Sawal: " Trading man Money Management aur Risk Management" ka role kia ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawal: " Trading man Money Management aur Risk Management" ka role kia ha?

    Assalamu Alaikum Aaj Ham aapse Forex trading se related information share karne Ja Rahe Hain Ki Ham Forex trading se Kis Tarah Se achi earning Hasil kar sakte hain aur apne Forex trading ke business ko Kis Tarah Se Ek successful business banaa sakte hain Jab Ham Forex trading Mein Apna Kam start karte hain to use vah karte use Mein Hamen maujud Uske chat ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Uske chat Mein maujud Tamam points ko acchi Tarah Se learn karna chahie Agar ham Forex trading mein maujud chat ke Tamam points ko acchi Tarah Se Karenge tab bhi Ham Apna Kam bahut hi acche tarike Se Kar Payenge aur ek acche leader Ban Payenge

    Jab Ham Forex trading Mein Apna Kam start karte hain to use Kahate Hain Hamen chahie Ke Ras reading Mein maujud money management ke rules ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Kyunki Forex trading Mein money management Had Se Jyada important hoti hai isliye Hamen chahie ke Ham isko bilkul Bhi najarandaaz Na Karen is ko acchi Tarah Se learn karne Kyunki Agar Ham isko acchi Tarah Se learn kar lenge tab Hai Ham isase acchi earning Hasil kar Sakenge Agar Ham Ek acche trader Banna chahte hain aur isase acchi successful karna chahte hain to uske liye Hamen money management ke rules ko follow karna bahut hi jyada Jaruri hota hai aur jo log money management ke rules ko follow Nahin Karte ya FIR usko najarandaaz kar dete Hain To vah Is Tarah Se money management ko kabhi bhi acche tarike se nahin samajh paate aur Kabhi Bhi Ek acche trader Nahin ban paate Is Tarah Se Hamara sara account bus hone ka bhi Khatra Hota Hai isliye Hamen chahie ke market Mein trade Lagate Waqt Kisi Bhi ki jankari Nahin Lena chahie Bal ke Hamen money management ke rules ko follow karte hue hi Apna Kam Jari Rakhna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

      Forex main safe trading hamesha recommend ki jati hay. Forex main demo per trading ka maqsad bhi yahi hota hay keh ham is business ko seekhain aur is main trading kay liye risk managemet per work karain. Trading experience hamain tab he faida daita hay jab ham loss say bachain, apny account ko safe rakhain, aur apny account ko profit say musalsal grow karain.

      Strong analysis

      Fundamental analysis ka maqsad trading per affect hony waly factors say bachna hay. Q keh tamam tar technical analysis aur indicators say help lainy kay bawajood, pattern per work krna sab tab fazool ho jata hay jab ham funadamental analysis ko ignore karain aur inka shikar ho jayain. Q keh jab koi bhi factory ya financial news ya data release hota hay to is say market conditions musalsal change ho jati hain. Fast market conditions main ager to movement kay mutabiq hamara order place kia gia ho to bahut jald bahut acha profit mil jata hay. Jab keh ager hamary trade kay against market movement chali jaye to is say bahut ziada nuqsan ho jata hay. Isi liye risk management sa ham aisi situations say bach sakty hain.

      Safe tading plan.

      Risk management aur money management main ham apny account balance kay mutabiq aur market conditions ka muqabla karny kay liye aik plan banaty hain. Jis main hamara maqsad stop loss aur small lot use kar kay apny account ko safe rakhna hay, trend acha hony kay bawajood bhi greed say bachna aur safe trading karna he actual money and risk management hay.
       
      • #18 Collapse

        Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

        Trading mai money management or risk management ka lia rules hain stop loss or Lot size ko use karna ya dono bohot important hai money management or risk management dono sy hamra account safe rahta hain balance ko bachana ka lia sub sy ahm hai money management or trading mai loss sy bachna ka lia hai risk management ya dono bohot ahm hain is lia huma in dono ko use karna chaya risk management or money management karna sy hum safe rah sakta hain or loss kum ho sakta hai earning mia azafa ho sakta hai is lia huma dono ko use karna chaya ta ka fida ho

        Lot size

        Lot size bohot hi zayda ahm hai management karna ka lia ya dono ka kam ata hai money management ka bi or risk management ka bi kiun ka lot size choti rakhna sy huma risk kum ho ga bara loss ho na ka or money bi safe raha gi bari lot size bara loss risk zayda or money management nahi ho sakti or phr account wash tuk ho jata hai is lia lazmi hai ka loss ko control krna ka lia ka chota loss ho or jaldi recover ho is ko lazmi hai ka hum log choti lot size lagain jis sy huma kafi fida ho ga or hum log kamyab ho saka gain

        Stop Loss

        Ya bi bohot important hai risk or money management ka lia ya loss ko bara hona sy rohkta hai jub bi trade open karian lazmi hai ka stop loss use kia jaya os ka fida ya hota hai jub loss hota hai trade mai tu trade khud b khud close ho jati hai loss mai or loss tohra hota hai jis ki waja sy loss ko ahsani sy recover kia ja sakta hai is lia huma is business mai mahnat krni chaya or stop loss ko apni trade ka hisa banana chaya ta ka loss ko control kia ja saka or jis mai money bacha or risk control ho
        • #19 Collapse

          Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

          trading mein money management or risk management ki bahut hi ahmiyat hoti hai aur koi bhi trader money management or risk management ke bagair market mein Kam nahin kar sakta hai agar market mein Ham money management or risk management ke bagair kam karte Hain to fir hamara kam karna hamare liye bahut hi mushkil ho jata hai aur koi bhi trader use vakta kamyab nahin ho sakta hai jab tak vah money management aur risk management ko proper tarike se a handle nahin karta hai kyunki yah business bahut hi risky hai aur ismein hamare lose hone ke fully chances hote Hain.

          definition of money management and risk management:

          risk management aur money management ki definition koshish tarike se hai ki jab Ham trading ke liye apne account mein investment karte hain aur jab bhi Ham Koi etrade open karna chahte hain to Hamen trade open karne se pahle hi apne account ko check karna padta hai ki hamare account ka capital balance kitna hai jab Ham apne account ka capital balance dekh lete hain to bad mein Hamen Koi trade open karni padati hai aur jitna hamara account hota hai usi nesbitt se Hamen trading karni hoti hai.
          As example agar hamara account $100 ka hai to Hamen apni pahle tradeco 0.01 ki Laut sahi se open karna hota hai kyunki agar Ham dekhen to Hamen trading ke liye 1 :2 ki recipe working karni hoti hai Jahan per hamari Koi trade open hoti hai to vahan per Ham apna target ka profit double rakhte hain aur apne loss ka target band rakhte Hain hamara kam se kam risk to reward ratio itna hona chahie tab hi Ham market mein survive kar sakenge aur tab hi ham apne account ko grow kar sakenge.

          importance of money management and risk management:

          trading min risk management and money management ki bahut jyada importance hoti hai aur agar koi trader trading nahin successful hona chahta hai aur good profit Kiya nahin karna chahta hai to use market mein money management and risk management jarur karni hogi agar vah market mein money management or risk management nahin karega to vah kabhi bhi successful nahin ho payega isliye market mein money management or risk management karna har trader ke liye bahut jaruri hota hai aur koi bhi trader use waqt Hi Kam jab ho sakta hai jab vah acche tarike se money management or risk management karta hai otherwise wo kabhi kamyab nahin hota.
          • #20 Collapse

            Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

            Respected members Jo trading Mein money management hota hai ya proper plan hota hai Kay ek hi a lot size rakhte Hue trade karni hai Jab proper plan se money management citrate Karenge Agar market Mein Thoda last bhi ho jata hai use money management se recover kar lenge for bahut bada business hai ismein market kabhi bhi loss ki taraf Ja sakti hai agar plan se trading kah Rahe Honge to use recover Karke Apna capital save Rock Sakenge aur capital Jab save Rahega FIR profit bhi nikal Sakenge
            • #21 Collapse

              Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

              Money management.



              Money management asi term hai jis ko trading community use karti hai es ka matlab ye hai k ap ik trade ko ketni dair tak held kar sakty hain. Money management sy ham capital ka free hesah side par rakhty hain ta k ham market ma zayada dair reh sakyn kr agr ham sy mazeed trading mistakes ho b jayn to hamara account wash na ho. Trade ma loss ki sorat ma ham stop loss use karty hain tak ham big loss sy bach jayn kiu k big loss ko recover karna bhot mushkil hota hai or trader k account aksar es ki recovery ma he wash ho jaty hain. Money management k lae hamy achy capital ko pehle jama karna chahe or phr he trade ma jana chahe. Big capital sy ham apni mistakes ko cover kar sakty hain. Esk elawa hamry pass agr capital kam hai to hamy esko apy profit k share sy b grow karny ki khosis karni chahe.



              Risk management.


              Risk management un ways ko kehty hain jin sy ham apni trade k loss ko kam sy kam kar sakyn. Es mamaly ma hamary pass to acha trading knowledge hona chahe. Bena knowledge k trade ma jayn gy to account wash karwa bethyn gy. Es m sath sath hamy hamesa small lot sy he trade karni chahe. Kiu k es ma profit to kam sy kam ho ga but loss b kam ho ga. Forex trading ma senior ye he kehty hain k small profit big loss sy bhot better hota hai. Es k elawa hamy hamesa small lot sy trade ko open karna chahe. Hamary account ki leverage b minimum stage par honi chahe. Es sy ham apny account ma risk factor lo kam sy kam kar sakty hain.


              Trader ko better money or risk management k bena acha profit kbi hasil ni ho sakta. Forex ma achy profit or long run k lae es strategy ko necessary use karna chahe.
              • #22 Collapse

                Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Umar_Ali پيغام ديکھيے
                Assalam o Alaikum! Mera apna tamam seniers aur juniers sa ye sawal ha k ham trading man "Money Management aur Risk Management" man effectively kasa use ker sakta han. Aur is sa hamen apn account ko safe kasa rukh ker kamyab trading ker sakt han.

                Umeed ha ap sab bhai apna qeemti knowledge mera sath share karen ga. Jis sa mera jasa new trader ko trading mn faida hoga.
                Forex trading main money management aur risk management two important factors hain ky agar ham in dono ko achi terha sy manage ker lety hain tou hamain phir continue forex market main trade kerty huey bahot achi earning hasil hoti rehti hai aur forex market main earning ka bahot acha chance hai ky agar ham sirf forex market main continue trade kerty rehain tou hamain forex sy hi itni achi earning hasil hoti rehti hai ky hamain phir kisi aur business aur job ki zarurat hi nehi perti hamain dono ko manage ker ky hi Trade kerny per loss kam sy kam aur bahot acha profit hasil hota rehta hai

                Money management yeh hoti hai ky hamary trading account main balance Kitna hai aur ham ny same balance per kis terha sy secure trade kerni hai ky hamain acha profit bhi hasil ho saky aur ham bary loss ya account wash sy bhi bach jaen jab tak hamara account wash hony sy bacha rehta hai tab tak profit hasil hony ka chance bhi rehta hai lekin jab ham achi terha money management nehi kerty tou hamain short time main hi hamain itna bara loss ho jata hai ky hamara account hi wash ho jata hai ky hamary pas phir trade kerny ka chance hi nehi hota ky ham loss ko recover ker ky further trade continue ker sakain

                Risk management yeh hoti hai ky ham apni her trade is terha sy open kerty hain ky hamain open trade main kuch profit hasil ho saky aur loss bhi itna zyada na ho ky jisko recover kerna bhi mushkil ho tou ham risk management ky liay her open ki jany wali trade main stop loss aur take profit use kerty hain ky jab hamara stop loss ya take profit hit hota hai tou hamari trade close ho jati hai jis sy hamain mazeed loss ka chance nehi hota ham bari achi terha apni open trade ko risk management ker ky continue ker sakty hain
                • #23 Collapse

                  Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

                  Trading ne money management or risk management ek bahut important role play Karti Hain aur agar hamari trading mein money management Na ho aur risk management Na ho to fir hamari trading kabhi bhi sirf Nahin ho sakti hai isliye ham risk management aur money management ko bahut hi dete Hain aur ham risk management aur money management ke bagair Kabhi trading Nahin karte hain kyunki yah karobar bahut khatarnak hai aur ismein hamara nuksan bhi hota hai isliye money management karna bahut jaruri hota hai agar money management Nahin karenge aur agar ham yah samajhkar is karobar ko shuru karenge ki hamara ismein nuksan Nahin hoga to fir hamara kuchh bhi Baki Nahin bachega aur ham apni sari investment Ka nuksan Kar denge isliye hamen chahie ke ham jarur money management ke sath kam Karen kyunki money management ke sath kam karna hamare liye bahut jaruri hai.

                  jitna hamare pass balance hota hai aur ham apni investment ke hisab se agar money management or risk management Nahin karte Hain to fir hamara balance best Hona shuru ho jata hai kyunki hamara trading mein balance bahut kam hota hai aur ham trading ne bahut badi trading jab karenge to fir hamara nuksan jarur Hoga kyunki jitna balance Hoga utani hi trade se hamen munafa mil sakta hai aur agar ham Apne balance se jyada keytrade karte Hain to fir hamen munafa ki jagah nuksan hota hai isliye hamen chahie ke ham Kabhi bhi Apne balance se jyada ki trade na Karen Varna hamen bahut bada nuksan ho jaega.

                  Hamesha hi professional aur expert log kabhi bhi money management or risk management per compromise Nahin karte hain kyunki agar ham risk management aur money management ko chhod dete Hain to fir kamyabi hamen Kabhi Nahin mil sakti hai isliye risk management aur money management ko Kabhi Nahin chhodana chahie tab hi trading mein hamari kamyabi hogi agar risk management aur money management ko ignore kar denge to fir kamyabi Kabhi Nahin mil sakti hai.
                  risk management Apne account mein is Tarah se Karni chahie ki agar hamen Kisi bhi trade mein main jab tak double profit ki ration Nahin mil jaati hai tab tak hamen koi bhi aisi trade open Nahin Karni chahie hamen vo trade Karni chahie jismein hamare munafa ki ratio 2% ho aur hamare nuksan ki recipe 1% ho tab hamen koi trade open Karni chahie Varna hamara is karva mein nuksan ho jaega.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #24 Collapse

                    Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

                    money managment to bahut he zayada zarori hote hae to is ke liye hamen cahiye ke hum hamesha he money managmnet ko fol,ow karte howe he is main kam karna cahiye jitna zayada hum is main money managment ko follow kar jate hain to hum yahan se bahut kuch hasil kar he lete hain lakin hamen is main apna kam bhe acha karna he hota hae tab he to hum is main success hasil karte hain to bas jo bhe kam karen sahe tarah se ache tarah se kam karen is main take hum is main se kuch hasil kar saken or money managment main yeh hota hae ke hamen apne account balance ke mutabiq he is main lot size use karna hota hae or hamen is main apna stop loss or take profit ko bhe set karna hota tab he to hum is tarah se is main kamyab ho jate hain agar hum is main apna kam ko sahe tarah se karte hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is main jo bhe kam karen hamen bas is main money managmet karne cahiye q ke without money managment apko yahan se kuch bhe hasil nhe ho ga or ap is main nakam ho jao ge to bas is waja se is main jo bhe kam karen sahe tarah se karen take hum yahan se bhe kuch na kuch hasil kar saken or hamen yeh bhe cahiye ke hum is main mehnat se kam karen hum is main jitna zayada sahe tarah se is main kam karte howe rehte hain to hum yahan se kuch na kuch to hasil kar he jate hain bas hamen apna kam ko sahe se karna ho ga jitna ache tarah se hum kam ko acha karen ge hum yahan se bahut kuch gasil kar he len ge bas hamen is main mehnat jo hae wo bahut zayada karne ho ge hum jitna zayada is main kam kar jaen ge hamare liye utna he faida ho ga is main
                    • #25 Collapse

                      Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

                      Money management achi trading ke liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen Koshish karna chahie ke forex mein ham trading money management ke sath karen aur is tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain jisse forex main hamara bonus account wash hone se bach sakta hai aur forex mein hamen achi aur safe trading karni chahie kyunki forex mein apne bonus account ko safe rakhna bhi hamari kamyabi hai aur forex mein apne bonus account ko safe rakhne ke liye hamen trading mein hamesha small lot size hi use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex mein hum achi trading kar sakte hain aur forex mein ham thode thode profit se achi earning bhi hasil kar lete hain jisse forex mein hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai lekin forex trading mein agar ham trading mein zyada risk lenge jiske liye trading mein agar ham big lot size to use karte hain tu is tarah se forex trading main zyada risk ki wajah se ham achi trading nahin kar sakte jisse forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho sakta hai jisse forex mein hamare puri mehnat waste ho sakti hai isliye forex trading mein hamen koshish karni chahiye k forex mein achi aur safe trading ke liye hamesha trading mein normal lot size hi use karna chahie aur forex mein achi trading ke liye fresh aur active mind hona bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen koshish karni chahie k trading ke dauran hum active rahen forex trading ek risky business hai jismein hamari ek mistake ki wajah se hamare puri mehnat waste ho sakti hai aur trading mein hamare active na hone ki wajah se market ki situation ka pata nahin chalta jiski wajah se market hamare apne analysis ke against chali jaati hai jiski wajah se forex main ham nakam ho sakte hain.
                      • #26 Collapse

                        Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Umar_Ali پيغام ديکھيے
                        Assalam o Alaikum! Mera apna tamam seniers aur juniers sa ye sawal ha k ham trading man "Money Management aur Risk Management" man effectively kasa use ker sakta han. Aur is sa hamen apn account ko safe kasa rukh ker kamyab trading ker sakt han.

                        Umeed ha ap sab bhai apna qeemti knowledge mera sath share karen ga. Jis sa mera jasa new trader ko trading mn faida hoga.
                        forex market mein jab Ham koi bhi trade lagate Hain to humko money management ke hisab se kam karna hota hai agar Ham forex market mein acche tarike se kam karte Hain to Ham is market mein apne account berchha profit bana sakte hain forex market mein jab Ham money management ko dekhte hue yah kam karte Hain to humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai jab Ham is market mein fayda hasal kar sakte hain Japanese market mein sochkar trading karte Hain forex market mein acchi tarike se kam karna chahte hain to humko is market mein fayda tab hota hai yah farmers market mein soch samajh Kar trading kar rahe hote hain forex market mein jab Ham achcha kam karna chahte hain to humko is market mein Mani Mani metco follow karna hota hai jo today forex market mein apne account per jyada risk lete hain vah is market mein itna jyada profit nahin banaa sakte agar Ham is market mein jyada risk lete Hain to hamari trade per nuksan bhi ho jata hai forex market mein jo log apne account per trade karne ke liye kafi jyada investment karte hain vah is market mein accha profit banate hain forex market mein humko apne account per kafi jyada fayda hota hai jab Ham is market mein main padhta bahut aaja farmers market mein pada tha pata hai jab Ham is market mein acche tarike se kam karte Hain Jo trade forex market mein kafi jyada fayda bahut hi jab hamesha market mein kafi jyada fayda ho jata hai trading mein money management per fayda tab hota hai jab Ham is market mein achcha fayda bahut hai jab Ham is market mein fayda hota hai jab Ham is market mein padat hota hai ki is market mein acchi tarike se kam kar sakte hain forex market Nima Nima Nima ke sath kam karne per humko kafi jyada fayda ho jata hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

                          Forex trading Mein kam karte hue money management ka Khas kyal Rakhna chahie Jab Ham money management Ka Khyal rakhte Hain To Ham Apne trade ko perfect rate banaa paate hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Kuchh trader Aise Hote Hain Jo money management ko ignore kar dete Hain vah market main acch tarike se trade Nahin Laga Sakte aur na hi achha profit Hasil kar sakte hain balki Unka account bhi wash ho jata hai trade Lagate Hue money management Ka Khyal rakht hue stop loss Jarur Lagana chahie Jab Ham Stop loss Lagate Hain To isase Hamara account wash hone se bacha jata hai aur ham Apne account ko save kar sakte hain moneyi management Khyal rakhte Hue Hamen Hamesha small lot size Ka istemal Karna chahie Jab Ham small lot size ka istemal Karte Hain To Ham Achcha bonus Hasil kar sakte hain aur apne trade ko ek Kamyab trade banaa sakt Forex trading Mein kam karte hue Jab Ham money management ko ignore karte hain aur apne trade Mein lalach Karte Hain To Ham kabhi bhi achcha Haasil nahin kar sakte Bal ke Ham loss Mein Chale Jaate Hain aur Hamara account bhi wash ho jata hai aur jab Ham big size ka istemal Karte Hain To is ham Apne account ko seve Nahin Rahk Sakte Hamen trade Lagate Hue kabhi bhi lalach nahin karna chahie bal ke Soch Samajh Kar acchi tarike se trade Lagane chahie trade Lagate Hue Hamen ek hi Waqt main sirf ek hi trade open karne chahie jaldbaji Nahin karne chahie jaldbaji Hamen loss ki taraf Le Jaati Hai trade Lagate Hue Mein risk Nahin Lena chahie trade Lagate Hue Hamen Sabar ke sath kam karna chahie stop loss Jarur laga dena chahie
                          • #28 Collapse

                            Re: Sawal: &quot; Trading man Money Management aur Risk Management&quot; ka role kia ha?

                            Innocent every successful trader employees money management principal in the course of futures trading even if only unconsciously the goal of this book is to facilitate a more conscious and rigorous adoption of this principle in every day trading this outline the money management process in terms of market selection and exposure control traits as risk assessment and the allocation of capital across coming competing opportunities in doing so it gives The Reader a broad overview of the books a signal to buy or sell it may be generated by a technical. Aur chart based study of historical data fundamental analysis or a study of demand and supply forces influencing the price of commodity could also be used to generate trading signals important as signal generation is it is not the focus of the of this content is focus of on the decision-making process of the signals. first it must decide whether or not to proceed with the signal this is particularly serious problem and two or more commodities are wearing for Limited funds in the account next for every signal Accepted it must decide on the fraction of the trading capital that he or she is willing to reach the goal is to maximize profit while protecting the bank loan against undulose and over exposure to ensure your participation of future major moved an obvious choice is to risk of fixed dollar amount every time more simply the trader my Tunak to trade an equal number of contacts of agri commodity trader. However, the resulting allocation of capital is likely to be suboptimal for each signal pursued the trader must determine the price that an equal AC confirms that it is not minding up to Expectations this price is known as a stop loss wise or simply the surprise the dollar value of the difference between the enterprise and stop tries defines a maximum permissible limits for contract the risk capital and located to the trade divided by the maximum permissible is per contact determines. The number of contact to be traded money management and comprises the following ranking available competent is against an objective pic of desirability deciding on destruction of capital to be exposed to trading at any given time allocation is capital across opportunities assessing the permissible level of loss for each of the accepted for trading deciding on the number of contacts of commodity to be traded using the information from Step 3 and 4
                            • #29 Collapse

                              Sawal: &quot;Money Management aur Risk Management&quot; ka role in forex trading?

                              Assalamu Alaikum dear seniors and juniors Mera ab sabse yah Sawal hai ki money management or risk management kya hoti hai aur yah Kis Tarah Hamare Kaun ko trading ke dauran safe rakhte Hue Hamare profit ko maximize karti hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Sawal: &quot;Money Management aur Risk Management&quot; ka role in forex trading?

                                Asalam o alikum ap ne informative sawal poocha ha
                                Money Management aik technique ka naam hai jis men ap apni investment ko manage kerty hein or forex trading men kam kerny k liy apko money management ka knowledge hona boht zroori hota hai.
                                Moneny management men ap ko forex men kam kerny k treeka btaya jata hai jis ko istimaal ker k ap forex men apni earning hasil ker sakty hein.
                                Money management men apko sikhaya jata hai:

                                Trade kab open kerni hai?
                                Trade kab close kerni hai?
                                Kon si currency per trade kerni hai?
                                Kitny Volum size Use kerna hai?


                                Money Management k liy Tips:
                                Ap forex trading men kam kerny k liy apni money management kis terhan kerni hai is k liy me ne kuch tip yahan btaey hein....

                                Capital k Mutabik Risk lena :
                                Ap ne apny capital ka 2%-5% risk lena hai. Example: ap ka capital ager 1000$ ha tu ap ne 20$-50$ ka risk lena hai. is se zada risk nahi lena hai.

                                Mushkil k liy tiyar rehna :
                                Hum ko forex market ka nhi pata ka Mustaqbil men kia ho ga. is liy ap ne her qisam k halat k liy khud ko tiyar rakhna hai.

                                Stop-Loss ko istimaal kerna :
                                Ap ne hmesha apny her Trade k sath stop loss ko zroor lagana hai. or take profit or stop loss ki ratio ye rakhna hai. 2:3( ager S.L ap ka 2$ hai tu ap ka T.P 3$ ka ho).

                                Lalach se Door rehana :
                                Ap ne kabhi lalach nhi kerna hai. jab ap lalch kerty hein tu ap trading mne wrong descisions ker jaty hein jo apko loss ki traf ly jaty hein.

                                Leverage Ka Drust istimal kerna :
                                Ap ne apni leverage ka hmesha boht soch samjh ker use kerna hai ye ap k liy sab se important hoti hai.

                                Jazbati trading se Bachna :
                                Ap ko loss ho jaey tu ap us per ghussa nahi kerna or khud per control kerna hai. Akser jab traders ko loss ho jata hai tu wo ghusy me a jaty hei or forun apny loss ko pura kerny ki koshish kerty hein or zada risk ly ker trade open ker lety hein jis se un ko or zada loss ho jata hai, ap ne esa nhi kerna hai.

                                Apni Ghalti ko Tasleem kerna :
                                Ap ko loss ho jaey tu ap ne apny loss ki wajohat ko tlaash kerna hai. or apni ghalti ko tasleem kerna hai.or market ko ya broker ko ilzaam nhi dena.

                                Long-term Trading Kerna :
                                ap ne long term kerna hai. is men ap zada acha kam ker skaty hein. ap ko market ka trend ka zada achy treeky se idea ho jata hai or ap kam vouml k trade ko long term k liy laga ker zada acha profit haisl ker skaty hein or ye kam risk men zada profit hasil ker sakty hein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X