Forex mein Demand & Supply se kiya murad hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Demand and Supply

    Jab ap Yahan Par Apna investment capital karna chahte hain tu Akhiyan per capita investment karne se pehle market ki supply and demand ko acche se baat karle Jaise Jaise aapko market Ka Pata Lagta Jayega aap ko kam karne ki information Aur Bhi Zyada Milti Jayegi aap Jyada Se Zyada Speed ke sath market Mein Apna capital core investment keliye manage kar sakte hain aur Apna account generate kar sakte hain profit ke sath Trading men hamare liye supply and demand hamare liye bahot ahm hoti hai trading men market men jo movement hoti hai wo supply and demand pe hi hoti hai ham market men jitni demond dekhen ge market utna hi buy ki taraf jati hai aur jitna supply hoti hai market utna ziada sell hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: waqas11 پيغام ديکھيے
      Dear Members:

      Forex business mein Demand & Supply ka name to suna hoga aap sab ney is se kiya murad hey isko apne asaan alfaaz mein bayan karen.

      [ATTACH]18782[/ATTACH]
      dear forex market mein jab Ham kam karte Hain to humko is market mein technical ke hisab se kam karna hota hai uske bad Ham is market mein achha profit bana sakte hain kyunki is market mein jab Ham technical ko use karte hue analysis karte Hain to humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai is market mein Ham jab acche tarike se kam karte Hain to Ham kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein jab ham kam karne ke liye demand and supply ko dekhkar kam karte Hain to Ham is market mein kafi jyada fayda ho jata hai kyunki is market mein jab Ham kam karte Hain to Ham ko yah pata hona chahie ki market jab kisi registers John per jaati hai to vahan se market mein down aana hota hai iski vajah yah hoti hai ki vahan per supplies on hota hai aur market vahan se down hi aati hai agar Ham is market mein demand zone ki baat karen to is main market kisi sport level se ab side per moment start karti hai humko is market mein kam karne ke liye yah pata hona chahie ki market mein kaun sa John is time active hai agar Ham forex market mein achcha kam karte Hain to Ham kis market mein kafi jyada fayda hota hai is market mein humko kafi jyada fayda hota hai jab Ham is market mein achcha kam karte Hain.
      • #48 Collapse

        Re: Demand and Supply

        Assalam walekum wedding Ham se kam karte hain kaise Ham Kahate Hain Ki Is money demand and supply ka bhi big role play aur han hota hai aur ismein ham Jab kam karte hain Kisi bhi commodity ya FIR Kisi bhi metals per kam kar rahe hote hain to ismein demand and supply ka bahut jyada Aham kirdar hota hai jisse Hamen market ki movement ka tatha chalta hai aur ham is profit is easily Le sakte hain.

        Dear Ham dekhte hain ki market mein agar Kisi Bhi chij ki demand jyada hai aur uski supply kam ho rahe hain To usmein Ham Dekh Rahe hote hain ki uski price automatically increase ho rahi hoti hain Kyunki market Mein demand Jyada hone ki vajah se uski prices automatically increase Ho Jaati Hain aur uski market Mein supply kam Ho Jaati Hai.

        Dear aur jab market mein kisi Bhi chij ki supply jyada ho jaati hai aur uski demand kam hoti Le To Ham dekhte hain ki iski prices automatically market Mein down Ho Jaati Hain aur usse market Mein demand bahut jyada kam hoti hai agar aap currency ke alava kisi bhi metals ya FIR aap commodity per kam kar rahe hote hain to increase movement demand and supply per bahut jyada depend kar rahi hoti hai.
        • #49 Collapse

          Re: Demand and Supply

          Gold aur crude oil market key down ya increase hona totally supply and demand factor par depend karta hay supply zeyada hony ki waja se aur demand kam hony ki waja se market ki price me ezafy key bajaye kami ati hay aur agar supply kam ho aur demand supply factor se zeyada ho to automatically market ki price increase hona start ho jati hay, hamesha supply and demand factors par hi depend karna ho ga es se market ki price ka change hona depend karta hay
          supply aur demand woo hoti hy k jab koi chez market main ati hy too uski value aur demand hoti hy uski price k mutabiq agr kisi bhe chez ke supply zyada hoge market main too uski value usk badly main kam hoge aur agr demand zyada hoge aur supply kam hoge too market main uski value yada hoge price zyada hoga us chez ke basically supply or demand ka zyada fark hamen crude oil aur gold ki trading se pata chalta hai ki abhi Jab bhi gold ya oil mein Koi demand hoti hai to news update mein hamen ek waziha Fark pata chal jata hai market ki movement ka ISI tarah Jab kahin bahut badi quantity mein supply hoti hai gold ya crude oil ki to market movement bahut jyada fast Ho jaati hai aur news ka impact bahut jyada market pe padta hai to supply and demand ka sabse jyada Fark news update per padta hai aur news updates sy hum pata chal jata hai ki abhi crude oil ya gold per supply yah demand kitni jyada hui hai aur usi ki Mutabik apni Trading ki strategy banate hue apne liye ek achcha gap banate hue trading kar sakte hain aur apne liye acchi earning kar sakte hain
          • #50 Collapse

            Re: Demand and Supply

            AoA mohtaram forex member dunia ka hr kam demand aur supply pe e hota hy hr country demaand aur supply ki dykhty hoye faisly krti hy jitnu kisi cheez ki demand ziada hogi utni company supply ziada kregi jis se kam krny walon ko bhaot faida hota hy aur mulk b taraki krta hy agr demand aur supply eqaul ho to msla ni bnta lykin agr in men se kou b chez ziada kam ho to preshanian bnti hen
            imranhaider
            • #51 Collapse

              Re: Demand and Supply

              dear friend, supply hm pair ya assets ki available amount ko kehtay hain aur demand sa murad pair ya asset ki wo quantith ha jis ko log buy karnay k liay willing hon, jb supply increase hoti ha to iski value down hoti ha aur jb supply decrease hoti ha to iski value rise karti ha, isi tarah jb kisi pair ya asset ki demand increase hoti ha to iski value b rise karti ha aur jb demand decrease hoti ha to iski value b down hoti ha, jaisa k currency pairs supply aur demand k asool par mabni hotay hain is liay currencies par trading k liay bht saray traders is par depend kartay hain k kis waqt currency ki value rise aur fall karain gi, market jb b up ya down moment karti ha wo iski supply aur demand ki waja sa hi hoti ha, lihaza market ki moments ko thek tarah tackle karnay k liay supply aur demands par nazar rakhni chaiay aur un k mutabik trade ma entry aur exit karain apnay experience ko use karain ta k thek time par thek decisions liay ja sakain, demand increase ho to supply km hi jati ha aur jb demand decrease ho jay to supply increase hoti ha, lihaza ye dono aik dusray k opposite hoti hain, hmain trading orders set karnay k liay demand aur supply ko follow karna chaiay aur in sa related latest information hasil karni chaiay ta k trade set karnay ma mistake na ho aur hmain bilawaja loss na ho, is liay hmesha soch samajh kar trading k faislay lain ta k baad ma pareshani ka samna na karna paray
              • #52 Collapse

                Re: Demand and Supply

                Demand and supply har business depend karta hai har business mai demand or supply hoti hai jitni demand hogi itni supply hogi isliye demand-supply donon aapas mein mein milkar kam karte Hain trading ka based on demand supply per jalta hai Ham dimag karte hain aur supply hoti hai trading kar matlab bhi yahi hai Ham khareed lete Hain Koi bech raha hota hai to Ham kharidte hain aur hum cell karte Hain to kharedar khareed Raha hota hai isliye yah saman ki demand bhejna demand-supply per chalta hai jitna demand hogi roti jyada supply hogi demand kam supply kam supply nahin hai agar hamare pass saman pada hua hai aur humse Koi khareed nahin aata to hamara saman pade pade kharab ho jaega is liye jab Koi demand karta hai to Ham use sal se apne saman ko store karte hain aur apne pass rakhte Hain ta ki Ham time aane per use bhej sake hamare pure ka pura business economics system talab or rasad per chalta hai but the demand aur supply per hamen apni supply ki mutabik demand ko karna chahie yah hamen demand itni jyada karni chahie jitni supply Ho aise nahin hota Ham demand ke upar apni supply co rakhte Hain agar mere pass se mandu ki hai to main supply thi nahin kar sakta main supply do hi karunga agar mere pass supply ke panch hai aur demandu ki hai tabhi mein do hi reply karunga 5 supply nahin karunga isliye business jo bhi hai vah demand aur supply per chalta hai Ham kisi ke pass jaate Hain Ham use kahate Hain ki hamen kuchh chahie to Ham use khareed lete Hain to vah hamen supply karta hai aur per vah aage se apne pass saman ko supply karwata hai ki uske pass demand badh gai hai to supply bhi zyada ho gai hai
                 
                • #53 Collapse

                  Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                  dear friend, supply hm pair ya assets ki available amount ko kehtay hain aur demand sa murad pair ya asset ki wo quantith ha jis ko log buy karnay k liay willing hon, jb supply increase hoti ha to iski value down hoti ha aur jb supply decrease hoti ha to iski value rise karti ha, isi tarah jb kisi pair ya asset ki demand increase hoti ha to iski value b rise karti ha aur jb demand decrease hoti ha to iski value b down hoti ha, jaisa k currency pairs supply aur demand k asool par mabni hotay hain is liay currencies par trading k liay bht saray traders is par depend kartay hain k kis waqt currency ki value rise aur fall karain gi, market jb b up ya down moment karti ha wo iski supply aur demand ki waja sa hi hoti ha, lihaza market ki moments ko thek tarah tackle karnay k liay supply aur demands par nazar rakhni chaiay aur un k mutabik trade ma entry aur exit karain apnay experience ko use karain ta k thek time par thek decisions liay ja sakain, demand increase ho to supply km hi jati ha aur jb demand decrease ho jay to supply increase hoti ha, lihaza ye dono aik dusray k opposite hoti hain,agar mere pass se mandu ki hai to main supply thi nahin kar sakta main supply do hi karunga agar mere pass supply ke panch hai aur demandu ki hai tabhi mein do hi reply karunga 5 supply nahin karunga isliye business jo bhi hai vah demand aur supply per chalta hai Ham kisi ke pass jaate Hain Ham use kahate Hain ki hamen kuchh chahie to Ham use khareed lete Hain to vah hamen supply karta hai aur per vah aage se apne pass saman ko supply karwata hai ki uske pass demand badh gai hai to supply bhi zyada ho gai hai
                  • #54 Collapse

                    Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
                    Dear forex me ye aik proper law hota Hy demand and supply ka uska work procedure ye hota Hy Kay Supply aur demand ka market economy me most important fundamental concepts hota hay

                    Supply: economic theory price aur quantity ka relation hota hay quantity ki supply agar zeyda ho gi to price be increase ho sakti hay


                    Demand: buyers ko kitny quantity ki produced ya service ki desire (khuwaish) hoti hay ye economic market key supply graph se es ki identification ki ja sakti hay

                    Dear friends trading main demand aur
                    Law of Supply: Law of supply produced ya service ki quantities ki khas keemat par farokhat ko demonstrates karta hay, supply relationship hamesha upward ko show karta hay, higher supplied quantity se hi market price higher ho jati hay question poucha ha Mary khayal jibb loss apply hogi to AP Kam sy kam ibveinvest kro kau ky is soorat ma AP sub logo ko buot hi Kam profit milta ha or jib AP ky high apply ho to is Sy AP zayada investment sy zayada profit hasil KR skty ho demand or supply par depend hoti hai jis trah hum es bat ko hum talab or rasad k sam se bat kar sty hain jesa k kisi bhi chez ki talab jub bahrti hai tu os chez ki demand market main bhi bhar jati hai or hesy jesy insan apni tlaab ko pori arta jata hai tu oski demand main bhi kami hoti jati hai esi trah he marekt main hota hai forex market main morket ki mofing main demand or supply ki boht ahmiyat hoti hai jesa k aik currncy ki values main izafa ho rha jai tu es ka matlab yah hai k os molk ki chezun ki demand bhar rahi hai log maret ki traf bhar rhay hain tu es sorat main os chez ko buy karny se cha hai osko sell kar den q k logun ki demand main har consumer achi price par hasil kar sakta hai demand and supply bohat effect hota hai market par agar supply zeyada ho jaye to price me kami ajati hai q k wo cheez market me zeyada ho jati hai is liye us ki price kam ho jati hai ta k market stable ho saky.
                    Or is tarha hi jab kisi cheez ki demand barh jaye to to us ki price brha di jati hai ta k us ki demand kam ho jaye or us ki halat market me stable ho jaye.
                    Agar ap demand or supply ko samjh ly to ap ko analysis me thori asani ho jaye gi or ap easily kisi pair ki value ko smjh jaye gy k up jaye hi ya down.
                    Dear members trading main demand r supply ko proper observe Kia jata Hy jis sy market chart r is ki movement AP ko kamyab banati hyjo log trading main mehnat aur acchi earning krna chahaty Hain in ko demand aur supply procedure ko acchi tarha learn karna chahay take trading main Kamyab ho sakain.

                    Supply and Law of Supply:
                    Economic theory price aur quantity ka relation hota hai agr market main agr quantity ki supply ziada ho hi to price bhi high ho jay gi. Supply main quantity ki supply ko watch krty howy AP kamyab ho sakty haain r market ko observe krty howy AP apni market analysis ko kamyab bana salty hain. Aap ki mehnat r lagn AP ki kamyabi Hy AP ki mehnat r ek accha profit AP ko kamyab banata Hy r ek accha experience bhi deta Hy

                    Demand and Demand Law:
                    Buyers ko jitni quantity ki zaroorat hoti Hy us ko demand kehty Hain r is ki identification trading charts sy ho jaati Hy. Aap ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha profit hasil or k ek accha trade krny ki koshish krain take AP ko kamyabi mil saky so ki trading main acchi planning r money management AP ki kamyab trading k liy zaroori hy. Aap ko supply r demand procedure ko learn krty howy apni trading skills ko improve karna chahay take AP ko kamyabi mil saky
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #55 Collapse

                      Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                      Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy k rhy hon gy aj ham dimand or supply k bary ma discuss kry k gy iski market
                      ma kitni zyada importence ha..
                      Demand:
                      is ka mtlb ya hota ha kki chiez kitni sale ho rhi ha iski demand kya ha agr agr demand brhy gi to sypply bhi sath brhy gi or agr demnd kam
                      ho gi to supply bhi kam ho gi market ma trading kabhi oper ki traf ja rhi hoti ha or kbi nichy ki traf ja rhi hoti ha iski movement change hoti rhti ha
                      kbi bhi aik jga movement ni rhti for example:agr shuger ki demand brhy gi to sath hi price bhi brhy gi or agr market ma shuger ki demand kam
                      ho gi to sath hi price bhi kam hoti.
                      Supply:
                      market ma kisi chiex ka pohanch jana supply kahlata ha or market ma demand or supply dono sath sath movement krti han..
                      • #56 Collapse

                        Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                        Assalamu Alaikum dear friend forex market mein demand and supply ka matlab hota hai ke is mein market mein kis cheez k ziyada demand hai aur kis cheez ki supply ismein zyada hai iske liye hamen market ko analysis karne mein bhi madad milati hai qu k jes bare main kisi cheez ki demand zyada hoti hai to os per ham trade lene mein bhi helps hasal kar sakte hain isliye aap ko chahie aap har tarah ka analysis forex market se Hasil Karen aur iske liye aap forex mein acha kam karne ki koshish karen ya ek behtarin online business hai jis mein Ham acchi earning hasal kar sakte hain forex ko sikhane ke liye hamen ismein acche se kam karna chahie aur ismein mehnat ke sath work karna chahie ya ek behtarin online business hai jis mein ham apni mehnat se kamyabi hasil kar sakte hain forex trading mein hamen supply aur damad ke bare mein bhi pata hona chahie k ham kis pear mein trading kar rahe hain aur ismein iski ki demand hai aur ismein jab Ham kisi cheez ko dekhte hain aur ismein hamen is supply ke bare mein pata hota hai to is per bhi hamen analysis karne mein kafi had Tak madad milati hai jis se ham behtarin earning hasal kar sakte hain is liye aap koshish karen forex market ko analysis karne ke liye mehnat se aur isse ka acha knowledge hasil karen yah ek behtarin business hai jis mein ham acha profit hasil ho sakta hai forex market ka har tarah ka acha analysis sikhne ki koshish karne chahie Jo hamen is mein kamyabi deta hai yah ek behtarin online business hai jiska acha profit hamen is mein kamyabi deta hai aur ham ismein acchi earning ke kabil ban sakte hain
                        • #57 Collapse

                          Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                          forex main kafi pairs ke movement demand and supply par hote hae jese ke crude oil yeh totally demand and supply par he move karta hae to is main aj hum iske bare main jan ne ke koshish karte hain ke yeh kese hota hae

                          Demand & Supply
                          crude oil aik commodity hae ke jis main hum trade kar sakte hain or acha profit bhe hasil kar sakte hain lakin is ke movement totally demand supply par hote hae for example ap corona main dekh len jab lockdown laga tha to vehicles wagaira band ho gy the jis ke waja se crude oil ke demand all over the world main bahut zayada kam ho gy the to jis ke waja se supply increase ho gy opr jab demand kam or supply zayada hote hae to is main price kam ho jate hae to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main agar trade karen bhe to is ke bare main hamen pata hona cahiye jese ke abhe kuch dino tak howa hae ke phir corona ke second wave start ho gy the jis se again demand kam howe to prices bhe kam ho gy then to is ka bahut he important role hota hae hamen isko samajh kar is main trade karne hote hae tab he to hum yahan se kuch hasil bhe kar he sakte hain or is main se ache tarah se tarde bhe kar he lete hain bas tab he to hamen bhe to kuch karna he ho ga take hum yahan se ache tarah se kamyab ho jaen bas hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat bhe sahe tarah se karen take hum is main aik ache tarder ban saken or kamyab ho jaen
                          • #58 Collapse

                            Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                            Dear members , forex ek aesa platform hy keh jis me hamemn kam karny klye bht ziada kowledge ki zarorat hy , agar ham knowledge ko ignore karen gy aur hamara focus is bat pay hoga keh ham bs profit kama saken , to aesa kabi bi ni hota . hamen pehly proper planing ke sath yeh karna chahye keh ham learning kar saken aur apni learning se apny lye market se profit kama saken , forex me hamen demand aur supply ke concept ka bi pata hona chahye takeh hamen yeh pata ho keh ham ne kitni investemnt karni hy aur kitni investment ko save kar ke rakhna hy , agar hamary pas itni investment bi ni hy keh ham trading kar saken aur forex trading ki demand ko fulfill kar saken , is klye hamen chahye keh ham pak forum forex pay kam karne , is forum pay kam kar ke hame bonus milta hy aur yeh bonus ha trading klye istimal kar sakty haun , forex trading ki demand ham forum pay posting kar ke pori kar sakty hain , aur jin logo ke pas posting karny ka time ni hota unhe chahye keh agar unke pas itna investment hy keh forex ki demand pori kar saken aur pori supply day saken to unhe chahye keh wh real apni pocket se investment karen . is tarah se wh acha profit kama sakty hain , forex me demand aur supply ke concept ko samajna bht mushkil hota hy , is klye hamen chahye keh ham market ko study karen , iske sary theoritical points ko samjen aur apny seniors ki help le , is tarah karny se hamen profit bi ho sakta hy aur jab bi ham trade lagaen gy to hamen is se acha profit mily ga aur hamari achi investemnt se ham apna business bi settle kar sakty hain .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #59 Collapse

                              Re: Forex mein Demand &amp; Supply se kiya murad hey?

                              Forex trading ki jo market hai vah kabhi bhi Sidhi line ke andar movement Nahin Karte balke Kabhi Upar ki taraf jaati hai aur yah Kabhi niche ki taraf Aati Hai To Jab yah Upar jati hai aur niche Aati Hai To yah demand aur supply ke Darmiyaan Mein move kar rahi Hoti Hai To Agar hamare pass Forex trading ka Achcha knowledge or experience Hai To Ham ismein Ek acchi entry Lekar Ek acchi trade Laga sakte hain aur is market se ek Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham is market mein sirf demand and supply ko bhi follon Karte Hain To Hamen is market Mein Ek Achcha profit Le sakte hain aur bhi is market mein bahut jyada tools Hai indicator Hain jinko Agar Ham follon Karte Hain To Ham is market mein Main apne ghar mein baith kar Achcha Paisa Kama sakte hain Hamen chahie ki Ham ismein kabhi bhi trend ki against trade na lage bus Jo market ke andar present trend Ho To Ham Usi Mein Hi trade Lagana chahie Agar Ham uske andar trade Nahin Lagana Chahte to jab tak trend change Na Ho Hamen trade Nahin Lagana chahie Kyunki bahut jyada log yah mistake Karte Hain trading per kam karte hue Jab Bhi Ham market Mein fundamental analysis Lete Hain To Hamen Jis product py trading Karni Hoti Hai Uske bare mein information Lete Hain ki uski supply and demand mein kya relation chal rahe hain aur ham apni trading se us sy Kitna profit gain kar sakte hain basically gold aur crude oil trading karte hue

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X