Swing Trading strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swing Trading strategy
    Click image for larger version

Name:	images-1.png
Views:	12
Size:	20.8 کلوبائٹ
ID:	12467402

    Swing trading ek trading ki strategy hai jo ky ek short term ya ek moderate term mein aapko profit de skti hai. Is mein ki jany wali trades aapko ek din ya taqreban ek week tak ky time mein acha profit de skti hain..is mein scalping ky muqable mein aap kam amount kama sktay hain. Lekin aap yeh bat note kar len ky aap ko is mein profit ki ratio bhut kam rkhni chahye. Professioanl traders is ky through maximum 30 percent annual profit apny zehn mein rkhtay hain kyn ky is mein zeada risk nahin lia ja skta..
    .
    Swing trading mein aap small amounts of profits kamaty hain. Aur market ki swing movemnt ko dekhty hain sirf aur average se andaza lagaty hain isky ilawa baqi patterns par koi khas twajah nahin di jati.​Sirf market ki swing movemnt ko analyze kar ky hi trading ki jati hai. Is trading mein aapko ek din mein bhi orofit mil skta hai. Lekin yeh profit baqi techniques sy liye jany wly profit se kam hoskta hai. Aur aapko kam profit par hi trade close kr deni chahiye aur zeada risk nahin lena chahiye.

    Swing trading ky liye aapky pas account balance zeada hona chahye tab hi aap is strategy ko istenal kar skty hain. Choty accounts par swing trading karny ka koi fauda nahin aur swing trasing choty account ky wash hony ka natija ban skti hai. Ek andazy ky mutabiq Professional traders ka manana hai ky agar aap swing trading strategy pr chalna chahty hain to aapky pas 5000usd se 10,000usd tak ka balance hona must hai

    Ek aam trader ky pas itni amount hona asan nahin hai. Yrh technique zeada bary traders hi use kr skty hain. Aur choty accounts pr swing trading se bachna chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Swing Trading strategy

    AOA dear friends hamara aaj ka topic hai ke swing trading strategy kya hoti hai is k use per bhi baat karty hean forex trading main hamain swing trading ka pata hona chiay kay market main jab ham trading kartay hain.*To hamain forex market main swing trading ka pata hona chiay kay forex trading main hamain.*Chiay hita hai.*Kay swing trading main support or resistance area ko zaroor madenazar rakhna chiay.*Apnay insta forex bonus account per.*
    Or aap ko pata hona chiay kay market main jabbhi trading karain.*To swing trading per bhi buy support or sell support per stop loss zaroor dain aur forex market main movement ko he humay juge karna hota hay aur jab hum es movement ko samjh jaye gay to hum esmain jo trading kar sakty hay wo bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen tab he humari trading skill enhance hoti hay aur hum kamyab ho paty hay esmain aur forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi*
    • #3 Collapse

      Re: Swing Trading strategy

      Swing trading mein aap small amounts of profits kamaty hain. Aur market ki swing movemnt ko dekhty hain sirf aur average se andaza lagaty hain isky ilawa baqi patterns par koi khas twajah nahin di jati.​Sirf market ki swing movemnt ko analyze kar ky hi trading ki jati hai. Is trading mein aapko ek din mein bhi orofit mil skta hai. Lekin yeh profit baqi techniques sy liye jany wly profit se kam hoskta hai. Aur aapko kam profit par hi trade close kr deni chahiye aur zeada risk nahin lena chahiye.

      Swing trading ky liye aapky pas account balance zeada hona chahye tab hi aap is strategy ko istenal kar skty hain. Choty accounts par swing trading karny ka koi fauda nahin aur swing trasing choty account ky wash hony ka natija ban skti hai. Ek andazy ky mutabiq Professional traders ka manana hai ky agar aap swing trading strategy pr chalna chahty hain to aapky pas 5000usd se 10,000usd tak ka balance hona must hai
      swing trading ka pata hona chiay kay forex trading main hamain.*Chiay hita hai.*Kay swing trading main support or resistance area ko zaroor madenazar rakhna chiay.*Apnay insta forex bonus account per.*
      Or aap ko pata hona chiay kay market main jabbhi trading karain.*To swing trading per bhi buy support or sell support per stop loss zaroor dain aur forex market main movement ko he humay juge karna hota hay aur jab hum es movement ko samjh jaye gay to hum esmain jo trading kar sakty hay wo bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen tab he humari trading skill enhance hoti hay aur hum kamyab ho paty hay esmain aur forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey.
      • #4 Collapse

        Re: Swing Trading strategy

        Forex trading Mein kam karte waqt swing trading strategy bahut hi jyada important Hoti Hai Hamen chahie ki Hamen Apna Kam start karte hain vah Karte swing trading strategy ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie swing trading strategy Ek bahut hi acchi separate ji Hai Iski help se Ham Apna Kam bahut hi isliye tarike se kar sakte hain

        Hamen market Madrid Lagane se pahle swing trading strategies ko acchi Tarah Se dekh lena chahie aur uske bad hi market Mein trade Lagani chahie swing the strategies ki average ko dekhne ke bad yah Ham Dada Laga Lete Hain ki Ham Se Kitna Jyada profit Hasil kar sakte hain Agar Ham Forex trading Mein acche earning Hasil karna chahie Chahte Hain To uske liye Hamen is Mein maujud Tamam techniques ko acchi Tarah Se dekh lena chahie aur samajh Lena chahie Uske bad hi Hamen market Mein trade open Karni chahie Kyunki ine Sab techniques per Amal karne ke bad hi Ham isase Achcha punsah chal kar Sakenge

        Agar Ham Apna Kam Forex trading ke rules ke according Karenge aur usmein vah jo Tamam technics ko follow karte hue Apna Kam Jari Rakhenge Tu Is Tarah Se Ham Apne experience or knowledge mein ijafa karne ke sath sath Apne profit mein bhi Safar kar sakte hain Chhote swing trading strategies per Hamen trade lagane ka Jyada fayda Hasil Nahin Hota Ham use Waqt Achcha profit han Sar kar Sakenge Jab Ham ismein Apna Kam karte waqt money management ke rules ko follow Karenge Agar Ham Apna Kam money management ke rules ke according Nahin Karenge To Ham Is Tarah Se swing trading strategies Mein Kabhi peace successful Nahin Ho Payenge aur Kabhi Bhi Ek acche aur Kamyab trader Nahin Ban Payenge
        • #5 Collapse

          Re: Swing Trading strategy

          forex main trading karny k boht se methods hain or boht se strategy hain jin main se hum os strategy k sath kar k acha profit lay skty hain forex main aik swing strategy bhi hai jis main trading ki ja skti hai swing trader main hum market ko ayse follow karty hain k wo hmain weekly base par acha profit deti hai jis se hum apni earning karty hain swing trader basically ayse trading karty hain k un ko scalping karny ka bhi moka mil jata hai or wo market ki os sort e hal ko follow kar k apni trading karty hain jis se profit hasil kar skty hain forex main aghr swing trading karni hotiu tu es main break ou strategy ko follow kiya ja ksta hai jis main trades zyda tar break outs par trade lety hain or esi method ko follow kar k apni trading kar skty hain or achi earning kar skty hain
          forex trading main jesa k main ny yah bat kahi hai k boht se trading method hai laken swing tarders ayse hoty hain jo apni trading patience level ko strong rakh kar karty hain q k es method main trading hmain profit zara ahista ahista deti hai jis main some time trade main loss bhi show ho rha hota hai jis k bad hum jub trading karty hain tu hmain os main profit tab milta hai jub market hmary hisab se move karny lag jati hai tu swing trading k liye practice ki boht zarort hoti ai jub hum practice karty hain tab he hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar rahy hoty hain demo account best option hai js main hum har wo method ki practice kar skty hain jis se hum trading karna cha rahy hoty hain or hum kamyab ho rahy hoty hain tu hmain chahye k hum soch smjh kar apni trading karen jis main hmain loss hony k chances kam se kam hon
          • #6 Collapse

            Re: Swing Trading strategy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas_Ali پيغام ديکھيے
            [ATTACH=CONFIG]19125[/ATTACH]

            Swing trading ek trading ki strategy hai jo ky ek short term ya ek moderate term mein aapko profit de skti hai. Is mein ki jany wali trades aapko ek din ya taqreban ek week tak ky time mein acha profit de skti hain..is mein scalping ky muqable mein aap kam amount kama sktay hain. Lekin aap yeh bat note kar len ky aap ko is mein profit ki ratio bhut kam rkhni chahye. Professioanl traders is ky through maximum 30 percent annual profit apny zehn mein rkhtay hain kyn ky is mein zeada risk nahin lia ja skta..
            .
            Swing trading mein aap small amounts of profits kamaty hain. Aur market ki swing movemnt ko dekhty hain sirf aur average se andaza lagaty hain isky ilawa baqi patterns par koi khas twajah nahin di jati.​Sirf market ki swing movemnt ko analyze kar ky hi trading ki jati hai. Is trading mein aapko ek din mein bhi orofit mil skta hai. Lekin yeh profit baqi techniques sy liye jany wly profit se kam hoskta hai. Aur aapko kam profit par hi trade close kr deni chahiye aur zeada risk nahin lena chahiye.

            Swing trading ky liye aapky pas account balance zeada hona chahye tab hi aap is strategy ko istenal kar skty hain. Choty accounts par swing trading karny ka koi fauda nahin aur swing trasing choty account ky wash hony ka natija ban skti hai. Ek andazy ky mutabiq Professional traders ka manana hai ky agar aap swing trading strategy pr chalna chahty hain to aapky pas 5000usd se 10,000usd tak ka balance hona must hai

            Ek aam trader ky pas itni amount hona asan nahin hai. Yrh technique zeada bary traders hi use kr skty hain. Aur choty accounts pr swing trading se bachna chahye.


            Payara bhai apna bhot acha knowledge "Swing Trading Strategy" k bara man hamara sath share kiya ha. "Swing Strategy" k bara man apka sath apna knowledge share kerta hon.

            Swing Trading Strategy :

            "Swing Trading Strategy" man trader short-term trend k oper trading ker k small profit earn kerta ha aur apna losses ko cutdown kerta ha. Is strategy man ham short reversals aur retracretrace ko use ker k trading kerkerta han. Is man trader ka indicators per control aur time management bhot accurate honi chaheye, q k is man trade time per open aur close n ki to major losses ho sakta han aur apka sara small profits ko ak he loss khatam ker deta ha. Is mn trader k strict exit rules ko fofollow kerta ha. Is man trader sirf apna capital k 25% tak he profit earn ker sakta ha.

            Swing trading strategy man kafi tecniques sa trading kerta ha. Aj man apka sath "Fabonacci Retracement" pa swing trading strategy k bara batata hon.Is man digram ko use kerta han aur is man ham kuch key points ko discussed karen jo ye han:

            A. Trade Entry

            B. Stop loss

            C. Price Forecast (exit level )

            D. Fabonacci Technical Analysis
            Click image for larger version

Name:	fibonacci_swing_trade_example_chart_large.png
Views:	1
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12330814

            Fabonacci Retracement ko jab trader jab draw kerta ha to wo important support/resistnce level ko draw ker leta ha. Aur in levels per Fabonacci pattern ko chart man draw kerta han jis man Fabonacci ki standard ratios jin man 23.6%, 38.2% and 61.8% han. In ratios k oper ham market ki reversal per trading kerta han.

            Jab trader Fabonacci k motabiq short term trend mn trade k liye enter hota ha aur market man current down trend ho to trader sell ki trade active kerta ha aur is man 61.8% ka level reistance k totor per work kerta ha aaur ham apna Stop loss is resistance per place kerta han aur Take Profit ko 23.6% k level per place kerta ha ye level support level k tor per work kerta ha.

            Swing Trading Strategy man common use hona wali techniques man support/resistance level aur Channel Trading wagera shamil han.
            • #7 Collapse

              Re: Swing Trading strategy

              Yes dear aapane bahut hi informative post Hamare Sath sher ki hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam karte hain to ismein do different types ki trading Ham kar sakte hain Ek short term trading kar sakte hain aur ek long term trading kar sakte hain dear jab aap aap short term trading karna chahte hain to aapko Hamesha swing trading ko properly samajhna hota hai aur ismein aap Fibonacci retracement indicators istemal karte hue bahut accha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Jab aap swing trading kar rahe hote hain to ismein aap scalping karte hain aur ismein short term trading karte ho ya reasonable profit Hasil karne ki koshish Karte Hain.

              Dear jab aap swing trading kar rahe hote hain to usmein aapko Hamesha apni Har trade per stop loss ki limit Jarur reply Karni chahie Kyunki sometime market retracement Karte Karte Apna trend change kar Deti Hai Jiski wajah se aapko bahut jyada problem ho sakte hain aur aapke account ko bahut jyada nuksan ho jata Hai Jiski vajah se aapko bahut jyada recovery karna hoti hai.

              Isliye Jab aap short term trading karte ho ya Singh swing trading ki help lete hain to aapko bahut jyada careful hokar trading Karni chahie dear jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to risk management rules and regulations ko carefully focus karna chahie aur uske sath sath aapko Hamesha Apne maximum account balance ke sath Hi Kam karna chahie aur Forex trading se related different important indicators Jo specially aapko short term basis per acchi indications provide kar rahe hote hain unko Jarur istemal karna chahie aur dear sabse important Jab aap short term trading kar rahe hote hain to aapko Hamesha timeframes bhi Uske mutabik he carefully dekhne chahie otherwise aapko kabhi bhi profit Nahin ho sakta short time frames aapko properly Kate kar rahe Hote Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Swing Trading strategy

                Swing trade

                Swing trade us strategy ko kehty hain jis ma trader small gain sorat ma big amount ko jama karta hai or losses ko cut karny ki khosis karta hai. Ye small gain small to hoty hain but jb ye combine hoty hain to handsome amount ban jati hai. Swing trading ko big time k lae use kiya jata hai.

                Swing trading strategy.

                Es strategy ma ham basic sy start karty hain ham apny capital ka smallest share market ma invest karty hain. Waqti tor par ye small gain etna big nazar ni aty but time guzarny k sath sath he ye small gain barh kar big profit ban jaty hain. Swing trading ma ik trade ki length 10 days tak b ho sakti hai. Es tarha small win combine ho kar big ban jati hai. Yes es ma loss ka factor b ah sakta hai but wo b small hota hai es tarha trader ko small loss sy kio faraq ni parta. Swing trading technique ma market k over all trend ko follow kiya jata hai. So market ma jb retracement ho trade ko close b kiya ja sakta hai or es ko continue b rakha ja sakta hai. Swing trading ma ham short or medium term trades ko use karty hain. Es trading strategy ma ham different indicator ko use karty hain k hamy trade k lae kio point mel jae. Es trading strategy ma risk reward ko bhot achy sy use kiya jata hai or es ma stop loss or take profit ko b target achieve or loss sy bachny k lae use kiya jata hai.

                Pros.

                Swing tradinf strategy k bhot sary faiday hain or un ma sy kuch ye hain. Es ma time requirement kam hoti hai or zayada big trades ka wait ni karna parta. Short trades hony ki waja sy indicator sy asy points find karny ma asani hoti ha jis sy profit hasil kiya ja sakta hai.

                Cons.

                Hamy kahe bar asi position ma pans jaty hai jis ma market ki situation over night or weekend par change ho sakti hai. Kahe bar market ma reversal ki waja sy es strategy ma bhot loss ho jata hai. Swing trading small trades par depend karti hai so trader big marker trend sy faida utany ma nakam ho jaty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Swing Trading strategy

                  trading co successful kar lene ke liye members ko maximum hard work karna hoti hai aur trading co successful kar lene ke liye members ko apne kaam par acchi tarah focus karna hota hai har member apni trading ko acchi tarah Se Kar lene ke liye different tarah Se apne knowledge ko improve kar raha hota hai aur technical trading se related learning karna important hai aise members jinke pass trading se related technical data maximum hota hai is tarah Se members ko vah data learning main important role de raha hota hai aur is tarah Se members ki tradings beneficial hoti hainagar members trading se related apne experience ko improve nahin karenge tu is tarah Se unko idea nahin milega ki members ko apni trading kis tarah Se karna hai agar members regular online hokar apni kam per acchi tarah Se focus karenge tu is tarah Se members ka experience khud Se Hi improve hota Chala jaegamembers ko apni trading se related practice ko acchi tarah Se continue kar lene se ya fayda hota hai ki is tarah Se members ko technical trading se related maximum information mil jaati hai aur agar members aur information se help lekar aur apni trading ko continue karenge tu is tarah Se members ko unki trading mein nuksan nahin hoga aur fayda hoga trading mein fayda Le Na itna aasan nahin hai iske liye members ko maximum hard work karna hoti hai aur apne mind se acche decisions bhi Lena hote Hain yah sab manage kar lene ke bad members ko trading mein beneficial milte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Swing Trading strategy

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas_Ali پيغام ديکھيے
                    [ATTACH=CONFIG]19125[/ATTACH]

                    Swing trading ek trading ki strategy hai jo ky ek short term ya ek moderate term mein aapko profit de skti hai. Is mein ki jany wali trades aapko ek din ya taqreban ek week tak ky time mein acha profit de skti hain..is mein scalping ky muqable mein aap kam amount kama sktay hain. Lekin aap yeh bat note kar len ky aap ko is mein profit ki ratio bhut kam rkhni chahye. Professioanl traders is ky through maximum 30 percent annual profit apny zehn mein rkhtay hain kyn ky is mein zeada risk nahin lia ja skta..
                    .
                    Swing trading mein aap small amounts of profits kamaty hain. Aur market ki swing movemnt ko dekhty hain sirf aur average se andaza lagaty hain isky ilawa baqi patterns par koi khas twajah nahin di jati.​Sirf market ki swing movemnt ko analyze kar ky hi trading ki jati hai. Is trading mein aapko ek din mein bhi orofit mil skta hai. Lekin yeh profit baqi techniques sy liye jany wly profit se kam hoskta hai. Aur aapko kam profit par hi trade close kr deni chahiye aur zeada risk nahin lena chahiye.

                    Swing trading ky liye aapky pas account balance zeada hona chahye tab hi aap is strategy ko istenal kar skty hain. Choty accounts par swing trading karny ka koi fauda nahin aur swing trasing choty account ky wash hony ka natija ban skti hai. Ek andazy ky mutabiq Professional traders ka manana hai ky agar aap swing trading strategy pr chalna chahty hain to aapky pas 5000usd se 10,000usd tak ka balance hona must hai

                    Ek aam trader ky pas itni amount hona asan nahin hai. Yrh technique zeada bary traders hi use kr skty hain. Aur choty accounts pr swing trading se bachna chahye.
                    Swing trading stretigy aesi stretigy hai jis per maximum scalpers trade kerty huey success hasil kerty hain kyun ky market hamesha normal movement kerty huey apni movement ko continue kerti hai ky jab market kisi aik trend main movement ker rehi hoti hai tou bar bar kuch pips retrace ly ker dobara trend ko follow kerna shoru ker deti hai aur agar ham market ky trend main movement ko bhi observe kerty rehain tou Jesy hi market trend main movement kerty huey kuch pips retracement leny ky bahd dobara trend ko follow kerna shoru kery tou aesy time per ham trade open ker ky pofit bana sakty hain yeh hamary liay trade open kerny ka acha chance hota hai ky ham market ki swing per trade open kerty huey bar bar profit hasil kerty hain

                    Jab tak market per koi fundamental effect nehi hota tab tak market kuch hi pips ky darmian movement kerti rehti hai ky kabhi support ki taraf chalna shoru ker deti hai aur kabhi support sy retracement ly ker resistance ki taraf market just support aur resistance ky darmian hi swing kerti rehti hai tou iss aesy time per market kisi support per ponch chuki ho tou hamain buy ki trade open ker ky resistance tak continue rakhni hoti hai aur jab market resistance per ponch jati hai tou hamain trade sell main open ker ky support tak continue kerna hoti hai isi terha ham market ki her swing per profit hasil ker sakty hain lekin hamain aesy time per market ko effect kerny wali news per bhi nazar rakhni chahiay ky aesa na ho ham trade open ker lain aur hamain loss hona shoru ho jaey phir hamain trade ko secure kerny ky liay support aur resistance ky breakout per stop loss bhi use kerna bahot zaruri hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Swing Trading strategy

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas_Ali پيغام ديکھيے
                      [ATTACH=CONFIG]19125[/ATTACH]

                      Swing trading ek trading ki strategy hai jo ky ek short term ya ek moderate term mein aapko profit de skti hai. Is mein ki jany wali trades aapko ek din ya taqreban ek week tak ky time mein acha profit de skti hain..is mein scalping ky muqable mein aap kam amount kama sktay hain. Lekin aap yeh bat note kar len ky aap ko is mein profit ki ratio bhut kam rkhni chahye. Professioanl traders is ky through maximum 30 percent annual profit apny zehn mein rkhtay hain kyn ky is mein zeada risk nahin lia ja skta..
                      .
                      Swing trading mein aap small amounts of profits kamaty hain. Aur market ki swing movemnt ko dekhty hain sirf aur average se andaza lagaty hain isky ilawa baqi patterns par koi khas twajah nahin di jati.​Sirf market ki swing movemnt ko analyze kar ky hi trading ki jati hai. Is trading mein aapko ek din mein bhi orofit mil skta hai. Lekin yeh profit baqi techniques sy liye jany wly profit se kam hoskta hai. Aur aapko kam profit par hi trade close kr deni chahiye aur zeada risk nahin lena chahiye.

                      Swing trading ky liye aapky pas account balance zeada hona chahye tab hi aap is strategy ko istenal kar skty hain. Choty accounts par swing trading karny ka koi fauda nahin aur swing trasing choty account ky wash hony ka natija ban skti hai. Ek andazy ky mutabiq Professional traders ka manana hai ky agar aap swing trading strategy pr chalna chahty hain to aapky pas 5000usd se 10,000usd tak ka balance hona must hai

                      Ek aam trader ky pas itni amount hona asan nahin hai. Yrh technique zeada bary traders hi use kr skty hain. Aur choty accounts pr swing trading se bachna chahye.





                      Salam G apny acha question kia hai Mai apko Swing trading ki information dyta hun.
                      Swing Trading Ka matlab aik Choty time period ki range mai ki jany wali Trading Ko swing Trading kehty hain.
                      Yani 2,7,ya 15 din ky time period mai Stock ko Kahreedna or Beachna .Ager hum Share ko Khareed ky kuch din apny pass rkhty hain or Beachty nhi hain or aik din ya 3 month tak apny pass rkhty hain tu ussy kehty hain Swing trading.Swing trading ko kaafi namo sy jana jata hai.
                      1.DELIVERY BASED TRADING.
                      2.SHORT TERM TRADING
                      3.POSITIONAL TRADING.
                      Swing Trading aik bhut popular trading System hai iss ko monthly based trading bhi kaha jata hai.Swing trading mai investment ky leay hamary pass Zyada paisy hony chaiye kisi bhi Stock ko khareedny ky leay, Swing trading Junior hazraat ko lazmi short term ky leay krni chaiye taky ap ko trading or currency pair py trade per profit or loass ka andaza ho jaye q ky zyada tar log Swing trading yani short term ky leay trading kr ky daily base per market sy out ho jaty hain,Mazeed picture sy apko swing trading ki wazahat ho jaye gi.
                      Thanks.
                      Click image for larger version

Name:	7D45F956-609C-4F4F-B6A2-45BEC30B34C5.png
Views:	12
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12330825
                      • #12 Collapse

                        Re: Swing Trading strategy

                        market mein trading ke liye bahut si strategies hai jeene mein se swing trading strategy bahut hi useful aur profitable strategy hai aur Hamen iske related ek achcha knowledge Lena chahie tha ke ham swing trading strategy se benefits lekar achcha profit banaa sake Hamen is strategy ko jarur use karna chahie aur isko Ham tab hi properly use kar sakenge jab Hamen iske related good knowledge hoga aur board practice hogi.

                        kisi bhi aisi strategy ko Ham tabhi use karne ke kabil hote Hain jab Ham demo account per again and again apni abilities ko test karte Hain jab hamari testing acchi Ho jaati hai to tab hi Ham aisi strategies to use kar sakte hain market mein profitable trading kar sakte hain agar market Neha message strategies ko use nahin karte Hain to fir profitable trading bhi hamare liye possible nahin hai.

                        swing trading strategy:

                        swing trading strategy hamare liye bahut important hai aur ham agar small capital ka account bhi rakhte Hain to fir bhi hamari trading acchi ho sakti hai Hamen money management ke sath swing trading strategy patriot leni chahie to Ham is trading se kafi achcha Kama sakte hain lekin baat tu Hi hai ki Hamen pahle iska experience hona chahie jis trader ka chitra experience hoga to vah usse utni hi benefits Le sakta hai isliye Hamen jarur swing trading strategy ke related experience lekar trading karni chahie is per hamari trading kafi profitable ho sakti hai.

                        benefits of swing trading strategy:

                        bahut se expert aur singer treadle sewing trading sikha bhi accha profit Kama lete Hain jab ek point pay market Swing karti hai to hamara vo entry point hota hai aur Hamen jarur use point pantry leni chahie kyunki use point per jab Ham entry lenge to hamari trade profit mein jayegi kyunki hamari trade trend ke sath move kar rahi hoti hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Swing Trading strategy

                          Kisi security ki price movement baz dafa musalsal support and resistance kay darmian chalti rehti hay. Ye is security ki price stability ki waja say hota hay. Yani price up side movement kay bad resistance say hit hony kay bad wapas a jati hay aur isi tarah jab down side main move karti hay to ye support say hit hony kay bad again up side chali jati hay. Isko swing market kehty hain. Yani bar bar ups and down trends main ye movement traders ko profit ki shakal main kafi acha reward day daiti hay.

                          Swing market main momentum strong aur RSI mixed hoti hay. Mager ye movemnt itny ziada spread per na phaili hui honto ham isko sideway movement bhi keh sakty hain. Aisi surat main support and resistances points bahut strong hoty hain. Jis waja say support per puhnchny kay bad sellers ko pata hota hay keh mazeed profit mumkin nai aur wo exit ho jaty hain aur auto pe buyers ki entry buying pressure bana kar up trend main movement ki waja banti hay. Jab price resistance level per puhnchti hay to buyers exit ho jaty hain jis waja say sellers last trend aur movement ya pattern ko mad-e-nazar rakhty huye market main sell ki hope say enter ho jaty hain.

                          Is tarah ki market situations main scalpers bahut faida uthaty hain. Aur wo swing strategy ka use kar kay both trends main sell and buy ki trading karty rehty hain. Yani support to resistance buy and resistance to support sell ki trade karty rehty hain. Safe trading kay liye price kay reverse hony ka wait karain aur proper stop loss aur take profit ko use karain. Jab keh is kay sath analysis ki bhi support lain aur risk management lazmi karain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Swing Trading strategy

                            friend, swing strategy aik medium term trading style ha jis ma traders prices ki changing sa profit hasil karnay ki koshish kartay hain, is ma hm apnay capital aur account ko safely manage kar k small share market ma invest kartay hain, ye small profits par mushtamil hoti ha, is trading style ma sabar ki zarurat hoti ha q k apki trade kafi din tk ja sakti ha, swing trading 2 trading k darmian hoti ha jis ma day trading aur position trading ati hain, is ma traders possible trend ko identify kar k apni trade ko certain time period k liay hold kiay rakhtay hain, ye period 2 days sa week tk ja sakta ha, ye un k liay kafi mufeed hoti ha jo din bhar charts ko monitor nhi kar saktay mgr end of the day kuch ghantay achay anaylisis kar lain, swing trading aisay members k liay bht suit karti ha jo forex k sath sath koi aur job b kar rahay hon, un k pass free time ho jis sa wo global economy ki updates rakh sakain, swing trading strategy technical aur fundamental anaylisis ko taayun karti ha ta k ye maloom ho sakay k near future ma currency pair ki price ma kia up and down ho gi, is strategy ma market k trend ko follow kia jata ha aur jb market ma retracement ho to timely apni trades ko close kar daina chaiay, isma risk reward ko thek tarah use kar saktay hain, is strategy ma scalping technique mufeed sabit hoti ha lakin us k liay proper learning sa thek entry aur exit points ki selection karni chaiay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Swing Trading strategy

                              yeh aik bahut he ache strategy hae is main agar koi is strategy ko samajh jata hae to wo aram se sukoon se ghar beth kar ache tarah se km kar he jate hain to is waja se sabhe logon ko cahiye ke wo is main agar kuch karna cahte hain to wo is main ache strategy ko folow karte howe he kam karen jitna zayada wo is amin strategy ko follow karte hain wo is main utna he success bhe hasil kar he jate hain yeh aik bahut he ache strategy hae i se hum daily ka acha khasa profit bhe hasil kar he jate hain bas hamen is main kam ko sahe tarah se karna cahiye or hamen cahiye ke hum is main mehnat bhe kara karen hum is main jitne bhe agar mehnat karen ge hum is main se kuch na kuch success bhe gain kar saken ge to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main kam ko time diya karen is tarah se hum is main kamyab ho jate hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karen is se hum is main success bhe hasil kar jate hain to bas hamen cahiye ke hum is main mehnat karte hain to is tarah se he to hum is main success hasil kar jate hain bas hamen cahiye ke hum is main mehnat karte hain bas hamen cahiye ke hum is main mehnat kar jate hain to is tarah se he to hum is main kamyab ho jate hain is liye hamen cahiye ke hum is main kamyab ho he jate hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karte hain is main hum kamyab ho he jaya karte hain success bhe hasil kar he jate hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main kam ko kam samajh kar kam karna cahiye take hum is main success bhe hasil kar lena cahiye tab he to hum is main success bhe hasil kar he jate hain to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karte hain to he to hum is main success bhe hasil karte hain to bas hamen bhe is main kam ko kam samajh kar he karna cahiye take hum is main kuch gain bhe kar jate hain is main take hum is main kuch ache earning bhe hasil kar jate hain to is tarah s ehe to hum is main kamyab ho he jaya karte hain hamen cahiye ke hum is main mehnat karte hain take hum is main kuch hasil kar jate hain bas hamen is main ache tarah se or sahe tarah se kam kar jate hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X