Dear senior and junior members Asalam Walekum main aaj aapke sath Ek bahut hi important pattern share karna chahta hun jismein Meri Puri koshish Hogi ki junior members Ko ismein Main maximum information share kar Sakun jinki basis per vah apni trading co Achcha banaa sakte hain aur is pattern ko samajhne ke bad aapki trading Mein definitely bahut jyada changing a sakti hain dear jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein aapko Pata hota hai ki bahut Sare different patterns istemal ho rahe hote hain aap use Waqt Tak kabhi bhi profitable trading nahin kar sakte jab tak aap in different market patterns ko acchi Tarah understand Karke apni trading per reply na kar sake Tu is Hawale se Aaj Maine Jo market pattern discussion ke liye select kiya hai uska naam hai per Piersing line pattern.
What is Piersing Line :
Yah Ek bahut hi important market pattern hota hai jo Hamesha bearish trend per banta hai aur aur jab aap is ko observe karna chahte hain to aapko yah Pata Hona chahie ki Hamesha yah pattern support level per Banega.
How to recognise it:
Agar aapko is patron Ko samajhna Hai To sabse pahle aapko is patron ki pahchan ka pata Hona chahie ke ab yah pattern market Mein Ban chuka hai to iski Kuchh science hote hain Jiski vajah se aap isko recognise kar sakte hain ki aap market Mein piercing line pattern ban raha hai. Jab market Mein Ek satrong downtrend ke bad Ek buy wali candle banti hai jo last bearish candle ka hisab sa usk 50% sa Badi aur us kay hundred percent Chhoti hoti hai to ismein aapko Idea laga lena chahie ki yah pattern ban raha hai.
Entry in Market :
Jab market Mein Ja candlestick Ban Jaati Hai To Uske bad next aapko Ek conformational candlestick milati Hai aapane Hamesha is conformational candlestick Se Hi entry leni Hoti Hai Jab tak aapko conformational candlestick Nahin milati aapane use time tak Intezar Karna hota hai aur Market Mein entry Nahin Karni hoti.
Take profit and Stop-loss :
Jab aap is situation Mein trade open kar lete hain to usmein aap take profit Hamesha resistance level per hi set karte hain aur agar aap stop class Lagana Chahte Hain To usmein aap ko last wali bike candle se thoda niche apni stop loss ki limit fix kar leni chahie.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим