dear for informations mairaa aap sab say yeh sawal hay k jub forex markeeet move karty karty overbought ho jaty hay to aisi situations main hamain kia faida milta hay aur jub hamain is main nuksaan hota hay entry ya exit say to usk liye hamain konsa step use kartay huway markeet ko sahi samjhtay huway kia deceioun laina chaye jis man agar ham usay sell kartay hain to tab bhi ham faida hasil kar sakain aur jub ham usay buy kartay hain to usk lose say hamain kaisay bachtay huway apni trading ko kamyaab banana chaye is k baray main wazahat kar dain taa k ham har kisam k lose say bhi bach sakain aur sath sath hamko is say kuch experience bhi mil jayae?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим