Jaiza :- SWIFT code kia hota hai aur is ka use kia hea

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza :- SWIFT code kia hota hai aur is ka use kia hea

    swift code is very important in robot trading is main agar hum sahe tarah se ache tarah se kam karte hain to hum is main acha experience hasil kar sakte hain trading ka phir jitna zayada hamare pas acha experience ho ga hum is main utna he kamyab ho he jaen ge bas hamen kabhe bhe is main himmat nhe harne hae hum is main himmat har jate hain agar to hum is main nakam ho jate hain to hamen kabhe bhe nakam nhe hona hae balke hamen to hamesha he kamyab hona hae is ke liye hamen cahiye ke hum is main jitna dil se kam kar jate hain hum is main utna he gain kar he jate hain bas hamen is main kuch hasil karna hota hae jo ke agar hum hasil kar jate hain to hum is main success gain kar he lete hain bas hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe himmat na hara karen hum agar is main himmat har jate hain to hum is main loose ho jate hain to hamen kabhe bhe is main himmat nhe harne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main kam kara karen hum is main jitna zayada dil se sahe tarah se kam karte hain hum is main success bhe gain kar he jate hain to bas is liye hamen cahiye ke hum is main mehnat karte raha karen jitna zayada hum is main mehnat karte rerhte hain hum is main success bhe hasil kar he jate hain lakin is ka hamen patra hona cahiye tab he to humi is main se kuch na kuch gain bhe kar he sakte the agar hum is main dil se kam kare jate hain q ke yeh business hae he esa is main jo log kam karte hain acha wohe to kamyab ho jate hain or is main wo earning bhe ache kar he lete ahin to hamen bhe ese he kam karna ho ga is main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza :- SWIFT code kia hota hai aur is ka use kia hea

      Swift code wo use karta hain jo log bank mai withdrawal ya deposit karwata hain is lia una swift code ki zarorat parti hai swift code ko serf hum log serf bank ka account jub use karain tu phr swift code mangta hain muja serf atna hi maloom hai kiun ka swift code is lia use hota hai or rahi withdrawal ki bat tu sub sy best hai skrill kiun ka skrill a asa option hai withdrawal ka jis sy ap kafi aram sy withdrawal la sakta hain or wo bi jazz cash account sy is lia skrill ko use karian jis na skrill ko use kia wo fida mai raha laken agr mai apna mulk ki bat karo tu koi bi bank is mulk mai forex ka sath attach nahi hai is lia huma swift code ki zarorat nahi parti hai laken jub hum log international money transfer karta hain tu huma swift code ki zarorat parti hai swift code two banks ka darmiyan money transfer ka kam karta hai ya international transfer ka lia use hota hai or ya code serf un logon ko dia jata hain wo international transection karta hain is lia dear swift code hum Pakistan ka bank sy bi la sakta hain is lia huma skrill use karna chaya swift use karian gain tu bank ka chakar mai par jayain gain is lia easily hai skrill use karian skrill easy hai is ko verify karna bi easy hai or aram sy hum is or withdrawal apna jazz account mai kar sakta hain agr yahan sy bi hum log kisi bank mai send karian tu huma swift code dana ho ga is lia mai is ka haq mai nahi ho huma withdrawal ko lana ka lia easy tareka use karna chaya gar huma withdrawal easy milta hai tu huma mushkal way ko use nahi karna chaya warna problem creat ho sakti hain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza :- SWIFT code kia hota hai aur is ka use kia hea

        Ye aik banking term hay jo internationally use ki jati hay. Banks kay through sirf locally ya in-country he money ya fund transfer nai ho sakty balkeh banks hamain international level per bhi money aur funds transfers ki facility provide karty hain.

        Swift code ko bhi isi maqsad kay liye use kia jata hay. Banks apas main messages ya data share karny aur locally ya internationally fund transfer karny kay liye swift code ka istemal karty hain. Swift code kisi bhi bank branch ko identify kart a hay.

        Swift code bank ki websites say mil jaty hain. Maslan ager ham nay HBL ka swift code talash karna hay to iskay liye ham kai tariqy use kar sakty hain. Ham bank staff say bhi pooch sakty hain, bank ki website say bhi daikh sakty hain, bank statement say bhi daikh sakty hain, aur ager ham ny kisi ko money send karni ho to us say bhi bank ka swift code pata kar sakty hain.

        Swift code 8 say 11 digits per hota hay jo english letters and numerics ka combination hota hay, is code main hamain 4 cheezain pata chalti hain, bank name, country name, city and bank branch.

        Swift code kay through ham kisi bhi dusry mulk money transfer kar sakty hain, ya internationally money mangwany kay liye swift code use karty hain. Am tor per swift code kay through money send and receive karny pee koi charges nai hoty laikin baz dafa kuch hidden charges bhi pay karny hoty hain, is liye banks say pehly in charges ya fee ka pata kar laina chahiye.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza :- SWIFT code kia hota hai aur is ka use kia hea

          Ji bilkul aapane Humse Sahi question Kiya Hai swift code kya hota hai aur iska kya use Hota Hai To Aaj Ham aapko bataenge ke swift code kya hota hai aur as ka Forex mein kya use hota hai aur ham iska istemal Apne kam Mein kyon ka karte hain Aaj Ham Apna experience aur knowledge ke sath is swift code ke bare mein maloomat share Karenge Forex trading mein jo profit Hamen Milta Hai ur usy Bank mein transfer karna chahte hain to aapko post mein aapko swit code ki jarurat hoti hai aur Agar hamare pass swift code provide Hoga To Hamen amount active karane ki problem Nahin Hogi Swift Ek bahut hi Achcha code hai Forex trading Mein kam Karte Hain is business se jo profit Hamen Hasil Hota Hai to use profit ko Ham Swift code mein sev rakh Lete Hain

          Swift code ka Forex trading mein istemal bahut jyada important hai swift code bank account ka code Hota Hai To Hamen Jab Bhi Chahe Ham is ko withdrawal kara sakte hai To Ham Apna International Bank account number chahie Hota Hai swift code mein Hamara profit Seve Hota Hai swift code Hamari Bank ka code Hai Ham Jab Bhi Chahe Apna profit withdrawal Karva sakte hain

          Hamare ilava Hamare is profit ko koi bhi withdrawal Nahin Karva Sakta Hamari money e Swift Court mein bahut jyada safe rahti hai isliye Agar Ham Apne profit ko save karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham swift code ko Jarur use Karen swift code ke bare mein information ka hamare pass Hona bahut jyada important hai agar Hamen Swift Court ke bare mein koi information Nahin Hogi to Ham swift code mein apni e money ko save nahin Rakh sakte
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza :- SWIFT code kia hota hai aur is ka use kia hea

            Payment processing ke liye Jo code istemal hota hai ham usko swift code kahate Hain har Bank ka ek apna swift code hota hai aur hamara jis Bank mein bhi account ho hamen Uske swift court Ka pata Hona chahie kyunki jab ham transaction karte Hain tum money process ke liye hamen swift code ki jarurat padati hai aur jab tak hamen Apne Bank ka ya Apne Bank ki branch car swift code pata nahin hota hai to tab ham apna payment process nahin kar sakte hain isliye hamen chahie ke ham jarur payment process ke liye swift code ko yad rakhen tha ki hamen Kisi bhi pareshani ka samna Na ho.

            Swift code hamare liye bahut ahmiyat rakhta hai kyunki hamen transaction karne ke liye swift code ki akshar jarurat pad jati hai isliye hamen chahie the ham jarur swift code ko read Karen aur jo bhi hamare Bank ka swift code hamen uska pata Hona chahie aur hamen use apne pass likh Lena chahie tha tejab hamen jarurat pade to tab ham isko acche tarike se istemal Kar saken kyon ke swift code ke bagair hamaritransaction Nahin Hoti hai isliye hamare pass swift code Ka Hona jaruri hai.

            yes Bank mein bhi humne apna account open karvaye hai hamen iske bare mein maloomat honi chahie hamen branch code aur swift code ke bare mein pata Hona chahie tha ke agar hum koi foreign transaction karte hain ya Apne hi country mein koi transaction karte hain aur hamen branch code ja sirf court ki jarurat padati hai to iska hamen pata Hona chahie kyunki swift code 1 hour Mr maal hone wala code hai aur jab ham uska pata nahin hoga to hamara payment process complete Nahin hoga.
             
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza :- SWIFT code kia hota hai aur is ka use kia hea

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
              jab ap ais market mai kaam karty hai aor ais mai profit banaty hai to aus ko withdraw karwana k liay ap ko koi payment processor select karna parta hai aisy hi agar ap ne apny Bank mai payment manwani hai to ap ko aus mai apna account no dena parta hai magar aus mai ap ko international transtion karwani hoti hai aus k liay ap ko aus bank ka swift code pata karna parta hai jo internation k liay aus bank ki pehcahan karwata hai ta k jab hum money ki request kary to wo humry aus hi bank mai aye jo hum ne account no dia hai agar humry pass swift code ni hai to hum apny bank mai payment apny debit card k zaye se mangwa sakty hai aus k liay hum ko aik dafa debit card se deposit kar lena chaye.
              dear forex market mein jab humne trade karni hoti hai to Ham is market mein swift code isliye jarur hota hai ki jab Ham apne account per kam karte Hain to humko is market mein paida tab hota hai jab Ham is market mein Koi bhi witwer Lena chahte Hain apne bank account mein to Ham ko ismein kafi jyada fayda ho jata hai jab Ham kisi bank account mein withdrawal Lena chahte Hain to iske liye humko apne city car Swift code hasil karna hota hai uske bad Ham is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain agar Ham forex market mein Koi bhi earning complete kar sakte hai to uske bad Ham is market mein apna withdrawal apne Bank mein main mangwana chahte Hain to humko swift code ki jarurat hoti hai humko chahiye Ham is time agar acchi tarike se kam karte Hain to Ham ko ismein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham forex market mein acche tarike se kam karte Hain to humko ismein Jo bhi jyada fayda ho jata hai forex market mein humko kam karne ke liye acche tarike se kam karne se fayda ho jata hai humko is market mein padta hota hai jab Ham is market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein acchi tarike se kam karte Hain Ham ko is market mein achcha kam karne se fayda tabah ho jata hai agar Ham is market mein kabhi jyada fayda ho jata hai jab Ham is market mein fayda tab hoga jab hamesha market mein acche tarike se fayda ho jata hai Ham agar is market mein acche tarike se kam karte Hain to humko is market mein Punjabi mil jaati hai forex market mein humko kamyab hone ke liye hard work karna hota hai humko is market mein acchi planning karni hoti hai jab Ham is market mein acche tarike se kam karte Hain to Ham kis market mein paida ho jata hai forex market mein humko apne account per achcha profit hasil karna hai to Ham kis market mein kamyabi tab hota hai jab Ham is market mein padta baat hai tab humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai is market mein humko jo bhi e-trade lagani hoti hai uske liye humko is bar cute mein acchi planning karni hogi otherwise Ham is market mein kabhi bhi successful nahin ho sakte.
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza :- SWIFT code kia hota hai aur is ka use kia hea

                Dear men ne apni jitni bhi withdraws li hain skrill account mein li hain aur Un ko skrill to skrill send kr KY exchange krwaya hai mein ne kabhi kisi bank mein ya Kisi account mein apni withdraw nahi li is liye mere pas is SWIFT code se related koi khas information nahi haiap es mai dil say acha kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu kamyabi kaliye zaroori hai kay ap es mai acha aur mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu apnka kam kafi acha ho jata hai us kay bad he ap ka es mai profit ya lose hota hai tu daikha jata hai tu ap ka kam es mai kafi acha ho jata hai jub ap es mai withdraw lagtye hain aur ap skrill mai acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap ka kam hai kay ap es mai withdraw lagtye hain tu ap skrill say he kam karain ap es mai kabhi bank mai withdraw na lagya karain kiyu kay aik tu ap kay profit anye mai kafi time lagta hai aur process mai bhi kafi time lagta hai tu ap ka acha kam ap kaliye kaldi mai kamyabi daita hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur kamyabi paain Isliye dear aapko is Siri Baithe jitne bhi important information Hoti Hai vah Jarur Pata honi chahie Taki Jab aap apni Koi translation complete karna chahti Hun To Aap Ko Kisi Tarah koi problem Na Ho Aur aapki transaction easily complete hoti Rahe Jab aap Forex trading se related different important information han sirf kha lete hain dost time per aapke liye koi bhi activity complete karna difficult Nahin rahata.
                • #23 Collapse

                  SWIFT CODE kia aur eska istemal Kaisa..??

                  Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge.
                  Dear members SWIFT CODE sy related kuch information share Karen mery sth please..
                  • #24 Collapse

                    Re: SWIFT CODE kia aur eska istemal Kaisa..??

                    trading se related maximum terms kejo members for trading mein bahut acchi tarah Se help deti hai aur members ko trading mein bahut acchi help milane ke bad hi fayda hota hai swift code yah bhi ek aisi term hai ki agar members is per bahut hi acchi tarah Se deeply study karenge to members ko bahut hi acchi tarah Se trading karne mein help mil jayegi agar kisi bhi member ko trading mein bahut acchi tarah Se help leni hai to iske liye members ko bahut hi acchi tarah Se apni information ko improve karne ke liye online hona hoga agar koi member maximum online nahin hota aur koi bhi member agar apni trading se related practice ko continue nahin karta tu is tarah Se members ko kabhi bhi acche results nahin aaenge yah members per depend karta hai ki vah technical trading se related experience ko kis tarah Se hasil kar rahe hain aur hasil kar lene ke bad kaise improve karte Hain agar members trading se related apne experience ko bahut acchi tarah Se experience ko improve kar lenge to members ko kabhi bhi apni trading mein problem nahin hogi agar kisi member ke pass kabhi bhi trading se related Koi information nahin hogi to koi bhi member apni trading ko bahut hi acchi tarah Se nahin kar payega maximum members apne trading mein is vajah se fail ho rahe hote Hain ki members ke pass koi bhi trading se related achi information aur achcha experience bhi nahin hota hai members ko acche experience ke bagair kabhi bhi Koi trade open nahin karna chahie
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: SWIFT CODE kia aur eska istemal Kaisa..??

                      Swift Code Online transactions ko possible banata hai aur yeh har bank se affiliated ek code hota hai jo ky aap online international transactions ky liye bank ki identity show karny ky liye use karty hain. Is trha har bank ka apna swift code hota hai jo ky dusry banks ya dusri branches se mukhtalif hota hai. Is trha worldwide banking ky liye har bank ne apna swift code generate kia hota hai jis se iski pehchan hoti hai. Yeh code sirf country wide transactions ky liye istemal hona zaruri hai. Agar online kisi bhi platform se aap international transactions karty hain to aap ko apny bank account ky mutabiq bank ka swift code pata hona lazmi hai.

                      Agar instaforex se aap bank account mein Transaction karty hain to yeh bhi ek International transaction hoti hai. Kyn ky instaforex bhi international company hai aur iska Pakistan se koi taluq nahin.​Pakistan ya kisi​bhi mulk ky banks mein aapko details dety huey Bank account number ky sath swift code dena zaruri hota hai. Is trha bank details de kar international transaction ko complete kia jata hai. Aur aap apni money ko bank ky through withdraw kar skty hain. Swift code provide kiye bagher aap ki transactions ka process kabhi bhi complete nahin ho skta islye aap ko iski details ka hona must hota hai.

                      Apny bank account ka swift code janny ky liye aap apny account ki kisi bhi receipt, deposit slip, withdrawal slip, ya bank account ky details mein is ko dekh skty hain. Isky ilawa bank ki cheque book se aapa is codd ko bhi dekh skty hain jo ky numbers aur words par mushtamil hota hai aur taqrebn 10 se zeada words par mushtamil ek code hota hai. Isi trha aap agar bank ka swift code janna chahty hain to aap onlije Google bar mein bhi search kr k apny bank ka swift code jan skty hain. Is trha har bank ka aona swift code hota hai jis se uski identification hoti hai. Kyn ky international banks mein aapka bank zaruri nahin ky har koi janta ho. Worldwide thousands of banks mojud hain. Un sb ki alag pehchan ky liye swift codes diye jaty hain.
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: SWIFT CODE kia aur eska istemal Kaisa..??

                        Jab ham kisi bhi country sy apny bank account sy transaction kerna chahty hain tou hamain other countries sy apny bank ka swift code required hota hai ky jab tak ham same swift code provide nehi kerty hamary bank ki location ka pata nehi chalta worldwide level per her bank ka apna aik swift code hota hai ky hamain jab same Bank sy transaction lena hoti hai puri world sy kisi bhi jaga sy tou hamain swift code required hota hai ky swift code sy pata chal jata hai yeh kisi country ka aur konsa bank hai jis sy hamain transaction process main koi problem nehi hota lekin agar hamain swift code ka pata na ho tou aesa possible hai ky jab ham international level per transaction kerna chahty hon tou hamain same transaction hasil na ho saky kyun ky hamain jab apny bank ko identify kerna mushkil hoga tou phir hamain other countries transaction bhi provide nehi kerain gy hamain apny aesy her bank ka swift code pata hona chahiay ky jis bank main hamara account hai kyun ky kisi bhi time same bank say transaction ki zarurat perh sakti hai ky ham jab kisi other country main travel ker rehy hon aur hamain kuch amount required ho tou ham same amount apny bank ky account sy hasil ker sakty hain bit same Bank ka swift code hoga tab hamain international level per transaction hasil hogi warna hamain apny bank ka account other countries main koi help nehi ker sakta isliay hamain apny her bank ka swift code pata hona chahiay ky ham same bank ki services ko other countries use ker sakain aur kisi bhi financial probpem ko other countries main hoty huey hi solve ker sakain isky elawa agar ham apny bank account main order countries sy amount send kerna chahty hain tab bhi hamain same Bank ka swift code ki zarurat hoti hai jo hamain her surat hasil kerna chahiay
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: SWIFT CODE kia aur eska istemal Kaisa..??

                          Walekum assalam swift code se related aapane bahut hi perfect topic discussion ke liye select kiya hai no doubt clear ya bahut hi important topic hai jo aapke liye informative ho sakta hai Kyunki Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aapko different important transactions complete Karni hoti hai jo ki International basis per Hoti Hai Jab aap Koi money receivement aur payment karna chahte hain jo ki International basis for hoti hai to ismein aapko swift code se related complete lagne Hasil Karni chahie yah aapki transactions ko complete karne ke liye aapki bahut jyada help kar sakta hai.

                          Dear jab aap Bank Mein International transaction karna chahte hain aur apni amount International base per Kisi country mein transfer karna chahte hain to ismein aapko Swift Court ki jarurat Hoti Hai Jab aap Kisi Bank ke sath apni transaction complete kar rahe hote hain to usmein aap ko swift code provide karna Jaruri hota hai otherwise aapke liye apni transactions complete karna impossible ho sakta hai.

                          Dear jab aap instaforex broker you all over the world Kisi bhi broker ke sath Apna account open karte hain to usmein bhi aapko Swift code generate karne ki jarurat hoti hai jo aap apni different banking transactions ko complete karne ke liye properly utilised kar sakte hain aur apni transactions ko complete kar sakte hain isliye agar aap different brokers ke sath Apna account open karte hain aur apni transactions Bank ke through complete karna chahte hain to usmein aap ko swift code ki services Jarur Hasil karne hoti hai isliye aapko banking se related apni Tamam information update karna Hogi.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: SWIFT CODE kia aur eska istemal Kaisa..??

                            Assalamu alaikum my dear all Forex member swift code se related aapane bahut hi perfect topic discussion ke liye select kiya hai no doubt clear ya bahut hi important topic hai jo aapke liye informative ho sakta hai Kyunki Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aapko different important transactions complete Karni hoti hai jo ki International basis per Hoti Hai Jab aap Koi money receivement aur payment karna chahte hain jo ki International basis for hoti hai to ismein aapko swift code se related complete lagne Hasil Karni chahie yah aapki transactions ko complete karne ke liye aapki bahut jyada help kar sakta hai
                            Dear jab aap Bank Mein International transaction karna chahte hain aur apni amount International base per Kisi country mein transfer karna chahte hain to ismein aapko Swift Court ki jarurat Hoti Hai Jab aap Kisi Bank ke sath apni transaction complete kar rahe hote hain to usmein aap ko swift code provide karna Jaruri hota hai otherwise aapke liye apni transactions complete karna impossible ho sakta hai
                            Dear jab aap instaforex broker you all over the world Kisi bhi broker ke sath Apna account open karte hain to usmein bhi aapko Swift code generate karne ki jarurat hoti hai jo aap apni different banking transactions ko complete karne ke liye properly utilised kar sakte hain aur apni transactions ko complete kar sakte hain isliye agar aap different brokers ke sath Apna account open karte hain aur apni transactions Bank ke through complete karna chahte hain to usmein aap ko swift code ki services Jarur Hasil karne hoti hai isliye aapko banking se related apni Tamam information update karna Hogi
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: SWIFT CODE kia aur eska istemal Kaisa..??

                              Aoa ,forex trading ko smjny aur krny k liay bht c terms hoti Hain ,aj baat krlty Hain swift code ki ,yh vo code h Jo internationally transaction k liay use hota ha ,ap kisi b online Kam s earn krny k bd agr transaction krna chaty hun tou swift code apk kam ata ha ,hr bank ka apna alag code hota ha jo us bank ki identity show krta haa ,apko transaction k liay apny bank account k mtabik us bank ka swift code ka pta huna zruri ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: SWIFT CODE kia aur eska istemal Kaisa..??

                                Je dear swift code ki help sy he trader apni transactions ko complete karta hai. Swift code k bena profit ki kio transacation possible he ni ho sakti. Swift code 11 ya 15 digits par mabni hota hai. Es ma pehle 2 digits country ka bataty k ye account kis country ma hai. Secondly es k bad waly 2 digit bank k bary ma information dety hain k ye account kis bank ma hai. Esk bad waly 11 digits customer k account ki information dety hain. Jo trader ya customer apny account ka swift code galat batata hai other member ko us ma transaction karny ma bhot problem hoti hai.

                                So trader ko chahe k wo hamesa accourate swift code transaction ma use karyn. Swift code ki waja sy international transaction ko process karwana mumkin bana hai. Es sy pehle international transactions ma bhot problems howa karti thi. Swift codes ko standard codes k sath munsalik kiya giya hai ta k en ki repeatations sy bacha ja saky. Agr asa na hota to 2 customer ka same account number generate kiya ja sakta tha. Ye swift code ik cnic par ik he issue kiya jata hai. Kuch countries ma enko electronically use karny ki b facility provide ki gae hai or other developing countries ma serf kuch khas banks hoty hain jo swift code ki subscription ko allow karty hain.

                                Customer ko amount transfer karny sy pehle confirm kar lena chahe k us country ma kon sa bank swift code ki facility provide karta hai ya ni. Pehle confirmation leny k bad trader bhot sari problems sy bach jaty hain. Swift code trader ko amount ki transfer ma bhot security ko provide karta hai trader ko exact amount transfer kar di jati hai. But es k pehle use hony waly method bhot complex hoty thy or trader ko en k bhot site effects sy guzarna parta tha.
                                 
                                Last edited by ; 19-10-2020, 09:58 AM.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X