World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?
    Corona virus ki waja sy jo trillions of dollars ka loss hua hai jis sy puri world main economical crises hain tou iska forex market per Kitna effect ho sakta hai aur hamain aesi situation main market main kis terha sy trade kerni chahiay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

    World economical crisis ka forex pain bahut jyada impact hota hai hi hamen chahie ki ham agar forex market mein working kar rahe hain to hamen is ka knowledge hona chahie aur technical ke sath sath hamen fundamentally bhi analysis karne chahie kyunki jab tak hamare fundamental enolisation nahin honge Ham economical crisis se nahin Ban sakte hain isliye hamen chahie ki ham fundamental hai naraj se jarur Kiya Karen tab hi ham gold trading kar sakte hain aur profit Le sakte hain...
    impact of economical crisis:
    Now-a-days jis tarah se coronavirus ne pure world mein main bahut jyada impact Kiya hai hai jiski vajah se forex market per bhi bahut hi big impact hue hain isliye hamen chahie ki ham aise economical crisis ko apne mind mein rakha Karen aur aur jab aisi Surat HAL Ban jaaye to hamen trading karte hue kha se yad rakhna chahie kyunki ine dinon mein trading kafi dangerous Ho jaati hai aur ham loose bhi ho sakte hain isliye hamen fundamental analysis kar leni chahie Taki Ham apne account ko sirf rakhte hue trading Karen aur hamen apni trading se kam se kam loss ho sake....
    News and money management:
    in these days hamen money management se working karni chahie kyunki money management se working karna bahut hi jaruri ho gaya hai agar Ham money management se working nahin karte Hain to Ham successful nahin ho sakte hain isliye money management karna bahut hi jaruri hai aur hamen ine dinon mein news ko jarur dekhna chahie kyunki news bhi hamare liye bahut important hai agar Ham news ki reading nahin karte hain aur news ko nahin samajhte Hain tab bhi Ham successful nahin ho sakte hain kyunki economical crisis ki vajah se hamen loss ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

      World economic crisis ka bahut jyada effect hota hai Forex per is bar bhi karo na ki vajah se bahut jyada trillion dollars ka dost ho chuka hai isliye Hamen chahie ki Ham apni bahut jyada mehnat Karen Taake hamen bhi achcha bonus Milta Rahe lekin Itna dollar ka nuksan hone ke bad bahut se Logon Ko Unka profit Sahi Nahin Milta aur bonus bhi bahut kam aata hai profit kam Aane Ki vajah Yahi Hai Ki aajkal coronavirus ki vajah se bahut jyada trade loss Mein ja rahi hai Kyunki news aate hi trade bhuton ki loss Ho Jaati Hai Aur loss hone ke sath sath account bhi voice Ho Jaate Hain Kyunki Hamen is per bahut jyada ab mehnat Karni Hogi Kitni Jyada Ham Hona chahie Yahan kam Karenge Hamen bonus Milega lekin bahut Logon Ko kam bonus bhi mil raha hai aur trading main bhi profit kam mil raha hai isliye unhen chahie ke Sabar se kam Le jab tak yah viral condition khatm Na Ho Jaaye per Tak Jitna Bhi bonus mil raha hai use per Shukar Karen aur Vahi bonus rakh le lekin Uske bad Ham bahut jyada mehnat Karen Taake Hamen Achcha bonus mil jaaye lekin trade mein bhi iski vajah Se Hi bahut jyada Logon Ko loss ho raha hai trading craft bhi aajkal Itna Khaas Nahin kam kar raha Kyunki viral condition Hai Jiski vajah se business per bhi bahut effect padta hai
      • #4 Collapse

        Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

        Dear forex members forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye hameshs informative news pay focus karna hoga aur apni skills and experience ko barhatay hoye kamyaabi key sath trading karney ki koshish kerni chahiye aor iss Kay liye haumay hamesha international market ki current status ko monitor karna hota hay Kyu Kay forex trading may sari dunya say investors investment kartay hoye trading kartay hay to haumay trading may zayada tar international news pay focus kartay hoye apni Trading strategy tarteeb dayni hogi to haumay kamyabi Kay sath trading karney Kay liye acha atmosphere milta hay forex trading may international market ki movement pay nazar rakni hogi takay haum trading may uss Kay mutabiq trading ki learning ko zayada say zayada improve kartay hoye trading Kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay forex trading ake world wide business hay jiss may sari dunya say Logg participate kartay hoye trading kartay hay aur apni skills Kay mutabiq trading kartay hoye apni income ko increase kartay hoye kamyaabi hasal kartay hay haumay trading may hsmesha trading Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti takay haum trading kartay hoye trading may achay tareekay say trading kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.

        Dear friends forex trading pay hsmesha international economical development ka impact hota hay aur agar international market may kisi bhi currency pair ya commodity ki price up down hoti hay tou iss situations ka effect directly forex trading pay parta hay Kyu Kay forex trading ake world wide business jiss may all over the world logg investment kartay hay aur unki nazar hoti hay international market ki movement pay aur economical current status pay.

        Dear friends ajkal jo corona virus ki waja say economical development ki currunt situations hay uss Kay mutabiq app nay dekha hoga Kay forex trading may crude oil aur gold ki prices keasy up and down hoti hay jiss ki waja economical development bhi kafi zayada up down hoi hay aor iss ka asar forex trading may hota hay.

        Forex trading may hamesha achay aur experienced traders hamesha analaysis kartay hoye International market ki movement ko monitor kartay rehtay hay phir uss Kay mutabiq trading strategy aur planning Kartay hoye successful trading kartay hay to zayada behter results hasal hotay hay haumay trading may hamesha market ki movement aur news ko monitor kartay rehna chahiye takay haum trading may current status ko monitor kartay hoye appni trade open kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.
        • #5 Collapse

          Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

          Assalamu Alaikum dear Forex member Forex Ek worldwide online business platform has Jis per cross currency trading ki jaati hai aur different items per trading ki Jaati Hai Is per bahut se countries ke log kam karte hain isliye yah Ek bahut vast business Ban chuka hai hi hai Jis per bahut se log kam kar rahe hain aur is per international job bhi economical prices hote hain vah Forex per bhi apna effect daalte Hain Kyon Ke Forex per bahut sari items by trading ki jaati hai isliye is per market ki fight situation ka effect hota hai Jaisa ke aajkal coronavirus ki vajah se market international market hil chuki hai aur Har country ki stock market ko bahut nuksan hua hai aur Har country ki economy disturb hui hai aisi Surat Mein Forex per bhi bahut bura Asar pada hai aur iski trading per bhi bahut bura effect aaya hai Kyunki is per different items per trading ki Jaati Hai for example gold crude oil silver isliye international market Mein Jo Bhi crisis aaenge vah Forex per bhi apna effect Karenge aur aajkal korona ki vajah se Forex per bahut bura Asar Pada hua hai aur iski market bhi bahut Buri condition Mein Hai Kyunki is per items ki prices bahut irregular hai aur aur suddenly down and Hi Ho Jaati Hai market ki movement bahut jaldi aur fast move karti hai isliye trading loss Mein ja rahi hai isliye International jo bhi crisis Honge Forex par be Asar Hoga Kyon Ke yah Ek international market hai isliye Hamen Forex per Soch Samajh Kar apni learning and knowledge ka istemal karte hue kam karna chahie tha ki Ham safezone Mein Rehte Hue acchi nahin kar sake
          • #6 Collapse

            Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

            G han dear economy mai kafi effect parta kiyu kay economy kisi bhi country kaliye zaroori hota hai kay ap es mai daikh kay aur achi tarha kam kartye hain tu ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain tu ap es mai acha kar laitye hain tu ap acha kam kartye hain tu ap acha kam kartye hain tu ap mahnet aur lagan kay sath acha kam kar patye tu ap ka kam hai kay ap ki economy ager achi hai tu ap ka kam hamesha achi trading hoti hai tu wo ap kay achye kam pay hoti hai aur achi economy pay hoti hai tu ap ager es mai acha kam kartye hain aur ap news kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kamyab he kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain ta kay bad mai ager economy strong hoti hai tu ap usi hisab kay sath us mai trade open kar kay faida laitye hain tu ap ka kam acha ho jata hai tu ap acha kam kartye hain tu ap kafi had tak es mai kamyan ho jatye hain tu mahnet aur lagan kay sath kam karnye mai kafi had tak ap kaliye kamyabi hai ap apnye kam say muhabbat karain mahnet kay sath ap acha kam karain ta kay bad mai bhi ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu trading mai economy ka kafi kam hota hai ap es mai achi economy kay sath kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam bhi acha ho jata hai tu ap apna kam acha kartye rhain mahnet aur lagan kay sath kiya gaya kam ap ko kabhi nakami nhi daita hai aur ap ka kam kafi had tak acha bhi kar daita hai tu ap nay mahnet kay sath apna kam karna hai tabhi ja kay ap ka kam acha ho pata hia aur ap es mai kamyab ho jatye hain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

              World economic resources ka forex trading market pay directly effect hota hai.
              Forex trading market international economic situation ke accordingly karti hai different currency pairs trading instruments CM d is and metals etc ki price decide karna international economic forum ke according system use Kiya jata hai aapko maloom hai trading market mein major currency pairs according to economic currency interest rates country's economic situation they accordingly strengths and weaknesses decide ki jaati hai according to current situation covid-19 due to crisis in countries and lockdown the situation of different countries gold is going much more strength and crude oil still prices mein hai or stable nahin ho raha under pressure hai jiski wajah se trading market mein uncertainty sensitivity maujud hai.
              forex trading members aisi situation mein trading ke liye acchi management karna profitable hota hai apne knowledge or experience ko istemal karna aapki primary responsibility hai apne capital ko sev rakhna stop-loss istemal karke trade open karna exit point ko suicide karne ke liye technical fundamental and technical data understand and learn karna connect karna manipulation karna economic calendar ko according to situations understand karte hue workout karna aapki primary responsibility hai.
              forex trading market mein senior trading members ko follow karo trading market mein analysts ki help lekar trade open karo favourite currency pairs major currency pairs minor currency pairs and exotic currency pairs accordingly opportunities available karke profit banaa lo
              • #8 Collapse

                Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

                G han main pki baat say agree karta hun kyun forex market per cdrona ki waja say kaafi bury asraat muratb howye haain mager friends apko chiye kay kabhi tenshion say kaam maat layn kyun kay forex trading per economical crieses ki wajha say apko malom hoga ky gold kaafi up trend ki terfe move kar raha hi so friends zarori haai kay jitna ziyada hoo sakye apko koshaih kerty rehna chiye kay news ko follow kaerty rehna chiye kyun forex market main ager earning karni haai hai to apkp chiye kay news ko follow karny main he apki bhalie haai so friends behtr haai kay jab bhi ap kaam kryn achy say acha karny jki he koshsih karyn is waqt pori dunia main koi karbaar sahi terqy say nahi chal raha or iski mean wajha bhi apko malom haai kay carona ki wajha say he apko burye asraaturatb howye hai so ab kisi na kisi terhaan say to market walon nay ye behrpiye to compelet karni haai jiski wajha say wo market ko kaafi up trend ki terfe laye jaa rahyn so apny ager yrade lagani bhi haai thora sambhal kar he kaam kryn tabhi apko faida hasil hoo sakta haai or earning bhi hasil hogi
                • #9 Collapse

                  Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

                  Assalam-o-Alikum dear forex member apki baat bilkul thik hai covid 19 ki wjha say mulk main buth sa loss hoa hai jis say sab countrys main har business band ho gya hai or log ghro main bethy hai business bnd hony ki wjha say covid 19 nay sari duniya ka nazam ulta kr diya hai buth say lod job less ho kr ghr beth gy hai mikl k b halat thik nahi hai is liye humhy chiye k forex main agr ap kaam kar rhy hai tu humhy soch smjh kar kaam krna ho ga forex trading karty waqt market ki movement dekhni ho gai market ko understand karna ho ga zyda sy zyda mehnat karni ho gai market ko dekhy bagir humhy threads nai close krny chiye ku k market ki up and down har mint k bad change hoti reti hai covid ki wjha say ar humhy trading krni hai tu humhy news pay zyda sy zyda focus karna ho ga taa k humhy zyda loss na ho or hum forex main kamyabi hasil krni ho gai or duniya main covid ki wjha say dollr main kafi change aya hai jis say pakistan ki carncy distrub hoi hai market ko dekh kar trading kary taa k humhy benefit hasil ho
                  • #10 Collapse

                    Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

                    Economical crisis ka bht zyada badly effect hota h market p to apko pta h k market ka contact trade sy ee to h to market worst hogi to trading kbi achi nh hogi ku k dollar ki value bht zyada gir jati h or trading ka to apko pta h k len den h other countries sy to agr wahan ki market achi halat m nh hoti h to bht trading m loss hota h or phr lraiyan b bht zyada effect krti hn market p jb kisi country ki kisi other country sy lrai ho to b market badly effect hoti h dollar ki value degrade hony sy to bs mehnat krein ap takay apko achi trading sy achi earning ho to ye crises bhtt zyada market ki situation ko khrab krty hn jiski wja sy market m kisi b pair ki kuch smj nh ati h hr pair ankhain dikhata h to ye market ki involments ee hn jo k trading ko profit or loss m ly jati hn bs mehnat sy kam krein or patience sy market k stable hony ka wait krein jb tk market stable na ho trade na krein
                    • #11 Collapse

                      Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

                      Dear aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai forex market Mein Ham dekhte hain ki maarpeet ke Munh Mein Jab Bhi Hoti Hai To ismein Hamen bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai Kyunki Ham market Mein dekhte hain ki Mukt Le currency pairs hote hain joki Mukt currency pairs mukhtalif Malik ke Hote Hain isliye aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai aapko chahie kya aap ismein bahut hi Soch Samajh Kar kam Karen aur ismein economic crisis ka bhi bahut jyada roll Hota Hai.

                      Economical prices ka forex market mein bahut jyada Asar hota hai Kyunki Ham forex market Mein dekhte hain Ki Kisi bhi Mulk ki currency is main bahut jyada matter karti hai agar Ham ismein kam kar rahe Hote Hain To Hamen ine chijon ko Samne rakhkar kam karna hota hai agar Ham ismein acche se Anil Se Karke koi bhi trade band Karte Hain To Hamen ismein fayda ho sakta hai Kyunki Ham ismein Mulk ke economical situation Ko Dekhkar trade kar rahe Hote Hain Hamen Is Tarah bahut Soch Samajh Kar kam karna hota hai agar Ham ismein Bhagya soche samjhe koi bhi trade rakhen lagayenge usse Hamen behosh ho sakta hai aur Jab Kisi bhi Mulk ki currency down hoti hai aur ismein economical prices Aate Hain To usse market per bahut jyada effect Hota Hai.

                      Dear Ham Dekh Rahe Hain Ki forex market Mein coronavirus Nahin bahut jyada effect kiya tha Jiski vajah se market ke halat bahut jyada down ho gaye the uski vajah yah hai ki Tamam countries Mein lockdown ki situation Thi Jiski vajah se market per bahut jyada Asar hua tha isliye Ham Jab ismein kam Karte Hain To Hamen chahie ki Ham ismein bahut hi Soch Samajh Kar kam Karen aur ismein acche se analysis Karke kam Karen aur ham economic crisis ko Samne rakhkar kam Karenge To Hamen Jyada fayda Hoga forex market Mein kam karne ke liye aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna Hota Hai aur Jis Tarah coronavirus Ne Tamam countries Mein Halat kharab ki thi ISI vajah se Baki Tamam countries mein bhi ya situation Paida Ho Gai thi.

                      Jab coronavirus China Mein effect hua tha to iski vajah se China ki currency bahut jyada down ho gai thi lockdown ki vajah se aur ISI Tarah US dollar bhi bahut jyada week ho gaya tha aur uski vajah sirf aur sirf coronavirus aur us mein hone wale lockdown ki vajah se tha isliye Hamen ismein Agar kam karna hai to Ek Namakkal prices ko bhi Samne rakhkar kam karna hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
                        Corona virus ki waja sy jo trillions of dollars ka loss hua hai jis sy puri world main economical crises hain tou iska forex market per Kitna effect ho sakta hai aur hamain aesi situation main market main kis terha sy trade kerni chahiay?
                        No doubt Jab covid-19 Aaya usse Puri duniya mein bahut jyada nuksan hua hai aur jitne bhi countries the vah usse bahut hi zyda negatively affected Hoye agar Ham is situation Mein Forex trading ko dekhte hain to covid-19 ka Forex trading per bahut jyada effect Hua Hai specially crude oil aur silver ki prices bahut jyada decrease Ho Gai Thi Jiski vajah se a Inki market bilkul hi Crush Ho Gai thi.

                        covid-19 kya Duniya Mein Har business per bahut jyada effect hua tha aur iski vajah se a bahut se logon ka bahut jyada nuksan hua tha Agar covid-19 ko Forex trading per dekhte hain to isase jitne bhi members the jinki purchasing wali trades Lagi hui thi unko bahut jyada nuksan ho gaya tha aur crude oil ki prices record low level ko Touch Kar Gai Thin Agar ISI Tarah Ki situation maintain rahti to to ismein Aur Bhi Jyada nuksan hone ke chances ho sakte thy.

                        Dear main aapse yah request karta hun ki agar Aisi koi bhi situation a Jaaye Jaise covid-19 tha yah Is Tarah ki koi bhi natural disaster hone per Hamari Puri koshish honi chahie ki Humko Forex trading se avoid karna chahie aur jab tak Forex trading ki market stable Nahin Ho Jaati use time per kabhi bhi trading Nahin Karni chahie inke Aisi situation aur condition Mein market ki movement totally unexpected Hoti Hai Jiski vajah se a Ham to bahut jyada nuksan hone ke chances Hote Hain Agar Ham Aisi situation Mein trading se avoid Karenge To Ham bilkul safe Rah sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

                          Forex trading me world ke economical crises ka bohat asar parhta hai zaida tar market ke up or down trend harkat hoti he world he economical crises sy he hai jb b kisi mulk me halat financially tor pr kamzoor ho gein tu usky pair pr up ya down trend ke harkat ka pta chal jay ga
                          • #14 Collapse

                            Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

                            Forex market par bhi world economical crises kaaa kaaafi buraaa impact paraaa hai or kaaafi saaray baray investors k acvount bhi wash huay hain jab k kuch investors ne bhot zyaada earning bhi ki hai to humen is baaat ko zehan main rakhnaaa chaahiye k jo bhi crises hotay hain chaahay chotaa ho yaaa baraaaa woh directly yaaa indirectly market par laaaazmi asar andaaaz hotaaa hai isliye humen chaaahiye k is baaat kaaa khyaaal rakhen or jo bhi trade lagaaani ho safe lott k saath or apnay account ko dekhtay huay hi lagaaani chaahiye koshish to yeh hi karni chaahiye k in dino trade naaaa hi lagaaaen or agar lagaaani bhi ho to soch samajh kar or mehnat se kaaaam kartay huay lagaaani chaahiye taakay is main kaaaam kar k aaaasanj se baghair koi nuqsaan kiye earning kar saken or saath main humen trade lagaatay huay market ko achi tarhaaa analise bbi karnaaa chaahiye jaldbaaazi main humen koi bhi step nahi lenaaa chaahiye balke soch samajh kar hi kaaam karnaaa chaahiye or news vageraa check karnay k baaad hi trade lagaaani chaahiye taakay kaamyaabi k chances zyaada hi hoon or khaaaas tor par aysay crises yaaa baray events jo news ki soorat main market par asar andaaaz hotay hain or market ko kaaaafi zyaada move karwaatay hain un k time pe agar humen un k baaray main achaaa knoWLedge or experience naaaa ho or naaaa hi humen is baaaat ki samajh ho k yeh market ko kis taraf move karwaaaen gy to humen is main koshish karni chaahiye k trade naaaa hi lagaaai jaaaey or us time tak trade lagaaani bhi nagi chaahiye jab tak market stable naaaa ho jaaaey warnaaaa humen kaaaafi zyaada nuqsaan kaaa saamna karnaa par saktaa hai.
                            Last edited by ; 07-08-2020, 11:57 AM.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: World economical crises ka forex per Kitna effect ho sakta hai?

                              economical crisis market ke liye bahut hi khatarnak sabit hote hain Ham jis tarah se pichhle Chand dekh mahinon mein dekh chuke hain ki market per economical crisis ka bahut bura asar pada hai aur jiski vajah se market mein kafi logon ka bahut bada nuksan hua hai aur market mein kafi banks aur kafi countries ka bahut sa nuksan hua hai isliye market ke economical Karachi ko samajhna chahie jab tak Ham in economic crisis to nahin samjhe ayenge to market mein Ham apne aap ko nahin bacha payenge isliye hamen inko samajhna bahut jaruri hai
                              economical crisis se kaise bacha jaaye
                              Agar Ham ji chahte Hain ki Ham economical Kare se se baj kar kam Karen aur apne aap ko bacha kar market mein accha munafa hasil karen to fir hamare liye jaruri hai ki ham jis bhi pair per kam kar rahe ho aur jis bhi currency ke hamara kam ho raha ho to hamen uske country ke bare mein acchi maloomat leni chahie kyunki jab bhi kisi country mein Koi aafat aati hai ya uske bure halat hote Hain to fir Rus ki currency down Ho jaati hai aur uska economical crisis ki vajah se bahut jyada down ho jana hota hai jiska hamen bhi kafi nuksan ho sakta hai isliye market Kare se pay najar rakhna bahut jaruri hai pichhle mahinon mein coronavirus ki vajah se a economical crisis ka market pay bahut bada asar hua hai jiski vajah se bahut se countries ki mai ko kafi nuksan hota hai hamen jarur iske bare mein maloomat rakhni chahie tab hi ham behtar kam kar sakte hain
                              💖اللهم صل على سيدنا محمد💖

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X