Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

    Ji aapane bahut hi Achcha question Kiya HaiForex trading mein Margin Call ko acche tarike se learn karna bahut hi jyada Jaruri Hota Hai Hamen apni banaa le Forex trading Mein kam karte waqt Nahin management rules Ke mutabik Apna Kam Jari Rakhna chahie aur is Main all Margin Calll Bhi bahut hi jyada important hoti hai Margin Call ke jariye se Forex trading mein is baat ka andaza Laga sakte hain ke hamara account mein maujud balance kitna hai aur usse ke m bilkul khatm hone se pahle ya Margin Call Hamen information forhamm karta hai ki Hamara balance bahut hi kam Rah gaya hai aur Hamen is Mein Apne balance Ko Badhana chahie Agar Ham Apne balance nahin Karenge Tu Is Tarah Se Hamara account varsh hone ka Khatra hota hai isliye Hamen chahie ke Margin Call ko acchi Tarah Se learn karne Jab Ham margin call ko acchi Tarah Se Lagne kar lenge Tu Is Tarah Se Ham bahut Bade loss se bache se sakte hain

    Forex trading Mein beginners ke liye bahut jyada important hota hai ki Forex trading ko acchi Tarah Se analysis kar le aur usko analyses karne ke bad he is Mein Apna Kam start karen Agar Ham Ek acche trader Banna Chahte Hain To uske liye Humne is ka experience or knowledge Hasil karna hoga tab hi Hum Forex trading ko achi tarike se samajh Payenge aur apne business ko acche tarike Se Kar Payenge agar ap Ek Achcha bonus Hasil karna chahte hain to uske liye Humne ismein Jyada Se Jyada experience aur knowledge Hasil karna hoga Jab Hamen iska Jyada Se Jyada knowledge hoga tab Ham isko Jyada acche tarike se samajh Payenge aur apne business mein loss se Bach sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

      اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
      Dear Members:
      Margin Call:

      Forex mein aap Margin Call ka lafz to suntey hongey aur agr ap is ke barey mein jantey hein to isko asaan alfaaz mein bayan karen takeh newbies ko achi trha se seekhne ka moqa mil sakey.


      [ATTACH=CONFIG]18832[/ATTACH]
      Magin call kisi bhi broker ki taraf sy aik advantage hota hai ky jab hamain continue trading main loss hota rehta hai tou hamara margin decrease hoty hoty bahot kam reh jata hai jahan per chance hota hai ky agar market reverse movement start nehi kerti tou hamara account wash ho jata hai tou jab account wash hony ka raha hota hai tou same time per broker ki taraf sy hamain margin call milti hai ky agar margin minus main bhi chala jata hai tou hamara account margin call ko waja sy wash nehi hota aur agar market reverse movement kerna shoru ker deti hai tou hamara account wash nehi hota aur margin dobara positive hona shoru ho jata hai margin call hamary liay bahot zaruri ho jati hai jab market hamari open trade ky against maximum support ya resistance per ponch chuki ho aur hamara margin bhi bahot kam reh gia ho tou market ky support ya resistance sy reversal ka chance hota hai tou agar account wash hony sy bach jata hai tou market ki reversal per loss recover bhi ho sakta hai jo sirf margin call se hi possible ho sakta hai

      Margin call ka yeh faida hota hai ky jab remaining balance minus main bhi chala jata hai tab bhi hamara account wash nehi hota aur market ki reversal per hamara margin increase hona shoru ho jata hai jabky agar market continuously reverse trend main move kerna shoru ker deti hai tou hamara loss recover bhi hona shoru ho jata hai account agar wash hota hai tou phir hamary pas aik deposit ka chance hi hota hai recovery ky liay hamary pas balance nehi hota tab bhi hamara account safe rehta hai aur loss recover ho jata hai tou phir hamain apni open trade ko manage kerny ky liay hamary pas chance hota hai agar ham margin call ky baghair trade continue kerty hain tab hamara account margin minus main hony per wash ho jata hai hamain agar margin kam hony per margin call ati hai tou yeh hamari favour main jati hai ky hamara account wash hony sy bach jata hai aur loss recover hony ka bhi chance hota hai
      Last edited by ; 06-09-2020, 12:57 PM.
      • #18 Collapse

        Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

        Brokers ki har mumken koshish ye be hoti hay key wo traders ko low investment key base par be Forex jesy market me entry karny me help kary aur esi maqsad se hi trading ko asaan banany key ley account me free trading margin ki facility di jati hay, basically free trading margin leverage key size ko select karny par depend karta hay agar 1 trader low size ka leverage size muntakheb karta hay to wo jetni be zeyada account me deposit karta hay us ko free margin etna hi kam mil sakta hay aur agar higher leverage size ka intekhab kia jaye to per free trading margin be esi tarha bahot hi zeyada de dia jata hay, ye traders par depend karta hay agar traders ko lagta hay key high leverage size set karny se wo apny emotions aur greed jesy adaat ko control nahi kar sakta hay to us key ley best option hi low leverage size ka ho sakta hay aur agar traders ko apny experience aur knowledge ki waja se confidence me hoty hey key zeyada free trading margin be agar mil jaye aur leverage size be zeyada muntakheb kia jaye aur un ko loss nahi ho sakta hay aur risk ko be control kar sakty hey to un key ley best yahi hay key wo higher leverage size set kary ta key un ko zeyada se zeyada investment par zeyada hi free trading margin mil jaye, free trading margin ki waja se hi ham market me gold, silver, crude oil aur high price key es tarha key aur pairs par trading kar sakty hey ye 1 tarha ka loan hota hay jo loss hony par traders key account se brokers charge kar lety hey.
        Click image for larger version

Name:	leverage-levels.png
Views:	1
Size:	2.1 کلوبائٹ
ID:	12330659
        • #19 Collapse

          Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

          Margin Call ak tarrah ki warning hoti ha jab Trader koey trade open karte han or un ki prediction haqeeqat ki against ho jati ha jiss ki waja se trade loss men chalna shuru ho jati ha or dosri mistake trader yeh kar chukka ho keh uss ne apni Trade par money management bhi saheh nah ki hu tu Margin call aa jati ha keunkeh agar koey Trader Trade order open karne se pahley Analysis thek karre or analysition ke doran kissi qissam ki mistake nah karre tu aesi surat men margin call nahen aati keunkeh margin call uss waqat aati ha jab aap ki Trading men loss taqreeban 50 % se zeada hota ha uss waat margin call aati ha Margin darassal Brokers ki tarraf se di gaey ak sahoolat hoti ha jiss ke taht kaam account balance size ke saath Traders zeada bare account balance ke mutabiq trade laga sakti ha yani lot size ka system lakin yeh margin account ki makhsoos miqdar tak hota ha agar trade men mistakes ki waja se loss hu jaey tu account balance kamm hone ki waja se Brokers ki tarraf se diya geya margin level bhi kaam ho jata ha or ak time aata ha jab margin billkull khatam ho jata ha lakin keunkeh woh qadre zeada balance ke mutabiq set hota ha or balance ki kammi Margin level ke khatme ka baes banti uss ko margin call kehte ha Traders chahiay keh forex Trading platform par kaam karne se pahley Forex Trading ke orders open karne ke sare rules ko pora karren jinn men sab se 1 st par aata ha Money Management jiss kaa knowledge hona zaroori ha iss liay har member ko money management sekhna bhi chahiay or uss ko achi practice karna chahiay keunkeh agar money management men mistakes nah ho tu kissi bhi waja se nahen aati margin call iiss waja se Money Management karren or money management men do cheezen ahm tareen hoti han Noumber 1 stop loss agar Traders Trade order open karne se pahley apne account balance ke hisab se stop loss Darust fasley par set karren tu koey soorat nahen keh margin call mill sake lehaza zaroori ha Forex Trading business men Margin call se account ko safe rakhne keliay sab se pahley Trader Market ki achi tarrah se Analysis karren fundamental analysis bhi or technical Analysis bhi inn men kissi qissam ki kammi nah choren uss ke baad news waghera khob achi tarrah check karren or iss ke baad aap logg technical analysis ko behtreen andaz se pora karren phir aakher men technical analysis karren jab yeh do kaam mukammal karne ke baad Money Management ki tarraf aaen ju margin call se bachne keliay sab se zeafa zaroori ha iss men aap sab se pahley lot size check karren or zeada se zeafa koshish karren lot size account ke mutabiq kaam hu iss ke baad stop loss ko zarror lagaen or iss ko hamesha darust fasle par set karren ju nah zeada door hu or nah zeada nazdeek iss se Trading mahfooz ho gi or aap kabhi bhi margin call ka shikar nahen hon ge
          • #20 Collapse

            Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

            margin call tab aajati hay jab hamara account mein paisay kam reh jaatay hein or almost account washed hojara hota hay kam kary gy to hamy misfortune ho jy ga foreign exchange all international mai bohat taze sy famend ho raha hain murmur is mai night time mai be kam kar sakty hain murmur is ami day mai be kam kakr sakty hain Hamesha replacing mein apne behavior ko talented rakhna chahie aur hamesha vahi change open Karni chahie jo aap hundred percentage positive hun ki yah aapke liye gain ka bais Boycott sakti hai. Confounded replacing mat Karen kyunki agar aap replacing karne se pahle good day there befuddle hote hain to horrible mein aapko accha advantage Nahin de sakti isliye hamesha specialised exam aur maximum latest information yani ke most important research ko observe karte coloration acchi tradeplace Karen zyada tradeplace Karne se Koi fayda Nahin aur replacing service provider ka starving behavior display karti hai isliye overtrading ki koi zarurat Nahin. Agar aap Noise mein ek ya do exchanges open karte hain aur usmein aap
            • #21 Collapse

              Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

              Forex main trading kay liye strong capital hona zaroori hay ta keh ham jis pair main trade karain us kay bad hamary pas free margin bhi hona chaiye. Jis pair main ham trade karain uska used margin likha hua a jata hay aur jab hamari trade running loss main jati hay to sath sath hamara free margin bhi kam ho jata hay, aur jab ye margin itna kam ho jata hay keh ham mazeed koi trade open nai kar sakty to ye minus main chaka jata hay jisko margin call kehty hain. Ye aisi situation hoti hay jis main hamari trade ko aur acciunt ko mazedd loss say bachana bahut mushkil ho jata hay, kai traders yahan per hedging kay through trade ko lock kar daity hain takeh mazeed loss na ho aur jab trade wapas ana shuru hoti hay to second trade ko close kar daity hain.

              Margin call sa bachny kay liye hamain analysis based trading karni chahiye aur strong capital ka use risk and money managemet kay through karna chahiye. Stop loss ko use kar kay trading karain. Ager acha capital hay to bhi minimum risk lain, yani jis pair main ham trade kar rahy hon uskay liye 10 percent equity use karain jabkeh 90 percent free rehny dain. Trade kay running loss main jany kay bad recovery ki surat main aik or trade open har giz na karain. Q keh jab second trade bhi loss main chali jaye to hamara account balance bahut taizi say kam hona shuru ho jata hay. Jis say hamary pas mazeed trading kay liye na to free margin rehta hay aur na he ham apni is trade ko control karny kay liye backup plan per amal kar sakty hain.
              • #22 Collapse

                Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

                Ji bilkul humne trading men margin call ka naam suna hai aur start mein jab Mena trading start ki thi tu mujhe Kai bar margin cal se wasta bhi padh chuka hai kyunki jab Koi trader nahin hota hai to usko trading ka itna jyada experience nahin hota hai jiski vajah se bolun ho jata hai aur use broker ki taraf se margin call mil jaati hai main bhi jab start mein main trading join ki thi to mujhe bhi market se kafi loss hua tha aur mujhe bhi broker ki taraf se emergen kal Mili thi.

                jab Ham waiter pasanga after market ka experience lete rahte Hain to tab ham market ke related good knowledge aur good experience Lena start kar lete hain to tab Ham apni margin call per control kar sakte hain aur jab tak hamen experience nahin hota hai tab tak hamen Mahajan call ke chances hote Hain.

                Definition of margin call

                Margin cal ki definition kuchh is tarah se hai hai ki jab Ham market mein main Koi trade open karte hain aur hamen continue loss hona start ho jata hai aur ham trading main stop loss ko use nahin karte hain aur hamara account bilkul he was hone ke kariba ho jata hai hai to tab hamen broker ki taraf se 1 notification milta hai aur hamari e-trade automatically close Ho jaati hai Ham isko trading mein margin cal kahate Hain.
                trading mein jab hamen maar jhankal milati hai to use waqt taka hamara bahut sar account balance waste ho chuka hota hai aur aap use samay sakte hain ki jab aapka account wash ho jata hai aur kuch amount Baki Rahe jaati hai tab aapko margin call receive hoti hai.

                How we avoid margin call:

                Margin call ko avoid karne ke liye ye hamen jaruri hai ki ham forex trading ke rules ko follow Karen jab tak Ham trading ke rules ko follow nahin karte hain tab tak hamen trading mein margin kal milati rahegi lekin jab Ham trading mein rules ko always follow karenge aur proper working karenge to tab Ham market mein margin Kal se Bach sakte hain hamen chahie ki ham always rules ko follow Karen tab hi yah hamare liye possible hoga.

                1. Money management:
                hamen always koi bhi trade money management ke bagair open nahin karni chahie jab Ham money management karenge aur apne capital balance ko dekhte hue trade karenge to tab Ham margin call ko award kar sakte hain otherwise Ham kabhi bhi apne account ko safe nahin rakh sakte hain aur na hi Ham market mein survive kar sakte hain.

                2. Control your emotions:
                profitable trading ke liye jaruri hai ki Ham apne emotions ko control Karen agar Ham apne emotions ko control nahin karenge to tab tak Ham trading mein successful nahin honge aur hamen chahie ki Ham apne bete emotions like greed ko control karna chahie kyunki greedy trader kabhi bhi successful nahin ho sakta hai hai aur na hi vah apna profit aur na hi apni investment save kar sakta hai.

                3. Proper analysis:
                Koi bhi trader job market mein without proper analysis ke trading karta hai hai to vah kabhi bhi e good decision nahin Le sakta hai jiski vajah se a use loss ho jata hai isliye trading mein kisi bhi mistake par koi compromise nahin hai aur hamen kabhi bhi without proper analyses ke trade open nahin karni chahie hamen always hi proper analyses ke sath trade open karni chahie tab hi hamen success milegi agar Ham proper analysis ke sath trade nahin karte Hain to hamen success nahin Mil sakti hai.
                jo bhi trader in rules to follow karte hain vah always successful hote hain aur jo trader rules ko follow nahin karte ho kabhi successful nahin hote hain aur na hi Margin call ko award kar sakte hain.Click image for larger version

Name:	images (21).jpeg
Views:	3
Size:	40.8 کلوبائٹ
ID:	12330718
                • #23 Collapse

                  Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

                  Ji bilkul ham Forex trading mein margin call ka lafz bar bar sunane mein milta hai hai aur margin call ko ham tab hi sunte Hain jab hamara account bilkul hi washch ho chuka hota hai.

                  market mein margin cal ka matlab ji hota hai ki jab ham trading kah rahe hote hain aur hamen trading mein lagatar nuksan Hona shuru ho jata hai to use waqt hamara equity balance bahut kam Hona shuru ho jata hai aur jawab hamari equity hamare account ka only e bahut hi kam percentage Mera jaati hai to tab hamen broker ki taraf se mar jinkal milati hai hai aur margin call ka matlab yah hota hai ki hamare account mein jo bhi trade lagi Hoti hai vah automatically tarike se band ho jaati hai to tab ham market mein ji analyse karte Hain ki hamen broker ki taraf se mar jinkala chuki hai aur hamara jitna bhi nuksan chal raha hota hai to vah use waqt hamara account main jo trading Hoti hai vah band ho jaati hai aur isko ham maar jinka HAL kahate Hain marjane kal jab hamen milati hai to use waqt hamare account mein bahut hi kam balance bacha jata hai jo pay trading ke kabil bhi nahin hota hai.

                  Margin call se bachne ke liye hamen hamesha hi market mein theek tarike se kam karna hoga jab tak ham market mein theek tarike se Kam Nahin karenge tab tak ham margin call se nahin ban sakte hain isliye hamen koshish Karni chahie ke ham market mein Jo bhi kam Karen hamen behtar tarike se karna chahie tab ham Apne account ko bacha sakte hain agar ham market mein theek tarike se Kam Nahin karte Hain to fir ham Apne account ko nuksan se nahin bacha sakte hain ham koshish Karni chahie aur jitna mumkin ho sake Apne account mein main management ke sath kam karna chahie tha tune hamen Apne account se itna jyada nuksan Na ho ki ham use pura bhi Na kar sake aur hamen market se margin call mil jaaye.
                  :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                  CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
                    Dear Members:
                    Margin Call:

                    Forex mein aap Margin Call ka lafz to suntey hongey aur agr ap is ke barey mein jantey hein to isko asaan alfaaz mein bayan karen takeh newbies ko achi trha se seekhne ka moqa mil sakey.


                    [ATTACH=CONFIG]18832[/ATTACH]
                    dear forex market mein Ham jab kam karte Hain to humko is market mein kafi jyada fayda hota hai jab Ham is market mein soch samajh Kar kam karte Hain to humko is market mein kafi jyada fayda tha bahut hi jab hamesha market mein soch samajh Kar kam karte Hain to humko is market mein fayda tab hota hai forex market mein kaam karna hai to humko apne account ka margin maintain rakhna hota hai forex market mein jab Ham kam kar jaaye to humko ji pata hona chahie kya mis market mein main apni trade kamarajan maintain rahana hai to humko is market mein yah dekhna hai ki hamari trade agar profit mein ja Rahi hai to hamara free margin bhi jyada available hoga aur uske sath Ham is market mein apne account per achcha profit bhi banaa sakte hain forex market mein Ham jab kam karte Hain to humko yah pata hona chahie ki is market mein kaise jyada profit bana sakte hain forex market mein agar Ham achcha kam karte Hain to humko is market mein kafi jyada profit hasil karna chahte hain to humko is market mein fayda bahut hai jab Ham is market mein kafi jyada profit banaa sakte hain forex market mein humko ye dekhna hota hai ki market ki movement kaise ho rahi hai agar Ham apne account per achcha profit banana chahte Hain to humko is market mein fayda tab hota hai jab is market mein kafi jyada fayda ho jata hai is market mein Ham jab soch samajh Kar disine lete Hain to Ham kis market mein kabhi jyada profit milta hai forex market mein humko fayda tab hota hai jab Ham is market mein fayda hota hai jab Ham is market mein soch samajh Kar kam karte hain is market mein humko kafi jyada fayda ho jata hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

                      Jab trading Mein kam karte hain to use Waqt trading margin call ki information aur uska knowledge Hasil kar lena chahie Kyunki market main Margin Call bahut jyada important sakti hai Jab aap trading karte hain to uska Margin Call aapki trading per aati hai agar aap merging cal se puchna chahte hain aur is Mein hone wale nuksan se bhi puchna Chahte Hain To uske liye aapko chahie ki Jab aap Forex trading kam karen to use Waqt trading strategy ko acchi Tarah Se samajh Le Uske bad hi market Mein Apni trading start karen

                      Margin Call vo cal hoti hai ki Jab aap market Mein Apne trade Laga Rahe hote hain to use Waqt Agar aapke trade per maujud call a Jaati Hai to use Waqt aapka account bilkul wash ho jata hai aur aapko bahut Bade nuksan ka Samna karna pad jata hai agar aap market Mein Apni trade per merging cal se avoid karna chahte hain aur Market Mein hone wale nuksan Se Bachana Chahte Hain To uske liye aapko chahie ke aap market Mein Apni trading sirf money management ke rules and regulations ke according ki Karen aap money management ko follow karte hue hi Apna Kam Jari rakhen Jab aap market Mein trade lagaen to use market risk management ko kabhi bhi avoid na Karen balki Apna Kam risk management ko follow karte hue hi Jari rakhen aur aapko chahie ki aap apna kam market Mein maujud rules regulations ji ke jariya se hi Karen aur Apna Kam Ek properly planning ke hisab se hi Jari rakhen aur Market ke trend aur uski movement ko Dekhte Hue hi market Mein Apni trade open Karen Apna Kam karte waqt usmein Kisi Ki sim ki jaldbazi aur lalach na Karen Kyunki jaldbaji aur lalach mein kiya Gaya kam kabhi bhi theek Nahin Hota balke vah kharab ho jata Hai Jiski vajah se aapko bahut jyada nuksan ka Samna karna padta hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

                        Jo be Members Forex trading karty hai uny iss bary main maloom hona Chaye kay jab Be Forex Trading main real Account Open Kiya jay aap ko Account kay bary main tamam Information hona Boat Zrori hai tabi Aap Forex Kay bary mainA chi Information kay Sath Trade laga Sakty hain Dear mate Jaab Aap Ko ApnyA ccount kay bary main he Acha Knowledge Nahi ho ga Toh aap ko Earning kar nay main Be Problem A Sakti hai.

                        Forex Kay account per Hum Simple Balance Add kar kay profit gain nahi nahi kar sakty iss kay Liy humy Boat Zada balance Ke Zrort Hoti hain Jiss Balance Ko Recover karny kay liy humy Achi Leverage De jati hai jiss Ke Help Say Hum Apny Lot Size ko Increase kar kay Big Lot Size Open kar sakty hain iss liy humy Chaye Kay Hum Apny Account Size kay Bary main Complete Information raka Karein.

                        Dear mate Jab Be Aap koi Position Open akrty hain toh aap ko Ak Margin Lock karwana Hota hai jiss ke Value Point Kay Sath increase or Decrease hoti rhti hai is liy aap ko chaye Kay Account kay bary main Alert raha karein ager aap kay pas balance kam Ho jata hai To aap ko Broekr Ke Taraf say margin cal day de jati hai or aap ko Ye Cal tab de jati hai jab aap ka Account Wash Hony kay Bilkul pass hota hai orr Aap ke Trades Automatially close Hony lagti hain.
                        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

                          trading se related members ke pass jitni maximum information hogi aur members ko utna hi acchi tarah Se trading ko karne mein acche result Mil Rahe honge trading mein margin se related members ko bahut acchi tarah Se maloom ho jana chahie aur jab members ko yah maloom ho jata hai to koi bhi member is related apni trading ko acchi tarah Se manage kar leta hai aur member ko agar apni trading ko bahut acchi tarah Se manage karna hai to iske liye yah baat bahut important hai ki members ko trading se related experience bahut hi acchi tarah Se hasil kar lena hoga aur jab members continuously apni trading ko kar rahe hote hain to is tarah Se members ko yah baat bhi maloom Ho jaati hai ki yah experience hasil kar lene ke bad members ko isko istemal kis tarah Se karna hai members ko apni trading mein experiance Ka istemal karna chahie aur jo log rough trading kar rahe hote hain unke liye trading mein bahut problem ho rahi hoti hai kuchh traders yahan per aise bhi Hain ki jinko maximum loss ho raha hota hai aur yah loss Ho jaane ki vajah yah hoti hai ki vah apna experience trading mein istemal nahin kar rahe hote aur vah apne andazy se apne trading co continue kar rahe hote Hain members ke liye yah baat important hai ki apni trading ko continue karne ke liye unhen bahut acchi tarah Se planning kar lena chahie aur acchi planning kar lene ke bad hi members apni trading mein successful hote Hain aur members ko bahut acchi tarah Se apni trading se related strategies ko focus karna chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex mein Margin Call kiya hey? Explain karen:

                            forex trading ky andar wo point hota hai jo KY humrin matlab ky aik trader ko inform krta Hai ky us ky account mein money kam reh gai hai Matlab yeh KY us ka stop loss hit hone wala hai us ko mazeed money invest krny ki zarurat hai dear Jahana tak mera apny friends ko Mashwara hai humein koshish krni chaheye KY kam lot size ky saath trade open kren aur kabhi bhi monthly base par long term trading krny ki koshish na kren no doubt Shor term trading Mein bhi risk hota hai lekin Agar Hum proper planning ky saath kaam kren to hum short term trading see bhi acha profit hasil krny mein Kamyab ho sakty hain lekin humein yeh koshish Karni chaheye KY kabhi bhi humein margin call na aye is se hmara account wash hone ke chances increase kr jaty hain aur humein na to earning ka moqa milta Hai aur na he learning ka moqa milta Hai ka broker ap ko kitny % pr margin cal deta hai ye ap ne account banany se phly dekhna hota hai trading mn stop loss zarur lagna chahy margin call broker ki traf sy Milta hai yani jb hamra loss half balance sy ziada ho jata hai ya hamra account wash honey k kreeb hota hai tu jo margin ya kuch percent tak hamen broker ki traf sy releaf Milta has usy margin call kaha jata hai aor margin call hamsha half sy ziada loss py aata hai trading karty hain aur apki maximun trades loss mein chali jati hain tu jis trad ka loss sb se zayada hota ha wo jab apki equity bht kam reh jati ha tu wo trade close ho jati ha aur is tarha loss barh jata ha tu sb trades auto p close ho jati hain is liye ap jab bhi trades open karty hain tu free margin dekh k trades open kiya karyn.aur margin call apko broker deta ha jitny %bhi dena chahye margin hum ko broker ke traf say muhaiyaa kiya jata hey or is say hum trade market main in karny k kabil hoty hen so in this way leverage hum ko trade main lot size kam ya zada karny main madad daita hey or margin say hum trade open kar skty hen aik aur theory bhi Hy wo ye Kay jis hisab se leaverge ap select karogey uss hisab se apka margin chalta rahey ga dear aur jitna high leaverge ap rakhogey utna hi kam margin use hoga j kafi acha hain islye high leaverge rakhy ta k margin kam lagey

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X