Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?
    Kuch expert forex traders forex market main trade normally open nehi kerty lekin unki stretigy hamesha counter trend trading hoti hai bahit sary traders isi trading stretigy ko use kerty hain aur bahot achi earning hasil ker lety hain lekin counter trend trading stretigy Kia hai aur is per kis terha sy trade ki jati hai kia kon sy indicators use ker ky ham is stretigy ko apply ker sakty hain ky hamain is sy faida hasil ho saky tou tamam seniors members please apna knowledge counter trend trading stretigy ky related share kerain ky yeh kis hoti hai aur iski kia terha use ker ky acha profit hasil kia ja sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

    Je han. Forex trading ma bhot sy trader counter strategy use karty hain. Wo jb ye dakhtyn hain k marker ik bari move kar gae hai or gap chor gae hai. Unko analysis sy ye pata hota hai k market kuch dair k lae ab ye gap fil karny aye gi so wo against trend apni trade open kar letyn hain or es trade ma big lot ko use karny ka risk b letyn hain. Asy trader forex ma zayada tar rsi indicator use kartyn hain. Rsi ki value maximum hi jati hai or marker regain ki position ma ati hai to wo opposite side par trade open kar letyn hain. Market jetna regain karti hai etna he unka profit ban jata hai. Forex trading ma barhal khosis karni chahe k trend ko he follow kiya jae. Asa karny sy apka account securr b rehta hai or apko acha profit b hasil ho jata hai. But agr ap market k ulat chalyn gy to apka account risk ma chala jae ga or apko loss sy bachny k lse hedging karna par sakti hai or asa karna or b dangerious ho jata hai jb apk pass small capital ho. Forex ma market k against chalny sy apko bhot nuksan ho sakta hai or apka account b wash ho sakta hai. So hamesa achy experience k bad he counter trend ki trade ka risk lena chahe. Agr apk pass acha experience ni hai to apko es ma bhot loss b ho sakta hai. Hamesa asa risk lena chahe jo apka account bardast kar sakyn. Asa risk ni lena chahe jis sy apka account wash hony k maximum changes ban jae. Forex ma counter trend ka use tb he karna chahe jb apko rsi indicator par achi grip ho or apk pass acha capital account ma mohjood ho
    Last edited by ; 26-08-2020, 06:45 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

      Dear counter trend strategy basically small pips gain krny Kay leay use hoti Hy just like scalping lekin is me ap ko risk maximum Lena hota Hy jis me ap ka account balance hamesha maximum hoga to hi ap is strategy ko proper implement it skty hen forex me Kam krny waly senior members ye strategy use krty hongy lekin is me Kam krna itna asan nahi Hy trend ko follow kerna sab sy ziada important hy aur maximum trader's aisa hi karty hain k trend ki direction ko follow kr k trading karty hain to jo koi forex trading main trading k doran bahut ziada profit lena chahta hy to usko chahiy ko wo trend k opposite kabi bi ni chaly to trend ko jab ap follow kro gy to ap ko forex trading main kabi bi loss ni ho ga agar ham trend line ko follow karen to jam kafi had tak successful ho sakty hen kiun zyada tar market trend line per hi movement karti hy or bohat kam chances hoty hen ky market trend line se hat kar movement kary is lye ham trend line ko follow kar ky bhi successful ho sakty hen market ka trned kiya hai aur jo traders market prices movement ko samjh kar aur trading kay trend ka sahi tarah say andaza laga kar trade karty hain, woh he kamyab rehty hain is strategy me time frame agr H4 ya D1 ha to trend thora change honay main time lgay ga. So agr trading main ziyada experience nai ha to trend ko follw krtay
      rahain. market ko pridict karna kafi easy hota ha range market ya chopy market ki nisbat trend me market ki aik hi direction hoti ha jisey hum basani samaj kar trade laga saktay hain trend trading kay doran bohat kam confusio hoti ha or mistake ki waja se ap ko loss b nehi ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

        Asslam o Alikum.
        dear friends agar ham bat karen counter trend stretegy ki to Counter trend strategy ko smjhne k liye sab se pehle hamara Tren our counter trend ka jan lena buhat zarori hai otherwise ham counter trend stragey ko smjh nahi paye d so shuru karte hai Trend of Forex market se

        What is TREND ?

        DEAR friends trend darasal kisi chiz ya qemat ki changing ko zahar karta hai jo b trend chale ko long time tak apan wjod barkarar rakhta hai our Forex trading market main trend se murad markt ki ki movement ko observe karna ha ya to trend bullish hota hai ya phir bearish ho skta hai

        Counter TREND ?

        DEAR friends counter trend darasal simple trend ka opposite hota hai maslan agar market bullish trend main move kar rahi hai to market k bearsih trend main trade karna counter trend kehlata hai is main ham actual trend ki mukhalfat karte hai our oppsite direction par trade karte hai

        Counter trend Strategy ?

        DEAR friends counter trend strategy aik traha se awing trading strategy ki hi trha hoto hai jo k faraz karti hai k mojoda trend ka rujhaan change ho jay ga our trend opposite simat par chle ga our trader is ulat trend se faida uthane ki try kare ga counter tend trading darasal aik drmayani tarz ki strategy hai jis main kai din our kai hafte tak ek hi position par rukna parta hai

        How To Trade with Counter Trend ?

        DEAR friends counter trend strategy ka apa ko pata chal gya hai k ye esi strategy hai jis main ham trend ki mukhalfat karte hain our opposite trade karte te hai
        dear friends is strategy se faida hasil karne k liye traders market ko supports and resistance points k sat analyse karte hai our phir Pending order ka use kisis support ya resistance level par kiya jata hai our apna order actual market trend k opposit set kiya jata hai is trha jab b market support and restance level par ja ka back move kare g aap ka order hit ho ga our aap profit hasil kare ge is stragey k kamyab hone mai kai din ya hafte lag sakte hai lekin ye profitable strategy hai
        Ayisha Cutey's Trading Journal
        https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
        • #5 Collapse

          Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
          Kuch expert forex traders forex market main trade normally open nehi kerty lekin unki stretigy hamesha counter trend trading hoti hai bahit sary traders isi trading stretigy ko use kerty hain aur bahot achi earning hasil ker lety hain lekin counter trend trading stretigy Kia hai aur is per kis terha sy trade ki jati hai kia kon sy indicators use ker ky ham is stretigy ko apply ker sakty hain ky hamain is sy faida hasil ho saky tou tamam seniors members please apna knowledge counter trend trading stretigy ky related share kerain ky yeh kis hoti hai aur iski kia terha use ker ky acha profit hasil kia ja sakta hai?

          Salam Member...!! G apny bhut achi thread lagai hai aik unique strategy hamary sath share ki , mai apko thori explanation day dyta hun..!
          G dostu..! Counter Trend ko zyada tar Price action mai istemaal kia jata hai,iss ko istemaal krny sy hamari accuracy kuch had tak barh jaati hai.
          Iss mai OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY used ki jaati hai..iss Strategy mai simple Candlestick chart lyty hain, 15 mint ka time frame lyty hain,Iss mai pehly 15 mint
          ki candle ko follow kia jata hai yani first 15 mint ki candle ka High low mark kia jata hai or jis side wo break kry ga usi side trade kia jata hai. Counter trade mai ap loss sy bach jaty hain, iss ki sub sy achi bat yehi hoti hai ky kai dafa Reversal trend ho jata hai tu hamary Kai stop loss hit ho jaty hain,wahan per aik sell order Execute ho ga tu wahan per hamara trade execute ho jaye ga tu wahan bhi hum
          profit mai aa saken gy ,Jab ap counter trade Execute kren gy tu ap loss sy bach jaye gy.Thanks.
          • #6 Collapse

            Forex trading main humy easy kabi bi trade open ni karni chae ha jab tak humary pass koi ache strategy or planning na ho ta k hum log kamyab ho saken jtny ziada ho sakty han behtar planning or strategy sy trading kar sakty han different trader different strategy pe kam karty han jin ko jis main ahsani lagti ha wo usi main kam karty han is ley humy chae ha behtar planning or strategy ko samjeny jtni ziada practice karny gy to humy utna he ziada fayda ho sakta ha jab hum ny ziada risk lana ho or kam time k ley tab humy har chez court kar k trade lagani parti ha isi waja sy asi strategy bana k or is main practice kar k he hum log real account main behtar trading kar sakty han is ley humy chae ha k hum log behtar planning or strategy sy ache trading kar k ache earning kar saken gy jab tak h log ache strategy or planning ni bana laty han to hum behtar trading ni kar sakty han
            Forex trading main expert trader hon ya normal jo bi apny ap ko control kary ga or ache planning or strategy sy trading kary ga kamyab ho ga jo bi lalich kary ga juldbazi kary ga or emotions ko control ni kary ga to wo forex trading main kamyab ni ho sakta ha is ley humy chae ha k hum log behtar earning k ley apny planning or strategy ko asy banana k hum log kamyab ho saken or ache earning kar k behtar learning kar saken jtni ziada mehnat karny gy to hum ahsani sy kamyab ho saken gy jab tak hum log apni planning or strategy ni banty han wasy trading karty han to is main humy ziada loss ho sakta ha isi waja sy humy both ahtiyat sy trading karni ho ge or humy forex trading main ache earning karni ho ge ta k hum kamyab ho saken forex trading main jab tak hum log proper money management or risk management sy trading ni karny gy to hum log kamyab ni ho saken gy
            Forex trading main humy proper analysis karny hon gy or apny analysis k mutabiq proper stop loss or take profit istamal karna ho ga jtny ache analysis hon gy utna he behtar stop loss laga saken gy or behtar take profit istamal kar k kamyab ho saken gy or forex trading main ache earning kar sakty han or forex trading planning or strategy tab he behtar ho ge jab humary pass knowledge or experience ho ga to hum utna he behtar planning or strategy sy trading kar sakty han or hum log ahsani sy earning kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

              yah bhi ek tarah ki trading se related planning hoti hai aur har EK member ke liye sabse jyada important baat yah hai ki koi bhi member apni planning kis tarah se Kar Raha hai members ko bahut jyada acchi tarah se planning kar lene ke liye trading se related apni planning ko improve kar lena chahie aur use per jyada kam karna chahie koi bhi member jab apni trading karne se related practice per jyada focus karta hai tu is tarah se FIR use member ko trading karne mein koi problem nahin hoti aur vah usko kar leta hai members ko apni trading mein kabhi bhi compromise nahin karna chahie aur bahut jyada acchi tarah se isko continue kar lena chahie ISI tarah se members ko acche result mil jaate Hain members ko trading se related har tarah ka experience hasil hona chahie kyunki jab members ke pass har tarah ka experience a jata hai tu is tarah se vah apni trading ko acche se karte Hain maximum online hokar har EK member ko jyada achcha experience Mil jata hai aur iske sath members ko apne senior traders ke kam ko bhi acchi tarah se read karna chahie senior traders apne kam ko bahut jyada acchi tarah se Kar Rahe hote hain yahi vajah hai ki unke pass trading se related experience bhi maximum hota hai unki help lekar aur unse guidelines lekar har tarah ki strategy banakar aur koi bhi member apni trading ko continue kar leta hai aur is tarah se unki earning bhi strong Ho jaati hai
              • #8 Collapse

                Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

                dear forex trading forex market mein kam karne ke liye different trading strategies available hoti hain aapki apni marji hoti hai ki aap is market mein kaun si trading strategies late karte hain is market mein aapane agar ek trading strategy use karni hai to aapko ismein yah pata hona chahie ki aap is market mein kaun sa setup select kar rahe hain aapko apne mind se tapke Le hath se koi trading strategy e select karni hoti hai Taki aap is market mein achcha kam karke apne account per profit banaa sake Jo trader is market mein trading strategy banati Hui yah mistakes karte hain unko is market mein nuksan ho sakta hai aapko is market mein soch samajh Kar kam karna hota hai uske bad aap is market mein kamyab Ho jaate Hain agar aap is market ke trend ke sath trade lagate Hain to aap is market mein bahut hi jyada profit bana sakte hain magar jo trader is market mein trend ke opposite trade kar rahe hote hain unko is market mein nuksan bardasht karna pad sakta hai yah agar unki trade kuchh time ke liye profit mein aati hai to unko ismein apni trade close kar deni chahie agar aap is market mein counter trend ke liye han se kam karna chahte hain to iske liye aapko trading strategy banaa leni chahie tha ki aap is market main market ke trend ko samiti Hui ek kam Karen agar aap is market mein Koi bhi mistake karte hain to aapko is market mein nuksan bardasht karna pad sakta hai jo tradus market mein achcha Kam nahin karte humko kabhi bhi fayda nahin hota.
                • #9 Collapse

                  Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

                  Salam Member...!! G apny bhut achi thread lagai hai aik unique strategy hamary sath share ki , mai apko thori explanation day dyta hun..!
                  G dostu..! Counter Trend ko zyada tar Price action mai istemaal kia jata hai,iss ko istemaal krny sy hamari accuracy kuch had tak barh jaati hai.
                  Iss mai OPENING RANGE BREAKOUT STRATEGY used ki jaati hai..iss Strategy mai simple Candlestick chart lyty hain, 15 mint ka time frame lyty hain,Iss mai pehly 15 mint
                  ki candle ko follow kia jata hai yani first 15 mint ki candle ka High low mark kia jata hai or jis side wo break kry ga usi side trade kia jata hai. Counter trade mai ap loss sy bach jaty hain, iss ki sub sy achi bat yehi hoti hai ky kai dafa Reversal trend ho jata hai tu hamary Kai stop loss hit ho jaty hain,wahan per aik sell order Execute ho ga tu wahan per hamara trade execute ho jaye ga tu wahan bhi hum
                  profit mai aa saken gy ,Jab ap counter trade Execute kren gy tu ap loss sy bach jaye gy.Thanks.
                  • #10 Collapse

                    Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
                    Kuch expert forex traders forex market main trade normally open nehi kerty lekin unki stretigy hamesha counter trend trading hoti hai bahit sary traders isi trading stretigy ko use kerty hain aur bahot achi earning hasil ker lety hain lekin counter trend trading stretigy Kia hai aur is per kis terha sy trade ki jati hai kia kon sy indicators use ker ky ham is stretigy ko apply ker sakty hain ky hamain is sy faida hasil ho saky tou tamam seniors members please apna knowledge counter trend trading stretigy ky related share kerain ky yeh kis hoti hai aur iski kia terha use ker ky acha profit hasil kia ja sakta hai?
                    Assalam o Aluikum! Dear member apn bhot important "Trading strategy"per sawal ham sa pocha ha. Trading k ander different strategies ka use hamari trading ko zayada profitable aur secure bana deti ha. Man aj ap sab members k sath aj apna knowledge "Countertrend Trading Strategy" per ap logon k sath share kerta hon.

                    Countertrend Trading Strategy :

                    Is strategy ko "Swing Trading Strategy" b kehta han. Ye strategy hamen kisi b "financial assets k market price chart" man current market trend k bara man batatata ha. Ye strategy ak "medium term strategy" ha, is man apni positions ko achieve kerna k liye kai din ya kai week bblag sakta han jasa long trading man aam tor per use kiy jata ha.

                    Countertrend Strategy k sath ha baqi indicators ya Metatrader 4 k helping tools ko use ker k zaya strong trading signal le sakt han. Aam to per is strategy k sath trader Envelope Channels jis man Bollinger Band ko use kerta han,Indicator jis man Aroon Indicator ko use kia jata ha aur Oscillators man Relative Strength Index or Chande Momentum Oscillator ko use kia jata ha, jo trade signal ko zayada strong banata han.

                    Use of Countertrend Strategy:

                    Is strategy ko trader ko aam tor per sirf profit k liye, market trend man tabdeli dakhna knliye aur Risk Management kerna k liye istemal kert han. Is strategy ko kisi b time use kiya ja sakta ha lakin trader isko specially trend reversal k signal konstrong memntum k sath hasil kern k liye zayada ter use kerta han.
                    Ye strategy hamen market trend k price chart man particular "support nd resistance" per reversals ki forcast kerta ha.

                    Conclusion :

                    Ye ak complex strategy ha jisko sirf experience trader he trading man istemal kerta han.
                    • #11 Collapse

                      Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
                      Kuch expert forex traders forex market main trade normally open nehi kerty lekin unki stretigy hamesha counter trend trading hoti hai bahit sary traders isi trading stretigy ko use kerty hain aur bahot achi earning hasil ker lety hain lekin counter trend trading stretigy Kia hai aur is per kis terha sy trade ki jati hai kia kon sy indicators use ker ky ham is stretigy ko apply ker sakty hain ky hamain is sy faida hasil ho saky tou tamam seniors members please apna knowledge counter trend trading stretigy ky related share kerain ky yeh kis hoti hai aur iski kia terha use ker ky acha profit hasil kia ja sakta hai?
                      G dear conter trend trend ki he aik qism hai jis mai ap kam kar saktye hain ap nay aksar suna ho ga kay market ki momnet ko follow karna hai ya pa nay market mai profit laina hai tu ap ka kam hai kay ap trend kay hisab say kam karain aur es mai sath mai likha hota hai kay ap trend line kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam acha ho jata hai tu ye trend line ki aik qism hai jis mai ap kam kar kay ye wazhya kar saktye hain kay ap ka kam es mai kis tarha ka hota hai aur kis tarha ka ho rha hai tu ap ka kam hai kay ap es mai trend kay hisab say kam kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab bhi ho katye hain tuahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhain ap ki mahnet kabhi zaya nhi jatye hain ager ap es mai acha kam kartye hain aur ap es mai mahnet kartye hain tu ap kam hia kay ap es mai trend line pay kam zaroori hai kiyu kay ap market mai kam kartye hain tu ap es mai waisye he kam nhi karain gaye na es kaliye ap ko es mai acha kam karna zaroori hai tu achye kam kaliye zaroori hai kay ap es mai achye anylsis kay sath kam karain aur ap es mai acha kam karna chatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai trend line kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam aur bhi asan aur acha ho jata hai tu ap kam hamesha trend kay hisab say he kiya karain ta kay bad mai ap ko es mai masla nhi banta hai aur ap es mai acha kam kartye hain aur ap kamyab ho jatye hain tu ap es mai acha kam kartye rhain mahnet aur lagan kay sath ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi profit ap ko daye jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha market kay trend ko follow kiya karain es mai ap ka kafi faida ho jata hai ager ap es mai trend kay hisab say kam kartye hain tu faida he faida hai
                      $$$ Never Give Up $$$
                      • #12 Collapse

                        Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

                        Dear friend Jab Bhi aap trading karte hue market ke Trend ke opposite trade open Karte Hain To Aise trend ko ham counter Trend kehte Hain Jab Bhi Ham market ko Up ya down trend main move Karta Hua dekhte hain but Hamen indicators yah candlestick ki movement se yah indication Miti ha ke market opposite Aana Hai To Ham wahn per market me trend ke opposite trade open kar dete Hain jis se Hamen ye fayda hota hai ki market Jab opposite Aati Hai To Hamen Apna profit Milna shuru ho jata hai aise trend ko follow karne ke liye Hamen future trend per Nazar rakhni chahie aur Aise indicator ko use karna chahie jisse Hamen yah indication Mily ky future Mein market ka trend kis tarike se Move krta ha tu Jab Bhi Kabhi markets extremely high level per ho to vahan per agr counter trend use karte hue apni trading perform karte hain to aapko market Se Achcha result Mil Jata Hai

                        Counter Trend basically jb hum market ko follow Karte Hain Jab market peak level per ho ya market bahut jyada down level per ho to vahan per Ham Agar candlestick ka trend bearish pattren Mein ban raha ho to Ham apni trade ko bullish pattern per open karte hain ya Agar candlestick ka pattern bullish trend per ban raha ho aur ham apni trade ko Bearish trend per open Karte Hain To Aisi strategy ko Ham counter trade strategy bolenge counter Trend ke bare mein Kuchh Mazeed discussion karne ke liye ham indicators ko use karne ka Sahi tarika or information gain karne ki koshish Karte Hain

                        Counter Trend
                        Basically ham Jab Bhi markets ko peak level per dekhte hain ya bahut jyada down trend mein Dekhte Hain To Ham candlestick ki madad se yah indicator ko follow karte hue yah prediction Lete Hain Ki market Ne opposite jana hai to vahan per Ham counter trading karte hain jisse Hamen ya fayda hota hai ki market thodi der ke baad ya long term ky baad Jab down yah Up Trend mein Wapas opposite Aati Hai To Hamen apni trading se fayda Milta hai jo bhi expert trader market ko acchi tarike se analyse karte hain aur unko candlestick pattern Ka achy se analysis lena Aata Ho vah counter trade ko bahut jyada follow karte hain Kyunki yah aisa trend ha jismein Hamen market ke opposite jaane se bahut jyada fayda Milta Hai Kyunki counter trend trading tabhi profitable Hoti Hai Jab market peak level per ho ya phr markets bahut jyada down trend mein ho vahan per Agar Ham apni trading co bullish main convert Karke bearish trend Mein Lekar Aate Hain yah jb bhi trend ko opposite karte hue Bullish trend Mein Apni trade ko open Karte Hain To Hamen market Se Achcha result Milta hai aur ham Jyada Se Jyada achievement karte hue Apne kam ko Kamyab bana sakte hain Hamesha indicator ko follow karte hue Apne trading ko perform Kiya Karen aur Jyada Se Jyada knowledge ke sath apni trade ko open Kiya Karen tabhi aapko market Se Achcha result mill sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

                          position trading kare gay tu achanak jo loss hota ha ap os ko handle kar sakty han kafi time aisa hota ha jub ap ki trade profit me ja rehi hoti ha or jab ap os ko kuch time bad dekhtay hain wo ya tu loss me change ho gai hoti ha ya phir loss me close ho gai hoti ha is ki waja yeh ha ke hum apni open trade ko ignore kar dety hain or yeh samjhty ke yeh ab sirf profit me hi jaye giaisa har time nehi ho sakta ha baaz dafa jub ap ki trade profit me ja rehi hoti ha waha per market ki volatility kam ho jati ha or isi kay kam hone ki waja se aksar trend change ho jata ha jisse trade loss me move karna start kar deti ha jub trend change hota ha ap ko os wakt active rehna chahie jub trend change ho take ap koi faisla le kar loss se bach sakainfundamental news events bhi market per kafi asar date hain baaz dafa aisa hota ha ke trade profit me hoti ha news ati ha or market ke trend ko reverse kar deti ha ap ki trade ke against or os wakt jub trend reverse hota ha tu big loss nehi hota sirf profit zaya hota ha or market ap ke against trend change karke move hi kar rehi hoti ha agr ap waha per active hu gay tu loss se bach saktain hain sirf profit hi zaya ho ga buy agr ap news ko ignore kare gay or time nehi de gay forex me tu trend ki continue against movement se traders ke account wash ho jatay hain isliey ap ko apni open trade ke sath active rehna loss se bacha sakta ha is leay position trading me apko but carefully har action execute krna hota Hy yahi chez ap ko is me kamyab krti Hy lekin kuch traders aisa nahi kartay to wo important news ya event market main fluctuation ki waja say us ki trade ko nuqsaan ponchaa sakta hai . Forex market ki nature hi aisi hi hai jo har waqt change hoti rehti hai ,Forex market kay kaafi saary fators hain jin ki waja say market maini ups and down aatay rehtay hain aur un factors ko traders ko humaisha consider karna chahiye jin main say aik news bhi hain. Iss kay ilawa economic events bhi bohat important hotay jis ki waja market main fluctuations hoti rehti hain jis sy ap ko but carefully aware rehny me faida Hy aur Sab Ko Khud Se mehnat Karke bonus level ko improve karne ki koshish Karni chahie because bonus improve hone se Hamari Forex Mein real kamyabi hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

                            price then bounces upwards and starts a new impulsive move higher; however, ten periods later the price action closes a bearish candle, fulfilling the requirements of
                            The bearish candle on the chart engulfs its predecessor, which means that we have a bearish engulfing pattern. Therefore, we receive confirmation for the emergence of a counter trend price move. This is another sell signal on the chart and we short Visa.
                            The stop loss order should be placed above the top of the engulfing pattern.
                            Visa begins to decrease again after the beginning of the counter trend move. Eight periods later, the price action touches the bullish trend line on the chart, creating an exit signal. We should use this indication to close our trade and to collect the paper profit on the trade.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Counter Trend trading stretigy kia hai aur isko kis terha use kia jata hai?

                              Yes dear aapane bahut hi informative post Hamare Sath share Ki Hai no doubt aapki is post se bahut Sare junior member acchi information Hasil Karenge aur apni trading co profitable banane ke liye aapki post se bahut jyada help Hasil Karenge dear jab aap market Mein kam kar rahe hote hain to ismein successful trader banne ke liye aapko market ke different important factors ko Apne mind Mera Kar Hi trading Karni chahie agar aap Koi Bhi Ek important factor miss kar Jaate Hain To situation mein main aap ko nuksan Ho Jata Hai Jiski vajah se aap aap apne account ko bhi bilkul khatm kar sakte hain aur aapko some time bahut jyada nuksan recover karna ho sakta hai isliye Hamesha market ke important factors per completely focus karna aapki responsibility banti hai.

                              counter trend trading ki Jab Ham baat karte hain to yah Ek bahut Thi acchi strategy Hai Jis per aap focus karte ho ye limited time mein unlimited profit Hasil kar sakte hain is trading main aapko just Ja pata karna hota hai ki market ka trend kab reversal Hoga Kyunki Jab market Mein Ek trend hota hai aur Market usko continue karti hai aur Jaise hi market ka trend change hota hai to usmein market reversal movement start kar deti hai aur Jaise hi apni movement reversal start kar deti hai to bahut jyada movement Kar Jaati Hai is movement ki vajah se aapko bahut jyada profit Hasil Ho Sakta Hai Jiski vajah se aapke liye Kafi advantages aur benefits ho sakte hain agar aap is movement ko aasani ke sath jaj kar lete hain to yah movement aapke liye bahut jyada benefits La sakti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X