Risk managmnet kitna zaroori hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk managmnet kitna zaroori hai ?
    Asslam alkum dear friends hum trading mai kafi cheezain discussion kartye hain mai ye khaina chata hun kay es mai ager acha kam kiya jata hai tu us kaliye risk managmnet bhi kafi zaroori hai tu ap kay khyal mai kitna zaroori hai ?
    $$$ Never Give Up $$$
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

    Forex trading karte hue risk management ki ahmeyat
    forex trading market mein jab apni trade open karte ho to sabse pahle acchi planning hoti hai . Planning karte hue kin baton ka khayal rakhna important hai main aapko yah baat batana chahta hun. forex trading market technical analysis ko understand karke trade open karni hogi.
    Trade open karne se pahle aapko apne capital ke bare mein maloom hona chahie ki aap ko safe trading ke liye lot size kya rakhni hai. Uske alava aapko market mein news calender ko bhi dekhna hota hai. agar koi aisi dangerous news scheduled hai jisse market mein trend change ho sakta hai ya market zeyada move kar sakti hai
    To iske according hamen apni e settlement karna hogi jismein stop loss and profit manage karna hoga.
    Self made strategy banakar trading karna
    Trading market mein hamen independent trading strategies banaa kar kam karna chahie yah hamare liye zeyada faydemand ho sakta hai because forex trading market mein professional approach rakhna expert trading karne ke liye zaruri hai. Important trading factor score calculate karte hue data calculate karna aur extract karke sport aur resistance actual trend maloom karte hue trade manage karna acche trader ki ki nishani hai.
    Market ke sentiments ke bare mein agar maloom ho jaaye aur aur jis currency pair per aapane trade open karni hai use ka seller and buyer trading ratio maloom ho jaaye yah important data count kiya ja sakta hai aapko perfect earning mil sakti hai. Forex trading market mein multiple trading tools use karne wala trader kamyab hota hai management karna important hai.
    Skills aoe experience ka role forex trading market main.
    Forex trading market international risky business hai jis mein agar aapke pass achcha experience hai acchi skills rahen inko use karte hue aap kamyab ho sakte ho agar aap ko management nahin aati technical aur fundamental analysis understand karna mushkil hai technical aspects ko manage karna indicator ko use karna trendline use karna metro for terminal ke tools ko istemal karke management karna nahin aata aapko demo account mein practis karna hogi.
    jab tak aapko demo account mein ine sari chizon ki samajh nahin a jaati aapko real trading account mein trade open nahin karni chahie ismein aap ka fayda hota hai. Forex trading market mein jaldbazi se kamna lo trading karne ke liye aapko bahut marva ke mil sakte hain agar aap trading market mein long time ke liye survive kar sakte ho to earning possibilities increase ho sakti hain.
     
    • #3 Collapse

      Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

      Risk Management hay kea?
      Risk ka matlab ye hay kay agar ham koi trade laganay lagay hen to hamko bahot sary pehlo ko zehan men rakh kar trade lagani ho ge, jesa kay account ki equity ko made nazar rakhna bahot he lamzmi hay agar ham equity ko nazarandaz kar kay trade karen gay to mumkin hay account wash ho jay, aislye risk itna lena ho ga jitna hamara account men bardasht ho misal kay toor par ham 500 dollar kay account pay 1$ lot laga letay hen to ye sara sar ghalt hay aor agar ham itnay he account par 0.25 ki lot laga len to ye account mukamal tor pay mehfooz hay kyn kay ab ais account men 2000 pips ki gunjaish hay to ye kehlata hay risk. aor risk management
      Risk Management kitna lazmi hay?
      Agar ham forex men risk management ko nazar andaz kar len gay to hamne lazmi nuksan ho to forex men risk management 100% zarori hay kyn kay agar ham na money management karen, na he ham time management karen aor na he plan acha karen to forex sy hamen loss he ho ga aislye ye bahot lazmi hay kay ham forex men har lehanz sy management kar kay kam karen to kamyab hon gay.
      • #4 Collapse

        Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

        Walekum assalam yes dear aapki baat bilkul theek hai Ek successful trader hone ke liye Humko bahut Sare important factors per focus karna hota hai agar Ham koi bhi important factor mis kar dete Hain To Ham Ek successful trader Nahin Ban Sakte aur UN factor mein se ek important factor risk management bhi Hota Hai risk management ki Hawale se main aapse Kuchh information share karna chahta hun jisse a junior members ke knowledge mein izafa ho jaega aur iske sath sath unko apni safe trading karne mein bahut jyada help milegi.

        Risk management Ek complete study Hai Jisko aapane bahut carefully learn karna hota hai is main aapke account balance ke mutabik aapane apni trading Karni hoti hai aur aapane Jitna Bhi aapke paas available balance Hota Hai aapane Uske mutabik risk Lena hota hai Kyunki agar aap apni trading per Jyada risk Lenge to aapke liye Jyada nuksan ka Shabab ho sakta hai.

        Isliye Humko apni trading effective aur profitable banane ke liye risk management ke rules and regulations ko properly follow karna hota hai aur is per carefully kam karna hota hai agar Ham risk management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge to hamare liye bahut Sare problems ho sakte hain aur ham apni trading mein bahut jyada nuksan kar sakte hain Agar Ham risk management ke sath acche tarike se kam Karte Hain To Ham ek se trading karne ki position Mein a sakte hain aur aur iske sath sath Humko Achcha profit bhi Hota Rahega.
         
        • #5 Collapse

          Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

          Dear forex members jab haum forex trading ka Kam start Kartay hay to haumay ake bat zehan nasheen kar Lani chahiye Kay trading ka Kam risky bhi hay aur profitable bhi hay trading may Jab haum trading risk ki bat kartay hay to haumay pata hona chahiye Kay haum risk ki bat kiss aspects may Kartay hay trading may risk iss liye kaha jata hay Kay jab haum bagair attention Kay trading kartay hay to wakti tor pay appko trading may faida hota hay magar Lazmi nai hota hay Kay har dafa hi appka tukka method Kam Kar sakay iss liye haumay hamesha koshish karni chahiye Kay jab haum kisi bhi currency pair pay sell ya buy kartay hay to haumay sab say pehlay uss ki direction ko judge karna hota hay aur expert traders ki iss Kay baray may opinion ko importance daytay hoye trading karni parti hay.

          Jab haum trading kartay hay to haumay zayada profit hasal karney Kay liye hameshs informative news pay focus karna hoga aur manual analaysis ko istamaal karna parta hay phir hi app Trading may risk laytay hoay trading kar saktay hay aur hamesha appni learning ki base pay trading strategy tarteeb daytay hoye trading karni chahiye .

          Forex trading may trading start karney say pehlay app hsmesha apney liye ake plan rakhy Kay meary pass itna margin hay aur trading kartay hoye itna profit ya loss meary liye kablay ksbool hay aur risk trading karney Kay liye appko hamesha apna account balance dekhna hota hay aur Technical cheezo ko bhi dekhay aur technical analysis Kay nam say expert nay currency ka jaiza lia hota hay aur kuch support aur resestence points bhi bataya hotay hay.
          • #6 Collapse

            Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

            Agar ham forex men risk management ko nazar andaz kar len gay to hamne lazmi nuksan ho to forex men risk management 100% zarori hay kyn kay agar ham na money management karen, na he ham time management karen aor na he plan acha karen to forex sy hamen loss he ho ga aislye ye bahot lazmi hay kay ham forex men har lehanz sy management kar kay kam karen to kamyab hon gay.trading ka Kam risky bhi hay aur profitable bhi hay trading may Jab haum trading risk ki bat kartay hay to haumay pata hona chahiye Kay haum risk ki bat kiss aspects may Kartay hay trading may risk iss liye kaha jata hay Kay jab haum bagair attention Kay trading kartay hay to wakti tor pay appko trading may faida hota hay magar Lazmi nai hota hay Kay har dafa hi appka tukka method Kam Kar sakay iss liye haumay hamesha koshish karni chahiye Kay jab haum kisi bhi currency pair pay sell ya buy kartay hay to haumay sab say pehlay uss ki direction ko judge karna hota hayforex men risk management 100% zarori hay kyn kay agar ham na money management karen, na he ham time management karen aor na he plan acha karen to forex sy hamen loss he ho ga aislye ye bahot lazmi hay kay ham forex men har lehanz sy management kar kay kam karen to kamyab hon gay.
            • #7 Collapse

              Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

              Forex trading me risk management bohat zaroori hai agr ap ny risk management ni krty hain tu apko nuqsaan b ho skta hai or account wash b ho skta hai jaisy apka capital $ 100 hai or apny 0.10 ke 2 lots open kr dee hai tu ksi b time apka account wash ho skta hai esi tarah agr ap 2 lots 0.05 ke open krty hian or dono pair hedging pair hain tu apka nuqsan kaam sy kaam ho ga es liay kh agr eik pair up trend show krta hai tu dosra pair down trend show kr dy ga js sy apka acha profit na see thora sa profit zaroor ho ga es tarah hr rooz thoray thoray amount increase kr ky ap apna capital $ 10,000/- tk ly kr ja skty hian 1 saal ke ander ander
              • #8 Collapse

                Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

                Risk Management: ​dear members risk management trading main ek Bohat important factor Hy. Agar aap risk management ko use karte hue Apna trade karte hain to aapko bahut kam loss hota hai aur aapke profit Keko Salon karte hue Apna trade karte hain to aapko bahut kam loss hota hai aur aapke profit Ke Chand Se Jyada isliye aapko Hamesha Apne trade ko Kamyab banane ke liye risk management aur money management ko follow karte hue Apne trading karne chahie Taki aap Kamyab ho sake aur ek Achcha experience karne ke saath Saath Apne trade Mein acche income Hasil kar sakte hain. Risk management aapko Kamyab banataKamyab banata hai. Aapka confidence increase karta hai isliye aapko chahie ke apni trading co Kamyab banate HueAapka confidence increase karta hai isliye aapko chahie ke apni trading co Kamyab banate Hue aap risk Lena Sikhaya Kyunki agar aap risk Nahin Lenge to aapko kamyabi bhi nahin Milegi aur aap kabhi Ayi Achcha earn nahin kar Sakenge. Tamam factors ko check krny k bad ap trade krain gy gy to ap accha trade kr sakain gy.
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

                  Walaikum Assalam there aapane bahut acchi baat pouchi Hai Aur iska yah jawab hai ki Jab aap to Forex Mein kam Karte Hain To sabse pahle Hamen risk management ko Apne mind Mein Rakhna chahie aur Hamen Apne mind ko is hadta ya is level Tak Lekar Jana chahie kya Ham risk management ke sath kam kar sakte jab tak hamare pass management Nahin Hoti Hai hamare pass experience Nahin hota hai Ham Forex Mein Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte hain Hamen sabse pahle experience Hasil karna chahie aur experience Hasil karne ke liye Ham demo account ke help Le sakte hain aur uske sath Nahin Ham vahan per bhi risk management course sikhate Hain risk management ko Ham sekh kar sakte hain aur uske Sathi Ham Apne senior se bhi Hamesha help Le sakte hain or is main Hamesha hi Hamari bahut help Karte Hain Hamen Forex Mein Hamesha hi bahut zeada care ke sath kam karna chahie aur Hamen Bar Bar bhot zeada ehtiyat ke sath kam karna chahie Hamen Hamen trading karne ke liye risk management samajhna hoga or Jab tak Ham management Ko Nahin samajhte Hain Ham Kabhi Bhi kamyabi ki taraf Nahin Ja sakte hain Nahin Ham Kabhi acchi earning gain kar sakte hain Hamen Forex Mein Hamesha hi bahut focus ke sath aur bahut jyada analysis ke sath aur bahut jyada practice ke sath Hi Kam karna hoga Kyunki Bina practice kiye Bina Karni abhi ham game nahin kar sakte hain Hamen bahut bahan uske sath kam karna hoga aur Hamen Bar Bar market ko analyses karna hoga jab tak Ham market ko analysis nahin kar sakte hain Ham Kabhi Bhi kamyabi ki taraf Nahin Ja sakte hain Hamen Hamesha hi learning k Sath kam karna chahie aur kabhi bhi lalach nahin Karni chahie Hamen is management ko samajhne ke liye ek apne mind main concept Rakhna chahie ki agar hamare pass 10 dollar Hote Hain 10 dollar per Ham Ham kitne Lot ki Laga sakte hain uske sath Hi Agar hamare pass 20 dollar hote hain to us per Ham Kitni trade open kar sakte hain ise Tarah Se Agar 100 dollar Hai To 100 dollar per Ham kitne trade open kar sakte hain To Hamen is cheez ko samajhna chahie aur Agar Ham is chij ko samajh Lete Hain To Ham Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte7
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
                    Asslam alkum dear friends hum trading mai kafi cheezain discussion kartye hain mai ye khaina chata hun kay es mai ager acha kam kiya jata hai tu us kaliye risk managmnet bhi kafi zaroori hai tu ap kay khyal mai kitna zaroori hai ?
                    forex market me risk management bahut hi jaruri hota hai kyunki is market Mein kafi jyada risk hota hai aap apne account ke liye had se jyada bridge lete hain to aapka account safe rahata hai is market mein aap par depend kar raha hota hai agar aap apne account per jyada risk lete hain to uski vajah se aapko jyada fayda ya nuksan Ho jata hai is market Mein aapki reading skills agar acche hain aur aapko yah confidence hai ki aap is market mein jo trade open karenge use per aapko hundred percent profit hoga to aap is market Mein apna account per jyada Le sakte hain aur apne account per achcha result hasal kar sakte hain Jo dress market mein main jyada lete hain unko kabhi bhi nuksan ho sakta hai aur unka account wash ho sakta hai agar aap is market Mein money management ke rules ko follow karte hue kam karte hain to aapko is market mein fayda ho jata hai jo dress market Mein overtrading kar rahe hote hain yah is market mein jyada fast earning hasil karne ke liye jyada press lete hain unko kabhi bhi kamyabi nahin milati is market mein aapko hard work karna padta hai aur ismein planning ke sath kam karna padta hai tab aapko is market Mein se achcha profit milta rahata hai Jo tradus market Mein profit hasil karne ke liye hard work karte Hain humko Punjabi mil jaati hai otherwise aap is market Mein kabhi bhi kam jab nahin ho sakte.
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

                      Forex trading mai risk ka factor bohat ziada hota hai. Jo traders risk ko manage kernay mai kaamyab ho jatey hain woh bohat kaamyab traders bann jatey hain. Laikin jo traders risk ko manage kernay mai nakaam rehtay hain woh bohat loss uthatay hain. Forex trading business kernay waley traders kay liye iss baat ko samajhna bohat zaruri hota hai kay risk management kay saath business kaamyabi ki zamanat hota hai. Traders senior ho ya junior her aik ko he risk ka saamna kerna parta hai iss liye risk ko serious he laina chaiye aur kisi bhi soorat mai risk kay saath trading nahi kenri chaiye.

                      Forex market ki movement pay bohat ziada impacts internal aur external dono tarah say he aa rahey hotay hain. Internal effects market mai demand aur supply ki ratio disturb honay say atey hain. Jab market mai kisi cheez ki supply bihat ziada aati hai aur aati bhi achanak hai tou uss ki demand say ziada ho jaati hai. Aur issi tarah kisi cheez ki demand Kamm honay say bhi achanak uss cheez ki market mai ziadati ho jaati hai jiss say market mai balance kharab ho jata hai. Yeh market kay aisay internal risks ho saktay hai jo traders ko pehlay say manage kernay hotay hain kiyu kay aisi unexpected movements say bhi traders ko loss ho saktay hain. Forex trading external effects bhi bohat ziada risk Bana daitay hain kiyu kay traders ko pata nahi hota aur market pay kisi political event ya natural desasters ki wajah say market mai bohat disturbance hoti hai. Iss tarah bhi traders ko risk face kernay partay hain jinhain pehlay say manage kerna hota hai.

                      Risk management kay liye strong account balance aur uss kay saath saath lot size ki selection bohat ziada zaruri hoti hai. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay apnay business ko safe aur secure tareekay say jaari rakha jaa sakey
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

                        Assalamu Alaikum dear Forex member Forex pr trading krty Waqt Hamara main target Apne loss Se Bachana hota hai tar ke Ham Apne account ko safe Rakh sake uske liye important hai ki Jab Ham apni trade ki analysis karen to Sath hi Sath apni trade ki risk management bhi Karen Karke Hamare trade ke loss ke chances kam se kam ho aur Hamen Achcha profit mile Agar hamare pass learning Hai Achcha knowledge hai Achcha experience Hai To Ham apni trade ki acchi analysis Karte Hain aur Hath se apni trade ko safe karte hain aur sath hi Sath Hamen chahie ke Ham Apne trade ki risk management bhi Karen Agar Hamare account mein amount Kam Hai To Hamen Apne trade law risk per Lagani chahie Taake Agar Hamen loss Ho bhi Jaaye To Ham usko recover kar sake amount kam hone per Hamen high-risk per trade kabhi bhi nahin Lagane chahie ki agar Hamen loss Ho Gaya To Ham usko recover nahin kar Payenge Aur Is Tarah Hamara account Band Ho Jaega Hamesha Jab Bhi aap trading start karen to low-risk potret lagaen Kyon Ke Humne Apne account ki amount ko maintain bhi Rakhna hota hai aur losco recovery bhi karna hota hai aur Agar account mein amount Kam Hai To Ham loss ko recover nahin kar Payenge aur account Band Ho Jaega isliye safezone mein rehte Hue trading Karen aur apne trade ki risk management bahut important hai kabhi bhi risk management kiye bagair trade open na Karen is Hamen bahut loss Hoga Agar account mein amount jyada hai Fir Bhi Hamen low risk per trade Lagani chahie sal ke hamara account balance maintain Rahe aur vajah Ya Na Ho Kyonki Hamara main target Hamare account ki safety hota hai Taki Ham acchi earning ko continue kar sake agar aisa is the loss ko recover Karte Karte Hamara account Band Ho Gaya To Ham acchi earning ko kanyaon ko nahin kar Payenge aur ham working bhi nahin kar Payenge isliye apne aap ko sirf rakhte Hue kam Karen jakar aap acchi earning ko continue kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

                          Assalam o alikum dear members 😇
                          G forex trading main risk management but hi zroRi hay is liya humen apny account ko manage Kar Kay hi kam krna ho ga tab hi hum kamyab ho pain gain
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

                            Dear members Forex main profitable trading karne ke liye aur apne balance ko safe rakhne ke liye risk management bahut jyada jaruri hai agar Ham risk management ke according trading Karenge To Ham easily Forex Mein profitable trading kar sakte hain aur apni earning ko increase kar sakte hain Hamen koshish karni hai ki Hamesha money management ke rules and regulations ko follow Karen aur trading karte waqt Apne balance ke according 2 % Se Jyada Kabhi Bhi Jyada risk Naal hai agar aapka best analysis hai aur aapke pass Jyada Achcha experience hai to aap easily Apne experience aur apne knowledge aur apne analysis ko follow karte hue Jyada risk Le sakte ho aur Market Se Accha profit Hasil kar sakte hain Hamen Hamesha koshish karni hai ki money management ke rules ko follow Karen aur money management ke according hi risk Le risk management Ko Agar Ham ignore Karenge To Hamen loss ka Samna karna pad sakta hai aur Hamara account wash hone ki bhi chances Hote Hain isiliye Hamen koshish karni hai ki Ham apni learning power ko strong Karen aur Forex mein jyada Se Jyada mehnat karte hue trading Karen without analysis without Marji management trading karna bahut jyada risky hai Hamen kam se kam risk lete Hue trading karni hai aur accha profit ke liye struggle karni hai Forex trading business main expert or senior traders Hamesha money management or risk management ke according apni trading karte hain per Hamesha Kamyab Hote Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Risk managmnet kitna zaroori hai ?

                              Risk management trading me bahot zarori hoti hay safe aur risk free trading risk management key base par ki ja sakti hay agar risk ko manage hi na kia jaye to Forex market me etna zeyada risk involve hota hay key traders key ley account balance ki safety karna possible hi nahi hota hay, risk management strategy agar strong ho to bahot mushkil se hi trading me loss ho sakta hay, jetna ham risk ko manage kar key chaly gey hamary ley trading karna profitable be ho saky ga aur asaan be ho saky gi, risk management different tareequ se ham kar sakty hey jes ko samjny ki koshish har trader ko hi karni chaye,

                              1. Trading tools ko use karty howy ham risk ko manage kar sakty hey es key ley ham lot size ki selection bahot soch samaj kar karna ho gi aur take profit aur stop loss jesy tools ko be use karna ho ga esi key sath hamy pending orders jesi sahulat ka be use karna ho ga ye be risk ko manage karny me bahot important role play kar sakty hey,

                              2. Hamari planing aur trading strategy esi honi chaye key es se hamy risk ko manage karny me help mil saky gi, risk ko ham market analysis key base par be manage kar sakty hey achi market analyzing ki jaye aur risk reasonable leya jaye to har sorat me market me ham risk ko manage karny me kamyab ho sakty hey, risk agar zeyada na leya jaye to be hamy risk ko manage karny me asani ho gi.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X