dear friends, forex trading ma market aur pairs ki moment aur routine ko judge ya predict karnay k liay hm different tools, indicators aur patterns ka use jartay hain. in sa hmari trading easy aur kafi secure ho jati ha, lihaza hmain apni knowledge ko increase kar k in sb ko properly use karna chaiay,
Three advanced white soldier pattern :
Is pattern ko hm baaz aukat three white soldier pattern b kehtay hain, ye candles ka aik bullish pattern hota ha jo down trend ki bottom ma show hota ha, ye aik reversal pattern ha, jaisa k name sa zahir ha k is ma three candles hoti hain jo teeno lambi aur bullish hoti hain, teeno candles ki lambai b aik jaisi hoti ha aur har candle ka oppening point dusri k upar hota ha, down trend ki bottom ma traders nafsiati aur buniadi wajoohat ki waja sa market ma trend changing ka andaza lagatay hain aur wo buy ki trades kartay hain, ye buy ka amal three white soldiers pattern bnata ha, jb three candles uptrend ma hoti hain to ye expect kia jata ha k market ka trend ziada unchai bnay ga, three white soldier pattern ko hm trend identify karnay k liay aur acha entry point hasil karnay k liay b use kartay hain, ye black crow pattern k opposite hota ha jis ma exit point identify kia jata ha, achi trading strategy k liay indicators aur patterns ko combine kar k use karna chaiay, lihaza hmain apni learning ko use kar k situation k mutabik trading karni chaiay ta k mistakes sa bach kar mufeed decisions lain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим