jaiza : Tasuki pattern k related info
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : Tasuki pattern k related info
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20200910-170833_1599737953391.jpg
Views:	2
Size:	134.4 کلوبائٹ
ID:	12467419

    dear friends, tasuki pattern two candlestick ya gap k majmuay ko kehtay hain, gap ko window b kaha jata ha aur ye 2 consective candles k darmian aur un k shadow ko mila k bnta ha, lakin agr candles k darmian gap ho mgr un k shadows apas ma touch ho rahay hon to usay hm window nhi kahain gay, windie k liay shadows k darmian b lazmi gap hona chaiay, is tarah rising window ko bullish aur falling window ko bearish kahain gay, pattern ko mukamal karnay k liay window k baad 2 candles ki hi zarurat hoti ha, ye candlesticks window ko band ya gap ko fill nhi kar sakain gi, barhtu hui window ko follow karnay wali pehli candle bullish rising candlestick ho gi jb k dusri aik dark bearish hogi, jo pichli candles ki real body ma open ho gi, duari candle pehli ki real body k neechay close hogi lakin window ko bnd nhi honay da gi, agr ye candle window ya candlestick ko close kar da gi to pattern ghalat ho ga, rising window ko hm support consider karain gay, is tarah aglay 2 session ki window k close honay aur support k against janay ka ishara market ki taizi ka sabab bnay ga aur market ki bearish nature is saray pattern k opposite ho gi jo window k close aur resistance k violate honay par ho gi, ye pattern uptrend aur downtrend dono ma achi indication daita ha lihaza is sa achay results hasil kiay ja saktay hain, hmain trading k liay is tarah k indicators aur patterns ko thek tarah samajhna chaiay ta k trading ma asani ho sakay
    Last edited by ; 10-09-2020, 05:12 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
    [ATTACH]19184[/ATTACH]

    dear friends, tasuki pattern two candlestick ya gap k majmuay ko kehtay hain, gap ko window b kaha jata ha aur ye 2 consective candles k darmian aur un k shadow ko mila k bnta ha, lakin agr candles k darmian gap ho mgr un k shadows apas ma touch ho rahay hon to usay hm window nhi kahain gay, windie k liay shadows k darmian b lazmi gap hona chaiay, is tarah rising window ko bullish aur falling window ko bearish kahain gay, pattern ko mukamal karnay k liay window k baad 2 candles ki hi zarurat hoti ha, ye candlesticks window ko band ya gap ko fill nhi kar sakain gi, barhtu hui window ko follow karnay wali pehli candle bullish rising candlestick ho gi jb k dusri aik dark bearish hogi, jo pichli candles ki real body ma open ho gi, duari candle pehli ki real body k neechay close hogi lakin window ko bnd nhi honay da gi, agr ye candle window ya candlestick ko close kar da gi to pattern ghalat ho ga, rising window ko hm support consider karain gay, is tarah aglay 2 session ki window k close honay aur support k against janay ka ishara market ki taizi ka sabab bnay ga aur market ki bearish nature is saray pattern k opposite ho gi jo window k close aur resistance k violate honay par ho gi, ye pattern uptrend aur downtrend dono ma achi indication daita ha lihaza is sa achay results hasil kiay ja saktay hain, hmain trading k liay is tarah k indicators aur patterns ko thek tarah samajhna chaiay ta k trading ma asani ho sakay
    Assalam o Alaikum! Dear bother apna na "Tasuki Candlestick Pattern" per bhot important knowledge hamara sath share kia ha. Man b apk sath is patten per apn kuch knowledge share kerta hon.

    Tasuki Pattern:

    Tasuki Pattern three candlestickts sa mil ker banta ha, jo hamen already continue market trend k further continue rehna ka signal deta han.

    Key Points:


    1. First candle large body bullish candle hoti h jo already continue market price trend ki direction man he hoti ha. (Day-1)
    2. Second candle b long body bullish candle he hoti ha lakin ye "Gap-up" k sath open hota ha. (Day-2)
    3. Third candle long body bearish candle hoti ha jis ka close first aur second k open aur colse k gap man hota han. (Day-3)

    Is pattern man third candle hamen previous candles k gap man close sa ye batati ha k sellers n kafi koshish ki prices ko nicha le jana ki lakin wo nnahe le j saka is liye already continue he aga apni direction ko follow kara ga.

    Tasuki Pattern bullish aur bearish dono forms man hota ha. Dono ka pattern same per formation reverse hoti ha.


    Trading with Tasuki Pattern:


    Is pattern per trading k liye trader candle ki close per "buy/sell" ki trade activate ker deni chaheye aur stop loss k liye is pattern ki pehli candle k nicha place karen aur ager Tasuki Patter bearish ha to stop loss ko first candle k top per place kerna chaheye. Take Profits k liye support/resistance levels ko use karen.
    Click image for larger version

Name:	download (4).jpeg
Views:	1
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12330853Click image for larger version

Name:	images (36).png
Views:	9
Size:	19.9 کلوبائٹ
ID:	12330854
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

      Ji ap nay is pattern kay bary main achi information share ki hain. Tasuki pattern bhi candle stick kay up and down ki waja say he banta hay. Ye bear and bull dono main paya jata hay, aur trend ki continuation ki strong indication aor confirmation daita hay.

      Tasuki pattern kab banta hay.

      Tasuki pattern ager bearish main ho to iski pehchan ye hay keh jab ye bearish a rahi ho to, aik candle kay bad second candle first candle kay gap say create yani bearish side per open hoti hay aur close bhi down side hoti hay. Iskay bad next candle buy main banti hay, jo keh last candle say kuch up main yani bull ban kar trend reversal main close hoti hay. But is bull kay next wali candle ager again open ho kar sidhi down jaye aur up side per no wick banaye to ye asal main bearish trend ki continuation ki nishan dahi karti hay, candlesticks kay is pattern ko bearis tasuki pattern kaha jata hay. Jab ke bullish tasuki pattern isi pattern ka opposite hota hay

      Trading strategy in tasuki pattern.

      Tasuki candle stick ager bearish ho to jahan say ye pattern start hua tha wahan per stop loss lagana chahiye jab keh next support level per hamain take profit lagana chahiye. Iski confirmation aur successful execution kay liye is kay sath fundamental analysis karna zaroori hain. Jab keh RSI ya MACD indicator ka use kar kay ham is trend ki cintinuation ko mazeed confirm kar sakty hain. Risk management aur money management karty huye reasonable lot size choose karna chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

        asslam o alaikum dear friends ap ny buhat achi information share ki hy darasal market jab apni movement chage katy hy o asi candles ya pattrens bana deti hy jo ky buhta si kism ky hoty hy market different pattern ma chalti hy us ma ak pattern tasuki bi hy is ma darasal ya hota hy ky market jb apna trend change krti hy to woh choti candles ka group bana deti hy jasy ky pic ma show ho raha hyClick image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	13
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12330858Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12330857
        jb ya pattern show ho raha ho to hmy smj jan chahiya ky market apni movement change krny wali hy ya ya ky market ma trend change hony wala hy seniors trader kahty hy us time ap ko chahiy kya ap anpi tarde band kr ly agr ap ny sell ma trade li hy to market ma ya pattern show ho rah hy to market apni move change kery gi or buy ho jy gi jis sy ap ko nuqsan ho skhta hy agr isi pattern ko hm choty time farm ma dekhy to market ki movenet ko koi khas farq ni parta pr yahi pattern aga bary time farm ma mily to market trend hi badal lati hy
        Last edited by ; 10-09-2020, 07:56 PM.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

          Tasuki pattern.

          Je dear ap ny bhot achi info share ki hai. Tasuki pattern market k gap ko kehty hain. Ye 2 candlestick k darmyan k gao ko kehty hain. Tasuki pattern ko ham further 2 types ma divide karty hain jin ko han briefly explain kar dety hain:-

          Up side tasuki gap vs down side tasuki gaps.

          Ye pattern three candle stick pattern par depend karta hai jo ye information dety hain k market ka trend up ward direction ma continue kary ga. Up side tasuki pattern 3 candles par mustamil hota hai or ye information share karti hain k market ka trend up hai or ye continue kary ga. Ye jo third candle hoti hai ye pehle dono k darmeyan banany waly gap ko close kar deti hai. Trader aksar es pattern ko use karty hai bullish movement ko confirm karny k lae. Tasuki up trend information deti hai strong up ward signal k bary ma jo k gap sy show hota hai. Other words ma ye kaha jae to galat na ho ga k market ma up trend ki strength ki waja sy gaps banty hain. Tasuki pattern market k up trend ma kisi b time ma ban sakta hai. Up trend tasuki pattern k opposite pattern ko down trend tasuki pattern kaha jata hai. Es ma basic chez ye hoti hai k ye gaps down trend k pattern ma kisi b time par banty hain. Agr trader ko es tarha ki info pehle sy hu to wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai. But ye pattern un currencies par zayada reliable ni hoty jo 24 hr open ni rehty or unki market serf 6 to 8 hrs he open hoti hai. Ye signal 100 percent success ki zamanat ni hain trader ko en k sath apna experience use karna parta hai ta k wo better result hasil kar sakyn.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

            members ko trading se related jis tarah Se bhi Koi help mil rahi hoti hai members ko vah help lekar aur apni trading ko acchi tarah Se Kar lene ke liye struggle karna hoti hai aur maximum members different tarah ke patterns Ka istemal karke aur apni trading ko successful banaa lene ki koshish karte hain aur is tarah Se karna best hai trading mein patterns ka istemal important hai aur is se related yah baat important hai ki members ko Inka istemal karna aana chahie aur is tarah Se unki acchi trading hogi kuchh members is tarah hai ki vah apni trading ko acchi tarah Se continue kar lene ke liye technical trading se related Koi learning hasil nahin karte aur is tarah Se nahin karna chahie members ko trading se related practical hokar apna Kam karna hota hai aur practical hokar Koi member tab apna Kam kar sakta hai ki jab vah trading se related practice karega aise members ke jinko trading mein Koi confusion ho rahi hoti hai aur is confusion ki vajah se a unko kafi problem a Rahi hoti hain isliye members ke liye practice important hai practice mein members ko trading se related achcha experience mein jata hai aur is tarah Se members ko aur bhi acche results mil jaate Hain aur is tarah Se earning Ho Rahi hoti haimaximum members apni trading mein indicators Ka istemal Kar Rahe hote hain aur yah indicators kis tarah Se members ko help karte hain yah members ko khud Se iske liye struggle karna hoti hai yah har member per depend kar raha hota hai ki koi member apni trading ko kis tarah Se continue kar raha hai aur koi member kis tarah Se apni trading ko successful banaa lene ke liye struggle karta hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

              Tasuki pattern candlestick ka ek bahut hi achcha patron hai aur ham is candlestick pattern mein bahut achcha fayda utha sakte hain kyunki is pattern ki confirmation se Hamen bahut hi acchi trades mil jaati hai aur ham market mein bahut hi acchi working kar sakte hain isliye Hamen in patronage per jarur working karni chahie Taki hamein se good benefits Le Sakenaur ham tab hi successful ho sakte hain jab hamari acchi practice ho aur hamara achcha knowledge Ho tabhi hi Ham in patrons Co market chart per analyse kar sakte hain.

              yah patron hamare liye kafi helpful hote hain aur ham in se kafi achcha response Le sakte hain kyunki market mein working karne ke liye analyses karna hamare liye bahut jaruri hote hain aur Hamen analyses ke liye aise patrons ko analyse karna padta hai Jin se Hamen good entry point mil sake aur entry point lene ke liye Hamen in patterns ke related jarur working karni chahie.

              tasuki chart pattern:

              tissue ki chart pattern basically ek julfen candle pay working kar raha hota hai jab market ke a resistance area bheja market ke support area per ek bullish ya bearish engulfing candle banti hai to tab yah pattern Hamen bahut achcha signal deta hai jaise hi market ke support ya resistance area pay engulfing candle Ban jaati hai aur vahan se Koi trend start hota hai to vahan se Hamen kafi strong signal milta hai aur ham market mein bahut hi acchi trading kar paate Hain.

              is patron ke market mein kafi benefits hote hain isliye Hamen is patton ko jarur analyse karna chahie aur iske related jitna possible ho sake knowledge Lena chahie jab Ham Bar Bar demo account page pattern ki practice karenge to tab hi Hamen iske related board knowledge milega aur tab himesh ko theek tarike se use kar sakenge yah pattern hamare liye bahut hi hi beneficial hai Hamen I jarur apply karna chahie aur use karna chahie.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
                [ATTACH]19184[/ATTACH]

                dear friends, tasuki pattern two candlestick ya gap k majmuay ko kehtay hain, gap ko window b kaha jata ha aur ye 2 consective candles k darmian aur un k shadow ko mila k bnta ha, lakin agr candles k darmian gap ho mgr un k shadows apas ma touch ho rahay hon to usay hm window nhi kahain gay, windie k liay shadows k darmian b lazmi gap hona chaiay, is tarah rising window ko bullish aur falling window ko bearish kahain gay, pattern ko mukamal karnay k liay window k baad 2 candles ki hi zarurat hoti ha, ye candlesticks window ko band ya gap ko fill nhi kar sakain gi, barhtu hui window ko follow karnay wali pehli candle bullish rising candlestick ho gi jb k dusri aik dark bearish hogi, jo pichli candles ki real body ma open ho gi, duari candle pehli ki real body k neechay close hogi lakin window ko bnd nhi honay da gi, agr ye candle window ya candlestick ko close kar da gi to pattern ghalat ho ga, rising window ko hm support consider karain gay, is tarah aglay 2 session ki window k close honay aur support k against janay ka ishara market ki taizi ka sabab bnay ga aur market ki bearish nature is saray pattern k opposite ho gi jo window k close aur resistance k violate honay par ho gi, ye pattern uptrend aur downtrend dono ma achi indication daita ha lihaza is sa achay results hasil kiay ja saktay hain, hmain trading k liay is tarah k indicators aur patterns ko thek tarah samajhna chaiay ta k trading ma asani ho sakay
                Tasuki pattern forex market main us waqat creat hota hai jab forex market continue kisi aik trend main move kerti huey close hoti hai lekin jab next day trading ky liay market reopen hoti hai tou aesy time per market gap ky sath open hoti hai aur same Trend main apni movement ko bhi continue rakhty huey aik cuddle complete kerti hai jabky next candle main hui same gap recover nehi hota agar market main aesa pattern creat ho jaey ky market jab gap ky sath open ho jaey aur phir same time main market gap ki cover bhi na ker sakty tou tasuki pattern crest hots hai aur Tasuki pattern main market ki movement ky maximum chances hoty hain ky market same direction ya trend main apni movement continue rakhti hai jabky kisi kisi time aesa bhi hota hai ky market kuch hi dair main gap ko cover bhi ker leti hai aur usky bahd market main trend reversal Ho jati hai

                Jab market reopen gap ky sath ho lekin bahot jald gap ki cover bhi ker ly tou yeh market trend reversal ki confirmation hoti hai aur ham reverse direction main trade agar open ker lety hain tou hamain bahot acha profit bhi hasil ho jata hai agar market short time main gap ko recover nehi kerti tou phir same trend main market apni movement ko continue rakhti hai phir hamain same direction main hi trade ko bhi continue kerna hota hai ky hamain forex market ki aesi situation main same previous trend ko follow kerty huey trade open kerny per hi profit milta hai jabky agar ham aesy time per bhi yeh soch ker ky market gap ky sath open hui hai tou reverse movement bhi kery gi tou market aesy time per reverse movement tou nehi kerti jabky loss increase hoty hoty account hi wash ho jata hai lehaza hamain aesy time per bhi jab market main Tasuki pattern complete ho chuka ho tou soch samajh ker trade open kerni chahiay ky tasuki pattern per open trade kerty huey hamain bahot bara loss bhi ho sakta hai jabky kuch traders ko isterha sy trade open kerny per bahot acha profit bhi hasil ho jata hai so jab bhi market kuch time ya kuch din close rehny ky bahd reopen ho tou hamain Tasuki pattern ky mutabiq trade open ker ky continue kerny sy bahot faida hasil ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

                  Yes dear aapane bahut hi important market pattern Hamare Sath share kiya hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein successful trader Banna Chahte Hain To Humko market se related important market patterns ko carefully study karte hue unko apni trading per apply karna chahie Agar Ham market patterns ko avoid Karte Hain To Ham kabhi bhi market Mein successful trader Nahin Ban Sakte isliye market Mein jitne bhi important patterns hote hain unko candlestick uski help se clearly understand Kar Ke unko apni trading per reply karna hi Hamare liye bahut jyada faydemand ho sakta hai.

                  Tasuki patent Itna Jyada familiar nahin hai bahut jyada log is pattern se completely benefits Hasil nahin kar sakte Kyunki is pattern sa related maximum members ko Jyada information Hasil Nahin Hoti Jiski vajah se unko Kuchh problem ho sakhti hain.

                  Dear is market patterns Mein 3 different candlesticks hoti hain jinko aap day time frame per observe karte hue analysis karte hain aur jab yah candlestick banti hai to aap market Mein acchi entry Hasil kar sakte hain ismein first aur second candlestick bullish hoti hai jo D1aur D2 main aap observe kar sakte hain aur next candlestick se related bhi aap different information Hasil karte hue apni trading co maximum profitable banaa sakte hain.

                  Dear jab aap is market pattern per trading karte hain to aapko stop loss ki limit aur take profit ki limit daily time frame ki basis per hi select karna chahie Kyunki Jab aap Bade timeframe select Karte Hain To usmein aapki account balance Bhi Jyada Hona chahie aur aapki selected limits bhi increased honi chahie as compared to small time frame and short term trading.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

                    tasuki pattern candlestick ke liye bahut hi Achcha aur important Patron hai candlestick pattern ko use karne se Hamen bahut jyada accha profit Hasil hota hai aur ham bahut jyada fayda Utha sakte hain usko use Karke yah pattern Hamare liye bahut jyada helpful Hota Hai yah Hamare kaam ko Aasan banane ke liye Hamari bahut jyada help karta hai aur Ham iS se Achcha response Le sakte hain because market Mein kam karne ke liye analysis karna Hamare liye bahut jyada important Hota Hai aur Hamen chahie ki Ham Apne analyses ko Jyada Se Jyada strong banane ki koshish karen strong analysis se Ham acchi earning Hasil kar sakte hain aur professional trader Ban sakte hain

                    Aur Agar Ham Forex trading Mein Achcha trader Banna Chahte Hain To Hamen chahie ky Forex kiy Har EK rule ko follow Karen aur isko acche tarike jaane ki koshish karen Agar tuski Patron complete Ho Gaya Ho To Hamen trade Soch Samajh Kar open Karni chahie Kyunki Agar Humse tried open karte hue Koi Galti Ho Gai To Ham loss Mein Ja sakte hain aur pattern forex market main use Waqt create Hota Hai Jab forex market continue Kisi Ek triend Mein Move karti Hui close hoti hai aur is patron ke market mein bahut jyada fayde Hote Hain Hamen is patton ko Jarur analyse karna chahie because is patton ko use Karke Ham bahut jyada acchi earning Hasil kar sakte hain Agar Ham is patron ko use Nahin Karenge To Ham apna hi loss karwayenge aur Kabhi Bhi Ek professional trader Nahin Ban Payenge aur Hamen chahie ki Ham Apne experience and knowledge ke sath is patron ko use karne ki koshish karen experience aur knowledge ke bagair koi bhi Aisa kam na Karen jisse Hamen loss ka Samna karna Pade
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

                      tasuki petranek bahut hi Achcha patterns hai Forex form Mein yah patron bahut important role Ada karta hai Tasuki patron two candlestick patterns ko ya FIR Uske gap ke majmua ko Kahate Hain is majmua Mein maujud gap ko window bhi Kaha jata hai toschi patron two concektive candlestick ke Darmiyaan Shadow Ko Mila Ke banta hai taesuki Patron Hamen market ke future continue Rahane ke signals Deta Hai is signals ke jariye se Ham market ki movement ko acchi Tarah Se samajh sakte hain

                      Forex Asal Mein buyers and sellers ke Darmiyaan Mein Ek Ladai hoti hai agar to buyers Jeet Jaaye to price Upar jati hai aur Agar sellers Jeet Jaaye to price niche jaati hai aur ismein Aksar Aisa Bhi hota hai ki donon barabar rehte hain aur price vahin ki wahi Reh Jati Hai is Surat Mein candle Ki body Chhoti Ho Jaati Hai Aur shado bade ho Jaate Hain Agar yah Shadow support or resistance Mein Hun Tu yah kably twaja hote hain Kyunki is Mein kam per price bahut Aage Chali Jaati Hai Ya FIR Wapas mud Jaati Hai

                      Aksar trading ke bucket candlestick patterns ki different types Hamare Samne Aati Hai Hamen UN type se ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie ke is types Mein price kis Taraf Move kar rahi hai is Mein Hamen Kisi bhi Kisan ke Andaaz nahin Lagana chahie balke Inko acchi Tarah Se dekh kar aur Samajh Kar Hi market Mein trade Lagane chahie Kyunki is Mein Andaaz Sahi Nahin Hote pal ke Akshar Andaaz mein galat bhi ho Jaate Hain Kisi per time frame major price Upar Jaati Hai Ya FIR niche Jaati Hai to use Mein Karta real party pahunch Jata Chhotu Ho Jaati Hai Agar spinning stop resistance per ho to price Ke Niche Jaane ke chances a Jada hote hain aur Agar yah sport per ho to price ke upar Jaane Ke chances bahut jyada ho Jaate Hain Jiske vajah se Ham isase bahut Jyada fayda bhi Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

                        Aapane tasuki pattern ke bare mein bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai Kisi bhi kam Mein successful banne ke liye bahut jyada mehnat karni padati hai agar Ham Forex ko join karte hain To Hamen market ko samajhne ke sath sath market se related Tamam patterns ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie market Mein maujud patterns bhi Hamari bahut jyada help Karte Hain Agar Ham patterns ke about Achcha knowledge rakhte Hain To Ham patterns ko apni trade Mein apply kar sakte hain patterns ko trade mein istemal karna Har trader ke liye Jaruri Hota Hai isiliye Har trader ko chahie ke vah patterns ko acchi Tarah Se samajh Le taki use bad Mein patterns ko trade per apply karte hue Mushkil Na Ho professional trader Hamesha different patterons ko apni trade Mein istemal Karte Hain aur professional trader Hamesha market ko samajhne ke sath sath Patron ko bhi acchi Tarah Se samajhne Ki Koshish Karte Hain

                        ISI Tarah tasuki Ek Aisa pattern Hai Jisko bahut se trader acchi Tarah Se Nahin samajh paate aur bahut kam trader he is pattern ko apni trade per reply karte hain aur bahut kam log isase profit Hasil Karte Hain yah bahut hi lengthy pattern hai successful trader is pattron ke bare mein jyada Se Jyada information rakhte Hain is patron ko sirf Vahi traders samajh sakte hain Jo market mein jyada Waqt se kam Karte Hain Agar ham Achcha knowledge aur learning rakhte hain to hamare liye is patron ko samajhna Mushkil Nahin hoga Hamen chahie ki Ham acche experience aur knowledge ke sath Forex Mein work Karen Taki ismein maujud Tamam patrons ko acchi Tarah Se samajh sake
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

                          Dear meny tsuki pattern kay sy related kafi searching ke hai aur kuch cheezin mane new haasil ke hain jo kay es pattern kay baary main janna zaroori hain. Bullish teen drive pattern asal main 3 pattern hain jiss kay baad aapko signal milta hai kay market main kis jagha par buy ya sell ka order lagana hai. Aur ye pattern sahi tarha say maanpny kay liey aapko Fibonacci Retracement ka istemaal bhe karna parta hai.Jab ye pattern start hota hai to uske pehli Retracement 61.8% kay level tak hoti hai. Aur phir esi tarha second step main market 1.27 level par jaati hai aur wahan say phir 61.8% ke retracmnent hoti hai aur phir 1.27 level par jaati hai aur ess tarha ye process complete hota hai
                          Ye baat bhe maind main rakhne chahy kay aik level say dosry level tak pohnchny tak aor phir dosry say teesry level tak pohnchny kay liey time bhe same hona chahey market ky up down ko dahk kar bullish 3 pattern ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai amount invesr kar ky profit gain kar sakty hain or agar hamary pass paisa nahi hain to hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex aik bohat bara business hain is mai hamy apny ander ky lalch or emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey tsuki pattern ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hoa forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai raatr mai ya din mai kese be wakt ka ka time table bana kar kam kar sakty hain hum isy apne life time carer be bana sakty hain forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex pury pakisatan mai legal business ban cuka hain.
                          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

                            Tatsuki patron asal mein ek engulfing pattern hai hai aur kuchh log is patron ko tatsuki ki baton ka naam dete Hain tatsuki pattern trading mein ek powerful pattern hota hai hai aur bahut hi hi Kam market mein iske fail hone ke chance hote Hain tatsuki ki baton se hamen market ki bahut acchi confirmation mil jaati hai aur jay market mein hamen bahut hi powerful signal deta hai kyunki tatsuki petra news bhakt banta hai yah market ka trend change ho raha hota hai to use waqt hamen market mein main aksar yah patron dekhne ko milta hai aur is patron se ham bahut hi acchi entry le sakte hain.

                            jab ham market ko support aur resistance area panel ise kah rahe hote hain aur agar vahan se a resistance area pay koi aisi bearish engulfing candle banti hai jo ke previous bullish candle ko engulf kar leti hai hai to tab ham is pattern ki confirmation lete hain aur agar second candle engulfing candle ke logon ko breaker jaati hai to fir hamen confirmation mil jaati hai ki market mein tissue ki ki pattern ban chuka hai aur is baton per ham bahut acchi trading kar sakte hain isliye is patron ko jitna possible ho sake analyse kar lena chahie.
                            Same bullish position bhi vaisi hi hoti hai agar hum Kisi support area per koi bullish engulfing candle dekhte hain aur iski next candle pichli candle ke a hai ko break karti hai hai to tab ham iski confirmation Lete Hain ki bullish tissue ki pattern ban chuka hai aur yah pattern bhi hamare liye bahut mufeed hota hai aur ham bahut acchi police trade le sakte hain.

                            market mein jitne bhi ine golfing pattern bante Hain vah bahut powerful hote hain isliye hamen market mein agar koi engulfing candle najar aati hai to hamen isko jarur important Lena chahie kyunki engulfing pattern hamare liye bahut acchi malmath rakhte hain aur hamen bahut achcha signal dete Hain aur engulfing pattern se hamen market mein bahut acchi confirmation milati hai jiski vajah se hamari trade kafi behtar ho jaati hai.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : Tasuki pattern k related info

                              yeh pattern bahut he acha hota hae jitna zayada hum isko use karte hain to hum is main se faida hasil kar lete hain or hum is main success hasil kar jate hain hum jitna zayada dil se kam karte hain to hum yahan se kuch na kuch to gain kar lete hain bas hamen is main kam kar he lena cahiye take hum yahan se kuch hasil kar saken hamen bas is main kam ko sahe taran se ache tarah se kar he lena cahiye hum agar kuch esa karte bhe hain to hum is main kamyab ho bhe jate hain to bas hamen is main mehnat karne cahiye hum jitna zayada is main kam ko kar jate hain to hum is main kuch na kuch to success hasil kar jate hain bas hamen bhe cahiye ke hum bhe is main kam ko acha kiya karen hum jitna zayada is main kam kar he jate hain to hum is main se kuch na kuch to hasil kar he sakte hain bas hamen is main kam ko dil se karna hota hae hum jitna zayada is main sahe tarah se kam karte hain to hum is main success hasil karte he hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main dil se kam kar jate hain to bas hamen apna kam ko time dena cahiye take hum yahan se kuch esa kar saken ke hum is main aik professional trader ban saken or aik professional trader he to hote hain jo is amin dil se sahe tarah se kam karte hain wohe to is main success hasil kar he jate hain jis ke waja se wo is main kamyab ho jaya karte hain hamen bhe kam ko sahe karna hota hae take kamyab ho saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X