ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai
    Bullish Hammer pattern forex trading mein puri market ke or chart ke direction change kr daita hai js sy market me mojood tamam seller sell sy hat kr buy pr a jaty hain jaisy ke pics me daikh skty hain kh market ke direction eik daam sy badal jati hai or market reverse me up trend mein a jati hai zaida tar ye single hammer tb ata jb market 2 sy 3 bar confirmation dy rahi hoti hai oper jany ky liay agr eska estamal karna hai tu time frame ke mutabiq karein or daikhein kh ks time mein ye aya hai tu usi time frame mein rehty howy apna profit book kr lein $ 100 ky capital pr 0.03 ke lot open kr ky ap asani sy $10 sy $50 dollar tk b a skty agr eik saath 3 lot open kr dein tu hr pattern ke tarah es pattern mein b yaad rakhein kh apnay confirmation lazman daikhni hai or support or resist ka level b check krna hai tb ap eik acha profit book krny me kamyab ho jein gein jaisy he profit book kr lein lot band kr dein tu new lot ni lagani hai jb tk kh apko 100% confirm ho jay dobara sy kh ab doabara market me itni space a gei hai tb tk intaza karein or market ko srf daikhty raheein




    Click image for larger version

Name:	BULL-HAMMER.png
Views:	1
Size:	46.7 کلوبائٹ
ID:	12466437Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	4
Size:	2.4 کلوبائٹ
ID:	12466438Click image for larger version

Name:	hammer-candlestick-pattern_body_Bullish_hammer_candle_EURUSD.png.full.png
Views:	17
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12466439Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	21
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12466440
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

    Candlestick chart mein bullish hammer candlestick ki type hai aap isko bullish hammer pattern nahin bol sakte hain. Candlestick chart pattern mein independent separate candle complete trend ko describe kar sakti hai maloom hona chahie candlestick ki kitni ahmiyat hai.
    Bullish Hammer Bearish Hammer inverted Hammer ko understand krna zaroei hai. jab tak aapko candlestick chart pattern samajhna nahin aata aap aap market mein kamyab nahin ho sakte ho technical analysis ke liye candlestick chart pattern ko samajhkar kam karen aur demo font mein acchi practice karn.
    Bullish hammer forex trading market mein bullish trend ko batati hai ki market bullish move karegi bearish inverted hammer trading market ki condition ko batati hai. Aapko trading market candlestick chart ko important smjhna chye aor candles ko separately daily basis par dekh kr market ka andaza lgana chye.
    forex trading market mein scalping ke liye short term trading ke liye long term trading execution ke liye candlestick chart pattern ka important role hai. Trading technologies software operated hain apko in ko smjhna ana anue.
    • #3 Collapse

      Re: ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

      G bilkul aapne sahe kaha hammer patter forex trading mein market ki direction ko he change ke deta hai aur hammer pattern ek kisam ka bullish reversal candle stick pattern hota hai jo sirf ek he candle per mabni hota hai aur ye ek he candle banta hai aur jise price chart aur financial chart mein dekha ja sakta hai aur hammer ki candle long lower aur wick aur short body aur top candlestick se le krke little ya upper wick tk ban sakti hai ager is kisam ki candle market mein banana shuru ho jati hai tu hame aur bhe ziaydeh alert rehni ki zaroort padti hai aur aapne capital ko bhe achy tarike ke sath manage krne ki bhe zaroort padti hai ager hum hammer pattern ko follow krte hain to hame lot size ka use bhe kam se kam rakh krke he krna hoga aur ho sake to aapne capital ke mutabik he is ka use karen tu aur behtar hoga ager kise trader ke pass equity 100$ se kam hai to ose chahie ke lot size 0.02 maximum rakha kare aur is se ziaydeh ki lot size rakh krke trading na karen aapne capital ke mutabik he kam kare aur risk management ko dekh krke he trade lagaie is cheez ko hamesha aapne mind mein rakh kr ke he kam krna chahie tabhe aur ziaydeh aache tarkike ke sath koie trader kam kr payega aur accha profit bhe forex se earn kr payega aur support resistance ko bhe dekhan boht he zaroori hai ager market kise jagah per support ko break krti hai ya resistance ko break kr deti hai os os time aur ziyadeh alert ho krke kam krna hoga aur aapne account ko secure bhe rakhna hoga completely active ho krke kam krna hoga tabhe forex ke business se accha profit koie trader earn kr payega
      • #4 Collapse

        Re: ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

        G han dear ap nay achi post ki hai kiyu kay ap nay kamyabi hasil karni hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath hamesha karain aur ap ka kam hai kay ap nay acha kam karna hai tu ap candle kay barye mai jan laitye hain tu zayda faida ho jata hai kiyu kay candle kay hisab say kiya gaya kam ap ko kabhi nakami nhi dilaa hai tu ap acha kam kartye hain tu ap ka kafi acha faida hai jub kay ap ka kam acha tabhi hota hai jub ap candle kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai candle kay hisab say acha kam karain ta kay bad mai ap ko es mai kisi bhi qism ka masla nhi banta haj kiyu kay ap nay kam acha kiya hota hai aur ap es mai knolwdge kay sath kam kar rhain hain tu ap es mai aik na aik time pay kamyab ho jatye hain tu ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain kiyu kay ap ka kam jitna acha hota hai ap es mai atna he kamyab hai jub kay ager ap es mai acha kam karnye mai nakam ho jatye hain tu ap kaliye es mai kam karna atna asan nhi rhata hai tu ao nay kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai candle kay hisab say kam kartye hain tu ap kaliye masla nhi banta hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain kiyu kay achye kam ka kafi faida hai ap apna kam mahnet aur lagan kay sath acha kartye rhain ap es mai aik na aik time pay kamyab zaroor ho jatye hain kiyu kay ager kam mahnet aur lagan kay sath acha kiya jata hai tu es mai kamyabi zaroor mil jatye hain tu ap ka kam hai kay ap candle kay barye mai achye knowldge kay sath acha kam karain ta kay ap kamyab ho jain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mamirhayat001 پيغام ديکھيے
          Bullish Hammer pattern forex trading mein puri market ke or chart ke direction change kr daita hai js sy market me mojood tamam seller sell sy hat kr buy pr a jaty hain jaisy ke pics me daikh skty hain kh market ke direction eik daam sy badal jati hai or market reverse me up trend mein a jati hai zaida tar ye single hammer tb ata jb market 2 sy 3 bar confirmation dy rahi hoti hai oper jany ky liay agr eska estamal karna hai tu time frame ke mutabiq karein or daikhein kh ks time mein ye aya hai tu usi time frame mein rehty howy apna profit book kr lein $ 100 ky capital pr 0.03 ke lot open kr ky ap asani sy $10 sy $50 dollar tk b a skty agr eik saath 3 lot open kr dein tu hr pattern ke tarah es pattern mein b yaad rakhein kh apnay confirmation lazman daikhni hai or support or resist ka level b check krna hai tb ap eik acha profit book krny me kamyab ho jein gein jaisy he profit book kr lein lot band kr dein tu new lot ni lagani hai jb tk kh apko 100% confirm ho jay dobara sy kh ab doabara market me itni space a gei hai tb tk intaza karein or market ko srf daikhty raheein




          [ATTACH=CONFIG]16764[/ATTACH][ATTACH=CONFIG]16765[/ATTACH][ATTACH=CONFIG]16766[/ATTACH][ATTACH=CONFIG]16767[/ATTACH]
          Dear aapane bahut hi informative post Hamare Sath share Ki Hai isase jitni bhi junior members Hain unko bahut information Hasil Hui Hogi aur vo apni trading ko best banane ke liye is post ki bahut jyada help Le sakte hain Kyunki ki agar Ham Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Ham ko different candlestick ki complete learning aur information honi chahie Iske bagair Ham Kabhi Bhi Ek successful trader Nahin Ban Sakte. Hammer bullish pattern batanay se pahle main aapko hammer candlestick ke bare mein introduction Dena chahta hun Jiske bad aapko hammer bullish pattern samajhna bahut Aasan ho jaega.

          What is Hammer candlestick:
          Ya aik eai candlestick hoti hai jis ki body babut choti hoti hai or iski wick is sa kafi zyda lambi hoti hai. Agr iski wick ni bany ge tu khabi bhi ya hammer candlestick ni ho sakhti or iska shadows hamesha down ho ga. Ya bullish trend ko indicate krti hai.

          Hammer Bullish Patterns:
          Hammer candlestick Jab complete Ho Jaati Hai To Uske bad Ek conformational candlestick banti hai jo aapko bullish Trend show Karti Hai is candlestick ko bullish hammer pattern Kaha jata hai. Jo aapko yah indication de rahi hoti hai ki market kar next trend bullish hone ja raha hai aur aap use currency ya commodity ko purchase kar sakte hain aur profit Hasil kar sakte hain.

          Importance of hammer bullish Patterns:
          Market Mein jitne bhi candlestick hoti hai vah bahut important Hoti Hai ISI Tarah Hamara bullish pattern Bhi Ek bahut hi important candlestick hoti hai jo aapko market ke bare mein properly indication deti hai aur aapke liye bahut jyada benefits aur advantages ka source banti hai isliye aap to iski proper learning Hasil karna chahie aur Iske complete benefit Hasil karne ki koshish Karni chahie aur apni trading ko perfect banaa Lena chahie.
          • #6 Collapse

            Re: ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

            Dear brother aapane bahut hi acchi information share Ki Hai jismein aapane Hamen bullish candle ke bare mein bataya Hai Ham Dekh Rahe Hain ke market Mein Jab Bhi downtrend ke bad Ek market Mein Hamara police scandal banti hai to ismein Dekha Ja sakta hai ki market mein se seller out ho rahe hote hain aur Market Mein Bhaiya in ho rahe hote hain Jiski vajah se yah candle banti hai aur is Candle ke banne ke bad market ka trend totally change ho jata hai aur ham ismein apni e trade Le sakte hain.

            Deer JP market Mein Hema bullish pattern banta hai to isase aap dekh sakte hain ki market ka trend totally change ho jata hai agar aap Forex Mein trading Ke dauran Jab Bhi Kisi Jagah per yah pattern dekhte hain to aapko samajh a Jana chahie ki market ka Trend ho sakta hai ki change ho jaaye aap market Apna trend short term ke liye bhi change kar sakti hai aur Market is Main Long term ke liye bhi apna trend change kar sakti hai kiya jaaye aap apne timeframe ke hisab Se Apna Idea Laga sakte hain ki market long-term ke liye Ye band change Karegi ya FIR short-term ke liye Kyunki aap jis Tarah ka time frame istemal Karenge aap ko ismein ISI Tarah Ki trades mil sakti hain.

            Dear is picture Mein Dekha Ja sakta hai ki market Mein Jab Bhi hammer bullish pattern banta hai hi Uske bad market ki totally movement change ho jaati hai aur Market mein se buyers apni trade Lena shuru ho Jaate Hain aur market se sala Apna profit exit karna Shuru kar dete Hain To isase Ham apni trade bhi le sakte hain jismein Ham apni trades ka profit select kar sakte hain aur apne timeframe ke hisab se Ham ismein Apna profit take kar sakte hain bear Agar Ham Forex trading Ne Dekhen to ismein bahut Sare candlestick patterns bante Hain Jin Ka istemal Karke Ham trading Mein Achcha profit Aam kar sakte hain lekin Inko samajhne ke liye Ye aapke pass experience aur knowledge Ka Hona bahut Jaruri hota hai tab hi aap ine chijon ko samajh sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mamirhayat001 پيغام ديکھيے
              Bullish Hammer pattern forex trading mein puri market ke or chart ke direction change kr daita hai js sy market me mojood tamam seller sell sy hat kr buy pr a jaty hain jaisy ke pics me daikh skty hain kh market ke direction eik daam sy badal jati hai or market reverse me up trend mein a jati hai zaida tar ye single hammer tb ata jb market 2 sy 3 bar confirmation dy rahi hoti hai oper jany ky liay agr eska estamal karna hai tu time frame ke mutabiq karein or daikhein kh ks time mein ye aya hai tu usi time frame mein rehty howy apna profit book kr lein $ 100 ky capital pr 0.03 ke lot open kr ky ap asani sy $10 sy $50 dollar tk b a skty agr eik saath 3 lot open kr dein tu hr pattern ke tarah es pattern mein b yaad rakhein kh apnay confirmation lazman daikhni hai or support or resist ka level b check krna hai tb ap eik acha profit book krny me kamyab ho jein gein jaisy he profit book kr lein lot band kr dein tu new lot ni lagani hai jb tk kh apko 100% confirm ho jay dobara sy kh ab doabara market me itni space a gei hai tb tk intaza karein or market ko srf daikhty raheein




              [ATTACH=CONFIG]16764[/ATTACH][ATTACH=CONFIG]16765[/ATTACH][ATTACH=CONFIG]16766[/ATTACH][ATTACH=CONFIG]16767[/ATTACH]
              forex market Mein candlestick patterns Mein kuchh baton aise available han to bahut jyada use hote hain aur inference ka result aapko har time frame Mein achcha Mil jata hai Jo tradus market Mein scalping kar rahe hain unko Hema baton per trade Karne se achcha result milta hai kyunki yah pattern jab bhi banta hai uske bad market reversal leti hai ya pattern hamesha sport level per ban raha hota hai agar aap is market mein main Hema petrol per trade karna chahte hain to aapko iski information honi chahie kiye pattern kaisa hota hai aur is per trade kaise li jaati hai Jo tradus market mein main soch samajh Kar kam kar rahi hote hain unko achcha result Mil jata hai is market Mein trade karne ke liye aapko planning karni hogi uske bad aap is market Mein kamyab Ho jaate Hain Jo tradus market Mein planning ke bajar kam karte Hain vah kabhi bhi in candlestick patterns per trade nahin kar sakte kyunki and candlestick patterns per trade karne ke liye aapko confirmation ka intezar karna hota hai uske bad aap is market Mein acchi trade laga sakte hain Jo ladiss market Mein confirmation candle ke bad trade lagate Hain unko is market mein main positive result milta hai agar aap apne account ko group karna chahte hain to aapko is market Mein soch samajh Kar kam karna hoga uske bad aap is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain agar aap is market Mein achcha decision lete hain to aapka account bahut jaldi profit Mein a jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

                Dear forex members forex trading Kay doraan market may jitni bhi candal sticks appears hoti hay un sab ki bohaut zayada importance hoti hay Kyu Kay haumay trading may market ki movement ko aur trends ko samjhnay Kay liye hameshs candal sticks pay depend karna parta hay Kyu Kay Candal Sticks patterns bohat zayada important patterns hota hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko monitor karna hota hay jiss Kay liye haumay hamesha candal Sticks patterns ko samajhna zarori hota hay Kyu Kay har Candal apney andar makhsoos time frames ki mukamal information aur proper history rakhti hay jiss ki har traders ko trading karney say pehlay market ki movement ko monitor karney Kay liye candal sticks ki different types aur direction ki samjh aur learning Hona bohut zayada zarori hota hay Kyu Kay tabhi haum kamyab aur Profitable Trading Kar saktay hay jab haumay trading may market ki movement aur trends ki information hoti hay to haumay zayada achay tareekay say trading karni ajaati hay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko daikhtay hoye apni trade open kernay Kay liye bohat zayada important hota hay Kay haum trading kartay hoye trading tools aur indiactors ko utilize kartay hoye trading karay to bohut zayada kamyaabi hasal hoti forex trading may haumay discipline Kay saath saath learning ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq Kam Kartay hoye successful trading kartay hay to haumay zayada achay tareekay say complete knowledge aur learning Kay sath trading karni parti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay forex trading may haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye takay haum trading kartay hovay selling ya buying pay market ki movement ko monitor kartay hoye apni trade open Kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.

                Forex trading may jab haumay chart patterns pay Indicaters aur Candal Sticks patterns ki information hasal hoti hay aur phir jab haum uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading May traders ko bohut zayada kamyaabi tabhi hoti hay jab wo apna knowledge aur learning ko zayada say zayada improve kartay hoye trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.

                Forex trading may Jab haum market may Hammer Bullish Patterns ko appear hotay dekhtay hay tou haumay uss waqt apni abilities aur skills Kay mutabiq trading strategy tarteeb daytay hoye trading karni chahiye takay haum proper tareekay say market ki bullish trend ko analysis kartay hoye apni trade open kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay jab market may BULLISH trend bantay hay tou haumay uss waqt market ki movement ko monitor karna hota hay Phir uss Kay mutabiq apni trade open karney ki koshish kerni chahiye takay haum market ki movement Kay hisaab say bullish trend ko judge kartay hoye trade open kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.

                Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath Kam karna parta hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay aur iss Kay liye haumay hamesha apni learning aur information skills ko increase aur improve karney ki koshish kerni chahiye takay haum market ki movement ko analyz kartay hoye achi aur effective trading kartay hoye zayada say zayada achi earning hasal Kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.
                • #9 Collapse

                  Re: ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

                  aapane bahut hi acche unwan per post ki hai main aapki post ko like bhi Kiya hai kyunki aapki post mein bahut achcha knowledge hai main samajhta hun ki agar Ham dekhen to hammer bullish pattern hamare liye bahut ahmiyat rakhta hai hamen isko jarur samajhna chahie bahut se new logon ko patrons ki samajh nahin hoti hai jiski vajah se vah kamyab nahin Ho paate Hain hamen pata ramji ki samajh honi chahie tab kamyabi hogi jab Ham Patra ko theek tarike se samjhenge to tab hamari kamyabi bahut hi acchi ho jayegi aur market se hamen achcha munafa milega.
                  jab Ham market ko rojana dekhte hain to market ki practice per hamen bahut hi acchi trade mil jaati hai aur hamen market ka bahut accha Dada ho jata hai isliye hamen chahie ke Ham jarur amarpatan ko bhi samjhe tarike se hamen acchi trade mil sake aur hamen achcha munafa mil sake.
                  💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                  • #10 Collapse

                    Re: ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

                    Hello dosto aaj mein Hammer chart pattern k baray mein discuss karu gi is chart pattern ko market reversal signal bkhety hai. yeh downtrend mein banta hai yani jb kisi currency wegera ki price uper se nichay ay jati hai aur candelstick is shakal ki ban jaye to is ko hammer chart pattern khety hai. is shakal is tara ki hoti hai ap nichay di gai picture mein dhekh sakty hai. is pattern mein nichay wali line jis ko forex ki zuban mein shadow khety hai real body ki lenght uper wali se kam se kam do gunna bari honi chaiye. agr kam ho to yeh hammer pattern nai ho ga. aam tor per hammer ka uper wala hisa yani real body choti hogi ya bilkul nai hogi. aur jb yeh pattern ban jaye to ap buy kr sakty hai.


                    Ji bilkul ap ka bnaya gya markit ka movement bilkul drust hy kuch trader is stragity ko use karty hain but jab markit ka bahao ua behavior bohut nazok ho to ap ye stregity use ni kar sagty kiyon k markit us waqt lamby candles nikalti hay aur un ko smajhna thora mushkil hy aur ho sagy to big candel stragiti bnao taky completely faida ho aur profit jain kar sakein new traders
                    • #11 Collapse

                      Re: ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

                      forex trading mein market ki direction ko he change ke deta hai aur hammer pattern ek kisam ka bullish reversal candle stick pattern hota hai jo sirf ek he candle per mabni hota hai aur ye ek he candle banta hai aur jise price chart aur financial chart mein dekha ja sakta hai aur hammer ki candle long lower aur wick aur short body aur top candlestick se le krke little ya upper wick tk ban sakti hai ager is kisam ki candle market mein banana shuru ho jati hai tu hame aur bhe ziaydeh alert rehni ki zaroort padti hai aur aapne capital ko bhe achy tarike ke sath manage krne ki bhe zaroort padti hai ager hum hammer pattern ko follow krte hain to hame lot size ka use bhe kam se kam rakh krke he krna hoga aur ho sake to aapne capital ke mutabik he is ka use karen tu aur behtar hoga ager kise trader ke pass equity 100$ se kam hai to ose chahie ke lot size 0.02 maximum rakha kare aur is se ziaydeh ki lot size rakh krke trading na karen aapne capital ke mutabik he kam kare aur risk management ko dekh krke he trade lagaie is cheez ko hamesha aapne mind mein rakh kr ke he kam krna chahie tabhe aur ziaydeh aache tarkike ke sath koie trader kam kr payega aur accha profit bhe forex se earn kr payega aur support resistance ko bhe dekhan boht he zaroori hai ager market kise jagah per support ko break krti hai ya resistance ko break kr deti hai os os time aur ziyadeh alert ho krke kam krna hoga aur aapne account ko secure bhe rakhna hoga completely active ho krke kam krna hoga apka bahot shukriya.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: ye unwaan HAMMER BULLISH PATTERN pr mabni hai

                        Ji Hamen apni trading ko dekhna chahie aur apne time pe kam karna chahie Agar Ham Apne time per Apna Kam Karenge To Hamara bonus level improve Hoga so isiliye Dil gaon ka kam Karen mehnat ke sath Karen aur complete Karke success Hasil Karen so Dil Laga ka kam Karen mehnat karne mein hi Hamara advantage hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X