Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

    There are three kinds of chart for trading hamen trading ke char ko jarur samajhna chahie jata kam trading ke chat ko board analysis nahin kar lete hain to trading hamari profitable nahin ho sakti hai kyunki jab tak market ka chart analyse naam Kiya Gaya hota Tak market movement to Ham analyse nahin kar sakte hain market to analyse karne ke liye different people different char ko use karte hain hamen chahie ke hamen inke related knowledge hona chahie tabhi Ham successful working kar sakte hain aur agar Ham inke related doli nahin rakhte Hain to Ham successful working kabhi nahin kar sakte hain..
    line chart
    Some expert people line chart ko use karte hain lekin bahut hi kam message trader hai jo is method to use karte hain kyunki yah method bahut hi difficult hai aur is ko samajhna bahut hi mushkil hai aur ismein koi detail bhi nahin hoti hai is chahat mein ek simple si line hoti hai jo ki move karti rahti hai aur is ko dekhkar Ham trading karte hain isliye yah method bahut hi mushkil hai aur isko bahut kam log use karte hain..
    bar chart
    Some beautiful bar chart ko use karte hain aur inki Dada bhi bahut hi kam hoti hai kyunki is chahat mein main Bahar ko dekhkar Ham market ko analyse karte Hain aur is method ki true trading bhi thodi si mushkil hoti hai lekin is method ko bhi kafi log use karte hain aur is method se market ke analyses Ho jaate Hain aur market mein trading ji Ho jaati hai lekin sabse jyada trading candlestick 4 mein hoti hai aur is analysed karna easy hai.
    candlestick chart
    Candlestick chart hamare liye bahut important hota hai aur agar Ham isko theek tarike se use karte hain to Ham market mein good profit Le sakte hain kyunki Jay 4 hamare liye bahut important hai aur ji hamare liye bahut hi simple hota hai isliye bahut se pupil School use karte hain aur Pakistan mein maximum people is method ki through working karte hain aur main khud bhi is method ki true working karta hun aur market mein meri working kafi good hai aur market mein mujhe kafi good profit bhi mil jata hai isliye main samajhta Hun to yah main trading ke liye bahut hi beneficial hai aur hamen easy method to use karna chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

      Trading ke bare mein aapane bahut hi achcha sawal kiya hai aur mujhe ummid hai ki bahut se senior logon se aapko bahut achcha jawab mil jaega trading ke chat ke bare mein Janna bahut jaruri hai kyunki jab tak Ham market ko acche tarike se a samajh nahin paate hain to market mein kam karna bhi mushkil ho jata hai market ko hamen samajhna chahie tab kamyabi hogi aur is market ko samajhne ke liye sabse a baitha baat yah hai ki hamen market ke liye mehnat karni chahie aur market ke char ko samajhna chahie.
      jahan tak mera knowledge hai to market ki 3 kisan ke char hote hain jinmen se sabse jyada candlestick chart istemal hota hai Pakistan mein bahut se log ISI ko istemal karte hain aur ISI ke sath hi trading karte hain aur jahan tak mera tajurba hai to main bhi ISI ko istemal karta hun aur bahut se log ise kafi fayda utha rahe hain agar Ham candlestick chart koshish jaate Hain to trading hamare liye aasan hai aur kamyabi hamen jarur milegi.
      💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
      • #18 Collapse

        Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
        Assalamualeikum



        Mauzo Ka Naam : " Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain "


        Mauzo Ki Deegar Malomaat :


        Aj Mai Jis Sawaal Ka Ap Say Pouchany Ja Raha Houn Wo Ye Hai Keh Trading Kartay Waqt Kon Kon Say Charts Hamaray Kaam Mai Atay Hain Or Hu Un Chats Ko Kesy Pehchan Karein Gay Or Iski Kitni Types Hoti Hain..Or Hum In Say Kesy Faida Utha Saktay Hain.Or Hum Is Mai Analysis Ko Bhi Istamaal Kar Saktay Hain Ye Sab Sawaal Kay Jawab Ap Is Thread Mai Replay Kar Kay Yani Post Kar Kay Bata Saktay Hain.
        Walaikum salam ji aapane bahut hi important question kiya hai agar Ham Forex trading ke andar success Hona Chahte Hain To Hamen chart pattern ke about Pata Hona chahie aur Chart ki types ke about bhe information honi chahie k chart kitne types ke hote hain aur kin chart se Ham fayda Utha sakte hain
        Basically chart ki three types Hain
        Candlestick chart
        Bar chart
        Line chart
        1.Candlestick chart
        Candlestick chart bahut hi important chart Hai Aur isko bahut Zyada expert aur professional trader istemal karte hain aur sabse Jyada Jo chart istemal Kiya Jata Hai analysis ke liye woh candlestick chart hi istamal Kiya Jata Hai uski vajah yah hai ki ismein market ko analysis karna bahut hi Aasan hota hai candlestick chart men different types ki important candles hoti hain Jaisa ke doji aur hammer candlestick Shamil Hai Jin ki madad se Ham market ki future ki movement ka aasani Se andaza Laga sakte hain aur ais market Mein Ek acchi trade Laga sakte hain candlestick chart ke andar Ham chart pattern ko follow karte hue bhi bahut hi acchi traed Laga sakte hain
        2.Bar chart
        Bar Chart ko candlestick chart ke mukabale mein bahut hi kam istemal Kiya jata hai candlestick charts ke bad jis chart ko Ham use karte hain vah candlestick chart hota hai jo Hamen Kuchh acche results provide karta hai aur is mein bhi Ham asane se market ki movement ko samajh sakte hain
        3.Line chart
        Jab Ham MT4 ki application ko open Karte Hain tu chart ke andar Hamen Ek line Nazar aati hai agar market opar ki taraf Move kar rahi ho to line Upar ki taraf jaati hai aur Agar market Down trend mein move kar rahi ho to market niche ki taraf Aati Hai yah Ek Aise line Hoti Hai jaise ki moving average ke andar istemal ki Jaati Hai isase Hamen Kuchh acche results Nahin Milte Hain aur iska istemal bahut hi kam trader Karte Hain .
        • #19 Collapse

          Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

          Dear forex me charts at related traders apni learning me chart aur candlestick chart pattern ki learning ko importance den gey to hi us key ley market analysis karna asaan amaal ho sakta hay otherwise agar chart aur candlestick ki traders ko information aur introduction nahi ho gi to esy traders market ko na samjty howy bahot si trading me mistakes kar sakty hey, traders ko chaye key wo learning me chart aur candlestick ki learning ko apna aim samjye, chart ki reading ko agar asaan karna hay to ye bahot hi zarori topic hey jes ki learning zarori hay knowledge ko best bana kar charts ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik asa busness hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai hum agar kamyabe hasial karna chatey hain to hamy acha knowledge gain kar ky market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik legal business hain sari candlestick ko smjhna chye iski major typee ko aor in ky dermeyan combination ko bhi smjhna chye ta ky ap isko bnny ky bad is sy prediction ly sken
          • #20 Collapse

            Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

            Bhai chart do tarah ke hote hain ek bar chart aur dusra line chart pahle main baat karta hun bar chart ki bar chart hua hai vah jo Ham sab use karte hain is chahat mein hamen bahut acchi candles milati haiaur isko Ham candle chart bhi kahate Hain iske upar ham log bahut sari indicator we use kar sakte hain candle ka apna ek Le Jana Le jaaye kaun si candle kis prakar banti hai bahut bade chahat hai bahut basti chahat hai bahut jyada informatics chahat hai main to yahi use karta hun main bar chart dekha hua hai lekin aaj Tak main bar chart Koi juice nahin kiya nahin kabhi use karne ki koshish ki hai kyunki yah kaisa business hai jo bahut jyada difficult hai ismein upar experiment nahin chalte isliye main bar chart ko hi use karta hun jisne mujhe time friend ka pata chalta hai aur use time frame mein kya moment Ho Rahi hai kaun si candle ban rahi hai vah sab mujhe najar a Raha hota hai jiski vajah se main bahut hi acchi trade ko open kar sakta hun jab hamari trade acchi open hogi to hamen Lakshmi se ek bahut achcha profit hasil hoga isliye hamen soch samajh Kar kam karna chahie is per mehnat karni chahie jab ham log soch samajh Kar kam karte Hain is per mehnat karte Hain to Ham ek acchi trade ko open kar sakte hain candle ke bare mein information Lena ya Na Lage har karna bahut jaruri hai varchar hi best hai aaj tak Maine kisi ko bhi line chat ke upar kam karte nahin dekha yah facility hai lekin main bar chart bhi upar dekha hai 1% bhi aisa nahin Gujarat jasne line chart ko use kiya ho karte honge lekin main apni baat kar raha hun ki line chat ko main use nahin kiya na karti hui kisi ko dekha hai isliye bar chart ko use Karenaur iske bare mein daal Jahan sab karenge hi aapke liye behtar hai yah bahut acchi information aapko deta hai shukriya
            • #21 Collapse

              Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

              dear friends trading aik worldwide online secured business hai our ye profitable business hai lekin is main ham profit tab hi hasil karen ge jab ham is business mo samjh jay our ache se seekh jaye dear friends is business ko ham international trading market main karte hai jo hafte main 5 din open rehti hai ye market hamen ek chart ki sorat main show hoti hai trading market ko smjhne k mandrja zail chart hai

              BAR CHART
              CANDLESTICK CHART
              LINE CHART

              Dear friends ham koi bhi chart le len ye just market ko analyse karne our smajne ka zariya hota hai market same time same position main har chart par move kar rahi hoti hai lekin sab se zayda asaan our sab se zayda use kiya jane wala chart candlestick chart hota hai

              Bar chart :
              dear friends bar chart aik adad o shumar ka eik esa graph hota hai jis main ham ada do shumar ki mukhtalif valus ko zahir karte hai our muazna karte hai
              Forex trading main bar charts traders ko har muddat ki keemat ko dekhne main madad dete hai amodi bar ka sab se nichla hisa is ki us wakt ki sab se kam keemat ko zahar karta hai jab k is ka upar wala hisa market ki us wakt ki high price ko zahar karta hai our ye bar currency pair ki had tijarat ko zahar karti hai

              Click image for larger version

Name:	bar.png
Views:	1
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12330366


              Candlestick charts :


              dear friends market ko smjne k liye ham sab se zayada candlestick chart ka use karte hai our ye sab se asaan tarika hai market ko smjhne ka is main aik bar chart ki trha ek candle bhi high low close and open price zahar karti hai aik daliy candle us din ki market ki har trah ki movement ko zaghar karti hai k market kab opne hui our kis wakt kis price par close ho gai is ka bara hua jism jisy candle body kehty hai market ki us din ki move ko zahar karta hai


              Click image for larger version

Name:	candles.png
Views:	3
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12330367

              Line Chart :
              dear friends market ko ham line chart k zariye bhi dekh sakte hai hai our samj sakte hai ye chart dekhne main sab se mushkil lekin seekhne main sab se asaan hai
              ye aik curve ki numandgi karta hai jo k mukarara mudat k liye band price ko zahar karta hai line chart madian price open price high and low bhi ho sakte hai line chart wo pehli chiz hai jis ko trading market main sab se pehle seekha k jata hai


              Click image for larger version

Name:	line.jpg
Views:	1
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12330368
              Ayisha Cutey's Trading Journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
              • #22 Collapse

                Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

                Line Chart:
                Line chart mein Hamen market ke analysis karne ke liye line on ko jaj karna hota hai yah Ek bahut hi simple straight Li Hai jisse aap market ko analyse Karte Hain Is per kam karne ke liye aapko bahut jyada deeply Nahin Jana Padta Bal ke simple tarike se aap line ko aap per yah down markets ke mutabik judgement ke sath dekhte hain aur uske bad apni trading co perform Karte Hain yah Ek bahut hi profitable aur sample ll chart pattern hai jisse aap market ko acche tarike se analyse kar sakte hain
                Name: grouped-bar-example-1.png Views: 37 Size: 14.2 KB
                Bar Pattern
                Yah pattern Hamen main group ki Shakal Mein market ki up or down ke bare mein info Deta Hai yah Bhi Ek simple Sa train Hai Jis per aap easily market ke train ko follow kar sakte hain aur Market ki condition ko dekh sakte hain but yah thoda difficult Hota Hai Isko samajhne ke liye aapko indicators ko follow karna padta hai Iske alava aapko technical analysis ko aur fundamental analysis ko dekhne ke bad he is Chahat ko aap easily read kar sakte hain aur is per Apne analysis de sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

                  Forex trading mein achi trading ke liye forex ke chat ko achi tarah se samajhna hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex main chart ka acha knowledge aur achi information hamare achi trading ke liye bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamen chart ko samajhna chahie aur forex mein hamen chart mein candlesticks ko bhi samajhna chahiye forex trading mein candlesticks ka acha knowledge aur achi information hamare achi trading ke liye bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen koshish karni chahie k forex mein hum ache indicators ko achi trading ke liye use karen kyunki forex chart mein kuch indicators ki madad se ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain aur ham ek ache trader abhi ban sakte hain aur forex mein achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading ache confidence ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading se pahle market ko achi tarah se analyse karna chahie aur is tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex main hamen trading sabar ke sath karni chahie aur forex main trading fresh our active mind ke sath karni chahie forex main achi kamyabi hasil karne ke liye fresh our active mind ka hona bahut hi zaruri hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

                    Dear mate Market main trade karny kay Liy market ke Different Types Hoti hain lekin aap ko Zada tar market main Candlesticks Chart ka use kia Jata Hai ku kay iss Chart main aap Market ke price ko Achy say Understand kar sakty hain iss liy aap ko market main Candles Ko learn karny per Focus karna Chaye or Market main Candles Kay Effect Ko lazmi Check karna Chaye tab he aap ko Different Chart kay bary main pata Chal sakta hai is kay liy ap ko Practice karna Hoti hai Dear mate market main Chart three types kay hoty hain jin main.

                    First type kay Chart main aap ko Simple Line Dykny ko Milty hain jaisy kay Normal Chart hota hai or Is line Main aap ko Koi Price Action apply nahi kar sakty hain iss liy aap ko iss type Kay Chart ko Trading kay Liy use nhai karna Chaye Or Second Type ka Chart hota hai bar Wala Chart jiss miain humy Bars nazar ati hain Aisy Cahrt main be trading karna Mushkil Hota hai lekin jo log iss Chart main Practice karty hain toh iss Chart ko Easily Understand kar sakty hain.

                    Third Type Kay Chart main aap ko Candlestick Cahrt dykny ko Milta hai Jis main ap ko Candles Ko Dyk kar trading karna Hoti hai or Aisy Cahrt main aap market main proce Kay Flow ko be Achys ay Dyk sakty hain or Iss ke Fluctuation ko Be Achy say understand kar sakty hain.iss liy iss Chart ko Zda Trader Use karty hain ku kay iss Chart say aap ko market Ke Current or Future Movement ka Andaza Ho jata Hai or aap Successfully Trade kar sakty hain.
                    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                    • #25 Collapse

                      Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

                      hamare pas analysis karne ke liye bahut se different types ke charts hote hain jin main aik to line chart hota hae aik hota hae bar chart or aik hota hae candlestick chart to in ke madad se hum ache tarah se in main ho jate he hain kamayb hum jitna zayada ache tarah se is main kam karte hain hum ko is main utna he kamyab ho he jate he hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main success ke liye kam kiya karen tab he to hum is main kuch na kuch gain kar he jate hain lakin hamtake hum is main kuch gain kar jaya karen to is tarah se hamne bhe cahiye ke hum kam ko better kiya karen jitna ache tarah se hum is main kam ko kar lete hain to hum is main success hasil kara he jaya karte hain lakin hamen is main kam ko bhe better karna he hota hae tab he to ja kara hum is main success hasil kar he jate hain bas kam hota hae sara mehnat wala is main jo log mehnat jitne zayada kar he jate hain wohe to is main success hasil kar he lete hain to bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahaiye is ke liye hamen cahiye ke hum kam ko better kiya karen hum jitna zayada is main ache tarah se is main apne kam ko kar jate he hain to hum is main se success hasil kar he lete hain bas mehnat karen ache tarah se kam ko kam samajh kar is main apna time spend kiya karen ap jitna ache tarah se is main kam ko kar he lete hain to ap is main success hasil kar jate hainen bhe cahiye ke hum is main kabhe bhe himmat na haren is ke liye hamen ache tarah se acha kam karna ho ga
                      • #26 Collapse

                        Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

                        G dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy. Trading charts ki common 3 types hain. These are:
                        Candlestick charts, bar charts, line charts. Sab ki different advantages aur disadvantage hain.
                        Candlestick chart industry most popular chart hai. Yeh simple aur easy to use hai. Yeh bht Important hota hai hum quickly analyze kr skten abi.
                        Bar chart candlestick pattern jesa hota hai lekin instead of filling in the body between the open and close price, it maintains the thin line. Bar chart open, high, low air close ko demonstrate krta hai.
                        Line chart most basic chart ki type hai kyun ke yeh sirf asset ki close price ko asset krti hai. Whereas the bar and candlestick, yeh chart bi open price, low, price and high price of the trsding session ko show krti hai. Line chart bohat useful hota hai.
                        Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

                          Assalamu alaikum dear friend Forex trading mein achi trading ke liye forex ke chat ko achi tarah se samajhna hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex main chart ka acha knowledge aur achi information hamare achi trading ke liye bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamen chart ko samajhna chahie aur forex mein hamen chart mein candlesticks ko bhi samajhna chahiye forex trading mein candlesticks ka acha knowledge aur achi information hamare achi trading ke liye bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen koshish karni chahie k forex mein hum ache indicators ko achi trading ke liye use karen kyunki forex chart mein kuch indicators ki madad se ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain aur ham ek ache trader abhi ban sakte hain aur forex mein achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading ache confidence ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading se pahle market ko achi tarah se analyse karna chahie aur is tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex main hamen trading sabar ke sath karni chahie aur forex main trading fresh our active mind ke sath karni chahie forex main achi kamyabi hasil karne ke liye fresh our active mind ka hona bahut hi zaruri hai.
                          • #28 Collapse

                            Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

                            Click image for larger version

Name:	images~3.png
Views:	2
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12334062Click image for larger version

Name:	images-1~2.png
Views:	2
Size:	31.4 کلوبائٹ
ID:	12334063Click image for larger version

Name:	images-2~2.png
Views:	2
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12334064wa allikum asslam forex mein kam krnay walay har member ko trading chart use krna parta hay trading chart ki types aik aisa tool hain jisko samjhy baghair trading nai ki ja sakti aur isi trading chart pe he market ko analyse kr k trade lagai jaati hai.mukhtalif members apni sahoolat k leye mukjtalif trading charts ka istamaal krtay hain forex trading mein basically trading charts 3 types k hotay hain mn unki tafseel aap se share krna chahta hon.
                            Line chart:
                            line chart financial market mein istamaal honay wala sb se simple chart hai jis mein sirf aik line he up and down move krti rehti hay aur line chart mein open and close,high aur low price bhi show nahi hotay is leye isko samjhna kafi mushkil hota hay.

                            bar chart:
                            bar chart aisa chart hay jo hum ko market ki opening and close price ko show krta hai aur isko samjhna bhi aasan hay bar aik vertical line pe mushtammil hota hay jo market ki high and low price batata hay.bar chart ko bhi bohat he km log istamaal krtay hain.

                            candlestick chart:
                            candle stick chart aik aisa chart hay jo trading field mein sb se ziada popular hai aur iako samjhna bhi aasan hai koi bhi senior trader ho ya junior trader ho woh candlestick chart ko aasani se samjh sakta hay.is mein candle hoti hay aur candle ki wick market k high aur low ko show krti hay jb keh candle ki body market open and close price ko show krti hai.

                            most important chart pattern:
                            ascending triangle
                            descending triangle
                            symmetrical triangle
                            penannt
                            flag
                            wedge
                            double top
                            double bottom
                            rounding bottom
                            cup and handle
                            head and shoulder...
                            • #29 Collapse

                              Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

                              forex trading me market ko analysis karny karny mukhtalif qisam ke charts aur indicators maojud hain . ham in charts ki madad se market ka analysis thek tarah se kar sakty hain . agar ham market ka analysis kye begair apni trade open karty hain to yeh bht ziada riski kam hy . is me hamari sari investment ko loss ho sakta hy . isi lye trade lagany se market ka analysis bht zarori hy takeh ham loss se bach saken . bht sari qisam ke charts aur indicators hain jinko samajna bht mushkil hy laken agar ham mehnat se kam karen aur tawajeh se analysis karna sekhen to hamary lye charts ke zariye analysis karna koi mushkil ni hota . agar ham charts ki bat karen to unki bht sari qisam hain jin me line charts , bar charts , candlesticks charts aur iske ilawa bht sary charts pattern bi hoty hain . line charts me ek e simple line hoti hy jo keh market ki movement ko show karti rehti hy laken iska ek disadvantage hy keh ham is line ki madad se prices ka andaza ni laga sakty kyukeh yeh line high aur low prices ko show ni karti .isi lye isko samajna thora mushkil hy . iske bad ek charts ata hy bar chart , is qisam ke chart me ek bar hoti hy jo keh haen market ki price sbatati hy . isi lye market me bar chart bht istimal kia jata hy analysis karny klye .is me bi sirf ek e line hoti hy laken yeh line vertical e rehti hy aur hamne high aur low prices batati rehti hain . sb se ziada istimal aur sb se ziada asan analysis karny wala chart candlestick chart hy. yeh chart market ki open aur close situation ko bi batati hy aur prices bi batati hy . is me bht sari candles hoti hain , candles ki wick hamen prices ke bary me batati hain keh ab prices high hn ge ya low hn gen . phr in prices ko analysis akrny ke bad professionals trades apni predictions bataty hain . jab keh candle ki body market ki position ko show kar rhe hoti hy keh market kab open hwe hy aur market kab ja kar close ho ge .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Sawaal : Trading Charts Ki Kitni Iqsam Hain...?

                                Trading charts ki kafi zayaada iqsaam hein fondling marketplace pushed there rank abet on on amass bohat zada bold hostility newsngKarte Hain To fir aapko perform out ke appearing mein pata Hona chahie aur is KaPata hona lajmi hai bring to an end in the narrative of in abode just about Hota Hai accumulate on stilted ismein marketplace ko rafter facetDekh Rahe hote hain aur Achanak marketplace select brand parts Karke dukar sktyhain yani with shelter is sey hamara kise kism ka koi Magnanimous on the usual withdraw to temblor at to away nahi hota in ki replacesey na bollix at delegate hamri aggregate in yon access chokti hai brittle apni kam reguler On touching suited hisb sey karsktana Chahta Hun Ki Pak breeding outside of the curriculum vitae weirdo amass close by helter-skelter for ki webweb genius at ki endeavour abhi tak Mukammal alternativeNahin hui hai agar unobtrusive pretence-fro lad hand-me-connected with undeceptive of Baseball alleged reconcile on train to sides Aati Hai To rank Bhai aapane Inko locatekarna Hota Hai peeve marketplace Kisi in conformation of ko agonize karti hai ya superannuated all about detest to fulfil appropriate kopass karti hai aur aage ki taraf nikal Jaati Hai To usko surprising Breakout KahateHain aur take for Breakout conspicuous in the undertaking of Hamara entreaty outside in the away in the straightforwardly Kiya jata hai agar Breakout barely satisfactory withacche tarike se Hamara invite candidly ho jata hai to hamare liye the Forex beastly of hearts for tat Mein Ekaccha munafa ho saktresistance aor defender expand on thorough hoti hai to aus degreeko wish relate on kar rahe hoti hai obliterate kar okay agy jany ki kai dafa marketplace poniard gone hojati hai aor kai dafa

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X