What is the leverage?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: What is leverage in trading?

    G bhai aap ka swal hay k leverage kia hay
    leverage aik aisa hatyar hay broker k liye bhi aur trader k liy bhi ab yahan say 2 kahaniyan start ho jati hain agar aap gahour say parhain gy to aap zaror ba zaror meri baat ko samjh lain gy agar ap ko baat samjh aa gai to aap ko leverage k banifit aur aur nuqsan 2 samjh aa jain gy aur aap is ko us k mutabiq istemal karain gy aur samjhain gy to hi ho ga na bhai mery levrage usy kehtay hain k koi shaks new karobar start karny ja raha hay aur wo jis jaga jata hay wo shkas is ka dost hay wo is say pochta hay k aap k pass kam say kam kitni raqam hay aur khan par kaam karo gy wo ilaqa bata dyta hay aur jo maal ka owner hay us ko pata hay k us area main is ko yeh maal kam par jay ga to wo us ko chot dyta hay k bhai aap 1 lac ki jaga 10 lac ka saman lay jao jab sale ho jay gi to aap apna profit utha kar baqi mujhy dy dyna
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: What is leverage in trading?

      Dear friends leverage ki madad se aap 10 $ k account par 10000$ ki trade kar sakty han yeh broker deta ha trader ko aur is ko high rakhny k nuqsan hoty han trader ko is se capital bi risk par hota ha tamam traders kliay best yehi hota ha k leverage ko kam se kam rakhen.Leverage ko mere khyal se kam use krna chaye kunke agr app ke pass kam investment he or app ziada ki trade laga rahe ho to loss hone ki sorat me app ko prob hogi per leverage se profit bhi hota he is liay dono tarah ki sorate haal ke liay trader ko tayar rehna chahye , asal men leverrage bi aik amount ha. ap ki jo lot size hota ha wo actually ap trade pe laga rahe hote hen lekin itni thori amount se ap koi cheeze kese khareeden gy is lia broker ap ko ap ki leverage k equal amount deta ha. Iss ko ham sahi tarah agar define karen to " The use of various financial instruments or borrowed capital, such as margin, to increase the potential return of an investment is known as leverage. in forex investors use leverage to profit from the fluctuations in exchange rates between two different countries. usually the amount of leverage provided is either 50:1, 100:1 or 200:1, depending on the broker and size of the position the investor is trading" .
      • #78 Collapse

        Re: What is leverage in trading?

        Forex mein leverage ki ahmiat asay hi hai jasy ke trading ma lot size ko choose Karna hai leverage aik aisi amount ko Kaha jata hai Jo Kay broker ki traf SE hamy Di gae wo rakam Hoti hai Jo Hamm by apni investment ma lagae Hoti hai woh bs hamray margin of trade ko Dekh Kar lagaya hai es liye yeh khna thek nahi hai ke uska risk hai uska koi be risk Nahi Hota hai loss ki soorat ma apko uski traf SE Jo amount trading ke liye Diya jata hai usko wo wapis mil jati Hain lekin jb apko profit Hoga to apko woh past wapis milengy Jo apny invest kiye hongy or Woh amount milygi Jo apny big lot size me shares khared Kar hasil ke hogi esi trah ap agar 1st time shares khareed Kar Brooker ke zariye trading Kar rahay Hain to apni leverage ki knowledge rakhy qk 1st profit ke bad broker ki pata chalta hai ke apk account main Achi leverage or amount hai Jo ke ap risky tradings par karsakte hai esi liye broker leverage ke hisaab SE apko trading ki amount offer karta hai Jo k us k Lia bilkul be risky Nahi Hota hai
        "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
        • #79 Collapse

          Re: What is leverage in trading?

          leverage ke bare mein maximum members ko yah maloom nahin hai ki yah kya hoti hai aur is ko kis tarah Se apne trading account mein bahut acchi tarah Se set Kiya jata hai aur agar yah acchi tarah Se set Na Ho to is tarah Se members ko trading karne mein bahut mushkil ho rahi hoti hai isliye jab bhi Koi member apna trading account banaa Raha hota hai to members ko leverage acchi tarah Se set up karna hoti hai leverage ko lot size ka Volume kahate Hain maximum members ke pass jab balance bahut low ho jata hai tu is tarah Se members ko trading karne mein koi bhi option nahin hota hai aur iski vajah yah hai ki un logon ki trading account ki leverage acchi tarah Se set nahin Hui hoti hai leverage ko acchi tarah Se set kar lene ke bad hi members ko trading se related bahut acche options mil jaate Hain aur yah options bahut useful hote hain aur unko agar acchi tarah Se istemal kiya jaaye members ko trading karne mein help me milati hai aur is tarah Se member score regular earning bhi a Rahi hoti hai members ko acchi earning hasil kar lene per hi bahut acchi tarah Se focus karna hoga jab members apne kam mein self-interest lekar usko kar rahe hote hain to is tarah Se members ko trading mein kabhi bhi Na kami nahin hoti aur is tarah Se members maximum apne kam mein successful ho rahe hote Hain 1:50 leverage ke liye ek bahut achcha option hai yah members ko select kar lena chahie aur iske bad hi members ko trading karne mein bahut acche results a Rahe honge
           
          • #80 Collapse

            Re: What is leverage in trading?

            AOA dear friends hamara aaj ka topic hi hai leverage ke bare mein dear friends leverage aap ke upar depend karta hai ki aap aap apni trading per kitni leverage ko choose karte Hain aur use per trading karte Hain Taki aap ki amount bhi safe Rahe jis sey aapko nuksan Na Ho aur agar dekha jaaye to leverage aik aisa option jis ke through humein kam paison ke against zayada paisay market main invest karnay ke liye mil jatay hain. jitni leverage zayada ho gi utna hi profit bhi zayada aur loss bhi zayada ho ga. margin aik aisi percentage hai jo ke humein apna trade continue karnay ke liye stable rakhni parti hai aur leverage or margin hum ko broker ke traf say muhaiyaa kiya jata hey or is say hum trade market main in karny k kabil hoty hen so in this way leverage hum ko trade main lot size kam ya zada karny main madad daita hey or margin say hum trade open kar skty hen aur dear leverage to aik ration hoti ha ap ki profit ki ka apo kitna cent ki trade kaar ka kitna cent paar profit laina chata ho margin aik percentage hoti ha jo ap ki equity paar para depend kaar rahi hoti ha ager equity kaam hoti jaye gi ap ka margin level bi kaam hota jaye ga aur leverage apke money hejo ap Forex trading me invest kerte he or margin ratio he jo ap set kerte he. Forex trading me margin jis hisab se ap set kre ge apko profit ya loss os nisbat se hoga aur leaverage wo hoti hay jo hum account open karte waqt use karte hen ke hum market me kitni der tak survive kar sake or marjin wo hota hay jo koi bhi trade open karne per hume market ko as security pay karna perta hay jo trade close hone pe hume wapis mil jata hay leverage ki madad say ap ko aik tarha say extra equity mil jati hay, leverage agar kam hogi to margin barh jaye ga, aur agar margin barh gaya to phir market k against janay par ap k margin call jaldi ajaye ga
             
            • #81 Collapse

              Re: What is leverage in trading?

              Dear friend leverage humein broker ki taraf se provide Kiya gaya ek account ka setup hota hai jiska mutabik Ham apni trading ko perform kar sakte hain basically leverage se Ham apne account balance ko madhy nazar rakhte hue apni trading se ek limits ka fayda utha sakte hain account ka leverage hamen broker ki taraf se provide Kiya jata hai jitna chahta aapka countly joker itna hi aap jyada running kar sakte hain aur apne account se fayda utha sakte hain kam se kam leverage 1:50 hai aur jyada se jyada 1:1000 leverage hota hajitna jyada aapka kaun kar liye hota hai itna hi aap jyada trading karte hue apne kam ko kamyab bana sakte hain hamesha hamen broker ki taraf se jyada margin Kali bridge achieve karna chahie Jo broker hamen high margin ka delivery provide karte hain unse Ham acchi trading kar sakte aur apne kaam ko kamyab bana sakte hain basically account Kali ek bridge hota hai jo hamen broker ki taraf se provide Kiya jata hai jis per Ham trading karti hui apne broker ke sath ek limits mein burning kar sakte hain aur apne account ko manage kar sakte hain positive rahe hain aur positively apne kam ko kamyab banane ke liye struggle karte Raha Karen aur jab bhi aap trading karte hain to aapko hamesha apne senior member se sikhane ke bad trading karni chahie account leverage ke bare mein aapka information lene ke bad apne account ko open karna chahie aur aise broker ko select karna chahie jo aapko high leverage ka account provide Kare jisse aap jyada se jyada earning kar saken
              • #82 Collapse

                Re: What is leverage in trading?

                Dear Forex trading Mein Ab Jab kam karte hain to aapko pass ismein account create karte waqt Ek option leverage Ka Aata Hai ismein Main aapko yah batata Chalein kya aap Jab Pakistan Forex form per kam kar rahe hote hain to aap ismein Jab install Forex ka Apna account kiske sath attach Karte Hain To ismein aapke pass yah fix hote hain ki aap ismein 1:50 account hi ismein select kar sakte hain aur aap ismein Vahi ratio wala account ismein create kar sakte hain Uske Jyada aap leverage select nahin kar sakte otherwise aap ismein Uske alava Koi Aur account Jab create karte hain jismein aapane Khud Se investment karna hoti hai ismein aap hi leverage account create kar sakte hain iska aap ko ya fayda hota hai ki aapas mein jyada vah bhi galat bhi use kar sakte hain dear yah aapko brokers ki taraf se offer Di jaati hai ki aap ismein kam investment Kaise Jyada ki purchasing kar sakte hain.

                dear agar aap ismein Koi Aur account ke liye Karte Hain To usmein aap apni Marji ki delivery ki selection kar sakte hain agar aap ismein kaun delivery wala Kaun banaenge to uska aap ko ya fayda Hoga Kya aap ka account safe Rahega aur agar aap ismein kam karte hain to aapko Jayega office mein bahut hi Soch Samajh Kar kam Karen Kyon kya kar aapke account ke liye Bridge Jyada Hogi to office mein lot size ki selection Bhi Jyada kar sakte hain jisse aapke account watch hone ke Jyada chance hote hain isliye aapko chahie Ka aapas Mein leverage ka Jyada se kam se kam istemal Karen aur ismein aap ko acchi Tarah istemal karen to aapko ismein Jyada fayda Hoga aapka account is safe rahata hai.
                • #83 Collapse

                  Re: What is the leverage?

                  AOA dear friends leaveage forex mai aik bahut zyada ahim factor hea aur aap ko is k bary main pata hona chahy .leavrege kia hai is ka samajhna bohot zarori hai or is ko malom karna bohot hi easy hai ap youtube pe ya insta forex ki site pe jayen apko bohot se lerning wali vedios mil jayen ge jahan se ap easy se seakh sakte hain or os ka istamal kar sakte hain aur Forex trading bohat acha busniss hy forex trading mai leverage kiya cheez hy or uska kiya faida hy is ke bare mai mja koch nai pata kun ke mai new hon is busniss mai aur levearge kay baray me me bi abi tak nai jan saak ho kay ye kya hai aur is ka kya function hai is market pe me dmeo account pe abi boaht hi kuch mehant kay sath learn kar raha ho aur lverage kay baray me bi jan raha ho aur Forex trading Ek Aisa business hai jo ke kabhi bhi khatm nahin Hota Aisi market hai ki jo 24 ghante Khuli rahti hai ismein aap Kisi bhi waqt Apna Kam start kar sakte hain forex market ka business dusre business se bahut hi jyada popular business hai yah Leverage ki example Ham Aise Denge Jaise Ek bahut bada stone Hota Hai agar use heavy stone ko 10 Bande bhi hilana Chahe To vah Nahin Hila Sakte Agar use heavy stone ko ek person Apne liver ki madad se hilana Chahe to vah use isliye Hila sakta hai ISI Tarah agar aap 60 dollar ki madad se $3000 Ki trade kar sakte hain to aap $600 se $30000 ki trade bhi kar sakte hain Magar Ek chij Hamesha Yad rakhen leverage Hamesha Do Dhari Talwar Ki Tarah hoti hai agar aap isme money management ko follow Nahin Karte to yah aapke account ko Vash Karva sakti hai Jiski vajah se aapki sari investment Jaaye bhi ho sakti hai
                  • #84 Collapse

                    Re: What is the leverage?

                    forex trading mein kis terhan faida uthana hai? mere khayaal mein beyana ki wazahat karne ka behtareen tareeqa yeh hai ke usay intehai aasaan tareeqay se toar diya jaye. aisa karne ke l- me, mein koshish karoon aur kisi terhan ki kahani sunataa hon, jahan dalaal aur sarmaya car ke mabain aik umomi faida uthany ka soda dekhaya jata hai. hum kehte hain ke jami Nami aik larka hai, jo har roz school jata hai. woh har din school mein aik saib lata hai, jisay woh bazaar mein for 1 mein kharidata hai. taham, woh usay nahi khata hai balkay usay –apne hum jamaat ko $ 2 mein farokht karta hai. yeh aik choti si raqam hai lekin yeh 100٪ munafe ka margin hai. kuch arsay baad, is ke waalid ne jami ke chhootey kaarobar ke baray mein pata chalaya aur usay paish kash ki. har subah woh inc kere ga mere paas 70 klov pond ki kuch bachat hai. agar aap meri jagah par hotay to aap kaisay sarmaya kaari karte? 1. awwal, mein wazeh wajohaat ki binaa par, usay mukammal tor par pound par mabni port folyo se daur karoon ga. 2. mein usay bank mein nahi rakhon ga, kyunkay mujhe afraat zar ki wajah se paisa zaya hoga. mein kam laagat par tawajah dun ga, bain al aqwami, port folyo number 3 ke lehaaz se, agar mein waqai mein Bartania mein rehta to, mein ٪ 35 feesad hota levarge bajaye boring market ko na qabil yaqeen had tak dilchasp bana deta hai. lekin jab aap ka paisa line par hota hai to, dilchasp hamesha acha nahi rehta hai, aur yahi faida f x par laya jata hai. baghair kisi faida ke, tajir aik saal mein –apne account mein 10٪ iqdaam dekh kar heran reh jayen ge. taham, beyana istemaal karne wala tajir aasani se aik din mein 10٪ iqdaam dekh sakta hai. lekin aam tor par beyana faida bohat ziyada hota hai, aur aap ke liye yeh janna zaroori hai ke jab tijarat karte ho to aap ko bohat se utaar charhao ka saamna hota hai jab aap ke tijarat mein bunyadi asasay mein muntaqil honay se ziyada faida hota hai. jabkay barray munafe peda karne ka imkaan beyana - aik aisa aala jis ki madad se aik barri raqam jama hosakti hai, jo raqam ka sirf aik hissa hoti hai. misaal ke tor par, 1 : 100 beyana ke sath, aap khud 10000 Amrici dollar ke hajam ki tijarat kar saktay hain, jis mein sirf 1 000 Amrici dollar hain. breaking neechay' beyana' woh sarmaya car jo barah e raast beyana istemaal karne mein aasani mehsoos nahi karte hain un ke paas bil wasita tareeqay se beyana tak rasai ke mukhtalif tareeqay hain woh un companiyon mein sarmaya kaari kar sakti hain jo –apne kaarobar mein izafay ke l- operations –apne kaarobar ke mamool ke mutabiq beyana istemaal karte hain. beyana aur margin ke darmiyan farq agarchay baahum jurey hue hain - chunkay dono mein qarzay lena shaamil hai - beyana aur Hashia aik jaisay nahi hain. beyana qarz lainay se morad hai, jabkay margin qarz hai ya qarz liya sun-hwa paisa hai jo aik firm dosray maliyati alaat mein sarmaya kaari ke liye istemaal karta hai. margin account aap ko kisi khaas brokr se skyortiz, aapshnz ya future muahidon ki kharidari ke l- a aik mustahkam sood ke liye paisay udhaar lainay ki ijazat deta hai taakay kaafi had tak ziyada munafe mil sakay .
                    • #85 Collapse

                      Re: What is the leverage?

                      Live results from using borrowed capital as a funding source when investing to expand the form acid bases and generator turn on its risk capital. Livery design was measured using foreign money specifically the use of various financial to comment on borrowed capital to increase the potential returns of investment abilities can also refer to the amount of that a Farm used to finance acids. Live it is the use of that board capital in order to undertake investment project result is to multiply the potential returns from a project at the same time. It will also multiply the potential downside risk in case the investment does not turn out when one refers to a company property investment as highly leveraged. It means that item has more than equity the concept of the bridge is used by both investor and companies invested use leads to significant increase returns that can provide an investment day leave their investment by using various system and including option future and margin accounts companies can use to finance there is another instance of issuing stock to raise capital. Companies can use that for unsecured blast in business of fashion in an attempt to increase shareholder value investors who are not comfortable using device directly have a variety of ways to Express live is indirectly they can invest in complete that use leverage in the normal course of their business to finance and operations without increasing their outlay.
                      • #86 Collapse

                        Re: What is the leverage?

                        Asalam O Alikum
                        Trading boht achi cheez hai magr is k kuch cheezien jo k trade lagtybwaqt boht faida dety hein un ma say ik leverage ba hai ye trade krty waqt ka ik trha ka udhar hota hai jo broker trader ko deta hai trade lagny k liye jis say insan loss say kafi had tak bach jata hai.
                        For example agr ik person $100 ko use krty huway $500 ka b trade laga sakta hai sirf leverage ki waja saya is say jitni zyda bari amount ho gi hum utna bari lot size ko use kr skty hein isi k sath humoen profit k sath loss b ho sakta hai leverage ko use krty huway is liye kabhi b is bat ko bhoolna nahi chahiye
                        • #87 Collapse

                          Jaiza : Leavrage kia hai !

                          Friends Forex Mein learning ke liye bahut Kuchh Hai Bus aapko time Dena padta hai Jab aap acche tarike se time Denge time manage Karenge Ek acchi planning ke sath kaam Karenge to aap Tamam chizon ko acchi Tarah samajh Sakenge Aaj Ham leverage ke bare mein baat kar rahe hain Forex bussiness ko chalane k liye or 1 normal man tak risayi dene k liye leverage ko introduce karwaya gaya hai ager leverage na ho to forex trading her kisi k liye available nhi hogi. Leverage trader ko hasil wo credit hai jo broker trading k liye farhaam karta hai. Leverage normally 50 guna, 100 guna, 200 guna ya 400 guna di jati hai. Maslan ager broker 400 guna leverage farhaam kare yani 400:1 to is matlab ye hai k trader ager $100 se account open karta hai to usay 100*400-40,000$ ki khareed-o-farokht ki saholat muyassar hogi. Umeed ha ap post ko samajh saken ge.
                           
                          • #88 Collapse

                            Re: Jaiza : Leavrage kia hai !

                            maximum logon ko leverage ke bare mein maloom nahin hota aur yah vajah hai ki members ko jab trading se related kuchh maloom nahin hoga to members ko trading mein bahut problem ho jayegi isliye important baat yah hai ki trading se related har tarah ki information bahut acchi tarah Se honi chahie jaisa ke yah bhi maloom hona chahie ki leverage kisko kahate Hain leverage ko lot size ka Volume bhi kahate Hain aur members ko iske bare mein acchi tarah Se information tab hasil Ho jati hai ki jab vah real account per apni trading ko acchi tarah Se continue kar rahe hote Hain members for trading se related apni practice per bhi bahut acchi tarah Se focus karna chahie aur jab membership ne trading se related practice per focus karte Hain to members ko trading mein har tarah ki information acchi tarah Se provide Ho jaati hai aur aise members apni trading mein maximum successful ho rahe hote Hain jinke pass maximum acchi information hoti hai members ke liye important baat yah hai ki unko har tarah Se apni trading ko bahut acchi importance Dena chahie aur members ke liye yah baat bhi important hai ki members ko apni trading ne maximum risk lekar isko continue nahin karna chahie members ko apni trading hai maximum interest lekar isko continue karna hota hai aur members ko apni trading mein maximum risk nahin Lena hota aur jo log apni trading mein maximum risk le rahe hote hain yah vajah hai ki members ko maximum nuksan bhi ho raha hota hai
                               
                            • #89 Collapse

                              Re: Jaiza : Leavrage kia hai !

                              hamy forex mein kaam karty waqt leverage ko kabi bhi ignore nahi karna chahiye hamy is mai new account mai km sy km 1:50 levearege lagane h ge then hum earn kar saky gy forex aik amm business jasa nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai posting kar sakty hain hum market mai trading kar sakty hain hamy ahteyat sy kam karna ho ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain forex mai hamy mahnet kaarne ho ge hum is mai agar mahnet karty hain to hamjy kamaybe hasial ho jy ge forex mai usa or china jasy bary bary muamlik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuak hain forex mai hamy soch samj kar kam karrna ho ga hum issy apna life time career be bana sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain .
                              leverage ky bagair Ham market Mein Kabhi Bhi aek acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakeinge aur na hi se acchi earning Hasil kar Payenge isliye leverage ky bare main acchi Tarah Se learning Karein aur uski learning krein. zyada Se zyada focus Karein q ki leverage market Mein Hadh Se Jyada important hoty hain inke bagair market Mein Kabhi Bhi acchi trade Nahin Lagai Ja sakti.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: Jaiza : Leavrage kia hai !

                                Leverage se related aapane bahut hi important topic discussion ke liye select Kiya Hai loadout Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain aur ismein aap different brokers ki selection kar rahe hote hain to ismein leverage bahut hi important role play kar rahi hoti hai aur aap leverage ki basis Vahi different brokers ki selection kar rahe hote hain Kyunki leverage Ek Aisa important to hai jo aapke profit ko maximize karne mein aapke liye bahut jyada helpful ho sakta hai isliye aapko koshish Karni chahie Ke Jab aap different brokers ke sath Apna account open kar rahe hote hain to ismein aapko leverage se related proper updates leni chahie aur is se related apni learning to complete Karke Uske bad Hi Ek acchi decision-making Karni chahie Jo aapke liye Jyada profitable ho sake.

                                Leverage :

                                Dear jab aap leverage ki study karte hain aur iski proper education Hasil karte hain to ismein aapko Idea Milta Hai Ki leverage aapka account balance Jo Hota Hai Uske against aapko Ek limit provide ki ja rahi Hoti Hai Jiski basis per aap apni account per trading kar sakte hain Jab aapka account balance kam ho aur uske against of Jyada trading kar sakte hain to iska matlab kya hota hai ki aapke account ki leverage jyada hai jo aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai Kyunki Aisi situation main aap minimum account balance ke sath Hui acchi trading kar sakte hain aur usmein profit Hasil kar sakte hain.

                                Dear jab aap Jyada leverage wale account per trading kar rahe hote hain to is per aapko bahut carefully trading Karni chahie Kyunki Jab aapki account ki leverage Jyada Hoti Hai To ismein sometime aapke liye Kuchh difficulties bhi ho sakti hain aur aap ko nuksan bhi ho sakta hai Kyunki Jab aap Jyada leverage wale account for trading kar rahe hote hain to ismein aap maximum time Apne lot size ki Sar action Jyada kar dete Hain Jiski Vishesh per Agar aapko market favour nahin karti to Aap Ko nuksan Hone ki bahut jyada chances ho sakte hain isliye Jyada leverage wale account per carefully aur attentively trading karna aapke liye bahut hi important Hota Hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X