Forex Trading me TRIANGLE Pattern pr mabni post hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Triangles ki stragety.

    Forex trading Main Jab Bhi marks move karti hai to different types ke patterns bante Hain Kuchh Aise Pattren Hote Hain Jo Hamen 100% indication Dete Hain market Mein profitable trading ki aur kuchh indicator Aise Hote Hain Jo Hamen 100% strategy tu Nahin dete but Agar Ham unko samajhne ki koshish karen to Ham Unse minimum profit zaroor gain kar sakte hain Forex ki chart ko agar aap acche tarike se read karte hain aur samajhte Hue candlestick patterns ko follow karte hain to aapko different types ke candlestick patterns Milte Hain Jab Bhi aap apni trade ko open karte hain to aapko indicator ka Sahi use karna chahie Aur candlestick Ke pattern ko acche tarike se follow karna chahie head triangle patterns a ik aisa candlestick pattern Hai jismein candle ki movement Ek triangle banate Hue indication deti hai aur Jin Se Ham apni trade ko open kar sakte hain

    Triangles Pattren
    Dear friend market trend ko follow karte hue Jab aap candlestick ki movement ko ek triangle bante Hue dekhte hain aur is ko lines ki madad se draw karte hue indication lete hain to aapko market se ek Achcha trend Milta Hai basically triangle candlestick patterns up-trend aur down-trend donon mein banta hai aur ismein Market ki movement thodi der ke liye opposite bhi move Karti Hai To Jab Bhi candlestick ka ek Aisa pattern banta hai jismein aap lines ko draw karte hue triangle types ki series bante Hue Dekhte Hain To Aisi indication per aapko apni trading sy minimum profit lene ke liye trade ko open karna chahie aur aapko take profit kam se kam Rakhna chahie to aapko is pattern Se Achcha fayda mil sakta hai

    Forex trading ki chart ko read karte hue Jab Bhi aap triangle candlestick patterns ko Banta Hua dekhte hain to aapko ismein basically three types ke triangles ki series milti hai jinko agar aap acche tarike se judge karte hue is strategy ko samajhte Hue apni trade ko open karte hain to aapko Achcha fayda mil sakta hai

    Types of Triangles Pattren
    1. Ascending Triangle
    2.descending Triangle
    3.symmetrical Triangle

    Ascending Triangle
    Ascending Triangle Ek kam distance area Main candlestick ki movement hoti hai ascending triangle Mein markets channel banati Hui Up trend Mein movement Karti Hai jisse Hamen market ki strategy Up trend Mein move karti hui milati hai aur aik Triangle shape bnaati ha

    Descending Triangle
    Market ki movement Jab Upar Se niche ki taraf move Hoti Hai To candlestick ka ek Aisa pattern banta hai jis se Ham down trend ki indication lete hain aur Yahan per candlestick Ek triangle banati Hain Jisko Ham descending order Kahate Hain

    Symmetrical Triangle
    Candlestick ka aisa pattern jismein market ki movement up aur down mein apni movement ko Bar Bar change karti hai to vahan per candlestick ka aisa pattern banta hai jis mein Hamen market ka level up or down trend donon Mein Milta Hai To Yahan per Agar Ham apni trading ko scalping karte hue perform Karte Hain To Hamen bahut hi Achcha fayda Milta Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      What is Triangle chart patterns..?

      Dear members.. Please any one tell me the complete detail of triangle chart pattern.. ? How it can bhe made aur how we can verify this in running market..?
      • #18 Collapse

        Re: What is Triangle chart patterns..?

        Dear aapane bahut hi important topic discussion ke liye select kiya hai no doubt triangle pattern bahut hi important Baton Hote Hain Jab aap different shapes Mein line draw karte hain to ismein aapko different shapes ke triangle Milte Hain jo aapko market ki movement se related bahut hi important information provide kar rahe hote hain agar aap technical analysis course shooting karna chahte hain to aapko triangle pattern ko carefully study karna hoga dear jab market ki waves different patterns ko create kar rahi hoti hai to an main aapko different types Te triangle pattern found ho sakte hain inmein se kuch important Triangles ki details main aapke sath share karna chahta hun.

        1: Semmetrical Triangles :

        Symmetrical triangle Ek bahut hi important typeset triangle pattern ki jismein aapko gradually impulse wave aur corrective waves decrease hoti Najar a Rahi hoti hai aur ek point per yah aapas Mein connect Hoti Hai Jiski basis per aap symmetrical triangle ki Foundation ko observe kah sakte hain.

        2: Assending Triangles :

        Dear jab aap market ki movement ko observe karte hue different waves ko dekhte hain aur ismein aapko impulse wave apni same shape Mein Najar aati hai aur Unki formation Apne same point per ho rahi hoti hai lekin corrective waves gradually decrease ho rahi hoti hai aur Jis point per hi aapas Mein connect karte hain use point per aapko ascending triangle ki Foundation milati hai.

        3 : Descending Triangle :

        Dear jab aap ascending triangle ko observe Karte Hain To descending triangle aapko automatically samajh mein a Jata Hai Kyunki yah totally uski against hota hai ismein Hamesha corrective waves apni shape ko time rakhti hain aur impulse wave decline ho rahi hoti hai aur Jiske bad 1 point per Jab yah aapas mein milati hai to use point ko aap descending triangle ki shape Mein observe kar sakte hain.
         
        • #19 Collapse

          Re: What is Triangle chart patterns..?

          dear Forex market me movement hamesha aik calculated way me Hoti hy aur yahi trading ka style hota hay aur agar triangle chart pattern ki bat ki jaye to koch traders ko line chart se market ko analysis karny me asani hoti hay aur koch traders ko candle stick chart pattern me, chart pattern traders ki trading me bahot hi important hoty hey, chart pattern se hi traders market me trading karny key ley techniques ko use kar sakty hey, sab se popular aur common triangle chart pattern candle stick chart pattern hi hay jes ko 90% traders like karty hey aur jes ko use karna be market ko analysis Krna chye hr trader ka apna mind hota ha or hr koi apny anylsis or method sy Kam krta ha kuch log kuch method ko pasnd larty hn or kuch log ksi or ko so hm JB market k chart ko dekh rhy hoty hn tu hmain bout achy achy pattern milty hn us wqt hmain chaiy k agr hm log un pattern Sy fayda chaty hn tu un ki achi tra study Karin un pattern ko read Karin or agr koi trade banta ha tu lazmi lagain KU k ye pattern forex trading market ma bout zayda important role ada karty hn ku k is ma bout sy indicator bi aa jaty hn moving average ka bi bout effect hota ha agr in tmam cheezo ka hmary pas knowledge ho tu hm kbi forex ma mar ni kha skty or chart ko bout aasani Sy read KR skty hn or is sy sy acha profit hasil KR skty hn aur triangle aur en ka different signals aapko milty hain. Maslan aap agar double top pattern daikhty hain uptrend main to eska matlab next reversal signal hota hai yani us kay baad market down aati hai. Esi tarha jabb aap double bottom ka pattern daikty hain to phir us wakt aapko up jaany ka signal milta hai. agar aus mai koi trade lagaty hai to aus mai hum ko kafi zayda faida ho jata hai kun k agar hum ne acha pattren dekha hai aor aus mai hum ne achy time par entry laga li hai to aus mai ye faida hota hai k aus mai tp kafi zayda hota hai aor aus mai stop loss kafi kam hota hai jis ki waja se hum ko agar loss hota bhi hai to atna zayda ni hota aor aus mai kafi zayda faida ho jata hai waisy chart pattren mai se harmonice pattren asan hai aor aus k sath trade karna bhi kafi asan hai aor aun mai profit bhi kafi zayda hota hai.
          منسلک شدہ فائلیں
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #20 Collapse

            Re: What is Triangle chart patterns..?

            aap ne bohat acha topic zear-e--behas liya hai jab hum different shapes ki lines draw kerty hain tou is mein humen kafi shapes ki traiangles milti hain jo ki market ki moment ko show kerti hain aur ye market ki moment k bary mein bohat he achi information share ker rahi hoti hain agar aap technical analysis ko use ker k trade kerna chhaty hain you aap ko traiangle chart pattern ko achy tareeky se learn kerna ho ga jab market ki waves different types of patterns ko show ker rahi hoti hai hain tou in mein aap ko different types of traiangle milti hain jin mein se kuch eham types ye hain semmetrical traiangle, ascending triangle aur desceneding traingle market is type ki bohat sari triangles benati hai aur ye sab ki sab he bohat zeada important hain
            semmetrical triangle aik bohat he important type hai jin mein humen ahista ahista impulse wave aur corrective milti hui nazar aati hain aur in ko bohat he clearly see kiya ja sakta hai aur ye aik point par aa ker apas mein connect ho jati hain jis se hum semmetrical triangle ki shape ko observe ker sakty hain ascending traingle jab market ki moment ko dekhen tou us mein hamen impulse wave hamen same usi phase mein nazar aati hai is mein corrective waves ahista ahista decrease ho rahi hoti hai aur is mein humen jo type milti hai wo ascending type hoti hai jab humen ascending traiangle milti hai tou humen us k sath he descending triangle bhi khud ba khud he mil jati hai kuen k ye totally us k against hoti hai
            • #21 Collapse

              Re: What is Triangle chart patterns..?

              Forex trading market main aapko triangle pattern use karna hai to aapko technical analysis candlestick chart pattern mein dekhna hoga aur aapane metatrader 4 terminal mein indicators option multiple time frame option add trend LINE tools ke option mein jakar triangle option to select karna chahie aur usko Apne candlestick chart mein set karna chahie ab aapane triangle ko candlestick chart mein kis tarah apply karna hai aapane.
              Triangle bnany ka tareeka
              triangle ko candlestick chart pattern mein is tarah apply karte hain ke agar bulesh ftrend ho to aapane lower candle sy upper camdles jo latest candle ho us tk triangle ko lower line ko aet krnq hota hai ab apko triangle ko candles ky outer side py set krna chye tb apko maloom ho jata hai ky yeh kon si candle hai.
              Candles ko madad sy he triangle bnti hai.
              Yeh symmetrical triangle ho skti hai, ascending triangle ho skti hai ya descending triangle ho akti hai.
              Ab apko yeh bhi pta hona chye ky symmetric triangle bn jay to kya mtlb hota hai market ka behaviour next kya ho skta hai. Ascending and descending py keey trade leni hai
              1. Ascending Triangle
              2. Descending Triangle
              3. Symmetrical Triangle

              Trading members ab aapko in pictures mein clear nazar a jaega ke ascending triangle kaun si head descending triangle kaun si hai aur aur symmetrical triangle kaun si hai aapane in triangles ko use karte hue apni trading market ki prediction karni hai aur aapane friend ko bhi maloom karna hai ascending triangle bullish confirmation pattern deti hai jab ke descending triangle aapko bearish market movement ki prediction deti hai ab aapane khud se a apni trade ko manage karna hai aur aapane kaun si trade upar chunri leni hai ya aapko khud dekhna hoga.
              Trading member triangles aapane khud banana hoti hai hai aur yah tools aapko Forex trading market ke metatrader 4 terminal mein milte Hain.
              • #22 Collapse

                Re: What is Triangle chart patterns..?

                technical trading se related dear member yah bhi ek achcha option hai ki koi member apni trading mein analysis ke bare mein acchi tarah Se maloom karne ke liye patterns ka istemal karta hai patterns ka istemal aajkal bahut important hai aur agar members is ko apni trading mein acchi tarah Se continue kar lena chahte Hain to ine se related members ko apna experience improve karna hoga yah patterns different types ke hote hain aur yah different types Rahe members ko help kar rahe hote hain ki vah apni trading ko kis tarah Se successful kar sakte hain aur agar iske liye Ham baat karenge triangle pattern kya hai aur yah kis tarah Se members ko trading main har deta hai to dear members yah ek Ho thi important pattern hai iski help lekar members ko apni trading mein istemal karna beneficial sabit hota hai maximum members ko yah maloom nahin hai ki yah kis tarah ka pattern hai aur isko trading mein kis tarah Se istemal Kiya jata hai aur yahi vajah hai ki vah triangle pattern ko apne trading mein istemal nahin kar rahe hain is patton ki vajah se members ko candles ki bull aur bearish movement ke bare mein acchi tarah Se maloom ho jata hai koi bhi aisa patron ke Jo chart ko analyse karne mein aur read karne mein bahut help deta hai vah members ke liye important hota hai aur uski help lekar hi members apne trade score successful kar paate Hain members ko bahut acchi tarah Se market ko analyse bhi kar lena hota hai aur iske liye yah bhi important hai ki members ko pair uski movement ko bhi acchi tarah Se continuously watch karte rahana hoga
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Forex Trading me TRIANGLE Pattern pr mabni post hai

                  G bhai aap Nay Bilkul theek Information Ka toipc Chose Kiya hai Or Main aap Ko Vtana Chate hu Kay Market main Triangle Pattern Ko Trade Karna Sab Say Easy hai or iss Kay Liy aap Ko break Out Trader Hona Boat Zrori hai orr Aap Ko Breakout Trading ka Experience Hona Be Boat Zrori hai Dear mate Forex Trading Main Chart Pattern Boat say hain Lekin Kuch Pattern Boat he Important hain or Daily ke Market Main aap Ko Dykny ko Milty hain aisy Pattern Ke Practice Hona Or Aisy Pattern Ko Trade Kar Kay acha Experience Gain Karna He aap Ko aak Perfect trader Bana Sakta Hai orr aap Ko Future Trading Main in say acha profit Gain karny ka Moqa Mil sakta Hainiss Liy Main aap Ko Kuch Pattern kay bary main Information Dy Raha Hu I Hope Kay Iss say aap kay Knowledge Main izafa Ho ga...

                  Dear Mate Mareket Main three Types Kay Chart pattern Hoty hain or In pattern Ko Hum agy Differebnt Parts main Divide Karty hain main aap kay Sath Share Kar Dyta Hu..

                  1:Traditional Chart Pattern

                  2: Harmonic Chart Pattern

                  3:Candlesticks Chart pattern


                  Dear mate In Chart Pattern kasy Agy Kay Different Chart Patern Hoty Hain Jis Main Hum Traditional Chart Pattern Main Break Out or Continuation Market Main trading Karty hai Or Or Market Main Scalping Kay Liy be Use KAr sakty hain or is Kay Iea Hum Support and Resistance level per Be Trading Karty hain.Jab kay Harmonic Chart pattern Main Hum Geomatrical Market Kay Lihaz say trade Karty hain or Aisy Pattern Main Hum Ko Formulae Apply karny Waly Tools Use Karna hotay Hain or perfect Entry Find karna Hoti hai.Jab Kay In kay Ilawa ak Pattern Hay Candlesticks Chart Pattern Aisy Pattern Ko Humy Forex Kay Basics Knowledge Main Learn karna Hota hai Ku kay Ye Basic Knowledge main aty Hain or different Candle Ke Discussion in Pattern main Hoti hai..
                  Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex Trading me TRIANGLE Pattern pr mabni post hai

                    Dear friends aaj Ham baat karenge forex main triangle startigy kia hoti hea forex market me triangle stragety aik wahid stragety ha jo kay chopy market me use ki jati ha is se stragety ka success ratio 80% se b zada ha expert trader is ko baray confidence se trade kartay hain
                    jub market oper or nichay two trend line me chalti ha to un kay darmyan fasla asta asta kam hota rehta ha yeni market ki volatility kam hoti rehti ha to market aik triangle ki shape bana deti ha jub market os triangle ko break karti ha to waha par entry li jati ha aur yaha par market nay aik triangle bana kar os ko nichay se break kia ha to hum nay yaha par sell ki entry laini ha or hamaray sl or tp bilkul wazay hain yaha par market nay triangle banatay huey up ki taraf par break kia ha to yaha par buy ki entry lain gay yaha par hamara stop loss previous low kay nichay ho or hamara take profit almost double ho ga yaha par aur triangle strategy ki to ais mai ye hai k hum jis bhi pair mai triangle dekhty hai to aus par hum ko trades tab tak ni lagani chaye jab tak triangle break na ho jaye aor jab triangle break ho jaye to hum ko aus time aik choti lot se entry lagani chyae aor phir jab market dobara ais triangle ko test krny aati hai to hum ko aus time phir bari lot se trade lagani chaye hum aga ais triangle pr trade lagye to hum ko aus par stop loss bhi zaror lagana chaye. Ais se ye hai k humra account bhi safe rehta hai aor humra account wash bhi ni ho ga.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex Trading me TRIANGLE Pattern pr mabni post hai

                      Ji aapane bilkul sahi Kaha Forex triangle pattern per hai Hamen is pattern ko study karna chahie aur iske sath forex aik online market hai jis mein ham different currency pairs ko buy ya sell karty hain aur market apna trend change karti rehti hai agar buyers zayada ho jayn tu market up chali jati hai aur agar sellers zayada ho jayn tu market sell mein aa jati hai aur is market mein har trader ki apni apni trading strategy hoti hai kuch traders market k trend ko follow karvk trading karty hain jo long term trading kehty hain aur kuch traders short term trading karty hain aur kuch scalping karty hain jo 10 se 20 pip market ki movement se bari lot laga kar acha profit ly lety hain dear ap jo bhi trading strategy se kam karyn ap agar experience k sath kam karyn gy tu ap is market se profit earning kar lyn aur market ko agar ap technical analysis se dekhyn tu apko pata chaly ga k market aik trend mein movement kasiy karti hain aur different patterns bana kar trend mein jati hai aur support ya resistance par ja kar trend change hony k chance hoty hain aur aik bat apko aur bta don k jab koi news ati hai tu market technical analysis par kam ni karti phir technical analysis fail ho jaty hain aur fundamental analysis karny walon ko acha profit mil jata hai is liye news ko bhi lazmi follow kiya karyn aur ham Sab Ko Apne time per Apna Kam karna hoga aur apne time per online aapka Apna target level achieve karna hoga
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex Trading me TRIANGLE Pattern pr mabni post hai

                        Assalamu alaikum dear friendstechnical trading se related dear member yah bhi ek achcha option hai ki koi member apni trading mein analysis ke bare mein acchi tarah Se maloom karne ke liye patterns ka istemal karta hai patterns ka istemal aajkal bahut important hai aur agar members is ko apni trading mein acchi tarah Se continue kar lena chahte Hain to ine se related members ko apna experience improve karna hoga yah patterns different types ke hote hain aur yah different types Rahe members ko help kar rahe hote hain ki vah apni trading ko kis tarah Se successful kar sakte hain aur agar iske liye Ham baat karenge triangle pattern kya hai aur yah kis tarah Se members ko trading main har deta hai to dear members yah ek Ho thi important pattern hai iski help lekar members ko apni trading mein istemal karna beneficial sabit hota hai maximum members ko yah maloom nahin hai ki yah kis tarah ka pattern hai aur isko trading mein kis tarah Se istemal Kiya jata hai aur yahi vajah hai ki vah triangle pattern ko apne trading mein istemal nahin kar rahe hain is patton ki vajah se members ko candles ki bull aur bearish movement ke bare mein acchi tarah Se maloom ho jata hai koi bhi aisa patron ke Jo chart ko analyse karne mein aur read karne mein bahut help deta hai vah members ke liye important hota hai aur uski help lekar hi members apne trade score successful kar paate Hain members ko bahut acchi tarah Se market ko analyse bhi kar lena hota hai aur iske liye yah bhi important hai ki members ko pair uski movement ko bhi acchi tarah Se continuously watch karte rahana hoga. triangel chart ko samjhny ka lia ham k es ka lia bht he mindf ka us ekaran hota hi treading jo hi ya bht sa trarqu ka sath he ke jati hi es ka etan toold hain jo kh ahmre smajh sa bhe bhr hain jo kh es ko joi bhe acha sa jaan jata hi vho es trader ka king ban jata hi vho ayahn sa bsaik treaadingakrty hova maza ahr r rha hota hi ham ko yahan pa bht he acha s samehant ke zarort hi ham ko asa amin ham koi ebh khcuh ebh ahsla ho he jni sakta hi to soo ham na as amain ham ko es main kaam acha sa karan hi es ak kaakm ko samjhan ya jo tringle ca=hrata hi es ko smajhn y ka lia ham ko bht he zeada mehant ke bhe zarrt parti he ni he es amin ham ko bht eh acxha sa had work mke etni beh zarort ni parti hi jb bhe market kia hoti hi ya crash hoti hi to asa amin ya jo aik triangel hi ham ko shoe hot rh ahota hii es sa ham sb ko maloom ho jat h kh ab marekt jo kahan sa kahn tk full speeed ami jann i walai hi ham ager os waqt he trade ko open akr laity hain to os sa ham ko nuqsaan he ho skata hi to soo pleaz asa amin ahm ko jb tk es ka abrey main bilkul bhe acha sa smajh na lagy jay to es par ham ko asa wasa kaam karn hi he ni ho ag mtlb ya kh ahm es apr trade asa he open na karain k u ka os amin ham ko bht he zeada sa zeada chance jo hoty hian loss ka zaead hoty hian jb tak ham ko es ak bht he acha sa experince hi ham good entry ko open akr laity hain to os ka ham ko bht he acha sa faida beh mil skata hi
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex Trading me TRIANGLE Pattern pr mabni post hai

                          Dear aham mozu chuna hai guftugu ke liye triangle ki hikmat e amli chart per sab SE easy rehti hai or iski trending waves hamy graph per trend ki movement ko samjhy Mai Bohat madad Karti hai Yani ke ager ap trading graph per es ko use karey to hamy ye triangle ki shape Mai muktalif kisam ki waves ke barey Mai signals dein rahi Hoti hai es ma trading chart ki success rate 90% lazmi Hoti hai.


                          Ascending pattern of Forex triangle pattern:-

                          Es pattern ko ager ham apnay trading platform Mai set Kerty hai hai to ye market Mai uptrend ki traf jata hai Yani market be aik position per neechy SE triangle ki shape ma apni vertical or horizontal waves ke zariye uper ati hai or prices ki movement up Jana start Ker deti hai waves or triangle ki muktalif shapes ko banaty huay.


                          Descending pattern of forex triangle pattern:-

                          ​Same as descending pattern iski triangle shape bearish trentrend ki traf uper SE neechy waves ki suraat Mai ATI hai or same ascending pattern ki trah muktalif shapes ma ye triangle apni real position per move kerna start Kerti hai
                          "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex Trading me TRIANGLE Pattern pr mabni post hai

                            Assalamualaikum dear friends!
                            Forex me triangle pattern 1 asa pattern ha Jo existing trend k tasalsul k Bry me signal provide krta ha
                            Triangle chart pattern TB bnta ha jb two converging trend limes temporarily sideways direction me move krti Han .....three triangle chart pattern ko discuss krun gi me yahan
                            Symmetrical triangle
                            Symmetrical triangle pattern TB nzr ata ha jb two converging trendlines bn jati Han.. Symetrical triangle pattern neutral pattern ha
                            Ascending triangle pattern.... Symetrical pattern se milta jhulta ha siwaye isk k iskiii upeer trendlines flat hoti han or lower increase horahi hoti HanDescending triangle pattern ye indicate krta ha k seller zyada agressuve hoty Han buyer k mukably mein or price continue hoti jati ha
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex Trading me TRIANGLE Pattern pr mabni post hai

                              Asalam O Alaikum. G to aj hum bat kr rhy hein forex k triangle pattern k bary ma jo k hum asani say graph ki movement say dekh skty hein k kaya trend chal rha hai is ki movement different shaoes ko show krti hai.

                              Triangle pattern tab banta hi jub lines temporary sideaway direction ki traf move kr rhy hoti hai. Is k kuch different shapes hein
                              Symmetrical Triangle:
                              Symmetrical triangle pattern jub two coverage lines graoh par ban jati hai tb symmetrical pattern of triangle nazar ata hai.
                              Ascending triangle pattern
                              Jub is ki shape graph par banti hai to iski movement b symmetrical k sath match hoti hoi banti hai magr ik difference hota hai ye k symmetrical ma trrnd ki lines uper ko hoti hai magr is ki neechy ko hoti hai
                              Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	28
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12334123
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex Trading me TRIANGLE Pattern pr mabni post hai

                                Achi trading ke liye achi trading strategy hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading achi trading strategy ke sath karni chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham aik kamyab trader bhi ban sakte hain forex main achi strategy ke sath achi learning aur ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading hamen achi learning our ache confidence ke sath karni chahie jis ki madad se forex mein ham acha work our achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain forex mein hamen achi trading ke liye money management ke sath trading karni chahie aur forex main hamen chart pattern ko achi tarah se samajhna chahie aur forex mein achi trading ke liye hamen ache indicators ko use karna chahie aur forex mein achi trading ke liye candlesticks ka acha knowledge aur achi information hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain aur forex mein apne experience our knowledge ko increase karne ke liye daily base per hamen demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practise karne chahie aur forex trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein ham achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X