Bitcoin trading usefull hai????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Bitcoin trading usefull hai????

    Jin logon ko Bitcoin ke bare mein achcha to jarur bhaiya hai to vah log ismein kam jawab hain aur vah log bahut hi achcha munafa hasil kar rahe hain kuchh log to aise Hain Jo pay forex main bhi Bitcoin ko hi istemal karte hain aur forex ke alava bhi UN logon ne a apne wallet mein Bitcoin liya hua hai aur iski kimat se vah bahut achcha fayda utha rahe hain lekin Bitcoin per Ham kam tabhi kar sakte hain jab hamen iske bare mein pata hoga aur iske bare mein jab hamen mukmmal information hogi.
    Bitcoin se munafa kamana aasan nahin hai kyunki ye visual currency hai aur iske bare mein Janna bahut hi mushkil hai lekin kuchh aise expert log bhi Hain Jo sirf Bitcoin per kam kar rahe hain aur iski trading se bahut achcha munafa Kama rahe hain hamen bhi chahie ki Ham bhi isko samajhne ki koshish karen aur apne se jo log senior hai to unse mashwara karke hamen is per trading karni chahie Pakistan forex forum per bhi bahut se senior log Hain Jin ka bahut hi achcha tajurba hai aur agar Ham UN logon se sikhana shuru kar lete hain to Ham bhi bahut acchi trading kar sakte hain aur Bitcoin se bahut achcha munafa Kama sakte hain isliye hamen UN logon ke sath milkar kam karna bahut jaruri hai
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Bitcoin trading usefull hai????

      g dear bitcoin mai trade karna hai tu bhut zaida acha hai agar ap big investor hen to kyun Kay aany waly time mai ap ko bitcoin bhout high rate mai mily ga or es ki value kafi barh jaye gi. es time be ap ager daikhain tu ap ko trading mai bitcoin mai bhout se trader aisy mily gay jin logo ny bitcoin ko long term k leye buy kiya howa hai lekin ye aik crypto currency Hy aur ka disadvantage bhi Hy aik is par margin trading thik nai lagty mujhay agar karny hai to crypto walayy pair par na karo spread boht zaida hai agar ballance kam howa account wash b kar de gi crypto simple buy sell hi best hai ek baat sirf ek kam par hi paisa na lagao or jagah par b lagao best rahay ga crypto currency per spred boht zeada ha aor wasy bhi es currency per trade krne k lea boht zeada investment ki zrorat ha q k ye currency 2000 se 4000 point tk daily move kr sakti ha jis se ap ka account loss hone ka khtra bhi zeada ho sakta ha.lehaza es pr bna huge investment aor experience k trade krna acha nai habitcoin aesi currency ha jis kakuch pata ni chalta k kb kis simt chala jaye.is pr spread b zyada ha.agr ap bitcoin pr yrading karna chahty hn to take profit r stop loss zaroor laga dein.r zyada bari lot na lagayein.r tamam indicators ko dekhty hue analysis kar k trade open karein is par trading risky hy agar ap forex trading main profit wali trading krna chahty ho to aj kl apko gold p trading krna chahiy in dino main gold ki market bahut ziada stable hy aur isko annaylsis krna bahut ziada aasan hy ap aaram sy is p trading kr k bahut ziada profit kama sakty hen
      • #18 Collapse

        Re: Bitcoin trading usefull hai????

        Bhai ismein jitne bhi pare diye Gaye Hain vah sab useful hai vah sab ke sab acche Hain magar hamen main uske liye mehnat karni padati hai Taki ham log use per se achcha kam aasan ke har pair mein trade karne se hamen munafa til hota hai vah hamen ek achcha profit hasil kar sakte hain aur usko withdrawal kar sakte hain lekin baat nahin per a jaati hai ki pair ka masla nahin hai yahan per masla hai ki humne a kam kaise karna hai earning kaise karni hai pahle hamen uske liye knowledge chahie learning chahie phr jakar Ham ek acchi trade open kar sakte hain aur ek achcha Kama sakte hain lekin baat yahi hai ki ham log jab bhi trade karenge to Ham kabhi bhi e-Learning nahin karte aur na hi nalisha karte hain aur Bina soche samjhe ham log train karte hain jiski vajah se hamen bahut bada nuksan ho jata hai ya nuksan hamen kafi e aage Tak hota hai aur ham is se kafi fayda nahin utha sakteisliye main soch samajhkar trade karni chahie Bitcoin proper jab ham log train karte Hain to Ham kafi achcha prapt Kama sakte hain Muslim peer ke nahin hota hai masla hamare knowledge hota hai agar hamen loss ho jata hai ham log pair ko exam dete Hain ki pair aisa hai ya peer badshah hai lekin aisa nahin hai Pyar ka koi kasoor nahi hota kasur hamara hota hai jiski wajah se hamen loss hota hai aur ham log last ki vajah se achcha profit nahin Kama sakte hain isliye soch samajh Kar kam Karen aur ek achcha prapt kamaen Taki aapko paida ho aur aapke aane wale logon ko bhi fayda Ho main Karen main Karne se kabhi bhi Koi matlab nahin hota isliye soch samajh Kar kam Karen Taki aapko ek achcha aur behtarin pair Mile knowledge bahut jaruri hai jo per bhi istemal Karen uske bare mein pahle knowledge bahut Lakshmi hai aur last mahina Lage hustle bhi Karen Taki aapko spare se nuksan na ho sake shukriya
        • #19 Collapse

          Re: Bitcoin trading usefull hai????

          Ap nay Bitcoin kay baray main bohat hi achi information share ki hay aor jaiza main aik important information honay ki wajah say kafi jan bhi hay main ap say mutfaiq hoon kun k yaqeenan ap ki information say others members kay knowledge main bohat ziada azafa howa ho ga. Main bhi es baray main kuch wazahat karna chahoon ga ta k members kay knowledge main mazeed azafa ho sakay.
          Bitcoin:
          Bitcoin aik digital currency hay jo ko payer to payer network payment system hay aor azad masdar dastor par mabni hay. Bitcoin cryptocurrency ki aik important type hay. jis ko 2008 aor 2009 main start kia gia tha jo ko start main bohat kam value ki thi yehni 1 ya 2$ tak ki value thi. jo k bad main up honay lag gai aor ab es ki value aik hazar dollars say bhi ziada hay this time aik bitcoin taqreeban equal hay 11388.10$ kay jo k up down hota rehta hay esi taran agar aik BTC ko convert kia jay Pakistani Rupees main to 1 BTC taqreeban equal hota hay 1916215.23 Pakistani rupees kay jo k bohat badi amount hay Btc ki value din ba din increase hoti ja rahi hay jin logon kay pas pehlay say bitcoin thay yehni jin logon nay start main bitcoins khareed liay thay un ko this time bohat ziada faida ho gia hay.
          Click image for larger version

Name:	Bitcoin-1.jpg
Views:	1
Size:	109.2 کلوبائٹ
ID:	12330390
          Trading with Bitcoin:
          This cryptocurrency yehni Bitcoin par trading karna bohat ziada faida mand hay lakin yeh bohat ziada risky bhi hay kun k agar loss howa to bohat say dollars ka loss ho ga dosra main pehlay bhi bata chuka hoon k jin traders nay bohat pehlay yehni start main 2009 ya 2010 main bitcoin ko khareed lia tha woh to easily bitcoin pay trading kar saktay hain lakin jo abhi start karna chahtay hain to un ko bohat ziada amount darkar hay 1 bitcoin ko kharednay kay liay es liay ab bitcoin pay trading karna bohat ziada mushkil bhi ho gia hay lehaza main to yahi mashwara doon ga k jo traders bohat ziada expert hain aor jin kay pas bohat ziada balance hay woh to yeh risk lay saktay hain lakin jin kay pas balance kam hay un kay liay yeh bohat mushkil hay.
          Advice:
          Dekhain agar ap kisi aor currency pair pay trading kartay hain to es kay liay ap ko na to ziada balance ki zarorat hoti hay aor na hi ziada investment karna parti hay aor na hi koi ziada risk hota hay lakin ziada tar cryptocurrencies pay trading karnay kay liay bohat ziada balance aor investment ki zarorat hoti hay khas kar bitcoin pay trading karnay kay liay es liay jab bhi BTC ya kisi aor digital currency pay trading karna ho to balance ko increase karnay kay sath sath os currency kay baray main achi taran analysis kar liay jayin aor phir Buy ya Sell ki trade lagai jay ta k kisi kisam kay loss say bacha ja sakay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Bitcoin trading usefull hai????

            ap es mai acha kam kar kay kamyab ho patye hsin tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap bitcon mai acha kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai kam kar lain ager ap es say hat kay kisi aur pair mai achye hsin tu ap ka kam hai kay ap us pair mai kam karain kiyu kay ye tu depend karta hai ap ki choice pay kay ap kis tarz ka kam kar saktye hain aur ap es mai kis hisab say kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain mahnet aur lagan kay sath ap kam kartye hain tu ap ka kam kamyab ho kamyabi mil jatye hain har aik kam mai ap kaliye kamyabi hai ager ap es mai har tarha say mahnet kay sth acha kam jartye hain tu ap kamyab ho jatye hain chaye wo bitcon ho ya aur koi curency ho ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ye ap ko kafi support karts hai aur ap ko kafi had tak kamyab bhi karta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam jaraim ta kay bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu kamyabi kaliye mahnet kay sath kam jarna bhut he zayda zaroori hai ap es mai mahnet kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai aik na aik time pay kamyab zaroor ho jatye hain kiyu kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kar rhain tu ap har aik pair mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain ta kay better woek kay bad ap es mai kamyab ho jatye hain shukriya.

            اب آن لائن

            Working...
            X