Re: Sawaal : Bullish Or Bearish Hotay Kia Hain Or Kis Liye Istamal Hotay Hain "
Asslam o alaikum all forex forum members i hope you will be good and bhai jan main apko btana chahta hoon k forex forum aik bahot hi zbrdst online buisness hy and ager baat ki jay trading ki to is mai ap ko bahit c cheezon ko follow kar skty hain and bahot c chezon ka focus krna bahot hi zyada zaroori hota hy jaisa k markeet main chart k oopar candles ki movments. And ager baat ki jay candles ki to 2 candles bahot importent role ada krti hain wo hain bullish and bearish ap na zaroor in k name to suna hi hoga to in k faidy bhi bahot sry hoty hain jaisa k aik sab sa bara faida ya hy k ya apko markeet k baary main btateen hain k ab markeet kaha movr kry gi jis sa apko idea ho jata hy k ap markeet loss ki traf jay gi ya proffit ki trf and us k baad bullish bull k name sa nikli hy jaisa k apko pta hy k bull aik animal ka name hy so ya markeet ko harket main lata hy and isi trha bearish bhi bear animal k name sa liya gya hy. Aik perfect and expert trader banny k liye in ko learn karna bahot zyada zaroori hy. Forex market main demand aur supply kay lehaz say jo move hoti rehti hay us say market main trend bantay rehtay hain. jo kay forex trading main aik khas nam say janay jatay hain. aur forex trader honay kay natay trader ko wo terminologies ka hona boht zarori hay jis say trader kay professional honay ka idea hota hay. market main jo trend oper ko move kerta hay us ko bullish trend kehtay hain. aur is ko up trend bhi kaha jata hay. lakin zayda ter bull market ka lafaz use kia jata hay. aur isi trah say ager donw trend hay to us ko bearish trend kaha jata hay aur down trend bhi kaha jata ahy. ya bearish market ka name bhi use kia jata hay. is kay ilawa aik aur trend hota hay jo side ways hota hay is ko consolidation ay side move bhi kaha jata hay. yeah total 3 trend market main paye jatay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим