Forex= support and resistance = successful trader.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex= support and resistance = successful trader.
    Click image for larger version

Name:	supportandresistance.jpg
Views:	1
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12466449
    Forex aik proper finance business hy jiski demand apne trader sy professional hona hy taky kamyab bhi ho or zyada sy zyada trader market mein survive karsaky. Haqeeqat tou yehi hy ky kamyab trader banna aik din ka kam nahi hy beshak ye safar lamba hy lakin agar trader sachy dilse mehnat kare tou ye target achieve karna possible hy. Forex apne traders ko opportunities ky sath facilities bhi deta lakin ye sara depend trader ky mindset or knowledge py karta ky wo kis tarah wo iss market sy benefit hasil kar sakta. Market mein 2 types ky trader mojood hoty hain aik wo jo shortcut istemal karte or luck py depend karke na kami ko apna muqaddar banate or dusre wo jo sakht mehnat karke na sirf kamyabi hasil karte balke newcomers ky liye trademark bhi bante. Forex mein 3 types of analysis hain (1) technical analysis, (2) fundamental analysis and (3) sentimental analysis, fundamental analysis news ky zariye hota hy or zyada tar traders isko isliye use karte kyo ky ye easy hy or trader ka mindset kam time mein zyada kamane ka hota jiska result fail ke surat mein nikalta, sentiment analysis mein trader market ke position daikh ky decision leta jis ka connection fundamental analysis ky sath hota hy jabke technical analysis sabse tough hy lakin agar sahi sy seekha jaay tou trader market mein zyada profit or long term tak survive karne ky kabil hoga. Forex mein experts suggest technical analysis ko hee karte beshak ye tough or learning process lamba hy lakin issy trader ko market sy behtreen response milta hy. Agar ghour kiya jaay tou fundamental analysis forex market mein 1% kam karti lakin isko use karne sy 90% traders fail hoty jabke technical analysis 99% market mein work karti lakin sirf 10% traders isko use karte or kamyabi hasil karte. Support and resistance (S/R) technical analysis ka sabse aham tareen tool hy jisko key to success bhi kaha jata hy kyo ky chahe kisi bhi kism ke strategy banai jaay trading ke liye support and resistance lazmi involve hota hy. Trading ky dooran (S/R) clearly indicate karta market ke position ko or agar trader jaldbazi ky bajaay sabar sy market ko study kare tou yaqeenan profitable trade hoga. Support and resistance ky zariye trade karne sy pehly trader ko achi tarah sy iski knowledge hasil karne ke zarurat hy taky forex jaisi legitimate market mein success hasil ho saky. Members sy guzarish hy apna experience share karain (S/R) ky hawaly sy.
    Last edited by ; 29-07-2020, 08:34 AM.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex= support and resistance = successful trader.

    G han dear ap ka kam hai kay ap es mai hamesha apna kam mahnet aur lagan kay sath kiya karain aur ap ka kam hai kay ap es mai support aur resistance ka khs khyal rakha karain ager trade support level tak jata hai tu ap ka kam hai kay ap usi hisab kay sath us mau kam karain jub kay ager ap ka trade resistance pay jata hai tu ap ka kam hai kay ap trade usi hisab kay sath karainkiyu kay ap kay acha kam ki har koi tareef karta hai aur ap ka kam acha hota hai tu ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain tu ap hamesha mahnet aur lagan kay sath acha kam kiya karain kamyabi ap pay hai per ap ka acha kam ap ko kamyab kar daita hai ap achye anylsis kay sath kam kartye hain tu ap kaliye faida he faida ho jata tu ap ka kam acha hona zaroori hai tu ap achye anylsis kay sath acha kam kar saktye hain achye anylsis pay kam karnye ka kafi faida hai ap es mai kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap market mai nazar rakh kay es mai achye anylsis kay hisab say acha kam kartye rhain ap kaliye es mai support aur resistance bhi asan ho jata hai kiyu kay market kay anylsis mai har cheez atye hain jis mai ap acha kam kartye hain aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu apna kam ap es mai mahnet aur lagan kay sath hamesha kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain acha kam kamyabi ki zamnat hai ye bat comfirm hai tu ap ka kam hai kay ap es mai achye anylsis kay sath kam kartye hain tu ap sirf kamyab ho jatye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai jis kay bad ap es mai apna kam asani kay sath acha kar laitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha kartye rhain ta kay bad mai ap ka kam better ho jata hai aur ap kamyab ho jatye hain kiyu kay mahnet karnye say har aik kam mai asani hoti hai aur ap kaliye kamyabi bhi hai tu apna kam ap es mai mahnet kay sath karain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Forex= support and resistance = successful trader.

      Fores trading me support or resistance ka ilm hona b zaroori hai wo esy kh market eik khas point pr ja kr waps a jati hai jaisy oper pics me daikhaya gia kh 3 sy 4 bar market oper ja kr waps a jati hai or esi tarah nechy b eik point tk ja kr waps a jati tu oper wala resistance khelay ga or neechy wala support khelay ga zaida tar jb mar side me chaal rahi ho tu es me RSI , EMA Fibonnacci in sab indicators ky madad daikh kr best option nikali ja skti hai or lot open kr ky profit book kia ja skta hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex= support and resistance = successful trader.

        Support and resistance levels se market ko analysis karny me asaani hoti hay agar market trend clear na ho aur koi important news be release na ho to es situation me traders key ley sab se best option hi yahi hota hay key candles ko understand kar key support and resistance levels ki bunyaad be trades open karen es me risk kam aur benefits zeyda hoty hey, successful aur expert traders agar difference achi strategies ka use karty hey aur best indicators ka be use karty hey to yahi par traders support and resistance levels ko be nazar me rak kar trading karny ki koshish karty hey, ye levels asani se nahi banty hey aur na hi ye asani se kabi break hoty hey kam se kam be market ki movement 3 ya 4 times support and resistance levels key darmeyan move karti hay es key bad hi koi important news en levels ko break kar sakty hey, support and resistance 1 tarha se helping aur best market analysis indicator hota hay jes ko use karty howy ham candles ko be understand karny me kamyab hoty hey aur hamy es indicator ki waja se market key top aur bottom levels ki be identification ho jati hay jo hamari trading ki performance ko mazeed be behtar bana deti hay, market key top aur bottom levels hi actual me support and resistance levels hoty hey aur ye line asani se break nahi hoty, es indicator ko use karty howy ham safe trading karny ka advantage le sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Forex= support and resistance = successful trader.

          dear aapane bahut hi detail ke sath Humko sport and resistance level ke bare mein guide kiya hai aur iske sath sath market Mein maujud different indicator ki Kuchh important information Hamare Sath share Ki Hai Jo Hamare liye bahut jyada healthful ho sakti hai.

          No doubt Jo member support and resistance level ko samajhne ke bad kam karte hain vah bahut hi acchi trading kar sakte hain aur daily basis per bahut accha profit Hasil kar sakte hain Agar Ham Ko support and resistance per kam karna hai to uske liye sabse pahle Humko yah samajhna Hoga Ki support and resistance level kya hota hai aur isko Kaise calculate Kiya jata hai.

          Support level:

          Kisi currency pairs etc ki moujouja price sa down price zone, js sa price down further neechy jany ka imkan na ho us level ko support level kaha jata hai.

          Resistance level:

          Kisi currency pairs etc ki moujouja price sa above price zone, js sa price further above jany ka imkan na ho us level ko resistance level kaha jata hai.

          Click image for larger version

Name:	unnamed (1).jpg
Views:	6
Size:	27.1 کلوبائٹ
ID:	12329693

          Calculation of Support and resistance:

          Agr ap support and resistance level ki calculation krna chahty hain tu apko is kay liye different strategies ka istemhal krna hota hai or last day ki different values for example high and low levels or closings value of last days ki basis per ap aik pivot point ki calculation krty hain or support and resistance level ko fix kr sakhty hain.

          Importance of Support and Resistance:

          Agar aap properly support and resistance level ko calculate kar lete hain to aap is position Mein a sakte hain ki aap bahut profitable trading kar sakte hain Kyunki Jab Bhi market support and resistance level ke andar movement Karegi to aap aap ek acchi trading kar sakte hain aur Iske bad Jab market is level ko break karti hai to aap candlestick ki help Se Jyada profit Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex= support and resistance = successful trader.

            Ji han bilkul dear brother aapane bahut hi acchi information share ki lekin Forex Mein Jab Ham trading karte hain to market ek hi level per bahut sari candles banati hai aur kis mein bahut Sare candles banane ki vajah market ki previous report yah resistance Hoti Hai Jis Tarah Ham Dekh Rahe Hain Ki market ek hi level per jaati hai aur vahan se use level ko touch karti hai aur Wapas a jaati hai aur FIR Ek niche level per Aati Hai Jis Se Usko support milati Hai vah vah market Dobara Upar Chali Jaati Hai market Jab Bhi movement Karti Hai To vah Ek support aur resistance ke Darmiyaan movement Karti Hai Jahan Bhi Ham Dekhen ki market Mukhyalay Kishan ki candles banaa rahi hai aur usmein Mukt shapes ki candle ban rahi hain aur Market Mein Jahan candles ki ki Tech lambi hoti hai aur candle ki body Chhoti Hoti Hai vahan Ham dekh sakte hain ki market ki previous support ya resistance ho sakti hai.

            Dear Jab Bhi market Kisi bhi strong support ya resistance ko break karti hai uska next target market ki next support yah resistance hota hai for example Agar 1 support ko market ab word break karti hai to uska matlab hai ki market ka next target next resistance ho sakti hai isliye aap apna ismein take profit Upar Wali resistance per Laga sakte hain Agar Ham Dekhen to market mein aap Is Tarah Ki strategies per kam kar sakte hain jisse Apna daily target aap aasani ke sath complete kar sakte hain dear support aur resistance ke Darmiyaan trading karna sabse best hota hai isase aapko long term trades bhi mil sakti hain aur aap ismein short-term trades bhi kar sakte hain.

            Support or resistance ko price action strategy bhi Kaha Jata Hai iske liye aapko ismein proper knowledge ka istemal karna hoga aur ismein aapke pass Achcha experience hoga tab bhi aap market ki support or resistance ko check kar sakte hain vah ismein aap apni trade Laga sakte hain aapane Jab Bhi Koi trade market ki support yaar resistance per open karni hai to aapko Uske Breakout ka wait karna hoga aur uske bad aapko trade open karna Hogi long term ke liye market mein support aur resistance per Hi Kam Kiya jata hai usse Achcha profit earned Kiya Ja sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex= support and resistance = successful trader.

              Dear ap na bohat acha thread share kia hai forex main support or resistance ke bohat important hai . Candlestick ke movement main support and resistance lazmi hoti hai. Jab be candl move Karthi hai to wo support and resistance ka sath lazmi attach hoti hai.
              Movement of support level.
              Dear jab candlestick ke movement hoti hai to us main support level ko touch Kar ka pher upward direction main move start Kar dati hai.
              Movement of resistance level. Dear jab candlestick ke movement start hoti hai or upward ke direction main Kar ka resistance ka sath wapis move Karthi hai or candlestick ke movement change ho jati hai .
              Successful trader.
              Dear successful trader support and resistance ki lazmi dakhta hai or pher apni trade open kartha hai.
              My dear forex forum member trading main apna Target achive karnay ka lay khuch requirements hoti hain jin ko use Kar ka ham apna target achive karthy hain.or pher ham am successful trader ka name par pachany jaty hain.dear is network main bohat menath karni hoti hai pher ja ka koi result milta hai.is result ko achive karnay ka lay khuch point Hain Jin ko istemal karna hota hai.wo ye hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex= support and resistance = successful trader.

                Dear kafi acchi information aapne share ki hai support and resistance ke bare mein aur baki important tools ke bare mein jese fundamental analysis hogya aur technical analysis hogya aur sentiment analysis hogya inke important cheezon ke bare mein aapne achi information share ki hai ager hum proper tarike ke sath in important tools ka sahe se isetaml karen to hum forex ke kam ko aur asan bana sakten hain kyunki in cheezon ka impact forex ki market per had se ziaydeh padta hai aur forex ki market aur iski movement bhe in he cheezon per depend krti hai aur professional trader in he cheezon aur points ka istemal krke real trend ko define krta hai

                support aur resistance kyun important hai:-
                support nechle price ko show rekrta hai aur ek level bana huwa hota hai nichle sateh per os cheez ko hum support kehte hain ager market is level ko break kr deti hai to wo out of control ho jati hai jub tk market support ke level ko break nahe krti tb tk market ki movement darmiyani hoti hai aur market sirf center mein he move hoti rehti hai aur jub koie data ya news aa jati hai to iska impact directly market ke trend per padta hai aur market ki movement ziaydeh fast ho jati hai aur ager is market support ke level ko break kr deti hai to market out of control ho jati hai aur ise tarah ager market resistance ko break kr deti hai tab bhe market out of control ho jati hai aur alag he direction mein move hoti rehti hai aur is cheez ka benefit boht se trader timely uthaten hain aur accha profit forex se gain krten hain

                ​technical points and tools:- forex ke business mein technical points aur tools ki importance boht he ziyadeh hoti hai aur in cheezon ka isetemal professional aur expert trader had se ziyadeh krte hain technical cheezon aur points mein jese fundamental analysis hogya jese sentiment analysis hogya aur technical analysis hogya in tools ka impact market per boht he ziyadeh padtha hai aur jis trader ke pass accha experience aur knowledge hota hai aur jis trader ko in cheezon ke bare main achi tarah se information hoti hai wo he trader forex ke business se accha profit gain kr pata hai in cheezon ke bare mein jitna ziyadeh information aapke pass hogie aap tuan he accha profit earn kr payenge bs focus ke sath kam krne ki zaroort hai aur in cheezon ke kesy use kiya jaye aur kis tarah in cheezon ko aapne trade ke uper implement kiya jaye os tarike ko define krne ki zaroort hai aur kis tarah se kam kiya jaye aur kab entry leny hai aur kab out hona hai in cheezon ke upper ager kise trader ki grip strong hogie in cheezon ke bare mein wo he trader accha profit gain kr payenge aur wo he trader success hogen forex ke business mein
                • #9 Collapse

                  Re: Forex= support and resistance = successful trader.

                  Trading k liye chahiye k ham forum py thread daikhe aur sath my apne senior sy advice ly k konsy sy tareeqa hai jis sy hm apni knowledge ko zayada kary aur trading my intermediate level p aur experience k base p expert level tak ja sakty hai.
                  Sirf mehnat aur lagan sy kam karna hai baqi sab tu hum ahesta sy seek sakty hai.
                  Market ko analyse kary ta k market k kia situatiin hai aur phir situation k mutabiq trading lagayi.
                  Trading my ajj kal buhut kuch hu sakta hai q k corona virus ny porni dunya ko hilaky rakdiya ab baat yu banti hai k corona virus kab khatam hoga tu koi pata nahi lakin ecenomy ko kharab kiya hai.
                  Jis ka sab sy zayada asar Trading p hai q k jab b halat kharab ho maulki ya benulaqwami tu phir trading kafi had tak mutasir hota hai. Lihaza trading karty waqt tarding chart or graph ko zarur study kary k trend kia reh chuki hai pechly hafty ya maheeny sy ta k buhut nuqsaan na hu balky hm market analysis kary aur market ki trend ko janty howy trade kary.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex= support and resistance = successful trader.

                    Support k liye koi onlie classes ka arrangment karna chahiye
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex= support and resistance = successful trader.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
                      [ATTACH]16777[/ATTACH]
                      Forex aik proper finance business hy jiski demand apne trader sy professional hona hy taky kamyab bhi ho or zyada sy zyada trader market mein survive karsaky. Haqeeqat tou yehi hy ky kamyab trader banna aik din ka kam nahi hy beshak ye safar lamba hy lakin agar trader sachy dilse mehnat kare tou ye target achieve karna possible hy. Forex apne traders ko opportunities ky sath facilities bhi deta lakin ye sara depend trader ky mindset or knowledge py karta ky wo kis tarah wo iss market sy benefit hasil kar sakta. Market mein 2 types ky trader mojood hoty hain aik wo jo shortcut istemal karte or luck py depend karke na kami ko apna muqaddar banate or dusre wo jo sakht mehnat karke na sirf kamyabi hasil karte balke newcomers ky liye trademark bhi bante. Forex mein 3 types of analysis hain (1) technical analysis, (2) fundamental analysis and (3) sentimental analysis, fundamental analysis news ky zariye hota hy or zyada tar traders isko isliye use karte kyo ky ye easy hy or trader ka mindset kam time mein zyada kamane ka hota jiska result fail ke surat mein nikalta, sentiment analysis mein trader market ke position daikh ky decision leta jis ka connection fundamental analysis ky sath hota hy jabke technical analysis sabse tough hy lakin agar sahi sy seekha jaay tou trader market mein zyada profit or long term tak survive karne ky kabil hoga. Forex mein experts suggest technical analysis ko hee karte beshak ye tough or learning process lamba hy lakin issy trader ko market sy behtreen response milta hy. Agar ghour kiya jaay tou fundamental analysis forex market mein 1% kam karti lakin isko use karne sy 90% traders fail hoty jabke technical analysis 99% market mein work karti lakin sirf 10% traders isko use karte or kamyabi hasil karte. Support and resistance (S/R) technical analysis ka sabse aham tareen tool hy jisko key to success bhi kaha jata hy kyo ky chahe kisi bhi kism ke strategy banai jaay trading ke liye support and resistance lazmi involve hota hy. Trading ky dooran (S/R) clearly indicate karta market ke position ko or agar trader jaldbazi ky bajaay sabar sy market ko study kare tou yaqeenan profitable trade hoga. Support and resistance ky zariye trade karne sy pehly trader ko achi tarah sy iski knowledge hasil karne ke zarurat hy taky forex jaisi legitimate market mein success hasil ho saky. Members sy guzarish hy apna experience share karain (S/R) ky hawaly sy.
                      forex market Mein jab bhi market movement kar rahi hoti hai resistance support ko follow karte hue moment karti hai agar office market Mein apne chat par resistance and support level dra kar lete hain to aapko yah pata chal jata hai ki market ne kaun se level par jakar reversal leni hai is market main aapko agar resistance and support level pura karne ka pata nahin hai to aapko is market Mein different indicators mil jaate Hain Jo aapke chat per resistance and support level auto patrakaar dete Hain aur unko dekar aap is market Mein trade open kar sakte hain Jo trader is market Mein resistance and support double ko dekhte hue trade open karte hain unko is market Mein achcha result milta hai aapko is market Mein trade lagane ke liye resistance and support level ko dekhte hue kam karna hota hai jo trader is market Mein trade lagate market nurses ke liye resistance and support level ko dekhkar trade open karte hain unko achcha result milta hai kyunki price action trading is market Mein long-term ke liye had se bhi kam kar sakte hain aur short-term ke liye aapko chhote time frame per analysis karne hote hain price action trading ke liye aapko food trading strategy banane hoti hai is market Mein kam karne ke different method available hote hain aap Jo sar bhi method select karte Hain uske liye hath se aapko is market mein fayda ho jata hai agar aap is market mein main candlestick patterns ko resistance and support level per find karte Hain to unka result achcha Mil jata hai aur is market Mein apne account per cprofit banaa sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex= support and resistance = successful trader.

                        Firum members main aapki baat ko samajh sakta hun support and technical values Hain aur trading market mein exit and entry point mil sakti hai aur acchi entry point se hamen maximum aamin mil sakti hai input dene se output milati hai.
                        technical data aur fundamental data use karke ham trader ban sakte hain aur reading market ko manipulate karke forum per focus karte hue kam kar sakte hain jo trading wali workout karte hain vah zeyada kamyab hai. Forum members trading market mein Pakistan forex forum perfect platform hai opportunity ko use karte hue kam Karen aur aur apni ability for use karen technical values technical data technical analysis
                        Ine sab per focus karna aapka kam hai aapane future trading business ko internationally many plate karna aur analyse karna hota hai single currency pair ko favourite currency care banakar usmein se avashya apna trading general banakar uski history ko note down kr len aur trend ko mark kren apne favourite currency pair ko daily follow karna chahie agar aapane trade open karni hai ya nahin karni fir bhi aap uske analysis ko rozana dekho gay to apko maloom hoga
                        Trading market mein multiple factor use karen aur kam karen. Printing ke liye technical tools ko bhi use karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex= support and resistance = successful trader.

                          G bahi bhot sary tarder jo sirf support r resistance pe kam krte han r bhaot acha profit earn kr rhe han kam se kam apko support r resistance draw krni ani chahye sirf inhi se ap acha profit daliy nikal skte han mkhtalif kisam ki support r resistance hoti han daliy weekly monthly jo ziada use hoti han jo important hoti han
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex= support and resistance = successful trader.

                            Dear forex members forex trading may haumay Kam karnay Kay liye hameshs informative news aur information pay believe kartay hoye trading karni parti hay aur kabhi kabhar esa hota hay Kay haum nay jiss currency pair pay ya commudities pay trade open karni hoti hay uss say related news ya Phir koi prediction nai release ho rhi hoti hay haumay market ki movement aur trends Kay liye experts aur experienced traders ki opinion aur updates bhi nai mil rahi hoti hay tou uss situation may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada important hota hay Kay haum apni abilities aur skills pay depend Kartay hoye successful tareekay say khud market ki resestence aur support levels ko identify kartay hoye apni abilities aur skills Kay mutabiq apni trade open karay iss Kay liye haumay hamesha market ki movement ko monitor karna hota hay aur phir haumary technically bunyadono pay analaysis kartay hoye trading karni parti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur iss Kay liye market ki movement ko monitor karna bohaut zayada important hota hay aur jab haum market may resestence points aur support point ko analyz kartay hoye apni abilities Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay Kyu Kay market may resestence levels ko aur support levels ko identify karna asan hota hay iss liye haumay hamesha market ki resestence aur support levels ko identify karney Kay liye fundamental analysis aur technical analysis ko istamaal karney ki koshish kerni chahiye takay haum market ki movement ko achi tarha say clearly judge kartay hoye trading kar saktay hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye analaysis ki zarorat hoti hay haum market ki movement ko monitor karney Kay liye hameshs fundamental analysis ko istamaal kartay hay aur Phir uss ki base pay haum informative news pay depend Kartay hoye successful trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.

                            Forex trading may haumay hamesha market ki movement ko daikhtay hoye apni trade open karni hoti hay aur jab market may movement ya trends clear nai hota hay tou haumay pehlay market ki movement ko analyz karney Kay liye fundamental analysis karney Ki zarorat hoti hay phir uss Kay bad technically bunyadono pay analaysis ko istamaal kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge aur information ki zarorat hoti hay.

                            Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko analyz karna parta hay phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath learning ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement Kay mutabiq trading karni parti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay jab haum apna knowledge aur experience ko barhatay hoye kamyaabi hasal kartay hay to haumay kamyabi Kay sath trading karney Ka experience bhi hasal hota hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex= support and resistance = successful trader.

                              kamyab trading ke liye support and resistance hamare liye bahut hi ahmiyat rakhte hain aur hamen support and resistance per Hi Kam karna chahie kyunki agar Ham support and resistance PPT ki kisi kaam karte Hain to Ham market mein bahut hi acchi trading kar sakte hain isliye market mein support and resistance kolaj mein dekh Kar kam karna chahie aur jab Ham in level ko dekhkar kam karte hain to kamyabi bhi hamen yakin mil jaati hai isliye support resistance kolaj me dekhna chahie tha ki Ham aasani ke sath kamyab Ho jaaye agar Ham support and resistance ko nahin dekhenge to fir Tum yahan hona hamare liye mushkil ho jata hai isliye support resistance per kam jarur karna chahie
                              market jab bhi movement karti hai to m labels per aakar ruk jaati hai aur FIR yahan se vah apni agali moment pakdati hai isliye hamen jarur level ko dekhna chahie aur inke motapa kam karna chahie tab kamyabi hamare liye bahut hi aasan ho jayegi aur hamen bahut hi fayda milega
                              💖اللهم صل على سيدنا محمد💖

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X