Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

    Asslam o alikum aj ham trading k koch importent tool discuss krty han jisy use krty howy ham achi trading kr skty han or acha profit bhi hasil kr
    skty han..
    Pending Order:
    pending order aik aisa tool ha jisy use krty howy ham trading ma acha profit hasil kr skty han pending order ka mtlb ya ha k ham market
    ma jab hmay ach aprofit na mil rha ho ham order ko pending kr skty han hmay is tool ma zyada risk ni lena prta tool ko use krny sy pahly hamy
    is k bary ma achi trah knowledge hasil kr leni chaiay tabhi ham is tool ko achy sy use kr skty han..
    Take Profit:
    take profit ki agr baat ki jay to is tool ko use krty howy hmara profit safe ho jata ha is ka sab sy acha faida yhi k hmara profit safe
    ho jata ha agr ham lalach kry gy to hmay loss bhi ho skta ha..
    Stop Loss:
    stop loss ki baat ki jay to is ma bhi hmara profit safe ho jata ha forex ma kbi faida hota ha or kbi loss bhi ho jata ha hma y trading krty
    howy stop loss zror use krna chaiay age ni kry gy to hmy zyada loss ho skta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

      Assalamu Alaikum dear friends aap sab khairiyat se Honge pending order Ek bahut hi outstanding trading hai Forex trading mein purane Waqt mein Jab trader trading Kya Karte The tab sirf ek hi option Hua Karta Tha pending order ka tab trading ke liye market keemu ki movement ko Samajh Kar trading Laga Diya Karte The Jab market vahan Tak Khud Se Hi trading open ho jaati thi pending order expert trader hi Laga sakta hai pending order use Kahate Hain ke agar aap Chahte Hain market Jab Yahan Tak pahunche Tu Khud Se Hi hi trading open ho jaaye trader pending order open Karte Hain jismein vah DP Laga Dete Hain jitne profit per hua PP Lagate Hain utna loss per hua DP Laga Dete Hain ise Kahate Hain pending order
      • #33 Collapse

        Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

        Dear friend agar Ham market mein best entry Lena chahte Hain to padding order iske liye bahut hi achcha hota hai kyunki pending order hamen sabse best entry deta hai jab Ham padding order open karke trading karte Hain to Ham acchi entry ke sath trading karte hain aur jab Ham acchi entry ke sath trading karte Hain to Ham acha profit bhi hasil kar lete hain pending order mein buy limit sell limit use Kiya jata hai aur trade khud Hi open Ho jaati hai jab vah apni entry point Tak pahunch jaati hai se hamari entry sabse best hoti hai use kar rahe hain to hamen sabse pahle pet profit aur stop-loss ka bhi use karna chahie is ham apne account ko sev rakh sakte hain account ki Swift ke liye stick profit aur stop-loss ka hona bahut hi jyada jaruri hota hai agar market mein expert raider banna chahte Hain to uske liye hamen mehnat aur learning ke sath kam karna hoga without mehnat kiye without learning ke Ham kabhi bhi Forex mein expert trader nahin Ban sakte expert trader banne ke liye hamare pass experience or knowledge kahana bahut hi jyada jaruri hota hai jab tak Ham mehnat nahin kar lete apni learning ko improve nahin kar lete tab tak Ham Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte to hamen chahie ki Ham mehnat ke sath apne learning ko improve karte hue kam Karen without mehnat ke Ham kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte aur na hi acche aur successful trader Ban sakte hain
        • #34 Collapse

          Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

          Asalam O Alaikum umeed hai ap khriyt sy hun kasa k thread ma hum aj trading k hawaly say kuch topics hein kuch points hein jin ko.aj hum discuss kr rhy hein jin k bary ma knowledge hona boht zruri h in k bary ma jitna acha knowledge ho gaw trade lagny ma utni asani ho gi

          1. Pending Order:.
          Pending order trade ma ik boht e kamal ka boht hi acha tool hai jis ka use har kisi ko ana chahiye agr humri planning boht achi ho gi to phr hum is tool ko use krty huway boht zyda faida hasip kar sakty hein is k liye sub say phly iska knowledge hona boht zruri hai ia k liye humry pass signals ka source jitna acha ho ga trade lgna utna e acha ho ga jis ki madad say hum acha analysis kar skty hein is tool ko lazmi use krna chahiye q k is ma risk ka chances nuqsan k chnaces boht kam hoty hein or hm apny order ko tab tak pending rakh skty hein jb tak humien acha profit na mil raha hai

          Take profit:

          Take profit ik boht e mofeed tool hai jis say hum apny profit ko long term k loye save kr sakty hein without any restriction is say trade lagty waqt jo profit humy hasil ho raha hai wo humien is say safe kr sakty hein.

          Stop loss:

          Stop loss boht zyda important cheez hai jiski boht zyda importance hai trading ma isko samjna sub say zyda zruri hai trde ma ye boht eham kam krta gi is liye jis ko stop loss lgna aagya usk liyr kam assan ho gaya . is liye stop loss ka use krna boht zruri h agr te galt lag jaye order ko open ya close krty huway to sara profit zaya ho jaye gaw jo humny safe kiya ho ya phr humra account wash b ho sakta hai is liye ehtyat krni chahiye.
          Dear forex friend agr hum in tools ko use krna seekh jaye to boht acha profit kama sakty hein
          • #35 Collapse

            Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

            Assalamu alaikum dear friends Forex trading members pending orders lgana ek acchi trading strategy hai jisse aap trading profit hasil kar sakte ho aur best trading member ban sakte ho.
            aapko pending orders lagane ke liye technical analysis ke sath candlestick chart pattern ke bare mein maloomat honi chahie agar aap stop loss take profit lagana chahte ho aap ko maloom Hona chahie ke Forex trading market mein strong support and resistance kya hai
            pending orders lagakar aapko vate karna hota hai jab aapka pending order start ho jaaye Uske bad aapko trade lgany ky sary gur maloom hiny chue apko indicator se best information mil sakti hai Forex trading market main indicators aapko guideline provide karte hain jaise main aapke liye hints and secrets maujud hote Hain.
            Forum members Forex trading ke liye aapko independent technical analysis ko focus karna hoga aur isko ehmeyat dena hogi tab kamyabi milati hai.

            Stop loss and Take profit
            Stoploss or take profit bhi trading market mein use karte hue aapko fundamental technical and sentimental analysis follow karna hoga. Forum main aapko management karna hogi aur risk kam Lena hoga tab jakar aap kamyab ho sakte ho sath mein aapko demo account mein bhi practis karna hogi demo account ki practis karte rahenge to kamyab ho jaenge aur independent trader ban sakte hain. profitable trading k liay forex k tools se bht ziada faida hasil kia ja sakta ha kisi dosry kam main busy hony ki waja se market per ager nazer nhi rakhi ja sakti tu ya tools usefull han inka istamal humain faida day sakta ha in tools ko hum nechy explain kerty hanPending orderpending orders ki mukhtalif aksam han jo k neechy di gai han1;Buy stop 2;Sell stop3;buy limit4;Sell limitin orders ko use kerny se humain market per nazer rakhy bagair profit mil jata ha aur acount bhi safe rahta ha in ka use experience se hi ki ja sakta haTake profittake profit aik asa tool ha jisy hum us wqt use kerty han jub humain confirm ho k market is point ko hit kerny k bad reverse ho jay gi tu isy apni trade main set kerny se trade khod bakhod close ho jati ha aur humain acha profit mil jata ha chahy hum online hon ya na hon ya humyshan support aur resistence points per hi set kia jata ha.Stop loss stop loss take profit ka ulat ha isy hum is liay set kerty han k is se humara acount safe rahy aur bara loss na ho hum isy us point per set kerty han k jis loss ko hum recover ker sakein ya humyshan supotr aur resistent points se thora agy ya peechy set kia jata ha taky ager wo pair jis main hum na trade lagi ho wo break out kary tu humari trade ziada loss main jany se pahly pahly close ho jay aur humara acount safe rahy wash na ho jay
            • #36 Collapse

              Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

              market mein Main expert Banna chahte hain aur isko samajhna Chahte Hain To sabse pahle Hamen analysis Ko sikhana Hoga analysis 3 type ke hote hain technical analysis fundamental analysis for sentiment analysis Hamen Agar is my expert Banna aur Achcha Paisa Kamana hai aur Forex Ko samajhna Hai To Hamen sabse pahle yah forex analysis sikhane Honge aur FIR Uske bad Hamen demo account ke upar in analysis ki practice karne Hogi aur jab Hamen practice Ke Acche results Milenge to Uske bad FIR main real account per work karna chahie Uske bad Hamen money management ko bhi demo account ke upar test karna chahie ki money management kya hoti hai aur is hum Kis Tarah Se fayda Utha sakte hain aur Agar money management ko follow Nahin Karte To Ham ko Kis Tarah Ek Bade loss ka Samna karna pard sakte hain Uske bad Forex ko samajhne ke liye Hamen Forex ke knowledge ko bhi Gyan karna chahie Hamare jitna Jyada Forex trading ka knowledge Hoga ham utani hi aasani se Forex trading ko samajh Sakenge aur ismein Achcha Paisa Kama Sakenge Agar Ham Forex trading free mein sikhana Chahte Hain To Hamen Pakistan Forex forum ke upar account banana chahie aur Yahan per maujud post mein bahut jyada information Forex trading ke related Agar Ham acchi Tarah Se post ko read Karte Hain To Ham Ek Achcha knowledge hasal kar sakte hain Forex trading ka aur uske bad Ham ismein Ek Achcha Paisa bhi Kama sakte hain ismein Humne bagair learning ke bilkul bhi work nahin karna chahie Agar Ham without learning work karte hain aur Hamen shortcut Mein Paisa Kamana Hota Hai To fir Hamen is Mein Apne Sara investment Waste kar dete Hain Kyunki Forex Mein Paisa sirf learning ki madad se aur mehnat se hum kamma sakte hai .
              • #37 Collapse

                Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                Dear friends aaj hum trading k dhoraan istimaal honay walay aham tools k baarwy may discussion karthay hay.
                Pending order:-
                sab say pehlay hum baath karthay hay pending order k baarsy may ye buhut acha tool hay is may hum buhut ache planning k saath agar trade karay tho acha faida hasil kar sakthay hay is tool say aap sirf ose soorath may aap faida hasil kar kar sak hay jab aap k pass signals ka acha source hoga yane qgar aap ko achay signals mil rahay hay ya aap achay analysis nikal sakthay hay tho aap is tool ko zaroor use karqy kionka is may aap ko ziada risk nahee lena pardtha is may aap ek makhsoos maqaam ko select karthay hay our os say aaap ka order auto par open ho jatha hay lekin is may aap nay ye khyal zaroor rqkna hay k agar kise pair ka trend bana ho tho per aap is may ziada risk os waqth thak na lay jab thak wahe pair revers na ho jaaye is k saath saath aap ko resistence our support ka be knowledge hona chahiay kionka is k baghiar aap sahee point say pending order laga he nahee sakthay.
                Take profit:-
                Take profit asa tool hay jis ko use karnay say aap ka profit safe ho jatha hay ye tool hamesha long term trading k liay use hotha hay our is ka sab say acha faida ye hay k is say aap ka profit safe ho jatha hay agar aap ziada lalich na karay our achay point par aap take profit ka use karwy tho aap agar apnay trade ko monitor be na karay tho aap ke profit safe rqhethe hay our aap ke trade auto par close ho jatha hay.
                Stop loss:-
                Stop loss be buhut ziada faida mandh tool hay is may aap ka account our aap ka bonus safe rehtha hay our ye tool hamay apne har trade may use karna chahiay kionka ye zaroori nahee hay k hum jo be trade open karay wo hamay faida dy is liay agar hum nay apne trading may stop loss use nahee kia hoga tho hamay buhut ziada nuqsaan os soorath may miltha hqy agar trade hamarqy opposite rawana ho jaaye our yaha thak hay k aap ka account be wash ho jatha hay is liay ye hamarqy account ke safety k liay hay our hamay is tool ko har trade may istimaal karna chahiay.
                Dear friends agar hum apne trading may in tools ko use kqray tho hamary trading say hum acha khasa faida hasil ho saktha hay.
                Assalamu Alaikum dear member aapane painting Garda ke related aur stop loss take profit a related bahut Achcha Na Lage Hamare Sath share Kiya Hai isase Hamen bahut fayda Hasil Hua Hai Main Bhi aapke sath is topic par Apna knowledge share Karta Hoon. 20 year Hamen metatrader 4 ke sare technical helping tools college mein sikhana chahie Taki Jab Ham trading Karen To Ham use se fayda Utha sake isliye Ek trader ko chahie ki vah helping tools collated Apna knowledge Jarur mukmmal Karen.

                Pending Orders:

                Dear member pending order ko Ham future or dawai kha sakte hain ya Aise order Hote Hain Jisko trader future Mein market ki movement ko protect karne ke bad pending Mein place karta hai metatrader 4 ke andar 4 Tarik ke pending order Ham draw kar sakte hain iski vajah se trader bahut jyada accuracy ke sath trade mein enter or exit Hota Hai:

                i. Buy Stop:

                Buy stop trader time use Karta Hai Jab trader ko pata hota ha k market price current level sa oper particular level tak jae gi, is liye wo us point per apn pending order place kerta ha asa order ko buy stop kehta han. Ye trader hamasha resistance level k breakout ki confirmation k liye lagata ha.

                ii. Sell Stop:

                Sell stop trader time use Karta Hai Jab trader ko pata hota ha k market price current level sa nicha ak particular level tak jae gi, is liye wo us point per apna pending order place kerta ha asa order ko sell stop kehta han. Ye trader hamasha support level k breakout ki confirmation k liye lagata ha.

                iii. Buy limit:

                Buy limit trader use Waqt place Karta Hai Jab trader ko pata Hoke market price current level se niche Ek particular position per jaane ke bad reverse ho jayegi to vah bagair Koi pip zaya kiye buy limit order place kar deta hai aur jab market prices level per pahunch jae hai to khod he buy ki trade active Ho Jaati Hai Hai

                iv. Sell limit:

                Sell limit trader use Waqt please Karta Hai Jab trader ko pata Hoke market price current level se oper Ek particular position per jaane ke bad market trend reverse ho jayegi to vah wala Koi pip Jaya kiye sell limit order place kar deta hai aur jab market prices level per pahunch jae To Khud Hi sell ki trade active Ho Jaati Hai Hai.
                • #38 Collapse

                  Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

                  Pending Orders:-

                  Pending orders wo hoty hain jo hum kisi bhi pair par advance mein trade laga leity hain aur ham aek limit laga leity hain ky market is point par aye tou meri trade open ho jaye Buy ky liye Buy Stop aur Sell ky liye Sell Stop laga leity hain.

                  Stop Loss & Take Profit:

                  Stop Loss and Take profit forex business mein bohat hi ziada important tools hain aur in ki help se hum apni trading ko achi tarhan se kar sakty hain Stop loss ki help se hum sirf utna hi loss karty hain jitna ky hum loss ko afford kar sakty hain jab ky hum Take profit ki madad se koi bhi apna target set kar leity hain aur market jesy hi us point par ati hai tou hamara Profit hit ho jata hai aur hamari trade automatically profit mein jas kar close ho jati hai.

                  Stop loss:-
                  Apne aap ko stop loss ki information se Agar karny ja rahi hun ke stoploss mein Aakhir kya cheez ziada importance rakhti hai stop loss mein agar price aapki Trade ky against chal rahi ho tou Aap ky account mein maujood balance hai woh kam Hona shuru ho jata hai aur Iss Tarhan Se aapki trade nuksaan ki taraf Chaly Jaati Hai per is nuksaan ko aek Hath Mein Rakhna bohat Mushkil ho jata hai aap is nuksaan ko recover nahin kar paaty issi liye aapko is stage mein kisi bhi qisam ka risk Nahin Leina chahiye iss mein na tou profit Itna ziada hota hai aur na hi loss.

                  Take proft:-
                  Agar aap aek Acha bonus Hasil karna chahty hain tou us ky liye aapko Apne Kaam ko proper tareeky se karna chahiye agar aap apna kam ziyada Se ziyada time spend Karein gy tou aap usko acchy tareeky se samajh Paein gy aur usko jald hi complete kar lein gy Is Tarhan aek acchy trader Ban Payen gy is mein ziada Se ziada time spend Karein gy Tou Hamein isko ziyada acche tareeky se samajh Payein gy Aur Is Se aEk bonus Hasil kar Sakein gy.
                  • #39 Collapse

                    Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

                    forex ma hamy pending order ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky earning hasal kar saky gy forex aik best business hain hum is mai raat ma be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hai hamy is mai kamayeb dey waly tools ko use kar ky kam karna ho ga forex aik amm business jasa nahi hain hum is mai bager balance accout bana kar be kam kar sakty hain hum is mai stop loss ko or take proft ko use kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasaol ho jy ge hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is ma agbar greedy ban ky kam karty hain to hamara loss hai hum is ma posting kar sakty hain hum is ma trade be laga salty hain hum is mai expert ban ky kam karty hai to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex mai hamy analysis ko learn kar y use kar ky kam kara ho ga per he hm agy bar saky gy forex ak world wide or kabe be katem na hoy wala acha business hai hum is mai mahnet karty ha to hamy kamayabe hasal ho jy ge ya busiess paksitan mai bohat taze sy famous ho raha hain hum s mai agar kamaybe deny waly tools ko use kar ky kam karty hai to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik international or kabe be katem na hony wala cha business hain
                    • #40 Collapse

                      Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

                      pending order,stop loss or take profit yeh hamare pas bahut se options hote hain hamare trading platform main trading karte howe or yeh optional hote hain yeh trader par depend karta hae ke wo is ka use ya na kare to aj hum pending order stop loss or take profit ke bare main bat karne wale hain

                      Pending Order
                      trading platform main hamare pas trade karne ke two methods hote hain aik hota hae instant method jo ke hum use karte hain or zayada tar yehe use hota hae or dosra hae pending order jis main hum pending trades open karte hain ke agar market ke price wahan tak jate hae to hamare trade automatically active ho jate he hae to is main hamare pas four types ke pending orders hain
                      1.Buy Limit
                      2.Sell Limit
                      3.Buy Stop
                      4.Sell Stop
                      to yeh orders hain jo ke kabhe kabhe use ho he jate hain in main hum sab se pehle bat karte hain agar buy limit ke to is main hum kisi bhe pair main neche se yeh order laga dete hain matlab jab market down side main ho or hamen hamen pata ho ke yeh buy ja sakte hae to hamen isko laga dena cahiye to jab market ke pricse wahan jae ge to automatically trade open ho jae ge to hamen kabhe kabhe is ka use karna cahiye

                      Stop Loss
                      stop loss jese ke yeh apko name se he pata chal raha hae ke stop lsos is ka matlab hae ke yeh hamare loss ko rkta hae matlab ke yeh hamare liye faida mand hae lakin new members is bat ko nhe samajhte hain or is ka use nhe karte hain halanke forex ke sab se important rules main se aik yeh hae ke always use stop loss to hamen bhe is main stop loss ka istemal karna cahiye is main hota yeh hae ke trade main hamen apni entry ke againt aik price set karne hote hae ke agar market hamare favour main na a rahe ho por hamare against ja rahe ho to zayada against na jae balke kam loss main he close ho jae automatically to is se yeh ho jata hae to hamen isko use karna cahiye is se hamara account secure rehta hae

                      Take Profit
                      take profit bhe apko name se he pata chal gya ho ga ke is se hum kese faida hail kar sakte hain is main bhe hamare trade auto close ho jate hae lakin is main profit main close hote hae yeh is liye hota hae ke hum kabhe busy hote hain ya kahen gy howe hote hain ya network masla hota hae or hamare trade profit main ho to is ke madad se hamare trade auto profit main close ho jate hae agar ap is ka use kar lete hain trade open karte howe
                      • #41 Collapse

                        Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

                        Trading ko profitable banany klye hamen forex ke kuch basic concept ko samajny ki zarorat hy , agar ham forex ke in basic concept ko samaj len gy to hamen loss kam e hoga agar loss hony ke chances hwy bi , forex trading m eis wakat pori duniya se log involve hain , kuch logo ke pas knowledge hota hy aur kisi ke pas knowledge ni hota , knowledge ke sath Pending order, take profit aur stop loss ke concept samajna bht zarori hy , agar ap ne safe zone me trading karni hy . pending order me ap apni trader ka order put kar dety laken yeh trading abi start ni hoti , pending trading me ap trading ke kuch limitation set kar dety hain , jis me apki trading us wakat start ho jati hy jab ap trading ki start limit market ki start limit ke sath mil jati hain , aur khud e close ho jati hain jab apki trading stop limit market ki stop limit ke sath milti hain . isi trah take profit ka bi yhe hisab hota hy agar ap safe zone me reh kar trading karty hain to ap profit ki limit set dety hain aur jab bi yeh limit market ke index point ko cross karti hay to apka profit book ho jata hy , isi trah stop loss ka bi yhe concept hota hy , agar ap apni trading me stop loss ka index fix kar dety hain to jab bi market loss me jay ge aur apka stop loss ka index cross kary ge to apki trading automatic close ho jay ge aur apko ziada loss bi ni hoga .
                        • #42 Collapse

                          Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

                          is may hum buhut ache planning k saath agar trade karay tho acha faida hasil kar sakthay hay is tool say aap sirf ose soorath may aap faida hasil kar kar sak hay jab aap k pass signals ka acha source hoga yane qgar aap ko achay signals mil rahay hay ya aap achay analysis nikal sakthay hay tho aap is tool ko zaroor use karqy kionka is may aap ko ziada risk nahee lena pardtha is may aap ek makhsoos maqaam ko select karthay hay our os say aaap ka order auto par open ho jatha hay lekin is may aap nay ye khyal zaroor rqkna hay k agar kise pair ka trend bana ho tho per aap is may ziada risk os waqth thak na lay jab thak wahe pair revers na ho jaaye is k saath saath aap ko resistence our support ka be knowledge hona chahiay trade open bhe kar sakte hain or sahe tarah se hum trade bhe kar sakte hain or second pe a jata hae stop loss is main bhe hamen ese he price put karne hote hae zayada loss se bachne ke liye hum apni trade main stop loss set kar dete hain jab hamen loss hone lagta hae or market jab wahan tak jate hae to hamare trade automatically close ho jate hae loss main jo ke hum bad main recover bhe kar sakte hain or stop loss ko use karne ke bahut faide hote hain sab se pehla to yeh ke hamara account is main safe rehta hae to bas hamen ese he karna ho ga is se hamen bahut faida hota hae or take profit ko use karne ke bh bahut faide hote hain is main jab ham apni trade main koi price put karte hain or wo jab hamare trade profit main ane lagte hae to hamare trade automatically profit main he close ho jate hae jiska hum ne take profit lagaya hota hae to yeh bhe acha hota hae q ke hum kabhe busy hote hain ya rat main so rahe hote hain to is tarah se hamare trade automatically close ho jate hae shukriya.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            Re: Discussion about pending order + take profit + stop loss.@@@@@.

                            Assalamu Alaikum dear fraction Mama Ji Hamen aapki baat se angry karta hun Hamen trading ke rules or regulations Ka Pata Hona chahie To Hamen is computer Dekhi kam karna chahie Kyunki Agar Ham trading rules to bata bhi Kam Nahin Karenge To Ham Kabhi Bhi Ek acche trader Nahin Ban Payenge trading rules Mein Kuchh chijen Hain jinmen Star Plus take profit aur by limit aur Sal limit aur pending Garden aur koshish Shamil Hai agar aap Forex trading Mein train Karte Hain To is se pahle aapko market ka pura pura istemal karna Aana chahie Agar aapko ine chijon Ka Pata hoga to aapki trading Kachi Hogi aap Hamesha trading mein by limit use kar sakte hai iska fayda yah hai ki agar aap Biji hain aur aap trade open nahin kar sakte to aap by limit lagakar train ko open kar sakte hain Khud aur shall limit agar aap Biji hain aur Market down ja rahi hai aur aapko entry point Ka Pata Hai Kahan Se leni hai to tab De aap chalne Mein Laga sakte hain iske sath sath aapko Star Plus aur take profit use karna chahie Star Plus yah hai ki agar aap ka signal yah aapki trade loss Mein ja rahi hai to market Jyada loss Nahin Degi wallcam automatic close ho jayegi aur take profit mein aap Agar trade Lagate Hain aur vah Prakhand Mein jaati hai to aap Laga Dete Hain take profit aur vahan per Aakar trade close Ho Jaati Hai Aap ine chijon Ko Apna Kar Hi Ek acche trader Ban sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X