Forex mein Demand & Supply se kiya murad hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Demand and Supply

    demand and supply yeh dono he bohat aham role play kerty hain apny dekha ho ga ki exchanging account mein fundamental development hoti rehti hai is development mein zeada tar ye line ya tou upar ki tarf rehti hai ya phir line speciality ki tarf jati hai is mein kabhi bhi line seedhi nahi hoti upar ki tarf jany wali line aur specialty ki tarf jany wali iine k darmeyan mein jo cheez hoti hai us ko jewel aur graceful kehty hain lekin un ko jan'ny k liye humen chahiye k hamary paas bohat zeada experience ho humen tab zeada greetings hasil hoti hain aur hum tab he zeada dedicated ho ker kaam kerty hain market mein kisi bhi cheez ka opar jana aur buy us ki zeada ho jana yani us ki demand zeada ho jana jab bhi kis country ki currency mein demand aati hai tou us ki currency high chali jati hai
    suplly kam ya zeada hoti rehti hai aur ye time to time depend kerta hai agar kisi cheez ki demand zeada hui hai matlb k us ko zeada log bury ker rahy hain tou us ki supply bhi zeada he ho jaye gi in dono terms direct proportion hain yani aik cheez mein increemnt ho ga tou doosri mein bhi automatic increment ho ga is tarhan currency pairs ki demand zeada hoti ahia ur commdity ki demnad kam hoti hain kuen k wo risky trades hain ur un ki price bhi low hon gi jin k orders up hoty hain tou is ka matlb hai k un ki demands bhi zeada hoti hain tou un ki prices bhi up hon gi humen chahiye k hum demand and supply ko zehan mein rakh ker he hamesha order lagna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Demand and Supply

      Assalam Alaikum dear member kaise hain aap kya aap I hope sab khairiyat se Honge Aaj Ham aapke sath demand and supply co discuss Karenge ki Inka forex market Mein Kya Kam hota hai agar Ham forex market Mein acchi earning Hasil karna chahte hain To Hamen chahie Ky ham Forex mein maujud ttamam chijon ka Achcha Se Achcha experience apne pass rakhen Jab hamare pass Forex Mein vajud Tamam chijon ka Achcha Se Achcha experience Hoga To Ham forex market Mein Ek professional trader Ban Payenge

      Demand and supply bahut he important rule play Karte Hain Forex trading Mein Kam Karne Wale Har EK trader ko chahie ke vo demand and supply Kay in important rule ko kabhi bhi ignore na Karen because wo in important rule ko follow karke Apne kam Mein acchi se acchi earning Hasil kar sakta aur apne is business Koi Kamyab business banaa sakta hai demand and supply forex market mein bahut hi ahm kirdar Ada karte hain Inko Forex market mein bahut hi importance bhi Jaati Hai Jab market uptrend Mein move karti hai ya FIR downtrend main move Karti Hai Tu To Hamen Achcha Se Achcha profit mil sakta hai apni trading ko Hamesha acchi planning ke sath hi karna chahie aur trading karte hue Hamen Apne mind ko Hamesha fresh Rakhna chahie stress Mind se a Hamen kabhi bhi trade Nahin Lagani chahie supply and demand mein chat ko zoom out Karke Ham different points aasani Se dhundh sakte hain supply and demand zoone ki theek identification ke liye R Si aur fabonaci ki retracement ki range ko use Kiya jata hai Hamen Apne kam ko Hamesha mehnat ke sath karna chahie Apne kam Mein mehnat Karke Ham Mushkil se Mushkil kaam ko bhi Aasan banaa sakte hain
       
      • #33 Collapse

        Re: Demand and Supply

        Forex trading business hi nahin koi bhi business usmein demand-supply bahut jyada important hote hain Kyunki in ke bagair koi bhi business business Nahin Kahlat Kyon Ke Business mein demand and supply ke upar hi work Kiya jata hai Jab Ham Forex trading co join karte hain to use takat Hamen usko acchi Tarah Se land kar lena chahie Jab Ham usko learn karte hain tab bhi Ham demand aur supply ko bhi acchi Tarah Se understand kar paate Hain isliye Tamam traders ko chahie ke kisi bhi business ko start karne se pahle demand and supply ko bhi acchi Tarah Se understand kar len Jab Ham surakshit reading ko join karte hain to use me market kabhi bhi Sidhi line Mein Nahin Chalti bal Ke vah Kabhi Upar ki taraf move karti hai aur Kabhi niche ki taraf move karti hai aur Kabhi side mein move kar rahi Hoti Hai market ki movement Kabhi Ek Sidhi line Mein Nahin Chalti

        Forex trading main market movement karti hai to use Waqt yah market ki movement demand and supply ki movement Hoti Hai is movement jariye se Ham demand and supply main difference ko acche tarike understand kar paate Hain Jab Ham Forex trading ko join karte hain to use Waqt Aakar hamare pass Achcha knowledge Hoga tabhi Ham is demand and supply ke upar Apna Kam acche tarike Se Kar Sakenge Hai market Mein Achanak Hasil kar Payenge trading mein Hamen trading ke liye 50 post ka target Kiya Jata Hai yah frocks ke business ki Ham tractor se demand hoti hai ki Hamen in post Ko Dil Hi complete karna hota hai aur jab Ham Apne is 50 post ke target ko daily complete kar lete hain aur apne post ke reply ko Aage send karte hain to use Waqt Ham apni post ko Aage supply kar rahe Hote Hain Jab hMari post supply Ho Jaati Hai to use Waqt in post ko acchi Tarah Se study Kiya jata hai agar Hamare post ki quality acchi Hoti Hai To Uske hisab chahie Hamen market Mein Achcha bonus Diya jata hai
         
        • #34 Collapse

          Re: Demand and Supply

          Jaise ki Ham Jante Hain Kya market Sidhi line Mein Nahin Chalt balke yeah Zigzag ki tarah Chalti Hai hi Kuchh movement ke bad Wapas Ek Khaas Makan Se Wapas Laut Jaati Hai Kuchh der Yahan rukne Ke bad Dobara Apna travel start kar deti hai is makam ko sports yah resistance Kahate Hain yah Baat Hamen Apne mind Mein rakhni chahie ke sports resistance Ek area Hota Hai yah fix price level Nahin Hota Agar Do Ya Teen shadow ko aapas Mein Milaya Jaaye to is area ko sports yah resistance Kahate Hain Agar yah Line Chat ke upar side per ho to resistance Hogi Agar niche ki side per ho to sports Hogi Agar price Upar ja rahi ho to Ek makam per ruk Jayegi Agar yahan se price aur Upar Jati Hai To yah makam sports Kahate Hain Agar Yahan Se Wapas Mar Jaati Hai To yah Makan resistance kahlata hai sports resistance ke simple Misal Kamre Ki Hai jismein first sports hota hai aur Chhat resistance hoti hai yesterday Mein kam karte hue Hamen time encounter tractors Karke in pattern ke bare mein acchi learning Karni chahie Taki Ham in information ko apne business Mein use kar sake aur apne business ko acche tarike se chala sake aur acchi kamyabi Aanchal kar sake Jab Ham Dam account practice Nahin Karenge Forex trading co join kar lenge To Ham apne business ko acche tarike se nahin Chala Sakenge Na Use Mein acchi kamyabi Hasil kar Sakenge practice Ke bagair Humko Bhi work acchi tarike se nahin kar sakte Kisi bhi kaam ko karne ke liye experience knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai Jab Hamen is business ke bare mein Achcha experience or knowledge Hoga To Ham acchi tarike se is business ko samajh Sakenge aur Apna Kam kar Sakenge
          • #35 Collapse

            Re: Demand and Supply

            Bilkul asa hi hay har mint har second market kabhi upar kabhi nechay aa rahi hay kabhi constant kuch ni rehta har mint pay focus kar kay faisla karna chhaiyay
            • #36 Collapse

              Re: Demand and Supply

              Dear friends hm topic ki taraf barhaty huy discussion ka aaghaz karty hain Forex mein demand and supply ko define karny ki koshish karty hean
              Supply aur demand ka market economy me most important fundamental concepts hota hay economic theory price aur quantity ka relation hota hay quantity ki supply agar zeyda ho gi to price be increase ho sakti hay buyers ko kitny quantity ki produced ya service ki desire hoti hay ye economic market key supply graph se es ki identification ki ja sakti hay**Law of supply produced ya service ki quantities ki khas keemat par farokhat ko demonstrates karta hay, supply relationship hamesha upward ko show karta hay, higher supplied quantity se hi market price higher ho jati hay aur Jab market Mein loss apply Hogi aur uske Sare Jahan Par depart veekam Hogi toh aapko chahiye kya huya par Jyada investment Na Kare agar aap Yahan Par Jyada investment kar lenge to aapko Yahan Par income generate nahi hogi Aap Yahan Se acche se income bhi kam karne ke liye use kar sakte hain aur aap ka kaam bhi Yahan Par Asar nahi hoga aur forex trading main market aik aham role ada karti hai or market ki moving such main demand or supply par depend hoti hai jis trah hum es bat ko hum talab or rasad k sam se bat kar sty hain jesa k kisi bhi chez ki talab jub bahrti hai tu os chez ki demand market main bhi bhar jati hai or hesy jesy insan apni tlaab ko pori arta jata hai tu oski demand main bhi kami hoti jati hai esi trah he marekt main hota hai*aur Agar Hum Log kis Mulk economic condition ko dekh kar trading Karte Hain To is Hum logo ko bahut hi fayda hota hai unke is hamlogoko law of supply and law of demand Ka Pata Chalta Hai Jis Se Hum Log trading Karke kaafi accha profit Hassan kar sakte hain
               
              • #37 Collapse

                Re: Demand and Supply

                Kisi product ki price increase and decrease hone mein demand and supply zone bahut important role play karte hain aapko maloom hai ki jab koi chij market se short ho jaati hai to bus ki price increase ho jaati hai jaisa ke current situation mein mask ki price bahut increase ho chuki thi.
                aise hi aapane Dekha Hoga ki jab gold ka season aata hai to gold ki price increase ho jaati hai marriage season mein gold ki price higher hai value per chali jaati hai aur jab zakat ka season aata hai to gold ki price gir jaati hai Forex trading members aapko trading market mein independent management ke sath aur technical analysis ke sath trading karna hoti hai aapko demand and supply zone ko agar samajhna hai to aap ko confirmation trade opportunity Lena hoti hai iske liye aapko support and resistance per supply and demand zone mil sakta hai.. agar kisi cheez ki demand zeada hui hai matlb k us ko zeada log bury ker rahy hain tou us ki supply bhi zeada he ho jaye gi in dono terms direct proportion hain yani aik cheez mein increemnt ho ga tou doosri mein bhi automatic increment ho ga is tarhan currency pairs ki demand zeada hoti ahia ur commdity ki demnad kam hoti hain kuen k wo risky trades hain ur un ki price bhi low hon gi jin k orders up hoty hain tou is ka matlb hai k un ki demands bhi zeada hoti hain tou un ki prices bhi up hon gi..
                • #38 Collapse

                  Re: Demand and Supply

                  Demand and supply zones

                  Assalamu Alaikum Pyare trading member aapko Maloom Hona chahie ke kisi Bhi chij ki value Kisi product key price in cracks and decorate hone Mein demand and supply zone bahut hi important role play karte hain aapko Maloom Hai Ki Jab Koi chij market se short Ho Jaati Hai to bus to iski price in correct Ho Jaati Hai Jaisa ke contract solution Mein mask ki price bahut hi interacts ho chuki thi

                  Aise hi aapane Dekha Hoga Ki Jab gold ka Samson aata hai to gold ki price in correct Ho Jaati Hai to marriage Sanson Mein gold ki price Hai per hai value per Chali jaati hai aur jab Ladka Samsung Kaise aata hai to gold ki price Gir Jaati Hai frustrating member aapko trading market Mein independent management course after aur technical analysis ke sath reading karna hoti hai aur aap ko Har Tarah Ki information Jisko technical data Kaha jata hai vah aapko candlestick chart pattern per Milta Hai Lekin aapko different tools apply karna hota hai Jaisa ke indicated and uski later ko bhi use karna hota hai aur in ki madad se aapko trading market Mein Sachiv full milati hai Forex trading member aapko Parliament Sach full trading Cricket ka and technique Kyon learning ke bad demo account mein practis karna chahie aur vahan per aap ko perfect confidence knowledge mil sakta hai

                  Aur Pyare bhai jaan aap apni trading ko market ke hisab se Karenge to hi aap Kis Mein training kar sakte hain isliye aap apni trading co planning ke sath aur Market ko analyses Karke Karen jisse aapki trading Meri Ishq Bhi kam hota hai aur loss hone ke chance bhi kam Hote Ho Kyunki technical Mein movement karti hai aur fundamental main sirf pair ka use hota hai isliye technical Mein Hi aati hai aur Hamen ismein minut Karni chahie aur mehnat Karni chahie Jyada Se Jyada business Hamare liye Achcha work Ban sake Kyunki demand and supply ka bahut hi jyada ismein kirdar paya jata hai
                   
                  • #39 Collapse

                    Re: Demand and Supply

                    Dear Mate aap Nay Boat Perfect Topic Per Discusssion Start ke Hai Or Supply Or demand kay Bary main Janna Humary liy Boat Zrori Hai Ku kay Supply or Demand Ke Waja Say Market Main Boat movement Hoti hai Or Supply Or Demand Ke Waja Sayhe Humy market Ke Price main Increase or Decrease Hony ka Pata Chalta Hai is Liy iss Kay Bary main janna Be Boat Zrori hai..

                    Supply


                    Dear mate Supply Waha Per Increase hoti hai Jaha Per Market Main seller Zada Ho jaty hain or Buyers Boat Kam Ho Jaty Hain,Tab market main Hum Khe Sakty hain Kay Supply Zone zada Hai.Or Supply Zone Increase hony ke Waja say Hum Check kar Sakty hain Kay market Ke Price Down Chali Jati hai or Kise Be Currency ke Value Down Ho jati hai Iss Liy Hum iss Main selling kay Liy Entry Lyty hain.Forex Market Main Aisa Tab Hota hai Jab Market Strong Resistannce Level Per Ho Or Nect Chances hu market Main Supply Zone Increase Hony Kay Is kay Bad market Main Price Down Hoti hai or Market Bearish Ho Jati hai Is sLiy Humy Short Position Open Karna Hoti hai..

                    Demand

                    Dear Fellow Market Main Demand Zone tab Increase hota hai Kayjaab Market main Buyers Zada Active Hu or Seller Kam Hu Aisy main market Main Buyers Ko Kam Karny kay Liy Price High Kar De Jati hai Or Buyers Ko Control main raka Jata Hay is liy Humy Yaha per Price Key Increase Hony pr Long Position Ke Entry Lyna Hoti hai tab He Ja Kar Hum market Main Acha profit Gain kar Sakty hain.Or Market Main Demand Zone Zada tar Support Area per Increase hota Hai or Market Main Strong Bullish Movement Hoti hai.Is Liy Humy market Main Support Or resistance level ke Help Lyna Hoti hai market main Perfect Entry Lyny Kay liy.
                    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                    • #40 Collapse

                      Re: Demand and Supply

                      Demand and supply se related complete analysis aapki trading co perfect bana sakte hain demand aur supply per different commodities metals or currency pairs ki prices depend kar rahi hoti hai dear jab demand aur supply Mein imbalance hota hai to usmein aapko bahut jyada problem ho sakti hain aur prices fluctuate kar sakte hain.

                      Demand and supply ki basis per market Mein different prices prevail ho rahi Hoti Hai for example Jab Kisi commodity ya metal ki demand increase Ho Jaati Hai to uski pricespy automatically increase Ho Jaati Hai Aur Jab Kisi metal yah commodity ki supply increase Ho Jaati Hai To usmein prices declining ki taraf a Rahi hoti hai.

                      Dear jab different products ki aap demand and supply Si related information collect kar rahe hote hain to sometime ismein Kuchh Aise factor sote Hain Jiski vajah se demand and supply may automatically imbalance ho jata hai for example Agar Ham Pakistan mein rahe hain aur Pakistan mein bahut jyada visitor a Jaate Hain aur isase different important products ki joki basic requirements hoti hai unki demand increase Ho Jaati Hai to automatically Unki rates increased Ho Jaenge agar aap international market Mein is ko observe karen to Agar market Mein crude oil Diya gold ki demand increase Ho Jaati Hai Aur usko bahut jyada log purchase karna start kar dete Hain To automatically in ki rates mein Main aapko ijafa milega.

                      Dear jab aap special analysis complete kar rahe hote hain to usmein aapko demand aur supply se related bhi Kuchh information Apne analysis may include Karni chahie specially Jab aap gold or silver per analysis kar rahe hote hain ya crude oil per Apne analysis kar rahe hote hain to ismein aapko demand and supply practice gobhi carefully apni trading per reply karna chahie.
                       
                      • #41 Collapse

                        Re: Demand and Supply

                        Demand and provide ki foundation per market Mein exclusive expenses be triumphant ho rahi Hoti Hai for instance Jab Kisi commodity ya steel ki demand make bigger Ho Jaati Hai to uski pricespy robotically make bigger Ho Jaati Hai Aur Jab Kisi steel yah commodity ki furnish expand Ho Jaati Hai To usmein costs declining ki taraf a Rahi hoti hai.
                        Dear jab exceptional merchandise ki aap demand and provide Si associated records gather kar rahe hote hain to someday ismein Kuchh Aise thing sote Hain Jiski vajah se demand and provide may additionally robotically imbalance ho jata hai for instance Agar Ham Pakistan mein rahe hain aur Pakistan mein bahut jyada tourist a Jaate Hain aur isase specific necessary merchandise ki joki simple necessities hoti hai unki demand amplify Ho Jaati Hai to robotically Unki fees elevated Ho Jaenge agar aap worldwide market Mein is ko take a look at karen to Agar market Mein crude oil Diya gold ki demand expand Ho Jaati Hai Aur usko bahut jyada log buy karna begin kar dete Hain To robotically in ki prices mein Main aapko ijafa milega
                        • #42 Collapse

                          Re: Demand and Supply

                          muawnat mein khud daakhil honay se pehlay mawaad # 1, barah karam yeh sekhen aur samjhain ke forex mein player / player kon hain aur paisa kis terhan kaam karta hai. misaal ke tor par, kuch ko khorda tajir ( tabdeeli ke tajir ) kyun kehte hain ke kuch barray taajiron / market Munawar / idaara jati taajiron ko kehte hain kya farq hai? chahay funds ki miqdaar mein kya khorda bara sodagar nahi hai aur gehri haan, mein is muamlay mein mazeed geherai mein nahi jaoon ga kyunkay mujhe khud is baat ki itni gehri Tafheem nahi thi, lekin meri raye mein yeh ahem hai. # 2 : rasad aur talabb rasad ki talabb kya hai? yeh kaisay kaam karta hai? agarchay bohat se logon ne is ke baray mein wazahat ki hai. lekin mein phir dohrataa hon. supply - aik aisi riyasat jahan talabb se kahin ziyada rasad ho taakay qeematon mein kami ho. sab se wazeh misaal telephone plus hai. qadeem zamane mein, mein jaanta tha ke telephone crdt mehanga tha lekin kkhuda nah karen ( maazi mein sirf chand fraham kanandah thay, sirf tally kaam ) jab se mein ne hindostan mein daakhil hona shuru kya, baad mein dosray bazaar ke khiladion mein daakhil hona shuru kya, yahan tak ke is malik ke khilari baans bhi is mein shaamil sun-hwa ( paish kash shuru hogayi ). lehaza is se ziyada muqaabla / paish kash honay ki wajah se, daalon ki qeemat aakhir-kaar gir jati hai, samajh mein aati hai mutalba is ke bar aks hai, haan, visa ke bar aks. Adam bardasht / Adam tawazun jis par zor dainay ki zaroorat hai
                          • #43 Collapse

                            Re: Demand and Supply

                            supply aur demand woo hoti hy k jab koi chez market main ati hy too uski value aur demand hoti hy uski price k mutabiq agr kisi bhe chez ke supply zyada hoge market main too uski value usk badly main kam hoge aur agr demand zyada hoge aur supply kam hoge too market main uski value yada hoge price zyada hoga us chez ke
                            Gold aur crude oil market key down ya increase hona totally supply and demand factor par depend karta hay supply zeyada hony ki waja se aur demand kam hony ki waja se market ki price me ezafy key bajaye kami ati hay aur agar supply kam ho aur demand supply factor se zeyada ho to automatically market ki price increase hona start ho jati hay hamesha supply and demand factors par hi depend karna ho ga es se market ki price ka change hona depend karta hay aur jab bhi market ki price chang hoti ha tu wo direct supply ya demand ki waja sy Asar hoti ha

                            Thanks.
                             
                            • #44 Collapse

                              Re: Demand and Supply

                              Assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge demand aur live Forex trading main bahut jyada importance rakhte Hain kyunki jab bhi kisi comment kisi bhi transi ki demand mein ijaafa hota hai to uski price automatically pad jaati hai jab bhi kisi bhi command thi ya kisi bhi currency ki demand mein izafa hoga to uski price automaticaly increase ho jayegi gi aur iske bad agar kisi bhi company ke share ki supply increase hogi to uski price automatically decrease ho jayegi suklai aur rice mein reversal paya jata hai donon opposite chij hai agar aapki supply kam hogi to aapki price per jayegi aur agar aapki supply jyada hogi to aap ki price kam ho jayegi

                              LAW OF SUPPLY :

                              love supply mein Ham yah padhte Hain ki jab bhi kisi bhi commity ki ki price mein izafa hoga to uski ki supply bhi effect hogi jab bhi kisi ko motati ki supply jyada hogi to uski price automatically decrease ho jayegi aur jab bhi kisi bhi commodity ya kisi bhi chij ki supply kam hogi to uski price hi ho jayegi

                              LAW OF DEMAND :

                              jab bhi kisi chij ki demand increase hogi to uski price bhi increase ho jayegi aur agar kisi bhi kam aati ki price decrease hogi to uski demand feet decrease ho jayegi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Demand and Supply

                                Han je forex ma supply or demand ki ratio sy he market ma kisi pair ya commodity ka rate set kiya jata hai. Jb kisi pair ki supply barh jati hai to us ma seller zayada ho jaty hain jis sy market downfall kar jati hai. Jb market ma kisi pair ki demand barh jati hai to usk buyers barh jaty hain or wo price ko up ward move karwany ma kamyab ho jaty hain. Forex market ma buyer ya sellers ma sy jo zayada hota hai market us taraf move kar jati hai.

                                Jb kisi commodity ki demand barh jati hai to wo market sy short ho jati hai har trader esko buy karny ki khosis karta hai. Country esko counter es tarha sy karti hai k wo apni currency ka interest rate barha deti hai jis sy log mazeed buying mi bajae apni money saving accounts ma dal dety hain. So market ma demand level par ah jati hai. Ese tarha jb kisi commodity ki supply barh jati hai to country apni currency ka interest rate kam kar deti hai so log bank accounts sy paisay nikalwa kar enko different economic activities ma lagana start ho jaty hain jis sy economic situation improve hoti hai or different job oppertunities create hoti hain.

                                So kio b supply or demand ki importance ko ignore ni kar sakta. Forex ma trader ki help k lae bhot sary indicators available hain jin ko use kar k trader ye mahloom kar lety hain k kis pair ki supply zayada hai or kis ki demand zayada hai so wo es information ki base par apni trade ko open karty hain or ye unk lae achi trade karny ki waja ban jati hai. Jo trader supply or demand k factor ko ignore karta hai wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni rehta. Kiu k usko market ki pehchan he ni hoti.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X