Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

    Volume spread analysis market Mein acchi trade Lagane Mein Hamari madad karta hai market Mein acchi trade Lagane ke liye Hamen chahie ki Ham volume separate analyses ko samajhne ki koshish karen Agar Ham volume separate analysis ke rules ko follow karte hue market Mein trade lagayenge to Hamari trade acchi Lagegi market Hamesha horizontal move karti hai lekin apni direction change bhi Karti rahti hai Forex trading main kam karte hue Hamen chahie kya Ham market ko acchi Tarah Se Samjhe tha ki Ham Apna Kam acchi Tarah kar sake ham aur Market Mein acchi trade Laga sake Jab market Mein Hamari trade acchi Lagegi To Hamen is Itna profit Hasil hoga Agar Ham apne business Mein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham mehnat ke sath Apne knowledge experience ko badhate rahe hain aur Tamam rules ko bhi follow Karte Rahe Hain Forex trading Ek Aisa business hai jis mein Hamen lost bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai agar Ham Se Jyada profit Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen market ko acche tarike Se samajhne Ki Koshish Karni chahie aur uske rules ke mutabik kam karna chahie aur Hamen iske sath sath mehnat bhi Karni chahie Hamari kamyabi Hamari mehnat per depend karti hai agar Hamare Business mein Hamari mehnat Jyada Hogi To Hamy kamyabi bhi utani hi hi jyada Hogi koi bhi trade Lagane se pahle Hamen analyses karna chahie analysis karne se Hamara knowledge experience badhta hai aur jab Hamara knowledge experience Jyada hoga to ham acchi trade lagakar Achcha profit Hasil kar Sakenge Agar Ham Apna Kam analyses ke hisab se Karenge To Ham Jarur Kamyab Honge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

      Volume spread analysis ko VSA bi kaha jata hai ya volume or price ka darmiyan relation ko bi kahta hain him is sy kafi accha fida hota hai ya analysis kafi mushkal hain in ko sekhna ka lia huma mahant karni parti hai mai is ka bara ma ak picture attach kar raha hon ap is ko dahkiya ha is business mai jis na bi analysis ka sath trade ki wo kamyab hiwa hai is lia huma mahnat karni chaya or zyada ay zayda kam karna chaya agr hum log is mai kamyabi chata hain tu huma analysis ko lazi sekhna chaya or agr hum log VSA ki bat karta hain tu is ka lia kafi mahnat karna para gi or mahnat ka sath is mai trade karna phara gi tu hum log kamyab ho sakta hain is lia huma is pr mahnat karni chaya or sath sath huma is ka bara mai ilm sekhna chaya phla ya sekhna chaya ka ya VSA kas use kia jata hai or hum log is mai kasa acchi trade open kar sakta hain ya new member ka lia nahi hai is ko expert log use karta hain is lia huma bahtreen earning ka lia mahnat karni chaya jub hum log is mai aga jahna chata hain tu analysis lazmi hota hai hum log serf technical or fundamental analysis pr depend karta hain laken VSA bohot zabardast kisam analysis hota hain is lia soch samaj kar in analysis ko use karian kiun ka ya analysis ap ko kamai ki jaga nuksa da ga is lia soch kar kam karian warna loss bohot ho gaClick image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	45.4 کلوبائٹ
ID:	12330409
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Farrukhannique پيغام ديکھيے
        Dear friends volume spread analysis aik analysis type study Hy jis me Ham relation ship between volume and price to predict market direction predict krty hen Is ka basic concept volume.range/ spread .closing price relative to range per hay is ko basically jesse Livermore Richard Wyckoff or Tom Williams nay banaya tha may aap ko is ka full method to nahi bata sakta wo bohat lamba hay lekin is may kia ye jaata hay bar up or bar down ka volume or market spread ko use kertay hoa next movement ko guess kia jaata hay lekin ye bohat lengthy method hay kiun kay iski basics hi change hain to is ko seekhna aasan nahi hay is ko yahan per likhna mumkin nahi hy
        Volume spread analysis ek bahut achcha ka tarika hai aur is tricky ko agar Ham trading mein istemal karte hain to market ko analyse karna hamare liye aasan ho jata hai is tarike ko sirf vah log istemal kar sakte hain jinka bahut hi achcha tajurba hota hai is tricky ko har trader istemal nahin kar sakta hai is trader ko istemal karne ke liye hamare pass bahut hi achcha tajurba hona chahie aur pahle hamen is tricky ko sikhana chahie agar Ham history ki Khushi jaate Hain to Ham market se kafi achcha fayda utha sakte hain.
        Volume spread analysis trading mein bahut hi yad rakhta hai hai Ham market ko istemal karne ke liye volume indicator ko istemal karte hain aur sath mein Ham candlestick chart ko istemal karte Hain jab Ham volume indicator ki reading ko dekhte hain aur sath sath market ki movement ko bhi dekhte hain to tab Ham market ki movement ki jab candles ko dekhte hain to market hamare liye aasan Ho jaati hai aur ham bahut hi aasani ke sath market nahin kam kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham jarur is market ko samjhe aur ismein kam karne ki koshish karen jab Ham candle ko bhi samajh lenge aur volume indicator ko bhi samay lenge to tab Hi Kam hamare liye aasan hoga aur agar indicator aur candle ki movement ko Ham nahin samjhe ayenge to fir kam hamare liye aasan nahin ho sakta hai isliye indicator aur pen movement ko samajhna hamare liye bahut jaruri hai tab hi Ham volume spread analysis ko Sikh sakte hain.
        💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

          Jab kisi bhi pair ka trend change ho kar aik side pe up and down ho kar jata rehta hay to aik aisa point ata hay jahan per iski price movement bahut ziada ho chuki hoti hay, aur ye aik turning ya reversal price point hota hay jahan say price lazmi tor per reverse hoti hay. Price kay is low say high gape ko spread kehty hain. Volume spread yani keh is khas waqat main low to high price ka full volume aur phailao Volume Spread kehlata hay. Jab ye pahailao apni intaha per puhnch jata hay to ye trend change karta hay. Volume spread analysis (VSA) ka maqsad is kay trend kay change hony say faida uthana hay. Jab reverse point per trade open kar di jaye to kuch running loss kay bad reversal trend start ho jata hay jo wapas bhi kafi ziada ata hay aur again apna spread banana shuru kar daita hay. Is trend per trade karny kay liye hamain trade ko maximum hold karna chahiye aur achi earning laini chahiye. Q ke VSA per trade say acha profit earn karna he asal maqsad hota hay.
          Yahan aik aur bat bahut ehm hay keh kai members short time frame yani keh 1M to 1H ko VSA kay liye use karny ki ghalti na karain. Q keh VSA kam az kam one week say ziada time ki movement per analysis kay bad nikala jata hay. Short time frame per trend ki reversal main trade nuqsan deh sabit hoti hay jis say aksar traders ghalat prediction ki waja say loss karwa bethty hain.
          Is liye is behs say ham is nateejy per he puhnchy hain keh Volume Spread Analysis ziada price kay phailao per karnay say ham reverse trend per acha profit earn kar sakty hain.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

            dear member yeh technical trading se related sab information hai aur yeh members ke liye maloom kar lena bahut zyada important hai jaisa ke members ko yeh bhi maloom hona chahie ki leverage kya hoti hai aur is ko kis tarah se apna account bana lene may fix Kiya jata hai aur is tarah se har ek member ko yeh bhi maloom hona chahie ki volume kya hota hai aur us ke bad members ko lot size ke bare mein bhi achi tarah se maloom hona chahie aur is tarah se members ko har ek pair se related bhi maximum information hona chahie aur yah bhi maloom hona chahie k har ek pair ka spread size har dosray pair se different hota hai yeh sab maloom kar lene ke bad koi bhi member apni trading ko bahut zyada achi tarah se continue karne mein successful hota hai aur aise members ke Jin ke pas yeh experience nahin hota yehi vajah hai ki un ko trading mein Koi bhi achi help nahin mil rahi hoti aur yahi vajah hai ki voh apni trading mein zyada earning bhi nahin kar pa Rahe hote hain technical trading se related information practice ke bad hasil Ho jaati hai aise traders ke Jo maximum earning kar rahe hain un ke earning kar lene ki vajah bhi yeh hai ki un ke pas har tarah se trading ke related experience hota hai aur voh yeh experience hasil kar lene ke liye bahut zyada hardworking kar rahe hote Hain achi information useful sabit Ho jaati hai technical information ko ignore nahin karna ho ga
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

              VSA ya volume spread analysis aik aesi trading technique hai jis main market kisi bhi aik direction main movement kerty huey maximum ya minimum price per ponchti hai tou aesy main market ky volume ka kafi bara span ban jata hai ky market ki maximum aur minimum limits ko show ker raha hota hai tou aesy time per market main bari movement ho chuki hoti hai jis ky bahd market ki reverse order main movement expected hoti hai tou ham aesy time per agar reverse direction main trade open kerty hain tou aesy trade open kerny per profit ky chances bahot zyada hoty hain hamain aesi position main reverse order main trade zarur open kerni chahiay ky jab market main volume spread bahot bara Ho chuka ho ky usky bahd market ki same direction main movement ki gunjaesh na ho tou phir reverse hona zaruri ho jata hai tou wahan per trade open kerny ka acha chance hota hai

              Jab market kisi aik direction main continue movement ker rehi ho lekin agar volume spread bara nehi ban raha tou aesy time per bhi hamain kisi surat bhi reverse order main trade open nehi kerni chahiay ky maximum traders isi terha market main trade open ker ky lose kerty hain ky market ki aik direction main bari movement hony ky bahd reversal expect ker ky trade open kerty hain lekin volume spread analysis nehi kerty tou trade open kerty hi loss hona shoru ho jata hai phir samajh ati hai ky baghair volume spread analysis ky trade open nehi kerni chahiay thi lekin tab tak bahot bara loss ho chuka hota hai hamain aesi position complete hony ka wait kerna chahiay jab ham market ki big movement ky bahd reverse order main trade open kerna chahty hain tou hamain baghair sochy samjhy trade open nehi kerni chahiay balky wait kerna chahiay ky jab big volume spread creat ho chuka ho tab reverse direction main trade open ki jaey tou phir profit hasil hona yaqeeni hota hai
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

                is main aik kisam ke calculations hote hain ke agar kisi broker ka spread zayada ho to hum is main kitna lot size use karen or hamen kitna profit ho ga to in sab ke calculation karne ke liye yeh is main use hota hae or hamen exact details main sab bata deta hae hum jitna zayada sahe tarah se isko use karte howe kam karte hain hum is main success hasil kar he jate hain lakin hamen is main mehnat karne cahiye or ache tarah se is main trade lene cahiye jitna ache tarah se hum is main le jate hain trade hum is main utna he zayada successful bhe ho he sakte hain hamen bas jo bhe karna cahiye sahe tarah se ache tarah se kam karna he cahiye take hum yahan se kuch na kuch to hasil kar len hum ko bhe is main sahe se kam karna ho ga take hum yahan se kuch na kuch to hum gain bhe kar saken hum jitna zayada is main kam kar jaen ge to hum yahan se success hasil kar he len ge lakin hamen is main cahiye ke hum is main apna kam ko sahe tarah se kara karen hamen bas apni calculations sahe tarah se karne cahiye take hum is volume spread ko sahe se use kar saken hum jitna sahe tarah se isko use karte hain hum yahan se is main success hasil kar he jate hain to bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main jo bhe kam karen sahe tarah se ache tarah se karen take hum is main jo bhe faida he ho kabhe bhe hamen loss na ho is main
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

                  vloume spread analysis me ap volume aur price ka apas me analysis kar ke future value ki predction kar rhy hoty hain . jaisy me ne pehly bi bht bar new any waly members se kahi hy keh wh kosish karen keh self learning karen aur ziada se ziada sekhny ki kosih karen . indicators ki traf jaen .graph aur charts ko sekhny ki kosih kare , khud se analysis karen.market me aesy bht sary tools aur materials dastiab hain keh jinki madad e ham forex indicators ko achy tareky se samaj sakty hain .volume spread analuysis me ap yeh dhk rhy hoty hain keh apke capital ka volume kis hadd tak barh sakta hy aur agar market ki movement apki predction theek ni hoti to is ka apke capital py kis hadd tak asar parta hy . yeh risk management ki ek technique me aata hy .agar ap chahty hain keh ap risk manage karen aur apny account ko safe kar saken to pehly apo is indicator ko samajna ho ga.yeh risk management ki bht zarori hy .analysis akrny klye hamen ziada time dena ho ga takeh ham accurate predction kar saken .yeh koi choti bat ni hoti keh app itni bari market ko predict kar rhy hoty hain . value ko predict karny klye aur bi bht sary analysis aur tools dastiab hain laken sb se best indicator volume spread analysis hota hy . currency pair py trade lagana asan bat ni hy laken agar apk ek bar currency ki movement ko samaj lety hain to ap trade laga sakty hain . aur ap is me kamyab bi ho jaty hain . best currency pair ko bi predict karny klye volume spread analysis kia jata hy
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

                    Jab market kisi aik route important proceed motion ker rehi ho lekin agar quantity unfold bara nehi ban raha tou aesy time per bhi hamain kisi surat bhi reverse order essential exchange open nehi kerni chahiay ky most merchants isi terha market essential exchange open ker ky lose kerty hain ky market ki aik path major bari motion hony ky bahd reversal assume ker ky alternate open kerty hain lekin extent unfold evaluation nehi kerty tou change open kerty hello loss hona shoru ho jata hai phir samajh ati hai ky baghair quantity unfold evaluation ky change open nehi kerni chahiay thi lekin tab tak bahot bara loss ho chuka hota hai hamain aesi role whole hony ka wait kerna chahiay jab ham market ki huge motion ky bahd reverse order essential alternate open kerna chahty hain tou hamain baghair sochy samjhy change open nehi kerni chahiay balky wait kerna chahiay ky jab huge quantity unfold creat ho chuka ho tab reverse course major alternate open ki jaey tou phir income hasil hona yaqeeni hota hai So hamy es scenario ko samajna chahe or jb hamy asa lagy ok market reverse hony wali hai kiu okay ab mazeed es ma up jany ki sakat ni hai to asi sorat ma hamy reverse exchange kar ok acha income hasil kar saktyn hain. But agr hamy asa factor locate karny ma mis decide kar deyn to eska hal ye hai okay hamy apni alternate ko hedge kar lena chahe or mazeed threat ni lena chahe es sy hamara account protected ho jae ga. Jb market top py ya lowest factor par ponch jae to hamy hedge wali exchange shut kar deni chahe so ham asy acha income hasil karny ma kamyab ho jayn gy. Asy factors hasil karny ok lae bhot know-how chahe hoti hai jo most time market ko deny sy he melti hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

                      Achi trading k liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex mein agar aap achi trading karna chahte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil karna chahte hain to uske liye forex mein hamen market ka fundamental aur technical donon ka achi tarah se analysis karna chahie kyunki forex main market ka fundamental aur technical analysis karne se ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex trading mein hamen koshish karni chahiye k forex mein ham kabhi bhi bagair market analysis k trading na karen jisse forex mein hum achi trading nahin kar sakte aur forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamare bonus account bhi wash ho sakta hai forex main achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex main market ke ache analysis k liye achi learning ka hona bahut zaruri hai our forex main ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main hamen work our trading achi learning our ache confidence k sath karni chahie jisse forex mein ham ek kamyab our ache trader bhi ban sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur forex trading mein hamen trading sabar ke sath karni chahie kyunki forex trading mein sabar kamyabi hasil karne ke liye bahut hi zaruri hai lekin forex trading mein jitna ho sake hamen jaldbazi se bachana chahie kyunki forex trading mein jaldbazi ki wajah se hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai.
                      Last edited by ; 26-09-2020, 08:19 AM.
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

                        Hello dosto is bhai ny aik buhat acha question poocha hy isky baary main aap logo ko main ye batata chaloo k volume spread analysis hamy acha profit hasil karny ma bhot help de sakti hain. Market hamesa horizontal move Yani kuch dair up jati hai phr khud ko regain karti hai or phr apni direction ko pick karti hai. But aksar asa time b ata hai jb market ik bar he bari move kar k maximum ya minimum point par ponch jati hai or actual or current point k darmeyan gap bana leti hai. So hamy us gap ki talash ma rehna chahe. Jb market maximum ya minimum point par ponch jati hai to phr wapas any k lae regain karti hai yani us gap ko fill karny ki khosis karti hai. Ham agr es direction ma trade open kar leyn to hamy acha profit hasil ho sakta hai. Bus hamy ye khosis karni chahe k asy point ko deeply observe karyn. Market jb highest ya lowest point par ponch jati hai to us ma mazeed apny trend ko jari rakhny ki taqat ni hoti. So hamy es situation ko samajna chahe or jb hamy asa lagy k market reverse hony wali hai kiu k ab mazeed es ma up jany ki sakat ni hai to asi sorat ma hamy reverse trade kar k acha profit hasil kar saktyn hain. But agr hamy asa point find karny ma mis judge kar deyn to eska hal ye hai k hamy apni trade ko hedge kar lena chahe or mazeed risk ni lena chahe es sy hamara account safe ho jae ga. Jb market top py ya lowest point par ponch jae to hamy hedge wali trade close kar deni chahe so ham asy acha profit hasil karny ma kamyab ho jayn gy. Asy points hasil karny k lae bhot expertise chahe hoti hai jo maximum time market ko deny sy he melti hain. Isliye koshish karian k aap volume spread analysis karain taaly zyada sy zyada faida ho.👍👍👍
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

                          Ham Sab ko apni trade karne se pahle Apna proper analysis karna chahie aur ham Apna analyses karke hi Kamyab ho sakte hain vah Ishq sath dear ye aik trha ki curency hai asal mai hota ye tha ky start mai kafi zayda crypto pay kam kiya jata tha per jaisye jaisye baki curency aye hain tu es pay kam kafi kam ho gaya hai na ap aisye khaye saktye hain kay es mai abhi kam ho nhi rha hai tu ap ka kam hi kay ap curecy pair pay kam kartye hain tu ap kisi bhi curency pair pay acha kam kar saktye hain aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho saktye hain waisye bhi kafi log hain jo kay kam kartye hain tu wo curency pay he kam kartye hain aj kal ka trend hai kay ap es mai kam kartye hain market mai tu best pair jo hotye hain wo curency pay he ap ko mil jatye hain curency pair mai kam karna kafi asan hota hai jub kay es ki sub say best waja jo hia wo ye hai kay ap ka nuqsan hoHam Sab ko apni trade karne se pahle Apna proper analysis karna chahie aur ham Apna analyses karke hi Kamyab ho sakte hain vah Ishq sath dear ye aik trha ki curency hai asal mai hota ye tha ky start mai kafi zayda crypto pay kam kiya jata tha per jaisye jaisye baki curency aye hain tu es pay kam kafi kam ho gaya hai na ap aisye khaye saktye hain kay es mai abhi kam ho nhi rha hai tu ap ka kam hi kay ap curecy pair pay kam kartye hain tu ap kisi bhi curency pair pay acha kam kar saktye hain aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho saktye hain waisye bhi kafi log hain jo kay kam kartye hain tu wo curency pay he kam kartye hain aj kal ka trend hai kay ap es mai kam kartye hain market mai tu best pair jo hotye hain wo curency pay he ap ko mil jatye hain curency pair mai kam karna kafi asan hota hai jub kay es ki sub say best waja jo hia wo ye hai kay ap ka nuqsan ho
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

                            Of curse dear friends ap ny bahot acha question uthaya hy V.S.A Humne a Jo dekh Na Hota Hai market high low ya FIR low hai a Rahi hoti hai smart marketing ki sale ya bye show karwata hai ismein Kitne order open Hote Hain kitne time per 1 minut mein Main yah 1 ghante mein Jo Bhi time mein main aap aap analyses Karen vah aap kar sakte hain ismein market show kar rahi hoti hai Kitna lo Hai Kitna high hue Hain volume spread analysis main aapke pass sirf indicator hi nahin hota ismein aapane candles ki shares ko dekhkar bhi analysis karne hote hain kyunki ismein aapko candle ko dekh kar pata chal jata hai ki market is time kaun si condition mein hai agar aap is market mein ine candles ko dekhkar trade lagate Hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai volume spread analysis main aap market mein bahut hi jaldi trend ke sath shamil Ho jaate Hain jab market apna new trend banaa Rahi hoti hai to aap is market mein apni trade open kar sakte hain iske liye aapko chahie kya aap is market mein volume spread analysis karne ke liye ye apni learning complete Karen jab aapko is system ki complete information mil jaaye to aap is market mein apne analysis karke trade open kar sakte hain Jo trader is market mein volume spread analysis per trade kar rahe hote hain unko bahut hi kam nuksan bardasht karna padta hai.
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

                              Volume spread in analysis is an important type of technical analysis in which we can analyse the relation between the price and volume of the market and this type of analysis is basically used to analyse the spread of any currency or commodity and moving averages and as well as it is also used for analysing the trend of the market volume spread analysis is a very good form of Technical Analysis and a senior and expert read as always utilise this is a while having planning for their trade if we want to plan a good strategy for our trading then volume spread analysis can help us in this manner and we can predict the movement of market in a very easy many members volume spread analysis is also very helpful in analysing that which type of currency pair is moving with the highest speed and which currency pair is not moving with high speed and it also relates the spread of any currency trading commodity with the market movement and the spread of commodities and currency pairs increases or decreases a on behalf of volume spread analysis and most of a traders analyse the market and the volume of the market by using this type of analysis if we generally talk then fundamental and technical analysis are both important but the type of the technical analysis a which is specially card volume spread analysis is very important in studying the market in a perfect way and it has a full accuracy and volume spread analysis a is an accurate analysis about the market movement we should get try this analysis and in our caring for getting a good amount of profit it's safe to say you what that you can see is a should move in a proper manner and you should required amount of profit again then you have to do the volume spread analysis and then put your trade in the market then you will get good amount of profit thank you very much
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???

                                Asalam O Alaikum.
                                Volume spread analysis ko samjhna asani ni h q k ye ik boht lamba method hai isko samjhny k liye boht zyda learning krni parti h phr hi isko samjha ja sakta hai. Ye ik relationship hota hai proce or volume ki prediction k darmayan.
                                Market k rate ko pridect karny k liye is analysis kp use kiya jata h narket k rates ma any waky up and dpwn direction ko judge krny k liye use kiya jata h. Spread volume analysis say hum apni trading ko achy say acha bana skty hein q k is say hum koi b trade lagaty hein to is say humien boht zyda faida hota h or is say humiem amarket ma hony wali maximum say minimum rate ka asani say pata chl jata h is say humri trade ma kam say kam.nuqsan hota h or humri trade ma zyda say zyda faida hota hai. Humien chahiye k hum is k bary ma zyda say zyda learning kryn study kry or agr ho saky to apny senior say help li jaye ta k is muskil kam ko asani say smjha ja saky q k is method ko samhja boht muskil kam h or agr samjh aajye to hum.isko daily ki trading ma use kr k faida ly sakty hein or humri trading boht achi ho jati h

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X