jo trades ham ik din ma open karty hain daily basis k chart ko samny rakh kar. Day trading k lae trader ko bhot zayada knowledgable or experienced hona chahe. Day trading ma trader high leverage ko b use kar sakty hain but ko ye zeham ma rakhna chahe k ye strategy unko loss b maximum dela sakti hai. News k uper trading karna ik popular day trading technique hai. Hamy news ko dakh kar he andaza ho jata hai k hamy kis direction ma trade open karni chahe. Day trading k lae trader sclaping technique b use kar sakty hain es k elawa wo high frequency trading b kar sakty hain or es k elawa wo range trading b kar sakty hain. Ik achi knowledge wala or experience wala trader market ko proper judge karny ma kamyab ho jata hai. Market ko judge karny k lae bhot si techniques use ki ja sakti hai but en ma sy popular candle stick pattern technique hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

                        friend, day trading aik mufeed short term trading strategy ha jis ma financial instruments ki buying aur selling hoti ha, jis ka maksad din k khatam honay tk trade close kar k prices ki up and down moments sa profit hasil karna hota ha, day trading strategy long term sa bilkul mukhtalif strategy hoti ha is ma daily ki aik candle hmain puray din ki moment ka btati ha, is sa hmain trading karnay ma asani hoti ha q k market k trend ka taayun karna easy ho jata ha aur ib tk koi unexpected news ya event na ho market k trend ma koi bari change nhi hoti, is ma hm market ki short term moments sa faida hasil karnay ki koshish kartay hain, day trading bonus account k liay best ha q k ia ma hm small targets ko achieve karnay ki koshish kartay hain jis sa hmara capital safe rehta ha aur hmain ziada risk nhi laina parta, day trading ma technical anaylisis bht ahmiat rakhtay hain aur is ma price action trading ki jati ha, day trading strategy k liay previous day k high aur low levels kafi important hotay hain, traders ko trade set karnay k liay unhain mind ma rakhna chaiay, day trading ma daily ki trades ko thek time par close kar daina chaiay q k next day agr market na gap opening ki to adjustment karna mushkil ho jati ha, lihaza day trading k liay hmain apni learning aur experience ko use kar k trade karni chaiay q strategy koi b ho us ma kamyabi tb hi milti ha jb thek tarah sa apply kia jay
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

                          Assalam o Alaikum members
                          Day trading aik trading technique hai ya ek trading tool ya trading strtegy b keh skty hain day trading mai aap osi same day mai analysis k baad trade open krty hain aur osi din market k positions k mutabiq aoni trade close krdete hain jo raat k waqt unexpected losses se bach skty hain is kay ilawa.b bht sari trading teches hoti hain
                          ***Different Types Of Strtegies***
                          ✓ Shadow tradding tool
                          ✓ Scalping tool(intra-day trading tool)
                          ✓ Day trading tool

                          ***Day Trading tool***

                          Day trading tool mai trader roz k roz new plan k sth aur new analysis k sath trade ko open krta hai pura din kee trade hoti aur phir end of the tmam positions ko mad e nazar rakhty hue wo trade ko close krdeta hai. Ye trading mere zati khiyal se best hai kiunii isme unexpected losses se bacha ja skta hai aur isme aap daiky bases pe earning krni hoti hai aur jub rat k time jo ziada tar mtlb aao ki unavailability pe false breakouts ho jaty hain onse bacha ja skta hai.

                          Day trading mai aam tor pe leverage k hissab se kee jati hai iski strting aur maximum leverage hoti hai wo 2:1 pr aksr broker 4:1 kee b ijazat dete k is leverage pe kaam kren ya din k end tak is se b kam ko use kren. Aur baaz trader intra-day trading kee techniques ko use krty hain intra day ko scalping keh skty hai is wo apni position kuch minutes kluye ya kuch lamhon kliye stable krty hai aur phir chal si chal lg jaaty day trading technique ko bht ziada awam use krti hau kiunki ye ziada safe aur short term aur daily basis oe earning behtreen zariya hai

                          ****Advantages****

                          ✓ day trading ka ye advantage hai k aap alni trade ko har waqt apni nigrani mai rakh skty hain aur unexpected losses se bacha ja skta hai aur bearsh trends k loss se b bacha jaa skta hai
                          ✓ Daily basis pe earning ko bnaya jaskta hai aur financial circut ko ba khoobi chalya jaskta hai
                          ✓ Daily basis oe earning hoti aur sath sath money management mai b improvmnt aati hai aap ko maloom hota k balnce itna hai osme se kitna withdraw krwaen or kitna safe kr k next day k investment Rakhi! jaye
                          ✓Time management day trading k sub se acha faida yehi hai k best time managing hoti hai aap day trading mai achy se time ko manage kr skty jo aap study mai use kr skty ghr ko de skty baqi agay pichy k mamlat ko de skty hain

                          ***Disadvntages***
                          Iska disadvantage yehi k k aap din k douran bearish trend chkne ka khtra hota hai ya false breakouts jo k pura pura din phir os routeen mai chlty rehty ye traders kliye cinfusing ya shaid alert situation create kr deta hai aur day traders ko is bht nuqsan hota hai according to there moto onhen phir time j sath trade close krni prrti aur loss ho jata hai baqi long term trading mai ye sub cover ho ee jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
                            Assalam o Aluikum! Mera apna seniers aur juniers bhaigon sa sawal ha k day trading kia hoti ha? Aur iska liye konsa indicators ko use kert han.?
                            Day trading ka matlab hota hai ky ham her open ki jany wali trades ko daily basis per close bhi kerain agar ham normal aik trade open kerty hain aur is ko is waqat tak continue rakhty hain ky jab tak hamain same open trade main profit hasil nehi hoga tou us waqat tak trade close nehi kerni tou aesy time per jo Ham trade kerty hain woh open trade hoti hai lekin agar ham day trading Kerrty hain tou ham trade open kerty hain aur market daily basis per close hony sy pehly trade ko close kerna hoti hai beshak hamari open trade loss main hi kyun na ho hamain market close hony sy pehly apni trade ko close kerna hota hai aur next day main jab market open hoti hai tou ham phir sy achy analysis ker ky trade open ker lety hain jo same day main market close time tak continue rehti hai tou aesa trading ko day trading kehty hain


                            Day trading ka sab sy bara faida yeh hai ky ham apni open trade main kuch time rest kerny main market ky achy analysis ker lety hain aesy nehi hota ky hamain open trade main loss hota rehy aur hamara account hi wash ho jaey hamari trade daily basis per open bhi hoti hai aur close bhi hoti hai tou jab ham is terha sy trade kerty hain tou ham pury din ky open trade ky post analysis bhi ker lety hain aur market main next day main trade open kerny ky liay bhi analysis ker lety hain tou jo bhi Ham isterha achy analysis kerny ky bahd trade open kerty hain hamain usi main profit bhi hasil hota hai agar ham long term trading kerty hain tou hamain same trading main day trading ko priority deni hogi ky jab tak hamari trade close nehi hoti ham analysis nehi ker sakty aur agar market open trade ky against move kerti rehy tou loss hi hota rehta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal: &quot;Day Trading Strategy&quot; kia ha?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
                              Assalam o Aluikum! Mera apna seniers aur juniers bhaigon sa sawal ha k day trading kia hoti ha? Aur iska liye konsa indicators ko use kert han.?





                              Waalaikum salam Member apny achi post ki hai , mai mazeed apko Day trading ky bary mai bataata hun.
                              Day trading aik Essi trading hai jis mai aik trader thory sy time ky leay trading krta hai or phir market sy out ho jata hai.Forex ky under kai kisam ki trading ki jati hai .
                              1.IntraDay Trading
                              2.Scalping Trading.
                              3.Positional Ya Long Term Trading.
                              4.Weekly Trading.
                              Intraday trading mai Time frame Zyada tar M15,M30 H1 ya H4 tk rkha jata hai or ini time frames mai Technicall analysis ya price action support resistance ky zariye market ko judge kr ky Trade lia jata hai or maximum 4 hours ky bad trader apna profit ly ky Market sy out ho jata hai , yani short term ki trading ko intraday yani aik Din ki trading ko Intraday trading kaha jata hai.
                              Scalping TRADING: iss trading mai Bhut zyada short term ko bhut kam time frame mai trading ki jati hai or trade kr ky profit utha ky trader market sy out ho jata hai iss ko hum scalping trading kehty hain.Iss mai time Frame M1,M5 M15 ya M30 mai rkh ky trade lia jata hai or thora sa profit utha ky market sy out howa jata hai.Iss ko scalping trading kehty hain.
                              POSITIONAL TRADING: Iss option ma Long Term ky leay tradingki jaati hai jis mai zyada tar trader Binary BTC yani bitcoin ko Buy kr lyty hain long term k leay or 6 month ya one year ky bad profit ly ky market sy out hoty hain iss trading mai hum bhut zyada time market mai trade lagaty hain ,Bitcoin mai zyada tar positional trading ki jaati hai q ky Bitcoin any waly time mai iss ka rate or bhi up jaa rha hai iss leay trader iss mai positional trading kr ky long time or long money invest kr ky profit lyty hain, Cryptocurrency mai zyada long term trading ki jaati hai , iss mai btc ky ilawa or bhi bhut sari currency hain jis ko trade ky leay set kia jata hai.
                              WEEKLY TRADING: iss mai Hafta waar trading ki jaati hai investor kisi bhi pair ko 5 days ky leay khareed lyta hai or 5 day market ky end of the day Apny pair ko ya Sell kr dyta hai or ya Buy kr dyta hai. Iss k leay bhi Fundamental or technical analysis ko sahi parakh ky trade lia jata hai.Thanks.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X