False Breakout ka kese pata chalega?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    False Breakout ka kese pata chalega?
    False BreakOut:

    Forex mein jab hum work kartey hein to hamen daily basis par different type ke false breakout bhi dekhne ko miltey hein mera aap sab se yeh sawal he keh apne experience ke mutabiq batayen keh hum false breakout ko kese identify kar saktey hein aur is se apne aap ko kese bacha saktey hein.

    Click image for larger version

Name:	false breakout.jpg
Views:	2
Size:	105.8 کلوبائٹ
ID:	12467361
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: False Breakout ka kese pata chalega?

    my dear forex members forex main trading ka business karny k liye hmain boht se method milty hain jin ki base par hum apni trading kar skty hain or acha profit lay skty hain es liye boht se traders apni trading k liye break outs startegy k sath trading karty hain q k un ko lgta hai k es se hum achi trading kar skty hain jub k yah sub se best trading strategy hain jis se hum achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain es liye hain chahye k hum aghr forex main kamyab hona chahty hain tu hmain chahye k hum apni jo trading strategy ka use karty hain tu he hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main jo log break out strategy ka use karty hain un ko market main some time ayse bhi beak outs milty hain jo fake hoty hain jis main apki trading strategy fail ho jati hai es liye aghr ap ko fake break out k bary main pta chal jay tu bhi ap apny loss se bach skty hain es liye apko chahye k ap aghr break out ko smjhty hain tu os k liye zarori hai k apko fake break outs ka bhi pta ho jis se a achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain forex mai basically hum market main jub market trend line ko break karty hain osko hum break outs kahty hain jub k break out hony k ad yah matlab hota hai k market main ab trend change ho rha hai or trend i confirmation ko achi tarha se smjh kar he ap forex main trade karty hain es se yah hota hai k ap apni trading main fake break out ko achi tarha se smjh ka he ap kamyab ho skty hain q k ayse break out par aghr ap tarde lgaty hain tu apko
    Click image for larger version

Name:	fake romank.png
Views:	1
Size:	104.8 کلوبائٹ
ID:	12330716
    • #3 Collapse

      Re: False Breakout ka kese pata chalega?

      MY dear friends , False break out bhi ek bahut n aihm factor hai forex mein Is sy murad yah hai ki jab market niche achanak chali jaati hai aur usi waqt achanak up ho jati hai aur jab Bhi hum kisi Daily Chart par support or Ressitance levels nikaltay hain tou hammain ressitance or support Ki 3 3 lines milti hain...Trader Ko Trading Kartay huye ye dekhnaa chahiyee k agar market nay first support ko toraa hai tou kuch Dair Ruk Kar market K Trend Ko Dekhnaa Chahiyee phr us K baad trade lagani chahiyee baz dafa Support tot'tay he traders sell Ki Trade lagatay hain or market Sell par janay Ki bajaye Buy possition main Aa Jati hai so is Soraat main behtar tarikaa ye hai k support level agar tot'taa hai tou kuch Dair ruk Kar trend Check Karain phr order lagayen forex main agar hum support or even ressistance levels pe trading Karen tu inside me se market agar kisi level ko break kar kay after that timing me reverse ho jay tu waha pe market false breakout banati hai or perhaps ye market me kabhi kabhi hota hai jab market ki situation unexpected hoti haihum support or ressistance levels pe trading Karen tu in me se market agar kisi level ko break kar kay next timing me reverse ho jay tu waha pe market false breakout banati hai or ye market me kabhi kabhi hota hai jab market ki situation unexpected hoti hai thanks
      • #4 Collapse

        Re: False Breakout ka kese pata chalega?

        Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab Ham Forex trading kar rahe Hote Hain To Humko market mein bahut jyada careful hokar kam karna chahie Kyunki sometime market false Breakout Karti Hai Jiski vajah se bahut Sare traders confuse ho Jaate Hain aur Market Mein entry Le lete hain aur unko Yahi lagta hai ki market Mein Apna friend banaa liya hai aur Market ki next moment is trend Mein Hi Hogi lekin aisa hota nahin hai aur Market Kuchh Dekhe Baat Apna trend change kar Leti Hai Jiski vajah se bahut Sare ladiss ko nuksan ho sakta hai isliye market Mein trading karte hue aapko bahut jyada careful Rahana hoga.

        dear agar aap market Mein Apni learning to increase karna chahte hain to aap market Mein different important candlesticks ko carefully study Karen aur use study ko apni trading per apply karen to isase aap market ki false Breakout aur movement ko acchi tarike sa pahchan sakte hain Kyunki market Mein candlesticks ki complete information aur indicator ka proper istemal aapko bahut jyada nuksan se Mehfooz Rakhta hai isliye Jab aap market Mein different important candlesticks aur different indicators ko carefully study karte hain aur uske bad unko apni trading per reply karte hain to aapko bahut jyada advantages milane ke chances Hote Hain.

        Jab aap market ke important factors ko acchi tarike se Lanka Lete Hain To Uske bad aap market ki false movement ko bhi easily pahchan sakte hain aur use time per aapko Koi confusion Nahin Hoti aur aap market Mein successful trader Ban sakte hain isliye agar aap market Mein properly Kamyab Hona Chahte Hain To aapko sabse pahle market se related apni education aur learning complete Karni Hogi is ke bad aapko kabhi bhi market mein misunderstanding Nahin Hogi aur aap bahut acche tarike se apni trading ko profitable banaa sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: False Breakout ka kese pata chalega?

          Forex trading ke andar Agar market support ko Breakout kar rahi ho ya resistance ko Breakout kar rahi ho to jab tak Breakout confirm na ho aur uske bad market Kuchh Run Na Kare To Ham ismein trade Lagane Mein jaldbaji Nahin Karni chahie aur jab Hamen confirm ho jaaye ki market Ne successfully Breakout kar liya hai to Uske bad market Mein trade Lagani chahie aur Jab Bhi Ham ismein trade Lagate Hain To Hamen Forex ke rules ko follow karte hue ismein trade Lagane chahie Kyunki bahut jyada trader Ko Jab Breakout confirm hota hai to vah ismein big lot size ka istemal karte hain aur ek Bada profit Lene Ki lalach Karte Hain Magar Forex trading ki market ke upar Ham 100 percent trust nahin kar sakte kiye Breakout ko follow Karegi Kyunki yah kuch bhi kar sakti hai is market ke andar aapko loss bhi ho sakta aur profit bhi ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap is Market ke andar Itiyaat ke sath kam Karen .

          Agar aap is market ke andar money management ke sath work Karte Hain To Agar aapke pass Thodi Si investment hai to aap ismein ek Achcha profit hasal kar sakte hain Kyunki agar aap is market ke andar Thoda Thoda profit Hasil karte rahenge to Jab aap monthly calculation Karenge to aap ek bahut bada target achieved kar lenge profit Ka Tu Is Tarah Hamen Thoda Thoda profit is market se nikalna chahie Hamen Bade profit ke liye lalach Nahin karne chahie Agar Ham is market ke andar lalach Karte Hain To Hamen ismein kabhi bhi success Nahin milati lalach Hamari bahut badi Dushman hai Hamen ismein lalach bilkul Nahin karne aur always safe trading karne hai
          • #6 Collapse

            Re: False Breakout ka kese pata chalega?

            Aaj Ham Apne topic Mein false Breakout ke bare mein baat karenge ke false Breakout Ka Pata Kaise chalta hai agar hamare pass experience Hoga To Hamen false Breakout Ka ijle Pata Chal jaega isiliye false break out ko samajhne ke liye Hamen knowledge experience increased chahie bahut se trader Aise hote hain jinhen false Breakout ka pata nahin chalta aur aur unhen Market Mein trade open karne mein bahut hi difficulties ko face karna padta hai false break out ko samajhne ke liye knowledge or experience Ka Hona jaruri hai

            False Breakout se Hamen Pata Chalta Hai Ki market ki movement kaun si hai bahut se trader Aise Hote Hain Jo market Mein trade open to kar dete hain lekin unhen false Breakout ka pata nahin chalta lekin Jab bad Mein market ki moment change Hoti Hai To vah bahut hi Pareshan Ho Jaate Hain bahut se trade Hai Aise Hote Hain Jo market Mein trade open karne ke bad Apna trend use karte hain lekin Jab market ki movement change hoti hai to uska trend bhi change ho jata hai aur UN traders ko aisa lagta hai ki unhen nuksan ho jaega

            ISI Tarah Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen ahtiyat ke sath kam karna chahie aur without knowledge or experience bilkul bhi Forex Mein Kam Nahin Karna chahie Kyunki Agar Ham without knowledge experience ke kam Karte Hain To ismein Hamari Chhoti Si mistake se bahut bada loss ho jata hai Forex Mein kam karte hue Hamen money management ko follow karna chahie aur ismein kam karte hue Hamen lalach se divide karna chahie aur jaldbaji mein bilkul bhi Kam Nahin Karna chahie jaldbaji mein kiya Gaya kam Hamesha kharab Hota Hai aur lalach karne wala kabhi bhi profit Hasil nahin kar pata
            • #7 Collapse

              Re: False Breakout ka kese pata chalega?

              Dear members sab se badi cheez hai acha knowledge our acha experience jab fals breakout hota hai to is main bade bade traders bhi ulajh kar reh jate hain our hamain forex business main bhot zyada samajhdari se kaam karne ki zrorat hoti hai our fals breakout ek bhot badi mushkil hoti hai jis ki madad se ham bhot zyada loss ka samna karte hain our aksar ye hota hai ke hamare accounts bhi isi ki wajha se wash ho jate hamain forex business main bhot zyada samajhdari se kaam karne ki zrorat hoti hai our ham un cheezion ke lye tayar rehna chahye jab ham fake signal jo ke hamain market deri hai ham inhian samajh jate hain to ham bhot zyada earn kar sakte hain our achi lhasi profit hasil kar sakte hain our ye ek ghiar mutawaqe sorst e haal hai our is cheez ke hone par ade bade traders ko loss ka samna hota rehta hai lekin agar is sorat e haal main ap ka already trade laga howa hai our ap ki lot size kam hai to ap ka ho sakta hai ke account save rhe lekin aksar ye ye hota hai ke ap ka account wash ho jata hai to agar market main is tarhan ka breakout dekhne ko mile to ap samajh jain ge market ka trend change ho rha hai our market bikul aposit move karne lagti hai our agar ap ke esi sorat main blance rehta ho to ap yrade ko hang kar lian kyun ke agar ap trade ko hang kar lian ge to ap account ko wash hone se bacha sakian ge our is tarhan ap loss se bhi bach sakian ge lekin is situation main ache fiasle karna namumkin ho jata hai our ap achi cheez nbi kar pate.
              • #8 Collapse

                Re: False Breakout ka kese pata chalega?

                Trend ko samjhna aur trend per trade karna aik successful trader ki pehchan hay. Laikin forex main trading kay loue market say trend ko samjhna bahut difficult hay. Support and resitance points aur pivot points, bullish trend, bearish trend, trend reversal indication aur breakout ko samjhnay kay liye demo per achi khasi practice karna must hay. Q keh kai dafa support ya resistance sideway movement kay bad aksar arzi tor per break hoti hay laikin ye break out false hota hay, aur trend change hony kay bad again wapas a jata hay.

                False break out ko kai wajoohat hoti hain. Maslan ager price short time period main yani fast movement say long term trend kay bad support ya resistance break kary laikin kuch pips gain kay bad sudden yani same he candle main reverse ho jaye to isko false break out kehty hain. False break out say bachny kay liye past price movement aur volume ko deeply analyse karna chahiye. Breakiut kay bad trend ki confirmation kay liye 2 ya 3 candles ban'ny ka wait karain aur candle ki body air wicks ka baghor jaiza aor mushahida karna zaroori hay.

                News ki announcement kay bad jab market main taizi ati hay to is waja say aksar support and resistance break hoti hain. Laikin trend main thora sa extend hiny kay baf he reversal position main bhi usi tarah ati hain. Aur kai traders ki quick trading entry inko big loss karwa daiti hay. Is liye kabhi bhi trend kay reversal aur trend kay mutabiq trade karny say pehly fundamental analysis karna baut zaroori hain.
                • #9 Collapse

                  Re: False Breakout ka kese pata chalega?

                  False breakout ko dahkna ka lia ya pakarna ka lia phala ya ka hamra pass knowledge ho ga or phr hum log false breakout ko pakar sakta hain is stop loss ko tohra dorr lagain ta ka agr false breakout ho bi tu ap ki trade auto loss mai close na ho is business mai false breakout sy kafi loss hota hai or trade bi khalat open ho jati hai jub trade kahlat open ho jaya tu phr tu gya ap kam sy loss paka hai or aksar tu account wash ho jata hai is lia huma is mai mahnat karni chaha ta ka huma false breakout ka pata lag saka or hum log is sy bach sakain agr false breakout hota hai tu is ko zaror dahkain ta ka loss ka samna na karna para breakout hota kia hain ya bi maloom hona chaya breakout tub hota hai jub market support ya resistance ko torti hai tu breakout hota hai jis sy huma bara loss ho jaya tu hum log is ko aram sy recovery nahi kr sakain gain is lia breakout ka pata hona lazmi hai ka breakout hai kia or kasa hota hai or kasa bacha ja sakta hai agr bachna hai tu lazmi ap stop loss use karian ta ka trade band loss mai krna ka masla na ho support or resistance ko acchi tahra study karian ta ka huma is sy acchi income hasil hi saka or hum false breakout sy bach sakain ta ka huma loss na ho or profit earn ho saka
                  • #10 Collapse

                    Re: False Breakout ka kese pata chalega?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                    False BreakOut:

                    Forex mein jab hum work kartey hein to hamen daily basis par different type ke false breakout bhi dekhne ko miltey hein mera aap sab se yeh sawal he keh apne experience ke mutabiq batayen keh hum false breakout ko kese identify kar saktey hein aur is se apne aap ko kese bacha saktey hein.

                    [ATTACH]18969[/ATTACH]





                    Salam g Bilkul apny acha question kia hai Mai in ki Defination bata deta hun.
                    BREAKOUT :: breakout mai pehly Price hamesha Aik range mai phasi hoti hai upper wali side py resistance hota hai or nechy wali side py support laga hota phir price finally uss range sy zyada jhuk jati hai or aik side py shoot ho jati hai ussy hum kehty hain BREAKOUT.
                    FALSE

                    Breakout mai ya tu sellers mojuud hoty hain ya tu buyer zyada mojud hoty hain,Resistance Toota hai tu log wahan Buy kr lyty hain immediately kya hota hai thora sa upper ja kr Drop ho jata hai,This is FALSE.

                    Jab Support Tootta hai tu log wahan py Short krty hain Candles thora sa nechy ja ky phir reverse kr dyta hai iss situation ko kehty hain FALSE BREAKOUT.
                    False breakout ko smjhny ky leay 2Cheezain hamen ani chaiye.
                    1.Basic candlestick hamen Smj ani chaiye.
                    2.Price action yani jab resistance tooota hai tu wahan Price action kya ho rha hota hai ager in dono ki smj aa jaye tu hi False breakout ko pakar payen gy tab hi aik acha trade bana payen gy.Mazeed nechy tasweer sy apko waziha ho jaye ga.
                    Click image for larger version

Name:	0254AE95-3A14-4888-8EC9-3FD4A8E4FAE9.png
Views:	15
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12330824
                    • #11 Collapse

                      Re: False Breakout ka kese pata chalega?

                      False break out.

                      Je forex trading ma false break out ka matlab hai k market arzi tor par support ya resistance ko cross karti hain but mazeed agy any ki bajae wapas apni previous support or resistance ma chali jati hai. Ye break out traders k lae bhot buri situation hoti hai. Hamy agr es false break our sy bachna hai to hamy apni strategy ko improve ya revise karna ho ga. Kiu k ye situation market ma serf ik bar ni ho gi hamy har roz eska samna karna par sakta hai. So esko pehle counter karna ana chahe.

                      Avoiding false break out
                      .

                      Jb price support ya resistance ko cross karny k bad wapas retreat kar jati hai. Ik sorat es sy bachny ki ye hai k hamy break out k bad ik candle ko complete hony dena chahe ta k hamy market k break out ki confirmation hi saky. Agr ap k pass idea hai k ap support or resistance k uper order place kar deyn gy stop orders ko use kar k to ye kbi work ni b kary ga kiu k market esko hit karny k bad ik wick candle bana kar wapas ah jae gi. So apko break out k bad ye check karna hai k candle break out k bad close hoe hai k ni. Es k bad agr ham trade open karyn gy to hamari success ka zayada chance ho ga k hamy profit mel jae. So hamy serf candle ki closing point par he alert hona chahe.


                      Apny es order ko mazeed safe bananny k lae hamy hamesa es sorat ma b stop loss use karna chahe. Kiu market par ik trader kbi bahrosa ni karta wo hamesa apny skill par he bahrosa karta hai. Stop loss sy trader ko small profit to ho ga but wo big loss sy bach jae ga or us ko just small loss he recover karna pary ga jo kio etna bara masla ni hai. Trader ko stop loss es lae b set karna chahe k jo market ik bar support ya resistance ko break kar sakti hai wo dobara b kar sakti hai es lae ye believe galat ha k market ap trader ko favour he kary gi.
                      • #12 Collapse

                        Re: False Breakout ka kese pata chalega?

                        market mein bahut se log Breakout per trading karte hain aur jaise hi market mein Ham breakup dekhte Hain to Ham apni trade ko open kar lete hain aur inetrade se Hamen profit bhi milta hai lekin Kai bar hamara nuksan bhi achcha khasa ho jata hai iski vajah se hai ki Ham Breakout to confirm nahin karte hain aur apni tradeco jaldi se open kar lete hain jiski vajah se hamara nuksan ho jata hai agar Ham apni trade ko confirm Karen aur iske bad open karen to fir Hamen nuksan nahin hoga aur hamara hamesha hi fayda hoga Hamen pahle acche tarike se Breakout ki confirmation karni chahie iske bad hi koi trade open karni chahie.

                        false Breakout in the market:

                        Ham market mein trade open karne ke liye Breakout ke intezar mein baith jaate Hain aur jaise Hi breakup hota hai to foreign apni trade ko open kar lete hain lekin Hamen Jay pata hona chahie ki market Kai dafa Breakout karti hai lekin bad mein FIR nivas Ho jaati hai jiski vajah se Hamen kafi nuksan ho jata hai Hamen market mein main koi bhi trade open karne ke liye intezar karni chahie aur jab tak market ki confirmation nahin Mil jaati hai tab tak Hamen intezar karna chahie kyunki market mein kafi jyada false Breakout Ho jaate Hain Jin ki vajah se Hamen nuksan ho jata hai.

                        take decision after confirmation:

                        Hamen hamesha hi confirmation ke bad hi koi decision Lena chahie tab hi Ham kamyab trading kar sakte hain agar ham theek tarike se decision nahin lenge to fir Hamen kamyabi nahin milegi market mein trading karne ke liye hamare liye bahut jaruri hai ki Ham market mein confirmation ke bad hi koi decision len agar Ham confirmation se pahle hi decision Le jaate Hain to fir hamare liye yah kam achcha nahin hota hai isliye Hamen hamesha hi confirmation ke bad hi decision Lena chahie.

                        how we confirm breakout:

                        Market ko confirm karne ke liye Hamen wait karna chahie aur job market kisi support resistance area ko break karti hai to Hamen vate karna chahie aur jab tak h1 yah h4 ki candle kisi support ya kisi resistance area per close nahin Ho jaati hai tab tak Hamen wait karna chahie agar Ham aisa nahin karenge to fir Ham false Breakout mein bhi e pass jaenge isliye Hamen Breakout ki confirmation karni chahie tabhi hamari trade God hogi aur tab hi Hamen apni trade se profit mil sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: False Breakout ka kese pata chalega?

                          Dear friend job market Kisi point per chal rahi Hoti Hai To Mard Ki Jab log candle Banakar FIR Hai candle banati hai to market ka andaza ho jata hai ki market Kitna point moment Karegi Sab member ka Apna Apna experience hota hai Jitna Jyada market per analysis Karenge time dete Rahenge FIR hi market ka andaza Hoga aur acchi trade open kar Sakenge Mukammal to market ko Samjha Nahin Ja sakta Sab member ke analyses hi hote hain
                          • #14 Collapse

                            Re: False Breakout ka kese pata chalega?

                            dear friend, false break out tb hoti ha jb prices aik khas support aur resistance level par temporary up ya down moment karti rahain, lakin baad ma usi tarah peechay ht jati hain jis tarah ye start hui thien, ye breakout un traders k liay bht buri sabit hoti ha jo price ma increase k sath hi trade ma enter ho jatay hain, is break out ka pata laganay k liay hmaray pass forex ki achi aur updated learning bht zaruri hain jis sa hm is ko eaasily tackle kar sakain gay aur khud ko loss sa bacha sakain gay, false break out ki waja sa hm ghalat trade open kar laitay hain jo nujsan ka sabab bnti ha, false break out sa loss sa bachnay k liay hmain stop loss ko kuch faslay par set karna chaiay ta k jaldi hitt na ho jay, jb price key level ko break karay to hmain trade open karnay ma jaldi nhi karni chaiay bl k candle k close honay ka wait karna chaiay jis sa break out ki strength ka pata lag sakay, trade ma khud entry orders ko support aur resistance k up ya down set karnay k liay breakout acha option nhi, ye orders hmain break out trades k liay wrong entry daitay hain, is ma hmain achi trade k liay candles k break out area ma close honay ka wait karna chaiay us k baad hm achi aur profitable trade kar sakain gay. is liay false breakout ko samajhnay k liay support aur resistance ko thek tarah smajh kar trade open karain ta k koi ghalat move hmain nuksan na pohnchay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: False Breakout ka kese pata chalega?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                              False BreakOut:

                              Forex mein jab hum work kartey hein to hamen daily basis par different type ke false breakout bhi dekhne ko miltey hein mera aap sab se yeh sawal he keh apne experience ke mutabiq batayen keh hum false breakout ko kese identify kar saktey hein aur is se apne aap ko kese bacha saktey hein.

                              [ATTACH]18969[/ATTACH]
                              Jab market apni normal movement kerty huey support ya resistance ko break kerti hai tou aesy time per market main normal break out hota hai ky agar market main news ka time ho tou aesy time per market kisi bhi direction main movement kerti hai jis sy support ya reistsnce break ho jati hai aur market breakout ky bahd bhi same direction main apni movement ko continue rakhti hai lekin jab market apni normal movement kerty huey baghair kisi news effect ky bahot bari movement ker jati hai kisi hui direction main ky support aur resistance break ho jati hain tou kuch time period ky bahd market reverse direction main movement kerty huey normal point per ponch jati hai jahan sy market ny big movement ky liay start lia hota hai tou jab bhi market main big movement isterha sy hoti hai ky market kuch hi dair main reverse movement kerty huey previous position tak ponch jaey tou aesi movement ko false breakout hota hai

                              Jab bhi market main false breakout hota hai tou aesy time per hamain bahot acha profit bhi hasil ho sakta hai aur bahot bara loss bhi ho sakta hai jab bhi market main baghair kisi news ky itni bari movement ho jaey tou hamain loss main trade close nehi kerni chahiay ky agar ham loss main trade close ker lety hain tou market kuch time ky bahd reverse bhi movement kerna shoru ker deti hai agar ham trade close nehi kerty tou hamara loss recover bhi ho jata hai aur ho sakta hai ky hamain same open trade main hi bahot acha profit bhi hasil ho jaey hamain market per nazar rakhni chahiay ky jab also breakout Ho tou account wash ki taraf bhi na ka raha ho tou hamain market main trade continue rakhni chahiay ky kuch time ky bahd loss recover ho jaey ga aur agar ham trade hi false breakout ky bahd open kerty hain tou hamain baghair kisi news ky market ki bari movement hony per reverse order main trade open ker leni chahiay taky hamain bahot acha profit hasil ho jaey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X