jaiza : impact of news on forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: jaiza : impact of news on forex trading

    dear forex market mein jab bhi Koi news aati hai to uska market mein bahut jyada effect hota hai aur market mein bahut jyada what LT paida Ho jaati hai to aapko ismein bahut hi soch samajh Kar kam karna hota hai kyunki Ham dekhte hain ki Marg ki main use ke dauran market ki movement bahut jyada fast Ho jaati hai to aap agar ismein koi bhi trade lagate Hain to aapko ismein soch samajh Kar trade open karna hoti hai.

    dear forex market mein agar aap news ke dauran trading karna chahte hain to aapko ismein bahut hi soch samajhkar lot size ki selection karna hoti hai agar office mein lot size ki selection soch samajhkar karte hain to aapko ismein fayda ho sakta hai kyunki market mein jab koi bhi news hoti hai to aapko ismein kam se kam lot size select karke trade lagana hoti hai kyunki news ke dauran trade karna risky ho sakta hai isliye aapko ismein bahut hi soch samajhkar trade karne ka hi fayda ho sakta hai.

    forex market mein 3 tarik ki news hoti hai jismein aapke pass bhai impact news low impact news aur medium impact news hoti hai jo sabse jyada effect karti hai market mein vah high quality news hoti hai jiska market per bahut jyada effect hota hai aur market mein bahut jyada movement fast Ho jaati hai to aap jab technical analysis karte hain to aapko technical analysis ke sath 7 fundamental analysis bhi karne hote hain tabhi aapko ismein fayda ho sakta hai agar aap fundamental analysis nahin karenge to aapko ismein fayda nahin ho sakta kyunki fundamental analysis ki bahut jyada importance hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: jaiza : impact of news on forex trading

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
      dear friends, forex ma trading k liay hmain trade ki news sa bakhabar rehna chaiay, un par thoroughly focus karain q k in ka market ki moment par high impact hota ha aur kisi b unexpected event ki waja sa market ki position aikdam change ho jati ha, news k waqt trading sa guraiz karna chaiay aur in k mutabik anaylisis kar k trade ki planing karni chaiay, news k zariay hm market aur pairs ki routine ko thek tarah predict karnay k kabil ho jatay hain aur profitable trading karnay ma kamyab hotay hain, news sa hmain trade set karnay ma asani hoti ha jo members news par trading kartay hain unhain achay benifits zarur miltay hain unhain market ki situation ko samajhnay ma asani hoti ha, jis ka result hmari trade par parta ha aur hm expert traders ki tarah apni trades ko open aur adjust jartay hain, news ki confirmation b aik zaruri cheez ha q k agr hm un ki reality ya fakeness ko confirm nhi karain gay to tb b nuksan ho ga, is liay hmain apni learning ko use kar k ya seniors sa discuss kar k news k mutabik implementation karain, tb hi hmain acha outcome milay ga, unverified news par blindly depend kar k trading karna aik damaging decision hota ha jis sa hmara capital waste ho sakta ha ya account wash ho jata ha, verified news par amal kar k hm apni trading ko benificial bna patay hain is liay news ki importance ko smjhain aur in k mutabik trading ki koshish karain
      Aap news impact ke upar bahut hi acchi information share Ki Hai Forex trading ke andar Ham koi bhi trade Lagate Hain To Hamen analysis karte hain technical analysis to uske sath mein fundamental bhi lazmi Mein karna padta hai Kyunki Agar is market ke andar Ham sirf technical analysis Ki base Ke Upar trade Lagate Hain To Jab is trading ke andar Koi news ki announcement hoti hai to ose news ka Forex trading ke upar bahut jyada effect padta hai Jiski vajah se Hamara technical analysis fail ho sakta hai Hamare liye zaruri hai ki Jab is market ke andar Ham support aur resistance or market ka present Trend ko check kar lete hain aur trade Lagane se pahle Hamen fundamental Jankari Ke lia Forex factory ki news ko lazmi Mein red karna chahie Agar Aane Wale Kuchh Waqt mein news Ho To Hamen trade se avoid karna chahie aur Hamen news ke bad hi trade karna chahie .

      Bahut jyada trader Aise Hain Jo is market ke andar fundamental analysis se bahut jyada Paisa kamana rahe hain vah expert aur professional trader Hote Hain Jo beginner trader hote hain unke liye best Yahi hota hai ki vah news trading ke upar filhal demo account mein practice Karen agar woh demo account ke andar Achcha results Hasil karen to Uske bad hi unko real account mein work karna chahie vah news trading ke upar Koi strategies banaa Le aur uske upar hi work Karen Kyunki Ham ismein different type ke strategies bana sakte hain scalping strategy bhi bana sakte hain Ham news trading ke andar isase bhi Humko bahut jyada fayda hota hai Ham Jab Bhi is market ke andar work karte hain trade Lagate Hain To Hamen money management ko follow karte hue is market Mein kam karna chahie Hamen lalach Mein Aakar Big Lot size ka istemal bilkul bhi nahin karna chahie yah Hamare Liye nuksan ka baais Ban sakta hai Hamesha imandari ke sath aur acche kam Karen aapko is main Jarur fayda hoga
      • #33 Collapse

        Re: jaiza: Forex News , Events aur Unka Currencies pay effect.

        ASSALAM O ALAIKUM han g dear forex news bhot matter karti hai agar hum forex ki news ko follow karty hain to hum acha profit bhe earn kar sakty hain ..hamen forex market main news ko bhe follow karna cheye or news ki timing ko bhe check out karty rehna cheye tabhi hum kamiyabi hasil kar sakty hain or acha earn bhe kar sakty hain ...

        ise tarhan sa agar hum events bhe bhot matter karty hain or currencies bhe bhot matter karti hai hamen currencies ko bhe check karna cheye ..hamen news ko bhe follow karna cheye or hamesha he bhot achi learning k sath he kam karna hoga tabhi hum kamiyabi hasil kar sakty hain or achi earnings bhe gain kar sakty hain ..
        hamen forex news or events is k sath he currencies par kam karna cheye ..hum forex main trading karty hain kuch pairs hamary aisy bhe hoty hain jin main hum fast pairs par trading karty hain or kuch pairs aisy beh hoty hain jo bhot slow work karty hain hamen cheye k jub bhe trading kia karen hamesha he soch samjh kar he kia karen or achi learning k sath he hamen kam karna cheye tabhi hum kamiyabi hasil kar k bhot achi earnings bhe gain kar paty hain..
        • #34 Collapse

          Re: jaiza : impact of news on forex trading

          Breaking news Khan bhi Hamare Upar bahut jyada impact hota hai Hamen Apne trading co news ke mutabik karna chahie sometimes Aisi news Aati Hai Jo Hamen bahut jyada profit deti hai aur suddenly increased Ho Jaati Hai Ahsan X Aisi news hoti hai jo aapki trade Ko nuksan Mil Jaati Hai so isiliye Hamen news ko study karna chahie Unki Najar rakhni chahie Aur Dil Laga kar kam karna chahie Aur mehnat Ke Sath Apna Kam karna chahie aur apne time par online Na Kar regular kam karna hoga aur Hamen copy paste nahin karna chahie copy pesh karne wala Insan kabhi bhi Hote se mehnat nahin karta aur vah mein use hota hai isliye Ham Sabko Yahan per Apne time par Apna Kam karna hai Hoga aur Apna bonus improve karna hoga aur apne bonus ko improve Karke kamyabi Hasil karna Hogi lagakar kam Karen aur mehnat Karen Aur mehnat Ke Sath Apna Kam Karen mehnat ke sath kam karna Hamare liye jaruri hai jo Bande Apne time per Apna Kam Karta Hai vah Kamyab hota hai so Dil lagakar aur apne Mahila ke sath Apna Kam Kare Kare Kare Ki kamyabi Hasil Hamare liye bahut jaruri hai aur apne time per Apna Kam Karen aur Mehar ke sath Apna Kam Karen mahine ke sath Apna Kam Karne Mein Hamari bahut hi jaruri hai Road lagakar kam Karen Aur mehnat Ke Sath Apna Kam Karne Mein Ham Sab Ka advantage hai sochiye apni mehnat ko increase Karen aur Apna punsah approved Karya ke kamyabi Hasil karne ki koshish karen
          • #35 Collapse

            Re: jaiza : impact of news on forex trading

            Dear friends aaj Ham baat karen gy Forex mein news ki importance ke bare mein dear friends aap ko pata hai ki trading karne ke liye forex main news Bhi ek Bada scorce hoti hai aap ko signals provide karne ke liye aur Forex trading main news ka bahut important effect hota hai isliye news Aap Jab Bhi Koi baat karte hain to aap ko ismein kam karne ke liye Hamesha news ka market per padhne wala effect lazmi analyse kar le uske bad aap trade open karen gy to aap ko is mein achcha kam karne ka bahut fayda Hoga is liye news bahut important Hoti Hai Forex trading mein related to Forex trading aur kabi kabi tu news market pe bahut ziyada effect karti hen aur kuch log news ko follow kartay hen aur achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen lekin kabi kabi market news k opposite move kar jati aur bara loss ho jata hey iss liay news ki bajay apnay knowledge aur experience pe depend karen aur forex main buht ziada ehmiyeet hoti hai agr hum news ko samjh saktay han aur news kay waqt market ko samjh saktay han tu hi news par trading karni cahaiye aur agr news ko samjh nahin saktay tu news par trading nahin karni cahaiye kiok news kay waqt market ki movement buht fast ho jati hai aur movement ka pata nahin kis tarf market move karti hai news ko follow karna zaroori hai phr hi acha profit earn kar saktay han aur dear member Forex trading mein agar Ham news ko follow karte hain news ko samajh lete hain to hamare liye trade karna easy ho jata hai aur ham Ek profitable trade kar sakte hain isiliye members ko chahie ki vah Jyada Se Jyada news ko learn Karen knowledge gain karne essay members ko market ki movement Ka Pata Chalta Hai trad karne mein Kuchh aasani hoti hai
            • #36 Collapse

              Re: jaiza : impact of news on forex trading

              aoa , forex me new and events ki bht importance hoti hia , ye apko market ko smjhny me and predic krny me bht asani faraham krty hian , new sy apko market ky trends ko guess krny me asani ho jati hia, and event s me app ko market ko analyse krny me madad krny haian agr ap new and events ko proper follow kr rahy hoty hian to ap asani sy market ki agli movement ka andaza laga sakty hian and jab apko market ki agli movemnt ka pata chal jaey to ap investment kr k ek acha profit kama sakty hain ya phir apni trade clse kr k bary nuqsan st back sakty hian , new and event isi tarha currency p bhe bht effect krty hian agr ham yeh kahain k sab sy ziada effect new and event ka currecncy p hota hia to os time hame aur ziaydeh active reh krke kam krna hoga aur different site per os cheez ke affect ko ko bhe dekhna hoga jesa ke aapne ne bataya hai investing.com is site per bhe kafi data share kiya jata hai aur is tarah ki aur bhe sites hain jin per news data share kiya jata hai aur is cheez ka asar direct market ke trend per padta hai chahie wo news phir euro ke bare mein aajyae ya phir USD ke bare mein is cheez ka direct impact pair per padta hai aur kuch he time mein market ki condition change hone lag jate hai aur is tarah ki movement se khud ko bachana chahie aur aapne account ko aur bhe ziaydeh secure rakhna chahie
              • #37 Collapse

                Re: jaiza : impact of news on forex trading

                Forex main market per news ka bahut ziyada impact hota hai. News ki bhi 3 types hain. 1. High impact news 2. Low impact News 3, Medium impact news. jb low impact news aur medium impact news release hoti hain to market ziyada move nhi karti hai lakin jaisy hi high impact news releases hoti hai market bahut ziyada move karti hai. High impact news per market bahut kam time main 50 sy 70 pips move kar jati hai. Trades high impact news sy bahut kam time main acha profit earn karty hain. News ki bahut sy types hain. jo news market main sb sy ziyada movement lany k bais banti hai wo hai NFP jo Non Farm Payroll ka abbreviation hai. yeh news USD per release hoti hai. aur jaisy hi yeh news break hoti hai market main bahut fast movement hoti hai. yeh news har month k pehly week Friday waly din release hoti hai aur traders is news ka wait karty hain. yeh news ziyada tar currency ki favor main jati hai. Jo log fundamental analysis per trading karty hain wo log is sy acha profit earn karty hain.technical traders news per trading nhi karty hain. New traders ko news trading nhi karni chahye q keh news trading jitna profitable hoti hai utna ziyada risky bhi hoti hai.
                • #38 Collapse

                  Re: jaiza : impact of news on forex trading

                  news trading kharab hikmat e amli hai! kyunkay yeh aap ko ghabrata hai! is ke nateejay mein, aap ka paisa 60 second mein chala jaye ga! aap money managment, ya is se kahin bhi chhari ke zareya behas kar satke hain! lekin aakhir mein, aap ko barri raqam lagey gi! mein pehlay hi khabron ki hikmat e amli ke sath koshish karoon ga aur 2 hafton mein taqreeban 200 feesad bunun ga! lekin yeh hamesha nahi rahay ga! is liye nahi ke kharab tajzia, balkay is liye ke money managment ka kharab intizam! yani mein barri shart lagaata hon! ghair mulki currency mein is ke baray mein nahi kis ki hansi hai! is ke bajaye aakhri hansna kon hai! haan, mein hans raha hon, khabron ki hikmat e amli ke sath! kyunkay mein aasaan paisa kama sakta hon! lekin aakhir mein mujhe barri raqam lag jati hai, aur bas! mein rota hon! hahahha! yaqeenan i mein nahi ro raha hon! bas dki ! hahahha! jab aap khabron ke sath tijarat karte hain to, wahan 2 rukawat hoti hai! pehlay, aap ka brokr un ke phelao mein izafah kere ga! doum, agar market mein mukhtalif pi o v hon to, woh jora bilkul harkat nahi kere ga! kayi mamlaat ke liye, yeh pehlay oopar ja sakta hai! is ke baad, woh neechay ki taraf dhakelien ge! jab tijarat ki khabrain, hum wazeh tor par nahi soch satke! aur is wajah se, tijarti khabrain, sehat mand nahi hon gi! jab tak aap 001 1 : 100 ke sath, capital 10k capital ke sath tijarat nahi karte, koi barri baat nahi! lekin agar aap sirf 10k ke sath 1 laat ka tijarat karte hain to, mujhe nahi lagta ke margin cal se chalne ke liye aap ke paas 60 second se ziyada ka waqt hai !
                  • #39 Collapse

                    Re: jaiza : impact of news on forex trading

                    Assalamu alaikum dear friend Forex trading mein news ki baat ki jaaye to news par market ka bahut zyada effect parta hai hamare tamam analysis news ke wajah se fail ho sakte hain isliye aap ko chahie jab bhi aap market ko analysis Karen ismein Forex factory ko lazmi dekhen aur apne analysis mein news ko bhi shamil Karen kyun k news ka effect har pear per aa sakta haii as liye hamesha market ko acche se analysis karne ke bad aur ismein news ko follow karne ke bad hi apni trade ko open Karen Forex trading ak behtarin online business hai ismein Ham kamyab sirf aur sirf money management se hi ho sakte hain agar aap ne Forex ko join kiya hai to aap ismein money management use Karen aap ka analysis fail ho sakta hai lekin aapki money management se lagai Gai trade aap ko kabhi bhi nuksan nahin dete hamesha market ka acha analysis hi hamen is mein kamyabi deta hai isliye aap ko chahie Forex mein hamesha news ke mutabik ki trade open ki jaaye apne analysis main news ko zarur shamil kiya jaaye isase Ham ek bary loos se bach sakte hain Forex mein kamyabi sirf aur sirf iske acche knowledge se hi hoti hai Jin logon ke pass Forex ka acha knowledge hota hai woh ismein market ko acche se analysis karte hain aur apne analysis mein news ko bhi zaroor dekhte hain isliye aap ko chahie is news ke effect se bacche aur soch samaj hkar trade open Karen jald bazi se trade open na Karen ho sake to jis din aap ne news Ho use din aap ko trade nahin karni chahie kyunki news ka analysis karna kafi mushkil hota hai aur use per har Koi trading nahin kar sakta is per trading karna bahut mushkil hoti hai is liye use din aap ko trade nahin lagani chahie Jo aap ke liye zaruri hai
                    • #40 Collapse

                      Re: jaiza : impact of news on forex trading

                      The impact of news on Forex trading can be classified into various kinds on the basis of the type of news basically there are 3 type of news first is high impact news II is medium impact news and the third is low impact news if we talk about the high impact news then the name of high impact news shows that it has very good impact on the movement of market and the market movement completely changes on the arrival of high impact news and sometimes it happens that is high impact news can completely change the trend of market specially when Labour Department of United States of America and Canada release its reduced on first Friday of every month then it becomes very effective for the market movement and the market movement a completely changes in the response to that news and the higher interest news has a complete change in the market movement and impact news can also change the trend of market II type is medium impact news and if we talk about the medium impact news than I can say that medium impact news also has an effect on the market movement but it does not change the market trend it can increase the volatility of market but is does not change the trend of market but people also use the effect of medium impact news in their trading and senior traders and professional traders also put their trades on the basis of response from high impact news and medium impact news the last type is low impact news and this type of news has very small effect on the market movement and you will be people do not take it seriously and do not take attentions to Lo is just news and it does not change the market trend as well as it also not a impact on the market on large scale so the conclusion is that news has a great impact on the market movement and sometimes market movement is becomes very fast and sometimes the market trend changes due to news so you should have proper knowledge about news and we should put our trade in accordance to the news impact and get a good profit in trading
                      • #41 Collapse

                        Re: jaiza: Forex News , Events aur Unka Currencies pay effect.

                        trading main news se hamen alert rehna cahiye q ke yeh bahut zayada hamare trading ko effect kar sakte hain to is liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se is main news se up to date raha karen or ache tarah se is main trade kiya karen take hum is main se faida hasil kar saken or hamen is main loss na ho

                        How news effect trading
                        news jo hote hae wo kisi khas currency ke khas country ke hote hae to is tarah se jab bhe news ka data release hota hae to uske economy weak ya strong ho0te hae to is tarah se is ka direct market par asar parta hae or market ke movement is tarah se he hote hae to hamen is ka sahe se pata hona cahiye take hum is main se kuch na kuch to gain kar saken or is main kamyab ho saken lakin hamen is main kabhe bhe himmat nhe harne ho ge balke is ka mazeed ache tarah se istemal kar lena ho ga bas is waja se hamen cahiye ke hum is main ache se is main kam karte rahe take hum is main ache tarah se trading kar saken

                        1.High impact news effect more
                        news main sab se pehle hote hae high impact news jis main jo ke bahut he zayada high impact hote hae or is se market bahut he volatile ho jaya karte hae to hamen is se bachna cahiye or is ke volatility se bachna cahiye tab bhe to hum is main se kuch na kuch gain kar sakte hain agar hum is main ache se market amin se faida gain karna cahte hain to hamen is main is se bachan ho ga or sahe tarah se is main trading karne ho ge

                        2.Medium Impact news effect low as high impact news
                        medium impact news ka kuch khas asar nhe hota hae market pe balke yeh to itna zayada is main movement bhe nhe hote hae to bas is liye hamen cahiye ke hum sahe tarah se is main kam kiya karen ache se take hum is main kuch na kuch to hasil bhe kar saken or is tarah se hum is main success hasil kar he lete hain bas hamen sahe se is ka use karna ho ga tab he to hum yahan se kuch na kuch to hasil kar he saken ge bas hamen cahiye ke hum is ka sahe se use karna ho ga

                        Low impact news effect very low as medium
                        low impact news ka kuch bhe asar nhe hota hae balke yeh bilkul na hone ke barabar movement hote hae is main bas hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se is e care karne cahiye tke hum yahan se kuch gain kar saken or is main hum kamyab ho saken ache tarding kar ke
                        • #42 Collapse

                          Re: jaiza : impact of news on forex trading

                          Pak forex main ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur mahmet kay sath kam kartye hain tu ap es mai kamyan ho jatye hain tu acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap ko es mai masla nhi banta hai tu acha kam jhan tak mainye socha hai tu es mai ap ka kam hai kay ap es mai hamesha newd kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai hamesha kamyab ho jatye hain tu zayda acha kam karna hai tu ap kam mahnet kay sath karain aur ap kosesh karain kay ap achye kam mai dil laga kay acha kam kar saktye hain tu acha kam ap ki learning pay hota hai jub kay learning kay sath sath ap ka kam hai kay ap aik tu market mai anylsis kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai news kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kafi had tak acha kam kar laitye hain jub kay ap es mai kamyab ho jatye hsin tu acha kam he hai jis ki waja say ap es mai kamyab ho pain tu kam ap ka ye he hai kay ap es mai kam dil laga kay karain aur ap ka kam hai hum es main full time be kam kar skty hain our hum es mian bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hian our hum es main real main hum account bna kar hum es main kam kar skty hain our agar hum es main lalche bn kar hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our hum es main hard working akr kay hum es main sucess ho skty hain our hum boht sza mnafa kma skty hain our hum es main stop loss ko sue kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main analysis ko use kar kay hum es main kam kar skty hain our forex mqain hum es main live trading karty hain our forex kbe be na bnd hoany wala boht bra business hain shukriya.
                          • #43 Collapse

                            Re: jaiza : impact of news on forex trading

                            Assalamu Alaikum dear friends ummid hai Sab khairiyat se Honge dear friend bahut achha topic per Baat chal rahi hai bahut Achcha knowledge share Kiya ja raha hai main aaj Sab Ko batana chahta hun juniors members ke liye Achcha knowledge hai main aapse Kuchh baten share karna chahta hun dear friends jab market mein news aati hai aur expert trader on per analysis kr sakte hain to Is Tarah Ke analysis ko fundamental analysis Kaha jata hai. market ki news per currency ki prices depends kar rahe Hote Hain ismein Jab news Aati Hain To Ham Ko yah dekhna chahie ke vah news kaun si type ki hai Kyunki isliye different type ho sakti hain different time ki news Jaise aap Forex trading aapke liye profitable bhi ho sakti hai aur ismein aapko nuksan bhi ho sakta hai ISI Tarah fundamental analysis Agar aapke wrong Ho Jaate Hain To usmein aapko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai isliye aapko Puri hardworking Karni chahie aur apne analysis ko strong karne ke bad hi apni trading Mein apply karna chahie jub market me high Impact news Aati Hai To usse market mein bahut jyada price fluctuation Aati Hai Ya price fluctuation Kabhi bahut Upar Ja sakti hai aur Kabhi bahut niche Ja sakti hai iska Koi Bhi Ek trend ho sakta hai Jis per market ki movement ho sakti hai. ISI Tarah market Nahin Kuchh Aisi news Hoti Hai Jinka impact bahut thoda hota hai unko ham low-impact Hoti Hai Jisko Kaha jata hai hoti hai aur Thodi hoti hai.
                            Dear Agar Ham Apne analysis to effective banana Chahte Hain To Ham to chahie ki ham new so Agar karne ki koshish karen yah news kaun si ho sakti hai yah high impact you hai ya FIR low impact news Hai Kyunki Uske bad uski movement Usi par depend kar rahi hoti hai.
                            Jab aap market Mein use per depend Karke apni trading kar rahe hote hain to usmein aap ko ek bar per Jarur focus karna Hota Hai agar aapki read market ki news ke against lag Jaati Hai To usmein aapko Thode Se time per hi bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye aapko bahut careful Rehna hota hai aur bahut care ke sath trading Karni hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #44 Collapse

                              Re: jaiza : impact of news on forex trading

                              Assalam o Alaikum dear friend trading mein hamen usse alert rahana chahie kiun ky news ka effect bahut zyada hamari trading per padta hai isliye hamen hamesha news se alert rahana chahie news ko read karke hi trading karni chahie news ka trading pay bahut hi zyada effect hota hai isliye hamen chahie ki ham news se hamesha up-to-date Rahe aur hamen Forex mein ache se trading karni chahie Taki Ham acha profit hasil kar sake aur loss se bus sake trading min jo bhi news aati hai vah kisi khas currency e k related country ke bare mein hoti hai aur trading main use ka bahut hi jyada effect hota hai tu is tarah se release hota hai to uski economy weak yah strong hoti is tarah se iske direct effect market per padta hai agar Ham pura se kuchh Na kuchh hasil karna chahte hain to hamen news effect ko samajhna chahie news mein jo sabse pahle hota hai vah hi news effect hota hai yah market mein bahut hi hi effect hota hai jo bahut volatile who Jaya karta hai isase bachana chahie aur isko volatility se bachana chahie market mein news effect ki vajah se hamen bahut hi jyada loss ho jata hai to isiliye hamen kabhi bhi trading karte hue compromise nahin karna chahie hamesha soch samajhkar trading karni chahie kabhi kabhi hamare apne NSS hamare against chale jaate Hain jiska basically news effect hota hai news effect ki vajah se hamen bahut hi jyada nuksan ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X