Forex Trading mein PARABOLIC SAR indicator pr mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Trading mein PARABOLIC SAR indicator pr mabni hai

    Parabolic Sar technical indicator hay jo key market trend key stop hony aur reverse hony ka indication deta hay, parabolic sar popular tool hay jo key asani se future trend momentum ka batata hay, Parabolic ko agar trend following indicator be kaha jaye to ghalat nahi ho ga, trailing stop aur stop key points ko be market me parabolic indicators se find key ja sakty hey, es technical indicator key base par market key flat areas ko be identify kia ja sakta hay aur market key reversal areas ki identification be asani se ki ja sakti hay. G han jnb aap nain bht achi bt ki hai forex main is waqat bht ziada indicator kaam kar s a hay hain jin main moving average RSI MACD Sar Parabolic sub shamil hain in main say koi lagging hai to koi leading indicator hai subki apni apni quality hoti hai is liye agar aap chahta hain k aap kamyab trader ban jayen to at a time aik say ziada indicator use karain.
    SAR Parabolic yeah bhi aik technical indicator hai jis main trend ko identify kiya ja sakta hai is say pata chalta hai k kahan pr market stop hogi isko istimal kar k hum pending order bhi laga saktay hain or Acha khaasa profit kama saktay hain... Parabolic Sar technical indicator hay jo key market trend key forestall hony aur reverse hony ka indication deta hay, parabolic sar popular device hay jo key asani se future trend momentum ka batata hay, Parabolic ko agar fashion following indicator be kaha jaye to ghalat nahi ho ga, trailing stop aur stop key points ko be market me parabolic indicators se find key ja sakty good day, es technical indicator key base par market key flat areas ko be become aware of kia ja sakta hay aur marketplace key reversal areas ki identity be asani se ki ja sakti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex Trading mein PARABOLIC SAR indicator pr mabni hai

      Dear friends forex me jitny bhi indicators use hoty hen in me top parabolic SAR, yeh indicator market trend ko wazeh karnay may bohat madad dayta hay, is ki madad say ap yeh jaan patay hain k jis waqt ap trading kar rahay ho us waqt konsa trend chal raha hay. lakin baaz dafa long time frame may yeh kuch aur bata raha hota hay aur short time frame may kuch aur, to is lye ghabranay ki koi zaroorat nahi, hum is k sath dosray indicators ko mila kar market ko analyze kar saktay hain.is me green dots ki madad sy hamen it's chalta Hy market ka trend kia chal raha hay, lakin jab ap daily may check karay gay to is ka trend mukhtalif hoga, lakin is ka matlab yeh hargiz nahi hay k market lazmi oper ya neechay jaye gi, is ka matlab yeh hay k ap aik idea kar lain, aur us k sath sath agar ap moving average indicators use Karen gay to ap ko ye moving average bhi ap ko nazar arhi hogi to yeh aik dosray ki help say hi hum market ko janch patay hain Parabolic SAR bhi main scalping main use karta hun.M15 time frame main use kar raha hun.scalping ki most of strategies main parabolic SAR hum use karty hain. chotay time frame, jaisa keh M15 ko use kar rahay ho ya phir M5 ko use kar rahay ho to yeh yaad rakhna k is indicator k signals (dots) repaint hotay hain, aur yeh baaz dafa bohat hi wrong signals dayta hay, to jab kabhi ap scalping kar rahay ho to is cheez ka dhyan rakhna.parabolic sar ek indicator hai aur isay me khud personally apnay chart me use karta hon aur ye kafi had tak faiday mand hai.isay hame chart me zror use karna chahye
      • #18 Collapse

        Re: Forex Trading mein PARABOLIC SAR indicator pr mabni hai

        bhai aapane bahut information wali post ki hai mujhe se bahut fayda hua hai lekin yah kahana chahta hun main indicator ko use nahin karta main sirf ek indicator ke bare mein jaanta hun RSIbus Baki indicator ke bare mein mujhe knowledge nahin hai agar mein Baki indicator ki baat karun to aap information di hai mujhe isase bahut fayda hua hai aap acchi acchi information dete Hain to Ham log ek acchi trade lagate rahenge aur hamen vah kuchh sikhane Koi milega Na Lage aasan karne ke liye aapki post bahut acchi hai main kafi achcha nali hasil kiya hai aur mujhe kafi kuchh sikhane ka Mela hai is indicator ke bare mein prabloic saryah indicator mere najar mein nahin hai pahle hoga lekin main kabhi yah dekha nahin hai aur kabhi mujhe kisi ne bataya nahin hai acche traders hone ki yahi he hi alamat hai ki vah apna knowledge share karte Hain jis tarah aapane kiya hai mujhe se kabhi fayda hua hai bahut kuchh sikhane ko Mila hai is indicator ko main use karke aap kafi acchi trade open karne ki koshish karunga lekin ab main iske bare mein aur knowledge bhi hasil karunga Taki mujhe aur complete Dali hasil ho sake kyunki yah aapane Jo bataya ki sirf tarif hai iske deeply aur yah mein jab Tak video nahin dekhunga iske bare mein to mujhe samajh nahin aaegi yah kis tarah indicator use Kiya jata hai kahan per lagta hai kis part se lagta hai to yah aapane mujhe pata kar bahut achcha Kiya aapki bahut meherbani main kafi achcha laga sar Kiya aapki post shukriya
         
        • #19 Collapse

          Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

          Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	1
Size:	80.6 کلوبائٹ
ID:	12333826
          Aslam o Alakum
          Dear friends main ne ap ki asani ke ye pic attach ki hai lekin ap dekh sakte hain ke is pic main ap sada chart dekh sakte hain our is main koi indicator nhi use kia gia our dear members forex trading chart par ap ko bhot zyada tools milte hain our in tamam indicators ko main tools kehta hun jo ke trading main meri bhot zyada madad karte hain hamain forex business main bhot se tools use karne ka moqa miltah hai our har indicator dosre se mukhtalif hai ajj ham baat karne wale hain prabolic indicator ki jo ke trading main bhot zyada use hota hai is ko add karna bhot hi asan hota hai our ye sada bloom ki shakal main hota hai ap pehly pic ko dekhian our is neche di gi pic ko dekhian to ap prabolic indicators our candles ke oper neche basani se wazeh dekh sakte hain our ye hamari trading karne main bhot zyada madad karte hain.
          Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	1
Size:	103.3 کلوبائٹ
ID:	12333827
          is new yeni 2nd pic par ap dekh sakteh hamain candles ke oper our neche dod bani hoi hain in ko ham parabolic indicator kehte hain ye hamain market ke trend ko change hote bhi dekha sakteh ain kyun ke jab ye parabolic neche se oper ya oper se neche banti hai to hamesh neche wali oper market ke oper jane ki nishan dehi karti hai our oper banne wali market ko neche jane ka ishara karti hai is tarhan ham is incator se market ki change hone wali position ka achi tarhan andaza laga sakte hain our main apne trader doston se ye kahon ga ke agar ap ko is ka acha experience nhi hai to ap is ka use na karen kyun ke experience ke baghiar is ka use ap ne lye khatar nak ho sakta hai .
          • #20 Collapse

            Re: Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

            Forex trading Ki best prediction Parabolic sar indicator sy hasil ki ja skti hy other indicators se different chart me signal deta hay jes ki banawat dot ya point shape key hoty hey jo key market trend key change hony key sath candle key up side me ya down side me banty hey, other technical indicators ya to lines chart me banaty hey jo key market key bullish ya bearish trend ka eshara dety hey support aur resistance k tor par bhi use kar saktay hain, thora fasla day kar fractals show hotay hain, aur in ko agar big time frame may use kia jaye to bohat faida mand hotay hain, bohat saray analysts is ko apni analysis may bhi use kartay hain, yeh aik custom indicator hay aur ap is ko apnay indicator ki list may talash kar saktay hain. Ap chahain to is k color ko bhi change kar saktay hain, long term may karna hoga, short term may nahi hogi, kyo keh short term may fake fractals bohat bantay hain aur phir andaza karna mushkil ho jata hay keh konsa fractal sahi hay, baaz dafa fractal form ho kar phir ghayab ho jata hay, is lye phir hamay 3 candles tak k wait karna hota hay, ta keh fractal confirm ho jaye, ya phir big time frame, jaisa keh H4 ya D1 may dekhna hota hay, short term may faida Hota hy.
            isky ilawa parbolic indicators ko use krty hain tu es main hmain achi trah se smjhny k liye knowledge hona chahye q k jub tak hum indicators ko use karty hain tu hmain apny analysation bhi zarri hoti hai q k hmain indicators hmaisha sahi result nahi dety hain es liye hmain ahitayt se en ko use krna chahye Parbolic indicators ko understand karny k liye kuj parbolic indicators ko hum SAR bhi kahty hain yah aik trahs e sidha or asan tarika hota hai es main hum trend ko find out karty hain k trend kahan se start krty hain or akhan khtam hota hai yah donu he hmain es indiactors se milty hain es liye hum trend ko achi traha find out karny k bad he apni trading karen ta k hmain loss na ho jay indicator nahi hai jo 100% right Ho trading karne ke liye koi bhi indication use kare wo traders ki help zaroor karte hain lekin koi bhi indicator 100% right nahi hota traders Ko Kisi bhi indicator use karne se loss ho sakta hai isliye kabhi bhi kisi traded pe indicator repair 100% depend Na Kare
            • #21 Collapse

              Re: Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

              ji members kya hal hai aapke ummid karti hun aap sab theek hun yaar apna Kam bahut acche se kah Rahe honge jaisa ki aap ko pata hai ki Hindi kata bahut sari hote hain ISI tarah hi bahut sare indicators on ki bahut jyada important values hote hain indicators kitni hoti haiKoi indicator samay trading mein bahut jyada profit de jata hai aur ISI tarah ko indicators mein bahut jyada last jata hai usi tarah Hindi kata ji bahut jyada important and indicators ko trading mein istemal karne se pahle jaruri hota hai kya is koshish analyse Karne wale uske bare mein information karne ke bad hamen usko use karna chahie aur iska use karneshyam yah pata hona chahie ki yah integrated hamen padega last sabse pahle Jo important chij hoti hai bahut hi experience aakar hamare pass experience hoga to ham kisi bhi chij ko istemal karne se pahle bahut jyada acche se nice kar lenge aur uske bad hi uske bare mein decision karenge ki humko iska istemal karna hai ya nahin isliye hamen ek Ham Karenindicators ka inter ka bahut soch samajh Kar Karen Taki hamen fayda hasil Ho agar Ham is tarah se nahin karenge to hamen fayda hasil nahin hoga aur agar Ham ne apne experience sonali ko badhana hai to hamen chahie ki ham har tarah ki information ek arthi karke aur hardworking ke sath kam Karen aur benefit hasil Karen
              • #22 Collapse

                Re: Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

                dear member ya indicator trading ke liye bahut achcha hai aur koi bhi member isko apni trading mein bahut acchi tarah Se istemal Kar lene ke bad aur is ko acchi tarah Se profit Le sakta hai members ke liye yah baat bahut important hai ki un logon ne apni trading ko bahut acchi tarah Se continue kar lene ke liye indicators se related apne experience ko bahut acchi tarah Se improve karna hota hai aur apni trading mein kabhi maximum risk nahin Lena hota hai indicators maximum type ke hain aur ine indicators ka istemal bahut acchi tarah Se karne se related members ko bahut acchi tarah Se experience hasil karna hoga aur yah experience members ko tab Mil jata hai ki jab vah apni trading ko bahut acchi tarah Se continue kar lene ke liye bahut acchi tarah Se apni struggle ko bhi continue kar rahe hote Hain aur aise log ke jinko indicators ke bare mein kuchh bhi maloom nahin hai yahi vajah hai ki vah apne indicators ko acchi tarah Se trading mein istemal nahin kar paate aur indicators Ka istemal karna bahut important hai koi bhi member indicators ki importance ko ignore nahin kar sakta aur jo members inki importance ko ignore kar dete Hain yah vajah hai ki aise members ko trading mein bahut problem ho rahi hoti hai aur agar koi bhi member apni trading ko bahut acchi tarah Se continue kar lena chahta hai to usko har tarah Se apne experience ko improve kar lena hoga experience ko improve kar lene ke bad kisi bhi member ko trading mein koi problem nahin aaegi aur koi bhi member apne trading ko acchi tarah Se Kar payega
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

                  FOREX TRADING AND INDICATORS
                  forex trading business duniya ka sab se behtreen business hai lekin dear business koi bhi ho us mein Kamyab hona itna asaan nahi hai jitna hum log samajhty hain Har kaam mein Kamyab hone KY liye humein us kaam ko proper time dyny ki koshish krni chaheye kyun ky yeh aik aisa business Hai jis mein kamyabi hmare ache time dyny per depend krti Hai agar Hum ache trader banna chahty hain ache working acha result achieve krna chahty hain to phir humein apny kaam ko time dyny ki koshish krni ho ge is ky ilawa humein chaheye KY is business Mein bohat sare techniques aur tools istemal hoty hain jo hmari trading ko kamyab bnane mein hmari help krty hain
                  Lekin dear techniques aur tools jo bhi hun humein Un ko ache tareeky se samajhny ki koshish krni chaheye aur Un ko ache tarha se follow krny ki koshish krni chaheye ta ky hum Un ka sahi istemal kr saken aur apni trading ko kamyab bna saken jitni ache koshish ho ge utna acha reward humein ache bonus ki shakal mein mil Jae ga
                  TRADING Mein bohat sare different indicators bhi istemal hoty hain jo humein market Mein trade open krny KY liye ache entry ki opportunity provide krty hain lekin hum indicators ka proper istemal usi waqat kr sakty hain jab hmare pas Un se related acha knowledge aur experience ho GA us ky bgher hum Un ko na he follow kr saken ge aur na he acha kaam kr saken ge forex trading Mein ache indicators bhi istemal hoty hain lekin faida usi waqat hota hai Jab Un ko proper learn Kiya Jae aur in ka acah experience hasil Kiya Jae us ky baad he hum apny kaam mein acha reward acha result haisl kr saken ge
                  PARABOLIC INDICATOR
                  parabolic indicator bhi bohat behtreen trading indicator hai lekin dear yahan bohat Kam members is indicator ka istemal krty hain maximum members Yahan support aur resistance ko follow kr KY trading krny ki koshish krty hain kyun KY market is ko maximum follow krti Hai aur is ko follow kr KY acha result haisl krny mein bohat help milti hai
                  Lekin jahan tak parabolic indicator ki baat hai to is se bhi acha faida mil jata hai lekin is ko seekhna bohat zayada zaroori hai mein ne is indicator ko apni trading Mein follow nahi kiya is liye kuch zayada information nahi hai mere pas par ye humein ache signals provide krta Hai is ky signals ko follow kr KY acha result milta Hai
                  Ye indicator humein market ki price direction Mein potential reversals ko find krny mein help krta hai
                  Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	43
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12333832
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

                    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201003-213206_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	135.6 کلوبائٹ
ID:	12333833

                    Yes dear forex ma bhot sary indicator hai jo trader ki har mumkin help karty hain. Ye trader ko market ki sari info ik page par show kar dety hai jis sy trader ko new trade open karny ma help melti hai. Ye indicator stop loss or take profit ko set karny ma b hamari madad karty hain. Forex ma indicator ki popularity ki waja unko use karny k method par mabni hoti hai. Jo indicator use karny ma jetny asan hoty hain wo traders ma etny he zayada popular hoty hain. Es topic ma ham parabolic indicator ko discuss karyn gy.

                    Parabolic sar indicator. Ye indicator market ma potential reversal ko find karny k lae use hota hai. Ye trader ki market ma enter or exit hony ma help b karta hai. Ye indicators dots par mabni hota hai. Jb ye dot market ma candle k nechy banta hai to es ka matlab hai k market up trend ma hai or jb ye dot candle k uper banta hai to eska ye matlab hota hai k market downtrend ma hai. Es k elawa en dots ko stop loss ko set karny ma b use kiya ja sakta hai. Jesy jesy market ma price upward ya downward move karti hain ye dots b upward or downward move karty rehty hain jis sy traders ko market k trend k change hony ka pata chalta rehta hai. Ik bar candle agr en dots ko touch kar jae to eska matlab ye leya jata hai k market apna trend change kar chuki hai or es ki waja sy dots ki placement b change ho jati hai.

                    Ye indicator traders ma bhot popular hai or es he waja sy bhot sary trader esko large scale par use karty hain es ki main waja ye hai k ye indicator use karna or eski base par trade karna bhot easy hai.
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

                      yes dear bahut hi acchi aapane information share ki hai aur kafi helpful tools samjha jata hai aur bahut se professional aur expert raider stools ka istemal had se jyada karte hain aur stools ko technical analysis pic Kiya jata hai aur price ki determination aur direction Ko is indicators ke through hi define Kiya jata hai aur isase acchi tarike se draw Kiya jata hai aur is baat ki analysis ki jaati Hai Ki next movement iski kis taraf ho sakti hai aur is indicator ke through market ko samajhne Mein kafi aasani Ho jaati

                      Parabolic SAR ko J.walles Wilder Jr. Ne create kiya tha iski strength index (RSI) najar mein rakh kar ke aur is indicator ka impact har EK chij ke upar bahut hi jyada padta hai chahe vah bottom line ho yah Koi reversal pattern Ho aur har tarah Ki market ki situation Mein yah alag tarah ka shape create kar deta hai jisse analysis karna bahut hi mushkil kam hai lekin namumkin nahin agar aapki grip is indicator ke upar jyada strong hai to aap isase aasani identify kar sakte hain is indicators ki madad se moving average ko bhi acche tarike se samajh paate hain chahe market FIR short-term Mein movement dekha Hai yah long-term mein

                      Aur yah petrol signal ko bhi confirm karta hai agar Ham ADX moving average ko follow karte Hain tab Forex ke business Mein har EK indicators ka important role hota hai aur professional trader har EK indicators ke bare mein maximum knowledge or experience hasil karta Hai kyunki Forex technical business hai jismein technical chijon ka istemal bahut hi jyada Kiya jata hai aur in ki badaulat hi market ko acche tarike se samjha bhi jata hai agar inke upar kisi trader ki grip strong nahin hogi to vah kabhi bhi market ko samajh hi nahin payega to apne aap ko Hamesha alert aur active rakhna chahie aur jitna ho sake technical tools ke bare mein jyada se jyada knowledge hasil karna chahie Taki is business ko aur behtarin tarike se samajh paya aur maximum profit isase gain bhe or paye
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

                        AOA dear friends , Forex mein trading karte hue traders bahut sare indicators istemal karte Hain in indicators ki bunyad per trading bahut hi acche result provide karti hai in indicators may se ek indicator hai jis ka zikar aap se karna chahun ga
                        PARABOLIC SAR INDICATOR trend identify kerta hay or hammain stop loss find kernay main help kerta hay yes aik technical indicator hay jo key market trend key stop hony aur reverse hony ka indication deta hay, parabolic sar popular tool hay jo key asani se future trend momentum ka batata hay, Parabolic ko agar trend following indicator be kaha jaye to ghalat nahi ho ga, trailing stop aur stop key points ko be market me parabolic indicators se find key ja sakty hey, es technical indicator key base par market key flat areas ko be identify kia ja sakta hay aur market key reversal areas ki identification be asani se ki ja sakti hay aur Parabolic Sar technical indicator hay jo key market trend key forestall hony aur reverse hony ka indication deta hay, parabolic sar popular device hay jo key asani se future trend momentum ka batata hay, Parabolic ko agar fashion following indicator be kaha jaye to ghalat nahi ho ga, trailing stop aur stop key points ko be market me parabolic indicators se find key ja sakty good day, es technical indicator key base par market key flat areas ko be become aware of kia ja sakta hay aur marketplace key reversal areas ki identity be asani se ki ja sakti hay aur agar hum logo ko market ka trend mil jata hai to phir hum log isko follow kar ke trading kar sakte hain Agar Hum Log Trend ko follow kar ke trading karte hain toh phir Hum Log Kafi achha profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain aur hum logo ko iska bahut fayda Hota Hai
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

                          Forex trading Ki best prediction aur strategy Parabolic sar indicator sy hasil ki ja skti hy other indicators se different chart me signal deta hay jes ki banawat dot ya point shape key hoty hey jo key market trend key change hony key sath candle key up side me ya down side me banty hey other technical indicators ya to lines chart me banaty hey jo key market key bullish ya bearish trend ka eshara dety hain jis sy hun market ko analysis kar sakte Jan

                          Basically Support aur resistance ke tor par bhi use kar saktay hain thora fasla day kar fractals show hotay hain aur in ko agar big time frame may use kia jaye to bohat faida mand hotay hain, bohat saray analysts is ko apni analysis may bhi use kartay hain, yeh aik custom indicator hay aur ap is ko apnay indicator ki list may talash kar saktay hain. Ap chahain to is k color ko bhi change kar saktay hain, long term may karna hoga, short term may nahi hogi kyo keh short term may fake fractals bohat bantay hain aur phir andaza karna mushkil ho jata hay keh konsa fractal sahi hay, baaz dafa fractal form ho kar phir ghayab ho jata hay is lye phir hamay 3 candles tak k wait karna hota hay, ta keh fractal confirm ho jaye, ya phir big time frame, jaisa keh H4 ya D1 may dekhna hota hay, short term may faida Hota hy isky ilawa parbolic indicators ko use krty hain tu es main hmain achi trah se smjhny k liye knowledge hona chahye kyon ke jub tak hum indicators ko use karty hain tu hmain apny analysation bhi zarri hoti hai q k hmain indicators hmaisha sahi result nahi dety hain es liye hmain ahitayt se en ko use krna chahye Parbolic indicators ko understand karny k liye kuj parbolic indicators ko hum SAR bhi kahty hain yah aik trahs e sidha or asan tarika hota hai es main hum trend ko find out karty hain k trend kahan se start krty hain or akhan khtam hota hai yah donu he hmain es indiactors se milty hain es liye hum trend ko achi traha find out karny k bad he apni trading karen ta k hmain loss na ho jay indicator nahi hai jo 100% right Ho trading karne ke liye koi bhi indication use kare wo traders ki help zaroor karte hain lekin koi bhi indicator 100% right nahi hota traders Ko Kisi bhi indicator use karne se loss ho sakta hai is lye hamaisha apni market py focus karna chahie
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

                            Parabolic sar forex market main trade kerny ky liay bahot hi simple aur bahot acha trading indicator hai jis ko her trader bari asani ky sath samajh ker trade enter ker sakta hai aur continue bhi parabolic sar ki madad sy ker sakta hai ky jab market kisi aik direction main movement kerti rehti hai tou parabolic sar ka dot bhi sath sath move kerta rehta hai lekin jab dot candle ky bahot qareeb aa chuka hota hai tou us waqat market ki same trend main movement ki strength bahot zyada decrease ho chuki hoti hai tou hamain phir aesy time per trend change ky liay ready ho jata chahiay ky jesy hi market main movement ki waja sy dot shift hota hai ky candle ki other side per chala jata hai it's mean ky previous trend main market ki movement ab end Ho chuki hai ab market main new trend start ho chuka hai tou hamain trade bhi new trend ky mutabiq hi open aur continue kerni chahiay ky jab tak dot candles ky aik hi side per sath sath move kerta rehy hamain trade bhi same order main continue rakhni chahiay lekin jesy hi dot shift hota hai tou hamain previous trade ko close ker ky new trend ko follow kerna shoru ker dena chahiay ky ham new trend per trade kerty huey market main achi trade ker sakty hain lekin dot jab candles ki aik side sy dusri side per shift hota hai tou aesy time per ham trade dot ki position ko dekh ker enter kerty hain ky agar dot shift hony ky bahd candle sy bahot door banta hai tou it's mean ky market main jo trend change ho raha hai woh long time tak chaly ga aur agar same dot shift hony ky bahd candle ky qareeb banta hai tou yeh aesi indication hoti hai ky market main trade open na ki jaey kyun ky dot ho sakta hai next two to three candles ky bahd hi shift ho jaey tou hamain aesy time per trade sy avoid kerna hi acha hota hai jabky dot bahot door Ho candles sy tou yeh confirmation hoti hai trend change ki ky hamain aesy time per new trend ky mutabiq trade enter ker ky continue ker leni chahiay
                               
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

                              forex ki market mein trading k liye parabolic indicator bohat he zeada important hai aur bohat he acha indicator hai jis ko koi bhi trader easy ho ker aur learn ker k trading mein use ker sakta hai aur entry ly sakta hai forex market mein jab hum kaam kerty hain tou humen best prediction sirf aur sirf indicators k use se he pata chal sakti hai ye bohat he charts mein signals provide kerty hain jin ki shapes ya tou dotts mein hoti hai ya phir point shape jo k market k trend k change hony k sath candle k opar wali side mein ya phir down wali side par benty hain parabolic indicator market mein potentail reversal ko show kerny k liye use hota hai aur ye market mein trader k liye entry point aur exit leny mein bhi help kerta hai ye indicator dots ki base par hota hai dot upar bhi ho sakta hai aur neechy bhi
                              agar dot candle k opar hhai tou is ka matlb hota hai k ye down trend mein hai aur agar wahi dot candle k opar benta hai tou is ka matlb hota hai k ye up trend mein hai in dots ki help se hum stop loss ko bhi set ker sakty hain jis tarhan market mein prices upward ya phir downward move kerti hain isi tarhan ye dots bhi up ward aur down ward move kerty rehty hain is ki help se trader ko trend k change hony ka bhi pata chalta rehta hai agar candle in dots ko touch ker dy tou is ka matlb ye hota hai k market ka trend change ho geya hai aur isi ki wajah se bhi dots ki jagah bhi badal chuki hai ye indicators traders mein bohat he zeada famous paya jata hai is ko learn ker k is mein kaam kiya ja sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex Trading main Parabolic Indicator Importance, Jaiza

                                Aaja Main aapko bataenge ki market Mein parabolic indicator kya hote hain aur yah market mein kya Rol Ada karte hain Iske bare mein Ham Apna experience and knowledge aapse share Karenge market Mein different kesm ke indicator maujud hote hain Hamen in indicator ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Jab Hamen in indicator ke bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein in indicator ko acche tarike se use kar Sakenge aur acche tarike se trade Laga Sakenge yah indicator trade Lagan Mein Hamari bahut hi jyada help Karte Hain in indicator ki help Se ham market ko acchi tarike se samajh sakte hain uska analysis kar sakte hai yah indicator market mein bahut hi jyada popular Hote Hain indicator ki help ke Bagaha market Mein acche tarike se trade Nahin Laga Sakte aur na hi acchi kamyabi Hasil kar sakte hain

                                Parabolic indicator market mein bahut hi jyada important hote hain Iske bare mein hamare pass Achcha knowledge Hona chahie parabolic indicator market main potential reversal ko find karne ke liye use kiye Jaate Hain yah parabolic indicator ki help se Ham market ko acche tarike se analysis kar sakte hain in indicator ki help se Ham market Mein moving average indicator ko acche tarike se samajh sakte hain Jo professional or expert trader hote hain unhen ine indicator ke bare mein bahut hi jyada Achcha experience and knowledge Hota Hai

                                Bahut se market Mein trader is Apne trading Mein use karte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Jab Ham market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen Hamesha active kar market Mein trade Lagani chahie Jis indicator ke bare mein hamare pass Achcha knowledge us indicator ko acche tarike se use Karke market Mein trade Lagani chahie
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X