Re: Jaiza: Volume Spread Analysis Kya hen ???
Forex trading mai knowledge ki mukhtalif types hoti hain jo traders time kay saath saath haasil kertay hain aur yeh kaha jaa sakta hai kay traders ko apnay knowledge ki list Bana laini chaiye. New aur junior traders ko knowledge hamesha aik tarteeb say he haasil kerna chaiye jaisay aam taaleem ka formula hota hai kay choti classes mai bunyaadi taaleem hoti hain aur jaisay say levels barhtay jatey hain wesay he taaleem bhi ziada detail mai aur mushkil hoti jaati hai laikin samajh aa rahi hoti hai. Bilkul issi tarah forex trading mai bhi step by step learning aur knowledge gain kerna chaiye. Pehlay basic aur easy cheezain seekhni chaiye aur phir technical knowledge ki taraf Jana chaiye. Jo traders mix up ker laitay hain unhain bohat ziada problems atey hain aur woh loss bhi kertay rehtay hain volume spread analysis aik aesi trading technique hai jis main market kisi bhi aik direction main movement kerty huey maximum ya minimum price per ponchti hai tou aesy main market ky volume ka kafi bara span ban jata hai ky market ki maximum aur minimum limits ko show ker raha hota hai tou aesy time per market main bari movement ho chuki hoti hai jis ky bahd market ki reverse order main movement expected hoti hai tou ham aesy time per agar reverse direction main trade open kerty hain tou aesy trade open kerny per profit ky chances bahot zyada hoty hain hamain aesi position main reverse order main trade zarur open kerni chahiay ky jab market main volume spread bahot bara Ho chuka ho ky usky bahd market ki same direction main movement ki gunjaesh na ho tou phir reverse hona zaruri ho jata hai tou wahan per trade open kerny ka acha chance hota haiJab market kisi aik direction main continue movement ker rehi ho lekin agar volume spread bara nehi ban raha tou aesy time per bhi hamain kisi surat bhi reverse order main trade open nehi kerni chahiay ky maximum traders isi terha market main trade open ker ky lose kerty hain ky market ki aik direction main bari movement hony ky bahd reversal expect ker ky trade open kerty hain lekin volume spread analysis nehi kerty tou trade open kerty hi loss hona shoru ho jata hai phir samajh ati hai ky baghair volume spread analysis ky trade open nehi kerni chahiay thi lekin tab tak bahot bara loss ho chuka hota hai hamain aesi position complete hony ka wait kerna chahiay jab ham market ki big movement ky bahd reverse order main trade open kerna chahty hain tou hamain baghair sochy samjhy trade open nehi kerni chahiay balky wait kerna chahiay ... Thanks aur umeed hai k ap ki confusion clear ho gai ho gi...

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим