Forex mein Demand & Supply se kiya murad hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein Demand & Supply se kiya murad hey?
    Dear Members:

    Forex business mein Demand & Supply ka name to suna hoga aap sab ney is se kiya murad hey isko apne asaan alfaaz mein bayan karen.

    Click image for larger version

Name:	demand and supply.jpg
Views:	4
Size:	43.2 کلوبائٹ
ID:	12467288
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

    Dear forex me ye aik proper law hota Hy demand and supply ka uska work procedure ye hota Hy Kay Supply aur demand ka market economy me most important fundamental concepts hota hay

    Supply: economic theory price aur quantity ka relation hota hay quantity ki supply agar zeyda ho gi to price be increase ho sakti hay


    Demand: buyers ko kitny quantity ki produced ya service ki desire (khuwaish) hoti hay ye economic market key supply graph se es ki identification ki ja sakti hay


    Law of Supply: Law of supply produced ya service ki quantities ki khas keemat par farokhat ko demonstrates karta hay, supply relationship hamesha upward ko show karta hay, higher supplied quantity se hi market price higher ho jati hay question poucha ha Mary khayal jibb loss apply hogi to AP Kam sy kam ibveinvest kro kau ky is soorat ma AP sub logo ko buot hi Kam profit milta ha or jib AP ky high apply ho to is Sy AP zayada investment sy zayada profit hasil KR skty ho demand or supply par depend hoti hai jis trah hum es bat ko hum talab or rasad k sam se bat kar sty hain jesa k kisi bhi chez ki talab jub bahrti hai tu os chez ki demand market main bhi bhar jati hai or hesy jesy insan apni tlaab ko pori arta jata hai tu oski demand main bhi kami hoti jati hai esi trah he marekt main hota hai forex market main morket ki mofing main demand or supply ki boht ahmiyat hoti hai jesa k aik currncy ki values main izafa ho rha jai tu es ka matlab yah hai k os molk ki chezun ki demand bhar rahi hai log maret ki traf bhar rhay hain tu es sorat main os chez ko buy karny se cha hai osko sell kar den q k logun ki demand main har consumer achi price par hasil kar sakta hai demand and supply bohat effect hota hai market par agar supply zeyada ho jaye to price me kami ajati hai q k wo cheez market me zeyada ho jati hai is liye us ki price kam ho jati hai ta k market stable ho saky.
    Or is tarha hi jab kisi cheez ki demand barh jaye to to us ki price brha di jati hai ta k us ki demand kam ho jaye or us ki halat market me stable ho jaye.
    Agar ap demand or supply ko samjh ly to ap ko analysis me thori asani ho jaye gi or ap easily kisi pair ki value ko smjh jaye gy k up jaye hi ya down.
     
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

      Demand & supply
      Forex trading ki puri market demand or supply ke upar hi work karte hain Kyunki aapane Dekha Hoga ke Forex trading ki jo market hai vah kabhi bhi Sidhi line ke andar movement Nahin Karte balke Kabhi Upar ki taraf jaati hai aur yah Kabhi niche ki taraf Aati Hai To Jab yah Upar jati hai aur niche Aati Hai To yah demand aur supply ke Darmiyaan Mein move kar rahi Hoti Hai To Agar hamare pass Forex trading ka Achcha knowledge or experience Hai To Ham ismein Ek acchi entry Lekar Ek acchi trade Laga sakte hain aur is market se ek Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham is market mein sirf demand and supply ko bhi follon Karte Hain To Hamen is market Mein Ek Achcha profit Le sakte hain aur bhi is market mein bahut jyada tools Hai indicator Hain jinko Agar Ham follon Karte Hain To Ham is market mein Main apne ghar mein baith kar Achcha Paisa Kama sakte hain Hamen chahie ki Ham ismein kabhi bhi trend ki against trade na lage bus Jo market ke andar present trend Ho To Ham Usi Mein Hi trade Lagana chahie Agar Ham uske andar trade Nahin Lagana Chahte to jab tak trend change Na Ho Hamen trade Nahin Lagana chahie Kyunki bahut jyada log yah mistake Karte Hain Ki vah yah Kahate Hain Ki market bahut jyada up ya down ja chuki hai aur vah Mazid Move Nahin Karegi to vah trader is Mein Trend ke against read Laga Dete Hain To Jab market thoda sa against Jaati Hai To fir Unka equity kam Hona start ho jata hai to Is Tarah unhen is market ke andar loss ka Samna karna padta hai to is market Mein Hamen Jab Ek Achcha behtarin entry raha ho ya koi acchi candle is market ke andar ban rahi ho spuly yah demand ke upar To Hamen use Waqt hi market ke andar trade Lagani chahie aur Hamen ismein Forex ke rules ko follow karte hue hi work karna chahie aur Hamen ismein Apne account ke hisab se lot size aur stop-loss ki value Deni chahie
       
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

        Dost apny acha sawal kia hai ec ka answer he hai kay ju forex ki marlet hai wo mukmal ju focus hai wo supply air demand par he hota hai ye mn apku nechy kch example day kar bataon ga forex me jab koi trade lay jati hai tu supply aur demand ku check karny kay bad he app loog us ku trde lagaty hu aieen dekhty hain kay supply aur demad kia bala hain

        Supply :


        Market me ksi chez kay any ku ya pohnchany ku ham supply kahty hain yahan par ham oil ki example lety hain . Agar market me oil ki supply ziada a rahi hai tu ec ka maqsad hai oil kafi acha bik raha hai aur us ki prices oper jany kay achy khasy chances hai aur agr supply ahsta kam hoti ja rahi mtlb us ki marlet low hu rahi hai aur rate neechy ja sakty hain ec kay

        Demand :

        Ec ka matlab hai kay koi cheez kitni ziada sale hu rahi hai uski demand kitni hai. Oil ki example lety hain yahan par bhi agar oil ki demand increase hu raji hai tu automatically oil ki supply increase karna hogi aur prices increase hongi aur agr ec ki demand kam hai tu prices bhi kam hongi jesy ap ny kch month phly dekha lockdown me demand bilkul khtm hogae thi oil ki factories bnd hony ki sorat me to oil ki prices historically low hogaeen thiin
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

          Forex business main bhi supply and demand ko isi tarah determine kia jata hay jis tarah real life main baqi commodities ya items ko kia jata hay. Forex main demand and supply ranges, zones aur in main trading strategies use kar kay trade karny ka pata hona chaiye.

          Demand and supply ranges.

          Demand and aupply ranges kay liye ham kuch indicators bhi use kar sakty hain. Jab keh chart main ban'ny wali candles bhi hamain demand and aupply kay bary main batati hain. RSI indicator kay through ham demand and supply ranges kay bary main jan sakty hain aur is ki base per trade ko predict kar sakty hain. Jab RSI abive 70 ho to iska matlab supply zone ya selling zone kaha jata hay, jahan strong resistance ki waja say selling pressure hota hay, isi tarah jab RSI below 30 ho to isko demand zone kaha jata hay jahan support ki waja say buy ka pressure hota hay.

          Demand and supply zone.

          Demand and supply zone ki forex chart main kai jaga per past movement ko mad e nazar rakh kar indication mil jati hay. Resistance and support kay hisab say kai traders nay chart per in points ko customize aur highlight kia hota hay jin ko woh in future use karty hain.

          Supply and demand main trade.

          Supply and demand main chart ko zoom out kar kay ham different points per ye points dhoond sakty hain jahan say reversal trend start hoty hain. In man hamain woh points bhi nazar main rakhny chahiye jahan say past main strong supports and resistanses break and build hoyeen. Supply and demand zone ki theek identification kay liye RSI aur Fibonacci indicators ki ranges ko bhi use kia ja sakta hay.

          Demand and supply zones and ranges main different analysis aur indicators ko use kar kay ager ham proper risk management karain aur stop loss and take profit tools ka sai istemal karain to ham bahut achi trade kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

            Dost apny acha sawal kia hai ec ka answer he hai kay ju forex ki marlet hai wo mukmal ju focus hai wo supply air demand par he hota hai ye mn apku nechy kch example day kar bataon ga forex me jab koi trade lay jati hai tu supply aur demand ku check karny kay bad he app loog us ku trde lagaty hu aieen dekhty hain kay supply aur demad kia bala hain

            Supply :

            Market me ksi chez kay any ku ya pohnchany ku ham supply kahty hain yahan par ham oil ki example lety hain . Agar market me oil ki supply ziada a rahi hai tu ec ka maqsad hai oil kafi acha bik raha hai aur us ki prices oper jany kay achy khasy chances hai aur agr supply ahsta kam hoti ja rahi mtlb us ki marlet low hu rahi hai aur rate neechy ja sakty hain ec kay

            Demand :

            Ec ka matlab hai kay koi cheez kitni ziada sale hu rahi hai uski demand kitni hai. Oil ki example lety hain yahan par bhi agar oil ki demand increase hu raji hai tu automatically oil ki supply increase karna hogi aur prices increase hongi aur agr ec ki demand kam hai tu prices bhi kam hongi jesy ap ny kch month phly dekha lockdown me demand bilkul khtm hogae thi oil ki factories bnd hony ki sorat me to oil ki prices historically low hogaeen thiin
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

              Yes dear aapane bahut hi important question poochha hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein different commodities ki prices demand aur supply per depend kar rahi hoti hai main aapko crude oil aur aur gold ki example dete Hue yah aapki question ka jawab dena Chahunga aur mein ummid Karunga ki aap ko aasani se iski samajh a Jayegi.

              Dear covid-19 Mein Jab crudeoil ki demand bilkul khatm Ho Gai Thi aur uski supply jyada ho gai Thi Kyunki uski production Ko roka Nahin Ja sakta tha aur uski supply bahut jyada ho jane se uski prices bahut jyada down ho gai thi isliye Jab Bhi demand aur supply Mein imbalance ho jata hai to prices automatically use basis per decline yah increase Ho Jaati Hai Agar Kisi commodity ki demand increase Ho Jaati Hai to uski prices bhi already increase hoti hai aur Agar Kisi commodity ki supply increase Ho Jaati Hai to uski prices main aapko bahut jyada decline Najar Aata Hai.

              Agar aap international market me gold ko observe Karte Hain To iski bahut jyada demand produce ho chuki hai Kyunki bahut sari countries for example China Ne gold bahut jyada heavy quantity mein Main purchase Kar Liya Hai Jiski vajah se iski forces bahut jyada increase ho chuki Hain. Gold ki prices Apne observe ki Hogi bahut jyada ho chuki hai aur iski just yahi reason hai ki iski demand bahut jyada produce ho chuki hai Jab gold ki demand Jyada Hogi to automatically uski process bhi bahut increase ho jayegi aur Agar iski supply bahut jyada ho Jaati Hai for example agar koi country bahut jyada gold ki quantity market Mein sale kar deta hai to usse iski prices may decline kay chances ho sakte hain.
               
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                Supply and demand factors par hi kesi be currency, gold, crude oil ki price ka taluq hota hay, agar kesi cheez ki demand zeyada ho jati hay to es ki price be higher ho sakti hay es ki waja ye hay key demand zeyada hony se aur supply kam milny ki waja se es ki value me mazeed be ezafa ho jata hay, gold aur crude oil ki hi agar ham bat karen to oil ki demand agar bilkul be khatam ho jaye jes tarha se corona virus ki waja se koch month pehly es ki demand lock down ki waja se bilkul be kam ho chuki ti aur koch time bat ye demand bilkul be khatam hi ho gai ti magar supply every month milti rahi jes ki waja se crude oil ki price Forex market me negative me ja chuki ti, esi tarha agar supply kam mily aur depend esi tarha hi rahy to per oil ki price me zaror ezafa ho sakta hay, jab be US dollar ki keemat me ezafa dekny me ata hay to ham ye asani se notice kar sakty hey key es ki waja se crude oil ki price kam ho jati hay jes ki waja se gold ki price me bahot hi ezafa ho jata hay, koi be product ho, currency ho crude oil ya gold ho es ka relation hi supply and depend factors key sath hota hay, supply aur demand hi esy factors hey jes ki waja se kesi be cheez ki price ya to bahot zeyada high ho jati hay aur ya be bahot zeyada low ho jati hay, demand hi agar kesi cheez ki khatam ho jati hay to es ki koi be value nahi rehti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                  Dear friend Jab Bhi international market mein kisi products ki market Mein Kami waqya ho jaaye to use ki supply kam ho jaati hai aur uski demand mein izafa ho jata hai covid-19 Ke dauran Jab crudoil ki demand bahut kam ho gai thi To vahan per iski supply jyada ho gai thi To Aisi situation Kisi product ki jismein koi product market Mein kam use ho raha ho aur uski demand Mein Kami Vakya Ho Jaaye to uski supply Mein Izzat Hota Hai To Aisi situation Mein Hamen Aise product ko Aise tarike se deal karna padta hai ky Hamen market ki demand aur supply co manage karte hue apny business ko perform karna padta hai
                  Forex trading per kam karte hue Jab Bhi Ham market Mein fundamental analysis Lete Hain To Hamen Jis product py trading Karni Hoti Hai Uske bare mein information Lete Hain ki uski supply and demand mein kya relation chal rahe hain aur ham apni trading se us sy Kitna profit gain kar sakte hain basically gold aur crude oil trading karte hue Hamen demand aur supply ka Jyada Khyal Rakhna padta hai agar ine donon products Mein Kisi Ki demand kam ho jaaye a to vahan per supply ka Jyada issue aata hai aisi situation Mein Hamen Aise products per trading karte hue bahut jyada careful rehna padta hai Forex trading Mein kam karte hue Hamen supply and demand ka bahut jyada mawazna karna padta hai tabhi Ham apni trading Se Achcha profit Le sakte hain basically Jab Bhi Ham trading karte hain to Demand aur Supply ky rules ko zarur judge karna padta hai ki market mein kisi product ki supply and demand kis tarike se chal rahi hai use product ka use Kitna zyada ya km ho raha hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                    Friend aap sub kesy jo umeed karta houn k aap sub theek houn gy , friends baat yea hea aap ko pata hea k jb markeet main product li supply kum ho jay to us ko mang aur price mian izaafa ho jata hea aur forex trading main market aik aham role ada karti hai or market ki moving such main demand or supply par depend hoti hai jis trah hum es bat ko hum talab or rasad k sam se bat kar sty hain jesa k kisi bhi chez ki talab jub bahrti hai tu os chez ki demand market main bhi bhar jati hai or hesy jesy insan apni tlaab ko pori arta jata hai tu oski demand main bhi kami hoti jati hai esi trah he marekt main hota hai forex market main morket ki mofing main demand or supply ki boht ahmiyat hoti hai jesa k aik currncy ki values main izafa ho rha jai tu es ka matlab yah hai k os molk ki chezun ki demand bhar rahi hai log maret ki traf bhar rhay hain tu es sorat main os chez ko buy karny se cha hai osko sell kar den q k logun ki demand main har consumer achi price par hasil kar sakta hai demand and supply bohat effect hota hai market par agar supply zeyada ho jaye to price me kami ajati hai q k wo cheez market me zeyada ho jati hai is liye us ki price kam ho jati hai ta k market stable ho saky.
                    Or is tarha hi jab kisi cheez ki demand barh jaye to to us ki price brha di jati hai ta k us ki demand kam ho jaye or us ki halat market me stable ho jaye.
                    Agar ap demand or supply ko samjh ly to ap ko analysis me thori asani ho jaye gi or ap easily kisi pair ki value ko smjh jaye gy k up jaye hi ya down.aur friends best time ka wait karna hi ho sakta hay koi other esa formula nahi hay jes key base par trading me daily regular profit earn kia jaye, daily hamari nazar esi news par honi chaye jes se ham conform 100% trading se profit earn kary, support and resistance levels se trading karna be best hay magar news ki ehmeyat es se kahi zeyda hay, news time me market fast hoti hay esy time me traders ko wait karna chaye, koi be esi mistake ya over trading nahi karni chaye jes ki waja se loss ho, kam profit earn karna acha hay zeyda loss karny se.supply aur demand aik aik key indicator hay jis per kafi trader market main trading ker rahay hain. que kay ager ham chart per gehri nazar dalen to hamen pata chalay ga kay market kisi bhi chart main supply aur demand kay zone hotay hain jesay support aur resistance kay zone hotay hain. jab kisi bhi product ki demand aik high level per chali jati hay to us say wo product zayada produce hona shoro ho jati aur logo ki demand pori bhi ho jati hay aur jab koe bhi buyer nahi bachta to us cheez ki demand kam ho jati hay us ki value bhi down hona shoro ho jati hay. isi trah say supply zone bhi kam kerta hay.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                      DEMAND AND SUPPLY IN FOREX TRADING
                      Dear jahan tak mera knowledge hai to forex trading ky andar Agar hum oil gold ya Kisi bhi aur pair mein trading krty hain aur us mein demand kam aur supply zayada ho jati hai to us cheez ki importance kam ho jati hai means yeh KY us ky rates down ho jaty hain isi tarha agar kisi cheez ki demand zayada magar supply kam ho Jae to us ky rate bohat zayada ho jaty hain is ki aik simple example oil ki bhi hum ly sakty hain
                      EXAMPLE
                      last month mein ya us se bhi back humne oil ki movement dekhe the Jo KY bilkul negatives mein chali gai the jis se hum dekh sakty hain KY us ki supply bohat zayada ho gai the jab ky us ki demand bilkul zero par a gai the jis ki wajah se rates bohat zayada down ho gae the aisi situation ko hum demo and aur supply kh sakty hain aur forex trading Mein yeh situation gold aur oil par he dekhe gai hai in do pairs par trading krny waly members maximum hain jis ki wajah se ye bohat zayada effect hoty hain jab ky currency pairs par aisa koi khas effect nahi dekha gaya hum is baat ko bhi jab tak mind Mein nahi rakhen ge ache trading nahi kr saken ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                        g han forex trading main bhe demand and supply ka he rule apply hota hae is main ap misal le len crude oil ke yeh totally depend karta hae demand and supply pe ab corona virus ke waja se lock down howa jis ke waja se oil ke jo demand the wo bahut se zayada kam ho gy the q ke koi use he nhe kar raha tha sare to ghar bethe howe the isi tarah se jese he is ke demand kam howe supply zayada ho gy jis ke waja se oil ke prices bahut zayada kam ho gyen or prices itna kam hoen ke 0 pe a gyen or phir jese jese corona kam howa is main oil use hone laga to oil ke jo demand the wo increase hone lag gy jis ke waja se is main iske supply bhe kam hone lag gy to is ke prices ab increase hone lag gyen the to bas is waja se he to is main is ke movement hote hae agar hamen crude oil main ache trading karne hae to hamen overall globally iske demand and supply par ghaor karna ho ga tab he to hum yahan se kuch hasil kar saken ge or is main hum kamayb ho bhe saken ge bas hamen cahiye ke hum is main ese he mehnat karte rahe acha knowledge hasil karte rahen q ke yeh knowledge hamen ache trading karne main madad de ga or is tarah se hum is main kamayb ho bhe sakte hain to bas is waja se sabhe logon ko cahiye ke wo is main ese he mehnat kiya karen or karte bhe rahen take wo is main success hasil kar saken or is main wo kuch gain kar saken or baqi bhe bahut se commodities hote hain jo ke demand and supply par depend karte hain un ke movement bhe
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                          kisi bhi pair ki up and down movement is baat ko show kar rahi hoti hai aur pears se related members ke pass maximum information hona chahie Koi member jab apne trade ko open kar lene wala ho to sabse pahle usko market ko analyse karna hota hai vah market ko analyse kar lene ke bad usko Koi bhi ek aisa pair select karna hota hai ki jis per member ko trading say related achcha experience hasil hota hai aur pears ki selection bahut important hai aur aise members ke jinko pair se related Koi information nahin hoti yahi vajah hai unko is selection mein maximum problem hoti hai market ki movement ko analyse kar lene ke liye members ke pass self experience hona chahie aur aise members Jo apna experience apne kam mein istemal nahin kar rahe hote yahi vajah hai unko apne kam mein profit nahin a Raha hota hai members ke liye yah baat important hai unko apne trading account per khud Se Hi decision lene hote hain aur yah decisions lene ke liye members ke pass itna achcha decision experience hona chahie aur decision power bhi hona chahie aur members ka expert ho jana hi sabse important hai aur expert Ho jaane ke liye members ko maximum regular online hokar apne trading account per practis karna hoti hai aur uski quality ko acchi tarah Se maintain karna hota hai yah sab kar lene ke bad members ke kaam ki quality maintain Ho jaati hai aur unko achcha bonus nahin jata hai aur agar members practice ko continue karenge tu is tarah Se unko vah bonus utilise karne mein bhi maximum help acchi bahana tahsil karke achcha experience hasil kar lena aur expert ho jana hi success hai
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                            Ji aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Ke demand aur supply kya hote hain aur yah Forex form mein kitne Jyada important hote hain aur in ki madad se Ham Apna Kam Kis Tarah Se kah sakte hain Aaj Ham Iske bare mein discussion karne Ja Rahe Hain Ki Forex form mein kitne Jyada important Hote Hain demand aur supply Ek dusre se bahut hi jyada different hote hain yah Apna Kam different types ke jariye Se Karte Hain

                            Ab Ham supply ke bare mein discussion karne ja rahe hain kisi chij ko ek Jagah se dusri Jagah per ke Amal ko Ham supply Kahate Hain Jaisa ki Ham form Mein trading karte hain to use Waqt ham Jab thread per trade Lagate Hain Tu Is Tarah Hamari post bhi supply Aage supply Ho Jaati Hai Jiski vajah se Hamara impression Aage bahut hi Achcha rahata hai aur Is Tarah Se Ham Ek acchi earning Hasil kar sakte hain Agar Ham Ek Achcha bonus Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen Apne kam mein jyada Se Jyada mehnat Karni hoti hai aur isme Agar Hamara kam acchi quality Ka Hota Hai Tu Is Tarah Se Bhi Ham Ek Achcha bonus Hasil kar sakte hain

                            BRICS form Mein Jab Ham kam Karte Hain To usmein thread per Jab Ham Lagate Hain to use Waqt use thread ki Ham se yah demand hoti hai ke Hamari tread use thread se related Hi Ho Agar Hamari tread Is Tarah Se related hi Hogi to Is Tarah Se Hamara impression Aur Bhi Jyada Achcha ho jaega Aur Is Tarah Se Agla Hamare bare mein woh yah andaza Laga sakta hai ki Hamen Is Tarah Mein trade lagane ka Kitna Jyada experience or knowledge Hasil hai isliye Hamen chahie Ki Kisi bhi business ko start karne se pahle usko acchi Tarah Se analysis kar len Agar Ham Jab Ham usko acchi Tarah Se analysis kar lete hain tab Hamen usmein Kam Karne Se Jyada Waqt Nahin Lagta balke Ham Apna Kam bahut hi kam Waqt mein aur easily tarike se kar sakte hain ismein Hamen Kisi Kisam ki tension Nahin Hoti
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                              bahi bat ya hai ka ya sari market demand or supply pr chalit hai jitni demand ho gi othni agr supply ho to market mohtadal rahti hai agr demand or supply mai fark ah jaya tu market up and down jati hai jasa agr hum misal lain tu oil ki la sakta hain pechal dino market mai oil ki deman kum ho gi teh or supply zayda ho gai tu to market mai oil down jana suru ho gaya tah rat os ka kum ho gaya tah or os wakat jis na bi sell ki trade ki wo fida mai raha or jis na buy ki trade ki osa nuksan huwa hai isi tahra demand ko hum lata hain jis cheez ki demand zayda ho or supply kum ho tu phr os cheez ki value zayda ho jati hai rat bohot zyada ho jata hai jasa ka gold ki bat karian gold ka rat kitna zyada opr chala gya hai kiun ka gold ki demand zyada hai or supply kum hai is lia market mia gold kafi up gya ahia or jis na bi gold pr buy ki trade ki wo bohot fida mai raha isi tahra sell ki trade karna wala nuksan mai raha to bahi supply or demand basic hain or pori market isi par chalit hai agr is ko nikal dain tu market kabi bi nahi chala gi demand hai tu supply hai or supply hai tu demand bi ho gi is lia dono sath chalta hain demand or supply ka bina koi bi karobar nahi chalta talab or rasad basic hai is business ka or business chalta hi isi par hai or market buy ya sell is pr hoti hai demand or supply ka bahrna sy or kum hona sy
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X