Re: PIP kya hoti hy? jaiza
AOA dear friends , Forex trading mein trading karne ke liye aap ko sabsey pahle forex ki jo buniyadi aur basic turmes ka bhi pata hona chahie Forex trading mein agar aap ko Forex ki basic things Ka pata hai To aap key liye trading karna aur training ko samajhna aur trading ko analyse karna bahut aasan ho jaega aur aap ek profitable trading kar sakenge kyun kay jab tak aap ko aik basic chiz ka pata hi nahin hai tab tak aap samajh hi nahin sakte ke aap trading se kaise acche result hasil kar sakte hain aur ine hi basic chizon mein se ek chiz hai jis ko PIP kahate Hain FOREX MEIN TIPS SE MURAD YAH HAI KI jab aap market mein ek trade ko open karte Hain To to woh aap ko kuch fayda deti hai ya nuksan de rahi hoti aur aap ki trade price up trend mein move karti hai ya phir down trade mein move karti hai is up or down trend ko Ham PIP ke hisab se read karte Hain se Murad yah hai Ki trading men jo price ki ekae hoti hai yani price ki reading k liye ham jo ekae ko use krte hain usse pip kehte hain, aur ham apni trades men apni lots ko pips k hisaab se set krte hain k hamen aik pip per kitna profit ya loss hoga, up yadown movement hoti hai to usse pips men read kia jata hai aur agar pip ki baat ki jaye to ap jitny dollars ki trading kary gy wo hi pip ki qimat hogi jesy agar ap 1 dollar ki ki trade open kary gy to agar wo profit me jaye gi to har ek pip par ap ko 1 dollar profit mily ga or agar wo hi trade loss me chali gai to apko har pip ka 1 dollar hi loss hoga or agar ap apna lot size barhaye gy to ap ka profit or loss per pip k lehaz sy increase kary ga is liye ap ko lot size kam hi rakhna chahiye ta k apko loss kam ho or sath hi sath pip ki qimat ka andaza b ap ki lot size par depend karta hai jitna lot size hoga utna hi apko ek pip ka loss ya proft ho ga jab ap trading kary gy to apko pata lag jaye ga k kesy pata lagy ka pip ki qimat ka dear friends PIP aik aisi ikaaai hea Jis se aap ki train ke bare mein pata lagta hai ki yah to profile mein ja rahi hai loss mein ja rahi hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим