Re: JAIZA : Important Candlestick in Forex Trading.
Salam Members , G mai Thori mazeed Wazahat kru ga .
FOREX mai important Candlestick hain jin ko hum daily base py trade lagany sy pehly dekhen gy or us ky mutabiq
trade lagayen gy , iss sy hamen Market analysis clear ho jaty hain or hum easily profit lay sakty hain.
1.BEARISH CANDLESTICK : Yh candle RED OR BLACK colour ki hoti ha , Bearish ky qeemat oper ki taraf open hoti ha
or nechy ki jaanib Closed hoti hai.
2.BULLISH CANDLE STICK :Bullish ka opening keemat nechy ki jaanib hota hai, jab ky uper ki janib closed hota hai.
Candlestick ki aik body or 2 shadow lines hoti hain. Candle mai 4 Cheezain hoti hain,
1.Open 2.Closed 3.Low 4.High , iss ky ilawa iss mai aik UPPER SHADOW hota hai or aik LOWER SHADOW.
MARUBOZU BULLISH CANDLE : iss mai na upper shadow hota hai or na lower shadow hota hai or yeh sub sy zyada Bullish Candle
hoti hai. Phir iss ma aik ati hai
DOJI CONDITION CANDLE . Yani jo condition upper bani hai nechy bhi wohi bani ho gi dono equal .
phir aik MOROBOZU BEARISH CANDLE bhi banti hai.
Yh tamaam condition forex mai bhut meaning rkhti hain in ko dekhty howy next trade lagaya jata hai In analysis ko dekhna bhut
zarooori hota hai , in ko analyis krna bhut important hai or yeh Trade ky leay zarooori cheezain hain.
Forex Trading mai yh tamam candle condition bhut ehmiyat ki haamil hain, in ko judge krny ky bad apko kabi loss nhi hoga
or ap hamesha profit earn kren,
GOD BLESS U , THANKS.
اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter
پيغام ديکھيے

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим